yeah review "computers" pr mabni hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeah review "computers" pr mabni hai?

    Computer aik Kaisi invention Hai Jisne Puri Duniya Ko Hila ke Rakh Diya Hai computer ki hi vajah se aaj Duniya ke aur zindagi ke Tamam department's mein bahut aasani ho gai hai Tamam log Puri Duniya Ke Log Har Mulk computer ki hi vajah se aaj bahut Aasan Jindagi guzar raha hai computer ki vajah se aaj ka Insan Ek ideal life Guzar raha hai.Advantages ;Friends Agar computer ke advantages per baat ki Jaaye a to pura din nikal Jaega lekin computer ke advantages aap Dhyan nahin kar sakte computer ki hi vajah se aaj Jindagi ke har Shobha Main Har department Mein aasani ho gai hai computer ki vajah se aaj taleem mein main bahut aasani ho gai hai computer ki vajah se medical Mein computer ki vajah se Space Mein computer ki vajah se hi Business mein Ham a sakte hain ki Jindagi ke a-ha department main sirf computer ki vajah se Itni aasani ho gai hai ki Byan Nahin Ki Ja sakti aur Sabse Badi jo kamyabi hai computer ki vajah se aaj aaj medical bahut advance ho gaya hai aaj Kisi bhi Kasam Ki Bimari Ho Kisi bhi kisi mein kal ka masla ho to computer ki vajah se uski tashkhees Aasan ho gai hai.Disadvantages ;Bilkul computer ke disadvantages bhi hai aaj life bilkul robotic se hokar Rah gai hai Har Insan apni problems Mein Biji Hai computer ki vajah se log Ek dusre ko time nahin De paate computer ki vajah se log ghar per acchi Tarah bhi hai nahin kar sakte computer ki vajah se log parents ko time nahin De paate to yah bhi computer ke disadvantage hi hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

      Assalam O Alaikum dear friends mara aaj ka ye review computer par mabni hai aaj ham is k advantages or disAdvantages k bare main baat karen ge our is baat ka jayza le ge k computer hamare liye kis had tak mufeed hai our in ko kaha kaha use kiya ja raha hia :)


      Computer ::

      dear friends computer ek electronics device hoti hai is ko ham pc b kehte hai ye sab se pehle hisaab kitab karne k liye our mukhkil hisaab k jawab hasil karne k liye banaya gay wakat ak sat sat computer ko tabdeel kia gaya our is main new feachers add kar diye gay aaj kal ye jadeed technology ka hamil hai our bare bare control system se lekar aam gharo mani use ho raha hai is k main 2 part hote hai

      Hardware
      Software


      hardware main is k wo hisy hote hai jin ko ham hat laga sakte hai maslan LCD display Keyboard CPU mouse etc dear friends computer hardware jitan acha ho ga ye utna acha work kare ga

      Software computer program par mushtamil hota hai ham ne jo ko b kam karna hai us k liye hamare pass pehle softwae hona zaroori hai us k bad ham computer ko command de kar apni marzi ka kam kar sakte hai


      Click image for larger version

Name:	computer.jpg
Views:	2
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12334541



      Advantages ::


      dear friends computer k beshumaar Advantages hote hai


      computer ko ham personal use k liye istamal karte hai is mia nham apna tamam data store kar sakte hai
      ye aaj kal buhat ache design and shapes main dastyab hai
      mobile computer ko aap apne hand main b cary kar sakte hai
      laptop pc ko aap charge kar sakte hai our bagar bijli k b working kar sakte hai
      is k zariy aap koi k office ka kam kar sakte hai
      ye tamam control systme our security k adaron main use hote hai
      is par aap games and move dekh sakte hai
      computer aajkal har shube main use ho raha hai
      internet use kiya ja sakta ha




      DisAdvantages ::


      dear friends is k kuch disAdvantages bhi hai


      is ka sab se bara disAdvantage ye hai k is ko gharo main bachy use karte hai our study par dehan nahi dete hai
      agr ham computer ko zayd der use karen to ye slow working karte hai ourkharab bhi ho sakte hai
      computer main ham move our gaming karte hai our time wast karte hai
      internet ka galta use karte hai
      cyber crime computer k galat istamal ki waja se hota hai
      Ayisha Cutey's Trading Journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
      • #18 Collapse

        Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

        Assalamu alaikum ji han aapane bahut achcha topic Meri view ke liye choose Kiya hai computer. Computer hamari jindagi mein bahut important role play karta hai. Iske use se hamari jindagi mein bahut jyada aasani again hy aur hamare bahut jyada tensions khatm ho gai hai. Aajkal computer har Ghar mein har office mein main har factory mein even workshops May aur kafi jagha per use Kiya ja raha Hy jiski speed aur performance me hamare life ko asaan bana Diya hy.

        Advantages. Computer ke bahut jyada advantages hai jaisa ke yah Meri jindagi mein main ek jaroori chij ban gai hai jisko ham daily life mein main use kar rahe hain. Computers har jagah per istemal kiye ja Rahe Hain restaurants hotels picnic areas school and offices mein use kiye ja rahy Hain. Iska sabse bada advantage-g hai ki iski speed aur performance se a vah kam Jo ham ek din mein karte The the vah ab sirf Chand ghanta mein main Ham kar lete hain aur jyada mehnat bhi nahin karni padati e aur hamara kam bhi mukammal ho jata hai. Iska dusra bahut achcha advantage ji hai ki yah bilkul accurate result deta hai hai jo humne input ki hoti hai. Ya wrong answer nahin deta balki hamare question ko process karke a right time per right answer deta hai jiski vajah se hamare kaam bahut easy ho gaya hai. Computer ke bahut sare software hote Hain Jin ko use karke Ham apna Kam apni marji ke Mata pita isliye kar sakte hain aur hamen kisi kism ki ki mushkil najar nahin aati.

        Disadvantages.

        Computers ka sabse bada disadvantage yah hi ke computers ki vajah se manpower bahut kam ho gai hai hai jiski vajah se a inflation badh gai hai iske sath sath computer par kam karne ke liye hamen Sara din baithane padta hai jiski vajah se hamari physical activities bahut kam ho gai hai aur aur baithane ki vajah se hamare body mein main kafi problem paida Ho jaati hai. Computer ka sabse main disadvantage yah hai ki agar humne Koi important files store ki hai aur agar kisi ke sim ka koi virus computer mein a jata hai to vah hamari files ko corrupted sakta hai hai jiski vajah se a hamara bahut jyada nuksan ho sakta hai.
        • #19 Collapse

          Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

          Assalam o alikum viewers!
          Umeed hin aap sb khairiyat sy hongy. Allah pak aap sb ko hamesha apni hifazat main rkhy(Ameen).
          Mera aaj ka topic "Computer" h jo ky aajkl hr ghr main paya jata h

          HISTORY AND INTRODUCTION:

          COMPUTER ka lateeni mtlb h ek aisi device jo calculate kr sky.jbky aakl ky computer calaculate krny ky ilawa or bhi bhot kaam krskty hain.
          Yeh ek aisi deviceh jo input ko receive krti h is ko store krti h or phr is ko process bhi krti h blkul ek brain ki krh.
          Process krny ky baad yeh ek instruction deta h jo ky output khlata ....ywh blkul ek damagh ki trh kaam krta h.

          STRUCTURE AND INSTRUCTION :

          Computer ky 3e main components hoty hain:
          1:hardware
          2:software
          3:people
          Computer ky ky 5 functionally component hoty hain:
          1:input
          2: memory
          3:arithmetic logic unit(ALU)
          4:output
          5: control unit

          PARTS OF COMPUTER:

          Computer ky 5 parts hty hain:
          1:mother board
          2:central processing unit(CPU)
          3:graphic processing unit(GPU)
          4:ranfom access memory(RAM)
          5:solid state device(SSD)
          Isky ilawa or bhi parts hty hain
          Jo ky cpu, mouse, keyboard, monitor or speakers hain.

          FUNCTION:

          Computer ko phly calculation ky liay bnaya gya tha magr ab is min bhot sy kaam kiay jaty hain. Ab is pr input kiya jata h phr us ko process kiya jata or phr computer instruction deta h jis ko output khty hain.
          Isi trh computer bhot si cheezon ko store bhi kr leta h. Isi trh aap isky andr bhotsi pics, assiments ,movies etc ko bhi save kiy jata h. Is trh conputer ko printer ky sath attach kiya ja skta h or aap apni printing ka kaam khud hi kr skty hain or paisy bcha skty hain

          ADVANTAGES:

          1: hum computer ky zriye files shares kr skty hain.
          2:hum printers ko computer ky sath attach kr ky paisy bcha skty hain.
          3:Hum computer pr email or istant messenger ko computer pr istemal kr skty hain.
          4:hum is main pictures,vedios assigments weghira ko store krskty hain.
          5:yeh aap ki productivity ko barhata h.
          6:Aap is main good quality softwares or aaps download kr skty hain.
          7: aap computer ky sath internet ko connect kr akty hain
          8: aap computer pr vdio calling kr skty hain.
          9:aap is main cheezain createkrskty hain or edit bhi kr skty hain or aap apny letter or documents ko print bhi kr skty hain.

          DISADVANTAGES:

          1: Yeh ek electrical device h jo ky bijli pr chlti h. Yeh aap ki bhot si bijli khrch krta h jis sy aap ka bil bhot zada ata h
          2:agr is ki adat prh jye tu aap ka bhot waqt zay hota h.
          3: yeh bhot hi zada expensive h.
          4: is ko agr bhot istamal kiya jye tu aap ki sehat pr bura asr prhta h jaisy ky aap ki nzr(eye sight) khrb ho skti h.
          5: aap ki privacy khatm ho jati h.
          6: yeh aap ko bhot distract krta h jis sy aap ki prhai(studies) mutasir hoti h.
          7: yeh jald khrb ho jye tu in ki repairing mushkil h.
          • #20 Collapse

            Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

            Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge dear members aaj ka Hamara review computer per mubny hai.

            Introduction :-
            Therefore as friends computer electrical device hang Jo bahut jyada functions deta hai yah bahut jyada functions for mustfa Mila hota hai Jaisa ke softwares Cyber crimes, hardware, data storage Aur Is Tarah online business mein bhi ya bahut fayda mand device hai. computer ka istemal bahut time se ho raha hai lekin Aaj Kal ke Daur Mein computer ka istemal bahut jyada ho chuka hai Kyunki Technology jitni Jyada badhti hai uski Tamam functions computer se Judi Hui hoti hai.

            Advantages of Computer :--
            Dearest friends computer ke bahut jyada fayde Hain computer ka istemal gairon mein bhi hota hai jo ki matlab ke sun ke moviece internet data storage ke liye istemal Hota Hai, aur ISI Tarah online business Jana karo bar ke liye office mein bhi computer ka istemal bahut jyada hota hai Jaisa ke na darao karuppaiya fishes Sarkari jitne bhi daftar Hoti Hai us mein computer ka istemal bahut jyada Hota Hai. Jo kam yah Jo calculation Insan Ek Ya Do ghante Mein Karta Hai vah calculation aur vah kam computer Ek Karke deta hai. Aj ka dour main computer Zindagi Ka Ham juz Ban chuka hai, Johar shop mein Hamare liye madad gar sabit ho raha hai,..

            Disadvantages of Computer :--
            Dosto har cheez ke faidey bhi hai aor sath sath nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah computer ka bhi nuksan hai, computer ke Jyada istemal se Hamara Nazar Kafi kamzor ho jata hai, jisse FIR bad Mein Hamare liye Kafi Mushkil Aaj Samne Aati Hain, aur jab kam h Ke Log computer ka Jyada istemal Karte Hain to isase unke Yahan per Kafi negative Asar padta hai aur vah apne padhaai Apne School aur college se Kafi Dur Ho Jaate Hain isiliye Hamen chahie ki Ham computer ka istemal sirf chijon Mein Karen aur Jyada kam umar ki Logon Ko Ham computer ka istemal karne na dein..
            • #21 Collapse

              Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

              dear ham main say har wo banda is dunya main fail hay jisko is wakt k sath chalnay ka koi pata nai hay jisk liye hamko khud ko kabhi bhi aik jaisa nai rakhna chaye balk hamain wakt k sath sath khud ko bhi change kartay rehnay main haamri akalmandi bhi hay aur hamari samjhdaari bhi hay jisk liye hamin aik jaisa rawaiya kabhi bhi istemaal nai karna chaye,computer ki ham baat kartay huway is baat ka khaas tour pay ham baat aur muazna kartay hain k yeh hamko hamari har aik zaruriat aur sath hamari mushkilaat ko hal karnay ka aik wahid zairya hay ham kisi bhi field main chaalay jatay hain hamain us main har kahin say computers ka he kaam nazar ayega to q na ham usk liye iski skills ko hasil kartay huway iska ziada say ziada knolwedge hasil kartay huway is ko use kia karian agar haamray pass aik simple computer hay to hamain kam say kam us pay typing zarur seekhtay huway apnay kaam ko jari rakhnay main he ahamri samjhdaari hay aur sath sath hamain isk baray main achi skills ka hasil akrna bhi zaruri hay aur agar hamaray pass iski achi skills hain to hamain iski help say kahin say bhi achi job ka milna mumkin ho sakta hay aur agar ham is main sirf online ki baat kartay hain to wo bhi hamain is main karnay say bahut kuch hasil ho sakta hay agar hamaray pass iski skills hain to hamain iski help say pak forum jaisay online kaam main participate kartay huwya achi earning bhi milty hay aur sath sath ham is say forx markeet k baray main bhi acha kuch learn kar skatay hain aur agar ham isay seekhtay nai hain to hamko aaj k is dour min is say barri aur koi bhi bay akly nai hay.
              • #22 Collapse

                Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                Dear friend Assalamu Alaikum computer aajkal ke daure ki ek bahut hi jadeed aur acchi chij hai jis ki madad se aap Sabhi kam on ko jaldi kar sakte hain jaise koi bhi calculate ka kam ho aur uske alava koi software ka kam Hoga computer Kesariya isliye Kiya Ja sakta hai isliye computer aajkal ki duniya mein bahut jyada istemal hone wala Ala hai

                advantages

                Real friend bahut hi acchi kism Hai Jiski wajah se aap apne kam ko jaldi kar sakte hain jaise ki koi bhi calculator Re ka kam Hoga Ab normal karna chahie to aapko bahut jyada time lagta hai lekin computer ki madad se aap usko isliye kar sakte hain aur vaise bhi Kash Kisi bhi office ka kam ya FIR salary sheet banana ho ya Sabhi chijen computer ke liye bahut hi kar sakte hain abhi Har company mein computer ka Sawal bahut jyada hai Kyunki koi bhi Duniya Ka kam Agar hai jo high level per Ho usmein computer ka istemal Kiya Jata Hai Jaise Ki Kisi bhi Toll Plaza Par Kisi bhi office mein kisi bhi machinery Ka istemal Karna Ho vahan bhi computer ka istemal Kiya Jata Hai Kyunki yah bahut jaruri hai

                Disadvantages

                Vaise to computer ka koi me disadvantage Nahin Hai Lekin is ko istemal karne ke liye Thodi education Hona bahut jaruri hai koi bhi Aisa person joki study Na Kar Pata Ho vah Kis Ko istemal Nahin kar sakta to isliye use Logon ke liye yah disadvantage hai jo log iska istemal karna Nahin Jante
                • #23 Collapse

                  Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                  Dear members ap n hmry sath bhaut acha review share kia h jo k computer k baary mn hai computer ak but zbrdst invention h
                  Computer ak electronic device h jo k electricity or chalta h
                  Is k different parts hyn jese
                  Mouse
                  Keyboard ⌨️
                  Monitor
                  Cpu etc
                  Yh sb parts mil k computer bnaty hyn
                  Computer k bhut ziada faidy hyn isko hm bahut sary kaamo k liye use kr skty hyn

                  Advantages

                  Uska sb s bra faida yh h k aap ghr bethy km kr skty hyn
                  Ap online shopping kr skty hyn
                  Online education hasil krskty hyn
                  Online grocery order kr skty hyn
                  Iski calculations accurate hoti hyn r yh hr km accuracy k sath krta h
                  Computer ko use krna easy h
                  Isko mard khavateen sb asani. S use kr skty hyn
                  Yh apko asani s market mn mil jata h
                  Isko manage karna easy g
                  Yh bhut ziada expensive ni h
                  Computer ko hm entertainment k liye. B use kr skty hyn
                  Hm is p games b khel skty hyn
                  Yh hmry liye calculator ka km b krta h
                  hm is p audio r video chatting b kr skty hyn
                  Isky bahut ziada faidy hyn

                  Disadvantages

                  Dear members hr cheez ki trah computer k b bhut ziada faidy hyn or kuch nuksanat b hyn
                  Jese k isko ziada use krany ki wja s apki nazar kmzor hoskti h
                  Is k software ko tbadeel krna mushkil hojta h
                  bijli. P istemal hony ki wja.s yh bijli ko bahut ziada use krta h jski Wja s bill bahut ziada ata h
                  Is k pas ziada memory ni hoti
                  Apka data hack b hoskta h
                  Apki personal info leak b hoskti h
                  Log isko ghlt kaamo k liye b istemal krty hyn jese k smuggling etc
                  • #24 Collapse

                    Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                    Computer ki invention Hamare liye bahut hi important role play karti hai aur tum beta ki invention Se Hamare liye bahut jyada facilities aur benefits available ho chuki Hain no doubt different computers Hamare liye bahut hi important role play karte hain aur Hamari maximum services ko complete karne mein Hamare liye bahut jyada helpful ho sakte hain dear jab aap computer ki invention ke bad Kuchh ke advantages discuss Karte Hain To Aisi related main aapko Kuchh important information provide karna chahta hun jo computer ki invention ke bad Ham Hasil kar sakte hain.

                    Faidy :

                    Dear jab aap different computers ke advantages discuss Karti Hai To isliye aapko bahut jyada advantages mil sakte hain sab se main advantage of ko iska yah mil sakta hai ki ismein aap different important software install kar sakte hain Jo aapke liye bahut jyada helpful hote hain ismein aap apna complete office work kar sakte hain aur uske sath sath aap computer per internet ki facility Hasil karte hue different important transactions complete kar sakte hain.

                    Computers aapke different office work bahut instantly complete karta hai aur iski bahut jyada time consuming Nahin Hota is ke sath sath Jab aap different computers ko istemal Karte Hain To ismein aap apni different transactions complete kar sakte hain for example agar aap computers ko Apne office mein istemal karte hain aur uske sath aap internet ki facility Hasil karte hue all over the world connected hote hain to usmein aap apni online purchasing kar sakte hain aur iske sath sath aap apni different important transactions computer per complete kar sakte hain.

                    Nuqsan :

                    Dear jab aap computer ko istemal Karte Hain To Uske disadvantages ho sakte hain agar aap isko Ek limit Se Jyada istemal Karte Hain To usmein aap ka time waste ho sakta hai aur ismein aapki health se delete bhi kuch problem ho sakte hain isliye aapko Hamesha isko Ek distance se istemal karna chahie aur usko bahut jyada istemal nahin karna chahie.
                    • #25 Collapse

                      Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                      Assalam o Alaikum friends
                      aj humhra topic jis cheez ka bara ma hawo hy computer
                      Aj k dor ki ak bhot barri iejad ha jis ki madad sa hum apny bhot sa asni se kaam kr sakty ha
                      is ka istmal zaida tar offices or sales wali shops pa kiya jata ha g bilkul hum baat kar rha ha computer ki jis ny humhra bhot sa kam asan kiya ha ....

                      Computer jo ka ak electronic machine ha jo hamen hr kaam me faida deta hy is se ham ghantoo ka kaam minto me kr lete hyn or hamari saati tenshion iski waja se khatam hojaati hy

                      Advantages:-
                      Computer jisy ki madad sa hum bhot sa kam asani sa kar sakty ha is ma hum files bana kar Kisi bi chez ka date rakh sakty ha jis ka istmal hum waqt parrny per kar sakty ha is ka istamal zaida tar offices ma faida mand sabit hota ha is ka ilwa hum is ma apny mobile ka data bi transfer kar sakty ha. or computer ki momery mbile ki momery sa zaida hoti ha hum computer pa internet ka istmal kar sakty ha or is par koi bi movies ya drama dakh sakty ha

                      Pehly offices me log files bana kr un me data save krty thy jis ki waja se bohat mushkilaat hoti thi lekin ajkal computer ki waja se ye chezen asaan hogai hyn hamen koi bhi chez search krni ho hm baasaani kr sakty hyn

                      Bachon k liye bhi comouter achi chez hy bachy is pe games khel k enjoy kr sakty hyn saath sath patrhai b kr sakty hyn


                      Disadvantages:-
                      Computer sa jahn hum bhot sa faidy hasil hoty wahn par humhy is ka kuch noksanat ka samna bi karna parta ha
                      Computer ko istmal karna ka electricity ki zorart hoti ha. or isy istmal karna bhot muskil hoty ha har koi isy istmal nhi kar sakty or ya size ma bi bhot bara hoty ha is waja sa hum isy apny sath kahin nhi la ka ja sakty or is ka zaida istmal ki waja ankhy kharab ho jati ha

                      or bachy is zaida istmal kar ka apny qamti waqt zaiya karty or apny parrhai waly kaamo ko bhool jaaty hyn is liye is ka excessive istemaal b acha nai hy
                      • #26 Collapse

                        Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                        Salam frnds umeed h ap sb thk hn ge...computer hmari roz mara ki zindgi me hme bhut faida deta h jese k hm apny bussines me ic ko istmall kr skty hn ic k ilawa hm apna data save kr skty hn ic me...ye hmari roz mara ki zindgi me hme bhut faida dta h r icki wja se insaani zindgi bhut taiz b ho gyi h
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                          Computer ah Kay for ki Aik aeham invention hai. Computer ko bohat sy mukhtalif purposes keliye istmaal Kia jata hai magar aj Kal ziada tar computers office keliye use ho rahy hein . Computers Kay andar ram surgeon hoti hai aur ham is main bohat Sara data store Kar sakty Hein . Sab say oehky computer ko sirf calculation purpose keliye banaya Gaya tha magar ab naye for main is main bohat si tabdeelia layi gayi Hein aur ab is main bohat sary functions perform hoty Hein . Computer Aik useful device hai aur isay electricity ki madad sy use Kia jata hai .

                          Uses of computers:-

                          1) For Office work:-

                          Computers ko office work keliye use Kai ja sakta hai computer Kay zariye offices Kay bohat sy kaam kiye jaty Hein aur is tarah apny kaam ko asaan banata ja sakta hai . Computer Kay andar office aur apny business ki sari zaruri maloomaat aur data store Kia ja sakta hai .

                          2) For advance booking of hotels and restaurants:-

                          Aj Kal Kay Nate for main hotels ki booking aur returants ki booking online ki ja sakti hai aur is advance booking keliye hotels computer ka use karty Hein aur iskay zariye advance booking ho jati hai .

                          3) Awareness of news and connection with social media:-

                          Computers Kay zariye Ap social media sy connect reh sakty Hein computers main internet use Kia ja sakta hai aur isky zariye Ap social media sy reh sakty Hein aur isky zariye Ap moujooda halaat par mabni knees say agaahi hasil Kar sakty Hein aur Ap dunya Kay moujooda halaat sy wakif reh sakty Hein .

                          4) For entertainment:-

                          Computer main storage hoti hai aur is main games install Kar sakty Hein kuch games already is main hoti Hein aur Ap kuch games khud install Kar sakty Hein aur Ap is par games khel sakty Hein aur is main Ap movies aur dramas waghera bhi dekh sakty Hein auc songs bhi speakers connect Kar Kay sun sakty Hein .

                          Disadvantages:-

                          Computers Kay kuch disadvantages bhi Hein Jin main Aik ye hai Kay computers Kay bohat zzyada use kmsay apki eyesight ko nuksan hota hai sir kamzor hoti hai isky elawa computers par ajkal ki young generation apna bohat Sara time zaya Kar deti hai . Kuch games aesi hoti Hein jinka Kam umar bachn Kay dimag par gehta asar hota hai aur ye is waja sy dangerous hota ha.
                          • #28 Collapse

                            Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                            AOA my dear all Forex member aaj ka review computer per mabni hai computer k related hai to jewse k apko pta hai computer ktni zaida zaroort ki chreez hai humare liye hum is sy kafi zaida advantadesges hasil kr rahe hain is tarah is k bhut sare faide hain jo main apke sath detail sy share krti hon is tarah ya bhut hi helpful cheez hai humare liye .

                            Advantages .

                            dear apko pta hai computer k bhut sare advantages hain .
                            computer bhut zaida zaroort ki cheez hai .
                            computer k zariye hum online business bhi kr skhte hain .
                            student k liye computer bhut zaida zaroort ki cheez hai jo log laptop afford nahi kr skhte wo easily computer khareed skhte hain .;
                            humesha achii quality ka hi computer use krna chaiye .
                            hum is ko office wghera main bhi use kr skhte hain .

                            Disadvantages .

                            har cheez k advantages k sath us k kuch disadvantages zaroor hote hain har cheez proper theek nahi hoti is tarah is k kuch nuksanat bhi hain .
                            computer ka use sirf hum ghar main hi kr skhte hain is ko hum kahi sath nahi le ja skhte .
                            computer electric hoti hai or iska bill bhi bhut ata hai .
                            har koi is ko offord nahi krsklhta .
                            is ki windown ke urh jane ka bhut dr hota hai .
                            wqindown ki waja sy computer thk nahi hota
                            • #29 Collapse

                              Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                              introduction.
                              asalam.i. alikum dear members.aap na bhut acha review diya hy ji ka coputr pr mbni hy
                              .cimputer ki tqreeban hr field ma use kiya jata hy is na kaam ko bhut asan kr diya h.computr sy hm bhut kaam waqt ma bhut bri bru calculTion kr skty hy..is ky elawa ya communication ka bhi zareeya hita hy

                              types of computr.
                              aam toor pr cimputr ki three types hotu hy
                              1.digital computer
                              2.analig computer
                              3.hybrid computer.
                              advantages.
                              computr ky bhut sy advantages hoty hy..jasy ka people bhut si unformatiin hasil kr skty hy kisi bhi topic ky bRy ma cimputr ko educational purpose ky liye bhi use kiya jata hy students online topics resaerch kr skty hy ....bachy coputr pr games khel skty hy..log apny relTives or friends sy chaat kr skty hy internet pr ...computr pr kaam sy insan ka time bach jara hy ...cimputr bhut accurate result deta hy..jiss ma ghaltu ki koi gunjaish ni hoti
                              disadvantages.
                              dear members ma aap ko copmutr kr kuch disadvantages batati hur ..jo kka darjzail hy
                              1.bhut sy log coputer ko negative purpos ky liye yse krty hy.wo dosry logo ky credit card hack kr lety hy or pr us ko shopping ky liye ustamal krty hy
                              2.bhut zaida coputr ki istamal krny sy aap ki sehat bhi kharab ho skti hy ya aap ki neck,hathor elbiw ma unjury ka baise bnn skta hy
                              3. computr ja usramal berizgari ka bhi bais bnta hy bhut sy kaam cimmputr pr hi jaty hy juss ki waja sy mooasiry ma berozgatu barti hy
                              4.agr ciputr ko musbat andaaz sy istamal na kiya jue tu..ya aap ki energy or aap ky time wastage ka bais ho skta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                                Computer aaj tak ki sub say best kisam ki invention hay Kay mutabiq alternate openkartay hay tohaumay kamyabi hasal hoti hay hamari buying and selling mightalso additionally loss ya earningska margin hamarey buying and selling account pay bhi rely karta hay investors united states of america sooratmight also additionally Trading karney Kay doraan threat laytay hay jab unkayaccount might also additionally stabilitymojod hota hay haumayhamesha buying and selling might also additionally marketplace ki motion ka expertise honachahiye aurapney expertise kibase pay Analysis kartay hoye buyingand selling karnichahiye takay haum buying and selling mightalso additionally zayada kamyaabi hasal Kar sakay achaytareekaysay buying and selling karneyKay liye haumay hamesha apni competencies Kaymutabiq buying and sellingmightalso additionally threat laynaparta hai Kyu Kay foreign exchange buying and selling ake volatile commercial enterprise hay jiss might also additionallyappko appni competencies ess kertay waqt yeh baat zarur zehan nasheenhoni chaiyekay threat lainaysay behtar hai kay jitna bhi earnings ya income baghair threatkay mill rahi hain woh li jaeyaur mazeed threat lainayki bajaey unhi ko take delivery ofkiajaey. the Forex market buying and selling mai koibhi dealer aisa nahisochta aur na he chahtahai kay unitedstates of americaka account threat maijaey kiyu kay yeh baat affirm hotihai kayAgar the Forex market buying and selling mai threat Lia jaey aur woh threat incye regulations sayhe har alternate is commerciahi trha se pehle seekhen us ke terrible hum isko demo par achi trha seexercise karen then hum is mein asani ke sath kamiyab ho saktey hein yeh dono equipmentbohot hai to aap apni alteass gaining knowledge of Nahin Haiexpertise nahin hai aap enjoy Nahin Hai To apni alternate in line with Jyada threat NaalHai bolkar low-threat Patra lagaen aur Hath se apni alternate ko sev Karte lagaenTaki aapke loss ke probabilities kam se kam ho isliye safezone mein rehte Hue buying and sellingKaren Jis kam ka aapko Nahin Pata vah kam na Karen mil ke pahle Uske naked meingaining knowledge of Karle Achcha expertise Hasil Karen FIR aap kam begin karen Taki aapuse kam Mein Kamyab ho sake isliye apni traer complete approach hoti haijis ki foundation par Ki Hai vah Hamari evaluation ketowards ja rahi hai aur Hamaraaccount completely washbhi kar sakti hai aur t Aurnuksan Ko get better karnaAasan hota hai aur Agar aapka

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X