Sawal:"Overlays aur Oscillators indicators" in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal:"Overlays aur Oscillators indicators" in forex trading?
    Assalam Walekum dear seniors and juniors Mera Aap sabse yah Sawal Hai Ki technical indicators joke Hamen Apne technical analysis ke andar bahut jyada help Karte Hain Inki domain categories Jo ke overlays Aur oscillators Hai yah Kaise work karte hain aur unko trading Mein Ham kaise use Karke Ek Achcha Gan Hasil kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

    Indicators aur oscillators forex market main trading ky liay bahot important tools hoty hain ky agar ham forex market main successful trade kerna chahty hain tou hamain in main sy kisi best indicator ya oscillator ko apni trading ky liay choose ker ky meta traders main set kerna hota hai ky market ki movement ki achi prediction provide ker sakain ky ham same prediction per trade open ker ky continue kerain taky hamain market main trade kerty huey achi earning hasil ho saky agar ham best indicator ya oscillator select kerna chahty hain tou hamain in main sy tamam indicators aur oscillators ko pehly use kerna hoga jo ky ham demo account sy practice kerty huey bhi in indicators aur oscillators ka trial ker sakty hain ky jis indicator ya oscillator ki maximum percentage main profit hasil hota hai tou same indicator ya oscillator ko chor hamain apny real account sy trading ky liay use kerna chahiay ky hamain market main trade kerty huey loss kam sy kam ho aur acha profit hasil ker sakain hamain market main trade kerny ky liay kuch indicators aur oscillators ko collectively use bhi kerna perta hai ky ham different indicators ky sath market ki movement ki prediction kerty huey jab trade open kerty hain aur continue kerty hain tou hamain acha profit bhi hasil hota hai hamain chahiay ky ham forex market main successful trade kerty huey apny balance ko bhi secure rakhain aur kuch profit hasil kerny per apna balance increase kerty rehain ky hamain agar achi earning hasil hoti rehy tou ham apny tamam expenses ko forex sy hasil hony wali earning ky sath run ker sakain lekin ham apni forex market main secure trading tab hi ker sakty hain jab ham different indicators ya oscillators ko use kerty huey market ki achi prediction ker ky trade open kerty hain
    • #3 Collapse

      Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

      Walaikum assalam Dear aapane bahut hi important topic discussion kay liye select Kiya Hai is topics related main aapse Kuchh important information share karna chahta hun jo aapke liye helpful Hain no doubt Forex trading Mein different important indicators Hamare liye helpful or sakte hain in proper study Hamare liye effective trading Mein help karti hai agar Ham different important indicators ko avoid Karte Hain To Ham trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte.

      Overlay indicator :

      Dear mein sabse pahle aapko yah batana Chahta Hun Ki overlays indicator Kya Hota Hai Iski definition main aapse share karna chahta hun. Technical indicators that use same scale as prices are plotted over the Top of the prices upon stock chart. Dear overlays indicator main Hamesha aapko top levels per mention karna hoti hai main aapko iski kuch examples provide karna chahta hun jo aapke liye helpful ho sakti hain.

      Examples of Overlay :

      Examples include moving averages and Bollinger Bands. Dear jab moving average indicator for bollinger band indicator ko property study Karte Hain To ISI aapke liye perfect examples of overlays indicators ho sakti hai aap in indicators for properly done overlays indicators and oscillators ko properly understand kar sakte hain.

      Importance of Overlays :

      Forex trading me jab app different important indicators ko properly learn Karke apni trading perfect face me aapko bahut jyada advantages mil sakti hain nodoubt sometime market ki movement technical movement ko ignore kar rahi hoti hai aisi situation mein agar Ham acche account balance hisab trading kar rahe hain aur ham properly stop-loss ko apni trading per kara kar rahe hain to Humko bahut jyada advantages mil sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

        Han je forex trading ma indictors or oscillators ki bhot sari types hain. Ye trader k lae bhot helpful hoty hain. Trader na serf en sy apna acha knowledge gain kar leta hai balky wo en ko use kar k acha profit b hasil karny ma kamyab ho jata hai. Trading ma indicator trader ki supervision ma kam karty hain. Wo etna he jawab dety hain jetna trader un ay sawal karta hai. Wo trader k lae trades ko open ni karty balky wo achy point ki picking ma just help karty hain.

        Uses of over relays indicator and oscillator. Forex trading ma jo trader indicator or oscillator ki help leta hai wo market ko bakiyo ki nisbat acha understand kar leta hai. Trader ik to apny experience ki base par market ko judge kar rha hota hai or ye oscillator or indicator usko market ka ik or rukh dekha dety hain. Ab en both ways ko trader better entery point ko hasil karny k lae use kar leta hai. Kahe bar asa hota hai k trader ko market jesi nazar ah rahi hoti hai reality ma wesi hoti ni hai. So trader k lae ye oscillator or indicator strategy making ma help karty hain. Trader enko use kar k account ko b acha manage kar sakty hain.

        Account ki management forex ma bhot zaruri hai. Jo trader account ko achy sy manage ni karty wo kbi kamyab ni ho paty. Wo mazeed trades ko open ni kar paty. So trader k lae zaruri hai k wo accounr ki achi management kary or es base par apni trading ko jari rakhy. Trader jo asy ways ko adopt karty hain wo hamesa succesa hasil karny ma kamyab ho jaty hai. Market ma har time par ik he strategy kam ni ati. Es k lae kahe bar change of plane ki zarurat parti hai. Jo indicator or oscillator trader ko provide kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

          Forex mein trade kernay kay lye humain oscillators aur overlays ko bhi zahen mein rakhna chahyea kyun kay forex mein humain analysis kay dauraan inn ko bhi istemaal kerna hota hai agar ham forex market main successful trade kerna chahty hain tou hamain in main sy kisi best indicator ya oscillator ko apni trading ky liay choose ker ky meta traders main set kerna hota hai aur meta trader trade kernay kay lye bahut acha platform hai iss mein aap ko bahut achay indicators aur oscillators builtin miltay hain jis ki wajah sae aap ko trade kernay mein bhi asaani hoti hai agar ham best indicator ya oscillator select kerna chahty hain tou hamain in main sy tamam indicators aur oscillators ko pehly use kerna hoga jo ky ham demo account sy practice kerty huey bhi in indicators aur oscillators ka trial ker sakty hain ky jis indicator ya oscillator ki maximum percentage main profit hasil hota hai tou same indicator ya oscillator ko chor hamain apny real account sy trading ky liay use kerna chahiay ky hamain market main trade kerty huey loss kam sy kam ho aur acha profit hasil ker sakain iss lye agar mere sae poochain tou aap ko forex mein knowledge hasil kye beghair kuch bhi hasil nahin ho sakay ga aur aap forex mein kamyab nahin ho sakain gaye
          • #6 Collapse

            Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

            assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha topic choose Kiya hai discussion ke liye kyunki jab tak aapko aur overlay indicator ke bare mein pata nahin hoga aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte ho usko kabhi bhi apni trading per implement karke acche se accha profit nahin Kama sakte agar aap chahte Hain Kya forex trading mein acche se accha profit kam hai to uske liye aapko apne indicators ko perfect karna hoga kyunki indicators aapko market ki bahut acchi information provide karte hain aur in kesariya market mein kafi achcha profit Kane kar sakte hain iske related main aapko kuchh information provide kar deta hun

            OVERLAYS INDICATOR :

            Gdear jab ap as indicator ke bare mein proper market information hasil karte Hain to aap ko pata chalta hai ki syndicator ko use karke ab market mein bahut achcha profit Kama sakte hain indicator basically aapko market ke top ke bare mein batata hai ki yah market ka sabse jyada top hai is se upar ab market ne nahin Jana tu apni trade coach hisab se adjust karte Hain

            yah indicator aap aise samajh sakte hain ki bollinger band ki tarah ka Hi ek indicator hai jismein aapko bahut acche indicator CA jaate Hain aur aap bijali market ke dant ko samajh sakte hain isiliye koshish karenge bollinger band ke indicator ko use Karen aur usko bhi demo account problems mein laaj main use karenge ki jab tak aap demo corporis ki practice nahin karenge aap kabhi bhi iski perfection Ho nahin samay sakte ke yah kitne percent kam karta hai aur usko aap kaise apne trading per apply karke acche se accha profit Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

              AOA my dear all Forex member Forex trading Mein different important indicators Hamare liye helpful or sakte hain in proper study Hamare liye effective trading Mein help karti hai agar Ham different important indicators ko avoid Karte Hain To Ham trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte
              Dear mein sabse pahle aapko yah batana Chahta Hun Ki overlays indicator Kya Hota Hai Iski definition main aapse share karna chahta hun. Technical indicators that use same scale as prices are plotted over the Top of the prices upon stock chart. Dear overlays indicator main Hamesha aapko top levels per mention karna hoti hai main aapko iski kuch examples provide karna chahta hun jo aapke liye helpful ho sakti hain
              Examples include moving averages and Bollinger Bands. Dear jab moving average indicator for bollinger band indicator ko property study Karte Hain To ISI aapke liye perfect examples of overlays indicators ho sakti hai aap in indicators for properly done overlays indicators and oscillators ko properly understand kar sakte hain
              Forex trading me jab app different important indicators ko properly learn Karke apni trading perfect face me aapko bahut jyada advantages mil sakti hain nodoubt sometime market ki movement technical movement ko ignore kar rahi hoti hai aisi situation mein agar Ham acche account balance hisab trading kar rahe hain aur ham properly stop-loss ko apni trading per kara kar rahe hain to Humko bahut zyada advantages mil sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                hamy market mai indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gan ar saky gy hamy market mai indicators ko kabe be ignore nah karna chaey hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamra loss ha hum iis mai agar indicators ko ignore kar dety hain to harma loss hai hum s mai bager balance account bana kar be amk ar askty hain market mai washy to bohat sy indicators hain s mai overlays oscillators indicatoes ko use kara chaey or hum is ky ilwa dosry indicators ko be use kar sakty hain hamy is mai learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to hamra loss han hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa hasial kar saky gy forex aik world wide busienss hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakstan mai legal ban cuka hai hum isy apna life time career be bna sakty hai hum is mai RSI indicator ko CCI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai agar kam karty howe ak be galto kar dety hain to harma niqsan ho jata hain yai aik world wide or kabe be katem na hony wala acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                  indicator ke foex mai ke iqsam hai hamy real indicator ko use kar ky kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyab trader ban saky hamy is mai daily he kam ko pora karna ho ga pher he hum is mai acha bonus hasil kar sakty hai agar hum kam ke limit ko kam kary gy to hamy is mai acha bonus nahe hasil ho ga yia aik asa karobar hai jo ky usa or china jasy bary bary mumlik mai be pahl cuka hai hum is mai bagar paiso ky account bana kar kam karty hai hamy aik time mai aik internet par aik he account open karna ho ga ya aik asa karobar hain jo hamy learning be dyta hain or uia hamy kam karny par ache earning be dyta hai hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahye ya aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life time career be bana sakty hai agar hum trading main monafa hasil karna chaty hai to hamy indicator ko use karna ho ga agar hum indicator ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka ya moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum is mai agy bar skay or pasia kama saky hamy market ko achy ay analyses kar ky trading karne chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                    Dear friend apne overlays aur oscillator indicator se related Jo information puchi hai usse related main aapko thoda sa guide karta hun ummid hai aapko is se information milegi aur apne liye ka ki trading strategy banate hue isko trading mein apply kar sakte ho apne liye ek accha profit bana sakte hain jab bhi apni kata ka use karte hain to aapko hamesha apne senior member se jarur sikhana chahie kabhi bhi aap ko Bina soche samjhe trading nahin karni chahie aur agar aap Bina sikhe aur Bina soche samjhe trading karte hain aur patterns ka khyal nahin lagte to aapko technical analysis dene mein bahut nuksan ho sakta hai technical analysis lete hue karte aapko indicator ka sahi use karna chahie tabhi aap apni trading se achcha fayda utha sakte hain aur apne liye ek acchi trading state ki banate hue apne kam ko kamyabi ke sath perform kar sakte hain

                    Overlays strategy
                    Overlays hamesha currency pairs ke Ek dusre ke pair ko aapas mein change karne ko bola jata hai overlays hamesha currency pairs mein main Ek currency pairs ko dusre currency pairs per mustaqil ja thodi der ke liye ek strong capability provide karte hain jisse Ek currency chhatron hoti hai aur dusri currency e week hoti hai to jab bhi aap currency trading kar rahe hote hain usmein overlays currency pair aise pal hote hain jisse aap trading karte hue easily ek strong currency pairs aur 1 weak currency pairs ko dusre currency exchange kar sakte hain aur unke different se achcha profit bana sakte hain basically overlays currency pairs ki trading karne ki cassette ki hoti hai jismein currency pairs ke difference ko bade najar rakhte hue operating karte hain aur apne liye ek accha profit gain karne ki koshish karte hain currency pairs ke different ko analyse karne ke bad aapko trading karni chahie to aap apne liye ek achcha prapt banaa sakte hain aur apne liye ek acchi e achievement kar sakte hain

                    Oscillator indicator
                    Oscillator indicator hamen hamesha currency pairs main trading ki kaisi spread ji provide karta hai jismein donon currency pairs ki moment ki indication milati hai jisse Ham apni trading strategy ko easily perform karte hue apni achcha profit gain kar sakte hain basically escalator indicator se hamen Ek currency ke strong hone ja Ek currency ke week hone ke bare mein location milati hai aur jab bhi Ek currency ki movement fast ho rahi hoti ho to use hamen indication milati hai ki abhi humne apni trading co US currency main apni trade ko bhai yah sal mein kis tarah se open karna hai hamesha currency pairs ki movement mein jab Ek currency ki movement fast hoti hai to dusri currency pesky movement auto per fast Ho jaati hai jab bhi aap currency pairs trading kar rahe hote hain to aapko donon currency pairs mein jo currency hoti hai unse related fundamental analysis leni chahie aur apni trade ko hamesha fundamental analysis lene ke bad perform karna chahie aur us country ki political aur aur economical situation dekhne ke baad apni trade ko open karna chahie tabhi aapko trading sake achcha fayda mil sakta hai aur aap apne liye ek accha profit gain kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                      Market Mein different indicator maujud hote hain indicator Hamare liye bahut hi helpful Sabit hote hain Hamen indicator ke bare mein acche experience or knowledge Hona chahie Jab Hamen indicator ke bare mein Achcha experience Manali Chhota To Ham market Mein is indicator ko acchi tarike se use kar Sakenge aur Achcha profit Haasil kar Sakenge market Mein jitne bhi indicator hote hain Hamen in SAB indicator ke bare mein apni complete learning Karni chahie aur proper learning Karni chahie Jab Ham apni learning ko complete Karenge To Hamen in indicator ke bare mein Achcha knowledge Hasil kar sakte hain ya indicator market mein bahut hi jyada popular Hote Hain yah indicator trade Lagane Mein Hamari bahut hi jyada hi karte hain Hamen in indicator ko acchi tarike se understand karna chahie Jab Ham in ko acche tarike se understand Karenge To Ham market mein bhi acche tarike se trade Laga Sakenge Ham juice indicator ke bare mein Achcha knowledge Ho Hamen use indicator ko apni trade main use karna chahie Hamen kabhi bhi indicator ko ignore nahin karna chahie

                      Overlays aur oscillator indicator market mein bahut hi jyada popular Hote Hain Inki help se Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain aur Market ko acche tarike se samajh sakte hain Hamen acche account balance ke hisab se market Mein trade Lagani chahie jabar market Mein trade Laga Hai To Hamen market ke ruko follow karna chahie Jab Ham Iske ruko follow Karenge aur Market ko acche tarike se understand Karenge To Ham indicator ko bhi acche tarike se use kar Sakenge aur acchi kamyabi Hasil kar Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                        dear member trading se related indicators ki importance ko ignore nahin kiya ja sakta hai aur indicators ka istemal members ko trading mein regularly karna hota hai aur jab members trading mein indicators ka istemal karne se related apne experience ko bahut acchi tarah Se improve kar lete hain to members ko trading se related acche ideas mil jaate Hain trading karne mein sabse important baat yah hai ki members ko yah idea hona chahie market ko analyse kis tarah Se Kiya jata hai aur indicators Ka istemal Kar lene ke bad members market ko analyse kar lene mein bahut acchi tarah Se successful ho rahe hote hain lekin indicators ka istemal kis tarah Se karna hai yah baat bhi important hai agar kisi member ko indicators ke bare mein koi bhi knowledge hasil nahin hai to iske liye important baat yah hai ki members ko pahle iske bare mein knowledge hasil karna hoga members agar indicators ke bare mein apne knowledge ko acchi tarah Se improve karne mein successful Ho jaenge tu is tarah Se members ko technically koi problem nahin aaegi members ko kabhi apne trading per risk nahin Lena chahie aur agar koi member risk le raha hai to risk lene se pahle members ko acchi Management kar lena hogi aur yah important hai members ki management ka strong hona hi important hai agar members trading se related acchi management nahin karenge aur acche decisions nahin lenge tu is tarah Se members ko kabhi bhi trading mein acche results nahin aaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                          Overlays or oscillator indicators bahut important indicators hai aur Forex trading ke andar analyse karvate Hain ke trading kis tarah ki jaaye Forex trading mein overlays aur oscillator indicators market ki movement ka batate hain aur is per bahut sare senior aur aur traders acche se kam kar rahe hain aur ek accha munafa bhi Kama rahe hain Jin logon ne Forex trading co newly join kiya hai unhen chahie kyon Forex trading paper jyada se jyada interest Jo Karen aur apna jyada waqt Forex trading co de Taki overlays aur oscillator indicators ke bare mein jyada se jyada knowledge hasil kar saken aur apna kimti waqt bajate hue ek acchi earning kar sake acchi aur nahin karne ke liye aapko overlays aur oscillator indicator uske bare mein jyada se jyada knowledge gain karna hoga jitna achcha knowledge ab game karenge aur aur demo account ke upar jitni acchi aap practice karenge utna hi aapko overlays aur oscillator indicators ke bare mein knowledge gain hoga aur is ki base per aap Forex trading ke andar online hokar overlays oscillator indicator se ke istemal se ek acchi trade lagakar bahut jyada fayda send kar sakenge yah bahut acche indicators hai aur is per bahut sare log kam bhi kar rahe hain Jin logon ne peene per kam shuru Kiya hai unhen chahie ki sabse pahle is ke upar ek achcha knowledge hasil Karen taake ek achcha benefit unke hisse mein aaye Jo unskilful log hai unhen sirf aur sirf loss hota hai aur aise logon ko Forex trading ke andar kuchh nahin milta aur vah apna time waste kar rahe hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                            Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha topics discussed kiya hai jo ok overlays aur oscillator indicator in forex trading ke related to aap ko pata hai ki yah forex trading card ka kitna important role hai forex trading may increase aap easily trading kar sakte hain ISI tarah aap ko pata hai ki ji bahut hi important forex trading ke liye forex trading mein different data use ke jaate Hain jiske Shri Ham isliye trade open kar sakte to is tarah main aapko uske bare mein detail se batati hun .

                            ji aapko pata hai kya over rail trading kya hoti hai to main aapko batati Hun ki overlays trading ek bahut hi important topic hai jaise ki main aapko uske bare mein explain karna chahti hun is tarah dear aapko pata hai overal indicator mein hamesha top level per hi hi mention karni hoti hai is tarah aapko pata hai ki uski kuchh leverage moving hoti hai jinko hamen proper explain karna hota hai is tarah aap overlays indicator oxylator indicator ko proper understand kar sakte hain .

                            forex trading mein jab of different point indicator ko properly learn karke apne train perfect face mein ek bahut jyada advantage mil sakti hai no doubt sometime market to move a technical movement ko ignore kar rahi hoti hai situation mein agar Ham achcha account balance in SAB trading kah Rahe Hain to Ham properly restoplus copy trading per kar rahe hain to humko bahut jyada advantage mil sakte hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal:&quot;Overlays aur Oscillators indicators&quot; in forex trading?

                              indicators ke madad se to hum analysis karte hain q ke yehe to tools hote hain lakin in main se kuch apko free mil jate hain jo ke apke trading platform yani ke metatrader 4 main available hote hain or kuch in main se paid hote hain jo ke apko purchase karne parte hain to in se he hum sahe tarah se market ka analysis karte hain hum jitna zayada ache tarah se is main kam karte hain to hum is main success bhe gain kar he jaya karte hain hamen bhe is main ache tarah se mehnat kar lene cahiye ho ge take hum is main success hasil kar saken or is main hum kamyab ho bhe saken to hamen is main apne kam ko better karne ke liye is main mehnat ko sahe se karna he ho ga take hum is main kamyab ho saken or is main hum ko indicators ke reverse hone se pehle he is main sahe tarah se entry le lene cahiye hum jitna zayada ache tarah se is main ache entry lete hain to hum is main retrace hone se pehle he to is main success gain kar he jaya karte hain hamen bas is main sahe tarah se apne kam ko better karte howe is main mehnat karne ho ge take hum is main kamyab ho saken hum jitna zayada ache tarah se is main kam ko karte he hain to hum bas is main success hasil kar he lete hain lakin hamen bhe cahiye ke hum is main jitbna ho sake ache tarah se kam kiya karen tab he to hum is main kamyab ho he jaya karte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X