Mera aaj ka unwan "Geyser" h.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera aaj ka unwan "Geyser" h.
    Assalam o alikum viewers!
    Umeed h aap sb khairiyat sy hongy. Allah pak ap sb ko hamesha apni hifazat main rkhy.

    Mera aaj ka moazoo Geyser h. Yeh aajkl ky door main jadeed technology ka ek ehm aala h jo ky aajkl hr ghr main majood hta h.

    INTRODUCTION :

    GEYSER ek esi electronic device h jo electricity ya gas ko convert krky heat produce krti h.
    Geyser kisi bhi energy source ko cnovert krky heat bnata h.

    TYPES:

    Gas geyser ki 2 types hti hain
    1:Istant geyser or tankless geyser:
    Yeh tankless isi liay hoty hain taky unjghn pr istaml kiy ja skyn jhn foran sy zada garam pani ki zroorat nah ho.
    2:Storage geyser:
    Yeh geyser un jghn par istamal kiye jaty hain jhan ek hi waqt main bhot sa garam pani akhta chaiay hta h jaisy ky kisi construction site pr ya phr bath tub ky liay.

    STRUCTURE :

    geyser main ek gas pipe hta jhan sy gas eter hti h. Is ky ilawa is main ek fan or us ky oper ek burner hota h. Is ky ilawa is min 2 pipe or hoty hain ek cold water or doosra hot water ky liay.
    Is ky ilawa is main ek valve or flow senser hta h. Is sb ky ilawa is main ek heat exchanger bhi hta h.

    FUNCTION :

    Jb kbhi valve on kiya jye tu gas pipe sy gas guzr kr burner tak jati h or electricity ky through burner on hota h or whan aag(fire) lgti h.
    Paani ek pipe sy enter hta h or pipie heat exchanger tak ponchta h... Whan ka pipe burner on hny ki wja sy garam ho chuka h. Jb pabi us nain sy guzarta h tu us ka temperature increase hny lgta h or phr maximum temperature hny ky baad paani valve sy guzr ky heat water pipe ky zariye bhr nikl aaata h or phr us tap tak ponchta h jo on ho.

    ADVANTAGES :

    1: Geyser min ek switch ky through aap level or rate of heating ko control kr skty hain.
    2:Geyser ek poori family ko support krskta h.
    3: yeh bhot asaani sy repair kiya jaskta h.
    4:Gas geyser ko chlany ky liay electricity ki zroorat nai prhti.
    5: yeh ghr main mahya ki jany wali natural gas or cylinder dono pr kaam krskta h.

    DISADVANTAGES :

    1:Is ko jhan bhi tkha jye whan ventilation ki bhot zroorat hti h wrna is ka temperature high ho jata h.
    2:yeh jald hi khrb ho jty hain.
    3:Gas geyser pollution bnaty hain kuon ky yeh CO(carbon monooxide release krty hain.
    4: Rozana gas ki keemat brhny ki wjah sy is ky prices bhi high hoty ja rhyn hain or yeh expensive hota ja rha h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

    geyser se a bahut jaldi Garam pani nikalta hai Ham Jaise hi hi Naal kholte Hain To instant Pani Garam hi hota hai to isliye iska naam bhi instant geyser hi dear members ke bahut jyada use hone wala atom Hai Log bathroom mein isko Lagate Hain sardi mein garm Pani ki bahut jyada jarurat hoti hai bearish ki or detail hai jo main aapke sath share karta hai.bijali Nahin Hoti to isliye Hamen Pani Garam Nahin Milta To Humne geyser gas wale liye hain actually Hota ji hai ki gas wale geyser Mein unhone electric car system Khatam kar diya hai aur on Simple Ek gas ki tarah kar diya hai aur ham Jaise hi isko gas connect karte hain to vah auto per hi andar Aag Lag Jaati Hai Jiski wajah se hua Garam karna Shuru kar deta hai aur Hamen garm pani milati hai isase Hamen bahut Sare fayde Hain Kyunki electric wale Mein Hamen Shauk lagne ka Khatra hai aur gas wale main Hamesha ok lagne ka Khatra bilkul bhi nahin Hota aur ham aaram se ismein Pani Har Waqt nikal sakte hain gas wale geyser Pani wale bijali wale geyser Ki Tarah same hote hain lekin sirf aur sirf electric ka Fark hota hai ki ismein electric system Nahin Hota yah sirf aur sirf gas Ki Tarah chal sakti hai gas ke geyser ko Ham Ghar Mein Jahan Bhi Rakhna Chahe Rakh sakte hain.

    Advantage:


    Dear members instant gas geyser gas se chalne wali machine hai iska Hamen main sarve mein bahut jyada fayda Hota Hai yah Hamen Thanda Pani Garam Karke deta hai Iske 3 connections Rote Hain Ek connection Mein ham gas wala connection lagata hai aur dusre Mein Pani ko n karne ke liye connection Lagaya jata hai Aur Ek Pani ko out karne ke liye connection Hota Hai...
    Yah automatic Pani garam karne wala machine hai hai iske liye Hamen Jyada Intezar nahin karna padta bus Jaise hi on ho jata hai Pani garm karna start kar deta hai jo Hamare liye sardi mein bahut Jaruri Hota Hai.

    Disadvantage:


    Dear Forex member instant gas geyser ke fayde ke sath sath nuksan bhi bahut hai iska sabse bada nuksan yah hai agar ise Aisi Ban Jagah per Laga Diya Jaaye Jahan per oxygen Jyada time Ke Liye Na Ho matlab oxygen ka kam yah Hawa Dar Jagah Na Ho Hona Ho To Ya Udhar hi Dhamaka Karta Hai jisse Sara gas wala system bhi Barbad ho jata hai aur jisse Hamen bahut jyada nuksan uthana padta hai. Aur yah kya is cells bhi Lgty Hain Jo bahut jaldi kharab Hote Hain. Khuli aur Hawa Dar Jagah Mein Lagane se Ismein Aksar gandi andar ki taraf Jama ho jata hai Jiski vajah se a ismein stoppages aati hai aur Sahi tarike Se Kam Nahin kar raha Hota.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

      Assalam o Alikum!
      Doston umeed karta hu ap sab khariat sa ho ga aj ma apko gyser ka bary ma bataon ga ka gyser kya hota ha or kia kam karta ha
      Doston gyser aik asi cheez ha jo pani ko garam karny kaliya istemal hota ha ya zayada tar sardiyon ma istemal hota ha pani ko garam karny kaliya aj kal har ghar ma ya mojood hota ha ya zayada tar gas par chalta ha or pani ko garam karta ha aj kal market ma bhot se kisam ka gyser mojood ha kuch gyser bhot manhga ha or kuch sasty bh ha ha gyser ki 2 types hoti ha

      Types of gyser:

      Gyser ki 2 types ha
      1: tankless gyser
      2:storage gyser
      1: Jo tankless gyser hota ha is ka andar tanki ni hoti or na he wo pani store karta ha jab ap bani bharny kaliya null ko kholty ha to wo automatically cells ka zariya on ho jata ha or pani ko sath sath taze sa garam kardeta ha
      2: jo storage gyser hota ha us ka andar tanki hoti ha wo pani sa bhar jati ha wo khud bakhud on ho jata ha jab pani garam ho jata ha

      Advantages:

      Isky bhot sa advantages ha ya pani ko garam karna kaliya isremal karty ha taky hamy sardiyon ma garam pani mil saky ya hamary liyo bhot faida mand hota ha aj kal har ghr ma mojood hota ha

      Disadvantages:

      iska nuqsanat bhot kam hain :
      Kabi bhi iski gas leak ho sakti ho jo kisi baray nuqsan ka sabab bn sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

        Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge dear members aaj ka Hamara review geyser per bani hai.

        Introduction :--
        Dear Forex friends Geyser aaj ke Daur Mein bahut jyada istemal Hone Wali chiz Hai. geyser 2 kism ke hote hain. Ek electrical geyser, aur dusra and instant gas geyser. Dear members geyser ka fayda yah hai ki yah sardioe ke sath Mausam Mein Hamen Pani garm Kar ke deta hai. Jis se Sardi Ke Mausam Mein Hamen bahut zyada aasani hoti hai. Esii Tarah gas geyser aur electrical geyser ke alag alag function Hote Hain. Sardi Ke Mausam Mein Jab Hamen garm Pani Milta Hai Hai To to yah Hamare liye bahut jyada fayda hai. Horror Sitaram Ham garm pani ka istemal karte hain Apne bartan Apne kapde dhone ke liye bhi istemal kar sakte hain Sardi Ke Mausam Mein....

        Disadvantages of geyser :-
        Dosto har cheez ke faidey bhi hai aor sath sath nuksan bhi bahut Hote Hain, esi Tarah geyser ky bhi kuch nuksaanat hai.
        Dear members Jo electrical geyser Hota Hai ji bahut jyada electric consumption karta hai jo Hamare bill badhane ki Sabab banta, Kyun ki yah bahut High Voltage Ka Hota Hai.
        Aur jo instant gas geyser hota hai es ky bhi bahut Sare nuksan hote hain, ya Agar kam oxygen wali yah Band Jaga par Laga Diya Jaaye to es say Aag Bhi lag sakti hai, isiliye Hamen chahie kya yah instant gas geyser Jo Hota Hai Ya Ham Khuli jagah Panna Sab Karen Taake yah Hamen Kisi Kishan Ka nuksan Na pahunche. Aur jo electrical geyser hota hai yah Kafi mehenga bhi hota hai ise Har Koi Ba asani khareed Nahin Sakta....
        • #5 Collapse

          Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

          Salam dear members ji di aapane hamare sath bahut hi achcha review share kiya hai jo ke geyser ke related to dear aap ko pata hai ki geyser bahut jyada winter mein use hone wali chij hai ISI tarah har Koi geyser ka istemal karna pasand karta hai aapko pata hai ki jyada sardi Ho jaane ki vajah se har Koi idhar ka bosda istemal karta hai .

          Advantages .

          dear aapko pata hai ki geyser ka har Ghar mein hi istemal kiya jata hai kaise bahut jyada istemal hone wali chij hai ISI tarah aapko pata hai ki geyser kesari ham log bahut aasani se Pani garm kar sakte hain winter mein bahut jyada log kaise ka istemal karte hain aap ko pata hai ki teen char kisam ki geyser hote hain 1000 hota hai jo ham log gas per use karte hain iske sath aap ko pata hai kya Gila hota hai jo bijali per use hota hai aur ek ji sar hua hota hai jo ward lakadiya chalakar ham log uske jariye Pani garm karte hain ISI tarah aapko jogira per isiliye forward kar sake na vahi ki jankari sakte isliye sardi mein yah bahut jyada kam aata hai kyunki sathiyon mein bahut thanda Pani hota hai jiski wajah se aap iska istemal nahin kar sakte isliye giesecke hona bahut jyada jaruri hai isliye bahut jyada jarurat ki chij hai .

          Disadvantages .

          aap ko pata hai ki har chij ke advantages ke sath uske Koi disadvantages bhi shuru hote hain ISI tarah aap ko pata hai kya geyser agar Ham gaspar juice karte hain to server mein gas nahin hoti jiski vajah se ham log geyser ka istemal nahin kar sakte aur bijali per agar ham log use karte hain to bijali ka bahut jyada is kabil aata hai ISI tarah ab pata hai ke geyser ke bagair sar diyan gujar na bahut mushkil ho sakta hai kyunki sardi mein botal da Pani Ho sakta hai jiski wajah se aapko shaadi lag sakti hai aur aise aap ki tabiyat kharab ho sakti hai isliye hamesha vahi chij lagaen Jo aapke liye affordable ho isliye aap usko effort kar sake .
          • #6 Collapse

            Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

            Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy aur. Ajj hum geyser ke bare mein bat kr rye hain. Srdio ke mosam mein geyser bohat zuada istimal kia jata hai kyun ke tab thnde pani se nahaya nahi jata aur na hi kch aur kam kia jata hai. Geyser electricity par bi chlta hai aur gas per bi chlta hai. Yeh gas ko heat mein convert krta hai aur pani garm krta hai. Is mein 2 pipes lge hote hain ek se thnda pani under jata hai aur dosre se garm pani bahir ata hai. Is ke kafi ziada advantages hai. Yeh proi family ko support krta hai. Yeh aik time easily itna pani garm kr skta hai ke pori family use kr ske. Yeh srdio mein bohat zuada faeda mand hai. Is ke nuksan yeh hai ke bohat jaldi khrab honahta hai. Is mein se niklne wali gas pollution cause krti hai.
            Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
            • #7 Collapse

              Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

              Introduction:-
              assalamu Alaikum dear forex members ummid karta hun aap sab theek honge doston aaj main jis chij per aapko apna review dunga vah geyser hai doston gizare ek bahut purani electric device hai jisko har Ghar mein Pani garam karne ke purpose ke liye istemal Kiya jata hai iske alava doston main aapko batata chalao ke geyser ko Pakistan ki bahut sari companies manufacture karti Hain aur doston geyser ki availability Pakistan mein bahut jyada hai hai doston sabse jyada famous aur acchi company Orient Panasonic tere ko samjha jata hai kyunki doston inki product ki quality bhi bahut jyada acchi hoti hai geyser ke bahut sare fayde aur nuksan bayan kiye Hain

              Advantages:-
              doston geyser ke bahut jyada fayde Hain doston is ka sabse bada aur important fayda hota hai ki ham geyser ki madad se Pani ko aasani ke sath garam kar sakte hain doston aam taur per geyser ko sardi mein lagaya jata hai kyon ke charanon mein hamen geyser ki bahut jyada jarurat isliye badhati hai kyunki bartan saaf karne ke liye kapde dhone ke liye ye aur doston nahane ke liye hamen garam Pani jarurat hota hai doston ki sar ka ek water tank hota hai jismein Pani ko bhar Diya jata hai doston geyser ki acchi quality yah bhi hoti hai ki electric based aur gas best hote hain isliye doston agar hamare area mein gas maujud nahin hai to Ham electric geyser ka istemal bhi kar sakte hain doston geyser ka istemal bahut hi jyada aasan aur saaf hota hai isliye har aadami isko use kar sakta hai doston geyser ka ek aur fayda yah bhi hota hai ki Ham isko bajar se aasani ke sath purchase kar sakte hain

              Disadvantages:-


              Doston doston Jahan per uh geyser ke itne jyada fayde hote hain vahan per geyser ke kuchh nuksan bhi hote hain doston agar ham uh geyser ke itne jyada fayde hote hain vahan per geyser ke kuchh nuksan bhi hote hain doston agar Hamelectric geyser use karte hain to hamen short circuit ki vajah se current lag sakta hai aur hamen main Jani e nuksan ho sakta hai iske alava doston agar Ham gas wala geyser use karte hain to gas ki leakage ki vajah se hamen nuksan uthana padh ki vajah se hamen nuksan uthana padh sakta hi iske alava doston geyser price mein bahut jyada hote hain aur har aadami inko khareed nahin sakta
              • #8 Collapse

                Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

                Apka unwan Bohat hi Acha hai es per Achi guftagu ki ha Sakti hai to geyser per Kuch apna view rakhay hai.

                Geyser Ka taruf



                Geyser aik ASA electronic device hai jiski waja sasay hamy hamray Zindagi mma kafi sahu-liat muyasar hai or aj kal geyzer Kay bgair Kisi be family Ka guzara Nahi Hota hai es liye ye lazmi tor per her Ghar mma mojood Hota hai. Geyser ma aik pipe Hoti hai Jo ke gas generate Karti hai. Geyser ma darasal 2 pipes hoti hai ek cold water ki pipe hoti hai or aik hot water ki pipe hoti hai. Uskay ilawa ham jantay hai ke geyzer Mai aik fan or burner be mojood Hota hai Jo in pipes kko support deta hai.
                Geyser ma valves or sensor Ka be aik role Hota hai or wo yeh kaam karty hai ke wo heat Jo tabdeel kertay hai in tools ke zariye. Inhi valves ke zariye se hi gas guzarti hai or burner ko cross Karti hui jati hai jis mein bijli Ka Amal dakhal Hota hai or Uske zariye gas chal jati hai. Ab jis be wall SE Pani ata hai jis mein uski setting hui ve Hoti hai wo thanda ya haram say guzarti hai or us tap or exchanger ke zariye se Pani us nal mein pohanchati hai Jo open Hota hai.


                Geyser ke faiday


                Geyser SE pooray khandan ko kafi sahulat milti hai or sab haram pani ko istemaal karKar sakten hai. Geyser ager khrab hojye masalan garam pani mein rukawat ajye to yeh asaani SE theek ho Sakta Hai.geHai.geyser ke level or rate ko ager ham khud apni marzi SE control krna chahy to apny hissab SE ham ker skten hai.


                Geyser ke nuqsan

                Click image for larger version

Name:	IMG_20201021_192541.jpg
Views:	1
Size:	242.7 کلوبائٹ
ID:	12334645[ATTACH]22877Geyser ko khuli ab o hawa mein rakna hothota hai nhi to eska temperature high hojata hai or yeh kafi khatarnak ho Sakta Hai. Geyser seSE Bohat haram or Bohat thanda Pani sehat ke liye Acha nahi Hota es Lia normal garam or thandy Pani ko use kary. Geyser mein carbon gas Hoti hai jis se mahool Mai pollution hoti hai.
                منسلک شدہ فائلیں
                Last edited by ; 21-10-2020, 09:00 PM.
                "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                • #9 Collapse

                  Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

                  Introduction

                  Aoa... dear member aapane bahut achcha review pesh Kiya hai aapane Giza ke bare mein baat ki hai jo sardi ke mausam mein sabse jyada use hone wali chij hai jaise jaise srdi badhti hai vaise vaise Pani thanda ho jata hai aur use Pani ko nahane ke liye mote hone ke liye bartan aur kapde bakrid dhone ke liye istemal karna bahut mushkil ho jata hai geyser ISI kam ke liye use kiye jaate Hain main aapke sath is bare mein apna knowledge share karungi


                  Advantages

                  dear members geyser ek bahut kam ki chij hai hai yah Pani ko garm ka deti hai hi aur ham sardi se bach jaty hen aajkal different type ke geyser available hai jaisa ke a electric geyser gas wale geyser instant geyser hote Hain Ham apni Marzi ka geyser lagva sakte hain ISI tarah kuchh ke sath 10th attach hote hain aur kuchh Pani wali Tanki ke sath kam karte Hain yah geyser different size mein available hote Hain aur ham apne family size aur apne ghar mein maujud bathroom kitchen aur paani ki jarurat ke mutabik geyser choose karte Hain yah geyser bahut kam ki chij hai jab tak sardi mein main thanda Pani e use karna mushkil ho jata hai to yah Pani ko garam karke hamare liye aasani paida karte Hain iske sath sath ham inke a Pani garam karne ki capacity ko bhi e apni marji se a adjust kar sakte hain mean Ham Inka temperature khud adjust karte Hain

                  disadvantages

                  dear members vaise to geyser bahut kam ki chij hai hai magar kuch electric geyser short circuit ki vajah se kharab ho jaate Hain aur yah bijali bhi bahut jyada consume karte Hain you hamare bill jyada aate Hain iske sath sath gas wale geysers mein main gas ka bil bhi jyada aata hai geyser ka sabse bada nuksan hai ki yah Kai bar bade bade accidents ka sabab banta hai aur ismein jaani nuksan bhi ho sakta hai ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

                    Assalam o alaikum forex members:
                    Umeed krti hun k ap sab theek ho gay.
                    Hmara aaj ka topic hai geaser k barey main
                    Geaser kya hey?
                    Geaser eak electric instrument hey jo water ko heat krta hey or water is main flow krtay huye heat up ho jata hey.Household geysers gharon main pani ko garm krnay k kiye use hotay hain jis sy winter main cold water sy bath leny ki bjaye log apny sakoon k liye garm pani sy bath lety hajn. Fhar main zuada tar electric geysers use hotay hain jo pani ko garm krtay hain ye geyser bijli sy chaltay hain or water motor sy anay wali pani ka temperature ziada kr k pani kk heat dety hain. Click image for larger version

Name:	20201022_134408.jpg
Views:	1
Size:	81.6 کلوبائٹ
ID:	12334683
                    • #11 Collapse

                      Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

                      Aj mein apky sath geyser par mabni thread ka reply deny ja Raha hun aur much important information share karny ja raha hun geyser asal main Aik electronics ki aesi device hai jisky zariye Ap garam pany hasil Kar sakty Hein aur isy istmaal Kar sa sakty Hein garam Pani ziada tar sardion main zaruri hota hai is liye geyser ka ziada tar istmaal sardion main hi hota hai .

                      Advantages:-

                      1) geyser Kay zariye Ap garam Pani hasil Kar skaty Hein .
                      2) sardion main. Suba suba thanda yajh Pani hota hai aur iski waja ay hath mun nai shots jafa to Ap geyser Kay zariye ye Kar sakty Hein Hein .
                      3) geyser electricity Kay sath sath has geysers bhi dastyab Hein Jo Kam consumption karty Hein .
                      4). Geysers at Ap jitna marI chahen garam Pani hasil Kar sakty Hein .
                      5) geysers market sy easily mil jaty Hein aur har city main ye dastyab hoty Hein

                      Disadvantages:-

                      1). Electric Geysers, electricity consume karty Hein is waja sy bijli Kay bills main izafa hota hai aur gas Kay geyser ki waja sy bhigas Kay bill main izafa hota hai .
                      2) geysers thory expensive hoty Hein aur har kisi keliye affordable nai hoty .
                      3). Aksar geysers nazuk hoty Hein aur toot sakty Hein .
                      4 ) jab garmion main Inka istmaal nai Kia jata aur pori garmia ye band rehty Hein jiski waja Sy aksar kharab ho Kay Hein .
                      • #12 Collapse

                        Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

                        water geyser winter season mein har Ghar mein istemal hone wala item hai hai jisse ham Pani garam karne ke liye use karte hain electric geyser aur aur gas geyser yah do tarah ke market mein main available hai iske alava kuchh areas mein wooden water geyser use Kiya jaate Hain aaj ka Mara topic gas and electric geyser ke Barry mein Hai.



                        Advantages.



                        water geyser ke bahut sare fayde Hain jaisa ke a aap isko gas cylinder aur electric socket ke sath attach karke istemal kar sakte hain. Aajkal automatic electric and gas geyser market mein available hai hai jis ko istemal karke Ham Pani bhi garm kar sakte hain aur electricity ya gas bhi kam use hoti hai. Jab ham gas cylinder ya electric switch on karte Hain aur geyser mein maujud Pani automatically garm hona shuru ho jata hai aur jab vah garam ho jata hai to automatically band ho jata hai hamen baar baar on off karne ki ki jarurat nahin padati isase hamari electricity aur gas bhi bach jaati hai. Aur Pani bhi zaya nahin hota, jaise Ham tuti kholte Hain garam Pani aata hai aur sath sath Pani garam hota rehte Hain jab Ham totii band karte Hain to pani band ho jata hai aur vah Pani e garam hone ke bad Geyser automatically band ho jata hai.



                        Disadvantages.





                        Gas/ electric geyser ka koi disadvantage nahin hai hai lekin agar aap gas cylinder use kar rahe hain to aapko chahie ki aap geyser washroom ke ke andar na lagaen balke Bahar lagaen taa ke agar kisi wajha se koi short circuit ho jae ya gas cylinder ki gas leak ho tu apko nuksaan nah ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

                          geyser sy pani bht grm hojta hyactual frame is accompanied thru manner of manner of a smallerbullish candle that fallsto shut abovethe beearish candle's near those types of up actions fashion to bhsligjhtly large then decline that have a look at the sample the in neck sample is strains bearishcontinuation sample what manner that the sample in downfashion the primary line is a black candle appreaing in a down fashion the second one oneline is white candle and the decrease and the top shadow duration can not exceedextra than times the frame duration moreover the second one one candles final chargedesires to be barely above the preceding closinestionkiya hai agar Hamen ismarketplace Mein paintings karna hai aur ham Ekaccha income Hasilkarna chahte hain ToHamen is marketplace Meincandlestick ki approximately understanding Hona chahie Agarhamarebyskip ya understanding Nahin Hota To Hamismein Achcha bring out nahinkar sakte aurek Achcha income NahinLe sakte hain to ismein Jo candle bearish on nickPattern hai yah candle sample essential hota hai aur ek sturdy sign hotahaiisase marketplace region of interest ki taraf kartehain aur ham isase fayda Utha Kar Ham ismeinEk acchi change Laga Ke Kajrange karsakte hainconfirmation milane ke horrific agar Ham shopping for and selling ko maintain karte Hain tohamen isasefayda ho sakta hai on neck candlestick kaise banta hai hai aur isin step with family family baton ka khyal rakhna hota hai liberate sample mein jo pahle stickhoti hai vah pink color ki hoti hai aur uski duration bhi jyada hoti hai Bearishcandlestick kahate Hain onnack sample mein jopahle stick hoti hai muskilocharge ke region of interest cap down openhoti haijob ke dusri candle Jo ke inexperienced color kihoti hai usko pahle walecandle ke near charge ke upar hello open hona chahie inthecandlestick marketplace supply movement down ho rahi ha agar candle ka sample inneck ban jatahairategies aur candle sample kouse kia ja sakta ha, q okay yehmain marketplace okay fashion aur second okay baray ma achi indicationdaitay hain in ma saaik sample bearishon neck
                          • #14 Collapse

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mera aaj ka unwan &quot;Geyser&quot; h.

                              Assalamu alaikum my dear all friends member aaj ka review geyser per hai jaisa ki aap log jante Hain ke Giza jyadatar saliyon Mein water ko hot karne ke liye use Hota Hai
                              dear aapko pata hai ki geyser ka har Ghar mein hi istemal kiya jata hai kaise bahut zyada istemal hone wali chij hai ISI tarah aapko pata hai ki geyser kesari ham log bahut aasani se Pani garm kar sakte hain winter mein bahut jyada log kaise ka istemal karte hain aap ko pata hai ki teen char kisam ki geyser hote hain 1000 hota hai jo ham log gas per use karte hain iske sath aap ko pata hai kya Gila hota hai jo bijali per use hota hai aur ek ji sar hua hota hai jo ward lakadiya chalakar ham log uske jariye Pani garm karte hain ISI tarah aapko jogira per isiliye forward kar sake na vahi ki jankari sakte isliye sardi mein yah bahut jyada kam aata hai kyunki sathiyon mein bahut thanda Pani hota hai jiski wajah se aap iska istemal nahin kar sakte isliye giesecke hona bahut jyada jaruri hai isliye bahut jyada jarurat ki chij hai aap ko pata hai ki har chij ke advantages ke sath uske Koi disadvantages bhi shuru hote hain ISI tarah aap ko pata hai kya geyser agar Ham gaspar juice karte hain to server mein gas nahin hoti jiski vajah se ham log geyser ka istemal nahin kar sakte aur bijali per agar ham log use karte hain to bijali ka bahut jyada is kabil aata hai ISI tarah ab pata hai ke geyser ke bagair sar diyan gujar na bahut mushkil ho sakta hai kyunki sardi mein botal da Pani Ho sakta hai jiski wajah se aapko shaadi lag sakti hai aur aise aap ki tabiyat kharab ho sakti hai isliye hamesha vahi chij lagaen Jo aapke liye affordable ho isliye aap usko effort kar sakedear members vaise to geyser bahut kam ki chij hai hai magar kuch electric geyser short circuit ki vajah se kharab ho jaate Hain aur yah bijali bhi bahut jyada consume karte Hain you hamare bill jyada aate Hain iske sath sath gas wale geysers mein main gas ka bil bhi jyada aata hai geyser ka sabse bada nuksan hai ki yah Kai bar bade bade accidents ka sabab banta hai aur ismein jaani nuksan bhi ho sakta hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X