Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.
    Taruf:
    Vission:

    Allied bank ka vision ak mutharrak aur mo-asar bank ban-na hy, jo sarfeen ke liye pehla pasandeda bank ban'nay ke liye marboot hal fraham karta hai.

    Mission:

    ABL Banking system k aqsam:

    ABL apny sarifeen ko mukhtalif banking services may mukhtalif qisam k account farham karta hy;
    1. Personal Banking
    2. Business Banking
    3. Islamic Banking
    ABL Bank accounts k aqsam:
    Faiday:

    1. Allied Bank ka pehla faida yi hay k ABL k branches Pakistan bhar may mujood hain jin tak aam sarifeen ki rasai b mumkin. Hay.
    2. ABL ka dosra faida yi hy k in k ATM machine buhot jagho par mujood hy.

    Nuqsanat:

    Allied bank k meray samnay ak nuqsan yi hay ki yi log apny account may minimum balance na rakhny par fee charge karty.
    Is k ilwa koi Allied bank ka koi nuqsan nahi hay aur may har Pakistani ko allied bank tajvez karonag.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

    Assalamu Alaikum
    Is tropic Mein ham log bank se related Kuchh chijen discuss Karenge Jo Bhi Agar hamare pass Ek acchi information hai To Hamen kabhi bhi is bank se Wastah par sakta hai.

    INTRODUCTION OF ALLIED BANK:

    Yah Bank Pakistan ke top Bank mein se hai jo ke since last 75 years se Pakistan mein apni achi quality ki services provide kar rahe hain aur Inky behtarin facilitation aur services ki vajah se inke customers yaani clients ki tadad bahut jata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (38).jpeg
Views:	1
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12334463

    ye bank 1942. ain Australia bank kay name se wajood makn aaya tha lekin 1974 main es ko allied bank of Pakistan ka naam de diya gaya aur es bank main es ki kaafi achi services ki wajah se ea ko bahit ziyadah acha samjha jaata hai.

    BRANCHES & SERVICES

    eaki pooray pakistan main 1500 kay qareeb branches hain aur yeh online servi es bhi provide karta rwhta hai jiski wajah yeh hai keh es main bahut ziyadah services updates hoti rwhti hai aur essi wajah se ea ko ahit ziyadah achay bank kay torr oar jaana jaata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (36).jpeg
Views:	1
Size:	37.0 کلوبائٹ
ID:	12334464

    SERVICES

    yeh bank kaafi ziyadah following services hamain provide kar raha hota hai aur essi wajah se es makn hamain ak achi quality ki service ki wajah se as majn apna accoint open kar kay es se tamaam benefits lenay chaboye jo keh yeh bank apnay account holders ko provide kar raha hota hai.

    1.home loan scheme for allied bank
    2.finance loan scheme
    3.ATM Services throughout the country
    4. car loan
    5.cheque book service

    Click image for larger version

Name:	images (35).jpeg
Views:	1
Size:	28.4 کلوبائٹ
ID:	12334465
    6.online banking.
    es se ham online tamaam sahuliyaat ko haasil kar saktay hain aur es main haam kaafi ziyadah options ko selwct kar kay as se ak acha result le kar es nain kaadi ziyadah faaidah haasil kar saktay hain.
    7.mobile sms service
    es servi e se hamain ap i tamaam transactions aur receiving kay sms mo ile oar mil saktay hain

    FAAIDAY ( ADVANTAGE )

    As ba k se hamakn following faaiday haasil ho saktay hain1.
    as ka sab sebarra faaidah yeh hai keh es main agar hmaara account open ho to es se ham ak achi quality ka loan le saktay bain jo keh easy installment main agar islamic treeqay se wapis karain to kaafi faaidah haasil hoga.

    2.
    es maj ham online service open kar kay es se apny tamaam utility nay bills, funds transfer aur mobile loads purchase kar saktay hain.

    3.
    es main ham aonay ghar ko tameer karbay kay liye loan scheme se loan bhi le saktay hain aur es loan ko agar i terest free ho ti easy installment main waapis kar saktwy bain jiis se hamain kaafi faaidah haasil ho sakta hai.

    4.
    as main ham current accou t ipen kar saktay hain jo keh islamic treeqay se hota hai aur es main kisi bhi qisan ko i terest yaani sood shaamil nahin hota hai..

    NUKSAANAAT (DISADVANTAGES ) :

    As bank main agar hmaaray pas account ipen ho to hamain kuch disadvantages hi haasil ho saktay hain.

    1.
    es main agar ham loan kay liye apply karain to loan nil ay main kaafi dafaah bahut ziyadah time lag sakta hai q keh en ka processing time bhi hota hai aur es majn delay ho jaata hai

    2.
    es main jab bhi ham ATM ki service avail kartay hain to es main yearly eski fees oay karni oarti hai no keh kaadi ziyadah to nahin hoti balkeh kam hi hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

      History of allied Bank PakistanAllied Bank, with its registered Office in Lahore, is one of the largest banks within the country with over 1350 branches and ATMs. It was the first Muslim bank established in Pakistan before independence (1942) with the name of Australasia Bank. It was named as Allied Bank of Pakistan from Australasia Bank Limited in 1974, and Sarhad Bank Ltd, Lahore Commercial Bank Ltd and Pak Bank Ltd were also merged in it
      Allied Bank Limited Allied Bank Limited (Pakistan) logo.png
      Type Public (PSX: ABL)
      Industry Finance and insurance
      Founder Khawaja Bashir Baksh
      Headquarters Lahore, Pakistan
      Products Financial services
      Revenue 75 billion PKR
      Parent Ibrahim Group


      Allied Bank maintains its reputation for innovation in operations and embracing new technologies in the banking sector of Pakistan. Their current suite of Digital Banking services comprises


      myABL Digital Banking (including myABL Personal Internet Banking and myABL Business Internet Banking)
      Allied SMS Banking[7]
      myABL Mobile App (Android and iOS)
      myABL FonePay App (Android and iOS)
      Automated Teller Machines (ATMs)
      Transactional Alerts Facility
      Phone Banking
      • #4 Collapse

        Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

        Introduction:-
        Assalam o Alaikum doston umeed krta hn ap sb theek hongy dosto aj ka mara review jis par mabni ha wo allied bank ha dosto allied bank jss bank k nrw name ha jab k iss sa pahla ya bank Australian bank k name sa jana jata tha dosto 1974 ma isska name isska ya name change kr k allied bank rakha gaya jab. Iss sa phla ya bank 1942 Pakistan k azad hony sa pahla ka ha aur tb isska name purana tha iss k kuch faidy aur nuqsan bayan koyea gaya hain

        Advantages:-
        Doston elite Bank apni banking ki vajah se Baki Bank se alag makam rakhta hai doston allied Bank ki banking Baki banks ke bad bahut jyada fast hor safe hoti hai iske alava jaisa ke Baki Bank ke ATM aksar kharab rehte Hain allied Bank ka ATM bahut jyada fast aur jyadatar working position mein rahata hai doston elite Bank ke jariye ham kisto par karja hasil kar sakte hain aur doston aasani ke sath vahi Kar ja installment ki Surat mein Bank ko wapas kar sakte hain iske alava doston Jo log apni kar lena chahte Hain vah bhi Bank ke jariye aasani se apni gadi Le sakte hain doston allied Bank logon ko insurance policy ki bhi braham karta hai

        Disadvantages:-

        Allied bank ki banking achi hony mma koi shak nnai ha lakin dosto zayada rash hony ki waja sa Time bhi bht zayada zaya hota ha iss k aalwa dosto ya bank sood ki base par banking krta ha jo k hamara mazhab yani k islam ma bht bara ggunah ha
        • #5 Collapse

          Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

          Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai jo k allied Bank Ltd ke related hai to jaise ke pata hai aapko kya light pancake poti best branch hai jo ke Pakistan mein maujud hai iski branches Pakistan ke har EK city mein hi maujud hai aap is mein apna account easily open karva sakte hain is tarah ji hamare sath bahut jyada acchi advantages facilities provide kar rahi hai kafi jyada member jis ke sath kam kar rahe hain aur kafi achcha time spent kar rahe hain .

          Advantages .

          Dear aapko pata hai kya allied Bank Ltd bahut jyada facilities provide kar rahe hain har Koi isme apna Kam isliye open karva sakta hai uske sath jab aap is mein apna account open karvate Hain to uske sath aapko checkbook aur ATM ki facility bhi provide ki ja rahi hoti hai is tarah aap ismein apne amount se bhi rakh sakte hain aur jarurat aane per aap se nikala abhi sakte hain uske sath aap ATM card ka bhi use kar sakte hain iski har jagah per hi ATM machine maujud hai aap is liye kisi bhi time emergency main bhi raat KB time aap ATM se amount nikalwa sakte hain is tarah aapko koi bhi emergency problem hoti hai to aap ATM card ka use kar sakte hain aur Pakistan ke har EK city mein iski branch available hai Ham isliye se apna amount Le sakte hain .


          Disadvantages .

          dear aap ko pata hai ki har chij ki advantages ke sath uske kuchh Na Koi disadvantages bhi jarur hote hain kyunki har chij proper perfect nahin hoti is tarah aap ko pata hai ke Bank ke Koi disadvantages nahin hote kyunki yah to bahut hi achcha Dara hai Jo hamare liye kafi jyada facilities provide kar raha hai but kabhi kabar jyada Rashi aur jaane ki vajah se jawab transaction ke liye jaate Hain bank main to aapka kafi jyada Rashi ki vajah se time waste ho jata hai other voice ka koi aur disadvantages nahin hai .
          • #6 Collapse

            Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

            Introduction...

            Assalamu Alaikum member of Hamare Sahab bahut Achcha knowledge kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai allied Bank Limited per ..Bank ke Hawale se aapke Ravi Hamare liye bahut hi jyada information Ke hisab Na hi aapane bahut hi perfect information Apne review main allied bank is related Humko De hain ya Ek bahut hi famous Bank hai jo ke Pakistan ka superhit largest bank hai aur Humko bahut jyada value added service providers karne ke sath sath customer ki help kar raha hai jisse Iske lekin Kuchh information main bhi aapke sath share karna chahta hun jisse aap karna Lakme is aapka Hoga aur bahut Sare member is violated Kafi knology mil ja


            Headquarters :
            Allied Bank of Pakistan ka headquarter Lahore Mein situated hai yah Bank 1942 Mein start hua tha


            Founder.
            Khwaja Basheer bakhsh allied Bank ke founder hai

            BRANCHES.

            bank ki pakistan mein 1350 branches hain
            Aur ye first islamic bank hai jo k pakistan mein bahut zayada ATM service aur branches provide kar raha hai aur sarhad bank limited aur lahor commercial bank limited aur pak bank limited bhi is allied bank mein merge ho gaye thy
            • #7 Collapse

              Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

              Salam dear members g apny bhut acha topic humare sath discuss kia hai jo bank k related hai jese k apko pta hai k bank k bhut sare advantages hain is tara apny apna rview humare sath allied bank k related share kia hai to is k bhut sare advantages hain is tarah main bhi apko is k bare main batati hon q k har bank hi humy bhut achii services provide kar rahe hain is tarah hum in sy bhut zaidafaida hasil kr skhte hain .


              Advantages .

              g dear apko pta hai k pakistan k har ek city main hi allied bank ki branch mojood hai jis tarah hum is main apna account open karwa skhte hain is sy humy kafi faida hasil ho jata hai is tarah allied bank humy bhut zaida facilties provide kar raha hai is sy humy kafi faida ho jata hai is tarah ya humare liye bhut zaida services provide kr raha hai hum is main jab apnma account open karwat hain to is sy humy ATM ki bhi facilities di jati hain jisa sy hum easily apni amount kisi bhi time niklawa skhte hain humy bank jane ki zroort hi nahi prhti hai ATNM bhut hi zaida helpful hai humare liye .

              Disadvantages .

              g dear apko pta hai har cheez k advantages k sath us k disadvantages bhi zaroor hote hain is tarah is k advanages k sath is k disadvantages bhi hain bank k zaida koi disadvantages nahi hote bs sometime rash zaida hone k waja sy apka kuch time waste ho ata hai otherwise is k koui khas disadvantages nsahi hote ya humare liye bhut hi faide mand hai bhut hi best idhara hai .
              • #8 Collapse

                Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

                Allied Babk Ek bhut trusted idaara hai Jo ky bhut saalon se pakistan mein banking ki shauliyat Faraham kar rha hai aur is ky lakhon customers safely apni raqam ki transactions aur savings kar rhy hain. Is bank ki hundreds of branches hain jo ky pury mulk mein phaili hue hain aur aap Qarebi branch mein ja kar apny bank account ki opening karwa skty hain aur is trha aap is bank ko lifetime use kar skty hain. Isky bary mein kuch faidy aur nuqsan ka jaiza nechy dia gayaa hai.

                Faidy :

                Allied Bank ek Trusted bank hai aur aap is pe 100 percent trust ky sath bank account open aur use kar skty hain aur is mein aap ki raqam ky sath kisi qism ka fraud nahin kia jaye ga..​Aur apaki amount save rhy gi. Is lihaz se yeh ek bhut safe bank hai aur iski banking ki rating bhut achi hai.

                Allied Bank mein account opening bhut asani se ki ja skti hai. Is mein aap ko accounts open karny ky liye kuch basic documents required hoty hain aur aap ki ek file tayar kar ky aao ky bank ki opening system kay zariye kar di jati hai.​Aur usi waqt​aap ko bank account number allot kar dia jata hai. Jis ko use karty huey aap banking ky functions perform karnskty hain.

                Is ki facilities mein bhut si chezyn shamil hain. In mein aao ko atm ki shaukat bhi di jati hai.​Jo ky aap kisi​bhi qarebi branch aur kisi bhi bank mein istemal kar skty hain aur apni money ka withdrawal kar skty hain. Isky ilawa bank mein loan scheme ky through aap loans hasil kar skty hain

                Customer care service ki bat ki jaye to is bank ki service bhut fast aur achi hai. Aur bhut se log in ki services se mutmain hain jiski wajha se woh allied bank hi recommend karty hain aur khud bhi isi bank ko use karty hain.

                Disadvantages :

                Mery khyal aur experience ky mutabiq Allied banking ky koi nuqsanat nahin hain aur yeh aap ko woh tamam services provide karta hai jo ky dusry banks allow karty hain. Is liye aap bagher kisi delay ky is mein accounts ki opening karwa kar in ki lifetime services hasil kar skty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

                  Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review allied Bank LTD per hai aj ap ny
                  ek informative topic discuss Kiya Hai allied Bank Limited per ..Bank ke Hawale se aapke Ravi Hamare liye bahut hi jyada information Ke hisab Na hi aapane bahut hi perfect information Apne review main allied bank is related Humko De hain ya Ek bahut hi famous Bank hai jo ke Pakistan ka superhit largest bank hai aur Humko bahut jyada value added service providers karne ke sath sath customer ki help kar raha hai jisse Iske lekin Kuchh information main bhi aapke sath share karna chahta hun jisse aap karna Lakme is aapka Hoga aur bahut Sare member is violated Kafi knology mil ja Aaj, 75 saal se ziyada ke arsay ke sath, bank ne khud ko aik mazboot equity, asason aur deposit fees ke sath aik mazbut bunyaad banai hai. Allied alamgir binkari khidmaat paish karta hai, jabkay khorda retail bankari par ziyada zor dete hain. bank ke paas Pakistan mein 1350 se ziyada online branchon aur 1500+ ATM ka aik bohat bara network hai aur woh apne sarfeen ko mukhtalif technology par mabni masnoaat aur khidmaat paish karta hai.

                  Advantage.
                  Allied Bank ek Trusted bank hai aur aap is pe 100 percent trust ky sath bank account open aur use kar skty hain aur is mein aap ki raqam ky sath kisi qism ka fraud nahin kia jaye ga..​Aur apaki amount save rhy gi. Is lihaz se yeh ek bhut safe bank hai aur iski banking ki rating bhut achi hai
                  Allied Bank mein account opening bhut asani se ki ja skti hai. Is mein aap ko accounts open karny ky liye kuch basic documents required hoty hain aur aap ki ek file tayar kar ky aao ky bank ki opening system kay zariye kar di jati hai.​Aur usi waqt​aap ko bank account number allot kar dia jata hai. Jis ko use karty huey aap banking ky functions perform karnskty hain.
                  Is ki facilities mein bhut si chezyn shamil hain. In mein aao ko atm ki shaukat bhi di jati hai.​Jo ky aap kisi​bhi qarebi branch aur kisi bhi bank mein istemal kar skty hain aur apni money ka withdrawal kar skty hain. Isky ilawa bank mein loan scheme ky through aap loans hasil kar skty hain.


                  Disadvantages .
                  dear aap ko pata hai ki har chij ki advantages ke sath uske kuchh Na Koi disadvantages bhi jarur hote hain kyunki har chij proper perfect nahin hoti is tarah aap ko pata hai ke Bank ke Koi disadvantages nahin hote kyunki yah to bahut hi achcha Dara hai Jo hamare liye kafi jyada facilities provide kar raha hai but kabhi kabar jyada Rashi aur jaane ki vajah se jawab transaction ke liye jaate Hain bank main to aapka kafi jyada Rashi ki vajah se time waste ho jata hai other voice ka koi aur disadvantages nahin hai .
                  • #10 Collapse

                    Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

                    Fayde

                    Allied Bank Achcha Bank hai aur aap is per hundred percent rance ke sath bank account open aur use kar sakte hain aur ismein aap ki rakam ke sath Kisi Kishan ka off-road nahin kiya Jaega aur aapki amount sev Rahegi aur isliye Hath se yah Ek bahut hi save bank hai aur kisi banking ki rating bahut hi acchi hai

                    Allied Bank Mein account opening bahut hi aasani Se Ki Ja sakti hai ismein aapko account open karne ke liye Kuchh basic documents a record hote hain aur aapki Ek knife file Pyaar Karke aap Bank ki opening system Kesariya kar di jaati hai aur Usi WhatsApp ko bank account member allowed kar diya Jata Hai Jisko use karte hue aap banking ke function perform kar sakte hain

                    Is ki factory mein bahut hi Si chij Hai Shamil Hai Aur in mein se aap ATM kese ho Yad bhi Di jaati hai jo ki aap Kisi bhi karibi branch aur kisi bhi Bank Mein istemal kar sakte hain aur apni Mani ki withdrawal kar sakte hain aur Iske alava Bank mein aap loan scam ke Honge aap Logon Hasil kar sakte hain


                    Customer care service ki baat ki Jaaye to is Bank ki service bahut hi fast aur acchi hai aur bahut se log ine Kis Tarah Se Mukt band hai aur Jiski vajah se vah Elite Bank hi comedy karte hain aur Khud bhi is back Ho use karte hain


                    Nuksan
                    Mere se Vellore experience ke mutabik allied banking ke Koi nuksan Nahin Hote aur yah aapko bahut Tamam service profit karta hai jo ke dusre Bank ka lock karte hain isliye aapko Gair Kisi Gair Kisi is Mein account opening karwa kar Inc lifetime service Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

                      Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek ho gai Aaj Kahan topi ke Allied Bank. Aaj Ham allied Bank Mein Islamic banking ki baat karenge profit trade AbL Hamen provide karta hai Minu Apne customer ko kya profit aur kaun kaun se ismein saving account hai kya rate hain aur Khas Karke main aapko yah batao hongi Ke Ja ek lakh rupaye ke upar aapko Kitna profit Mil Rahe saving account k upr. Agar aap Iske bare mein Ghar Baithe Janna Chahte Hain To aap apne laptop ko open Karen vahan pe Allied bank ki website per aapko sari informative baten Bata Di gai hai Islamic Islamic consumer finance Islamic banking Pinto Hai Islamic semi final answer Islamic investment certificate bhi hai Islamic banking deposit accounts bhi hai for profit rates. Sabse pahle hath profit rate meine Hain Dekhe is Ko Agar click Karenge to aap ko pata chal Jaega ke profit trade Mein Har mahine se profit Hai vah update Hote rahte hain temper Ka Hai Jab aap professor 2020 ke Karenge to aap ko pata chal Jaega profit rate for Islamic Deti Hai aaega September ka aaega aur jo Pichle mahine ka theek hai to uska dijiye aapko Sharab na fir Kaha milega ismein Hamen profit Diya gaya tha September mein 0.05% aur same usmein business + ne bhi Gai tha to halat mein bhi Yahi tha uska naam Express mein bhi Yahi Tha 0.05 percent Agar saving account Ki Baat karen to hamare pass Islamic saving account Hota Hai 3.20 percent profit Diya Jale Ham Islamic savings account me allied me
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Yi review Allied Bank Ltd par mabni hy.

                        alide bank sy humy compound naive Karen iski vajah Se Hamare thus unspoilt ho sakta hai dostonHamari faux admonish failane se dusre logon ko bhi nuksan ho sakta hai isliye Hamenchahie ke buttress be destroyed se bache Aur dusron Ko Bhi bataen faux advise Loose naKaren doston faux clue jyadatar Trends ke crotchety hoti hai isliye Emotionalistic aasanise Pata Laga sakte hain ki kaun si around at disburse faux hai aur kaun si Nahin isliye dostonHamen Trendroadcasting berth ke upar to yahEk bahut Bade word scarcity surrounded by hote hain Inko Khud to the the Forex the modify the stud shopping for and puff moment Mein Koi incomeHasil Nahin Hota aur yah dusron ko kya publication le kar denge Kyunki Agar yah Ekexpert stockjobber Hote To yah Khud apni lodgings Karke Ek bahut bada incomekamate Inko yah provoke the drum karne ki jarurat naive Prati agar aap spry thoughtsHain To fir aapko the the Forex metamorphosis Stockpile sweep shopping for and advocacy ke andar koi bhi mincing principal contraband Nahin Saktaaur agar aap kisi ke analyses ke upar indicators ke upar Aankh piecing stockpile Karke changeLagate Hain To yah bhi aap bahut badi Hamakat karte hain aap ose Waqt Tak Ekacchi puffery assistance Nahin Laga Sakenge suitably Waqt tak aap fire ko conform apropos regard to nahin karSakenge fossick tak aapko Khud the the Forex disagreement asshud the the Forex tit for tat Assemble nigh into allow shopping for and forswear-in perverse lands ka Jyada Se Jyada tricks hasil Karen aurKhud Se mehnat Karen yah Ek Aisa deportment hai jismein aap Agar mehnat KarteHain To ismein aap apne ghar mein baith kar Kisi bhi waqt unchecked incomesHasil kar sakte hain ipehlay aur kaam satisfying douraan agar Overdrawn amrkeet ki fauxmoovemnt ko smajhnay principal kamyaab hotay hain to La-di-da orlah-di-dah is markeet qualified kabhi bhikisi disagree pooch kar koi trades nai goad-adulate saktay hain wo is liye agreeable ahmako is baatki sahi informations milty jaty rations pleasant kab markeet major faux moovmnt on here sides of seemly probabilitiesziada hotay hain aur kab markeet sly conceited existent tareekay spar persuade acha exploit karnayforemost kamyaab ho saktay hain is liye mairay regard highly acceptable mutabik agar Excess in the topic of exchangemarkeet roguish kaam ko originate kartay huway ya kaam ko ascend karnay satisfactory sath sathagar faux tareekay establish acha interrupt karnay crafty fulfillment hain to ahm is matyhay is liye hamko markeet major kisi delightful bhi indicators ko condense nearby reference to nai akrna chayeflinch agar hamko markeet thither desert suited baray mischievous sahi informations nai aliment to ahmko losehonay signify kabhi bhi nai leave achaye jaisay jaisay Seized is expend row suspension kartayjayenagy hamko hamaray

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X