yeh review ghar main mint ky pody lagany par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review ghar main mint ky pody lagany par mabni hai
    Aoa..​ deardear members ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aaj main aapke sath jis topic per baat karungi hua hai hai ghar mein mint Jani ke pudina ka paudha lagana..bahot sy log apny gharon ky gardens men kukuch pody lagaty hen or kkch sabzian bhi lagaty hen..mint ek esa poda hai jo bahot jaldi grow karta hai or bahot phelta hai .mint kka istemal ham apni daily routeen food mn zuror karty hen...iski fragrance bahot aachi hoti hai ham chatnian bnany kky ly mint ka istemal karte hain iske sath sath kuchh log green tea main bhi pudina ka istemal karte Hain bahut bahut sarimedicines banane ke liye bhi pudina ko use Kiya jata hai iske alava ka hamare ghar mein kisi ko floor ki situation Ho kisi komedicines banane ke liye bhi pudina ko use Kiya jata hai iske alava ka hamare ghar mein kisi ko floor ki situation Ho kisi ko khansiho to usko bhi 4D nahin diya jata hai yah ek bahut fayda man chij hai main chahti hun aap sabhi uske bare mein apna Na Lage humse share Karenho to usko bhi 4D nahin diya jata hai yah ek bahut fayda man chij hai main chahti hun aap sabhi uske bare mein apna Na Lage humse share Karen Amit aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review ghar main mint ky pody lagany par mabni hai

    Walaikum Assalam dear friends bahut se logon ko ghar mein vegetables lagane ka bahut jyada Ashok hota hai vah different vegetables ko Apne Ghar Ke garden mein Lagate Hain Auron se bahut jyada benefits Hasil Karte Hain in vegetables mein se ek vegetable pudina bhi hai Adhinayak bahut best vegetable hai jo ki Har Ghar Mein istemal ki Jaati Hai Isko Ham daily routine Mein use karte hain Iske Hamen bahut acche aur best results Milte Hain pudina ka plant bahut jaldi grow karta hai hai yah bahut Teji se fail jata hai yah Jitna Jyada aap todte hain utna hi jyada failta hai pudina ko Ham salad Main Bhi istemal Karte Hain different chatni Banai Jaati Hai different mint flavoured drinks bhi Banai Jaati Hai Iske Hamen bahut jyada fayde Milte Hain.

    Faiday :

    Podina bahut achi vegitable hai yeh hmary stomach ko behter bnata hai hazmay k leay log is ko chew ker k khaty hen podina daily istemal krny se hmara meda saaf hota hai or phir hmary moun se smell nhi ati digestion system k leay podina best hai podina refereshing ehsas dyta hai skin se related different home made remedies me is ko istemal kia jata hai podeeny se bny gii bahut si products bhi market me availble hen scrubb ,mask podina se tyar availble hen jo k hmari skin ko fresh rakhty hen .

    podina se tea bhi tyar ki jati hai jis ko hum different problems me use ker sakty hen for example flu ,vomiting ,thand lagny me is ki tea bna ker peeny se bahut faida hasil hota hai ....

    Nuksan :

    Podina aik bahut achi vegetable hai or is ka koi bhi nuksan nhi hai ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: yeh review ghar main mint ky pody lagany par mabni hai

      Introduction
      Asslam alaikum dear member ap ka review mint ke pody par hai ..yeh poda har ghr m lgaya jata hai ..ap is ko choti c jagah par b lgaty hen yh bhtt phel jata hai ...yh ap ki sehat ke liye acha hota hai agr koi beemar hota hai to us ko qehwa bna k dia jata hai mint k paty daal k r us se tbiayt thek ho jati hai ...is ke faidy bhi hen r nuqsan bhi ...
      Advantage
      Mint ke pody ke bbtt sary faidy hoty hen m ap logn ko is ka faidy btati hn ..
      is ko log qehwa bnany ke liye istemal krty hen ...
      agr koi bnda beemar hota hai to us ko mint k paty daal qehwa bna k dia jata hai ...
      yeh hazma ziada krta hai is ko khany se ap ka khana sahi se hazm ho jata hai ...
      is ko ziada tar log chatni bnany ke liye bhii istemal krty hen ..
      is ko ap choti c jagah par lgaty hen r yh bhtt ziada phel jata hai ...
      is ko ghr m hr koi lgata hai ...
      is ke paton ko toor kr use kia jata hai ..r jahan se ap paty toortt hen wahan new paty nikal aty hen ...
      disadvantage
      Mint k pody ke bhtt sary nuqsan bhi hen un m se kuch me ap logn ke sath share krti hn ...
      agr ap mint ko bhtt ziada use kryn gy to yh ap ke liye nuqsan ka bais bn skta hai ...
      female ko ziada use ni krna chaiye q ke yh ovary wall ko digest kr leta hai ...
      agr ap ne is ka qehwa bnana hai to is ko bs 1 2 paty use kiye jaty hen agr ziada daal den to is se bhtt karwa taste ata hai ...
      ziada use ni krna chaiye is ko ...

      اب آن لائن

      Working...
      X