jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?
    kaya insta account ky 3 level verify karna zarore hai ya nah ? agar 2 level verify ho to kaya with draw aa jata hai ? ya pher with draw ky liye account ke verification karwana zarore hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

    Verification ki wajah
    Aam tawar par sare traders ne ye observed kia hoga k forex trading me har brokers apne clients se lazmi verification mangte hen aur ye is waja se hen k in pe kuch international qawaneen apply hoti hai. Forex trading me verification har member k leye lazmi hai. Is k bagher hum withdrawal nahi kar sakte aur kuch brokers to deposit bhi nahi karwate. Verification is waja se zarori hai k aaj kal k dawar me money laundering aur terrorism k leye financing bohut ziada ho rahi hai. Is waja se dunya me jahan bhi pase ki lain dain hogi, wahan pe client k leye apni aur apne address ki verification lazmi karwani hogi. Hamare bank bhi hamari verification hamare CNIC se karwate hen. To money laundering aur terrorism financial ko rokhne k leye clients k account ki verification zarori hota hai.
    Brokers verification levels
    Aam tawar par taqreeban sare brokers verification k leye 2 steps rakhte hen, aik client ki government ID aur dosri address verification. Government ki ID to humen apne card se ho sakti hai lekin address k leye koi bill waghera ya bank account ki statement ya dosri koi ID jo government ki tarf se ho aur us pe address mentioned ho, se ho jati hai.
    Instaforex 3 steps verification aur withdrawal
    Instaforex apne bonus clients ko three steps verification ka kehti hai. Us me aik client ki apni government ID jese CNIC. dosre number pe koi bhi utility bill jese water bill, electric bill, gas bill waghera ya Bank account statement, aur ya driving license jese address prof zaraye se account ki verification karwati hai. Wese to instaforex k 2 step verification se bhi hum withdrawal bohut easily kar sakte hen aur hamare withdrawal me koi masla nahi ata hai lekin agar instaforex team ko account me koi doubt lagay to wo clients se us ki 3rd step ki verification bhi mang sakti hai, jis me client ko apne 1st level ki documents k sath selfie upload karni hoti hai. Normal 3rd level ki verification zarori nahi hai. Lekin ye instaforex team ki demand pe ho sakta hai aur agar clients wese kaarwana chahay tobapna 3rd level verification wese hi karwa sakte hen,. Baqi normal withdrawal k leye is ki zarorat nahi hai aur ye hamen withdrawal me masla nahi deta. Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12334485
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

      ji haan aap ne bilkul sahi kaha hai k account k three verification levels ko poora kerna bohat he zeada zaroori hai humen chahiye k hum un three level steps ko complete ker k he forex mein trade aur posting shuru keren sab se pehly hum forex par account benaty hain jab humara ye account ben jata hai tou us k baad humen is k sath isnta forex ka bhi account benana hota hai aur us account ko forex account k sath link kerna hota hai us k liye humen kuch steps ko follow kerna hota hai jo account ki verification k liye bohat he zeada zaroori hain humen sab se pehly acocunt mein apni personal information ko write kerna hota hai jis mein email , name phone number aur levarege hoti hai us k baad humen insat k account k liye apny documents chahiye hoty hain
      hum un documents ko scan kervaty hain un documents mein humara cnic aur domicile shamil hota hai humen apny domicile ki front aur back side ko scan kerva ker insta forex k account par upload kerna hota hai us k baad humen second step mein apna domicile scan kerva k us ko uplaod kerna hota hai aur third step mein humen apni pic k sath sath apny id ki pic leni hoti hai jis mein id par likha hua tamam material clearly visible hota hai aur us ko bhi upload kerna hota hai jab hum ye sab kaam ker let hain tou humara account verification k steps ko poora ker leta hai aur us k baad humen di gai mail par verification email aa jati hai aur humara account verified ho jata hai ab jitna bhi hum work kerty hain wo sab kaam aur bonus insta account par deposit hota hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

        Bilkul dear friend forex business Mein agar humein bgher kisi problem ky apny kaam ko Agar continue Rakhna hai to humein apny Tamam levels ko clear krna ho GA kyun KY jab tak hmare sare levels clear nahi ho jaen ge tab tak hmare liye real trading krna aur us se Hasil hone waly profit ko withdraw krwana possible nahi ho sake GA aur jahan tak mera Khayal hai to in levels ko clear krna koi mushkil kaam nahi hai is ky liye humein in steps ko follow krna ho GA aur hmare sare levels easily verify ho jaen ge aur hum apny kaam ko ache tareeky see kr saken ge
        1- sab se pehle level mein humein apny if card ki front aur back picture upload krni hoti hai aur mostly ye level Har member ka easily clear ho jata hai Jin ka nahi hota Un ko chaheye KY wo apny if card ko scan krwa kr aur Jitna required size hai utny size kr krwane ky baad upload kren Un ka bhi level asaani see clear ho jae ga
        2- second level mein hum ne apna domicile ya phir bank statement upload krni hoti hai jis mein hmara address aur name clear hona bohat zayada zaroori hai is se hmara if card bhi confirm ho jata hai ky hum ne sahi I'd card upload Kiya hai aur bohat sare members ka yeh level is waajh se clear nahi hota ky Un KY address ka ya to issue a jata hai ya phir Un KY name ka issue a jata hai ao hmesha wo documents upload kren jis mein ap ka name aur ap ka address ID card ky bilkul according hi ta ky ap ka second level bhi easily verify ho Jae aur hmesha saaf picture upload krny ki koshish kren
        3- akhri level mein hum ne apny I'd card ky saath apni picture bana kr upload krni hoti hai aur I'd card ki tarha matlab first level ki tarha ye level bhi asaani see clear ho jata hai bs humein koshish krni hoti hai ky hum apny clear document pictures upload kren ta ky jaldi verification ka process complete Kiya ja sake aur ache trading kr KY acha profit hasil Kiya ja sake
        Agar hum aik bhi level clear nahi kren ge to humein withdraw lyny mein pareshani ka samna krna pare GA is liye humrin Chahie ky is kaam ko jitna jaldi ho sake complete krny ki koshish kren ta ky acha kaam kr KY acha faida hasil Kiya ja sake
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

          Assalamu alaikum my dear all friends member ji han member instead of tax account ke three level verification karna bahut jaruri hai agar aap three level verification nahin karte to aap use per bedra nahin Le sakenge aur iske sath sath aapka koi verification nahin hoga yah lajmi hai ki aapka kaun 3 level verification hona chahie Aam tawar par taqreeban sare brokers verification k leye 2 steps rakhte hen, aik client ki government ID aur dosri address verification. Government ki ID to humen apne card se ho sakti hai lekin address k leye koi bill waghera ya bank account ki statement ya dosri koi ID jo government ki tarf se ho aur us pe address mentioned ho, se ho jati hai.
          Instaforex 3 steps verification aur withdrawal
          Instaforex apne bonus clients ko three steps verification ka kehti hai. Us me aik client ki apni government ID jese CNIC. dosre number pe koi bhi utility bill jese water bill, electric bill, gas bill waghera ya Bank account statement, aur ya driving license jese address prof zaraye se account ki verification karwati hai. Wese to instaforex k 2 step verification se bhi hum withdrawal bohut easily kar sakte hen aur hamare withdrawal me koi masla nahi ata hai lekin agar instaforex team ko account me koi doubt lagay to wo clients se us ki 3rd step ki verification bhi mang sakti hai, jis me client ko apne 1st level ki documents k sath selfie upload karni hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

            g han yai kam to boaty zarore hain forex mai hum intsa account banty hain to hamy is ke verification ky 3 step clear karny hoty hai hamy account ke verification karw ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex ak best business hain hum is mai bager balance account bana kra be kamk ar sakty hain hum is mai agar account ke verification nahi kary gy to hum kam kar ky haisal hony wala bonus with draw nahi kawa saky gy hamy account ke verification karwa ky kam karn chaye pher he hum kam kar ky hasia hony wala proft with draw karwa sakty hain account ke verification mai hamy CNIC ka front or back picture upload karne hote hain or dosry step mai hum bijli ka bil ka pher domecell is ky ilawa hm driving lecence be upload ar sakty hain or 3 step ko clear karny ky CNIC picture in hand upload karty hai hum . pher hamara account verifiy ho jata hain or hum kam kar ky pasia kama lty han forex aik best business han hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy market ke mvement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar skayg y forex aik best business hain hm is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

              Hamen instaforex ki bonus account per working karne ke liye verification karvana bahut jaruri hota hai Kyunki Jab Ham verification karva Lete Hain To hamara kaun se ki or hai tab Hamen verification karvana jaruri ho jata hai Instaforex verification ke 3 levels hote hain or usme apko pehle 2 verify krne hote hain, verification ka method boht hi asaaan hyy, level first ke liye tu apko I'd card ki photo back or front dono bhejne hote hain, 1st level easily verify ho jata hy, second level verification ke liye apko address verify krana hota hy tu uske liye zrori hy ke apka document or instaforex mn likha address same ho, second level ke liye ap unity bill bhej sakte hain, domicile bhej sakte hain ya phir bank statement wo bhi attested , koi ek document sen kr dein or sath mn instaforex ke MD ko bhi msg kr dein tu apka instaforex ka account verified ho jaye ga or tab ap easily transection kra sakte hain.

              First level verification:

              First step verification mein apko apni identity verify karwani hoti hai aur jo details aap ne account creation ky time pe di hue hoti hain un kyy mutabiq identity prove ky liye National identity card provide karna parta hai. Jo ky har 18+ ky pas mojud hota hai.Jab Ham Apna document upload kar dete Hain To kuchh time ke bad hamara fast level Verified ho jata hai.

              second level of verification:

              Second level ko verification karvana bhi bahut jaruri Hota Hai tab hamara account high level ki verification per Chala jata Hai instaforex broker ke sath Apna account open karne ke liye level 2 ki verification karvana Chahte Hain To iske liye aapke pass bahut sari option hoti hain aur aap different documents kis can't copy send Karke apni level 2 ki verification ko complete kar sakte hain level 2 verification ke liye aap apna passport, domicile, utility bill, bank statement or driving licence present kar sakte hain jisse aapki verification easily complete ho sakti hai.

              third level of verification:

              third level ki verification Hamare liye optional hoti hai lekin Agar Ham karva Lete Hain To yah Hamare liye bahut hi behtar Hota Hai
              3rd verification aik extra aur last step hota hay jo actually first verification level ko he mazeed confirm karti hay. Is kay loye hamain document in hand akh kar aik picure upload karna hoti hay jis main hamari picture bhi ho. Agarcheh ham 3rd verification kay baghair bhi forex ki aksar services istemal kar sakty hain, laikin baz dafa hamain kuch mushkilat ka samna bhi karna par sakta hay, is liye 3rd verification bhi timely karana zaroori hay.

              Advantage of verification:

              Account ky verified hone KY bohat benefits hain jab hmara account verified hota hai to humein apni withdraws lyny mein kisi bhi problem ka samna nahi hota aur hum asaani se apni withdraw hasil kr sakty hain is ky saath aath humein real trading Mein bhi koi issue nahi hota hum jitni chahen trading kren aur jitni chahen earning haisl kren is liye humein koshish krni chaheye KY is kaam Emin apna account jaldi verified krwa lyntaki Hamen bad Mein Koi pareshani Na Ho aur ham Apne bete rawal aasani ke sath le sake Agar account verified Nahin Hoga To Hamen kabhi bhi withdrawal Nahin milegi.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                hamy market ko achy sy samj kar isky rules ky hesab sy kam karna chahye hum is mai apny document ko veriy karwa kar account baanty hai hamy apny document ky 3 step ko clear karna ho ga agar hum aik step ko clear nahe karwy gy to hamara account bany ga hamy 3 level ko mostly verify karwana ho ga ta ky hum kam kar ky job bonus hasil kary hum is bonus ko asne sy withdraw karwa saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is main kamyabe hasil kar saky hum is main aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty forex main kam karny ky be kush rules hot hai agar hum rules ko follow kar ky kam kary gy to hamy is mai kamyabe hja kar hasil ho ge agar hum rules ky kelaf ja kar kam kary gy to hamy is ka negative result hasil ho ga hamy is mai positive soch ky sat kam karna chahe ta ky hum is mai is ka acha result hasil kar saky hamy is mai aik time table bana kar kam karna chahey ya aik wase karobar hai hum is mai as a job be kam kar sakty hain is ko join karny ky bad kese or business ko join karny ke need nahe hote hamy is mai aik time mai aik he pair mai aik he trade lagane chahe hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy kamyabe dany waly tools ko kabe be ignore nahe karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                  Dear forex friends, Forex trading men insta forex account k liay 3 verification bahut zaroori hoti hen jab 1st and 2nd level verified ho jata hey tu phir 3rd level k liay apply kartay hen aur uss men apna photograph CNIC k sath upload kartay hen tu jaldi verification ho jati hey aur yad rakhen jab tak insta forex account ki verification complete nhi hoti profit withdraw nhi kar saktay mukamal briefing ke liye account ki third level ki verification koe zarori nahi hoti ager trader kerna chahye to us ki apni marzi hoti hay que kay jab trader ka account pehli 2 verification mukammal ker leta hay to wo withdraw kay kabil ho jata hay. is liye third verification ki koe zarorat nah hay aur ager kerwana per jaye to us kay liye api selfi with id card upload kerna hoti hay. Lakin ye pahle Hota Tha Ab Third Level verification mast hai aur aapko karni padati hai tab bhi aap apna bonus Hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                    Assalamu alaikum dear member apny bilkul sahi kaha ha humy apne a account ke teenon level ko verify karna bahut jyada jaruri hota hai agar aap account key verification nahin karte to aap kabhi bhi apna bonus withdrawal nahin kar sakte isliye aapko chahie ke account banane ke bad sabse pahla kam account key verification karna hota hai jo ke bahut jyada important hoti hai aapko koshish karni chahie ke jyada jald time main aap apna account verify kar wale agar aapka account verify hua hua hoga to aapko koi bhi problem face nahin karni padegi hamen instaforex mein main apne account ko verify karvana chahie iske 3 steps hote Hain Jo ki bahut jyada important hote Hain

                    Dear members account key verification ke a first level mein Ham apne ID card ki pic upload karte hain aur is se hamare account ke a first level verify hota hai is se aapki identity ka pata chalta hai iske bad aata hai second level usmein aapko address ki verification karana hoti hai jiske liye aapko koi bhi bil yad bank statement ko upload karna hota hai jismein exact vahi address Ho Jahan aap rehte hain aur door ke aapke ID card mein maujud hota hai Varna uske bagair aapka second level complete nahin ho sakta jyadatar logon ko second level ki verification mein bahut jyada problems aati hai kyunki usmein yah to aap ka adress nahin match kar raha hota ya kuchh aur problem a jaati hai isliye aapko chahie ke exact same vahi adress hona chahie Jo aapka ID card per maujud Ho second level ke bad aata hai third level jismein aapko apni selfie upload karni hoti hai aapke document ke sath aur Jay third level bahut aasani se a complete ho jata hai lekin hamare documents ki clarity hona bahut jyada jaruri hoti hai jab aapka account verify ho jata hai to aap aasani se withdrawal Le sakte hain aur JT no level verify hona bahut jaruri hote Hain isliye koshish karen ki aapka account sabse pahle verify hona chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                      assalamu alaikum ji Bhai aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki jab tak aap apne account key verification nahin kar payenge to our prophet withdrawal nahin karva sakte forex trading main aapka kam karne ka basic purpose yahi hota hai ki aap acche se achcha profit Kama sake to agar aap apne account key verification nahin karvayenge aur bagair verification ke account istemal karenge to aap ko kabhi bhi bonus withdrawal nahin karva sakte ho profit wadra nahin karva sakte kar aap apna profit pita rakhvala chahti hai to uske liye aapko account key verification karvani hogi aur uske related main aapko information provide kar deta hun kya pyar se apne account key verification karwa saghty ha

                      FIRST LEVEL OF VERIFICATION :

                      agar forex trading mein a first level verification karvana chahte Hain to uske liye aapko apne ID card ki picture upload karni hogi agar aap apne ID card ki picture upload karte hain aur vah aapka ID card aapke naam se match kar chahta hai to aapki account ki first level verification Kati jaati hai isiliye agar aap apne first level verification ko clear karna chahte hain to uske liye aapko ID card ki picture ko upload karna hoga

                      SECOND LEVEL VERIFICATION :

                      second level verification ke liye aapko apne domicile ki picture ya apne bank statement ki picture yah passport size ki picture upload karni hoti hai ine teenon documents mein se agar aap Koi bhi do documents submit karte Hain to aapki account key verification easily Ho jaati hai aur normally agar aapki second level verification complete ho jaaye to aap market se apna profit withdrawal karva sakte hain

                      THIRD LEVEL VERIFICATION :

                      third level verification ke liye aapko apne ID card ki picture aur apni selfie upload karni hoti hai jismein aapane apna card apne hath mein pakda hota hai aur aapane apni selfie upload karni hoti hai agar aap ki third level verification complete Ho jaati hai to forex trading main aapke sare verification complete Ho jaati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                        Assalam O Alaikum dear friends ek achy broker k sat trading karne ka faida ye hota hai k aap confidence k sat save trade kar sakte hai aap ki tamam transaction save rehti hai dear friends instaforex ek bhat acha trading broker hai our aap ko save payments methods de raha hai isi liye instaforex k sat working k liye aap ko sab se pehle instaforex ki 3rd level tak verifications complete karna hoti hai verification ko mukamal pass karne k bad hi aap instaforex ki facilities se faida utah sakte hai

                        1st level verification ::

                        dear friends 1st level verification ko ham ID verification b hai is main ham apni ID ko verify karte hai jo details aap ne account creation ky time pe di hue hoti hain un kyy mutabiq identity prove ky liye National identity card provide karna parta hai. Jo ky har 18+ ky pas mojud hota hai.Jab Ham Apna document upload kar dete Hain To kuch time ke bad hamara first level Verified ho jata hai. aap ki verification 72 hour main complete ho jati hai is ki completation k bad aap 30 % instafore x facilities le sakti hai


                        2nd Level verification ::

                        dear friends 2nd level ko ham high level ki verification b kehte hai is main hame apan home address verify karna hota hai hame apne home ki verification k liye document submit karne hote hai maslan ID card , bijli ya soi gas ka bill , koi bank statement , domicile wagera is verification ki completation k bad aap instaforex ki 70% facilities se faida utha sakte hai


                        3rd Level verification ::


                        dear friends instaforex ki is verification ko ham Top level verification kehte hai agar ham instaforex ki 100% facility lena chahty hai to hame ye verification complete karna zaroori hai
                        third level ki verification Hamare liye optional hoti hai lekin Agar Ham karva Lete Hain To yah Hamare liye bahut hi behtar Hota Hai
                        3rd verification aik extra aur last step hota hay jo actually first verification level ko he mazeed confirm karti hay. Is kay loye hamain document in hand akh kar aik picure upload karna hoti hay jis main hamari picture bhi ho. Agarcheh ham 3rd verification kay baghair bhi forex ki aksar services istemal kar sakty hain, laikin baz dafa hamain kuch mushkilat ka samna bhi karna par sakta hay, is liye 3rd verification bhi timely karana zaroori hay.

                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                          Members ko zarori hai k woh es thread ko proper follow karain or asani k sath apna account ko verify karwa sakain jo un k leye latter on kafi madad gar sabit hoga profit ko withdrawal karwanay k leye.Trader apny account ko jab verify karwain tu zarori hai jo b doucments requirement k mutabiq upload karain woh high resolution mai ho or 1mb se kaam ho es tarha woh accept asani ho jain gay kareebi court main jain or waha se apny cnic ki English translation karwa lain or us k bad notary public k office main ja kar us ko waha se attest karwa lain or phir high resolution k sath scan karwa kar jis ka size 1mb se kaam ho kar k upload kar dain woh ap ki verification asani se ho jaey gi yah ap k pas koi alternate documents hai like License tu woh b ap upload kar k apni 1st level of verification asani se complete kar sakty hain apna Account do hi tareeqon se detach hosakta hai. Aik aap khud kersakte hein aur ager aapko permission nahin hai tu forum Administrator se request kersakte hein. Sirf Administrator hi account detach kersakta hai. Aapka account dosre forum per bhi attach hojayega mager aik waqt mein aik hi forum per attach kerein warna bonus nahin milega Insta Forex account verification buhat asan hai, Insta Forex chahta hai k sirf genuine traders un ke sath kaam kerein aur koi fraud activity na ho, Isi waja se unhone ab account verification ko thora restrict kia hai, ager aap rules ko follow kerte hein tu koi problem nahin hogi zyada shukar guzar hon ku k mjhay is baray me bilkul he pata nahi tha k isay kesay kartay hain.mera account b kafi dino say verify nahi ho raha tha aur mjhay is ki waja he samjh nahi a rahi thezyada shukar guzar hon ku k mjhay is baray me bilkul he pata nahi tha
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                            Kisi bhi broker main jb hum account bnaty hain to hamari identity aur address verification lazmi hoti hai. instaforex main bhi profit ko withdraw karny k liye zaruri hai keh jis bandy k name per account hai us ki details ko verify kiya jaye. Instaforex main account ko verification k 3 steps levels hain . instaforex sy profit withdraw karny k liye first two steps verification k liye bahut zaruri hain. first aur second level ki verifcation k baghair hum instaforex sy profit withdraw nhi kar sakty hain. First step of verification main humain apni identity verify krani parti hai. jis k liye hum cnic ki front aur back ki photos, passport ki photo upload kar sakty hain. koi bhi document hum upload kar k first level ko verify kar sakty hain. 2nd step of verification address verification hoti hai. 2nd level ko verify karnny k liye hum account holder k utality billl ya account statement upload kar k account ko verify kra sakty hain. account ko jaldi verify krany k liye zaruri hai keh documents k photos achi quality ki hony chahye. third level of verificaiton ki zarurat 300$ withdaw karny k bad paish ati hai. jb hum apny account sy 300$ withdaw kar lain to phir 3rd level ko verify karny ki zarurat parti hai. 3rd level ko verify karny k liye account holder ki photo cnic card ko hath main pakar kar zaruat hoti hai. account holder ki photo cnic k sath upload kar k hum 3rd level ko bhi verify kra sakty hain. instaforex sy profit withdraw karny aur account ko secure karny k liye verification ki zarurat hoti hai..is liye tamam memmbers ko chahye jin k account verify nhi hain wo sb sy pehly account ko verify kra lain takeh jb un ko profit ho to wo asani sy withdraw kra laiin. account verification main kuch time lag jata hai. aur agar aik bar documents reject bhi ho jain to tension leni ki zarurat nhi hai. achi quality ki documents ki phots bna kar dobara upload kar dain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?

                              Assalam walekum Pyare bhai jaan Hamen instafresh ki bonus account Parv working karne ke liye verification karvana bahut hi Jaruri hota hai Kyunki Jab Ham verification Karva lete hain to hamare liye Kyon Se Koi Aur Hai tab Hamen verification karvana Jarur Ho Jaati Hai instacracks verification ke three levels hote hain aur usmein aapko pahle do verified karne hote hain aur verification ka method bahut hi Aasan hota hai level trust ke liye to aap ko add card ki photo back aur front donon bhejne hote hain aur last level easily verified ho jata hai aur second level verification ke liye aapko order se very pipe karna hote hain to uske liye jaruri hai ki aapka documents were rinsed off raxml likha address same aur second level ke liye aap Unity build bhej sakte hain aur domicile bhej sakte hain aur yah FIR bank statement vah bhi aap Koi Aur documents Se Kar De aur sath mein stoprax ke MD ko bhi message karne to Aapka insta ka account verified ho jaega aur tab aap Kisi liye translation kara sakte hain

                              First level verification

                              Press step verification main aapko apni couldn't verify karvani hoti hai aur Jod details aapane account station ke time per Di Hui Hoti Hai To unke mutabik identity problem ke liye National identity card provide karna padta hai jo ki Har 18 ke pass mein Jude Hota Hai Jab Ham Apna documents upload kar dete Hain To Kuchh time ke bad hamare pass level verified ho jata hai

                              Verification

                              Second level ko verification karvana bhi bahut hi Jaruri hota hai tab Hamare account high level ki verification per Chala Chala Jata Hai stoprax broker ke sath Apna account open karne ke liye level 2 ki verification karvana Chahte Hain To uske liye aapke pass bahut sari option hote hain aap different document ke Kant copy send Karke apni level 2 key verification ko complete kar sakte hain level 2 verification ke liye aap apna passport domicile utility bill bank statement old driving president kar sakte hain aur jisse aapki verification easily complete ho sakti hai

                              Third Level ki verification Hamare liye option hoti hai lekin Agar Ham Karva Lete Hain To yah Hamare liye bahut hi Behtar hota hai third verification kick extra aur last step hota hai jo ke automatically first verification level ko hi machine confirm Karti Hai iske liye Hamen document in hand Karke Ek kar upload karna Hoti Hai Jisne hamen pichkar bhi ho Agar Ham third verification Ke bagair Bhi Fresco Akhtar service istemal kar sakte hain lekin badhava Hamen Kuchh Mushkil aaj ka Samna bhi karna padta hai aur iske liye thand verification bhi time nahin karna jaruri hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X