Ye review Dish wash karny waly soap par mubani hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Dish wash karny waly soap par mubani hay
    Introduction: Dish wash soap ka istemal har ghar me hota hay aur ye kitchen ka main important item be hay jes key baghir hamary bartan kabi saaf ho hi nahi sakty hey, dish wash soap jo key leman mix ya es tarha key aur be market me available hoty hey ye achi quality key hi hoty hey jo key bartanu ko bahot hi achi tarha se 1 hi dahli me saaf kar lety hey en ki price 35 se 50 rs ki hoti hay jo key bahot hi low rate hay,

    Advantages:Dish wash soap hamesha achi quality aur achi comapny ka use karna chaye es ki waja ye hay key jo low quality ka soap hota hay ye low material se bana hota hay jo key bahot hi nuqsan de sakta hay magar jab ham achi company ka aur achi quality ka dish soap use karty hey to small use karny par be hamary bartan achi tarha se wash kar sakta hay aur hamy dishes ko wash karny me zeyada mehnat be nahi karna hoti hay, dish wash soap ka faida ye be hay key es se jab ham dishes wash karty hey to ye hamari health key ley be behtar hay, dishes ko jab be soap se wash kia jaye to soap bartanu se achi tarha se water se saaf kar lena chaye agar soap bartanu me majood ho ga aur ham esy bartanu ko use karen gey to ye hamari health ko kharab kar sakta hay,

    Disadvantages:Dish washing soap jo key bahot zeyada market me available hoty hey ye esa product hay jo key achi companies be banati hey aur esi companies be bana sakti hey jes key soaps ki quality bahot hi zeyada low hoti hay market me hamy ye andaza Lagana mushkil hota hay key kon sa soap behtar hay aur kon sa behtar nahi hay.
    Click image for larger version

Name:	Unknown.jpg
Views:	1
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12469961
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Dish wash karny waly soap par mubani hay

    Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ke aap Jante Hain ki aaj ka Mara topic Desh wash Karne Wale soap per mohani hai ji han dear friends ji han dear friend dish wash Karne Wale bahut se behtarin Kishan ke sabun market Mein Paye Jaate hain lekin sabse best lemon Max hota hai jo kaden bartanon ko bahut hi Khubsurat tarike se saaf kar deta Hai Iski price market Mein 35 se 50 rupaye hai hi Jaisa ke ab Jante Hain Ki Hamare kitchen mein kitne button hote hain ya dish hoti hai Hai ine bartanon Ko Bar Bar Hona padta hai hai aur sabun istemal Hota Hai hi is sabun ke istemal ke bahut se advantages aur kuchh disadvantages hai jo ki main aapke sath share karungi
    Advantages
    Dear friend this dhone wale shop mein agar baat ki Jaaye Tu levan Mein sabse fayda man sabun hota hai isase bartan mein bahut acchi Khushboo Aati Hai Vatan bahut jaldi chamakna shuru ho Jaate Hain oily bartan ko bahut jaldi saaf karta hai lemon Max Ling ki takat wala Ek sabun hai jo ki aapko bahut hi fayda panchayata hai apne kitchen ke bartan saaf karne ke liye lemon Max BA Chahe kitchen Mein jitne bhi bartan Ho in SAB bartan ko bahut hi jaldi saaf karne mein aapki madad karta hai aap bahut hi school se is shauk se sabun do Rahe Hote Hain aap bahut hi school se a a sukun se apne kitchen ke bartan dho Rahe Hote Hain yah bahut hi Achcha Kishan ka sabun hai
    Disadvantages
    Dear friend Jahan per advantages Hote Hain vahin per Kuchh disadvantages bhi Hote Hain tu lemon Max bar bahut jyada use hone wala shauk hai hai bartan Agar jyada hai to 11 Max usse Bhi Jyada use hoga Jyada istemal Karne Ki vajah se is aapke Hath bhi kharab ho sakte hain agar aap bartan ko Jyada Pani Se Nahin Manga Lenge to bartanon mein se is ki Khushboo Aana shuru ho jayegi Jo Ke Jab aap khana khane ke time bartan ko istemal Karenge to aapko bahut hi Buri mahsus Hogi 11 Max bar ko bahut hi Itihaas se istemal Karen thank you

    اب آن لائن

    Working...
    X