what is a currency carry Trade ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is a currency carry Trade ??
    hello dear friends mara apne seniors se swaal hai k forex markit main currency carry trade se kia murad hai ? our is k lia benefits hote hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is a currency carry Trade ??

    Je dear forex carry trading currency trading ma envolve hoti hai. Jesa k forex ma agr trader USD/CHF par buy ki trade open karty hain to trader actually usd dollar ko buy karta hai or swis franc ko sell karty hain. Trader jis currency position ko sell karta hai us par interest ko pay karta hai or jis currency ko buy karta hai uska interest gain karta hai. Carry trading forex ma ik special spot ki heseyat rakhti hai. So trader ko har roz interest ki payment karna hoti hai.

    Ye payment wo apni currency pair trade ki buy or sell position k behalf par karty hain. Har trade ki postion day k akhir ma ya apni completion par close hona hoti hai. But jb trader next session ma en trades ko phr sy open karta hai to esko en ma kio changing nazar ni ati. Broker hamari trades ko close or reopen karny ki ehleyat rakhta hai or jb trade trading day ki completion par close ni ki jati to interest rate to 2 currencies ka difference hota hai usko trader k account ma debit/credit kar deya jata hai.

    Es cost ko forex ma rollover ya carry trading ki term sy denote kiya jata hai. Trader ko chahe k jis trade ma usko loss na ho ya kam loss ho to wo trading session k close hony sy pehle he enko close kar dey ta k wo rollover ya carry trading sy bach sakty. But agr trader ko bhot zayada running loss hai to phr us k trades ko close karna kio value ni rakhta kiu k wo already bhot loss ma hota hai. Esi condition ma tradet ko pata hota hai market wapas aye gi to he us ka loss recover ho sakta hai warna loss ko recover karny ki kio or sorat ni hai. Forex ma carry trading bhot small hoti hai or ka over all profit par ya loss par etna faraq ni parta .
     
    • #3 Collapse

      Re: what is a currency carry Trade ??

      AOA dear friends , Forex mein currency carry trading aap log kar sakte hain aur Jis Ka plan aap ko weekend ke hisab se karna chahie kyun ky market bhi weekend pr close hoti hai aur hamen bhi apna schedule market ko dekhte hue plan karna chahie aur well weekend par trade carry karna sahi nahi hota isse hame tension bhi rehti hai ke agar market open hote hi hamare against move hogai to hamare account ka kya hoga is lia behtar hai ke weekends par trade carry na ki jae aur

      trade ko jari rakhna humari apni marzi he hum agar apne account balance ko roshni min rakhte hue trading karin to humari trade kafi waqat chale gi aur hum kisi waqat bhi chahin us trade ko close kar sakte hin. Es karobar min jeise jeise hum ziyada intrust leite hin to humin ziyada se ziyada faida mil sakta he aur hum yahan pe apni investment karte hin aur market bhi remain in movement rehti he pora hafta to eisi buhat sari jagah ati hin jab hum es karobar se earning kar sakte hin aur Dear agr ap ko lgta hai k is trade mai profit acha mily ga tu ap os trade ko over weekend kr skty hai phly is k bary mai details mai lai tb ja kr over weekend trade lga lai aur Trading 5 days 24 hours hoti hy aur 2 din rest hota hy aur na hi aap order laga saktey hain aur na hi order close kr saktey hain. Is leye aap ney jo bhi decision lena ho woh friday ki night ko ley lia karain. Agar aap strategy change krna chahtey hain to friday ko hedging kr lain aur monday ko new planning key sath trading start krain. Aur mera to aapko mashwara yehi hoga ke aap pani trades ko next week tak mat lay jaya karenq k is se aapko loss honay ka khatra ho skata he kis ke lye aapko behtar yehi hoga ke aap apni trades ko existing month me hi kahtam kar den or phr new week se new trades open kare to apko zaroor profit hoga
       
      • #4 Collapse

        Re: what is a currency carry Trade ??

        Agar ham forex market main different currency pairs main trade kerty hain tou pair main trade kerny ky liay hamain koi aik pair trading ky liay select kerna perta hai jis main two currencies ky rate change ker hamain trade open kerna hoti hai ky hamari ham same pair main trade open kerty hain tou dono ky rates main ho difference hota hai isi per ham forex market main trade open kerty hain aur continue kerty hain ky jesy jesy dame curreny pairs main dono ky rates main difference increase ya decrease hota hai tou hamain open trade main profit ya loss hota hai lekin aik hi time per ham pair per trade kerty huey pair ki dono currencies per trade nehi ker rehy hoty hain dono main sy aik per trade ker rehy hoty hain aur woh bhi isterha ky pair main hi currency first hoti hai is per hamari trade other currency ky against chal rehi hoti usi ky agar ham aik pair eurusd select kerty hain trading ky liay tou hamari her trade euro per hogi jabky ham euro per trade USD ky against ker rehy hongy ky agar euro main koi big change ati hai tou hamain open trade main profit ya loss hota hai jabky agar euro main koi chance nehi ati USD main change ati hai tab bhi hamain open trade main profit ya loss hota hai koi bhi Ham euro ko dollar ky against trade ker rehy hoty hain isterha eurusd pair main hamari currency carry trade euro hoti hai ky agar ham ny buy ki trade same pair main open ker rakhi hai tou jab euro ki price USD ky against increase hoti hai tou hamain profit aur decrease hoti hai tou hamain loss hota hai isi terha same open trade agar USD ki price euro ko against decrease hoti hai tou hamain open trade main profit hasil hota hai jabky agar USD ki price euro ky against increase hona shoru ho jati hai tou hamain open trade main loss hona shoru ho jata hai lekin currency jis per ham trade carry ker rehy hoty hain woh same pair main euro hi hoti hai
         
        • #5 Collapse

          Re: what is a currency carry Trade ??

          Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan full HD nai currency ke trading aap log kar sakte hain aur Jiska plan aapko weekend ke hisab se karna chahie Kyunki market bhi weekend per close hoti hai aur hamen bhi apna account market ko Dekhte Hue plan karna chahie aur wale weekend per trade karne Ne karna chahie hota hai aur isase Hamen tension bich Mein rahti hai aur Agar market open Hoti Hai To Hamen Dhyan se move Hai To Hamen Hamare account ka kya hoga to is ke liye behtar hai ki iski weekend per trade Kareena ki Jaaye

          Trade ko Jari Rakhna Hamari apni Marji hai aur ham Agar Apne account balance ko Roshani Mein rakhte Hue training karen to Hamari trade Kafi Waqt Chali Gai aur ham Kisi bhi waqt bhi Chahe use trade or close kar sakte hain aur is Karobar Mein Jaise Jaise Ham Jyada interest Lete Hain To Hamen Jyada Se Jyada fayda bhi ho sakta hai aur ham Yahan per apni Kripa estimate karte hain aur Market bhi remove environment rahti hai aur proper Hafte to ISI bahut hi sari Jagah Aati Hai Jab Ke Ham kis karo bar ko se aadami kar sakte hain aur Pyare bhai jaan Agar aapko lagta hai ki trade Mein profit Achcha Milega To aap usse ko trade ko Akbar ki kaid kar sakte hain aur pahle Iske bare mein aap detail Mein late ab jakar our weekend trade Laga Li jaati hai aur trading 5 days 24 ghante hoti hai aur do din rest hoti hai aur naahi aap order Laga sakte hain aur na hi order close kar sakte hain aur kis ke alava aap ne jo bhi dication Lena ho vah aap try ki night ko le sakte hain aur agar aap Prakar change karna chahte hain to Friday ko saaf handling karne aur morning ko new planning ke sath trading start karen aur mera to aapko Mashallah Yahi Hoga Ki aap apni trade ko next week Tak mat Lekar jaen Kyunki isase aapko loss hone ke Khatra ho sakta hai aur iske liye aapko vetan yahi hai ki aap apni train co-expression manth mein Hi Khatra khatm kar de aur FIR Naiyo weekend Sevan karen to aap to Jarur profit hoga
          • #6 Collapse

            Re: what is a currency carry Trade ??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
            Je dear forex carry trading currency trading ma envolve hoti hai. Jesa k forex ma agr trader USD/CHF par buy ki trade open karty hain to trader actually usd dollar ko buy karta hai or swis franc ko sell karty hain. Trader jis currency position ko sell karta hai us par interest ko pay karta hai or jis currency ko buy karta hai uska interest gain karta hai. Carry trading forex ma ik special spot ki heseyat rakhti hai. So trader ko har roz interest ki payment karna hoti hai.

            Ye payment wo apni currency pair trade ki buy or sell position k behalf par karty hain. Har trade ki postion day k akhir ma ya apni completion par close hona hoti hai. But jb trader next session ma en trades ko phr sy open karta hai to esko en ma kio changing nazar ni ati. Broker hamari trades ko close or reopen karny ki ehleyat rakhta hai or jb trade trading day ki completion par close ni ki jati to interest rate to 2 currencies ka difference hota hai usko trader k account ma debit/credit kar deya jata hai.

            Es cost ko forex ma rollover ya carry trading ki term sy denote kiya jata hai. Trader ko chahe k jis trade ma usko loss na ho ya kam loss ho to wo trading session k close hony sy pehle he enko close kar dey ta k wo rollover ya carry trading sy bach sakty. But agr trader ko bhot zayada running loss hai to phr us k trades ko close karna kio value ni rakhta kiu k wo already bhot loss ma hota hai. Esi condition ma tradet ko pata hota hai market wapas aye gi to he us ka loss recover ho sakta hai warna loss ko recover karny ki kio or sorat ni hai. Forex ma carry trading bhot small hoti hai or ka over all profit par ya loss par etna faraq ni parta .
            Dear friends carry trading ki forex main bohat ahmiyat hoti hy. Jb carry trading, carruncy trading main involve hoti hy to is main jesy usd/chf main usd buy hoti Hy r next carruncy ki sell hoti Hy. R is k interest bhi pay krna hoty hain jis ko buy main gain Kia jata Hy r sell wali carruncy main dia jata Hy.

            Is interest wali cost ko trading main carry trading term sy Jana jata Hy jis sy AP aasani sy apni trade work kr k apna accha profit hasil kr sakty hain. Trader ko chahay k jis trade main ussy loss na ho ya kam loss ho to is ko chahay k to is ko trading session close hony sy phly hi close kar dy. Take wo roll over carry trading sy Bach saky.

            trading mein jitni jyada Ham acchi planning ke sath kam karenge utna hi hamesha da fayda hoga aur ham acchi trading karke ek achcha profit hasil karne ke kabil banaa sakenge aapko bhi chahie ki daily basis per workout karte hue jyada se jyada mehnat Karen jyada time trading co den aur achcha experience hasil karne ki koshish karen Taki aap acchi earning karke ek achcha profit hasil karne ke kabil banaa sake aapki trading mein mehnat aur acchi earning aapko Kamyab banati hai hai jisse aap kamyabi ke sath apna trade work karke ek accha profit hasil karne ke kajal Ban sakte hain
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: what is a currency carry Trade ??

              Dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai currency carry trait dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai currency carry trait basically Ek market me interest se related stretegy Hoti Hai Jab aap market Mein Ek currency pair per trade kar rahe hote hain to ismein aapko pata hai ki do currency pair include hote hain Ek currency pair ko aap per change kar rahe hote hain aur on the same time EP 1 currency pair ko fail kar rahe Hote Hain Jis currency pair ko aap purchase kar rahe hote hain use per rollover aap gain kar sakte hain aur Jis currency pair ko aap sale kar rahe hote hain use currency pair per aap rollover per kar rahe Hote Hain.

              Basically yah interest se related Ek strategy hoti hai jismein aapko isko completely learn karna hota hai dear jab aap market Mein different types ki account key learning karte hain aur Market me aap swipe account ko open Karte Hain To usmein aap ko ya Tamam important information learn karna Hoti Hai Jab market mein aap different important currency pairs aur commodity trading Karte Hain To usmein aap ke account mein aapko interest received karna hota hai aur sometime aapko interest Dena hota hai to agar aap market Mein swap account open Karte Hain To Uske bad aapko interest se related different important information Le Karni chahie ki aapki trading main aapko kaun se point se interest mil sakta hai aur kaun se point per aapane interest Dena Hota Hai.

              No doubt currency carry trade aapke liye bahut jyada important hota hai is related aapko complete learning Karni chahie lekin Pakistan mein mostly member Jo Forex trading se closely attach hote hain vah Apna swipe free account open karte hain jismein vah interest received aur per Nahin Karte Kyunki according to Islamic scholars Bina Muslim Ham interest receive karna aur interest per karna Humko allowed Nahin Hota aur yah Islamic rules and regulations ke against hota hai isliye mostly member isase award Karte Hain.
               
              • #8 Collapse

                Re: what is a currency carry Trade ??

                dear friend, currency carry trade aik kafi popular trading strategy ha, jb hm kisi pair par trade open kartya hain to us ma 2 currencies involve hoti hain, jin ma sa hm aik ko buy kartay hain aur dusri ko sell kartay hain. jaisay agr hm NZD/JPY par trade k liay select kartay hain to is ma Newzeland dollar aik highly rated currency ha jb k JPY k low borrowing rates ki waja sa hm is pair ko buy karain gay aur JPY ko borrow kar k NZD ma convert kar k isko kisi dusri jaga invest karain gay jo NZD k rates k mutabik ho ga, is strategy ko use kar k traders dono currencies k difference ko capture karnay ki koshish kartay hain, is strategy ma hm low interest rate wali currency sa borrow kar k high rates wali currency ko purchase kar k us ma funding kartay hain, carry trades risky high leverage ki waja sa kafi risky b hoti hain aur exchange rates ma thori si changing b big loss ki waja bnti ha, carry trading ko hm rollover b keh saktay hain, is ma bara risk exchange rates ki uncertainity ha q k agr big currency low currency k mukablay ma fall karna start kar da to low currency ko borrow karnay walay traders money loose kar daitay hain aur unhain loss ho jata ha, lihaza aisay traders ko international economic news par focus karna chaiay aur un k mutabik trading ko preference daini chaiay, currencies k buying/selling rates aur interest rates sa updated rehna chaiay ta k profitable trading kr sakain aur apnay capital ko safe rakh paen
                 
                • #9 Collapse

                  Re: what is a currency carry Trade ??

                  Foriegn exchange main tamam currencies per pairs ki surat main trade ki jati hay. Albata stock market main ham kisi aik stock yani currency ko buy ya sell kar sakty hain. Laikin forex market main ham do mukhtalif mumalik ki currencies kay pair per sell ya buy karni hoti hay. Jis kay liye hamain in donon mumalik ki currency ki dollar kay muqably main strength ka aur aik dusry ka muqably main general comparison karna parta hay tab he ham currency pairs main trade kar sakty hain.

                  Currency carry trade main hamain ye daikhna hota hay keh hamain kis currency pair main high-yield mil rahi hay aur kon si currency low-yield offer kar rahi hay. Currency carry trades main sab say ziada trade aisy currency pairs main ki jati hay jo buy kiye jaty hain jaisy keh Australian dollar/japanese yen aur Newzelandian dollar/japanese yen per ki jati hay q keh in cuurency pairs ka interst rate spread bahut high hota hay. Isi liye hamain caurrency carry trade main sab say pehly ye find out karna hota hay keh kis currency pair ki high yield hay aur kis ki low yield hay. Is tarah carry trade main interest rate kay differnece ka faida uthaty huye effective earning ki jati hay.

                  Yani keh carry trade usko kaha jata hay jab ham high interest rate currency ko low interest rate currency kay muqably main buy karain. Is tarah har din kay trade ko hold karny per broker hamain interest ka farq pay karta rehta hay, laikin ye khial karna chahiye keh hamari trades profit main he rahain aur in currencies kay internationally interest rates change bhi na hon. Is tarah hamain trading profit main interest rate ka different bhi milta rehta hay aur hamara profit har din ziada hota rehta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: what is a currency carry Trade ??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                    hello dear friends mara apne seniors se swaal hai k forex markit main currency carry trade se kia murad hai ? our is k lia benefits hote hai
                    G dear acha sawal hai kay ap nay curency pair mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap curency paur mai kam kartye tu ap nay es mai kam karna hai tu ap carry trade laga kay kam karain ta kay bad mai ap ka kam hai kay ap curency pair mai acha kam kartye hai tu ap hamesha mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap curency mai acha kam kar saktye haun asal mai waja ye hai jay cary curency mai ap dil laga kay acha kam kar saktye hain aur ap es mai hamesha dil say acha kam kar saktye hain tu dil laga kay kam karain curency pair mai ap kafi acha kam kar saktye hain us ki waja ye hai kay curency pair mai kafi asan hota hai trading karna es mai ye seen hota hai kay ap kam es mai ager lose mai jatye hain tu pher dubara profit mai a jatye hain curency pair mai ap kafi acha kam kartye hain tu ap acha kam karna hai tu es mai mahnet kay sath acha kam kar saktye hain tu curency pair mai ap acha kam karain ap kosesh kiya karain kay achi trading karni hai tu ap es mai us pair mai acha kam kar saktye hain jis pair mai ap acha kam kartye hain tu mahnet aur lagan kay sath dil say acha kam kiya jata hai tu wo curency pair mai kiya jata hai aur bad mai ap kaliye asani ban jati hai tu ap es mai acha kam karain ta kay asaniya he asaniya ban sakti hai tu achye kam mai kamyabi hai aur ager ap es mai bina mahnet kay ap kam kartye hain tu ap kaliye sirf masail bantye hain aur ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu hamesha dil say kam karain aur acha kam kiya karain ta kay bad mai ap kaliye es mai asnaiya ban jati hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: what is a currency carry Trade ??

                      currency carry trade mein humen humesha se ye dekhna hota hai k humen kis pair par zeada paidawar mil rahi haiaur kon si currency ka pair humen kam paidawar dy raha hai currency carry trade mein log sab se zeada trade us cheez par lagaty hain jo currency pair mein ki jati hai aur jo buy kiye jaty hain in mein jo dollars shamil hain wo ye hain Australian dollar, Japanese dollar in par ki jati hai kuen k in ki currency pair ka interst rate aur spread bohat zeada hota hai humen currency carry trade mein sab se pehly ye judge kerna hota hai k kis currency pair ki production high hai aur kis ki low hai aur is tarhan hum carry trade mein interest rate k difference ka benefit lety hue effective earning bhi ker sakty hain carry trade mein hum hig rate aur low rate currency k muqably mein buy keren
                      is mein aisa hota hai k har day mein trade ko hold kerny ka broker humen interest ka diffrence pay kerta hai lekin is mein is baat ko lazmi dekhna ho ga k humari trade yahan par profit mein he rahy aur un currency pair jin par trade lagai hai hai un k country interest rates bhi change na hon is tarhan hum trade mein profit hasil ker sakty hain aur humen interest rate ka difference bhi gain hota rehta hai aur humara profit zeada barhta rehta hai lekin profit zeada hony se humen kabhi bhi greed nahi kerna chahiye kuen k is se humen hasil hua profit bhi loss mein chala jaye ga humen apny hasil kiye hue profit par he khush hona chahiye aur usi par itfak kerna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: what is a currency carry Trade ??

                        important topic discussion ke liye select Kiya Hai currency carry trait dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai currency carry trait basically Ek market me interest se related stretegy Hoti Hai Jab aap market Mein Ek currency pair per trade kar rahe hote hain to ismein aapko pata hai ki do currency pair include hote hain Ek currency pair ko aap per change kar rahe hote hain aur on the same time EP 1 currency pair ko fail kar rahe Hote Hain Jis currency pair ko aap purchase kar rahe hote hain use per rollover aap gain kar sakte hain aur Jis currency pair ko aap sale kar rahe hote hain use currency pair per aap rollover per kar rahe Hote Hain
                        Basically yah interest se related Ek strategy hoti hai jismein aapko isko completely learn karna hota hai dear jab aap market Mein different types ki account key learning karte hain aur Market me aap swipe account ko open Karte Hain To usmein aap ko ya Tamam important information learn karna Hoti Hai Jab market mein aap different important currency pairs aur commodity trading Karte Hain To usmein aap ke account mein aapko interest received karna hota hai aur sometime aapko interest Dena hota hai to agar aap market Mein swap account open Karte Hain To Uske bad aapko interest se related different important information Le Karni chahie ki aapki trading main aapko kaun se point se interest mil sakta hai aur kaun se point per aapane interest Dena Hota Hai
                        No doubt currency carry trade aapke liye bahut jyada important hota hai is related aapko complete learning Karni chahie lekin Pakistan mein mostly member Jo Forex trading se closely attach hote hain vah Apna swipe free account open karte hain jismein vah interest received aur per Nahin Karte Kyunki according to Islamic scholars Bina Muslim Ham interest receive karna aur interest per karna Humko allowed Nahin Hota aur yah Islamic rules and regulations ke against hota hai isliye mostly member isase award Karte Hain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: what is a currency carry Trade ??

                          Hello dosto Aaj Ham currency carry trading ke bare mein baat kar rahe hain Carry trading us return ko kehty hain jo hamen cash k invest karny par hasil hoti hai. Ye different types aur shapes ma ho sakti hai jesy k credit jo bonds ki sorat ma hoti hai. Currency related b ho sakti hai jb ik currency ko borrow kar k ham es sy other currency ko buy kar lety hain. Forex carry trading ka matlab hota hai k ham market sy cheap currency ko borrow karyn jo k misal k tor par JPY hai or CHF or en ko kisi high value ya high yield ki currency ma invest karyn jesa k MXN. Forex trading ma high yield or low yield dar asal intetest rates par depend karta hai. Jo countries k state banks hoty hain wo currency ko stable rakhny k lae interest rates ko adjust karty rehty hain or unka maqsad ye b hota hai k country sy un_employment khatam ho or bussiness k achy chances provide kaye jae or infaltion ko b control kiya jae. Carry trading k lae hamy central banks k interest rates par nazar rakhna hoti ha es k bad hamy asy step sy benefit hasil karny k liye achi environment ka wait karna hota ha. Friends carry trading us waqat ideal ho jati hai best ho jati ha jb trader market ma kuch risk leny k mood ma ah jata hai. Aisa tb hota hai jb trader dakhta hai k market ka financial crisis guzar giya hai kr market ab rise karny wali hai or countries ab interest rates ko increase karyn gi. Agar aapko knowledge Achcha Hoga Agar aapko experience acha hoga to aap aasani ke sath trading kar Sakenge Ek professional trader Ki Tarah kam kar Sakenge aur Acha profit hasil kar Sakenge.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: what is a currency carry Trade ??

                            Forex trading ki market Duniya Ki Sabse Badi market Ban chuki hai aur Forex trading ka business Kaisa online business hai ki ismein aap lifetime ke liye bhi apna work Jari Rakh sakte hain aur market se acchi earning Hasil kar sakte hain aur aap Jab Forex trading ke business ko join Karte Hain To aap is business ke jarie Aise business related Achcha experience or knowledge Hasil kar sakte hain aur agar aap apna Ek Koi alag business bhi start karna Chahe to Forex trading experience ke sath start kar sakte hain Forex trading ki market Ek Aisi market hai ki jismein currency ka len Den Kiya jata hai aur

                            Forex trading ki market Mein different types AK currency pairs hote hain INR currency pairs per Jyada Se Zyada learning Karni chahie market Mein currency carry trade Ek bahut hi best strategy hoti hai market Mein traders ke liye yah satellite ji bahut helpful shaadi Hoti Hai Kyunki traders market Mein currency ka rate rate Ka istemal Karke market ki price ke different rates ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain aur jab aap is currency kya retraite ka istemal

                            karte hain to use Waqt leverage is main bahut jyada importance Rakhta hai aur yah currency carry trade aapki amount per depended karti hai ismein different types ke tools involved Hote Hain intools mein low interest rate currency aur fund the purchasing currency bahut jyada importance rakhte Hain currency carry trade strategy Ek financial strategy hoti hai Isko bahut hi Soch Samajh Kar use karna chahie aur Iske bare mein Yadon se diya tha learning Karni chahie is Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se understand karna chahie tha ki aap Unka acchi Tarah Se istemal Karke aap in se best benefits Hasil kar sake aur apne work ki quality ko perfect banaa sake
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is a currency carry Trade ??

                              Forez jub ham log trade karte Hain to Ham pair ko choice karte Hain Pyar ki choice ka kam bahut important hai hamen vaise pair ki choice karni chahie John ke bare mein hamare pass knowledge jyada hai aur jitne bhi pair hai vah USD ke against chalte Hain jab Ham trade open karte Hain to Ham log agar currency ke upar trade kar rahe hain to ham log ek currency ko buy karte hain dusre ko sale karte Hain isko carry kaha jata hai jaise agar main baat karun USD Euro ki to ham log Euro ko buy karte hain you USD ka against isliye hamen yah dekhkar trade karni chahie ki Ham kisko by kah rahe hain aur kisko sal kar rahe hain warna mein problem ho sakti hai aksar trader is main galti kar baithe Hain bye kisi aur ko karna hota hai aur ham log kisi aur ko bi kar dete Hain Jo 1st wali currency hoti hai hamesha uske upar ham log trade karte hain dusri wali currency ke against agar Ham USD GBP ki baat Karen to is main ek currency ke upar Ham bike karenge aur dusri krishikosh sale karenge tu jab Ham first currency ko dekhte hain to ismein first currency USD hai jab Ham trade lagayen ge tu ham log USD ko buy karenge GBP ke against bhai ye thoda hamen dekhna padta hai aur iske sath hamen us d ki market ko dekhna padta hai New York kishan ko dekhna padta hai jakar use de ke upar jab Ham trade Kare to hamen fayda sale Ho New Yorker session bahut important hai kyunki jab New York edition open hota hai to jitni bhi USD ki news hoti hai vah iske upar effect karti Hain aur market mein news ke bad bahut jyada changing aati hai isliye hamen us d ki trade ke liye New York kishan ka vate karna chahie aur uske bad hamen trade open karni chahie forex mein bahut jyada currency per Hi din mein 90% sirf USD ke he Hain kyunki Dala ek world currency high isliye tamam ke tamam business Dollaer ke through hote hain Puri duniya mein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X