A review on Jazz 4G internet device
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A review on Jazz 4G internet device
    Introduction ::

    Assalam O Alaikum dear friends mera aaj ka ye review Jazz ki 4g DEVICE par mabni hai dear fiends wese to ajkal internet k liye buhat sari companies ki devcie use ho rahi hai lekin ham is review main jazz ki company ki devcie k bare main bat karen ge our ye janne ki try karen ge k ye kis had tak hamare liye ehm hai our ham is se kis had tak faida utah sakte hai our is k kiy advantages ho ge
    dear friends ajkal mobile internet buhat zayada use kiya ja raha hai ku k pehle mobile internet buhat slow hota tha 2g speed k sat internet use karna buhat mushkil tha is liye log mukhtalif companies k cable internet use karte the lekin ab dunya bhar main 3g 4g and 5g our is se b kahi zayda speed k internet mobile companies de rahi hai jo k cable internet k mukable buhat zayda speed deta hai isliye log ab mobile internet use karte hai hamara aaj ka ye review pakistan ki communication company Mobilink Jazz ki 4Gdevice par mabni hai chle start karte hai


    Jazz 4G Device :

    dear friend buhat zayda der tak data use karne se battery life kam ho jata our hamara mobile garm hona shuru ho jata hai jis se mobile ki battery our dispaly dono par farak prta hai jo mobile zayda der tak data se connact rehta ha jaldi kharab ho jata hai hai is liye jazz company ne apni 4g device mutaraf karwai hai jis main ham mobile sim dal kar fast internet k mazzy le sakte hai ye device 150mbps se b zayda speed deti hai our is main micro SD card b dala ja sakta hai our hame ye device wingle main b dastyab hai our battery k sat wifi deice b mil jati hai dono same working karti hai in ka faida ye ha k just device on kar k aap internet use kar sakte hai our in ko aap apne sat kahin b le ja sakte hai ye buhat achi hoto hai our in se aap fast internet use kar sakte hai








    Jazz 4g device Feachers :;


    dear friends is devcie k mandrja zail feacher hai jo k apne user ko buhat zayda pasnd hain inhi feacher ki wja se jazz ki device ko kafi pasnd kiya jata hai


    1. 4G speed hoti hai jo k upto 150 Mbps ho sakti hai
    2. micro SD card 32 gb support karti hai
    3. in ki koi installation nahi hoti hai just plug karne se aap use kar sakte hai
    4. 12 se zayda devices k sat connect kia ja sakat hai
    5. battery capacity 2300mAh
    6. WPS wifi
    7. just ek bar tap karne se mobile main setting ho jati hai




    Advantages :;


    dear friends is k mandraja zail Advantages ho sakte hai

    ye taiz treen internet muhaya karti hai
    ye aap kabhi b kahin b le ja sakte hai
    in ka use aap k mobile ki battery ko kharab hone se bachata hai
    ye sasti hoti hai our mayari hoti hai
    battery life buhat zayda hoti hai
    Sd card ka use kar k aap in ko USB k toor par b use kar sakte hai



    DisAdvantages :;

    dear friends is k kuch disAdvantages bhi hai

    • in devices main just aap data sim hi use kar skate hai
    • in k data bundles ki price aam sim k bundles ki price se zayda hoti hai
    • ye kharab ho sakti hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: A review on Jazz 4G internet device

    Assalamualaikum!!

    Jazz4g Device Aik aesi device hai jis main Ap jazz Sim daal Kar isy wifi device Kay Tor par use Kar saktay Hein aur internet istmaal Kar sakty Hein .

    Advantages:-

    1). Iski speed bohat achi hoti hai age Aik waqt main Aik sy ziada devices ko Aik jesi speed ka internet dega hai .
    2). Is main 4g net hota hai aur Ap apni Sim daal Kar net use Kar sakty Hein .
    3). Ye sasti hoti hai aur Ap isy easily khareed sakty Hein .
    4). Ye achi quality ki hoti hai aur is waja sy internet main achy signals provide Karti hai .
    5) is main we card hota hai aur USB Kay Tor par use me ja sakti hai
    6) is main battery hoti hai aur isy charge Kar Kay Ap kahin bhi sath Kay ja Kar use Kar sakty Hein .
    7) ye easily pocket main aa jati hai aur Ap Ghar sy bahir ja Kay kahin bhi Internet use Kar skaty Hein .
    8). Iski battery timing achi hoti hai aur long time Tak chalti rehti hai
    Disadvantages:-

    1). In par Jo packages lagty hen wo aam wins Kay packages ki nisbat ziada hoty Hein aur expensive hoty Hein .
    2) in ki signal ki range Kam hoti hai aur agar in sy thora Jaya Jaye to signal strength Kam ho jati hai .
    3) in main sirf data simhi use ki ja sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: A review on Jazz 4G internet device

      assalamu alaikum friends aaj ka hamara topic bahut hi achcha topic hai ya topic jazz 4G internet device per mushtamil hai dear friends jazz 4G device ek bahut hi acchi device hai aap isko har jagah carry kar sakte hain aur aap continues without delay apna internet istemal kar sakte hain vah bhi bahut ek acchi speed ke sath

      Advantages of* jazz

      Dear friends gas 4G device ke bahut jyada fayde Hain din mein se ek fayda yah hai ki iski speed bahut hi jyada tej hoti hai aur yah aapko fast internet provide karta hai hai aur ismein yah bhi fayda hota hai ki yah USB Ki tarah Ka hota hai kuchh device a USB Ki tarah Ki hoti hain jo aap apne a mobile ke sath OTG ki madad se lagakar direct WI-Fi bhi istemal kar sakte hain aur apne computer ke sar laga kar bhi istemal kar sakte hainaur agar aap battery wali fauji twice istemal kar rahe hain to aapko usko charge karna padta hai jiski ki battery timing bhi bahut acchi hoti hain lekin usko matlab hota hai ki aapane charge jarur karna hota haidear friends ka sabse bada fayda yah hai ki yah ptcl internet ke mukabale mein aapko bahut hi sasta package available karke deti hai aur aap ko isko Agar commercial use karen to bahut hi jyada fayda ho sakta haidear friends ka sabse bada ya fayda hai ki agar yah device aapke pass hai to aap isko aasani se apni Jeb mein dalkar kahin Bhi lekar ja sakte hain agar aap ek lambe Safar per ja Rahe Hain To yah aapko pura Rasta ek fast internet provide karegi

      Disadvantages of jazz 4G device

      Dear friend is device ke fayde to bahut jyada hai lekin nuksan Aur Bhi kuchh ho sakte hainDr Sanjay sar ke maine aapko pahle bhi bataya hai ki ismein do tarah Ki 4G devices maujud hai ek USB Ki tarah Ki hoti hai jo aap direct apne computer ke sath bhi laga sakte hain aur ek hoti hai Bari wali wali jismein jismein battery dalti hai aur Agar aapki ek bar uski battery dad hogya kharab ho jaaye to aapki device kamlesh to bol rahi hoti aur aapko bahut hi masla de sakti hai aur iska and disadvantage yah bhi hai ki yah ptcl se sasta hota hai lekin yah dusre other mobile pack jisse megha package hota hai aur har Banda Ford nahin kar sakta hai isko aur iska and disadvantage yah bhi hai ki yah ptcl se sasta hota hai lekin yah dusre other mobile pack jisse megha package hota hai aur har Banda food nahin kar sakta isko
      • #4 Collapse

        Re: A review on Jazz 4G internet device

        Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review Jazz 4G Internet device ky bary mai hain to Chaliye Iske bare Mein Kuchh information share karta hun aapke sath.

        Introduction :---
        Dears jazz 4G Internet device zayada use hiny wali aur taqreeban har ghr ki zaroorat ki cheez ha dosto wifi device aik asa alaaa ha jo intermet signals catch krta ha aur jo bhi device jis k sath attach ho masla computer laptop waghira ussko signals provide krta ha dosto isski sizing different hoti ha wifi devices ma bht sari device mash hoor hain maslan TP link ,zong wifi debice,jazz wifi device,telenor wifi device etc dosot iss k bhtt sary faida aur nuqsanat bhi hain jo ko bayana kiyea gaye hain...

        Advantages of Jazz 4G Internet Device:--

        1)wifi device ki working hi iska advantage ha dosto kuon isska kam signals catch kr co pyter ko privide krna hota ha.
        2)wifi device aik portable device jisy ham easily kahin bhi la krr ja sakty hain.
        3)wifi device wifi device ka size bht chota hota jis ki waja sa ya bht zayada light weight hoti ha air uthany ma kisi qism koi problem nai ati
        4)dosto agr laptop waghiara ma wifi jeck naa laga ho to dosto fikr mand na hon kuin wifi device signals catching ka kam krti aur isska work principle same ha
        5)wifi device computer k bahar wali slots ma attach hoti lihaza ussko lagana ya remove krna bht easiy air fast kam ha
        6)wifi device ki working bht zayada fast aur efficient ha.

        Disadvantage of Jazz 4G Internet device :--

        1) wifi device aik expensive device ha jo k har admi ki phnch ma nai ha.
        2)wifi decice use krny ki waja electeicity use ma izafa hota jis ki waja sa bill rate barh jata
        3)wifi device plastic ki bani device ha iss pia girr jany par toot sakt ha par paison ka nuqsan ho sakta ha
        4)ya close range tak signals catch kr sakti hain ...Jis ky kafii nuksaanat hai..
        • #5 Collapse

          Re: A review on Jazz 4G internet device

          walekum assalam my dear member Mobilink ki ki 4G device ki agar baat ki Jaaye Tu yah device do different style aur function ke sath available Hain in mein se ek device aisi hai hai jo sirf USB device hai hai aur usko istemal karne ke liye hamare pass usbport Ka Hona jaruri hai Kyunki use device ko active karne ke liye USB ke through voltage Milte Hain aur uske bad vah device functional hoti hai ISI Tarah mobile 4G ki dusri device Hai jismein battery hoti hai aur vah chargeable device hai Kafi acchi hai use device ko ham log charge Karke Kisi bhi place mein Main device ko Sath Lekar use per internet ko istemal kar sakte hain charging wali device ka sabse bada fayda yah hai ki ham log usko during the journey istemal Karke Internet se fayda Hasil kar sakte hain movie Nahin kiye donon device Mobilink ke kisi bhi franchise se aasani ke sath mil Jaati Hain Jin Mein 4G ki service active hoti hai aur Agar in devices ki baat ki Jaaye to ine donon device mein sim Dali Jaati Hai Jiski vajah se ismein internet ka function active Hota Hai aur iske liye internet use karne ke liye different packages available Hain Jo Har member Jitna afford kar sakta Ho Usi ke mutabik Apna package active kar sakta hai aur internet ka istemal kar sakta hai is device per 150 MB ki limit likhi Hoti Hai Magar Itni safid hamare pass maujud Nahin Hoti aur na hi movie Ne Kitni speed provide karta hai main yah device Jitna istemal Ki Hai Uske mutabik Mein Apna experience aapke sath share karta hun is device per maximum speed 15 MB hoti hai Magar yah Bhi Ek reasonable speed Hai is speed Mein Rahte Hue ham log internet per Achcha kam kar sakte hain ine donon devices mein se charging wali device ki kimat Kuchh jyada hai hai aur us per wali device ki kimat Kuchh kam hai Magar over-all Agar baat ki Jaaye Tu Mobilink network Mere apni opinion ke mutabik internet ke Hawale se Itna Jyada Achcha Nahin Hai.
          • #6 Collapse

            Re: A review on Jazz 4G internet device

            Assalamu alaikum pyare doston yeah review je jazz super 4G internet device ke bare mein hai
            Yah device aapko 35 mein mil jaati hai jisko ham jazz super 4G internet device kahate hain. Dear forum members Forex trading market mein agar humne a kam Karna hai to hamen main yah device required hogi lekin humne isko completely understand karna hai iske multiple benefits ko dekhna hoga hamen retailer sale centre franchises se mil sakti hai online bhi hamen mil sakti hai so trading members aamne a is device ko completely mifi device samajhna hai jisse are maximum 5 users workout kar sakte ho.
            Is device ki maximum speed 15mb hai aor is ky sath ham ny.
            Advantages of jazz super 4G device
            Dear members is device ko off news kar sakte ho aur aap ko iske benefits ke bare mein maloom Hona chahie uski maximum speed 15 MB hai lekin agar aap is ko combination ky sath connection bna ky use krty hp to iskispeed divide ho jati hai kehaza hen trfers IP adress ka bhi knyeal rakhna hai isi leay hamen market ma sy is ko combined nhi use krna hamara meta trader4 account agr aik net sy 2 3 account opertae ho jaun to block ho jaty hain same ip adress py vhlny ki reason py is leay apko ahteyat krna ho gi otherwise apko concessions ko dekhna oary ga mery dowto jazz Device ky jahaam faidy hain wahan isky niqsanat bhi bajot hain is leay inko tasali sy dekhna aor us ekrny ka isky
            Features ka apko maloom hona chye ta ky ap log tasali sy apna kam kr saken
            Yeh device bajot experience ky bad use krni chue is ka packages ap khud manage kr skty hain hn sy apko kch bhi faraq nhi prta hai aoko maloom ho jana chye ky is ma jazz apko 15GB data ky sath 5 gb etra deta hai jub ky 36GB data ky sath apko 12GB extra data deta hai aisy he 50 ky sath 20 GB etra data provide krta hai lehaza apko in device ky faidy aor niqsanat aor speed ky bary ma achi traj sy andaza ho jana chye
            • #7 Collapse

              Re: A review on Jazz 4G internet device

              Jaise Jaise mobile ka use badhta ja raha hai Usi Tarah net Kabhi use bahut Badh Raha Hai. aajkal ziadavTer awaam Ka focus online business kar raha hai. Online business ke liye aapko tezz network ki jarurat hoti hai jismein aapko Kisi bhi muskurate ka Samna nan ho.
              Is Waqt Agar Pakistan mein dekha Jaaye To Jazz 4g Pakistan ka tez tareen network hai. jo kisi bhi onlinr kaam k liye best hai. agar aap onlinr kaam main iterested hain to koshish karain issi network ko use karain. aur kki bhi doosra network use nan krain jis say aapko mushkilat ka samna krna parh sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: A review on Jazz 4G internet device

                introduction:-
                Assalamualaikum doston umeed krta hn ap sab theek hongy dosto aj ma jiss cheez par apna review dunga wo jazz 4G device ha dosto jazz 4G device aik evo ha jis ko jazz company na banaya ha jis ma ham apni Sim daal k use kr sakta hain aur internet chala sakty hain

                Advantages:-

                1)jazz 4G device ma ham sim daal k issko use kr sakty hain aur internet istemal kr sakty hain

                2)jazz 4G device ko ghr k kisi kony ma ma electrical circuit ma laga kr ham internet use kr sakta hain air chala sakty han

                3)aik waqt ma kafi sary users iss k sath connect kr k istemal kr sakty hain

                4)jazz 4G device ko convert krwa k iss ma jazz k alawa 2ri sims bhi daal k use kiya ja sakta ha air prepaid aur postpaid 2no users istemal kr sakty hain

                5)jazz 4G device market ma easily available hoti ha aur mil jati ha

                Disadvantages:-

                1)jazz 4G device qeemat ma kafi zayada hoti ha iss lia harr admi issko khareed nai sakta

                2) jazz 4G Device k packages kafi zayada mahngy hoty hain

                3)jazz 4G device ki signal range itni zayada achi nai hoti iss lia iss k qareb reh kr k e ham internet use kr sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: A review on Jazz 4G internet device

                  Dears jazz 4G internet tool zayada use hiny wali aur taqreeban har ghr ki zaroorat ki cheez ha dosto wifi tool aik asa alaaa ha jo intermet signals trap krta ha aur jo bhi device jis ok sath connect ho masla pc pc waghira ussko signals provide krta ha dosto isski sizing different hoti ha wifi gadgets ma bht sari device mash hoor hain maslan TP hyperlink ,zong wifi debice,jazz wifi device,telenor wifi device and so forth dosot iss okay bhtt sary faida aur nuqsanat bhi hain jo ko bayana kiyea gaye hain...
                  • #10 Collapse

                    Re: A review on Jazz 4G internet device

                    bhai ap ne acha review diya ha jazz 4g device k bhrey mn ise hum internet k liye istamal krte hein agr hume internet ka masla aa rha ha tu hum is device k istamal kr bohat acha internet chala sakte hein jaaz 4g eik bohat achi device ha ise hum apney mobile mn wii chala sakte hein ur 4g speed k sath hume pta hai k jaaz ki bohat hi achi device ha jaaz 4g device har jaga bohat achy signal deti hai hum ise kisi be jaaz faranches se khareed sakte hein dear hum jahan is ka istamal krna chahte hein tu pta hona chaiye k is ka 4 g ata be hai ya ni agr ni acta tu phr hum ni leni chaiye kuch eshi be jaga hein jahan 4 g ni ata ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: A review on Jazz 4G internet device

                      Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha review discuss kiya hai hamary sath jazz 4G ki device k bary main...

                      Introduction:

                      Dear member jazz network pakistan ka network hai aur jazz k network k trough jazz device provide ki jati hai jis ki 4g tk speed hoti hai yeh device electricity k stah cahrge kr k use ki jati hai aj kl bahot zyada signal k issue hota hai tou is surat main isy hum easily use kr skaty hain..

                      Advantages:

                      Dear member jazz 4G device k bahot zyada advantage paye jaty hain yeh bahot famous company hain.aur yeh Pakistan ki company hai aur all over Pakistan main bahot zyada use hony wala network hai jo k bahot c facility provide krta hai is py internet use kiya jata hai internet ko speed bahot achi hoti hai jis py hum. Easily apna sara work kr skaty hain agr hum internet py koi online business krty hain tou hamary liye bahot bri facility hai is py 4G ki speed internet dia jata hai iska sb sy bra faida yeh hai k isko hum apny mobile k sath bahot easily just password type kr k connect kr sakty hain isy hum 24 hour use kr sakty hain ismain koi limit nahi hoti hai is main hum apni marzi sy weekly aur monthly package krwa sakty hain aur mbs data hasil kr sakty hain yeh market main mobile shop aur franchise main available hoti hai jo hum easily purchase kr sakty hain iska aik faida yeh hai k hum yeh kahen.bhi ja.k sath ly ja sakty hain aur internet use kr sakty hain...

                      Disadvantage:

                      Dear member jazz 4G device k disadvantage bhi paye jaty hain yeh agr aik bar khrab ho jaye tou yeh dobara sy repair nahi ho sakti aur yeh market main bahot zyada rate main available hai jo k aik normal insan nahi ly sakta aur is k package kafi costly hoty hain sim network sy tou yeh hr kisi k liye affordable nahi hoti hai...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X