yeah review "computers" pr mabni hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: yeah review "computers" pr mabni hai?

    thanks for this informative post.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

      ap ne bohat acha review diya ha computer k bhrey mn ye eik electronices device hai ur har ghr mn use hoti hai is k bohat zada faidey hein is ki madad se hum apna karobar set kr sakte hein hum bat krte hein is k faidey ur nuqsan k bhrey mn
      adavantages .is k bohat zada faide hein computer har ghr mn hota ha is mn hum internet ka istamal kr sakte hein computer ki shop open kr k hum koi be kam kr sakte hein hume agr sahi work krna ha tu menat krte rehna hota ha computer se hum koi be onlines kam kr sakte hein compter agr hum koi office banate hein tu os mn hum computer ki zahrorat hoti ha is mn hum apna porsonal data save kr sakte hein is mn hm game khal sakte hein ur be bohat se kam kr sakte hein typing kr sakte hein
      disadavantage hume ise bachuo ki poch se dour rakhna hota ha kew bachey is mn bohat zada game khalte hein ise nuqsan hota ha study py bohat gera ashar parta ha
      • #33 Collapse

        Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

        Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
        I hope ap sab fine hon gy or hardwork kar rahy hon gy ham jitn ahardwork karen gy hamy usky mutaabiq hi gain hoga ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
        Introduction:
        G mera aj ka jawab '' Computers '' par mubni hai computer aik bohatt hi amazing invention of the era hai computer aik programmable device hai jo ky data ko store ,retirve,and process karti hai yeh aik bohattt achi electronic device hai jis ny hmary ghanto ky kamo ma minto ma kar deny ka wada kiya hai .
        Working of computer:
        Sab sy pehly ham isky power button ko on karty hain jis sy hamara computer on hojata hai isky bad hamy isko refresh karna hota hai isky bad ham isy input device (keyboard) ky zarriye information or instructions dety hain jisky bad yeh hamy hmara diya gya huwa tast poora kar ky screen py show karta hai.
        Major components of computer;
        Computer ky major three components hain;
        i.Hardware
        ii.Software
        iii.Human ware
        Main parts of computer:

        i.The Central Processing Unit
        ii.The Motherboard
        iii.Hard Drive or RAM

        Advantages :
        Computer ky bohatt sy advantages hain jo ky ma apny knowledge sy apky sath share karny ja rahi hun;

        1.Computer ka sab sy bara advantage yeh hai ky ham is par at a time multitasking kar sakty hain jis sy hmara time save hota hai...
        2.Computer ki speed bohatt hi zyyada hoti hai jis sy hmaa=ra kam bohat jald hojata hai..
        3.Computers sy hamy bilkul accurate results milty hain..
        4.Yeh hmary data ko store rakhta hai..
        5.Computer ky zarriye ham aj ky online daur ma online classes bhi ly sakty hain..
        6.Computer py ham easily internet connect kar ky ham apni searches barha sakty hain ..
        7.Ham is par movies watch kar saktty hain or gaming bhi kar sakty hain..
        8.Computers ma ham apna bohat sa data store rakh sakty hain..
        9.Computers hamy market ma easily available hoty hain..

        Disadvantages:
        Ab ma apko computers ky nuqsanat ky bary ma btaon gi;

        1.Computers jesy ky ham sab janty hain electricity sy run karty hain to is sy bohatt electrici9ty consumpt hoti haii..
        2.Jab light na ho to ham computers ko use nahi kar skaty jo ky aik bara disadvantage hai..
        3.Computers aik jgah py rakha jata hai q ky isky sath pc,led hoti hai or bohat si wires connect hoti hain to ye space specific hota hai..
        4.Computers par bohatt sy viruses or hacking attacks hojaty hain pher hamy isky liye antivirus khareedny party hain..
        5.Computers ko internet ky zarriye bohatt sy ciber crimes ma use kiya jata hai..
        6.Computers expensive bhi hoty hain...
        7.Agar hamy computers ko use karna anhi ata or hmara IQ level hi best nahi to hamary liye ye useless hai..
        I hope apko mera review pasand ay ga or computers ky bary ma bohatt si information bhi gain hui hogi JazakAllah !
        • #34 Collapse

          Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

          Asalamalaikum:
          dost aj ap ne hmary sath bhut hi acha review share kia h jo k computer k bary me h jese k hm sb janty hn computer aj k door me bhut mufeed chees h
          Computer k khuch parts hoty hn jo k ye hn moniter cpu keyboard mouse computer k doou har ksi k istamal me h
          Computers k mukhtalif rates hn jo k in ki companies pr muhasirr hn computera bnany wali bhut c
          Companies hn k jo k sath sath in me cheeze kr k market me new cheez laty hn ic k rates in ram storage r mukhtLif cheezo o
          Munhasir hoty hn...

          Advantages:

          dosto aj k doour ki ic technology ki bhut e zyda faiddy hn jese k hm log jha kahin b jaaty hn khuah wo market ho ya mall
          Koi ksi b trh ka office ho wha or hme computer zrur nazar ay ga hm log ic pr apna koi ksi b trh ka data storr kar akty hn
          Ic k sath sath police cid crime branch fia r har trh ki force ksi ko track krny k ly b ici ka istamal krty hn ic ki sb se achii bat ye h k ye hme apny qareeb ki
          Computer ki shops se mil jata h r ic k tamam parts b ba asani hme mil jaty hn r ic ka lna r istamal karna bhut hi asaan h
          R r bnda ic pr freshment k ly games b khail skta h

          Disadvantages:

          Dosto jese k hm janty hn k har cheez k faidoo k sath sath khuch nuqsanat b hoty hn ic ly khich ka zikr me yha pr krun ga computer 1 bhut hi mufeed cheez h lekin ko bhut
          Zyda istamal krny se hmari nazaar b kamzoor ho skti h r ic ko bachoo ki phunch se duur rkhna chahiye q k bachyy ic or games lhelty hn r apni parhai pr tawajah ni
          Dety r ic se current lgny ka b khadsha hota h q k ic ki phicjli trf sb taary hoti hn jin se hme current lg skta h
          R lhuch log ic ko ghlt kamo k ly b istamal krty hn jese hacking etc
           
          • #35 Collapse

            Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
            Yeh review COMPUTERS per mabni hai ;

            Dears , Ajj ka hamara review hai COMPUTERS .
            Introduction ;

            Dears ,
            hum computer ka life mai use kar sakty hain hum business mai is ka use kar sakty han forex aik legal or kabe be band na hony wala acha busness hain hum is mai kam kar ky pasa kam sakty han hamy is mai aik time tablebana ar kam karan ho ga hum is mai mahnet nah kary gy to hamy kuch be hasal nah ho ga hm computer py online km kar saty hain hum forex ka kam be computer py kar sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sayt hain hum ismai raat mai be kam kar sakty hain hum s mai din mai be kam kar sakty hain hamy market ke movement ko sam kar is mai kam karna ho ga pher e hum pasia kama saky gy hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma lossh ain hum s mai apne marze sy time tbale bana ar kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex aik legal business hain hum is mai aik din mai aik limit ky mitabik kam kar saty hain hm is mai over limt kam nahi kar sakty hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karn ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar sakty hain hamy market mai mahnet karne ho ge forex ak legal or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai mahnet nagh kary gy to hamara loss hai computer ka use garo mai be kiya jata hain or office mai be kiyta a raha hain computer aik technical cheez hain jis mai hum bohat sarea kam kar sakty hain forex aik best or kabe be band na hny wala acha business hain.Aaj Kal computer ek zabardast kisam ka machine hai Joo kisi ko kam sakta AA Sakta hai. Hamare roozmara Zindagi bahut se hese kam hote hai Joo haat karna bahut muskil hota hai ye machine hamare Kam ko mushkil se asaan banata hai. Jese ke ham koi design banate hai, ya koi tasweer ho banate hai ham computer ke zarye bare asani bana sakte hai. Computer ke zarye letters likh kar ya koi koi paragraph likhte hai ya koi tasweer ho. Ham computer ke zarye ham kaghaz ki shakal nikal sakte hai.Aaj kal puri Duniya main computer ko sab se best machine ya data secure machina Kara diya gaya hai is lye computer ek hesa device hai jiss se har koi apna data mehfoz rak sakte hai or is main log crores ke business record rak sakte hai. Isi waja se duniya itna aagai nikal choki hai khas toor jitne bhi smartphone launch howe hai wo kis k zarye har system provide karta hai. Duniya jitne bhi bare bare Adare hai os main kam karna wo computer ke bagher possible nhi hai. Jitne b social media CEO hai wo sab computer Mai he kam karte hai.

            ADVANTAGES ;

            Dears , aapko pata hai ki computer ke bahut jyada advantages a jaaye bahut jyada advantages provide kar raha hai .App ko pata hai ke computer kesariya Ham bahut easily kam kar sakte hain office khagaria mein bhi iska istemal kar sakte hain uske sath agar aapko Ghar per bhi Koi business karna hai to uske liye BF acchi quality ka camera use kar sakte hain .uske sar student be both the computer ka istemal kar sakte hain jisse unke knowledge Express mein kafi jyada is aap ho jata hai .Bina kisi problem kya hota hai iska pura setup hota hai aur ham bahut iji sketch kamaal kar sakte hain .Apko koi bhi kam karna ho Ham computer kesariya kar sakte hain yah kafi jyada smooth aur kafi achha hota hai .


            DISADVANTAGES ;

            Dears ; Sabse bada uska disadvantages ye hai ki agar aapane kahin Jana hai to hamen isko sath nahin Le ja sakte kyunki electric hota hai aur isko electric ki jarurat hoti hai uska use nahin kiya ja sakta aur uska pura set up hota hai jiski vajah se nahin Ham Le ja sakte kahin bhi .Is tarah acchi quality ke computer har Koi nahin khareed sakta .Electric hota hai jab tak office per kam karte rahenge ya bijali per use hota rahega se aapka kafi jyada bil bhi a sakta hai .
            Iski window ka bahut jyada ishu hota hai hai aap ki window bahut jyada change karni padati hai kyunki uski window khud bahut hi ud jaati hai .



            • #36 Collapse

              Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

              Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mera topic computer se rated Hai computer Har Ghar Mein maujood Hai is Waqt computer ke Prakar Udhar ho to hi Adhura Adhura lagta hai jyadatar computer to office mein pahle use Kiya jata tha Kisi product per kam karne ke liye lekin aajkal Har Ghar Mein computer istemal Kiye Ja Rahe Hain real bhai Iske bahut se Khatam Hote Hain Sab Se Pahle CPO material for mouse keyboard keypad aur Anita aur CPU ke andar To Kuchh Aisi chij hoti hai jo computer ke chalane mein bahut hi Aham kirdar Ada Karti Hai Iske boss se fayda bhi hote hain aur bahut sari nuksan bhi Hote Hain Jo ke main aapke Samne Byan karta hun

              Fayde

              Pyare bhai Jahan computer ke bahut se fayde Hain sabse bada fayda yah hai ki is computer per Ham Ghar baithkar online apni class join kar sakte hain Jaisa ke aajkal aap ko pata hai ki coronavirus ki vajah se School band hai to bacchon ke liye yah computer Ne bahut hi Badi Asami Paida Kar Di Hai Ham online Apne bacchon Ko padha rahe hain aur Kuran a pak bhi online computer per Ham Badha sakte hain aur Agar fruit Kahin Ho To Ham bacchon Ko Ham cartoon vagaira bhi computer per Laga kar de sakte hain video game ki bhi Khele Ja sakti hai aur Sab Se Bada fayda yah hai ki Ham apni shaadi ki movie ya koi bhi Yad kar video dekhni Ho To Ham computer per bahut hi jaldi aur aasani se apni chij ko dekh sakte hain aur Pyare bhai jaan computer Ek Aisi chij hai jismein aap apna Tamam data save kar sakte hain usmein aap Chahe movies drama song ya koi Aisi yadgar chij sev kar sakte hain aur Piche kar vagaira sev kar sakte hain

              Nuksan

              Pyare bhaijaan Jaisa ki aap Jante Hain Ki computer ke bahut se nuksan bhi hai computer Agar Ham Subah Se Sham Apne bacchon Ko lagakar Denge to bacchon Ki Aankhen kharab ho sakti hai aur Har Waqt cartoon dekhne se computer lagane ka ek time Rakhna chahie Agar bijali Bar Bar aur of computer ho to computer jaldi kharab ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap is ko Itihaas ke sath use Karen Taake ya kharab Na Ho
              • #37 Collapse

                Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                assalmu alikm bhai ka ui review computer divice per mustamil h
                computre aik aisa ala h jo jo processing data ko agy infomation m as a out put k tor py instruct karta h
                same as
                Many people throughout history are credited with developing early prototypes that led to the modern computer. During World War II, physicist John Mauchly, engineer J. Presper Eckert, Jr., and their colleagues at the University of Pennsylvania designed the first programmable digital computer, the Electronic Numerical Integrator and Computer (EINAC).
                computr masheen ki 3 kismen hn
                1... analog computer
                2...dijital computer
                ...haibert computr
                CMPUTER...
                computer aik laateni zuban ka lafaz hy jisko lafaz computr sy akhaz kia gya h jisky mani adado shumar ikhta karna h ya gin na h
                3000 kable maseeh isko china ny diyaft kia
                computer k hissy ....
                1 kebord
                2 cpu
                3 moneeter
                kebord ki mada sy ham hidayat likhty hn aur ui hidayat agy process hoky new data as out put deti h... aj is jadeed dor m copmutre ki ijada ny tmam kisam ki mushkilat ko dor kardia h aur insani life bht easi hogye h aj ham mukhtalif dipartmint m computr device use kar rhy hn jais ak uoniversityes collegs sakol acedmes dunya m sans k sath sath
                • #38 Collapse

                  Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                  Asslam o alikum g apny thk kha ha k computer ny insan ki zindagi ko bohat asan kr dia ha har kaam ma zyada tar computer use hota ha computer
                  ki madad sy ham bohat sy kaam kr skty han aj kal har jga computer majood ha computer ki madad sy hmay kaam krny am bohat asani ho jati ha
                  jha computer k faidy han vha computer k disadvantages bhi han..
                  hmay computer ko shi triky sy istmal krna chhaiy ta k hmay noksan na ho sky iska sab sy brha disadvantage ya ha k ham isy khi sath ly k nhi ja skty
                  han hmay coputer ko bohat achy triky sy use krrna chhaiy or abcho ki pohan ch sy dor rkhna chhaiy q k bachy bohat games khilty han
                  jis sy computer khrab ho jaty han
                  • #39 Collapse

                    Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                    computer ab hamari zindgi ka smjo part bn chuka h es k fawaid bht hen jitna ap computr ko time do ge utna ap ko agy zindgi me le jai ga to zaroori h computer ka use krna .Forex ek bht hi nayab company h trading k ley to forex ko use kr kr k trading kr skte hen on computer q k computer to jm use krte hi jen to es me forex ka buissiness bi sath sath krin to hame earning bi ho jai gi or hm trading bi kr skte hen to compuetr me hm forex ko istamal kr skte hen q k ek na khtm hone wali company h jis n millions logu ko bht hi allaaa rozgar dia hoa h
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: yeah review &quot;computers&quot; pr mabni hai?

                      computer Roj Marathi Jindagi Mein bahut hi important role Ada karta hai To hamen bhi Chai Ki Ham computer ka istemal karte rahenge ke computer ke bahut hi jyada fayde Hain aajkal aap ko pata hai ki computer app bahut badi Jyada Hai To Ham Apne sakte hain aur office se ho school ho ya Kisi bhi chale Jaaye to Koi Nahin Hai to computer ke Kuchh nuksan Hote aur kuchh fayda hota hai fayde hote hain kya gram iska post Pasand Karte Hain To is per bhi positive Aate Hain Ki Ja sake Ham Agar daily base per Dekhen To Ham ismein online kam kar de kar Kaise fayda Utha Sakte lekin agar aap Agar iska negative Agar isko use karte hain jaise bacche snakegaming Mein Pad Jaate Hain To yah aapke liye nuksan ho sakta hai Tu To Hamen chahie looks and a sake to isliye bus Jitna ho sake iska sahi tarah se istemal Karen Kyunki yah aapke liye bahut hi faydemand hai aur yah aapko bahut hi Achcha matlab munafa De sakta hai unke

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X