Ye review Air conditioning AC per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Air conditioning AC per mabni hai
    Brief history of AC:-




    Air condition ko ajaad karnay wala Ka naam hai Willis Carrier. Pehla AC esi be ajaad kiya tha es ko banay Mai eski din Raat ki anthak mehnat shamil hai pehla AC JULY,1902 ko marzay wajood Mai Aya tha. First Air Conditioner buffalo ma design or built Kia Gaya tha ye Jaga network ma wakay hai. Es Ac ma carrier be apni knowledge ke zariye jo ke heating objects thay steam ke sath us nay in heating objects ke sath steam Ka aik reversal process Kia tha Air ko hot coils me bhejnay ya tranfer kernay ke bjae usny cold coil dali thi Jo ke cold water ke sath filled thi es process ke zariye AC Ka invention hua.


    AC Kia ha:-



    AC jesa ke ap log jantay hai aik electronic device hai jis Ka istemaal AJ kal ke dor main poori dunya use Karti hai or hamray Han be sabkay Ghar Mai mojood hai ye aik aisi ajaad hai Jo hamray liye garmi say bachao ke liye Hoti hai Jo hamy garmi ke temperature ma rahat dekar sakoon bakshti hai or ham es ma Aram SE sotay hai. AC ki ajaad bila-shuba aik Achi ajaad hai.





    AC ke faiday:-




    1. Sabse pehlay to AC asthma patients ko asthma attack ki mumkina Lehar ko kaam Karti hai.
    2.AC Ghar ma ho Ghar aik safer place lagti hai.
    3. Ham AC ke cool temperature ki waja se cool Jaga per relax hokar exercise Kar saktay hai.
    4. AC Mai ham zada Achi need soorat hai banisbat pankay Kay.
    5. AC electronic cheezon ko over heating say bachati hai.
    6. AC dehydration ke factor ko kaam karta hai.

    AC ke nuqsaanat:-
    1. Zada AC chalana hamaray andar thawat Ka bais banta hai.
    2.AC Ka regular istemaal hamari skin ke liye nuqsan dai Hoti hai.
    3.AC ke temperature Ka unexpected change Hona insani respiratory system ke liye nuqsan dai Hota hai.Click image for larger version

Name:	IMG_20201020_183404.jpg
Views:	1
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12469958Click image for larger version

Name:	IMG_20201020_183349.jpg
Views:	1
Size:	43.6 کلوبائٹ
ID:	12469959Click image for larger version

Name:	IMG_20201020_180427.jpg
Views:	1
Size:	67.7 کلوبائٹ
ID:	12469960
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

    Assalamu Alaikum dear brother Jaisa ki aapko pata hai ki aaj ka Hamara topic air conditioning Aisi se related hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki yah Ek electronic item hai yah garmiyon ke season mein bahut hi best Hota Hai aisi Ek Aisi chij Hai do aapke ghar Ko Mukammal Taur per Thanda kar deta hai aur Garmi ka Ehsas hi nahin hone deta Aisi aapko market mein bahut hi acchi acchi company Ke Maya sar Hote Hain dear friend Agar aapane Aisi ko kharidna hai to aap Orient ka Aisi khariden yah Ek bahut hi best aisi hai Iski cooling aur guarantee bahut hi acchi hoti hai dear friends Iske bahut se advantages or disadvantages bhi Hote Hain Jo Ki Main Bhi aapke sath share karungi
    Advantages
    Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki air conditioning AC E ke bahut se fayde Hote Hain yah aapko bahut hi acchi company ka Mil Jata Hai Is Se Kamre Mein Manasa ki Sangh Ki thandak Ho Jaati Hai balki Jyada thandak Ho Jaati Hai Ya Garmi ka Ehsas hi nahin hone deta jyadatar Amir ganon mein Aisi bahut jyada use Ki Jaane wala electronic atom hai Pakistan mein Siddi dishum Ki Garmi hoti hai aisi ke bagair Gujara Nahin Hota Aisi Ek Aisi chij hai jo ke bacchon ko bahut hi Pur Sukoon Neend Deti Hai hai agar aap Aise ka istemal apne ghar mein karte hain to khabar 3 Sara Din ghar ka kaam Karti rahti hai to raat ko kar in school ki Nind Na Ho To bahut hi jyada Hua bimar Ho Jaati Hai Agar aapke ghar mein Aisi Hai To Tum Amarpura sukun se raat ko apni Nind Puri Karke so sakte hain
    Disadvantages
    Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain Jahan per advantages hote hain vahin per Kuchh disadvantages bhi hote hain to air conditioning AC Har Koi afford nahin kar sakta Hamare gharon mein bahut hi kam AC istemal hota hai Kyunki isase Bijli Ka bill bahut jyada aata hai aur Garib log ise bilkul bhi ephod nahin kar sakte is AC Ka istemal se Amir log Karte Hain coach Bujurg AC ki cooling se a Main Mar bhi ho Jaate Hain Kuchh Logon Ko aisi ki Aadat Nahin Hoti aur kya hua Aisi wale Kamre Mein Jaate Hain To Unki tabiyat kharab Hona Shuru Ho Jaati Hai yah market mein bahut hi mahange ho Milte Hain Jo ki Aam dog food nahin kar sakte thank you
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

      Dear friends aap saab ka kya haal ha umeed ha aap saab khiriyat sa ho ga Jasa ki aap ko pata hai ki aaj ka Hamara unwaan air conditioning AC se related hai Jasa ki aap Jante Hain Ki yah Ek electronic item hai yah garmiyon ke season mein bahut e acha Hota Hai yeah ak asi cheez ha jo aap ka ghar Ko Mukammal Tur per Thanda kar deta hai aur Garmi ka Ehsas hi nahin hone deta Aisi aapko market mein bahut hi achi aclchi company Ke air conditioner ya AC mujood Hote Hain dear friend Agar aap ne AC ko kharidna hai to aap Orient ka Aisi khariden yah Ek bahut e best AC hai Iski cooling aur guarantee bahut hi achi hoti hai dear friends Iske bahut se advantages or disadvantages bhi Hote Hain Jo Ki Main Bhi aapke sath share karunga
      Advantages
      Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki air conditioning AC ke bahut se fayde Hote Hain yah aap ko bahut hi achi company ka Mil Jata Hai Ya Garmi ka Ehsas hi nahin hone deta ziada tar Ameer gharon mein Ac bahut jyada use Ki Jaane wala electronic itom hai Pakistan mein bhut Garmi hoti hai AC ke bagair Guzara Nahin Hota Aisi Ek Aisi cheez hai jo ke bachon ko bahut hi Pur Sukoon Neend Deti Hai hai agar aap Aise ka istemal apne ghar mein karte hain to khabar 3 Sara Din ghar ka kaam Karti rahti hai to raat ko kar in school ki Nind Na Ho To bahut hi jyada Hua bimar Ho Jaati Hai Agar aapke ghar mein Aisi Hai to aap sakoon se raat ko apni Nind Puri Karke so sakte hai r AC ka maza la sakta han

      DISADVANTAGE

      dear friends AC bhut e mahngi cheez ha koii bhi ghareeb ghar ka afrad is effort ni kar sakta kun ka yeah qeemat bht ziada hiti ha r sath mn in ka bijli ka bill bhi bht ziada hota jo ka ghareeb ghra ka fard is ko effort ni kar sakta
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

        Hello Friends! 🌟
        Aj ka review jis electronic device pe mubani h wo bht e ziada faid e mand h...
        AC ( AIR CONDITIONER)
        AC ek electrical device h. AC ka pura matlab "Air Conditioner " h....yani Air conditioned air.... thndi hawa provide krna h...AC ek aisa system h jo k hr mahol main sy garam hawa ko khtm(remove) kr k thnda krta h .. or ap ko cool air provide krti h...Yeh is garam hawa ko bhr nikal deta h...or apko cool nd fresh air provide krta h...

        ADVANTAGES:
        ac k bht ae faidy hyn ap k lye..ac wqi ek benficial electronic device h...;yeh asthma attack ki possibilities ko mahol main majood asthma k patient k liye kam krti .... yeh garmiyon main ghr ko or n zjasda secure bnata h... or yeh exercise krny k liye jgha ko pleasant or cool bnata his ki wja se room main (insects) or parasite kam aate hyn or ap istrah se bbt e zaida safe rhte hyn...is ki wja sy garmiyon main ap skoon we qpni neend ko pura kr skte hyn....yeh room main majood electronics ko overheat hone rokti h.... or is k on hny se koi noise pollution b ni hoti...or bbt e safe or cool se mahol.me ap time spend kr skte hyn...
        DISADVANTAGES:
        ac k jahan faixy hyn wahan kuch nuksamat b hyn jo ap se me aj share krnga...jese k air conditioner humidity or temperature main tabdeli le ata h jo k insan k respiratory system ko nuqsan ponchata h... or is se ap ko diseases wgeea ka issue hota h...or Ac me ap kq jism painful hotq h... q k yeh artificial air apko bemar b kr skti h...or is se bijli ka bht loss hta h...
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

          Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review Air conditioning yani AC per mabni hai to Chaliye Iske bare Mein AC ky kuch advantages aur disadvantages share Karte Hain.
          G dear Forex member aapane hamare sath bahut accha topic discus Kiya hai hai jo ok a AC k related hai hai to aapko pata hai ki Pakistan mein bhi bahut jyada company hai aap apni Marzi se kisi bhi company ka AC e khareed sakte hain isliye aap ki recipe depend karta hai aur agar aap acchi quality ki company ka aisi thi na chahte Hain to aap acchi company ka aisi Le sakte hain otherwise jyadatar Pakistan mein acchi company hi hain aisi ke liye is se ham achcha aisi Le sakte hain to main aapko iske bare mein detail se iske advantages fayde aur kuchh iske disadvantages nuksan hai jo main aapke sath detail mein share karti hun .

          Advantages of Air conditioning Ac:--

          Ji member jaise ki aapko pata hai ke a aisi ek bahut hi acchi chij hai jo k Samar ke liye use ki jaati hai hai aapko pata hai ke garmiyon mein main aisi ke bagair hazara karna namumkin hai cities main main aisi ke bagair bilkul bhi nahin rah sakte log kyon ke shahron mein bahut jyada garmi hoti hai traffic ki vajah se jiski vajah se aisi har Ghar mein Hi jarur maujud hota hai ISI tarah AC kafi suruat aur fayde ki chij hai aap apni marji Karen koi bhi company ka AC khareed sakte hain acchi quality ka aisi khareed sakte hain .

          Disadvantages of Air conditioning Ac :--

          Dosto Har chiz ke advantages ke sath Chand uske disadvantages bhi jarur hote hain ISI tarah aapko pata hai ki aisi ke bhi kuchh disadvantages hai pahli baat to aisi bahut jyada expensive hote Hain har Koi inko khareed nahin sakta agar aap aisi khareed sakte hain to to fir hamen uska bill bhi pay karna padta hai.
          Aapko pata hai ki aisi ka bahut jyada bil aata hai hai jo har Koi isliye phone nahin kar sakta jyadatar log bil ki vajah se aisi istemal nahin karte .
          Kuchh logon ko aisi suit bhi nahin karta week log jo hote Hain aur koi aisi suit nahin karta kyon ke aisi ki Hawa ki vajah se unki tabiyat kharab ho jaati hai fresh yeh main aur aisi ki yeh mein bahut jyada Fark hota hai isiliye ye aisi har kisi ko suit nahin karta . Ziada time AC main bathna bhi health ky liye achaa nahii hai...
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

            AOA my dear all Forex member aaj ka review Air conditioner per mabni hai air conditioning Aisi se related hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki yah Ek electronic item hai yah garmiyon ke season mein bahut hi best Hota Hai aisi Ek Aisi chij Hai do aapke ghar Ko Mukammal Taur per Thanda kar deta hai aur Garmi ka Ehsas hi nahin hone deta Aisi aapko market mein bahut hi acchi acchi company Ke Maya sar Hote Hain dear friend Agar aapane Aisi ko kharidna hai to aap Orient ka Aisi khariden yah Ek bahut hi best aisi hai Iski cooling aur guarantee bahut hi acchi hoti hai dear friends Iske bahut se advantages or disadvantages bhi Hote Hain Jo Ki Main Bhi aapke sath share karungi

            Faidey
            Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki air conditioning AC E ke bahut se fayde Hote Hain yah aapko bahut hi acchi company ka Mil Jata Hai Is Se Kamre Mein Manasa ki Sangh Ki thandak Ho Jaati Hai balki Jyada thandak Ho Jaati Hai Ya Garmi ka Ehsas hi nahin hone deta jyadatar Amir ganon mein Aisi bahut jyada use Ki Jaane wala electronic atom hai Pakistan mein Siddi dishum Ki Garmi hoti hai aisi ke bagair Gujara Nahin Hota Aisi Ek Aisi chij hai jo ke bacchon ko bahut hi Pur Sukoon Neend Deti Hai hai agar aap Aise ka istemal apne ghar mein karte hain to khabar 3 Sara Din ghar ka kaam Karti rahti hai to raat ko kar in school ki Nind Na Ho To bahut hi jyada Hua bimar Ho Jaati Hai Agar aapke ghar mein Aisi Hai To Tum Amarpura sukun se raat ko apni Nind Puri Karke so sakte hain

            NUQSAN
            Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain Jahan per advantages hote hain vahin per Kuchh disadvantages bhi hote hain to air conditioning AC Har Koi afford nahin kar sakta Hamare gharon mein bahut hi kam AC istemal hota hai Kyunki isase Bijli Ka bill bahut jyada aata hai aur Garib log ise bilkul bhi ephod nahin kar sakte is AC Ka istemal se Amir log Karte Hain coach Bujurg AC ki cooling se a Main Mar bhi ho Jaate Hain Kuchh Logon Ko aisi ki Aadat Nahin Hoti aur kya hua Aisi wale Kamre Mein Jaate Hain To Unki tabiyat kharab Hona Shuru Ho Jaati Hai yah market mein bahut hi mahange ho Milte Hain Jo ki Aam dog food nahin kar sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

              Assalamualaikum!!

              AC Aik aesi cheez hai Jo gharon main biha ziada istmaal ki jati hai hai iska main kaam cooling ponchana hota hai sir is tarah hamary kamron main thandak ponchata hai .

              Advantages:-

              1). Ye hamary kamron main thandak ponchaty Hein .
              2). Garmion main jab bohat ziada garmi ki waja sy mushkil ho jata hai to iski waja sy kamron main thankdak ponchai ja sakti hai
              3). Ac mahol ko fresh bana dety Hein .
              4). AC ki waja sy Hawa main nami khatam hoti hai .
              5) bihat ziada garmi ki waja sy heat stroke ho jata hai magar AC ki waja sy is Sy bacha ja sakta hai.
              6). Ziada garmi main pasiny ki waja sy bohat ziada body ay water loss hota hai aur is waja sy dehydration hoti hai magar AC ki waja sy is Sy bhi bacha ja Sakta hai?

              Disadvantages:-

              1). Air conditioners bijli consume karty Hein aur iski waja sy bijli Kay bills bhi ziada aaty Hein .
              2) ac expensive hoty Hein aur har kisi keliye affordable Jai hoty.
              3) ac ko saaf na Kia jaye r kharab hi jaty Hein aur inko theek karany main ziada kway jharach hobjaty Hein
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

                Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                I hope ap sab thek hon gy or forex par apna work bakhoobi anjaam dy rahy hon gy ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                Introduction:
                Mera jawab '' Air Conditioning AC '' par mubni hai Air conditioning AC aik process hai jo ky heat or moisture ko occupied area sy nikalta hai jo ky occupants ko comfort faraham karta hai inklo kisi bhi domestic or commercial areas ma use kiya ja sakta hai yeh bohatt hi useful hoty hain hain.
                How does Air Conditioner AC works?
                Air conditioner hmary room ky temperature,humidity or even air ko change kar dety hain yeh hmary gharo sy heat ko nikal kar outdoors bhejta hai jis sy hmara room or occpied area cooler hojata hai .
                Advantages of Air Conditioning AC:
                Air Conditioning AC ky bohatt sy faaidy hain;

                1.Air conditioning sy asthma attacks bohatt hi lower hoty hain..
                2.Air Conditioning ky waqt ham apny windows doors closed rakhty hain jis sy hmara house save hojata hai..
                3.Air conditioning area ma insects or pasaites nahi aty...
                4.Air conditioning ma ham khud ko relax feel karty hain jis sy hmari work performance ma improvements ati hain..
                5.Air conditioning heat stroke ky risk ko kam karta haii..
                6.Air conditoned area ma noise nahi hota bohat peaceful environment hota hai..
                7.Air conditioning hamy sweat freee rakhty hain..
                8.Air conditioning hamary room ki air ko refine karty hain..
                9.Air conditioning AC har sizes ma mojood hoty hain ham inhy apny choice ky size ky mutaabiq kharedd sakty hain..
                10.Air conditioning ac wall AC bhi hoty hain or corner ac bhi hoty hain..
                Disadvantages of Air Conditioning AC :
                Air conditioning ky faido ky sath sath bohat sy nuqasnat bhi dekhny ma aty hain;

                1.Air conditioning hmari skin ko dry bana deta hai or moisture of our body ko kam kar detty hain..
                2.Air conditioning sy hmara mucus dry up hojata hai jis sy furthermore bohat sy respiratory problems hoty hain..
                3.Air conditioning hamy heat intolerant bana deti hai jab ham cold sy hot environment ma jatty hain to ham sy bardasht nahi hota...
                4.Air conditioning sy laziness paida hoti haii..
                5.Air conditiong AC bohatt expensive hoty hain..
                6.Jesy ky ham janty hain ky yeh electronic hoty hain ye bohatt zyada electricity consumption karty hain jis sy bijli ka bill bohatt zayada ata haii..
                7.Air conditioning har koi afford nahi kar sakta ..
                Hamy air conditioners ko aik hadd tak istemaal karna chaye i hope apko mera yeh review pasand ay ga or ap isy zarur like karen gy .JazakAllah !
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Air conditioning AC per mabni hai

                  Buht hi zabrdst technology k as ideal machinery pay review dia gaia hain ap sub log Air conditions janty say whaqif hain k as main logo ko facilitie die hui hain ya sub science ki badolt jass pay technology ny taraqi ki hain inshan chye jatna bhi garmi dhoop thakvt main hn wo agr Air condition pay a kr beth jaye ya rest kary jas say pora rome thanda ho jata hain foran say phly as ka istaml zyda tar garmio k mosam main hota hain Jab k aj kal k Invatar air condition main asi technology hain k wo garmio k dino main rome ko office wgra ko bilkul thanda kar daty hain lkn sardio k dino main un ka indr hetar bhi laga hota hain jo k rome office wgra ko garm kar deta hain ass main humy har tra k mosam main skun k k sth bethny Sony or rest karny ki mukmmal facilities hotii hain as ko zyda tar log apny ghro main office main bank main gharii main Evan k har jga as ka istaml hota hain jass k buht fiday hain............


                  ADVANTAGES......

                  Air Conditions buht fiday mind technology hain jo humy har mosam main 24 ganty ki facilities provide lartii hain jass main hum garmio main cooling or thanding k lay istaml kr k skun k naeed or rest krty hain Jab k Sardio k dino main as ki hetar jaesi garmush say humy skun ki naed ati hain ya buht hi ideal facilities hain as ka istaml mostly har jga har ghr main hota hain as ko srf electric currant ki Madad say cahlia jata hain as ko jatna marzi istaml kary ya chlta rhta hain.........

                  DISADVANTAGES......

                  Dosto ap ko pata hain har chez k advantages k sth thory buht disadvantages bhi hoty hain jesa k air condition har bnda offered ni kr skta gheo main zyda tar log as ko bilkul offrd ni kr krty ku k as ki adadt buht gandi hotii hain jo bhar k mosam bilkul brdsht ni kr skti as say banli ka baill buht zyda tta hain ya kud buht zyda manga hain jo har banda ni lay skta as ko istaml srf ameer log hi kr skty hain.....

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X