kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??
    Assalam O Alaikum dear friends kese hain aap ?

    dear friends mera apne seniors se sawal hai k scalping ek Good strategy ha our agr ham achi scalping karen to ham achi earning b kar sakte hai leking kuch traders scalping ki ijazat nahi dete ha esa ku hai ??
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

    Ziada akhrajat aur kam waqat
    Apki baat bulkul thek k hai k kuch brokers scalping ki ijazat nahi deti hai. Brokers salping ko ziada akhrajat lagat hone ki waja se mana karte hen aur un k pas itna waqat bhi nahi hota k wo wo trading ko ko kuch minats ya seconds k leye open close karen. Maximum brokers k pas ap real money add karte ho un ko is strategy pe koi aiteraz nahi hota hai, ye sirf forex trading me bonus account wale brokers hi lago karte hen. Forex trading me jo bhi brokers apne clients ko bonus account ki sahulat dete hen wo scalping se mana karte hen. Scalping ki short term strategy brokers bonus account wale k leye nahi deti. Brokers ka khayal hota hai k scalping bagher analysis aur experience wali strategies me se hai to ye bonus is waja se hai k clients is pe experience aur analysis ki madad se kaam karen is waja se brokers apne clients ko scalping se mana karti hai.
    Scalping kia hai?
    Forex trading me scalping wo strategy hai jis me traders shoert term trading k leye trade open close karte hen aur is se wo profit gain karte hen. Scalping ka amal taqreeban sara din chalta hai aur is se hi traders thora thora karke profit hasil karte hen. Scalping ka amal aam tawar par small account me me ziada faida mand hota hai jo short term trading istemal karte hen. Scalping ki strategy ko musalsal monitor karni parti hai q k ye 5 ya us se bhi kam minutes k leye aksar hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

      Dear jab aap scalloping se related information or discussion Karte Hain To usmein aap sabse pahle yah Pata Hona chahie ki Jab aap scalping karte hain to iska meaning kya hota hai Forex trading Mein scalping yah hoti hai ki Jab aap up minimum time ke liye Forex trading Mein entry lete hain aur maximum lot size ki selection karte hue bahut Achcha profit Hasil kar lete hain aur uske bad foreign market se nikal Jaate Hain is market strategy ko aap scalping Kahate Hain.

      No doubt Kuchh Aisi broker Jaate Hain Jo aapko scalping ki facility provide nahin kar rahe Hote Agar aap scalping karte hain to usmein aapko profit aapke account mein add nahin kiya Jata aur specially Jab aap instaforex broker ke sath chatting kar rahe hote hain aur ismein aap bonus account istemal kar rahe hote hain to is account per bhi aapko scalping karne ki permission Nahin Hoti Agar aap scalping karte hain to Aapka account Ban Ja Ja sakta hai aur aapki yah activities gambling Mein count ki Ja sakti hain.

      Dear aapko jo bonus account Milta Hai Iski main reason yah hoti hai ki aap kaun per Apne analysis apply Karen aur apne experian score increase Karen agar aap scalping karte hain to usmein Aapka experience increased Nahin ho sakta Kyunki ismein aapane market Mein just Kuchh PIP ki movement per trading Karni hoti hai jo aapki Mein Nahin time correct ho sakti hai aur iski against aapko bahut jyada profit ho sakta hai isliye use group kar aap to market Mein scalping ki permission Nahin dete aur agar aap scalping Karke Kuchh log dance karte hain to ismein aapko profit aapke account mein add nahin kiya jata hai isliye Jab aap Kisi per kis rakhen kar rahe hote hain to usmein aapko scalping se related information update Karni chahie ki aap is broker ke sath kaam karti hui scalping kar sakte hain ya FIR aapko scalping allowed Nahin Hai.
      • #4 Collapse

        Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

        dear friends jesa Kay ham janty hen Kay Forex me aik quickly profit gain krny Kay leay aik risky technique use ki jati hy jisy ham scalping kehty hen is techniques ko ap directly Kisi bhi pair par execute nahi kr skty kyun Kay is Kay results bht risky sabit ho skty hen is leay Hamen is ko use krna hy to Hamen SMA ka use krna Hoga scalping Kay leay Agr Hum scalping or hedging dono ko use kare tou kesa hai, Means Agr hum scalping kerte hai or 0.10 cent se buy ker lete hai kisi point per or market move ker jati hai or hUm loss start ho jata hai tou hum waha 0.20 se sell ker lete hai means hedging start istarah loss b cover hota rhe ga or saat profit b ho jaye ga Plz sab Apni Raye dey jab key day trading long time key ley trades ko open karny ko kehty hey esy trades jes me app ko yakeen ho key long term base par market app ko profit de sakti hay, day trading me take profit limit aur stop loss limit be long points par lagana zarori hey.

        Scalping With Instaforex
        Insta Broker hamen permit krta Hy Forex me scalping Kay leay hamen Kisi bhi pair me Achi aur low risk scalping strategy develop krny Kay leay use hota jesa Kay picture me dikhaya gya hy is me ap moving average strategy ko use kren agar ap is me dakhn Kay continually bulish trend ko observe krny Kay Kay bead jesy hi koi pair apny resistance ko cross kry ap moving average sy aasani sy entry point find kr Kay trade open kr Kay aik low risk scalp trade sy profit lay skty hen scalping trading short term base par trading ko kehty hey aur day trading long term trading ko, agar traders market ki movement ko samaj jaty hey aur un ko lagta hay key scalping trading se un ko profit ho sakta hay to wo bahot hi short time key ley trades open kar lety hey jes ka maqsad ye hota hay key wo jald se jald profit earn karen aur trades ko close kar den, jab key day trading long time key ley trades ko open karny ko kehty hey esy trades jes me app ko yakeen ho key long term base par market app ko profit de sakti hay, day trading me take profit limit aur stop loss limit be long points par lagana zarori hey.
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

          my dear friend forex trading main sclping aik trading technique hai jis main hum trading kar k acha profit lay skty hain q k es technique main short time frame main boht acha profit mil skta hai q k jis trha es technique ka use karty trading ki jati hai es main traders fastly apni trade kar k acha profit lay lety hain tu aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu sub se pahly humain scalping technique ka knowledge hona zarori hai jis k bad ap os technique ka use bahter kar skty hain or os main rofit bhi acha lay skty hain

          ab hum bat karty hain k forex main kuch broker scalping trading ki ijazat nahi dety hain jub k aysa kuch nahi hai sclping aik trading method hai jis ka use kar skty hain or yah sub ki apni ability par depend hota hai jis k bad esi method ka use kar k hum apni trade kar skty hain or os se profit lay skty hain forex main scalping wo best trading method hai jis se hum apni bahter trading kar skty hain or kamyab ho skty hain jis se hum achi earning kar skty hain or kamyab ho skty hain insta ka broer apko har trading technique ki ijazat deta hai jis se ap achi trading kar skty hain .

          har trader apni trading ability k according apni trading kar k kamyab ho skty hain q k jitna trading ka experience hoga otna he humari trading bahter ho skti hai or hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain or kamyab ho skty hain jitna acha experience hoga otna he acha hum kam kar k kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

            Scalping karnay k liay apnay sub say at kay zid laga kay kam kartye hain tu ap es mai apna he nuqsan kar bathyehain tu ap ka kam hai kay ap es mai zid na lagye karain balky ap ka kam hai kayap es mai apna kam mahnet kay sath aur management kay sath kartye hain tu ap ka kafifaida ho jata hai tu elevated paintings kamyabi ki zamnat hai tu non-native alternation marketplace maikamyab wquisition to worth kar welcome incomeskarni ho q adequate alien rotation toe-hold and stimulating enterprise humy procurement to rate sufficient bad welcome incomes dyta hy humforeign interchange get and developing jasy hard enterprise m bot mehnat sy kam karty han to humyhmari mehnat zaya ni karni chaey humy policies pleasing khalaf ja kar mehnat zaya karnysy behtar hy agreeable Thespian policies ko agree with kar satisfying detach from succession acquire and stimulating m kam karan or aikkamyab or able investors prohibitioy or khas cliff scale dredge up humy dwindle hota hy to humusy soch samj kar cowl karny pleasant bjaiy zid m a jaty han open ho jaty han orus waja sy proscription bar ziada settle karty re asa enterprise hy jis m ap find tak policies ko conform with kar sufficient kam ni karty nuqsankarty rehty han policies ko yield with kiay bagar phoney find bi relatioy acodder es sta karty respects aur grip and advocacy primary jo be policiesinvestors ne banaye hoty salutation es underlying partiality kabi securing and flyer karny ki koshish nahikarty to esi position and media hype har engagement me reception kamymai apna kam mahnet aur lagan kay sathkartye hain tu ap es mai kamyab hotye hain jub kay es mai ap ager mahnet sayhhieve and recommendation ki the world interpretation kr adequate appraisal ko stusakty compliments aur na apna deterioration pora karsakty hail marketplace ki motion fundamental sath aur maaur vocation vital sath danger prosecute ko undervalue merak kar position and assisting karen gey to zid central sath leverage and championing karny se zeyada hamy esisubject ki pay for and puffery faida de sakti edibles, agar the Forex transfer marketplace ki motion kamanage kesi perfume ya kesi organisation focal hath me hota to zid kar root sensational in line with bekesi na kesi tarha kamyabi hasil kar sakty magar the Forex return marketplace ki motionfinancial clue central base mediocre vehiclemobile style karti f
            • #7 Collapse

              Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

              Han je forex trading ma profit hasil karny k lae trader bhot sari techniques ko use karta hai. Kuch techniques long term hoti hain or kuch short term. Ye technique trader apny account k k capital or experience ko use kar k adopt karty hain. Es topic ma ham scalping technique par bat karyn gy. What is scalping. Scalping qiuck profit hasil karny k lae use ki jati hai. Es ma trader short time k lae trade ko open karty hain or kuch dair bar profit hasil kar k market sy out ho jaty hain. Scalping ka ik nuksan ye hai k trader es ko bar bar trade open karny ki waja sy spread b zayada pay karna parh jata hai jis sy trader k profit ka share kam ho jata hai. So kuch trader scalping ko use karny ko prefer ni karty.

              Broker's policy towards scalping. Bhot sary broker scalping startegy ko allow karty hain but kuch broker asi policies banaty hain jin sy scalping mazeed difficult ho jati hai. Kuch broker asy b hain jo scalping ko allow he ni karty. So trader k lae broker policy ko follow karna bhot zaruri hota hai or esk lae broker policy ko parhna chahe. Trader ko broker es sorat ma he scalping ko allow karty hain jb unko yaqeen hota hai scalping sy wo bankrupt sy bach jayn gy. Broker scalping technique ko es lae he allow karty hain jb unko es sy kio benefit nazar ata hai. Scalping ko wo he broker allow karty hain jo scalping ko apny benefit k lae use karty hain warna baki broker esko allow he ni karty. Trader jb tak broker policy ko read ni kar payn gy wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakyn gy.
              • #8 Collapse

                Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                Hello friends, ap ko pata ha k best trading ke liye hamen forex trading may Indicaters ko istmaal karna parta hay aur isi tarah haum trading kartay hoye stop loss aur take profit bhi istamaal kartay hay to haum kamyab trading karney Kay liye scalping aur hedging strategy bhi istamaal kartay hoye trading kartay hay haumay trading may pata hona chaye Kay yeah scalping hoti Kya hay aur is ko istamaal keasy kia jata hay forex trading may kuch traders hotay hay jo market ki movement ko monitor kartay rehtay hay aur jab unko lagta hay Kay ab ake acha point hay market may enter honey ka tou wo apni trade open kartay hay aur apni trading may trade ka lot size big rakh kar trade open kartay hay scalping may traders thoray time Kay liye market may atay hay aur apni trade ka lot size bara rakhtay hoye trading may profit hasil kartay hay iss may minimum time frame 5 minutes tak ka select kartay hay aur profit hasal kartay hay aur market say out ho jatay hay scalping ake esi trading technics hay Kay jiss may thoray time may hi trader profit hasal kartay hay . Magr dekha Jaye to trading may scalping ka tarika Thora dangerous hota hay kiun Kay Agar trading market ki movement appki trade Kay opposite direction may move karti hay tou appko nuksaan bhi zyada hota hay aur appka account balance Kam reh jata hay scalping istmal karney Kay liye appkay account may balance zayada majood hona chahiye phir app iss technics ko easily trading may istamaal Kar saktay hay. Scalping Kay liye ap ko proper knowledge hona chahiye phir appko market ki movement ka knowledge hona chahiye Kay market may ab konsa trend hay appki trading strategy strong aur mazboot hona zarori hoti hay Agar appki trading y aur Indicators ko istamaal karney ki skills strong hay tou app easily trading m scalping ka tareeka ehtiaat say signal Kar saktay hay aur ziada earning hasal Kar saktay hen.
                • #9 Collapse

                  Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                  Dear forex member jahan tak mujhe knowledge hai to scalping krna ache baat nahi hai scalping mein bohat Kam members ko faida hota hai aur maximum members is mein acha khasa nuqsaan uthaty Hain Agar forex trading business mein Kamyab hona chahty hain to humein khud bht scalping ko avoid krny ki koshish krni chaheye ta ky hum khud ko kisi bhi qisam KY nuqsaan se bacha saken aur ache level ky ache trader banny mein Kamyab ho saken
                  Mere Khayal Se scalping ky nuqsaan ki wajah se he bohat sare brokers is ki permission nahi dyty hain definite baat hai Jab members ko nuqsaan ho GA to wo kaam se related ache reviews nahi dyn ge aur nuqsaan se bachny ka sab se behter tareeka yahe hai ky sab se pehle scalping ko ignore Kiya Jae aur acha kaam krny ki koshish ki Jae aur ache mehnat aur Lagan ky saath apny kaam ko kamyab bnane ki koshish ki Jae hmara kaam humein usi waqat faida dyta Hai jab hum apny kaam mein sincere hoty hain jab hum apny kaam ko proper time dyty hain us ko samajhny ki koshish krty hain kisi bhi kaam ko samjhy bgher kamyab bnana possible nahi hota hai
                  Jo members scalping krty hain Un mein maximum senior aur professional members Shamil hoty hain jin ky pas trading se relevant strong knowledge aur experience hota hai aise members scalping bohat zayada ehtiyaat ky saath krty hain taky jitna ho sake kaam ko kamyab bnaya Jae aur nuqsaan se khud ko bcha ya Jae aur Agar new members aisa krny ki koshish krty hain to wo nakam ho jaty hain us ki sab se main reason ye Hai ky wo jaldi krty hain kaam ko samajhny ki koshish Nahin krty hain aur jab bhi hum jaldi kren ge humein nuqsaan ka he samna krna pare ga
                  • #10 Collapse

                    Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                    dear friend, scalping aik short term trading technique ha jis ma bid ask price k zariay short profits hasil kiay jatay hain, is ma hmain market ma short time k liay enter hona hota ha aur thoray pips par acha profit hasil kar k market sa out hona hota ha, ye aik difficult technique ha jis k liay acha knowledge aur experience bht zaruri ha q k tb hi hm market ya pair ki moment ko thek tarah samajh sakain gay aur profitable trade kar paen gay,

                    kafi brokers scalping ko allowed nhi kartay aur wo trading k liay standard pips ki involvement ko zaruri samajhtay hain, jb k kuch brokers iski permission daitay hain k ap kisi b waqt trade open kar saktay hain jis ma apni marzi k pips par profit earn kaf k trade close kar di jati ha, different brokers ki trading sa related different policies hoti hain, is liay traders ko pehlay unko thoroughly read kar laina chaiay aur unhain samajh kar trade karni chaiay ta k baad ki problems ya mushkilat sa bach sakain, jin brokers ko is technique ma apna benifit nazar aa raha hota ha wo hi isay allow kartay hain, is k ilawa aisay brokers b hotay hain jo scalping k liay alag fees charge kartay hain aur us hisab sa trader ko trade ki permission di jati ha, short term trading usi waqt profitable ho sakti ha jb hmaray pass acha capital ho ga, q k is ma hmain big lot k sath trade karni hoti ha aur agr market ko samajhnay ma thori si b mistake ho jay to hmain running trades k sath hi market ki thek position par anay ka wait karna paray ga
                    • #11 Collapse

                      Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                      Walekum assalam dear aapane bilkul sahi baat ki Hai Jab Ham Forex trading Mein kam karte hain to usmein hamare pass different working strategies hoti hain Chin ke mutabik kam trading Mein kam kar sakte hain dear Forex trading mein agar Ham scalping Karte Hain To ismein mostly brokers sirf aur sirf scalping ko alive karte hain ismein bahut kam Aise broker Hote Hain Jo ki scalping ko allow Nahin karte.

                      Dear Ham dekhte hain ki ismein Kuchh Aise brokers bhi Hote Hain Jo Kis Gal per Ko alava Nahin Karte aur scalping karne ke aap ko pata hai ki ismein aapko bahut jyada Achcha profit bhi ho sakte hain aur aapko ismein bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai aur joke doctors Hote Hain Jo ke dealing best broker hote hain vah ismein sketching ko allow Nahin Karte Kyunki unko khud se bahut jyada payment karna hoti hai aur scalping se bahut kam Waqt mein bahut jyada Achcha profit ho sakta hai isliye Kuchh brokers scalping allow Nahin karte.

                      Dear aur ham dekhte hain ki jitni bhi acche broker Hain Jaisa ke insta Forex broker joke bahut hi Jabardast broker Hai vah scalping allow Karte Hain audio log ismein scalping karte hain vah ismein Logon Ko scalping ke liye provide karte hain aur ismein scalping Karke aap Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin scalping strategy 1 whisky strategy hoti hai agar aap uparwar karte hain to aapko usmein pata nahi ho sakta hai aur Achcha profit bhi ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                        Assalam O Alaikum dear friends kese hain aap ?

                        dear friends mera apne seniors se sawal hai k scalping ek Good strategy ha our agr ham achi scalping karen to ham achi earning b kar sakte hai leking kuch traders scalping ki ijazat nahi dete ha esa ku hai ??
                        G han dear us ki waja ye hai kay ap scalping mai kam kartye hai tu ap es mai kafi carefull ho kay kam kartye hai tu ap es mai usi hisab say kamyab ho patye hai kiyu kay scalping mai kafi kam time mai kafi zayda kam ho jata hai yani kay ap es mai kam kartye hain aur ap es mai scalping pay kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai aur bhi zayda market mai readout kar kay kam kartye hai tu ap kay kam mai asani ho jati hai tu ager ap es mai acha kam he nhi kar patye hai tu ap nay karna ye he hai kay ap nay scalping mai trade open karna hai aur apna account wash ho jana hai tu acha kam karna hai tu ap es mai acha kam karain aur scalping mai ap nay acha kam karna hai tu ap market mai kafi socch kay bad he es mai ap scalping karain ta kay bad mai ap kaliye kafi asani ban jati hai ager ap es mai acha kam karsin gaye tu ap kaliye parshani nhi banye gaye jub kay ap nay market mai bina anylsis kay he trade open kar diya hai aur bina daikhye he scalping mai apna kam start jar diya hai tu ap ka account es mai wash he ho jata hai aur bad mai ap kaliye asani nhi banti hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai beshak scalping pay kam karsin per es mai kafi daikh kay kam kartye hai tu ap es mai usi hisab say kamyab ho jatye hai tu mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya jata hai tu kamyabi usi hisab say mil jati hai aur ap ka kam ap ko es mai usi hisab say kamyabi daita hai tu kam karna hai tu ap es mai acha kam karain ts kay bad mai ap kaliye asani ho jati hai aur ap es mai kamyab ho jatye hai
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #13 Collapse

                          Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                          AOA dear friends , jaise ki aap ko pata hai ki scalping aik short term trading hoti hai dear friends hamen yah Baat acchi tarah se zaihan nachine kar leni chahie ky Forex trading mein main jo trader trading kar rahe hote Hain overall market ki movement ko analyse kar rahe hote Hain aur use per apni trading kar rahe hote Hain unke pass itna time nahin hota ke ki woh short term trading kar saken scalping mein woh traders trading karte Hain jo ke chhote trader hote hain ya small capital wale trailer hote Hain aur is liye brokers hazarat scalping karne se mnaa karte Hain aur

                          kuch brokers hotay hai jo k scalping allow nhi krtay hai kyn ky scalping bohat hi short term pr ki jati hai or trader us say kafi acha profit earn kr skta hai or kafi zyada loss b ho skta hai.scalping mai profit kafi earn kiya ja skta hai lakin hr kisi trader ko scalping nhi krni chahiye kyn ky scalping k liye kafi high level ka experience or knowledge ki zaroorat hoti hai Scalping main aik taraf profit aur doosri taraf loss ho raha hoata hay insta forex main scalping ki koe rukawat nhe hay laikin baz doosray brokers iss ki ejazat nhe daytay hain yahe wajah hay keh loag iss trading main lgataar join kar rahay hainn aur Scalping short trum trading main aati hy aor is say thorray time ziada profit hasil kia ja sukta hy. Brokers jo scalping ko allow nahain kertay on kay apnay makasid hotay hain aik wo humaray capital ko apnay liay ziada time tak used kerna chahtay hain aor dosra wo apnay hibusines ko kumzor ker rahay hain. Aysay brokers good brokers ki list main nahain aatay aur aap ko yah bhi pata hona chahie ke scapling bahut mushkal hoti hai is ko senior trader hi kr sakta hai ye aik good business hai is ko kafi learn krna parta hai ye aik acha business hai is pr bahut sy loog kaam kr rahy hain ye aur dear friends Forex main kuch brokers naye naye hote hain un k pas itnay wasael nahi hote hain keh wo scalping allow kar skaine is se brokers ka nuksan bhi ho skata hay is liay wo scalping ko allow nahi kare
                          • #14 Collapse

                            Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                            Forex mein sabse mushkil kam hi scailping karna kyunki ismein ham badi lot size ke sath trade open karte hain Taki hamen jaldi se profit ho sake aur ham log acchi kamai hasil karne ke bad market ko chhod sake lekin yah bahut hi mushkil kam hai hai ismein bahut per dalo aate agar hamen loss hota hai to hamara account wash tuk ho jata hai isliye main is kam se bachne chahie scailping Karne wale kabhi bhi apne account ko sev nahin rah sakte isliye bahut sare brokers asa hain jino ne account ko ijazat nahin de ki Ham uske upar yah kam Karen kyunki bahut hi dangerous kam hai lekin best trader karte hain kyun ki unke pass balance zyada hota hai ya wo trader karte Hain jin ke pass balance bahut zyada hota hai aur un ke analysis bohot strong hote Hain or best trades wo jin ko loss bahut kam hota hai vah log scalping kar sakte hain isliye hamen isliye mehnat karni chahie lekin Maine yah bhi sunna hai ki bonus account per agar zyada scalping ki jaaye to wo account bi bane ho jata hai

                            Scalping Ka Nuksan
                            Isko use karne se hamen sabse bada nuksan hota hai kya hamara account sefe nahi rahta kyun ki jab Ham badi lot size lagayen gen to jub loss ho ga to account mein se hi bahut badi kami ho jayegi paison ki jis ki wajah se hamen dobara trade karne mein pareshani ho gi isliye hamen scalping nahin karni chahie aur kaifi brokers ne isliye isko Ban Kiya hai kyunki jab ka aapka account vas hota hai to brokers ko bhi to nuksan hota hai uske account mein se bhi paise kam ho jaate Hain kyun ki jitne paise os ke account mein hote hain to uski value badi rehti hai isliye scalping nahin karni chahie chhoti large-size laga nahin chahie tha ki hamen loss ho to chhota ho aur hamen main last ko recover karne mein aasani ho Bada Lhasa gawar nahin hota chhota last recover ho jata hai account was hone se bachane ke liye humain scalping se door rahana chaya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kuch Broker Scalping ki ijazat ku nahi dete hai ??

                              Dear members hamara aaj ka topic sclaping se relaed hy keh ham forex trading me sclaping kaisy kar skaty hain aur sclaping karna hamary lye thek hy ya ni . Forex trading me kam karny klye apke pas bht ziada knowledge aur forex ka experience hoa bht zarori hy , iske ilawa market ki kuch terms hain unhe bi samajna hota hy , yahan sclaping ki bat ho rhe hy , aclaping ek trah ki short term trade hoti hy keh jis me koi bi traders thory time klye market me enter hota y aur phr apna profit banany ke kuch usi wakat market se out ho jata hy . jab ap instaforex account m ejaty hain to apko mukhtalif qisam ke pair show ho rhy hoty hain , inme se kuch buy ke trend me hoty hain aur kuch selling ke trend me hoty hain , laken ap sirf usi pair pay sclaping karty hain jo bilkul abi se e new trnd me hota hy , takeh ap apna profit book kar saken , aken agar dhka jay to yeh ek ghalat strategy hy , ap is strategy ke zariye long term tak trade n kar sakty , aur jo bi seniors traders hain un me se kuch traders is strategy ko follow karty hain laken kuch trades isko mrket ke rules ke against samajty hain , agar ap bi chahty hain keh apko short term profit ho to ap sclaping kar sakty hain lken ap ka apna nuqsan hy , ek to ap ziada der tak lambi trade b ni laga sakty aur sclaping ek riski trading bi hoti hy keh kisis bi time market ka trend badal sakta hy , kyukeh ap short term trading me hoty hain , sclaping karny klye bi apke pas knowledge hona chahye ,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X