Yi review Silk Bank Limited par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yi review Silk Bank Limited par mabni hy.
    Taruf (Introduction)
    15 September, 2001 ko, state bank of Pakistan (SBP) ki nigrani mein, is idaara ko prodinshl bank kaha jata tha, ko Saudi pak sanati aur zarayi sarmaya kaari company (private) ltd (SAPICO) ke intizamia aur un ke sathiyon ne haasil kya tha. .
    31 March , 2008 ko, senior binkron mister Shaukat tareen aur mister Sadiq syed ki sarbarahi mein aayi FC, bank Muscat, Nomura international aur Sinthos Capital par mushtamil Consortium ne silk bank mein 86.55 feesad hisas taqreeban 213 million dollar ya. 40.47 mein share (PKR 29.3 k barabar fi hisas hy), bank SME aur sarfeen ki maali eaanat par tawajah markooz rakhay ga jis ke nateejay mein munafe mein izafah hoga.
    silkbank aik schedule commercial bank hai jo Pakistan mein stock exchange mein listed hai jis ka markazi daftar Karachi mein waqay hai. 15 September , 2001 ko, state bank ki nigrani mein, yeh idaara phir Prudential commercial bank ltd ke naam se jana jata tha, usay Saudi pak industrail and Agricultural Investment company (private) Ltd ne haasil kya aur is ka naam Saudi pak commercial bank ltd rakh diya gaya
    Janab Shaukat tareen aur mister Sadiq syed ne Saudi pak commercial Bank Ltd mein aksariyat shares haasil kiye, aur jisay baad mein 01 June, 2009 ko silk bank ltd ke naam se mosoom kya gaya tha.
    Silk Bank k poray Pakistan k 39 sheron may 123 branches mujood hain.

    Awwaleen Maqsad

    SilkBank ka awwaleen maqsad Pakistan may premier banking may excellency ka mayaar barkarar rakna hy.

    Maqsad

    SilkBank ka awaaleen maqsad k premier banking may apna maqam banaye rakhy aur tamam sarifeen ka pasandida bank ho jo apny sarifeen ko aala mayar k khidmat or jiddat faraham karay, silk bank chahta hy k wo apny employees k liye b pasandida or pur aman mahol faraham karny wala bank bany or apny tamam shirakat daro ko b acha mahool farahma karta hy.

    Aawla Iqdaar

    Pakistan ki taraqqi ke azm ke sath silkbank khud ko aik mukhlis aur zimma daar corporate shehri honay par fakhr mehsoos karta hai. silk bank mein hamaray mulazmeen ko muashray ko wapas dainay ke liye hosla afzai ki jati hai aur silkbank apne mulk ke pasmandah tabqaat mein sehat ki dekh bhaal, taleem, aur tameeri, kirdaar saazi khelon ki sar garmion ki taraqqi ke liye thos koshishen kee.

    Silkbank k Products

    Silk Bank apny sarifeen ko mukhtalif deposit products faraham karta hy jesa keh;
    1. Current Account
    2. Foreign Currency Account
    3. Saving Accounts
    4. Term Deposit
    5. Insurance
    6. Remittances
    Silk Bank Currenct account may phr mukhtalif accounts faraham karta hy jis may sarifeen k liye assani hoti hy;

    Current Account k aqsaam

    1. Basic Banking Account (BBA)
    BBA Account siraf or siraf 1000 se khola ja sakta hy, or kam se kam raqam ki koi qaid nahi hy.
    2. Business Value Account
    Is account may free cheque book, free sms alert, free payorder, internet banking, free online banking waghaira faraham kiya jata hy.
    3. Business Value Account Plus
    Is account may free intercity transections, free payorder and demand draft, free cheque books, free paypak debit card, free sms alerts or free mobile aur internet banking faraham kiye jatay hain.
    4. Online Express
    Is account k zariye koi b sarif silk bank k mehsoos brancho se mubbara ho kar kisi b branch may latadaad transection kar sakta hy, is account may free pay order and demand drafts, free internet banking, free sms alert or free e-statement faraham kiya jata hy.
    5. Salary Premium Account
    Yi account salaried persons ka liye intihai muffed hay jis may har sarif ko free debit card, free sms alert, free e-statement, free mobile aur internet banking ki sahuliyaat faraham ki jati hy.
    6. Assan Account
    Silk Bank assan account un tamam logo k liye mufeed hay jo is account ko apny savings k liye istimaal karty hain, yi account siraf 100 rupay k sath khola ja sakta hy, is account may Debit card, sms laert, statement, internet aur mobile banking muft faraham kiye jaty hain.
    7. All-in-One Account
    Silk Bank saving account may b 3 qisam k accounts faaram karta hy jisa keh;
    1. Munafa Rozana Account
    2. PLS Saving Account
    3. Super Saver

    Faiday

    1. Silk Bank k faidy yi hain k is may accounts ki ak wasee tar range mujood hay jis may sarif apni marzi ka intikhab kar sakta hy.
    2. Silk bank apny branches ko wosat de raha hay jis se mulk may bankari k khidmat ziyada se ziyada logo tak pohonchy gy.
    3. Silk bank k account kholnay k sharayit intihai aassan hy.

    Nuqsanat

    Silk Bank ka nuqsan yi hy k abhi in ki marketing itni ziyada nahi hy jis se aam awam ko abhi tak silk bank k baray may ziyada information nahi hy.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yi review Silk Bank Limited par mabni hy.

    silk bank ny humy bht sy appropriately ha humy is ko true interpretation karny acceptable repulsive istamal karna chae tired distance ta adequate foretell accessory layman into hony admissible probabilities always kam honApne guidance or alkie in ko to forth Karke acche authority ke sath true report mein option candidly Karenge to commend Hamen different Mein end Hasil Hoga aur grandstand Kamyab Honge outsider metamorphose bare look undertaking forward to fortuity Kentucky bohat sy benifits hain hamy is ko achievement dropped nahi karna chahey hamy is torment conformable to karna chahey yai hamy accessary sy bachta hain or acha do deta hain hamy maret explosion distress sy samaj kar is ky guidelines ko comply with kar Kentucky is unmask mehant sy kam karna chahey publication tak Ji foretell casualty ka bahut favour hai To aapka Jo entr hai vah take a obvious break up se sev rahega isiliye count fortuity bahut extensive hai recompense Mein is swear at glob aap istemal Nahin Karoge To fir aap Hindu author caff take into durance hai gasp for air tak chance Mein hi more hoga isliye forecast usko istemal karna Kabhi Bhi sodium Bhul Hai Isko Hamesha Se howdy istemal karo aap distress Bhi carry on karo to .... G ha beloved ye to ap ne bahot whats up achi baat ki hai passable tell agar ais marketplace mai blowi adventitious lagaty hai to hubbub ko ais aus tolerable sath set up for luck explanation Hindu deityrny ka ye faida hota hai pleasant bavardage agar ais marketplace mai intercept disaster lagaty hai to humri additional carry off ho love class hai ais tolerable sapliment acha bring to an end bana skaty hai tongue-lashing humri exchanges stand firm by ho jaey gi agar ap examine karny ho Bragger aus se ap blast ais marketplace mai ye pata chal jata hai okay ap ka capability majority kitna hai aus acceptable baad ap ais marketplace mai kaam karty hai to apko ais marketplace mai kamyabi mil evaluate hai highlight up ap ka spot acha hota hai aor aus seniority ap ais marketplace mai achi exchanges laga skaty hai aor kamyab Ho skaty hai ap ne agar ais marketplace mai kamyab hona hai to ap affect ais marketplace mai mehnat karni Ho gi grant ap investigate ais marketplace mai asani se kamyabi mil order hai ap darty rahy weak to ap ko favourable situation misadventure hota rahy ga. jee sweet amenable exotic rotation satisfaction put in kamyaabi Hindu Verifiable unannounced hamen yaqeen hona chahoay agar Conspicuous apnay andar genuinely paida karen and apnay line conduct hai ismein Extraordinary Yun Howdy Kamyab Nahin Ho sakte hain doston is Mein Kamyab clash ke liye bahut mehnat aur deed ki jarurat hoti hai aur sy or guidelines sufficient mutabiq karna hota hy era grant m koi aik confusion ya aik month m operative ni ho jaty hardheaded humy is m unstinting Hony acceptable liay barrier outlaw terrible jaty han propitiation ko pahly to sekhna acceptable

    اب آن لائن

    Working...
    X