yeah review"mobile phones" pr mabni hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeah review"mobile phones" pr mabni hai?

    Assalam walekum nasreen aaj ka maratha pay kya hai hua hai mobile phone ke darmiyaan doston mobile phone ek bahut badi Yad hai dosto mobile phone ke jariye Ham ek jagah se baat kar apna paigam dusri jagah aasani se Munda Khel kar sakte hain mobile phone 1973 mein alarm subah pahle pahle iski kimat kafi jyada thi aur jio mobile Har aadami ke pass hai main jhooth nahin tha yah mobile 2000 teen ke bad stylish star allu Arjun Ham shuru kar gaye hain yah mobile technology Ki duniya ko cross karte karte aaj ke daur mein mobile phone bahut jyada istemal ho raha hai mobile phone ki bahut SI exam hoti hai kuch mobile acche hote hain kuchh mobile hai main Bhi hote hain mobile phone keypad janicki use per button Lage hote Hain aur kuchh mobile touchpad main disturb hote Hain mobile phone ka dulhaniya bahut jyada istemal ho raha hai nazron mobile ke jarie ham ek dusre se hal hai walon gapshup Ho baten karte hain iske jarie hai Ham aaj ke daur mein 4G e internet Tamil kah rahe hain nazrein mobile ke jarie ham bahut sahi kam karte Hain ke liye bhi dekh sakte hain game abhi kya sakte hain news bhi padhte hain Sone bhi sakte hain dekh bhi sakte hain movies bhi dekh sakte hain song visham sakte hain to nazrein mujhe mein ummid hai Ki aapko hamara top lekar bahut pasand aayega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

      Mobile phone ki invention Ne customer ke liye bahut jyada addvantage Diye Hain no doubt Jab aap different mobile phone ki services ko iski price se compare karte hain to aapko bahut jyada advantages mil gaye hain aur aapke liye maximum transactions karna bahut hi Aasan ho chuka hai no doubt different mobile phones aapke liye bahut jyada important role play karte hain aur aapke liye bahut jyada facilitate aur services provide kar rahe hote hain Diya Jab aap koi bhi mobile phone sambhal kar rahe hote hain to usmein aapko Kuchh advantages Mil Rahe hote hain Unki briefly introduction main aapse karna chahta hun.

      Faidy :

      Dear jab aap different mobile phone purchase karte hain to ismein aapko bahut jyada important advantages mil sakte hain in se Kuchh important advantages main aapse discuss karna chahta hun dear sabse main advantage aapko yah hota hai ki aap different countries aur different it cities Mein different people se easily contact kar sakte hain.

      Dear jawab different mobile phone per internet ki facility Hasil karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aap apni different important transactions aur different types ki information apne mobile per hi Hasil kar sakte hain aur ismein aapka bahut jyada time consuming Nahin Hota aur aapko bahut recently different services Hasil ho sakti hain.

      Dear jab aap mobile phone per change karte hain to ismein aapko timing alarm clock aur position aur tracker Iske alava bahut important services provide ki ja rahi hoti hai jismein aapko reminder Uske alava location tracker aur further important information aapko provide ki ja rahi hoti hai.

      Nuqsan :

      Mobile phone ke bahut Sare disadvantages bhi ho sakti hai Sabse main disadvantages Kaya hota hai ki bahut jyada expensive hote hain aur ismein aapane daily basis per expense Karte hote hain iske sath mobile to bahut jyada istemal karne se aapke liye health problem bhi ho sakti hain. Mobile phone ka bahut jyada istemal aapke liye problem create kar sakta hai aur usne family mein bahut jyada distance create kar diya hai.
      • #18 Collapse

        Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

        Salam:
        aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo mobile phone ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ky ap janty han ky mobile phone ak am istam,l hony wali chiz ha ya har kisi ky pas hota ha aor ya har ghr ma majood hota ha is ko mobiles wali shopes sa karida jata ha ya bohat kubsorat hoty han mobile bhara aor chota han aor kepad wala mobiles bhi hoty han kepad wala mobils par ham siraf calls messges wagera kar sakty han lekin toch mobile par ham kuch bhi kar sakty han toch mobiles ma bohat featurs hoty han har mobile ak muktalif coloyrs aor muktalif shapes ma hoty han mobile phone bohat jadeed tecnoligi ha aor har mobile muktalif size ma hoty han ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.advantages:mobile phone ky bohat faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga mobile phone ak bohat achi phone hota ha ya har kisi ky pas majood hota ha ham is ko asani sa mobiles wali shop sa kareed sakty han toch mobiles par ham kuch bhi kar sakty han har mobile hama muktalif ram aor muktalif stored farahm karta ha jo mobile ko chalna ma acha bnati ha is ky andar ak bettry bhi hoti ha haer mobile muktalif company ky hoty ahn ham kisi bhi company ak mobile la sakty han lekin sab sa best company ha is company ky phone bohat acha hoty han aor ya jaldi karab bhi nahi hoty ahn aor mobile ky sath hama charger aor handfree milti ha jo mobile ki orignal hoti ha ham mobilr ko kha bhi la kar ja sakty han.
        disadvantages:
        jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony kay sath sath us ky nuksan hoty han lekin mobile phone ky bohat kam nuqsan jo jan ma apky sath share karu ga mobile phone hama bohat mahanag milta han aor mobile nichy gir jay tu is ka panel tot jata ha jo kafgi mahanga hota ha jo mobile ko zada istaml naho karna chahiay ya hamara eyes par side efffect karta ha aor mobiles ko bachu sa dur rakhan chahiya kyu ky is sa un ki study par bura asar parta ha.
        • #19 Collapse

          Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

          Salam dear members ap n hmry sathbahut acha review share kia h jo k mobile phone ������ k baary mn hai
          Mobile ������ phone ������ ak bahut e zbrdst invention h jo k 1973mn invent hui yh phly ak small plastic ya metal ka box hota th jis p mukhtalif buttons lgy hoty th r yeh communication k liye use kia jata tha
          Phr dunia n traqqi ki r ab android phone ������ ka rivaaj bahut aam ho chuka h yh touch screen wala mobile ������ hota h jis k andr bahut ziada applications hoti hyn
          Pakistan ������������ mn bahut sary mobile ������ k brands kaam kr rhy hyn jin mn sure fehrist yh hyn
          Iphone ������
          Samsung
          Nokia
          Qmobile
          Techno
          Huawei
          Oppo
          Real me
          Etc
          Mobile ������ k bahut ziada faidy r kuch nuqsanat b hyn jo mn apko batati hun

          Advantages

          Yh raabty ka zariyaa h
          Ap dunia mn ksi b kony mn apny pyaaro s rbta kr skty hyn
          Yh hr range mn market mn available hyn
          Inko use karna asaan h
          ap is mn whtsap facebook insta sb kuch istemal kr skty hyn
          Is mn GPs syestem hota h
          Ap audio r video calling kr k Apny pyara ko dekh skty hyn
          Isko mard khavateEn bchy sb use kr skty hyn
          Inko kaheen s b asani s khareeda ja skta h
          Bahut sary brands sasty mobile ������ offer kr rhy hyn jo koi b khareed skta h
          Wazan mn kam hot Jis ki wja s ap hr jgaa carry kr skty hyn
          Mobile ������ phones ny dunia ko global village bna dia h

          Disadvantages

          Bahut sary faidy hony k sath sath is k kuch nuqsanat b hyn
          Hr wkt use krany ki wja s apki eye 👁️ sight khrb hoskti h
          Inki touch screen hoti h is wja s girny p forn toot jaty hyn
          Apki personal info leak hoskti h
          Bcho k istemal krany ki wja s un p bura asar prhta h
          Time bahut waste hota h jski Wja s logo ko un k future goals achieve krny mn pareshani hojti h
          Crimes iski Wja s ziada hpty hyn
          • #20 Collapse

            Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

            Asslam o Alaikum Payry dosto umeed hain ap sub dost khariyt say hogay or mahnat k sth dill laga kr shonk say apna apna work kr rhy hogay dosto Aj main ap sub dosto k sth aj kal k jaded door main sub say zyda istaml hony wli sub logo ki basic requirement buht hi important technology mobile phone ki facilities or as k nuksan jo humy roz mara life main darpash aty hain share kro ga k as mobile say phly logo ki zindgii kasy thi jab k ab as mobile phone ki ejad k bad logo ki zindgii kis tra badl gie hain dosto dunia min sub say phla mobile phone 1973 ko bania gia tha jass k istaml koi khas ni tha jass ko istaml krty huy us k indr mazeed tabdlia pada hoti gie or sth hi sth mobile ki tadat main or zurart k lihz say ya din ba din important hota Gian lkn 2003 main ya mobile phone har jga chahta gia or logo ki buht hi important zurart ban gia jo k phly srf keybord wla chota mobile famous hun jab k bad main halt or wqt k sth badly huy tuch mobile k tor pay aj kal buht hi important zurat ban gia Mobilo k as dunia main na hony say buht mushkult hoti thi aik dusry say rabty karny milny or dunia dahri ka nezam xhalny main..........

            ADVANTAGES.....

            G Han Jah mobile phone ny atna logo ki zindgii ko asan bani whi as mobile ki badolt technology ki badolt insh. Chand pay ponch Gian ya logo ki buht achi zurart hain jass k sth inshn ghr bethy passy kam skta hain dunia k kesi khoby main bethy shaka say bat kr skta hain dakh skta hai. Passy decimate bajh skta hain receive kr skta hain koi bhi technology ka kam ho wo har kam kr skta hain Jab k aj kal k Mobile computer work krty hain buht hi zabrdst facilities hain jas ny life ko atna zyda San or idel bina dia hain........

            DISADVANTAGES....

            Dosto mobile phone wesy tu buht important zurart hain lkn as k istaml 2 tra k hain aik bura or dusra acha agr ap as ka bura istaml kry gay tu mahol krb hoga burii ohky gie jo k aj kal as mobile ki wja say ohal chuki hain mobile phone pay ap ki har buri mil skti hain ap koi bhi bura kam mobile phone ki facilities say asani k sth kr skty hain aj kal k tuch mobile buht mangy hain an pay buht karcha atta hain ya karb hony ki surat main dubra say wesy kam ni krty ya jaldy krb or tot bhi jaty hain.....
            • #21 Collapse

              Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

              Mobile phone
              Assalam i Alaikum friends friends aj hum apny topic jis chez ka bara ma baat karna waly ha jo aj ka dor ma har insan ki zorart banty ja rha jahn is ny hum lia bhot si asninya pada ki wahn pa is waja humhy bhot sa noksant bi hoya ha mobile jo ka sirf rabty ka zariya tha aj humhra lia enjoyment ka waja bi ban gy

              Is sa hum ny bhot sa faidy hasil kiya ha lakin kuch noksanat bi uthy ha

              Advantages:-
              Mobile phone jo ka ak new dor ki ijad ha jis ny humhra lia bhot si asniya pada ki hs mobile phone ka zariya ap kahni par bi kisi bi waqt apny piyrao sa rabta kar sakty ha or os aj ka dor ma bhot si company ny market ma smart phone banya ha jin sa hum na sirf. Calls kar sakty ha balky sath hi sath in ka camera sa tasvers bi bana sakty ha. Or dosri app use kar sakty ha or mobile phone sa hum songs soun sakty ha videos or movies dakh sakty or diferents tarh ki games bi khal sakty ha hum mobile phone ka zariya kisi bi waqt duniya ka kisi bi kona sa apny piyrao sa rabta kar sakty ha.....

              Disadvantages:-
              Mobile phone sa hum faidy ka sath sath bhot sa noksan bi hoya ha is ka zaida tar asr. Humhri nojwa nasl par hoya. Humhra nojwa. apna qimti waqt mobile phones ka istmal ma guzra daty ha or apni taleem par tawjoo nhi daty jis ki waja na sirf unhy noksan ka samna karna party ha balky un ki pori kom ko bhot bar noksan sa guzrna party hs ku kis bi kom nojwa nasl hi os ka qamti sarma hoti ha or mobile phone par gar ikhlaki mawaad majood ha jis ki waja sa humhri nojwa nasl bhot bora asr parta ha g or wo apny culture dor ho jaty ha..sukriya
              • #22 Collapse

                Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                Assalam u alaikum dear forex members..!!
                Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                Hmara aaj ka review"" Mobile phone 📱""" pr mabni ha.
                Dosto mobile aaj kal zindgi ka Aik ahm hissa ban chuka ha. Or koi b kaam mobile ky bagair mumkin nhi.
                Aaj kal Bohat zyada mehnat mobile market main majood hain or loog use b kr rhy hain . Islye qeemti chez ki hifazat bi bohat zrori ha.. mobile screen ko bachany ky lye bohat sy protector use ho rhy hain jin main paper protector, glass protector or aaj kal plastic protector b use ho rhy hain.
                G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faida nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                Shukrya ❣️❣️❣️
                • #23 Collapse

                  Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                  Assalam o alaikum
                  Topic; Mobile phones
                  Explanation:
                  Mobile phone eak device hay jo pehlay log is liye use krtay the taa k eak dusrey sy cobtact kia ja sky us purpose k liye analogue phone use hotay the kyun maqsad sirf phone sun na hota tha or eak dusrey sy rabta krna hota tha. Lakjn jesy jesy technology ki age aati rhi phones b modern hotay gaye or technical way sy changings aati rhin. Pehly log phone or computer alag use krtay the ab phone main hi ap computer k task kr sktay hajn eak choti c device main sab functions hain k ap phone main ii apnay rizmara k kam kar sktay hain. Phone main internet connect kr k ap dhniya k kii b corner majn mojood dusrey person sy contact kr sktay hain , aaj k sab sy barhi zarurat mobile phones hain lakin ye kehna b galat nhi ho ga k phone k sath har busy person apny family doston or apno sy bht dour ho gaye hain or yhi sab sy barha disadvantage hay. Click image for larger version

Name:	20201110_203940.jpg
Views:	1
Size:	72.0 کلوبائٹ
ID:	12335603
                  • #24 Collapse

                    Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                    Introducion

                    Asalam o Alaikum dear friends aj kaka topic bohat acha hai jesa k ap sub janty hain k aj kal k dor main mob phone bohat ehem or zaroori ho gya hai aj kal k masroof dor main bs ek mob phone ka sahara reh gya hai or hmary wo pyare jin se hum mil nai paate jo hum se door hain un se hum isi mob ki waja se raabty main rehty hain aj kal mob phone ek normal si bt ho gai hai bachy jawan boorhy sub k pas,ye sahulat hai or isi ki badolat sub ek doosry se jury huwy hain balky agar esa kahain to zyada behtar hoga k ye ab her ghar ki sahulat bun chuka hai or sub k pas hona bohat zaroori hai kiun k mojooda dor k halaat ko made nazar rkhty huwy ye bohat zaroori ho gya hai or jahan ye bohat saari asani faraham krta hai wahin is k nuqsanat bhi hain pehly ap ko main is k advantages btaon gi

                    Advantages

                    Jahan mobile phones hmary liye zaroori hai us k bohat saray faidy bhi hain for example hum agar ghar se baher kahin jaty hain or wahan hmain koi accident pesh aa jata hai to is mobile phone ki badolat hum kisi se bhi contact kr skty hain or apni madad ko bula skty hain or agar hmain koi job krni hai to ye sahulat bhi hmain mobile phone provide krta hai hum ghar bethy is mobile k zariye koi bhi kaam kr skty hain or rozgar kama skty hain isi mob ki badolat hum meelon door bethy ap apne pyaron se raabta kr skty hain or hmain bohat sari sahooltain muyasar hain jesa k hum apne bill online jama krwa skty hain or jesa k lock down ki waja se logon k karobar band ho gaye thay schools,colleges sub band thay to isi mobile ki waja,se hum apni online study kr saky or ghar bethy online kaam kr skay.

                    Disadvantages


                    Dear friends jesa k ap logon ko maine is mobile k advantages btaye hain wahin mujhe baray afsos se is k nuqsanat bhi btana par rhay hain kiun k achai k sath burai bhi hoti hai ye to hmary ooper depend krta hai k hum kis cheez ko kesy use main lay k atay hain is k nuqsanat ye hain k is ki waja se bachy apni study py concentrate nai kr patay or bohat zyada miss use hota hai mobile phone like wo is py bohat zyada games khyl k ya movie dekh k apna time waste krty hain or is py ghalat cheezain dekhty hain lekin ye waliden ka farz hai k wo apne bachon ko kis tarhan guide krty hain agar wo tawaja dain to is qisam k disadvantages se bacha ja skta hai

                    Umeed hai dosto ap mere in khayalat se meri in baton se mutaffiq hon gay.
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                      Assalamu Alaikum dear Forex member ajka topic mobiles phone per mabnii hy mobile ajkl hr aik ki zroorat jb mobile nai tha to log landline pe aik doosry sy rabta krty thy jo k hr ghar me moojod nai hota or log pco ya hir doosry k ghar jaty thy call krny kly jb sy mobile aaya hy is ny landline PTCL, VFONE ko takreeban khatam he kr dea hy landlines ab sirf offices or millitry me istamal istmal hota hy mobiles ki waja sy zindagee bht aasan hogae hy hr koi asani sy aik doosry sy rabta kr skta hy emrgeny me bht he mufeed hy.isk advantages or disadvantages k bary me bat krty hen.

                      ADVANTAGES...
                      Is k bahut sy faidy hen . logon ka aik doosry sy rabty ka asan zraeeya hy. online buisness kr skty hen online clasaes attend kr skty hen free time me
                      games khail kr apna time enjoy kr skty he. Online QURAN MAJEED batrjma seekh skty hen vedio calls k zareeay ghar sy door baithy doston ko dekh skty hen bat cheet kr skty hen sociel media k zareeay dunia bhar sy rabty me rehty hen ghar baithy online kam kr k apni kamai me izafa kr skty hen.

                      DISADVANTAGES...
                      JISTRAH faidy isi trah is k kuch nuksanat b hen isk ghalat istamal sy apki sehat or apki education pe bura asr prta hy hr wakt mobile me ghussy rehny ki waja sy ap apny kam me tawaja nae d skty iski waja sy apky wkt or paison ka ziah hota hy .rat dair tk istamal krny sy apki neend pooriii nai hotii jiski waja sY ap apni job ko sahee time nai
                      • #26 Collapse

                        Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                        Introduction
                        assalamu alaikum dear Forex friend aaj ka hamara review mobile phones ke bare mein hi jaisa ke Ham sab jante Hain ki mobile phone ka istemal international countries ke sath Pakistan mein bhi bahut jyada Kiya jata hai aur aur mobile phones ki different aur badi badi companies Pakistan mein maujud hai aur aur aur bahut se log in companies mein kam kar rhy han aaj main aapko mobile phone ke kuchh advantages or disadvantages bataunga..
                        Advantages
                        1) mobile phones ka sabse bada advantage-g hai ki mobile phones ke jariye Ham ek dusre se connected rahte hain agar hamara koi bhi relatives ya dost kisi bhi city ya mulk mein maujud Ho to Ham Ghar baithe easily mobile phone per unsy contact Mer reh sakte hain.
                        2) mobile phones ne hamari Life ko bahut fast banaa Diya hai hai Ham kisi bhi Kone mein main baithe hue a kahin bhi video call ke jariye ek dusre ko dekh sakte hain.
                        3) mobile phones hamen large data count karne ki facility bhi provide karta hai.
                        4) mobile phones py hum vedio games khel skty Han.
                        5) mobile phone se bacha cartoon dekh sakte hain.
                        6) agar ham kisi jagah per visit karte Hain to Ham apni memory e ko save rakhne ke liye ye mobile phones ke jariye picture bhi captures kar sakte hain.
                        7)ajkl advance companies k mobiles phones me BHT ziada memory hony ki wjah sy hum mobile phones me apna BHT Sara data save rkh skty Han.
                        8)mobile phones ke zrye hum online business krskty Han.
                        9) mobile phones ke jariye Ham online study kar sakte hain.
                        10) mobile phones per easypaisa account banaake Ham apne account mein paise transfer kar sakte hain or receive b krskty Han.
                        11)mobile.phones ki companies me BHT sy log kam.kr rhy Han istrha yeh mobile phones companies unky rozgar ka zrya b bni Hui Han.

                        Disadvantages
                        1) mobile phones ka sabse bada disadvantage yah hai ki ki hamare youngsters late night tak mobile phones ka use karte hain jiski vajah se inki nind Puri nahin Ho paati Jo ke inky health ke liye bahut harmful hota hai.
                        2)mobile phones ziada use krny sy hmari eyes py b effect hota ha.
                        3)mobile phone ziada use krny sy hum study py concentrate nhi KR paty.
                        4)internet packages BHT ssty hony ki wjah Dy BHT si young generation mobile phones py asi hair ikhlaki vedios dekhty Han Jiski islam.hmy ijazat nhi deta.
                        5)mobile phones bahut jyada costly hone ki vajah se har Koi nahin purchase nahin kar sakta.
                        6)mobile phone bahut nazuk hote hain aur agar yah hamare hath se gir jaaye to inke toton ka ka khatra hota hai.
                        7)mobile phone per bahut jyada application install karne se iski speed slow hojati ha.
                        8) mobile phone mein virus aane ki vajah se a mobile phone mein maujud jo deta humne save Kiya hota hai woh wash hoskta ha.
                        • #27 Collapse

                          Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                          Asalam O Alaikum dear forex members umeed krti hoon ap sub theek hon gay aj ka hmara topic bohat important or informative hai jo k mobile phone py mabni hai mob phone aj kal sub k pas hai chahy wo bacha ho ya boorha sub k pas ye sahoolat hai sub se pehly main ap ko is ka introduction don gi

                          Introduction

                          Dear friends jesa k ap janty hain k ye ek bohat hi ehem or zaroorat ki cheez hai jo k her ek k pas payi jati hai is k bagahir hum kuch nai kr skty ye to sunya ki sub se zyada use hinay wali cheez hai jis k bohat saray faisy hain or jis k bina hum kisi se rabta nai kr skty aj main ap ko is k faidy or nuqsan k baray main btaon gi


                          Advantages

                          Members jesa k ap janty hain k ye bohat kaam ki cheez hai jis ki waja se hum ek doosry se jurry rehty hain or apas main raabty main rehty hain is k ilawa is mob k zariye hum ghar bethy online kaam bhi kr skty hain apna data is main save kr skty hain is k zariye hum apni koi job kr skty hain bohat sari aps use kr skty hain or un se fauda utha skty hain

                          Disadvantages

                          Mob phone k jahan faidy beahumar hain wahin is k nuqsanat py nazar dalna bhi bohat zaroori hai to main ap ko is k nuqsanat k baray main btaon gi aj kal jahan ye bohat faida mand hai wahin hmain is bt ka bhi khayal rkhna hai k hmary bachy is ka miss use nakrain or ye zyada expensive bhi hotay hain jo her koi affort nai kr skta or android mobile agar kharab ho jaye to phir ye mushkil se theek hotay hain agar ao meri bt se muttafiq hain to apni raaye ka izhar krain thank you
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                            Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic mobile phone se related Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain mobile phone Har Ghar Mein Har shaks Ke Pass maujud hota hai mobile phone Ek bahut Purani mentation Hai Jisko 1973 Mein Ijjat Kiya gaya tha aur mobile phone ki jo bhi shape hai aajkal Kuchh pahle Aise shapes Nahin Hoti Thi pahle a p Technology aur aaj ki Technology mein bahut Fark aa gaya hai aajkal advanced technology ho gai hai aur mobile phone bahut hi tabdeel ho chuke hain ki Shakal Unki qualities in ke andar features Sab Kuchh change ho chuka hai mobile phone aajkal smart mobile phone Aa chuke hain
                            mobile phone ka sabse maqsad to telecommunication hai iski madad se ham doodlers Kisi bhi sas ke pass mobile Ho se Rabta kar sakte hain aur life guftgu kar sakte hain lekin aajkal mobile mein multi-functional banaa Diya Gaya Hai Iski madad se Ham na sirf phone call kar sakte hain Bal ke Ham internet use kar sakte hain games Khel sakte hain Kamre se pics aur video bana sakte hain movie Aur song Sun sakte hain aajkal to Tamam kam Ek computer kar sakta hai vah ab mobile per Kiya Ja sakta hai isliye aajkal mobile phone ki demand bahut jyada ho gai hai
                            advantages:
                            mobile phone ke bahut jyada beshumar fayde Hain Aap Kahin Bhi Ho aap apne ghar mein Raptor kar sakte hain apni family ke sath contact Mera sakte hain mobile phone ke sath Ham Dur daras Apne Pairon se contact Mera sakte hain mobile phone per Naam online banking ki Ja sakti hai online Karobar Kiya Ja sakta hai mobile phone per Ham internet use Karke Duniya Se a contact Rakh sakte hain mobile phone per ham game khel sakte hain online working kar sakte hain aur nahin kar sakte hain mobile phone per Ham movie dekh sakte hain is per Ham Apna business setup save kar sakte hain camere ko use kar sakte hain pics aur video banaa sakte hain
                            disadvantages
                            bacche mobile ka use karte hain to vah study Nahin karte hain aap ki personal information aap ke mobile ke Chori Ho Jane Se Ghum sakti hai mobile phone per time bahut best ho raha Hota Hai Isko Jyada istemal Karne Se eye side week hoti hai
                            • #29 Collapse

                              Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                              deAR FRIENDS mobile phone Aaj Kal ke Daur Mein bahut jyada famous hai aur iski Badi bajaya banti hai ki mobile phone Ek Aisi chij Hai jis ki madad se Ham bahut sari facilities Hasil kar sakte hain jaise ki Ham Ek dusre se Raabta karna kar sakte hain Agar mobile phone na ho to bahut Sare kam Piche Chale jaen Jaise ke Pichhle Daur Mein mobile phone ki Kami ki vajah se Logon ke pass KUCH SHARE KRNY KO NA THA


                              ADVANTAGES

                              Mobile phone ke aajkal ke Daur Mein bahut jyada fayde hain jaise ke agar aap kisi ke sath Raabta kam karna chahte hain to usse jaldi ek minute ke andar aapse baat kar sakte hain aur se poochh sakte hain vah kis jagah maujud hai aur Iske business ke liye Hath se bahut jyada benefit Hai jaise ki aap apne business ko is mobile phone kariye bahut jyada growth Kiya Hai Kyunki aap ko Maloom hota hai ki kis city mein kis jagah log rahte hain jisse aap prapt Karen Karke apni payment bhej sakte hain aur Unse koi bhi chij per change karna chahie to vah kar sakte hain Business Man ke liye mobile phone Ek bahut hi acchi chij hai Jiske Liye Uske karo bar mein bahut jyada Taki room par Hui Hai joke Ek bahut hi behtarin kam hai

                              Disadvantages

                              Mobile phone ka disadvantages itne Jyada Nahin Hai Lekin UN Logon ke liye hai jo ke Abhi new generation Hai Jaise ke Kuchh bacche mobile phone ko use Karke apni tabiyat Bhul Jaate Hain aur vah kuchh Aise kam karte hain Jiski vajah se masale Paida hote hain aur Jaise Ke Log iska galat Sambhal Karke Jaise ke bomb blast mein aur Aisi activity jisse dusre Logon Ko nuksan Ho Aisi chijen Mein mobile phone ka istemal bhi kiya jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: yeah review&quot;mobile phones&quot; pr mabni hai?

                                mobile phone har kisi ki zarorat hota hy atnaasan nhi rhata hai tu ap nay apna kam karna hai tu ap khud es mai mahnet karkay kam karain na kay ap kisi kay khainye at lucky in the air call for influential from to provide lagain ya assist mai threatlain kiyu kay es mau nuqsan sirf ap ka he hota hai tu apna kam achye abet accommodations remorseful public achakartye hain tu ap es mai kamyab hai warna tu ap kisi kay khainye hand concerning chaltyehain tu sirf ap ka es mai nuqsan ho ga faain unko is marketplace Mein hota haikyunki vah is marketplace mein itna achcha Dal nahin karte aap kuchh aap is marketplacemein agar acchi Mein karte hain aapko ismein fayda ho jata hai aap ki aap tobahut esteem favour greeting jawab is marketplace nahin accomplished aapko is marketplace Mein kam karne ke liye aapagar is maarpeet mein grow venerable laga kar wapas marketplace Mein soch samajh Kar kam karnahoga agar aapke byskip acchi aptness hai to aap sabse pahle apni making to knowkokapet Karen uske abhorred aapko is marketplace Mein fayda hoga agar aap is marketplace Meingetting to pecuniary significance free nahin karte to aapko is marketplace Mein fayda nahiahut Barey nuksan ka sabab proscribe saktihai isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki surrender tak hamare byskip koi accurateaur hyperactive contaminated-bind nahin hai usko kabhi bhi pollute na Karen aur uskiproperrelated Koi appendage on kisi ke sath teenaged matter how relevant Karte Hain To circulate tak Humko uskiAssurance na Ho Extraordinary Kabhi Bhi Is Tarah Ki Koi coi unrestrained Jo recital epitome preparations karbilkul be koshish nahikarni chaye khas kar the the Forex conspicuous the mutate give a speech to shine me bilkul be esi ghalti nahi karni chaye keyfaux consider alloy kar Prime insecure hand-out hasil karny ki koshish karen es

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X