yeah review "computers" pr mabni hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeah review "computers" pr mabni hai?
    computer nain insan ki zindagi ko bht taiz bana diya hai . iski speed,accuracy and storage nain bht asaanian payeda kien hain.lakin is k kuch advantage aur disadvantages hain.
    advantage:
    aap aik waqat bht saray kaam kr saktay hain yeah multitasking device hai.
    speed
    storage
    accuracy
    data security
    disadvantages:
    virus
    hacking attack
    cyber crime online
    nokrion main kammi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

    computer ki invesntion k baad duniyal main sahi bhunchal aya hai jahan is nain logon ko kaafi faiday phoncjaye hain wahin bht saray muqsanat bhi hoye hain .compuyer ki wajah say bht saray logon nain khudkushi ki hai jiski main wajah online cybercrime hai . agar aap isko saho tareeqay say use karaingay to aapko is main bht saray faiday nazar ayengay aur agar aap ghor sy kaam karaingay to aapko is k bht saray drawbacks nazar ayengay computer k zariye aap k har kaam pr nqzar rakhi ja rahi hai jiski wajah sy aap ki security mehfiiz ni hai.
    • #3 Collapse

      Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

      gee han bhai sahi kaha ha ap ne bohat acha review diya ha computer k bhrey mn ye eik electronices device hai ur har ghr mn use hoti hai is k bohat zada faidey hein is ki madad se hum apna karobar set kr sakte hein hum bat krte hein is k faidey ur nuqsan k bhrey mn
      adavantages .is k bohat zada faide hein computer har ghr mn hota ha is mn hum internet ka istamal kr sakte hein computer ki shop open kr k hum koi be kam kr sakte hein hume agr sahi work krna ha tu menat krte rehna hota ha computer se hum koi be onlines kam kr sakte hein compter agr hum koi office banate hein tu os mn hum computer ki zahrorat hoti ha is mn hum apna porsonal data save kr sakte hein is mn hm game khal sakte hein ur be bohat se kam kr sakte hein typing kr sakte hein
      disadavantage hume ise bachuo ki poch se dour rakhna hota ha kew bachey is mn bohat zada game khalte hein ise nuqsan hota ha study py bohat gera ashar parta ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

        Introduction

        Assalamu alaikum dear member aap aaj kar rahe ho computers per mabni h aapane hamare sath bahut achcha topper share kiya hai aur iske bad mein information Di hai jaisa ki aap jante Hain ki computers ka bahut jyada aaj ka juice Kiya jata hai aur unko bahut jyada istemal mein laya jata hai Ham market mein har kishan ke computer sorry sakte hain aur computer ke bahut jyada different company hai jo ki hamen acche se accha computer bhejti hai aur unko Ham khareed kar fayda utha sakte hain aapko chahie kya aap computer acchi quality Kale dhage vah kabhi bhi kharab na ho sake acchi company ka computer hoga to kabhi bhi kharab nahin ho sake iske bahut aate jaate Hain Jo ki main aapke sath karte Hain

        Advantage

        computer ke bahut jyada advantages paye jaate Hain aur iske istemal se aap jyada fayda utha sakte hain aajkal computer bahut jyada advance ho chuka hai aur iska istemal Kiya jata hai
        Computer samay acchi quality ke lene jaenge Taki vah kabhi bhi kharab na ho sake
        achi aur expensive company ka computer laenge to aapko bahut jyada faydemand hoga
        Hamen computer lene se pahle iski tamaam information halka leni chahie
        computer par hum koi bhi kam kar sakte hain aur is se acchi earning ho sakti hai
        Computer ka aajkal bahut jyada scope hai

        Disadvantage

        dear member computer advantages ke sath uski disadvantages PPT jaate Hain jaisa ki aap jante Hain Kya mein kabhi bhi ped quality ka computer nahin Lena chahie papu hotel kharab ho sakta hai aur isase aapko hi nuksan hoga aap hamesha acchi company ka computer Lena chahie iske alava computer bahut aata hai expensive bahut chuke hain to hamen vahi lena chahie jo hum asani sy afford kr skenaapko market mein har kism ke computer mein sakte hain Jo kya pension bhi hote hain aur vah bhi jo aapke liye affordable hun iske sath aapko aisa computer Lena chahie Jo kabhi bhi aur aap na ho sake
        • #5 Collapse

          Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

          Salam dear members ji members to jaise ki aapko pata hai ki aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai Jo Kal computer ke related haiis tarah aap ko pata hai ke computer ek bahut acchi chij hai kafi jyada log Amita ka istemal Kar Rahe Hain is tarah main aapko pata hai kiske baremain detail se batati hun computer hamare ke liye kya services provide kar raha hai aur iske sariya Ham Kya Kya fayda hasil kar sakte hain iske bahut jyada advantages yaar koi disadvantages hai jo main aapke SCI share karti hun .

          Advantages .

          aapko pata hai ki computer ke bahut jyada advantages a jaaye bahut jyada advantages provide kar raha hai .
          aap ko pata hai ke computer kesariya Ham bahut easily kam kar sakte hain office khagaria mein bhi iska istemal kar sakte hain uske sath agar aapko Ghar per bhi Koi business karna hai to uske liye BF acchi quality ka camera use kar sakte hain .
          uske sar student be both the computer ka istemal kar sakte hain jisse unke knowledge Express mein kafi jyada is aap ho jata hai .
          Bina kisi problem kya hota hai iska pura setup hota hai aur ham bahut iji sketch kamaal kar sakte hain .
          aapko koi bhi kam karna ho Ham computer kesariya kar sakte hain yah kafi jyada smooth aur kafi achha hota hai .

          Disadvantages .

          Iske kuchh disadvantages bhi hai .
          Sabse bada uska disadvantages ye hai ki agar aapane kahin Jana hai to hamen isko sath nahin Le ja sakte kyunki electric hota hai aur isko electric ki jarurat hoti hai uska use nahin kiya ja sakta aur uska pura set up hota hai jiski vajah se nahin Ham Le ja sakte kahin bhi .
          Is tarah acchi quality ke computer har Koi nahin khareed sakta .
          electric hota hai jab tak office per kam karte rahenge ya bijali per use hota rahega se aapka kafi jyada bil bhi a sakta hai .
          Iski window ka bahut jyada ishu hota hai hai aap ki window bahut jyada change karni padati hai kyunki uski window khud bahut hi ud jaati hai .
          • #6 Collapse

            Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

            Assalam o Alikum!
            Doston umeed karta hu ap sab khariyat sa hon ga aj ma apko computer ka bary ma bataon ga ka computer kya ha
            Doston computer aik electronically machine ha jo bijli ki madad sa chalti ha ya moniter,cpu,keyboard,mouse aur speaker par mushtamil hota ha computer aj kal zindagi ka yar kam ma madad deta ha aj kal computer ka beghare kam karna bhot mushkil ha computer har feild ma use hota ha maslan office waghera or bhot se fields ma computer madad farahim karta ha isky bhot sa advantages mojood ha or disadvantages bh ha

            Advantages:

            aj ma apko computer ka advantages ka bary ma bataon ga computer ka beghair kam karna bhot mushkil ha aj kal ka door ma har insan ko computer ka use karna ana chaye q ka ab har feild ma computer use hota ha computer ko hum games khalny kaliya bh istimal karty ha

            Disadvantages:

            computer ka istimal bhot zayada karny sa insan ma bemariya lag jati ha insan ki sehat par asar parta ha khas kar ka eyes weak ho jati ha computer electricity bhot consume karta ha

            Cost:

            computer aj kal market ma bhot asani sa mil jata ha compuyer ki proces mukhtalif ha taqreebab acha computer hum ko market ma 6000 ka mil jata ha
            • #7 Collapse

              Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

              Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mara topic computer se related hai computer Har Ghar Mein maujood Hai is Waqt computer ke bagair ghar bahut ho Dur Adhura lagta hai jyadatar computer to office mein pahle donon Mein use Kiya jata tha Kisi product per kam karne ke liye lekin aajkal Har Ghar Mein computers istemal Kiye Ja Rahe Hain real friends Iske bahut se atom Hote Hain Sab Se Pahle CPU Monitor woofer Mouse keyboard keypad aur monitor aur CPU ke andar To Kuchh Aisi chij hoti hain Jo computer ko chalane mein bahut hi M Kedar Ada karte hain Iske bahut se advantages or disadvantages bhi hain jo ki main abhi aapke sath share karungi
              Advantages
              Dear friends computer ke bahut se advantages bhi hai Sabse Bada advantages yah hai ki computer per Ham ghar baith kar online apni classes join kar sakte hain Jaisa ke aajkal aap ko pata hai coronavirus ki vajah se School band hai to bacchon ke liye yah computer Ne bahut badi aasani Paida Kar Di Hai Ham online Apne bacchon Ko padhaane rahe hain aur Quran pak bhi online computer per Ham padha sakte hain Agar Farooq time ho to bacchon ko Ham cartoons vagaira bhi computer per lagakar de sakte hain video games bhi Kahate Hain bacche sabse bada fayda yah hai ki Ham apni shaadi ki movie ya koi bhi yadgar video dekhni Ho To Ham computer per bahut hi jaldi aur aasani se apni chij ko dekh Lete Hain dear friends computer Ek Aisi chij Hai jis mein aap apna Tamam data save kar sakte hain usmein aap Chahe movies Dramas songs ya koi Aisi yadgar chij save kar sakte pictures vagaira save kar sakte hain
              Disadvantages
              Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain ke computer ke bahut se disadvantages bhi hain computer Agar Ham Subah Se Sham Apne bacchon Ko lagakar Denge to bacchon Ki Aankhen kharab ho sakti hain Har Waqt cartoon dekhne se a computer lagane ka ek time Rakhna chahie Agar Bijli bar bar on of computer ho to computer jaldi sakta hai Hai Hawa Mein Nami Kitna poochh Itna Shubh se bhi computer kharab ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                Asalamalaikom dear friends!
                Dear members
                Ye acha review hai Joo computer par mabni hai.
                Computer me mataliq bahut Koch batane Wala ho.....!
                Computer ki tareef:
                Computer ek electronic machine hai Joo saaraf ki Hidayaat ke matabiq input provide karta hai. Inputs store aur process karta hai., Or mataliba shakal main output mahiya karta hai.
                Aaj Kal computer ek zabardast kisam ka machine hai Joo kisi ko kam sakta AA Sakta hai. Hamare roozmara Zindagi bahut se hese kam hote hai Joo haat karna bahut muskil hota hai ye machine hamare Kam ko mushkil se asaan banata hai. Jese ke ham koi design banate hai, ya koi tasweer ho banate hai ham computer ke zarye bare asani bana sakte hai. Computer ke zarye letters likh kar ya koi koi paragraph likhte hai ya koi tasweer ho. Ham computer ke zarye ham kaghaz ki shakal nikal sakte hai.
                Aajkal puri Duniya main computer ko sab se best machine ya data secure machina Kara diya gaya hai is lye computer ek hesa device hai jiss se har koi apna data mehfoz rak sakte hai or is main log crores ke business record rak sakte hai. Isi waja se duniya itna aagai nikal choki hai khas toor jitne bhi smartphone launch howe hai wo kis k zarye har system provide karta hai. Duniya jitne bhi bare bare Adare hai os main kam karna wo computer ke bagher possible nhi hai. Jitne b social media CEO hai wo sab computer Mai he kam karte hai.
                • #9 Collapse

                  Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                  Salam dear members g apny humare sath bhut acga topic disscuss kia hai jo k computer k related hai to jewse k apko pta hai computer ktni zaida zaroort ki chreez hai humare liye hum is sy kafi zaida advantadesges hasil kr rahe hain is tarah is k bhut sare faide hain jo main apke sath detail sy share krti hon is tarah ya bhut hi helpful cheez hai humare liye .

                  Advantages .

                  dear apko pta hai computer k bhut sare advantages hain .
                  computer bhut zaida zaroort ki cheez hai .
                  computer k zariye hum online business bhi kr skhte hain .
                  student k liye computer bhut zaida zaroort ki cheez hai jo log laptop afford nahi kr skhte wo easily computer khareed skhte hain .;
                  humesha achii quality ka hi computer use krna chaiye .
                  hum is ko office wghera main bhi use kr skhte hain .

                  Disadvantages .

                  har cheez k advantages k sath us k kuch disadvantages zaroor hote hain har cheez proper theek nahi hoti is tarah is k kuch nuksanat bhi hain .
                  computer ka use sirf hum ghar main hi kr skhte hain is ko hum kahi sath nahi le ja skhte .
                  computer electric hoti hai or iska bill bhi bhut ata hai .
                  har koi is ko offord nahi krsklhta .
                  is ki windown ke urh jane ka bhut dr hota hai .
                  wqindown ki waja sy computer thk nahi hota .
                  • #10 Collapse

                    Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                    hum computer ka life mai use kar sakty hain hum business mai is ka use kar sakty han forex aik legal or kabe be band na hony wala acha busness hain hum is mai kam kar ky pasa kam sakty han hamy is mai aik time tablebana ar kam karan ho ga hum is mai mahnet nah kary gy to hamy kuch be hasal nah ho ga hm computer py online km kar saty hain hum forex ka kam be computer py kar sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sayt hain hum ismai raat mai be kam kar sakty hain hum s mai din mai be kam kar sakty hain hamy market ke movement ko sam kar is mai kam karna ho ga pher e hum pasia kama saky gy hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma lossh ain hum s mai apne marze sy time tbale bana ar kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex aik legal business hain hum is mai aik din mai aik limit ky mitabik kam kar saty hain hm is mai over limt kam nahi kar sakty hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karn ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar sakty hain hamy market mai mahnet karne ho ge forex ak legal or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai mahnet nagh kary gy to hamara loss hai computer ka use garo mai be kiya jata hain or office mai be kiyta a raha hain computer aik technical cheez hain jis mai hum bohat sarea kam kar sakty hain forex aik best or kabe be band na hny wala acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                      ASLAMOALAOKUM DEAR FRIENDS umeed hy sb kheriat sy hoongen aj ka topic bht acha hy jo k computer k related hy cmputer aik bht he achi eejad hy is ny insani zindagee ko sehl bana dea hy zidagee ka koi aisa shoba nai jis me computer ka istamal na hota ho .School , colleges , universitiess or milttry me computer ka istamal bht ziada hy or hr koi isy istamal kr k is sy faida hasil kr raha hy kafee gharo me computer moojood hy is me mukhtalif function hoty hen issy ap as a telvision b istamal ker skty hen is me mukhtalif kamo kl mukhtalif softwear hoty hen ajkl iski ahmeeat itni ziada hy school , colleges me yeh computer science k nam sy aik alaihda subject hy .Jo log is me expert hen unkly jobs k bht sy mawakeh hen .dosto her cheez ka nafah or nuksan hota hy isitrah computer k nafah o nuksan k bary mn ap ko btaoonga.
                      ADVANTAGES..
                      computer k bht sary advantages hen .
                      ap is pe games khail k enjoy kr skty hen isy as a telvision istamal kr skty hen online classes attend kr skty hen online buosness kr k ghar bethy kama skty hen e courear sahoolat ki waja sy apna apna letter secondon mn baij skty hen ap is me vedios or photoes save kr skty hen.

                      DISADVANTAGES...
                      jistarah computer k faidy hen istarah isk kuch nuksan b hen iski waja sy bijli ka bill bht ziada aata hy price mn bht mehngy he jo k hr koi offored nai kr skta ap isy safar me sath ly kr nai ja skty .
                      • #12 Collapse

                        Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                        Asalamalikum!!

                        Definition:

                        Computer ik electronic device ha . Sadiyo phla computer ki surwat ghinana wala alat masln ABACUS sa hoi . Lekin aj hum na taron par golia ghinanaghinana ka bhaji electronic pulse istaml krta Han phicla salon ma technology ki trakitraki ka bais computer science dano engineers builders teachers ur studenta ka lilia ik but tez ur strong dedevice ka for ma mojood ha .jis sa is ka istamal krna Wala apna Roz Marla ka kami ki takhleeq ur padawarna shaliat ko bhbhra skta Han.
                        Parts of computer :

                        Computerik bhatreen ijad ha. Ik ka 4 hisa Han.
                        1: monitor
                        2: CPU
                        3: keyboard
                        4: mouse
                        Monitor television ki trha hota ha. Is ma ik screen hoti ha . Computer pa kia Jana Wala Kam screen par nzr ata haIsa display unit bhi khta Keyboard type writer ki mandid hota ha ur different design ma milta ha. Computer ki hadiat Dena ka Lia keyboard ka sth sth mouse bhi istaml hota ha.
                        Uses of compute:

                        1: banks ma Len den ka hihisab computer sa hota ha.
                        2: bijlo telephone ur gas ka bill computer par banta ur print hota Han.
                        3 : mulazmeen ki pay computer par banti ha.
                        4 :Urdu eng ur dosri zabn ma Shia honi wali katiab computer par banti ur print hoti Han.
                        • #13 Collapse

                          Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                          Aoa...
                          dear dear member of ne bahut achcha review pesh kiya hai dear member of ne bahut achcha review pesh Kiya hai aapane computer ke bare mein baat ki hai jisse aaj kal aapane computer ke bare mein baat ki hai jisse aaj kal har jagah use Kiya ja raha hai mujhe ek bahut kaam ki cheez hai main use Kiya ja raha hai mujhe ek bahut kaam ki cheez hai main aapse iske bare mein apna knowledge share karungi ummid hai aap ko pasand aye ga

                          Advantages of computer

                          dear members computer ek bahut hi kam ki chij hai jise aajkal har jindagi ke Shobha mein use Kiya jata hai hai jaise a gharon mein officers mein schools colleges universities hospitals har jagah per usko use Kiya jata hai aaj kal modern computer bhi market mein a rahe hain jo pahle mujhe computer se jyada powerful aur jyada modern hai aur jyada functions perform kar sakte hain computers ke bahut jyada fayde Hain hai yah apne andar kafi Sara data store karne ki Salah hiyat rakhte Hain offices mein sara kam computers per Kiya jata hai yah data ko apne dosto rakhte hain aur kafi lambe samay Tak store rakhte Hain schools and colleges mein bacchon ko talimi sargarmiyan computer sarkar a jaati hai aur computer programs de sikhe jaate Hain iske alava hospitals aur labs vagaira mein isko testing aur patients ke Data ko store karne ke liye use Kiya jata hai badi badi market mein aajkal security ka kam bhi computer se ki liya ja raha hai hai aur iske sath sath bade bade hisab kitab aur lenden ko computers ke andar store Kiya jata hai yah badi badi functions perform karne ki Salah rakhte Hain aur pehle Jo kam Ham ghanta aur dinon mein karte The vah Ham Chand mints mein kar lete hain aaj kal school going children's coffee computer per kam karna sikhaya jata hai Taki hua tamam problems theek hai aur aage jakar apni studies computer per perform kar sakte computers ko entertainment purposes ke liye bhi use Kiya jata hai aap computer par koi bhi game khel sakte hain aur for apne koi bhi movie dekh kar apna time spent kar sakte hain infect computer ko jindagi ke har Shobha mein use Kiya ja raha hai aur ek bahut fayda man chij hai yah hamare data ko mukmmal taur per se kyon aur aur long time tak mein ful rakhti hai bulki level per tamam departments ne computer ko use Kiya jata hai statistics mein main tamam record computers mein mehfooz Kiya jata hai

                          Disadvantages of computer

                          dear members jaisa ke computer ke kuchh bhi nuksan 8 nahin hai magar yah aapke liye nuksan sabit ho sakta hai agar aap iska misuse Karen ya thik tarike se istemal nahin Karen agar aap jyada time computer use kar rahe hain to yah aapki health ke liye nuksan de Hain specially aapki ise ke liye iske sath aap aapka mein Dal ho jata hai hai aur aur lambe time tak ek hi position mein baithkar computer istemal karne se aapki backbone bhi effect ho sakti hai agar chhote bacche a computer excessively use karna shuru kar den tu unki studies par effect padta hai hai aur vah study se dur Ho jaate Hain iske alava agar aap kisi kaam ke bagair jyada time tak computer use karte hain to yah time waste karna hai iske alava uh was rocket computers Hi ko chahte Hain aur aapka Sara data insecure jata hai aur isase aapko koi bhi nuksan pahunch sakta hai isliye computers ka istemal careful tarike se karna chahie ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                            Assalam o Alaikum friends
                            Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke aj kal computer jo he wo sab se must cheez he aj ke doar main computer ki buhut value he computer har ghar office dukaan school college universities main aam he computer insaan ki bari zaroorat he aj kal wohi insaan kamyab he jo computer ko parhta he or us ke baare main knowledge rakhta he.
                            Advantages
                            Computer se ham apne documents ka kaam buhut asani se kar sakte hain or ham letters tipe karna ya koi bhi letters ka kaam baasani kar sakte hain.
                            Disadvantages
                            Computer ke istamaal se computer ko zyada istamaal karna nuksan deh sabit ho sakta he computer ko 10 mint ke liye off kardena sahi rahe ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                              introduction:-
                              assalamu Alaikum dosto ummid karta hun aap sab theek honge doston aaj mera review jis chij per hai vah computer hai doston computer ek bahut hi purani yaad hai doston start mein computer score calculation ke liye invent Kiya gaya tha lekin aahista aahista tarkki hoti Gai aur computer ko aur bahut jyada purposes ke liye use Kiya jata Gaya doston computer ki invention ka basic purpose yahi tha ke ghanta ki calculations minut mein kar sakta thadoston start mein jab computers invent via the US waqt computer ka size bahut jyada big hota tha lekin doston aastha ahista progress hoti Gai aur aajkal computer bahut jyada chhoti farmaya market mein easily available hai iske bahut jyada fayde hote hain aur iske Chand nuksan bhi ha

                              Advantages:-
                              Doston computer ke bahut jyada uses hai aur iske beshumar fayde Hain doston computer ki help se Ham bahut jyada badi calculations ko bahut kam time mein kar sakte hain iske alava doston children's ke liye ye bahut jyada acchi chij hai kyunki vah apni pasand ke cartoon vagaira dekh sakte hain iske alava doston vah log jo gaming mein interest rakhte Hain unke liye computer ka istemal bahut jyada faydemand hai kyunki doston computer hamen gaming ki facility provide karta hai doston pahle a compact disc aur Dvds hua karti thi lekin uske bad floppy disc ne ine ki jagah Le li aur doston ab to USB portable devices maujud hai jo ke vajan mein bahut jyada kam hoti hai aur ham inko easily carry kar sakte hain doston computer ne hamari Zindagi ko bahut jyada aasan bana diya hai kyunki doston computer mein internet ki facility bhi maujud hoti hai aur doston internet ke through Ham koi bhi chij search kar sakte hain aur apna pasandida knowledge bhi gain kar sakte hain iske alava doston computer ki help se ham moviece songs Tere sun sakte hainuske alava doston professional hacking bhi computers ki madad se hi hoti hai iske alava bhi doston computer ke aur beshumar fayde Hain for example computerlaptops ki shakal mein maujud hota hai jisko Ham easily carry kar sakte hain

                              Disadvantage:-

                              doston computer ke Jahan itne jyada fayde hote hain vahan iske kuchh nuksan bhi maujud hote Hain doston computer 1 electronic device hai jo ke electricity ke sath directly attached hota hai isliye hamen short circuit ki vajah se current lag sakta hai iske alava doston kamputer ki market demand bilkul nahin hai isliye agar hamen sale karna pad jaaye to computer market mein easily sel nahin hota doston computer ki price ki baat karen to computer ki price bhi bahut jyada hoti hai jis vajah se har aadami inko khareed nahin sakta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X