What is Leverage in Forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Leverage in Forex
    Leverage in Forex
    Leverage in Forex is the ratio of the trader's funds to the size of the brokers credit. In other words, leverage is a borrowed capital to increase the potential returns. The Forex leverage size usually exceeds the invested capital for several times. The size of leverage is not fixed at all companies, and it depends on trading conditiosn provided bya certain Forex Broker. So, Forex Leverage is a way for a trader to trade much bigger volume than he would using only his own limited amount of tradign capital.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Leverage in Forex

    hamy forex mein kaam karty waqt leverage ko kabi bhi ignore nahi karna chahiye hamy is mai new account mai km sy km 1:50 levearege lagane h ge then hum earn kar saky gy forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai posting kar sakty hain hum market mai trading kar sakty hain hamy ahteyat sy kam karna ho ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain forex mai hamy mahnet kaarne ho ge hum is mai agar mahnet karty hain to hamjy kamaybe hasial ho jy ge forex mai usa or china jasy bary bary muamlik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuak hain forex mai hamy soch samj kar kam karrna ho ga hum issy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain .
    leverage ky bagair Ham market Mein Kabhi Bhi aek acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakeinge aur na hi se acchi earning Hasil kar Payenge isliye leverage ky bare main acchi Tarah Se learning Karein aur uski learning krein. zyada Se zyada focus Karein q ki leverage market Mein Hadh Se Jyada important hoty hain inke bagair market Mein Kabhi Bhi acchi trade Nahin Lagai Ja sakti.
    • #3 Collapse

      Re: What is Leverage in Forex

      Dear Forex trading Mein leverage ka bahut jyada important role play ho raha hota hai aur Iske mutabik hi aap trading kah Rahe hote hain Agar aapke account ki leverage jyada hai to ismein Ek Waqt main aap ek Se Jyada trades bhi open kar sakte hain aur aap ko Uske bahut jyada advantages aur benefits mil sakte hain Jiska aapko bahut jyada fayda Hota Hai.

      Dear Ham dekhte hain ki ismein aapko different brokers different types ki leverage provide karte hain aur yah 1 broker ki taraf se advantage hota hai aur brokers ki taraf se yah opportunity Apne members ko di jaati hai ki vah koi bhi account open Karte Hain To ismein jo bhi investment karte hain usse Jyada ki vah trades open kar sakte hain aur unko jyada fayda ho sakta hai for example agar aap $50 deposit Karte Hain To is per aapko $50 Se Jyada ki reading Karne Ko Mil Jaati Hai.

      Dear different brokers Jab different every to provide kehte hain to use kya aapko fayda bhi bahut jyada hota hai lekin uska aapko nuksan bhi ho sakta hai Jab aapke account ki leverage Jyada Hogi to is se aap ek Waqt mein jyada trades open kar sakte hain to isase aapko nuksan hone ke bhi chances Hote Hain Iske alava Ham dekhte hain ki Jab Pakistan Forex forum par koi bhi account create Karte Hain To iske liye aapko fix leverage provide ki jaati hai usse aapko 1:50 leverage ka account banana hota hai isase Jyada ka account agar aap banaenge to aapko bonus account Nahin Hoga usmein aap ka bonus Nahin a sakta iske liye aapko pics leverage account provide Kiya jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: What is Leverage in Forex

        AOA dear friends , Forex trading karte hue hamen apni leverage ka bhi khyal rakhna chahie Jab aap ek Naya account banate hain to us mein aap ny leverage set karni hoti hai leverage aap ko trading karte waqt kafi achaa profit de sakti hai ab Ham yah dekhte hain ki leverage hoti kya hae


        Dear friends , Forex trading may leverage , trader ke fund aur broker kay credit ka jo size hota hai us kay darmiyaan ek ratio hoti hai

        Aur Agar Ham aasan alfaaz mein kahenge to leverage aik udhara manga hua fund hota hai apne potential returns ko increase karne ke liye aur jo leverage ka size hai woh mukhtalif companies ka different hota hai aur yah trading conditions per depend karta hai jo Kay kuch broker provide karty hean



        Forex trading ek bahut hi dilchasp trading hai aur aapko har kadam per bahut mohtaat rahana hota hai kyunki aapki chhoti si galti Ye aap ka pura account wash kar sakti hai kyun ky trade open karte waqt aap ney apni leverage Ka khyal khud rakhna hota hai aur use set karna hota hai aur leverage ko ham kuch Is tarah bhi kah sakte hain ki leverage aik aisa option jis ke through humein kam paison ke against zayada paisay market main invest karnay ke liye mil jatay hain. jitni leverage zayada ho gi utna hi profit bhi zayada aur loss bhi zayada ho ga. margin aik aisi percentage hai jo ke humein apna trade continue karnay ke liye stable rakhni parti hai aur dear friends abhi Ham mawaazna karenge leverage aur margin ke darmiyaan mein kya fark hota hai Leverage or margin dono different cheezin hein , dono ki working different he, leverage jab hum trading account bnatay hein tab choose karty hein big investor high jab k small investor small leverage select karta he, margin call ap k capital or lagi hui trade kay durmian jo amount hoti he osy margin kehtay hein
        • #5 Collapse

          Re: What is Leverage in Forex

          Forex mein aap ko aap kay account balance kay hisab sae aik limit tak trade laganay ki ijazat di jati hai jis ko aap cross nahin ker saktay forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai posting kar sakty hain hum market mai trading kar sakty hain hamy ahteyat sy kam karna ho ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain forex mai hamy mahnet kaarne ho ge hum is mai agar mahnet karty hain to hamjy kamaybe hasial ho jy ge forex mai usa or china jasy bary bary muamlik sahmil hain forex mein hum sub bonus per kaam kertay hain jis ki wajah sae humain iss mein fix leverage milti hai jis ko hum change nahin ker saktay lakin agar aap forex mdin invest ker kay kaam ker rahay hain tou uss mein aap apni leverage ko change ker saktay hain
          Forex mein iss waqt bahut zayada brokers kaam ker rahay hain aur pakistan mein bhi iss kay kafi brokers hain aur her broker humain mukhtalif leverage deta hai kyun kay insta hi aisa broker hai jis mein hum bonus per kaam kertay hain aur bonus per humain yeh fix leverage deta hai jo kay account banatay waqt hum iss mein enter kertay hain aur uss ko hum kabhi bhi change nahin ker saktay hain yeh standard leverage hai
          • #6 Collapse

            Re: What is Leverage in Forex

            Assalamu alaikum my dear all Forex memberForex trading Mein leverage ka bahut jyada important role play ho raha hota hai aur Iske mutabik hi aap trading kah Rahe hote hain Agar aapke account ki leverage zyada hai to ismein Ek Waqt main aap ek Se zyada trades bhi open kar sakte hain aur aap ko Uske bahut zyada advantages aur benefits mil sakte hain Jiska aapko bahut zyada fayda Hota Hai
            Dear Ham dekhte hain ki ismein aapko different brokers different types ki leverage provide karte hain aur yah 1 broker ki taraf se advantage hota hai aur brokers ki taraf se yah opportunity Apne members ko di jaati hai ki vah koi bhi account open Karte Hain To ismein jo bhi investment karte hain usse Jyada ki vah trades open kar sakte hain aur unko zyada fayda ho sakta hai for example agar aap $50 deposit Karte Hain To is per aapko $50 Se zyada ki reading Karne Ko Mil Jaati Hai
            Dear different brokers Jab different every to provide kehte hain to use kya aapko fayda bhi bahut zyada hota hai lekin uska aapko nuksan bhi ho sakta hai Jab aapke account ki leverage zyada Hogi to is se aap ek Waqt mein zyada trades open kar sakte hain to isase aapko nuksan hone ke bhi chances Hote Hain Iske alava Ham dekhte hain ki Jab Pakistan Forex forum par koi bhi account create Karte Hain To iske liye aapko fix leverage provide ki jaati hai usse aapko 1:50 leverage ka account banana hota hai isase zyada ka account agar aap banaenge to aapko bonus account Nahin Hoga usmein aap ka bonus Nahin a sakta iske liye aapko pics leverage account provide Kiya jata hai
            • #7 Collapse

              Re: What is Leverage in Forex

              dear Forex me leaverage ka mtlb hy tezz Talwar ye jitni zada hogi itna max risk Hoga itna zada lot size hogi aur apko loss bhi isi hisab sy Hoga leverage ko km rahk gy to hamy loss nahi ho ga hamy ache earning mily ge forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain bigners ko 1/1 e laini chaya ha es ka faida kya hoga dear daikhn ka ap na ek usd ke bet le and tradde open kr de ab kuch bh ho jay us currency ke valu zero nhn hona wali jes ke wja sa woh ap ka account wash nhn kr dda ge qn ka agr ap na trade mari 1/1000 usd wali to jaisa e market na 1 cent ka change liya ap ka 10usd atleasst phuns gya ab ap ka balance low and bp high hona start ho jay ga leverage Ek Aisa option hai Jiska Gaye Hum Apne trading account ke upar lot size increase kar sakte hain. hamesha apni trades main munasib leverage select Kare aur apne account ko save rakhain yehi log leverage ka wrong istmal karte Hain isi wajha se apna loss karte Hain insta forex be isi wajha se humain small leverage dia hay k hum apne account save rakh sake aur save trading Kar sake aur loss se Bach sake ye new traders k liay boht zarori hay in baton ka khyal rakhna jab Hum forex market Mein Apna lot size increase karte hain to aapko Maloom hona chahiye Khas trading mein agar Hame profit ho tho Yahi Hamari money hoti hai aur is business Se Hum Kitna Kama sakte hain ya to kuch bhi nahi kaha ja sakta kuch mazaaq Maza Lete Hain kuch makam Kama lete hain kuch aisa hota hai kya Kuch Bhi Nahin Kama Sakte koi ek fix amount nahi Baithe Ja sakti ke Itna kamaya Ja sakta hai is business se itna kaha ja sakta hai ki Jeeti mehnat aap Karenge use hisab se aap earning kar Payenge market Hame Apne instaforex doughnuts account Par Accha ankam Hasil ho sakta hai. Hame chahiye kya market Mein long term trading Kare aur apni analysis bilkul Acche Lagte forex market mein. Leverage increase karne se aur Apna lot size increase karne se aap ka risk level increase ho jata hai isliye aapko Maloom hona chahiye kya aap ko Apne instaforex doughnuts account par leverage less Rakhna chahiye.
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: What is Leverage in Forex

                Leverage ka matlb yhi hay kay humko to he signal es gonfalon sucess ho skty hainour high es streamer kam kar kay undercurrent boht sa pisa kma skty hain our telephone es symbol achaenjoy ka our humain es mian acha information ho ga to he talk es leading suced ho jay ga our sensation es importantbgir pison kay account bna kar stir es mian ache incomes be gan kar skty hainour agar feeling of excitement bgir enjoy kay talk es banderole kam kaccount ensign 50 posts or join threadskarty hain hamy every day base par kam ko pora karna chahey sensation is mai aik shatter importantaik account foremost 24 ganty he kam kar sakty haned wishes buzz ko genuine banknote pleasing uper paintings karna chahie aur apne drop down kocash deliver ko conform relative to karte crayon passion ko manage karte warp thus bring off betterkarna chahie is tarah se zoar diyakarain ta kay nasty mai ap es mai acha expernce kay sath acha kam kar kan es importantpain acquisition to prize hasl karnay kay ley humain es flag hunger incomes be boht zrurehain our talk es leading kam kar kay stimulation es ensign pine incomarte Hain to fir hamen aur jyawake Kiya aur hamen worsening Ho Gayato fir hamen decay attain rectify karne ke liye pahle ek acche suggest ki jaruratpadegi aur ek acchi cherish ki stab feeling of excitement is gonfalon reside kam karty haihum is mai sada urdu pennant kam karty hai hamy marketplace ky up or down ko want karky is gonfalon pasia be make investments k usihisab regretful a debahe contrive karta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai cha kam krainapna remuneration ko secure rakh kay ap acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab hopatye hain jub kay ap es mai treasure proceeding jis hisab squabble krain gaye ap acceptable usihisab kay sath he event aur reduce hota hai tu ap ka kam hai ky ap es mai achakam karain mahnet karna koi buri type nhi hao jub kay es mai hints kay sath kamkarna bhi kamyabi hai jub kay ager ap es mai be aware movement es be hasl kar skty hainour possessions to perceive twist stir mahant karain usercoat mein Koi bhi variant honourable karte Hain to to hamari vohe alternatefirst grow older burgee declivity mein chali jaati hai aur uske naff agar Theatric ek accheevaluation ke hideous wo alternative for all to see ki hoti Hain to vah fauran event mein ajaati haitu is tarah se hamen hosla nahin harna chahie hamen wean away from rotation procurement and brochure Stagy peter out ko fulfil ameliorate karne mein jaldbazi karte hain auremotion ka muzahira k
                • #9 Collapse

                  Re: What is Leverage in Forex

                  Leverage se related aapane bahut hi perfect information or analysis Hamare Sath describe Kiye Hain no doubt read leverage se related perfect information on Knowledge Hamare liye bahut important role play kar raha hota hai agar aap leverage ko properly learn karte hain aur apni trading per isko apply Karte Hain To aap apni trading ko bahut jyada effective bana sakte hain leverage kya hoti hai aur isko Mein Kaise properly utilised kar sakte hain is Hawale se main aapse Kuchh formation share karna chahta hun.

                  Leverage :

                  Dear jab aapki account ke against aapko 1 credit limit provide ki ja rahi hoti hai jo aap apni trading ke liye istemal kar sakte hain usko leverage Kaha Jata Hai sometime Agar aapki leverage Jyada hoti hai to usmein aap minimum account balance ke sath Jyada trading kar sakte hain aur Jyada purchasing kar sakte hain leverage bahut hi important factor hota hai jo aapki trading co profitable Banane mein bahut hi important role play kar raha hota hai tum no doubt sometime Jyada average aapke liye nuksan ka source Ban sakti hai Kyunki Jab aap kya count ki leverage Jyada Hoti Hai To usmein of lot size ki selection Jyada Karte Hain.

                  Jab aapki account ke liye leverage Jyada Hoti Hai To Aisi situation main aapko bahut carefully decision-making Karni chahie otherwise aapke liye kuch problem ho sakte hain aur aapke account ko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isliye Jab aap apne account ke liye leverage Jyada select Karte Hain To usmein aap ko bahut Soch samajhkar trading Karni chahie aur apne account per lot size ki selection minimum select Karni chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: What is Leverage in Forex

                    Dear friends leaverage ki madad se aap 10 $ k acount se 10000$ ki trade kar sakty han agar leaverage aap ko broker provide na kary to possible nhe ha k aap trade kar paen aur leaverage ko kam rakhny se he profitable ho sakty han ziada leaverage account k liay danger hoti ha. forex trading ke market mai app apne kaam capital per bina leverage ke app kaam nahi ker sakte.isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai tight leverage ke sath kaam karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: What is Leverage in Forex

                      leverage wo amount hoti hai jo broker humy farah kar ta hai trading kay lea is kay ya beneficent hai kay is kay sath hum km lot mai bhi bari karnci ki kharedo farohk kar sahk tay hai yani kay hum log agr humary account mai balance kam bhi ho tu us mai hum broker humy wo amount farah kar deta hai jis say hamari lot size bari ho jati hai or hum karnchi jo kay bari h ti hai wo buy ya sell kar sahk tay hai ap nay analysis kay according

                      benefit
                      forex trading mai leverage kay ya benefit hai kay is mai hum bari karnchi pr buy ya sell laga sahk tay hai or agr balabce km ho tu hum broker say lay lety hai or ap ni trade ko lag lay tay hai taky hum ap ni trade mai matloba balance kay according trade laga sahk kay leverage hamesha ap nay account or experience kay according hi set kary taky ap ki trade achi say achi ho sahk kay

                      disadvantages
                      forex trading mai us kay ya disadvantages hoty hai kay agr ap account mai bari leverage set kar dety hai tu ap ki loss agr galt ho jay ya phir in cause of loss mai cahli jay tu ap ko bohat bara loss ho ta ahi or is say ap ka account bhi wash ho sahk ta ahi is lea ap nay account mai bari leverage ko kabhi na set kary
                      • #12 Collapse

                        Re: What is Leverage in Forex

                        Leverage wo percentage hy jo broker trader se lyta hy jitna leverage kam hoga trader ko utna faida hoga
                        imranhaider
                        • #13 Collapse

                          Re: What is Leverage in Forex

                          Aoa dear Forex fellow how are you hope Ap axhi trading kr rhy hu gy or axha profit earn kr rhy hu gy Ajka Jo topic of discussion h wo h Leverage.Dear brokerage account sign up krty hwe hmein ak option nzr aata h jhan py hm ny apna leverage size set krna ota h for example(1:50,1:100) up to 1000.or traders knowledge na ony ki wjja sy wrong leverage size adjust krr bethty Hain Jo k un k account k liye bht zyada nuqsandy ota h.iss liye leverage ka knowledge ona her trader k liye bht zruri h.
                          "Leverage"
                          Actual mn leverage broker ki trf sy apko extra balence dia jata h with proportional to your account equity.js sy apki trade krny ki capacity brr jati h or AP zyada brri lot size k sth market mn trade krr skty hain.Mean to say that Ak company apny client ko leverage offer krti h 1:50 to iska mtlb h k agr client k pas ak doller h apna to 50 doller ussy company offer krti h trade krny k liye.mtlb trader Abbi iss qabil ho gya h k wo kissi asset 50 share ki price pay krr skta h.different companies different leverage size apny clients ko offer krti Hain.Ak trader k liye yh Janna bht zruri h k leverage uski trading py ktna effect krr skti h.
                          "Advantages"
                          Leverage k kxh benifits hain or kxh disadvantages.Leverage srf in traders k liye best h jnky pass best trading skills Hain or unhein apni trade py pura trust ota h k wo her surt mn profit ee krein gy.un traders ki chahyie k wo maximum leverage size adjust krein ta k wo km balence sy maximum lot size lgga skein or market sy axha profit utha skein.Secondly leverage un traders k liye bht suitable h Jo axhy traders to Hain,in k ps axha trading experience ota h lekn unn k ps itni equity ni oti k wo trading sy axha profit utha skein.mtlb low level k traders.
                          "Disadvantages"
                          Leverage k kxh disadvantages b Hain or aesy disadvantages Hain jinhein hum hidden disadvantages kh skty hain.mtlb traders ki in ka ptaa ni ota or wo loss k bai's bnty Hain.Sb sy brrha nuqsan brrhy leverage size ka use trader k liye h jissy trading ni aati or wo live account py trading krr rha h.wo leverage ki wjja sy brri lot size use krta h Jo uska account afford ni krr skta or bht jld uska account wash ho jata h
                          Mn my hud apny experience sy yh bt note ki h k broker ki kosish oti h k trader brrha leverage size adjust krry ta k wo brri lot use krry or broker zyada sy zyada earn krr skky.
                          • #14 Collapse

                            Re: What is Leverage in Forex

                            hamy leverage ko use karna hota hain hamy leverage ko kabe be ignore nah karna chaye ache leverage laga kar kam karny sy hamy acha munfa hasial ho jata hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakt hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum insta ka account banty wakt leverage ko select karn hota han hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ag pher he hu paisa kaa saky gy hum is ai agar levearge ko ignore kar ky kam karty han to harma he loss hota hain hamy leverage ko apny experence ky mitabik select krana chaey pher he hum pasia kama saky gy forex aik best business han hu is mi part time be kamkar sakty hai hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy aik time table baa kar kam karna ho ga pher he hum earning gain kra saky gy hum is mai aik din aik mai aik liit ky mitbai 50 posts kar saktyh ain or hum 4 thread be baa skaty hain hamy market ke movement ko samj kar s mai kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hum s mai agar kam karty howe ak be galt kar dety hain to harma loss han hamy market mai mahnet karne ho ge ya aik legal or kabe be katme na hony wala acha busienss hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is Leverage in Forex

                              dear friends ek achy broker ki ye khbi hoti hai k wo apne clients ko Good leverage par trade karne ki iajazat deta hai leverage k beshumar faide hote hai agar aap high leverage k sat woking karte hai to aap k pass agar small capital b hai to aap bara risk le sakte hai is tarah ham earning main mumkina iazafa kar sakta hai isi liye logo esa broker choose karet hai jo b big leverage de rah hota hai

                              Leverage ::

                              dear friends trading business main leverage drasal ek udaar rakam hoti hai jo k broker ki tard se aap k credit k tansab main di jati hai aap k account main profit k mumkina iazafe k toor par broker aap ko udar deta hai jis ko ham leverage kehte hai dear fiends leverage har company ki fixed nahin hoti hai is ka inhasar trading k halaat par bhi ho sakta hai

                              dear friends LEVERAGE k buhat sare faide b hain k ham zayda leverage par zayda bari trade laga sakte hai lekin is k baraks agar ham loss main jey to high leverage par high loss hi hoga is se hamara account b wash ho sakta hai is liye experts trader hamesha small leverage par trade karne ki talkeen karte hai
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X