yeah review" lahore"pr mabni hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeah review" lahore"pr mabni hai?

    Salam dear membersji aapane hamare sath bahut hi achcha review share kiya hai jo ke Lahore ke related hai to jaise kya aap ko pata hai ki Lahore Pakistan ka bahut hi famous city hai ISI tarah aapko bataya ki Pakistan mein Lahore ko Pakistan ka dil bhi kaha jata hai is tarah Lahore Pakistan kab hoti famous city aisi tarah ji 1 pwtai famous location uske sath aapko Pakistan ki har EK famous place Lahore mein mil sakti hai coffee sadar log out of country se bilhaur ke vrat ke liye aate Hain jaan per ke Le aate Hain chitra aap ko pata hai ki yah kafi se pyari si jagah hai aapko ismein positive points mil sakte hain aap yahan per visit ke liye ghumne ke liye ja sakte hain .

    Lahore ke kuchh famous places jaise ke ciclo badshahi masjid Minar Pakistan Bibi Pak Daman uske alava aur bhi positas point jaise ki liberty market Ho Gai anarkali Ho Gai uske sath 8000 Ho Gaya aur bhi bahut jyada famous Bazar markets hai Lahore ki kafi sadar log har koyal aur ko bolna pasand karta hai aap yahan se kafi acchi shopping kar sakte hain waise sheru to free ke liye bhi yahan per a sakte hain ya bahut hi achcha City hai .

    uske alava girl Ho ke pakvan ki baat ki jaaye to yah bhi bahut jyada famous hai aap bolo aur main har EK chij bahut hi acchi mil sakti hai iske alava aap iska nashta bhi vahan ka nashta bahut jyada famous hai golgappe bahut jyada famous hai ham log vahan nashta bhi kar sakte hain aur golgappe bhi kha sakte hain ISI tarah Lahore ek bahut hi famous location hai bahut har Koi logon ko pasand karta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeah review&quot; lahore&quot;pr mabni hai?

      Assalamu Alaikum dear member aapane bahut Achcha vah knowledge Hamare Sath share Kiya Hai bahut informative topic choosee Kiya Hai Lahore ke bare mein..

      Introduction:

      Dear member Jaisa ki aap sab log Jante Hain Lahore Pakistan ka shahar hai aur yah Pakistan Ke Bade shahron Mein shumar Hota Hai yah bahut famous city hai Yahan Har Koi Jana Pasand karta hai mostly log Lahore ko Pasand Karte Hain Kyunki vahan per Kafi historicall place hain isliye vahan Har Koi Jana Pasand karta hai...

      Lahore Ki historical place..

      Zoo
      Badshai mosque.
      Moti mosque.
      Minary pakistan.
      Shai qila.
      Data darbar.
      B.b pak daman.
      Joy land. In jaghoun py kafi rush paya jata hai yehan hr koi jana pasand krta hai yeh bahot famous location hain especially bachy bahit kush hoty hain yahan ja k bahot enjoy krty hain...


      Lahore ki famous market.

      Liberty market.

      Anar kali bazar.

      Hayper star

      Fotress.

      Sadar bazar. Is k ilawa aur bhi bahot c market payi jati hain ..

      Advantage:

      Dear member lahore rehny k bahot zyada advantage hain is city main kafi maza ata hai kioun k is main historical place hain yahan qadeem zamany ki hr cheez available hain.yahan py hum ja k bahot c information hasil kr sakty hain especially student wahan ja k history prh sakty hain aur apny knowledge main izafa kr sakty hain lahore pakistan ka asa sher hai jisy hr koi dehkna pasand krty hain cahye wo choty houn ya bary sbi shoq sy jaty hain is city main kafi zyada out of countries k people bhi muqeem hain especially yahan historical place main kafi zyada out of countries k people paye jaty hain bahot sy school aur college k bachy trip py Lahore jana pasand krty hain kioun k yeh bahot famous city hai yahan kuch asy hotels aur restaurant hain yahan ka khana bahot mashoor hai especially out of city sy gaye huy log lahore ka nashta bahot pasand krty hain air yahan py bhot sy asy park hain yahan choty bachy ja k bahot enjoy krty hain bahot c out of city ki market main lahore ki product layi jati hain aur lafi like ki jati hain especially lahore ladies khud ja k shopping krna bahot passnad krti hain aur enjoy krti hain lahore jana aur wahan ja k rehna apna he maza hai...

      Disadvantage:

      Dear member lahore main rehny aur jany k kuch disadvantage bhi hain lahore main jo bhi historical place hain wahan py safai ka bilkul khyal nahi rakah jata hr traf gandgi pheli daik k logon py bura asar prhta hai jo k ab bahot he phel rahi hai aur government iska koi auction nahi ly rahi hai iska ilawa aik greeb admi wahan na he ja skta hai na reh skta hai kioun k.wahan py makanoun ka kiraya lafo zyada hai jo k wo afford nahi kr skta aur na he lahore jany k liye us k pas paisy mjoud hoty hain especially bry ilaqoun k ilawa choty ilaqoun main pani aur gas ka masla kb sy chla a raha hai jis ki waja sy wahan rehna na mumkin hai aur Lahore main kai asi jaghen hain yahan jaib trash mojoud hoty hai jis sy bahot nuksan hota hai yeh lahore rehny ka main masla hai...thankss
      • #18 Collapse

        Re: yeah review&quot; lahore&quot;pr mabni hai?

        Assalamu alaikum dear Forex friends ajka hmara topic PAKISTAN k BHT Bry or famous city Lahore k Bary me ha jesa k hum SB janty Han k Lahore ko Pakistan ka historical city b kaha jata ha or yahan BHT si history ki cheezy mojod hony ki wjah sy BHT sy log is city me visit k lye or picnic k lye jaty han.pakistan ki SB sy bri msjid badshahi msjid b lahore me hi waqea ha isky ilawa Minar e Pakistan b Lahore me mojod ha .Lahore ka chirya ghr b Pakistan k BHT Bry zoo me sy ak zoo smjha jata ha.isky ilawa yahan data drbar b ha Jahan BHT sy log visit krty Han or unky drbar me ja k slam pesh krty Han Lahore me BHT Bry Bry shopping malls b mojod Han Jahan hr kism.ki variety mojod hoti ha or log shopping k lye ja k apni mnpsnd chezy khredty Han .Lahore me different malls name jesy package mall wgara b Pakistan ka SB sy bra shopping mall smjha jata ha. Lahore me karobar k b BHT ziada mwaqy mojod han or dosry cities sy log is city me a k Kam KR rhy Han istrha yeh city unky rozgar ka zrya b bna hva ha Lahore city apny laziz khano ki wjah sy b BHT ziada mshor ha Lahore k log BHT mehman Nawaz hoty Han hmy ak DFA zror Lahore city ka visit krna chahye or yahan mojod historical places ko dekhna chahye..
        • #19 Collapse

          Re: yeah review&quot; lahore&quot;pr mabni hai?

          Assalm O Alaikum dear forex members umeed hy k ap sb thk hngy.

          Introduction

          Dear member ny bht acha review share kiya hy. Jo k Lahore city per mabni hy. Lahore ko tareekhi shehar kaha jata hy qk yahan bht sy tareekhi maqamat paey jaty hyn. Lahore punjab me waqya hy.. Lahore me darya e Ravi b behta hy. Jo kr ab ek ganda naala bn chuka hy. Lahore me log punjabi zban bolty hyn. Lahorei famous hyn k ye zinda dil log hyn. Allama Iqbal ny b Lahore k logo ko zinda dil log kaha hy. Lahore bht bara shehar hy. R bht khubsurt b hy. Ab to new Lahore b bn gya hy jo k bht khubsurt hy. Lahore me Pakistan r India ka border b hy jisy wahga border kaha jata hy. Me Lahore k kch historical places mention krna chahun ge.



          Meenar e Pakistan

          Badshahi Mosque

          Iqbal Park

          Jahangir tomb

          Cypress tomb

          Lahore fort

          Tomb of khan e jahan

          Gulabi bagh

          Shaleemar bagh

          Dai Anga's tomb

          Maryam ul Zamani Mosque..etc


          Lahore me r b bht sy tareekhi makmat hy. Is k ilawa Lahore k khany b bht mashoor hyn jesy k


          Chirry

          Paey nihari

          Halwa puri

          Lahore ki lassi.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: yeah review&quot; lahore&quot;pr mabni hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadhasnain880 پيغام ديکھيے
            Lahore mein bahut Sare historical places maujud Hai lorwa jcdr mobile and so much of their creation still remain.
            Lahore best places to visit
            Wazir Khan Mosque
            Lahore Fort
            Badshahi Mosque
            kamran bradbury
            Anarkali Bazar
            food street
            Dada Darbar
            madhulal Hussain Shrine
            tomb of Nadira Begum
            Ashraf fresh tika
            Wagah border
            Pakistan Lahore
            Tomb of Jahangir
            Sheesh Mahal
            Shalimar Garden.
            Walekum assalam dear member aapane Lahore City ke bare mein bahut Achcha Na Lage Ham Sab members ke sath hi kiya hai Lahore share Pakistan ka dusra Bada Shahar hai aur Abadi ke liye aapse Bhi Ja Pakistan ka dusra Bada Shahar Hai Karachi ke bad Lahore bhi industry aur different masnowat k liye mashor ha. Lahore hazaron sal porani city ha. Aur punjab soba ka capital b ha. Lahore he mn Wazir Ala e Punjab b bethta ha aur Gowernar of Punjob b bethta han. Lahore ki total population 12 million ha..

            Lahore city ka name ancient time Lavapuri tha jiska matlab tha "Lava ki city" in sanskrit. Jiskl prince Lava na banaya jo k God rama ka beta tha. Dear Lahore bahut ka din Shahar Hai ismein Kanoon ke liye se bahut jyada mashhur hai aur Lahore ka nashta bahut mashhur hai aur Lahore ke andar Naan chane ka nashta bhi sabse jyada mashhur hai aur Lahore ke andar kam Mein khane Peene ki chijen sabse jyada milati hai cosmetics aur garments ki chijen bhi yahan per Hamen acchi quality mein kushti price Mein mil Jaati Hai Lahore bahut hi milansar logon ka shahar hai yah log bahut jyada jindadil aur Har Khushi ko bahut jyada energy ke sath injoy karne wale log hain aur Pakistan ka dusra Bada cricket stadium Qazafi Bhi Lahore mein hi hai.

            Aur iska sabse mashhur Bajar Jaoge bahut expensive Bajar bhi kahlata hai vah Liberty market Bajar hai aur iske sath hi aapko Pakistan ke Airforce ke Puri Duniya Mein World Record Kam Karne Wale a Air Force pilot mm Alam ke naam se bhi Ek Road hai yahan per bhi bahut acche brand ke a Cosmetic Hotel aur different Bajar ki chijen milati hai. Lahore Mein Anarkali Bazar cosmetic aur garments ke liye bahut jyada famous hai yahan per bahut acchi chijen bahut Sasti price Mein mil jaati hai aur takriban Baki Taman shahron Ke Log Lahore Se Hi wholesale per chij Le jakar Apne shahron Mein bhejta han.

            اب آن لائن

            Working...
            X