Sports khelne k faide
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Sports khelne k faide

    Dear friends aap saab kakya haal ha umeed ha aap saab khiriyat sa hon ga sports khailn ka fawaid hum aik ya do thread main biyan ni kr saktay sports khailna ka bht saray faiday hain sports kaafi qism ki hoti hain .
    indoor games
    outdoor games
    indoor games main badminton ,ludo,chess aur squash waghaira shamil hain.outdoor games main cricket footbaal ,hockey,basketball aur bht rugby waghaira shamil hain. indoor games hun ya outdoor games hun sub k apnain apnain faiday hain .in k fawaid main sy chand aik faiday yeah hain
    1 physically fit
    2 mentally fit
    3 no fat
    4 relax
    5 healthy
    6 no disease
    7 intelegent
    8 managment
    9 leadership
    aap nain daikha higa jo banday sports khailtay hain woh dosray bandon sy ziada fit rehtay hain aur damaghi tour pr bhi taiz hotay hain.
    try karain outdoor games khailain aur aap jitna tough time laingay aap utnain hi ziada fit aur damaghi tour pr fresh hun ga r ak achi life guzar saka ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Sports khelne k faide

      Sport ek Khel hai. Different types of sport are present in to the Pakistan. Sports British ki taraf se Discover Kiya gaya tha. Iski starting Gulli Danda se hui thi Aur ticketing so gai thi. Skating vah Khel hai jo bahut hi Achcha Kele jismein for Jyada hardworking ki jarurat hoti hai.
      Agar Ham skating Ka Chitra Kaise Khel sakte hain To Ham koi bhi ki sports Mein kamyabi Ashu kar sakte hain.
      Different types of sport are famous in different kind of countries.
      Pakistan mein hockey bahut hi famous hai aur dusre shahron mein cricket hai aur aur tennis ball hai table tennis hai. Different types of players are playing into the different kind of countries for their success hand for that improve development of the brain activities and body activities for the human being. sport aajkal Puri Duniya Mein mashhur Hai Sirf Chandi countries Aisi Hain jinmen sports Jyada Tor preme pata nahin hai.

      ADVANTAGES:_
      1. Kale Insan Jindagi Mein Ek Kan ke dard are Karte Hain.
      Yah Insan ki Jindagi Mein bahut jyada important hai Kyunki yah Insan ki Saiya to Se kamyabi Ka Raj hai.
      Agar Ham sport mein part time job Karte Hain To Hamen bahut jyada kam karna hoga aur bahut jyada success milti hai aur brain active rahata hai aur physics bhi bahut acchi hoti hai aur Himachal Kaise kam kar sakte hain.
      2. Sports ka Ek fayda Ya bhi hai ki ismein ham active rehte hain aur Hamara brain bhi active rahata Hai is mein kisi bhi keisanki anxiety Nahin Hoti aur na hi Aana active Nahin Hoti Hai.

      DISADVANTAGES:_

      Sports Cafe Lal Koi disadvantage Nahin Hai Kyunki yah bahut hi jyada faydemand hai.
      Agaram sports ko bahut jyada easy Lete Hain To Hamen Jyada Se Jyada Paida Asar hoga.
      • #33 Collapse

        Re: Sports khelne k faide

        A O A Friends sports men hissa lena sehat mand zindagi keliay Bahut important ha insani jisam iss tarrah se bana huwa ha keh iss ki agar warzish nah karwaey jaey tu ahista ahista insani jissam nakara hu jata ha kamzoor hote hote iss liay agar jissam ko achi halat men rakhna ha tu iss keliay warzish bahut zaroori ha or Warzish ka sab se behtreen ariyyah ya Tareeqa khelon men hissa lena ha iss liay ramam insanon ko chahiay keh woh khelon men hissa len iss rarrah jissam harkat men rahta ha or mazboot rahta ha ab hum sports men hiss lene ki Mazeed tafseelat se tahreer karte han
        Sports ADVANTAGES :-
        1- sports men shamoliyyat se nah sirf yeh keh hamari jismani tor par Warzish hoti ha or jissam fit rahta ha balkeh iss se dosron ke saath mil jull kar rahne ki aadat peda hoti ha or society men ittehaad or behtreen mel jol ke mawaqeh moyassar aate han
        2- khelon men hissa lene se insan men waqat ki pabandi ke asool peda hote han keunkeh khel koey bhe banda akele nahen khel sakta iss men bahut se log shamill hotey han ju milljull kar khelte han iss soorat men sab ko ak time table fix karna parta ha jukeh logon men waqat ki pabandi ki aadat peda karta ha iss liay khel men hissa lena bahut faedamand hota ha
        3- khelon men hissa lene insan men demaghi salahiyyaton men izafa hota ha or insan men demaghi halat behtreen hoti ha or insan mentally tor par fit rahta ha wagarna mentally tor par demagh ki karkardagi men kammi ho jati ha iss liay sports men hissa lene wale logon ki demaghi karkardagi khelon men billkull hissa nahen lene wale logon ki nisbat bahut kam hoti ha iss liay agar koey insan demaghi karkardagi behtreen rakhna chahta ha tu uss ko helon men hissa lena zaroori ha
        4- khelon men men hissa lene se insan kelife men baqaedgi peda hoti ha zindagi men Regulation peda hoti ha ju keh har masle men ju keh Zindagi men darpesh hota ha uss men kamyabi ke saath nikalne keliay helpfull sabit hoti ha
        5- khelon men baqaedgi se hissa lene wale logon men qawaneen ki pabandi ki aadat peda hoti ha or yon inn ki Zindagi men qawaneen ki pabandi bahut behtri peda karti ha keunkeh helon men bahut se asoolon or awaneen ki pabandi karni parti ha
        6-khelon men hissa lene wale log zeda decipline able hotey han or nazm o zabat ki khobi jab insan men peda hoti ha tu woh uss ko Zindagi ke har shobey men behtreen karkardagi ki hamill banati ha iss liay khel bahut faeda mand hotey han han
        KHELON KE DISADVANTAGE :-
        Friends khel woh shoba ha jiss ke koey bhi nuqsan nahen iss ke surf faedey hote han rahum agar kuch mamooli or sada se qawaneen ki pabandi nah ki jaey tu khel nuqsandah bhi hu sakte han misal ke tor par
        1- Agar khelon men hissa lene wale log kuch makhsoos qawaneen ki pabandi nah karren tu khel men inteshar peda hota ha or khel faeday ke bajaey ulta nuqsan detey han misal ke tor par khel ke apne kuch asool hote han jin men dosrey logon ke haqooq ki pabandi karni parti ha agar dosron ke haqooq ka kheyal nah eakha jaey tu phir inteshar peda hota ha
        2- khelon ka appna ak makhsoos time table hota ha hamesha khel ke timetables ka kheyal rakhna chahiay wagarna ghalat timing amli zindagi men kharabiyon ka baes banti ha
        3- khelon ko amli zindagi men ak makhsoos time hee deya ja sakta ha agar khelon ko had se zeyada time deya jaey tu yeh amli zindagi keliay nuqsan ka baes banti han or insan amli zindagi men zeada faedey ke bajaey zeada nuqsan hota ha
        • #34 Collapse

          Re: Sports khelne k faide

          Ye review sports khlne k faide k bare ma ha.

          Dear Forax members hope you are doing well.
          G hn sports aik esi activities ko kaha jata ha jis ma ap physically kr mentally hissa lete hn.
          Sports k boht c types ha . Kuch sports international level par b khele jate hn or Kuch sports hmare culture, traditions or kuch khas areas se b belong krte hn
          Hmare hn k famous sports cricket 🏏, hokey, football, badminton, base boll hn ye sb sports international level lar b khele jate hn or streets kr mohalon ma khel skte hn.
          In sb sports k boht se faidy hn jin ko hm one by one explain kren gy.

          Benefits.
          Aik boht e famous quote ha a sound body has a sound mind.

          Or aik sound body k lye physical exercise boht zrori ha is k lye different sports best sources hn.

          Sports khelne k aik faida ye b hota ha k ap ka stmena increase hota ha jis se ap ki qowt e bardasht boht ziada ho jati ha.

          Sports se hmare ander displine ata ha jis se hme every day life ma boht benefits hote hn.

          Sports se hm boht sari bad habits se khud ko mehfoz rkh skte hn.

          Sports se boht sare mentally problems ko slove kia ja skta ha.

          Sports khelne se hmari youth drugs k use se buch skti ha.

          Disadvantages.
          Aam tor par sports k koi nuqsanat nahe hn lekin excess of every thing is always bad.
          Jb hm ziada time sports ko dyn gy to hmari life k others matters disturb ho jate hn.

          Kucy students apna time ziada tar fazol games ma guzarte hn jis se on ki study ka boht loss hota ha or apne income b waste ho jati ha.

          Crux.
          Hme sports ko aik balance time dena chaye jis se hmare other matters or hmari study disturb na ho.
          • #35 Collapse

            Re: Sports khelne k faide

            Assalamu alaikum friends aaj hamara topic hai sports khelne ke fawaid:
            Friends registrar aap jante Hain aajkal Pakistan mein kuchh bimariyon mein bahut aisa Ho Raha hai jis tarah sugar blood pressure motapa.friends in bimariyon ke bahut sare reasons hi on mein ek badi vajah exercise Na karna ya Khelo se duri ha.friends koi bhi games ho jismein aapki virtio aapke jaisa ki puri exercise Ho vah hamen khelna chahie kaha jata hai ki jis mulk mein khel ke maidan mein baat Ho vahan hospital veeran hote. ji han friends hamen game khelna chahie aise hamari sehat per bahut achcha sa padega hamara blood pressure thik hoga iske alava Ham per motapa kabhi nahin aaega to to hamen khud bhi varsh karna chahie aur apne chotu rishtedar aur sab ko matlab yah suggest karna chahie ki vah varsh Karen Kale Kale exercise apna karen to vah khud bahut bahut sari bimariyon se dur Ho jaenge thanks friends
            • #36 Collapse

              Re: Sports khelne k faide

              G bilkul sports khelny sy ham apne aap ko physically e aur mentally fit Rakh sakte hain aur daily sports mein perform karne ki vajah se ham bahut sahi bimariyon se bhi khud ko bacha sakte hain isliye apni physically activities ko strong karne ke liye Hamen regularly Koi Na Koi sports mirror Kheli Jayegi jisse Hamari thinking abilities ko bhi improvement milati hai aur ham sports mein focus hone ki vajah se Ham Apne mind ko bahut se a depression se Azad kar sakte hain Hamen daily sports Karke Khud Ko physically maintain rakhne ki koshish Karni chahie aur aur games Mein hissa Lekar Apne mind se Har kisam Ke pressure ko release karne ki koshish Karni chahie ham Kisi bhi age mein Sports main hissa Lekar Khud ko bahut Si bimariyon se bacha sakte hain aur apne aap ko mentally aur physically fit Rakh sakte hain isliye Hamen Kisi Bhi kism ki sports main Jarur participate karna chahie jismein cricket football hockey martial arts aur Bahut Si Aisi games hai jismein participate Kar Ke Ham Khud Ko active Rakh sakte hain aur apni health ko barkarar Rakh sakte hain aajkal internet ke is fast Dor mein bahut se log sport se Dur ho gaye hain Jiski vajah se vah mentally depressed rahte hain aur apne kam ko theek tarike se perform nahin kar paate isliye Hamen regularly sports mein participate Karte Rahana chahie aur apne mind se kam ke pressure ko release Karke apne aap ko relax karna chahie
              • #37 Collapse

                Re: Sports khelne k faide

                Salam Dosto umeed hai ap kheriat Sy hon gy aj MN bat krnay lga hoo sport khelny k faidon ki sport khelny k faiday bahot sy hn sport khelny sy Banda sahi seht mand rehta hai or masroof bhi rehta hai koi na koi sport zaroor khelni chaiey is sy Banda chust rehta hai cricket, football , volleyball,tennis and hockey ki game zaroor krni chaiey in sy aik kisam ki exercise ho jati hai sham ko game zaroor krni chaiey is Sy thakn bhi hoti hai or raat ko sahi neend aati hai.
                Cricket bahot achi game hai is MN 11 batsman hoty hn apny Muhallay k ground ya school , college, University MN zaroor apnay doston k sath khelna chaiy sport khelny k bahot faiday hn
                • #38 Collapse

                  Re: Sports khelne k faide

                  Umeed karta hn k Sab Thek Thak Hn Ge To Bhai Ny Kuch Zingadhi ka Boht Ahm Hisa K barey me PoCha Ha To me Btana Chaho K K khel Zindagi ka Boht Ahm Part ha Es Sy Tandrusti k sath Sath Bndey ka Dimagh Bhi Fit Rehta Ha Ur Wo Ksi Zehni Bimari Ka Shikar Nhi Hota .Es Lye Hamain Chhye K Roz Mara Zindagi Me Masrofiat k sath sath Ham Khel Ko bhi Hisa Dyn .Ab Esa we Nhi ha K khel k Chakroo Me ur Kamo Sy hath Utha Lia Jae Esa Bilkul nhi har Chez Ka Ak fix Time Table Bnana Chahye Hamain .
                  • #39 Collapse

                    Re: Sports khelne k faide

                    Assalamu Alaikum dear friends member ji aapane bilkul theek ka ki sports khelne se kya fayda hota hai ji han bilkul sports khelne se bahut jyada fayda Hota Hai humse atmadarshan dost rahti Hain isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham sports Gujara ke liye subah subah Karen aur jailkhani Karen isase Hamara Jism tandurust rahata hai aur teen bhi khushgawar gujarta hai

                    • #40 Collapse

                      Re: Sports khelne k faide

                      Sports khelne k faide bahit sare hain dear friend
                      Assalamu Alaikum friends aaj main aapko sports ke fayde bataunga sports ke kya kya fayde ho sakte hain ek number van essay Hamari physical activity means Hamare jism ki ek ek Hisse ki exercise Ho Jaati Hai second number number per Jo Baat Ho Jaati Hai Vahi yah Hai Ki is Hamari mental activity plus physical activity bahut strong Ho Jaati Hai exam pressure rahte hain To isliye Hamen chahie ki ham koi bhi game Khele sports Mein participate hn aur Vishva Kariye Chhote bacchon ke liye bahut acchi baat hai ki vah Kaun Jaaye bacche mobile per game khelne ke ground mein jakar vo running Karen aur physical activity may Hisa len. Normal bacche ko agar aap sports man bacche ke sath Mukabala karvayen Tu sports man wala baccha Jo game khelta hai vo normal bacche ke muqable Main ziada intelligent ', quick Aur strong hua. So ham log ko chahie kya apne bacchon ko ground mein physical activity karne Jiski vajah Se Hua bimariyon se baccha aaenge aur strong mein aur Jindagi Ki Har Mod per UN Mein Ladne hi Salihiat ho
                      gi is se hame kafi khushi milti hai aur hamari sehat aise zbedast hojati hai yeh bahut faida hai hare liye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: Sports khelne k faide

                        Sports khelne k faide
                        Assalamu Alaikum friends aaj main aapko sports ke fayde bataunga sports say hmara zehan ko faiyda phnchta hai sports ke kya kya fayde ho sakte hain ek number van essay Hamari physical activity means Hamare jism ki ek ek Hisse ki exercise Ho Jaati Hai second number number per Jo Baat Ho Jaati Hai Vahi yah Hai Ki is Hamari mental activity plus physical activity bahut strong Ho Jaati Hai exam pressure rahte hain To isliye Hamen chahie ki ham koi bhi game Khele sports Mein participate hn aur Vishva Kariye Chhote bacchon ke liye bahut acchi baat hai ki vah Kaun Jaaye bacche mobile per game khelne ke ground mein jakar vo running Karen aur physical activity may Hisa len. Normal bacche ko agar aap sports man bacche ke sath Mukabala karvayen Tu sports man wala baccha Jo game khelta hai vo normal bacche ke muqable Main ziada intelligent ', quick Aur strong hua. So ham log ko chahie kya apne bacchon ko ground mein physical activity karne Jiski vajah Se Hua bimariyon se baccha aaenge aur strong mein aur Jindagi Ki Har Mod per UN Mein Ladne hi Salihiat hogi sports khailnay say wazan mai kami athi hai or insan mai chusti athi haii

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X