ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    assalm o alaikum main is key barey main itna nahi jnata lakin hai ap ney jo bat ki buhat hi achi infortmation hai janb mujey b is key bery main pata chal gya hai key sapreed kay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      spread aik hisaab sy broker ka commisiion hota hy jo wo ap ko charge krta hy trade open krny k against. . .her pair pay trade krny k againstmukhtlif size main ye charge hota hy. . . .
      • #18 Collapse

        Dear, broker earn money from the spread between the bid and ask price and it's main source of income for the broker and from the customer that they have when they earned money from the sealed that they make.
        • #19 Collapse

          Jee bilkul ap ney shaiee kaha jo two pair currency hotay hay ose main jo bid aur ask main jo difference hota hay ose ko spread kehtay hain aur euro/usd pair main spread sub sey kam hota hay ya bohat kam hota hay ise liye bohat sey log ise main trade karna pasand kartey hain.
          • #20 Collapse

            spread is the commission of your broker,so you must choose a broker who gives you a lot services and charge small spread,so do more trading and earn more from this market,do more trading with full confidence and enjoy to this market.do with sense of clear mind.
            • #21 Collapse

              Dear friend aap ne aik acha sawaal kia hai aap ne kaha hai k ye forex mai spread kia hota hai to mai is baray main youn kahoonga k spread k bphpt faiday hain hamay is k baray main knowledge zaroor hasil krna chaahiye.
              • #22 Collapse

                Thanks bro new logo ki help ho gi ma iss bary ampehly janta tha
                by the wsy spread broker ki janib s arakha jata hai
                or wos spread jo hota hai wo ik trha sa broekr ka commission hota hai z
                or broekr ki kmai isi sa hoti hai
                spread kam hona chye Am tor pa ye 3 pip ka hot ahai
                lakin aksar pairs ma ye 7 pip tak bhi hota hai jo k kati zeda hai in my point of view.
                • #23 Collapse

                  Main app say itifaak kerta hoon kisi bhe currency piar ya commodity ki bid our ask ki price main fark ko spread khety hain esa k gold ka spread 60 hy oil ka zero hy our euro ka3 ja hy
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Lover_22 پيغام ديکھيے
                    Thanks bro new logo ki help ho gi ma iss bary ampehly janta tha
                    by the wsy spread broker ki janib s arakha jata hai
                    or wos spread jo hota hai wo ik trha sa broekr ka commission hota hai z
                    or broekr ki kmai isi sa hoti hai
                    spread kam hona chye Am tor pa ye 3 pip ka hot ahai
                    lakin aksar pairs ma ye 7 pip tak bhi hota hai jo k kati zeda hai in my point of view.
                    Lover bhai aap na kafi achi information or uss s bhi zeda acah explain kiya hai ye commission wali bat spread k hwaly sa nhi psta tha
                    Ma bgi sochta tha ye sprwad akhir q hai or iss ka.kya kam hota hai ab pata chala k ye ik trha ka commission hai bilkul thek hai bhai nice
                    • #25 Collapse

                      Re: ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..

                      Well bro Spread ko agar trade lagane ki fees kaha jae to galat nhi hota, spread asal mein Ask aur Bid price mein jo difference hota hai us ko kahte hai aur ye her trade pe lagta hai. koe broker spread fix rakhta hai to kisi ka fix nhi hota.
                      • #26 Collapse

                        Re: ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saghir ahmad
                        Ask price or bid price k drmean difference ko spread kaha jata hai jo k broker ka commission hota hai. Spread jitna zyada ho ga utna zyada loss ho ga.
                        Spread se ap ko loss nahi hota hai yeh hota hai kay kuch pair main ap ko spread zaida milta hai. loss ka taluq spread se nahi ap kay tend find karny se hota hai ap trend ko jitna acha find karain gy tu ap ko us kadar us main acha earning karny ko mily g. ap ko jab be analysis karka ho owo ap daikho ap kay analysis jis kadar achy hogay woh ap ko earning karainay gay . ap ki earning ki base ap kay analysis or account management hai. baqi spread kam ho ya zaida es se trader ko fark nahi parta hai han itna zaror hai kay ap jab scalping karty hain tu zaida spread wala pair main kamyabi kam hoti hai
                        • #27 Collapse

                          Re: ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..

                          the difference between buy and sell price is called spread,usually broker mark spread as their's brokerage fees on the trade you are doing .
                          • #28 Collapse

                            Re: ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..

                            Forex me spread aik kisam ka broker ka commission hota he jo wo customers ko international market tak attach karta he or is ke iwaz wasool karta he kuch brokers fixed spread charge karte hain or kuch ka spread floating bhi hota he.
                            • #29 Collapse

                              Re: ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..

                              ap kay pas koi pair hai un dunu pair ka jo difference hota hai us ko spread kaha jata hai. ap ko bata do kay jab ap apny major pairs ko daikhain gy un mai ap ko spread kam milta hai ap ager long term ki taraf jaty hain tu spread ka koi issue nahi hot hai. lekin ap jab scalping karty hain tu spread ko lazmi daikhan or kam sy kam woh major pair ka use karian jis ka spread kam se kam ho us se ap ko scalping mai kafi faida hota hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..

                                Forex mein script Jo hota hai vah broker commission hota hai yani ke aap per jitne bhi ka market mein spend karenge uske liye house se har broker aapse ek spread ki mard nahin commission kategi Jo ke points mein hote hain opposite badi train lenge apna hi jyada commission aap se kata jayega to isliye sabse pahle broker ka intekhab karne se pahle unka spread check kar lena chahie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X