Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.
    Systematic risk
    Forex trading me systematic risk se murad market ki wo risk hai jis se pore market par asarat muratab hoti hai. Ye risk pore forex trading market me volatility par mabni hai. Forex trading market bohut ziada zaraye se asar andaz hoti hai. systematic risk ko is waja se "market risk ya market volatility" bhi kaha jata hai. Market volatility to wese bhi bohut sare anasir se movement karti hai jese aajakl ka Corona epidemic, US-China trade war etc. Is k elawa economical, siasi aur society /social (maashrati) anasir se ye volatility peda karti hai. systematic risk ko aam tawar par bohut mushkil se hi avoid kia ja sakta hai, q k is se pori market mutasir hoti hai. systematic risk se economical aur financial zaraye mutasir hoti hai. Systematic risk ko mazeed five hiso me divide kia jata hai.
    (i) Market risk: Market me maojood aam stocks waghera ki qeemat me radu badal ko market risk kehte hen.
    (ii) Interest-rate risk: Market me maojood fixt rate pe intrust rate changes ka asar Intrust rate risk kehlata hai.
    (iii) Liquidity risk: jab kisi product ko market me achahy qeemat se ferokht na kia jaye to us ko Liquidity risk kihte hen.
    (iv) Default risk: jab koi idara bankrupt ho jaye to default risk kehlata hai.
    (v) Real estate risk:ye risk aam tawar par market me nahi hota, ye real estate industry me paya jata hai.
    Un-systematic risk
    Jis tarah se systematic risk pori market pe asar andaz hoti hai to us k bar akas Un-systematic risk sirf market ki aik portion, ya aik khas secter ya assets ko mutasir karti hai. Isi tarh se management k masayel, labor strikes waghera se Un-systematic risk mutasir hota hai. Un-systematic risk ko mazeed do hiso me taqseem kia jata hai. (i) credit risk (ii) sector risk;
    (i)Credit risk: credit riak ko aam tawar par company risk kaha jata hai aur ye finacial risk aur buisiness risk pe mushtamil hota hai.
    (ii) Sector risk: sector risk ko aam tawar par industry risk kaha jata hai. Secter risk kisi idare ko deye gaye target se us k achhay aur bore result pe mushtamil hai. Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	1
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12469956
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

    SYSTEMATIC RISK
    Dear jahan tak mujhe information hai to us ky according systematic risk mein jo humein loss hota hai wo aksar ya maximum entire market ya segment ki wajah se he hota Hai is ky ilawa is ka matlab yeh bhi hai ky yeh entire system ka break down hota hai just kisi aik part ka fail hona nahi hota hai agar thori sari bhi economic system mein disturbance ho ge to sab ka sab financial system down move kr Jae ga
    EXAMPLE
    Systematic risk mein jo loss hota hai us ki different examples hoti hain jaise ky yeh loss humein kisi bhi countries ky Darmiyan hone wali war se bhi face krna par sakta hai is ky ilawa currencies mein jo fluctuation hoti hai us se bhi humein ye loss face krna par sakta hai is ky ilawa interest rates ki changing se bhi humein ye loss ho sakta hai ye sab entire market ki direction aur volatility ko effect krty hain aur in sab ko systematic risk kaha jata hai is ko aik akeli company recover ya remove nahi kr sakti hai
    CONTROLLABLE
    Dear ye aik aisa risk hai jis ko control krna remove krna ya recover krna minimize krna nature mein kisi organization ya industry ky liye bilkul bhi possible nahi hai ye risk ye risk diversifiable hai
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12334560
    UNSYSTEMATIC RISK
    Is risk ko specific risk bhi khty hain aur ye company stock ki particular investment ky saath associated hota hai
    EXAMPLES
    Is system mein jo losses hoty hain Un ki different reasons hoti hain Jaisa ky labor problems assets ki nationalization aur is ky ilawa weather condition bhi is mein Shamil hai is risk ko hum significant diversification ky kam kr sakty hain

    DIFFERENCE B/T SYSTEMATIC AND UNSYSTEMATIC RISK
    Systematic risk market wide risk hota hai jo KY future economic condition ki uncertainty ki wajah se economy ki financial assets ko effect krta Hai systematic risk market specific hota hai Jab KY in systematic risk individual firm specific hota hai
     
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

      SYSTEMATIC RISK
      Dear jahan tak mujhe information hai to us ky according systematic risk mein jo humein loss hota hai wo aksar ya maximum entire market ya segment ki wajah se he hota Hai is ky ilawa is ka matlab yeh bhi hai ky yeh entire system ka break down hota hai just kisi aik part ka fail hona nahi hota hai agar thori sari bhi economic system mein disturbance ho ge to sab ka sab financial system down move kr Jae ga<br>
      EXAMPLE
      Systematic risk mein jo loss hota hai us ki different examples hoti hain jaise ky yeh loss humein kisi bhi countries ky Darmiyan hone wali war se bhi face krna par sakta hai is ky ilawa currencies mein jo fluctuation hoti hai us se bhi humein ye loss face krna par sakta hai is ky ilawa interest rates ki changing se bhi humein ye loss ho sakta hai ye sab entire market ki direction aur volatility ko effect krty hain aur in sab ko systematic risk kaha jata hai is ko aik akeli company recover ya remove nahi kr sakti hai<br>
      CONTROLLABLE
      Dear ye aik aisa risk hai jis ko control krna remove krna ya recover krna minimize krna nature mein kisi organization ya industry ky liye bilkul bhi possible nahi hai ye risk ye risk diversifiable hai<br>
      Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12334562
      UNSYSTEMATIC RISK
      Is risk ko specific risk bhi khty hain aur ye company stock ki particular investment ky saath associated hota hai<br>
      EXAMPLES
      Is system mein jo losses hoty hain Un ki different reasons hoti hain Jaisa ky labor problems assets ki nationalization aur is ky ilawa weather condition bhi is mein Shamil hai is risk ko hum significant diversification ky kam kr sakty hain<br>
      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12334563
      DIFFERENCE B/T SYSTEMATIC AND UNSYSTEMATIC RISK<br>
      Systematic risk market wide risk hota hai jo KY future economic condition ki uncertainty ki wajah se economy ki financial assets ko effect krta Hai systematic risk market specific hota hai Jab KY in systematic risk individual firm specific hota hai
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

        forex mein systematic risk se murad aik aisa risk hai k jo poori forex market ka ehata kiye hue hai forex ki poori market mein ye risk volatility par base kerta hai is k elava is k matalb ye hai k is se poory system ka break down ho jata hai agar is mein kisi aik part bhi fail ho jaye is ko doosry alfaz mein market risk ya phir volatility risk bhi kaha jata hai market ki moment ko aur bhi bohat sari cheezen impact kerti hain jis tarhan se corona virus is ne poori duniya mein lock down ki wajah se trade ko close ker diya tha is k elava china aur us ki economy ka muqabla hai is k elava aur bhi bohat sary factors hain jin mein political conditions hain agar kisi bhi country ki polictics achi ho gi tou wo strong condition mein ho gi aur isi tarhan agar kisi country ki economy strong ho gi tou wo stable rahy gi
        un systematic risk aik aisa risk hai jo systematic risk k bilkul he opposit hota hai yani agar systematci risk poori duniya ki mein market ko effect kerta hai tou un systematic risk sirf aur sirf aik company ya kisi orgainzation ko effect kerta hai systematic aik wide range risk hai aur un systematic aik limited range risk hota hai ye aik specific risk hai aur ye kisi country ki invetsment k sath associate hota hai ye risk tab hota hai jab management mein issues create hon ya phir un employment start ho jaye is ko further two types mein divide kiya geya hai jin mein credirt risk aur sector risk hain sector risk mein sirf aik sector yani aik firm assocaite hoti hai aur credit risk finance se relate kerta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

          systematci risk ai aisa risk hai jis se poori market ko asar hota hai yani agar aik part effect hua tou us ka imapct poori market par jaye ga is ka matlb ye hai k poory system ka break down hona ye aik sector tak limited nahi hota agar thori sa bhi is mein economy ko impact hua tou ye poory system par effect ho ga is mein example k tor par hum us ki currency yani dollar ko ly sakty hain agar dollar par effect hota hai yani is ka rate high ya phir low hota hai tou is se poori market aur poory forex business par impact pary ga is liye ye systematic risk mein aata hai agar kisi country ki economy disturb hoti hai tou wo poori country ko effect kery gi aur isi tarhan he political set up ki baat hai agar political set up theek ho ga tou poori country aur us ki market stable rahy gi nahi tou wo bhi disturb ho gi
          un systematic risk aik aisa risk hai jo k systematci risk se bilkul opposite behve kerta hai is mein agar market kisi small sector par ya kisi small firm par effect kerti hai tou wo sirf aur sirf wahin tak he limited rehti hai yani ye aik narrow risk hai jab k systematic risk aik wider risk hota hai un systematic risk ko further two categories mein taqseem kiya geya hai jin mein credit risk aur sector risk bhi shamil hain credit risk aik aisa risk hai jo kisi bhi business k finance yani k us ki money par asar kerta hai aur is k baad sector risk aik aisa risk hai jo k aik sirf organization oar impact dalta hai systematic risk globally effect kerta hai jab k un systematic risk narrower effect kerta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

            dear friend, systematic risk aik aisa risk ha jo macroecnomic factors ki waja sa economy ko effect kartay hain jis ko companies aur investors k liay control karna mushkil hota ha, is risk k result ma investments sa hasil honay wali earnings up aur down fluctuate karti hain, is ma kuch factors jo hmaray profit ko affect kartay hain unhain control kia ja sakta ha lakin kuch factors bilkul out of control hotay hain, systematic risk ki best aur latest example corona virus ki ha jis sa forex market ki moment bht mutasir hui lakin ye kisi k control ma nhi thi, lihaza ia tarah k bht saray unexpected events aur news jo investors k control ma na hon, ye buisness ya investing k systematic risk kehlatay hain, is sa bachnay k liay hmain risky investments sa bachna chaiay,

            Unsystematic risk ma aisay risk shamil hotay hain jo kisi specific company, market ya industry tk mehdood hotay hain, jis ma perticular investment group ko hi risk hota ha, ye stock markets wagera sa link nhi hota, is ko hm specific risk ya diversifiable b kehtay hain, is tarah k risks ko industry ya company manage aur control karnay ma kmayab ho sakti hain, in risk ko hm financing, liquidity ya politicaly divide kar saktay hain,

            dusray lafzon ma hm ye keh saktay hain k jo risk globaly tamam world ko aik extended period of time k liay mutasir karay usay systematic risk kahain gay aur jo sirf aik perticular area ko affect karay wo unsystamatic risk hoga, in ma future economy conditions disturb hoti hain jisa sa investors ko problem ka samna karna parta ha
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

              systematic Risk
              Dear Forex member forex trading mein systematic risk se murad market ki wo risk hai jis se pori market par asarat muratab hoti hiai. Ye risk pori forex trading market me volatility par mabni hai. Forex trading market bohut ziada zaraye se asar andaz hoti hai. Sytematic risk ko is waja se market risk ya bolatility bhi kaha jata hai Market bolatility to wese bhi bohut sary anasir se movement karti hai j ese aajkal ka corona epidemic US china trade war etc. Is k elwa economicall sisai or society social anasir se ya volatiltiy peda karti hain sysrematic risk ko aam tawar par b ohut mushkil se hi avoid kia ja sqta hai q is se pori market mutasir hoti hai systematic risk se economical or financial zaraye mutasir hoti hai Sytematic risk ko mazeed five hiso me divide kia jata hai.
              Market risk
              Interest rate risk
              Liquidity risk
              Default risk
              Real eastate risk

              Unsyystenatic risk
              Jis tarahn se systematic risk pori marekt pey asar andaz hoti hai toh use k bar akas unsystematic risk sirf market ki ail portion ya aik khas secer ya assets ko mutasir karti hai isi tarhan se managment k masayel labor strikes waghera se unsystematic risk mutasir hota hai un systematic risk ko mazeed do hiso me taqseem kia jata hai
              Credit risk
              Sector risk
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                gee han dear bhai ap ne thek kaha ha forex mn hume acha kam krna hota ha ye hamre liye eik acha business ha jitni achi menat krein gein ur hum jitna kam risk lein gein utni hi asani se kameyab be ho sakte hein forex hamre liye sab se acha business is mn agr hum extra work krein gein tu hum khabi be kameyab ni ho sakte hein hume kameyab hone k liye is mn phaly acha kam krna hota ha systematic ur un- systematic risk ka kafi diffrent hota ha agr hum market mn in choti choti cheezo k bhrey mn knowledge hasil kr k kam krein gein tu hume kameyabi mil sakti hai hume pta ha k ye business hamre liye eik sab se best onlines business ha jo is mn sahi samjdari se kam krta ha wohi kameyab be ho sakta ha regular kam krte rehna hota ha tab hi hum eik best onlines trader ban sakte hein ye hamre liye sab se important business ha hum menat kr k is mn eik achy trader ban sakte hein sahi samjdari se is mn kam krein account ki money management ko hume is mn fallow kr k work krna hota ha hamesha hume is mn kameyabi menat se hi milti ha ye hamre liye eik best onlines business ha jitna acha is mn work krein gein utni hi asani se kameyab ho sakte hein
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                  Systematic risk
                  Forex trading me systematic risk se murad market ki wo risk hai jis se pore market par asarat muratab hoti hai. Ye risk pore forex trading market me volatility par mabni hai. Forex trading market bohut ziada zaraye se asar andaz hoti hai. systematic risk ko is waja se "market risk ya market volatility" bhi kaha jata hai. Market volatility to wese bhi bohut sare anasir se movement karti hai jese aajakl ka Corona epidemic, US-China trade war etc. Is k elawa economical, siasi aur society /social (maashrati) anasir se ye volatility peda karti hai. systematic risk ko aam tawar par bohut mushkil se hi avoid kia ja sakta hai, q k is se pori market mutasir hoti hai. systematic risk se economical aur financial zaraye mutasir hoti hai. Systematic risk ko mazeed five hiso me divide kia jata hai.
                  (i) Market risk: Market me maojood aam stocks waghera ki qeemat me radu badal ko market risk kehte hen.
                  (ii) Interest-rate risk: Market me maojood fixt rate pe intrust rate changes ka asar Intrust rate risk kehlata hai.
                  (iii) Liquidity risk: jab kisi product ko market me achahy qeemat se ferokht na kia jaye to us ko Liquidity risk kihte hen.
                  (iv) Default risk: jab koi idara bankrupt ho jaye to default risk kehlata hai.
                  (v) Real estate risk:ye risk aam tawar par market me nahi hota, ye real estate industry me paya jata hai.
                  Un-systematic risk
                  Jis tarah se systematic risk pori market pe asar andaz hoti hai to us k bar akas Un-systematic risk sirf market ki aik portion, ya aik khas secter ya assets ko mutasir karti hai. Isi tarh se management k masayel, labor strikes waghera se Un-systematic risk mutasir hota hai. Un-systematic risk ko mazeed do hiso me taqseem kia jata hai. (i) credit risk (ii) sector risk;
                  (i)Credit risk: credit riak ko aam tawar par company risk kaha jata hai aur ye finacial risk aur buisiness risk pe mushtamil hota hai.
                  (ii) Sector risk: sector risk ko aam tawar par industry risk kaha jata hai. Secter risk kisi idare ko deye gaye target se us k achhay aur bore result pe mushtamil hai. [ATTACH]22742[/ATTACH]
                  G dear acha kam ap kay risk mangmnet mai hai aur ap risk laitye hai tu ap es mai usi noyiat ka isk lain jis mai ap asani kay sath acha kam kar saktye hai aur ap ka kam acha ho sakta hai tu ap nay kam karna hai tu ao risk kay hisan say kam karain ta kay bad mai es mai asani ho jati hai tu systematic risk aisa risk hai kay jis mai ap kam kartye hain tu ap ko es mai risk us hisab say hota hai kay ap nay aik he line mai ap ko nazar ata hai aur ap ka kam es mai usi hisab say asan ho jata hai tu acha kam kiya jata hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain jub kay es mai ap ka risk ap ko asani kay sath nazar ata hai aur ap usi hisab say es mai acha kam kartye hai tu ap kaliye asani bhi laye kay ata hai jis kay bad ap es mai acha kam kartye howye kamyab bhi ho jatye hai tu ap nay acha kam karna hai tu pher es mai kafi risk hai tu risk hai tu ap ka kam asan hai es mai ager risk nhi hai tu ap kaliye es mai kam karna kafi mushkil ho jata hai aur ap es mai usi hisab kay sath acha kam kartye hain un-systematic risk kafi danger risk hai kiyu kay es mai ap ka bachna mushkil ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es say bach kay kam kartye hai tu ap ka kam kafi asan ho jata hai aur bad mai bhi ap es mai kabhi nakam nhi hotye hai tu ap nay kam karna hai tu ap es mai risk lain risk laina koi mushkil kam nhi hai ap es mai achi tarha ager daikh kay kam kartye hai tu ap kaliye es mai risk laina koi bari bat nhi hai ap es mai kamyab bhi ho jatye hai ager ap es mai acha kam kartye hai aur ap es mai risk kam laitye hai tu ap ka kam zayda asan ho jata hai
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                    Systematic risk or unsystematic risk yah do different kisam ke pairs hai Forex trading ke andar aur ine per kam karne ke liye jyada jaruri yahi hai ki inke bare mein jyada se jyada knowledge hasil kiya jaaye aur yah market ke andar movement ke upar endless karne mein sani paida karti Hain is per bahut sare traders aur senior members ka focus rahata hai aur vah apni tamam tradings systematic aur unsystematic ke mutabik karti Hain Taki unhen loss na uthana pade systematic or unsystematic risk market ki UPS aur downs ke upar bahut jyada role play karti hai aur apne traders ko ek behtarin guideline deti hai jiski bhains per trading karke traders ek achcha profit hasil karte Hain Forex trading are kaisa online business hai jiske andar bahut sari moments hai jisko samajhne ke liye Forex trading ko time Dena padega aur time dene ke liye aapko online hokar free hokar Forex trading ke sath judna padega ISI vajah se forest reading aapko ek achcha munafa deta hai kyunki aap Forex trading ko apni life ka behtarin waqt dete Hain aur online hokar iske sath business karte Hain Jin logon ne apna jyada waqt Forex trading ko diya hai vah aaj bahut jyada munafa Forex trading se le chuke hain aur online hone ki vajah se unhen benefits different andaaz mein milte rehte hain aur aise logon ke pass bonus bahut jyada aata hai aur inhen Forex trading mein kam karke bahut jyada maja aata hai aur Inka interest aur bhi jyada badhta hai junior mein bus ko bhi chahie ki vah Forex trading ke andar interest paida Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                      Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha reviews share kiya hai jo case metric aur answer matric ke related to jaise ki aap ko pata hai ki symmetric vs asymmetric race trading mein bahut jyada important hamen se bahut jyada hi hoti hai .

                      symmetric risk mein hamen bahut jyada carefully market analysis karna hota hai aur ke jariye Ham market mein kam karne ke related hota hai is tarah aapko bahut Kiya police per kam karna hota hai .

                      Aur unsymmetric main aapko pata hai credit dress ka aam tava per company desh kahan jata hai aur Jay financial ris famous Tamil hota hai is tarah ab pata hai ki sakta race ko aam tyohar per industry race kaha jata hai sectors kisi bhi hamare ko Diya Gaya target se uske acche aur bure result per masstamil hota hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                        Systematic risk or unsystematic risk related ap na perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain aur important information share ki hai no doubt Jab of market me systematic risk or unsystematic risk ki proper division or category Karte Hain To usmein aap ko bahut hi important information mil sakti hai aur iska effect aapki trading per bahut Achcha ho sakta hai.

                        Systematic Risk :

                        Dear Forex trading me kuch Aisi important factors Hote Hain Jo hall market ko effect kar rahe hote hain aur Unka effect market per positively or negatively ho raha hota hai lekin usse Puri market disturb ho sakti hai aur in different effects ka market per completely effect Hota Hai Aise effect Karne Wale jitne bhi important factors hote hain Unki vajah se jo market ko risk hota hai usko aap systematic risk ka naam Dete Hain. For example Jab aap market Mein different news aur fundamental approaches to study kar rahe hote hain to iska effect hall market per ho raha hota hai ya Jab market mein kisi natural disaster ki vajah se Kuchh changing aati hai aur prices Mein fluctuations Aati Hai Jis Tarah current year mein covit19 ki vajah se saree market bahut jyada disturb Hui aur iska market per bahut jyada negatively affect vah To Aisi situation main aapko Hamesha market Mein systematic risk se careful Hona chahie aur se related completely updated Hona chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain.

                        Unsystematic risk :

                        Dear sometime Kuchh Aisi reasons ho sakti hai ki market mein aapko risk feel hota hai lekin usmein all market disturb nahin ho rahi hoti aur Market ke kuch important factors aapki trading co partially effect Karte Hain Aise ko aap unsystematic risk Kahate Hain for example Jab Kisi specific currency pairs ki trading main aapko differentiate Najar Aata Hai aur uski market Mein volatility positively or negatively Hoti Hai To Aise risk ko aap unsystematic risk Kahate Hain Johal market ko effect nahin karta balke uska area Limited Hota Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                          hamy systematic risk soch samj kar kam karna ho hamy market mai takneq ko use kar ky kam karna chahey ta ky hamy market ka pata chalta rahy hamy is mai expert trader ban kar risk lyna chahey agar hum is main risk ly gy to he hum is mai agy bar saky agar hum is main risk nahe ly gy to hum is mai agy nahe bar saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyab trader ban saky yai aik asa karobar hai jo ky usa or china jasy bary bary mumlik mai be pahl cuka hai hum is mai din be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai forex aik asa karobar hai jis ko hum aik din mai nahe samj sakty hum is mai aik sal ke practice ky bad expert trader banty hai hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta hai hum demo mai kam kar ky bonus ko withdraw nahe karwa sakty hum is bonus par trading karty hai hum real account mai kam kar ky bonus par trade laga kar acha profit hasil karty hai or apne needs ko pora kar ky ape life ko bahtar bana sakty hai yia hamare roze kamany ka aik acha zareya hai hum is mai halal roze kamaty hai hamy is mai confidence sy kam karna chahey ta ky hum is mai acha result hasil kar saky agar hum is mai over confidence sy kam kary gy to hamy is ka negative result hasil ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                            Assalamu alaikum my dear all Forex member Jab ap market me systematic risk or unsystematic risk ki proper division or category Karte Hain To usmein aap ko bahut hi important information mil sakti hai aur iska effect aapki trading per bahut Achcha ho sakta hai Dear Forex trading me kuch Aisi important factors Hote Hain Jo hall market ko effect kar rahe hote hain aur Unka effect market per positively or negatively ho raha hota hai lekin usse Puri market disturb ho sakti hai aur in different effects ka market per completely effect Hota Hai Aise effect Karne Wale jitne bhi important factors hote hain Unki vajah se jo market ko risk hota hai usko aap systematic risk ka naam Dete Hain. For example Jab aap market Mein different news aur fundamental approaches to study kar rahe hote hain to iska effect hall market per ho raha hota hai ya Jab market mein kisi natural disaster ki vajah se Kuchh changing aati hai aur prices Mein fluctuations Aati Hai Jis Tarah current year mein covit19 ki vajah se saree market bahut jyada disturb Hui aur iska market per bahut jyada negatively affect vah To Aisi situation main aapko Hamesha market Mein systematic risk se careful Hona chahie aur se related completely updated Hona chahie otherwise aapke liye bahut zyada problem ho sakti hain Dear sometime Kuchh Aisi reasons ho sakti hai ki market mein aapko risk feel hota hai lekin usmein all market disturb nahin ho rahi hoti aur Market ke kuch important factors aapki trading co partially effect Karte Hain Aise ko aap unsystematic risk Kahate Hain for example Jab Kisi specific currency pairs ki trading main aapko differentiate Najar Aata Hai aur uski market Mein volatility positively or negatively Hoti Hai To Aise risk ko aap unsystematic risk Kahate Hain Johal market ko effect nahin karta balke uska area limit hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: systematic risk aur un-systematic risk par aik tabsera.

                              Trading ek risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hamen risk lena padta hai aur forex trading mein hamari ek mistake ki wajah se hamari puri mehnat waste ho sakti hai aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai isliye forex trading mein hamen soch samajhkar worko our trading karni chahie aur forex trading mein apne bonus account ko saf rakhne ke liye hamen trading mein big lot use nahin karna chahie kyunki forex trading mein big lot size mein trading risk bahut zyada hota hai jiski wajah se forex mein hum achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex mein achi aur safe trading ke liye aur apne bonus account ko safe rakhne ke liye hamen trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur forex main achi trading ke liye achi learning aur ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading se pahle hamen apni learning ko jitna ho sake increase karna chahie forex mein achi trading ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai jiske liye forex mein hamen daily base par demo account ko use karna chahie aur forex mein hamen work our trading ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur forex mein ache aur strong signal hasil karne ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex mein koshish karni chahie k forex trading money management ke sath karen aur forex mein hamen trading ke duran active rahana chahie aur forex main trading fresh mind ke sath karni chahie aur forex trading sabar ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek ache trader ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X