Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..
    Assaalm.u.Alkaikum My Daer Forex Members !
    I hope ap sab fine hon gy or forex working ko khoob enjoy bhi kar rahy hon gy or doosro ko is sy faaida bhi pohncha rahy hon gy to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
    Introduction :
    G ma aj aik important gharelo cheez par thread ly kar ayi hun mera aj ka topic '' Fans '' par mubni haii fans har ghar ki eham zarurat hain har ghar ma even har room ma fan mojood hoty hain fans ky bgair hmara guzar garmiyo ma bilkukl bhi nahi hoskata waqt ky sath sath garmi shiddat ikhtiyaar karti jaa rahi hai isi liye hamy fans ki bhi bohatt zarurat bharti ja rahi hain fans different types ky hoty hain;
    i. Ceiling fans
    ii. Stand fans
    iii. Cooler fans
    iv. Exhaust fans
    Har fan ki apni ifadyat hai gharo ma celing fans to mojood hoty hi hain lekin har ghar ma stand fan bhi hoty hain ghar ki asi jgah jaha roof nahi hoti jesy ky sehan or lawn wagera waha par ham easily stand fans lga sakty hain or isky elawa exhaust fans bhi har ghar ky kitchen or washroom ma mojood hoty hain ye washroom or kitcgen sy habas or garmi ko bahir nikalty hain ab ma apko apny knowlege sy fans ky faaidy or nuqsant ky bary ma btaongi.
    Advantages:
    Fans ky biohatt sy faaidy hain jo ma apky sath share karny lagi hun fans hamy garmyoun ma garmi sy bachaty hain or sardiyo ma bhi hmary bohatt kaam aty ahin celing fans poory kamry ma har jgah hawa detry hain isly liye stand fans bhi hmary bohatt kam aty hain rat ko garmiyoun ma chat py soya jata ahi or front py stand fan lgaya jata hai jis sy sbko hawa milti hai or exhaust fans to bhtt important hai kitchen ma cooking ky darmyan hony wali habas ko nikalty hain isi trah wahroom ma hony wali habas or smell ko bahir nikalty hain or cooler fans bhi bohatt ehmiyat ky haamil hain yeh hamy thandi hawa farahm karty hain.
    Disadvantages :
    Jesy ky agar koi cheez hamy faidy pohncha rahi hai to kahi na kahi yeh hamy nuqsan bhi pohnchaty hain jesy ky ye sab electric fans hain to barsaat ky mausam ma hamy in cheezo ko ehtiyaat sy handle karna chye taa ky hamy electric shock na kag jay or isky elawa agar ham achi quality ky fans buy nahi karty to jaldi kharab hojaty hain or achy fans expensive bhi aty hain.
    I hope ap log ko ye thread pasand ay ga or ap sab is ky mutalliq apni ray zarur shaamil karen . JazakAllah !
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

    Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ke aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic ghar mein use hone wale fans se related hai hai dear friend vaise to Galiyon Mein bahut hi Siddharth Ki Garmi hoti hai aur ham Sare Ghar Mein Muktlif kism ke fine Lagane padte stand wale fan use karte hain garmiyon ke season mein ghar mein bahut Sare pankhe Chalte Hain inmein sabse pahle stand wala Pankha chalta hai Chhat wala Pankha chalta hai room cooler chalta hai hi yah Sare pankhe Ham Apne gharon Mein istemal karte hain real friends inke istemal karne se Hamen bahut hi fayda Milta Hai Lekin Kuchh nuksan Bhi hota hai jo ki main abhi aapke sath share karungi
    Advantages
    Dear friend Jaisa ke aapko pata hai ki Hamen yah fans garmiyon mein bahut hi Hamari madad Karti Hain inke istemal se Hamen Garmi ki shiddat mein Kami mahsus hoti hai aur ham purushon ko Nind raat ko so sakte hain yah bahut hi miyari kism ke fans Hote Hain dear friends agar garmiyon mein aap stand wala Pankha Laga kar bye send Mein Soya Tu Bhi aapko bahut Achcha mahsus hoga yah itne Jyada market mein aap ko aasani se bahut hi Mana surprise Mein mil Jaenge room cooler ka agar aap istemal Karen To vah Aisi Jaisa Jaisi Thandi Hawa aapko from karta hai room ko ladke istemal ke masjid do fayde hote hain Kyunki Ek to Iske upar wale Hisse Mein Barf bhi a Jaati Hai jisse Pani Ka bahut jyada Thanda Hona main Thandi Hawa deta hai
    Disadvantages
    Dear friend Jyada room cooler ke istemal aur Chhat wala Pankha aur stand wala Pankha istemal karne se ghar Kabil Vivo Ho Jyada a sakta hai Bijli Ka bill Jyada tha Chhat wala Pankha bahut kam Lekar aata hai lekin Baki pankhe room cooler bahut jyada Bijli Ka bill aata hai Iske istemal se a Garib log se afford nahin kar sakte stand wala Pankha Jyada Garmi mein jyada chalane se short circuit bhi ho sakta hai kharab bhi ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

      Dear friends aap saab ka kya haal ha umeed ha aao saab khiriyat sa hon ga r enjoy kar rhay hon ga aj yeah jo humara unwan ha fan wala yeah bht e acha r khas unwaan ha ha kun ka jo fan ha wo alag alag iqsam mn mujood hota ha jasa ka
      Exhast fan
      Stand fan
      Room cooler fan
      Yeah fan in iqsam mn mujood hota ha r yeah har ghar ki zaroort ki cheezon mn sa ak khas cheez ha r is ka baghir kisi bhi ghar guzar mushkil hta ha r khas kar ka garam musam mn in ka istamal saab sa ziada ha kun ka garam musam ka lai yeah saab sa best han yeah saab iron ka bana hoea hota ha r yeah hum saab ko garmi sa mehfooz rakhna mn help karta han r hum in air la kar ak acha r sakoon mehsso s karta han r garmiun ka musam aram sa r sakoon sa guzar leta han r hum ko garmi ka musam mn koii parsahani ni hoti kun ka bht ziada fana ki iqsam hiti han jis mn sa yeah ha ka kuch chat ka sath oankha laga hoea hita ha r kuch stand oar mujoid hita han jo room cooler han wo oani r light donun ki waja sa chalta han in sa yeah ha ka light kafi ziada isataml hoti ha r yeah saab fan bht e mehnga hita han
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

        Introduction:-
        assalam walekum doston ummid karta hun aap sab theek honge doston aaj main jis chij per aapko apna review dunga vah ghar mein use hone wale fans per mummy hai doston ghar mein bahut alif kishan ke fans use hote hain jinmen pedestal fans ke alava exhaust fans ceiling fans vagaira shamil hai doston ine tamam fans ki working principle ek jaisa hai lekin loss to sab fans ke Kam Karne ka tarika ek dusre se alag hai doston pedestal fans ko ham stand fans bhi kahate Hain aur doston exhaust fan ko deewar ke sath lagaya jata hai jab ke ceiling fan ko Ham apne gharon ke chhat per lagate Hain doston inke bahut sare fayde aur nuksan Hain Jo ki main bayan kiye Hain

        Advantages:-

        Doston fans ke bahut jyada fayde hote Hain doston aamtaur per fans ko average log small karte hain jinki financial condition itni jyada acchi nahin hoti e kyunki doston fans inteha manasae kimat mein main Bazar se Mil jaate Hain doston fans hamen Samar mein main per dene ke liye istemal Kiya jata hai doston fans ka istemal bhi bahut hi jyada aasan hota hai isliye koi bhi inko easily istemal kar sakta hai iske alava doston fans ko ham kahin bhi aasani ke sath lekar ja sakte hain doston science ke andar option maujud hota hai ki Ham isko hi speed per Chala sakte hain aur doston agar hamen thodi kam Hawa leni hai to Ham isko slow ya FIR medium karke bhi Chala sakte hain doston fans ka vah ek bahut bada fayda hai bhi hota hai kaise market mein easily available hote hain aur in ki price bahut jyada kam hone ki vajah se har Koi inko easily purchase kar sakta hai

        Disadvantage:-


        Dostondoston Jahan per sense ke itne jyada fayde hote hain vahan per fans ke istemal ke kuchh nuksan aur bhi hote Hain doston fans bahut jyada light vate hote hain jiski vajah se agar jyada tej Hawa Ho tujhe zameen par gir jaate Hain tujhe zameen par gir jaate Hain aur aur nuksan ho sakta hai iske alava doston aajkal fans ke andar Jo chijen lagai jaati Hain vah bahut chijen lagai jaati Hain vah bahut jyada low quality wali hoti hai jiski wajah se jyada tar fans bahut jaldi kharab ho jaate Hain iske alava doston fans electricity ke sath directly attached hote Hain jiski vajah se hamen current lag sakta hai aur hamari jaan ke liye khatra ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

          Asslam o Alaikum dosto aj ka mara topic humry ghro main istaml hony wly fans pay mabni hain jass k bary main ap dosto ko information do k ya fans humri roz mara life main katna important hoty hain katna humy an ki zurart hotii hain katna humy as k nuksan hoty hain humy as ka istaml kab or ku kasy karna chye ya kiss chez k kis shape main bany jaty hain dosto fans Mostly tor pay mosam garma ka indr buht zyda istaml hoty hain as main muktalf fans hoty hain jen main table fans chat wala fans dawar wala fans or cooler fans jen say humy buht taz thandi Hava maltii hain jo garmio k lay buht zurari hoty hain har greeb ameer k ghr main fans zurar hota hian koi na koi as k bgr koi cahra nai hain..........

          ADVANTAGES....

          Fans koi bhi hn us k sth kam chal jata hain ya metal k bany hoty hain an k indr DC mother hotii hain jas k indr baring hoty hain jo Panky ko chlny main Madad daty hain an main humy har size main fans mil jaty hain an say skun ki naeed ati hain an say electric city ka baill atna zyda ni atta ya har ghr ki baisc zurart hain as main muktalf company k fans muktalf price main asani k sth har city ki market say mil jaty hain jo apny compuny k meyar design khobsurati or quality k meyar say buht kamyab fans hoty hain.......

          DISADVANTAGES...

          Mry khayl say jatna achy fans phly huy krty thy aj kal wo meyar bilkul bhii nii hain na hi in k indr original motor hoti hain na hi dusry spair parts achy hoty hain aj kal k fans buht expansive or karb metaril say tyr shuda hoty hain jo buht jald karb ho kar jall jaty hain an ka buht nuksan hota hain jo electric waring ki kharii ki waja say shart ho jaty hain....
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

            Asalamalikum!!
            Dstn umeed ha AP sab khariat sa hon ga . Aj aka hamra topic ghr ma use hona Wala fans oar mabni ha . Ya fans Huma Hawa deta Han garmio ma ya hamra bht Kam ata ha . Fans ki bht si types hoti ha
            Celeing fan:

            Celeing fan cht Kar laga hota hn Jo wire ka zazaria switch ma sth conconnect hota ha .switch in kra sa fan bhi on ho jata ha . Is fafan ta teen oar hota ha Jo Hawa den ak Zaria bnta ha . Fan garmio ma Hari gagarmi ko for krta ha . Is fan ma ik motor lagi hoti ha Jo curcurrent Dena sa rotation krti ha ur is rotation ka sth hahanra fan in hota ha ur Huma Hawa deta ha ya har ghr ma mojood hota ha.

            Stand fan:

            Ya fan ik stand ka sth lalaga hota ha Jo hum zameen Oar kisii jhga par bhi rkh skta ha . Ya uper sa fan ur neecha sa stand ki tarha hota ha .is fan ma bhi phar lga hota ha par is ka aga hawadar jali lagi hoti ha . Is ka sth I'm wire hoti h Jo hum kisi bhi wqt switch m day kr is on kr lata ha . Is ma bhi motor hoti ha Jo current ka Zaria rotation krta ha ur us sa Huma Hawa milta ha .

            Exhausted fan:

            Exhausted fan in do fan sa bilkuk different Kam krta ha. Wo dono fans Huma hhawa Dena ha magr ya hamra ghr office ha grm ya gandi Hawa bhr nikla ohkta ha is ma bhi ik motor lagi hoti ha Jo is ka oaro ko rotate krwti ha jis sa wo ya bhr andar wali gndi Hawa ko ghr aa bhr nikal phnkta ha .

            Advantages :

            Fan ka bht sa advantages ha ssab sa phla ya Huma Hawa deta ha Jo garmio ma hariHari laia bht he faida mand hoyi ha ya hamri gargarmi ko Kam krta ha . ya iitni zada bijli bjinjhi Leta . Is Lia Huma inhinha use krna chai

            Disadvantages:

            ​Jis tarha kisi cheez kka fawid hota ha us trha us ka nuksantnuksant bhi hota ha fans ki oriorize but zada hota ha is oooa is log nhi Leta .magr zarorat ka Tor par la keta ha . Celing fans kisi bhi wqt uoer ka kisi par gghir skta ha . Stand wla fans ma koi bacha hth sal skta ha ur us ka hth Kat skta ha. Exhausted fan ma paridna aa skta ha Jin sa wo zakmi ho skta hm
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

              Assalam o Alikum!
              Doston umeed karta hu ap sub khariat sa hon ga aj ma apko fans ka bary ma bataun ga ka ya kiya hoty ha or in ki types bh bataun ga
              Dston fans bhot he ahm cheez ha ya garmio ma istemal hota ha ya har ghr ma laga hua hota ha ya hum ko hawa farahim karta ha jis ki waja sa room ka temperature barqarar rahta ha zayada tar ghr ma ceiling fans hoty ha or ya chath ka sath fix ho jaty ha or pory kamry ko hwa daty ha ya har ghr ma jitny bh kamry ho zayada tar sub ma 1 ya 2 hoty ha ya bijli ki madad sa chalty ha iski bhot sari types ha
              Ceiling fan
              Stand wala fan
              Air coller
              Doston ya iski typestypes ha ya har ghr ma mojood hota ha ya sub bijli ke madad sa chalty ha isky advantages bh ha wo bh ma apky sath share karta hu

              Advantages:

              Isky bhot sary advantages mojood ha fan humko fresh air punchata ha iska zariya sa hamar pasena sokhta ha humy garmion ma sakoon ki neend ati ha ya har ghr,bank ,office ma mojood hota ha stand waly fan ko hum idhar udhar rakh sakty ha isky bh bhot sary faidy ha ya idhar udar iska fan move ho kar sub ko hwa deta ha

              Disadvantages:

              isky bhot sary disadvantages ha ya bhot sari bijli consume karta ha or iski waja sa shor bh paida hota ha ya kharab bh ho jata ha iska andar capacter bh kharab ho jata ha jo kq 200 tak milta ha

              Cost:
              ya market ma bhobhot asani sa mil jata ha ceiling fan ki p
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

                Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ke ghar mein use hone wali fankar a later tu jaise kya aapko pata hai kya khane mein Hi fan ka istemal Kiya jata hai to ISI tarah main aapko iske bare mein detail se batati Hun ki ham log fan ka istemal kaise kar sakte hain aur kis kis type ke fan hote ishq ki advantages aur kya disadvantages hai main neeche aapke sath detail mein share karti hun .

                Fan types .
                Ceiling fan .
                Stand fan .
                Cooler fan .

                Advantages .

                Dear aapko pata hai ke iske bahut sare advantages haiis tarah aap ko pata hai ki fan ki bahut jyada types hoti hain Ham koi bhi fan apne ghar mein use kar sakte hain agar aapko ceiling fan use karna hai to vah vah bhi le sakte hain uske sath aap ko pata hai ki stand wala fan hota hai jo aap kahin bhi Le ja sakte hain kahin bhi Le jakar ka use kar sakte hain iske alava pata khuda wala fan hota hai vah bhi ham log kahin bhi Le jakar ka istemal kar sakte hain garmiyon mein fan ka istemal Kiya jata hai yahan to gharon mein har Ghar mein har room mein hi fankar jarur istemal Kiya jata hai amir garib sare hi fan ka jarur istemal karte hain kyunki yah ghar mein bahut jyada use hone wali chij hai ki tarah yah kafi jyada faydemand se aapko kafi jyada fayda ho raha hai .

                Disadvantages .

                dear har chij ke advantages ke sath uske Koi disadvantages bhi jarur hote hain ISI tarah aap ko pata hai kya chij proper perfect nahin hoti agar Ham acchi quality ka fan nahin lenge to aap ko pata hai ki ki bahut jaldi khatam ho jata hai agar aap acchi quality ka fan nahin lete to uske capacitor bahut jaldi kharab ho jaate Hain aur uske sath aapko pata hai hai ki agar Ham normal quality ke fail lete hain to vah chalte chalte unke per Tut bhi sakte hain isliye aapko hamesha acchi quality ka hi fan Lena chahie .
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

                  Hello friends mera aj ka review jis cheez pe mubani h... wo h;

                  GHAR ME ISTEMAL HONY WLE FANS:


                  doston fans ka istwmal tou hr ghr me hta h or yeh ghr me hote hyn or hr room me lgaye jate hyn... qk grmi ho ya koi b musm inki zroorat pr jati h...pr ziadq tr garmion me iska istemal bht ziada kia jata h...aj aik important gharelu cheez par thread le kar ayi hn mera aj ka topic '' Fans '' pr mubni h... fans har ghar ki khas zarurat hyn..har ghar main even k hr room main fan mojood hoty hyn..fans k bgair hmara guzara garmiyo ma bilkukl bhi nahi hoskata waqt ky sath sath garmi shiddat ikhtiyaar karti jaa rahi hai... or fans ki different types hyn... ;
                  TYPES OF FANS: ✔️
                  fans ki bht si types hyn..hr trah k fans ka istemal ghron me kia jata h...jese k
                  1. Cooler fans
                  2. exhaust fans
                  3. ceiling fans
                  4. stand fans

                  ADVANTAGES:🌸
                  🌟
                  fans k bht se faidy hyn hmri daily basis pe istemal hony wli cheedz h...or iska istemal hr jgah hr ghr offices rooms hospitals blkeh hr jgah inhen istmal kia jata h...Doston fans ke boht ziadaa faide hote hyn..doston aam tor pr fans ko average log istemal krte hyn... jinki financial condition itni ziada strong nahin hoti h...💯 q k doston fans bbt e kam price me Bazar se mil jate hyn.. doston fans hmen summer seasonein main per dene ke liye istemal kia jata hai doston fans ka istemal bhi bohtt hi ziadaa aasan hota h...isliye koi bhi inko easily istemal kar kta hai is ke ilawa doston fans ko hm kahin bhi aasani ke sath lekar ja sakte hy.. or islye yeh bht e ziada benefits deta h..👍
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review ghar ma use hony waly '' Fans '' par mubni haii..

                    Different type key fans hoty hey jo key ghar me used hoty hey koch fans ki warranty life time ki hoti hay aur koch fans esy hoty hey jo key time se pehly bahot jald kharab ho jaty hey Pakistan me popular fans ye hey,

                    1. Ceiling fans
                    2. Pedestal fans
                    3. Exhaust fans
                    4. Table/Desk fans

                    Ceiling fan: Ceiling fans wo hoty hey jo key ghar key roof par lagaye jaty hey jes ki warranty life time ki hoti hay agar es me koi kharabi ati be hay to es ka capistor hi kharab ho sakta hay jes ko asani se repair ya change kia ja sakta hay, garmi key session me ceiling fan ka bahot zeyada use har room me kia jata hay,

                    Pedestal fan: Pedestal fan ka use es ley ia jata hay key agar ham ghar key loan me hon to es fan ko asani se es ko har jaga par use kar sakty hey, ye fan be achi quality key hoty hey aur en ki price be local market me har session me different hoti hay jab be garmi ka session khatam hota hay to fans ki prices me kami a jati hay agar es session me fan ko purchase kia jaye to achi quality ka fan reasonable price me hamy mil sakta hay,

                    Exuast Fan: Exuast fan ki agar bat ki jaye to room me jo smile hoti hay ye es ko room se baghir transfer karta hay aur fresh air room me dakhel karny ki koshish karta hay es ka istemal zeyada tar bathroom, kichen, living room me hota hay,

                    Table Fan: table fan me rechargeable battery hoti hay jes ka advantage ye hota hay key ye baghir electric power key 4 to 6 hours hamy fresh air provide kar sakta hay aur ye lightweight ka hota hay jes ko ham apny room key kesi be table par rak kar es ka use kar sakty hey.
                    Click image for larger version

Name:	unnamed.jpg
Views:	1
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12334686

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X