Ye unwan carpet pr mubani ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye unwan carpet pr mubani ha
    Mery viewers mera aaj ka unwan carpet jo ky aaj ky door main taqreeban har ghr main paye jaty hain.
    HOW TO MADE:
    Phly door main khawateen carpet srf haton sy bnati theen or us wqt main bhot kaam hi rang paye jaty thy. Or haton sy bnany ki wjh sy bhot dair bhi lgti thi.
    Lekin aaj ky door main ragon main bhi izafa hogya h.Ajkl bhot sy rang paye jaty hain or isi tarh y jadeed technolgy ka door h jis ki wjh sy carpet ab machine ky zariye bhi bnaye jaty hain or in ky design min bhi jidat aagaia h
    Isi trh machine ky zariye waqt bhi kam lgta h.
    VARIETIES:
    Phly tu sirf oon ky zariye hi carpet bnaye jaaty thy. Lekin ab waqt ky sath sath ab y or ceezon sy bhi bnaye jaty hain.Ab different or rangbrangy dhagon sy carpet bnaye jaty hain is ky ilawa ab chamry(leather)sy bhi carpet bnye jty hain.
    Ajkl bhot si different cheezon sy carpet bnaye jaty hain jinn main sy chand ko neechy bayan kiya gya h.
    1:Nylon:Nylon in main sb sy popular type h.
    2:Olefin:Moisture,mold or mildew sy resistant h. Or olefin sy basement or outdoors main istamal hny waly behtreen carpet bnaye jaty hain.
    3:Acrylic:Acrylic wool ku muqably main istamal kiya jata h kuonky y zaya sasta h.
    4:Wool:Wool sb sy phly carpet bnany ky liay istamal kiya gya material h or is sy hum natural carpet bnaty hain.
    ADVANTAGES:
    1: aajkl bhot sy different colour or cuts ky carpets pye jaty hin jo ky ghron main khoobsoorti ka bahis bnty hain.
    2:sardi ky mosam main carpet farsh sy aati hoi thand ko rook kr ghr ka mahol pursakoon bnaty hain. Is ky sath sath y warmth ka ehsas bhi dety hain.
    3:farsh pr narm carpet bechany sy paon sakht farsh pr bai rkhny prty or paon ko sakoon mehsoos hota h.
    4: aksr ghton main tiles or marbles hti hain jis ki wja sy sara ghr slippery hojata h.. Pr carpet ky istamal sy aisy incidents sy bch ja skta h.isi trh sakht farsh pr bhi agr carpet bechaya jye tu us pr aram sy paon rkha jata h
    DISADVANTAGES:
    1: Carpet apny and dust ko absorb kr leta h jo ky baad main bhot si allergrns or asthama jaisi bemariyon ka sabab bnta h.
    2: kuch waqt baad carpet ka fibre khrab hny lgta h jis ki wja sy kuch arsy main hi carpet istamal krny ky qabil nai rhta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye unwan carpet pr mubani ha

    Assalamu Alaikum dear friends Jaisa aapYad Karte Hain aaj ka Hamara topic unwan carpet se related hai dear members Jaisa ke aap Jante Hain carpet aajkal bahut kam ho gai hai Har Ghar Mein Hi taklif Ban Jaaye Pai Jaati Hai Pahle door main carpet ko Khud banaya jata tha kuwateen is a Khud Apne Hathon se banati thi yah bahut hi mehnat wala kam tha is Ladies ke Hath bhi thak Jaate the aur kharab bhi ho Jaate the lekin aajkal carpet market se Mukt rangon Se Mil Jaati Hai mujhe bahut hi expensive Khubsurat carpet hoti hai hi dear friends Agar aapane apne ghar mein Kafi to which I hui ho to aapko Khuda Dada Hoga Ki carpet Kitni Khubsurat chij hoti hai Iske bahut se advantages or disadvantages bhi hain Jaoge main abhi aapke sath share karungi
    Advantages
    Real friend Jaisa ke aap Jante Hain Ki carpet ko ghar mein bachane se bahut se advantages bhi hote hain winter season Mein Sparsh bahut Thanda hota hai lekin carpet batane ki vajah se Kamre Mein temperature matlab ke Sardi kaafi kam Ho Jaati Hai carpet ke istemal se aapko bahut jyada Sahi karne ki jarurat Nahin padati carpet ke istemal se aapko bahut jyada Safai karne ki jarurat Nahin padati Agar aapke Kamre Mein Kar padh bachi hui hai to aap ka room bahut hi Khubsurat Dikhai deta hai carpet ka istemal ho Sare Gharana Mein Aam ho chuka hai carpet ke istemal se aap apna Dastak bhi kar Patte Laga kar khana kha sakte hain
    Disadvantages
    Dear friend pakad ke small karne ke bahut se disadvantages bhi hai Sabse pahla nuksan aapko yah hai ki carpet ko aap ko aap daily saaf nahin kar sakte Agar aapki corporate per bacchon Ne Gira diya hai to use donon bhi bahut Mushkil Hota Hai carpet ka colour bhi bahut jaldi discolor ho jata hai dost aur gandgi ki vajah se carpet Ko Agar aapane Kamre Mein Bhi khaya Hua Hai To bahut hi hataye aapse iska kya Rakhe thank you

    اب آن لائن

    Working...
    X