Ye Review Solar Iron Par Mabni Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Solar Iron Par Mabni Hai.
    Advantage: G Sab Sy Bara Advantage Ye Hai Friends Kay Is Sy Any Wali Energy Hamen Free Men Milti Hai Us Kay Koi Paisy Nahi Deny Party Dhoop Jitne Dez Hoti Hai Utne Achi Energy Providw Hoti Ha.(2) Ap Is Ko Din Men Bhi Istamal Kr Skty Hain Jis Sy Apko Zyada Faida Ho Skta Ha Ap Kay Electorcity Bill Men Kami A Skti Hai.(3) Ap Ko Sb Sy Bara Faida Is Ka Ye Hai Kay Jahan Pay Goverment Ny Electorcity Gharon Men Muhyea Nahi Ki Hoti Wahan Ap Is Ka Istamal Kr Skty Hain Is Ka Sb Sy Bara Faida Ye Ha .Disadvantage:G Han Friends Jab Ham Ghar Men Solar Iron Lgana Chaty Hain To Is Sy Pehly Hamen Is Ki Cost Ka Pta Hona Lazmi Hai Hamen Apni Zarort Kay Mutabiq Or Jaib Kay Mutabiq Solar Iron Ki Zarort Hoti Hai To Is Ka Ek Ye Bhi Nuqsan Hai Kay Ye Bhot Mehnga Hota Ha.(2) Ye Ky Jab Mosam Thora Cloudy Ho Ya Barish Ho To Jo Ham Is Sy Tawaqo Rakhty Hain Energy Ki Wo Kam Ho Jati Hai To Hamen Ek Ye Bhi Nuqsan Hai.(3)Jab Ap Solar Iron Lgaty Hain To Ap Ko Is Ki Storage Ka Andaza Hona Lazmi Hai Kun Kay Agr Ap Ko Enrrgy Store Krni Hai To Us Kay Lia Battry Ka Hona Lazmi Hai Or Wo Kafi Expensive Hoti Hai Or Har Sal Exchange Bhi Krni Parti Hai To Ek Ye Bhi Nuqsan Ha Solar Ka.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Solar Iron Par Mabni Hai.

    Introduction:-
    Salam walekum dear forex members meet karta hun aap sab theek honge doston aaj main jis chij per aapko apna review dene laga Hun doston hua iron Jo ke solar based hoti hai par madani hai doston iron domestic use ki chij hai jisko har Ghar mein kapdon ki pressing ke liye istemal Kiya jata hai doston iron ka istemal bahut jyada hai aur hamare ghar ka ek bahut important part hai iske alava doston agar Ham iron ke benefits ki baat karen to vah bhi bahut jyada hai lekin iske sath iske kuchh nuksan bhi hai

    Advantages:-

    Doston solar iron ka sabse jyada istemal places per Kiya jata hai Jahan per electricity nahin hoti kyunki doston is iron ki ki quality yah hai jo ki isko Baki iron se a alag banati hai hai vah yahi hai ki iron ko chalane ke liye electricity ki jarurat nahin hoti doston solar iron ke istemal se hamara electricity bill nahin aata jiski vajah se hamen mein paison ki bachat hoti hai iske alava doston Jay iron istemal karni bahut hi jyada aasan hoti hai aur doston jaisa ke naam se jahir hai solar iron chalane ke liye hamen sunlight ki jarurat hoti hai iss k alawa dosto solar iron ka aik aur faida yah bhi hota ha k hamain shock waghaira nai lag sakta

    Disadvantages:-

    Doston 16 iron ke Jahan itne jyada fayde Hain vahan iske kuchh nuksan bhi hai doston 16 iron market se a a aasani ke sath nahin Mil paati isliye bahut sare log iron stri ko prefer nahin karte iske alava doston yah Ayan bahut jyada heavyweight hoti hai isliye is ko ek jagah se dusri jagah par transfer karna bhi mushkil hota hai aur doston jaisa ke Ham jante Hain k solar iron sunlight ki madad se chalti hai isliye doston agar weather cloudy Ho Ho to Ham iska istemal nahin kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Solar Iron Par Mabni Hai.

      Assalamu alaikum ummid karta hun ki aap sab khairiyat ke sath honge aapane bahut achcha topic choose Kiya hai review ke liye jiska unwan hai solar iron. Iron ek aisi chij hai jo ki har Ghar mein use ki ja rahi hai aur ek bahut acchi domestic product hai lekin is latest era mein main electricity ke alava solar iron nayamakad ko bahut acchi tarah complete kiya hai aur apni jagah banai hai iske bahut sare fayde Hain.

      Advantages.

      Solder iron ka sabse bada advantage yah hai ki iske liye hamen kisi ki sim ki koi electricity ki jarurat nahin padati jiski vajah se hamara bijli ka bill bhi nahi ata, yah bahut hi latest designs mein available hai isliye kisi kism ki Koi wairing karne ki jarurat bhi nahin padati just solar plate ke sath aap isko attach karke apne kapde press kar sakte hain. Dusra sabse bada fayda yah hai ki mahila ke ji jagah per biji nahin hai Jo log koyla ki istemal karte Hain UN logon ne bhi solar panels Le liye hain aur 16 iron se apne kapde press kar rahe hain. Yah bahut hi light vate solar iron hai jo aaram se use ki ja sakti hai ismein kisi kism ka koi issue nhi Hy. Iski ek sal ki warranty hoti hai agar yah kharab ho jaati hai to aap isko isliye replace kar sakte hain. Jaise ki aajkal Ham sab log kapde press karke pehante Hain isliye ye har Ghar ki zarurat ki cheez Hy.

      Disadvantage.
      iske fayda ke sath uske kuchh nuksan bhi hai yah main aapko Bata deta hun sabse pahla disadvantage hai ki vah areas Jahan par Suraj ki roshni bahut kam hoti hai aur vahan per thand hoti hai vahan per jab solar iron ko pura volt nahin milta vah to vahan per aap isko use nahin kar sakte jab Tak ke Sunshine bahut jyada Na Ho.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Solar Iron Par Mabni Hai.

        Dear pyary forexer guftagu ke liye apka mozu aik Acha or munasib hai esi per hi roshni dalygy.
        Brief history of iron:-
        Wasy to iron ko America mein invent Kia gya tha Jo ke Henry W.seeley nay Kiya tha or iska invention 6 June 1882 ma hua tha pehli iron Ka wazan 15 pounds tha jis nei heat honay Mai time lagaya tha
        Solar iron:-
        Solar iron jesa ke ham jantay hai modern day world ki Bohat hi Achi ajaad hai jisnay hamaray liye kapro ko press Karna or be asaan Bana Di hai yeh solar istaari ab takreban har Ghar Mai istemaal ki jarahi hai eska sabse zada faida yeh Hota hai ke jab bijli na ho to Usay uski full capacity pay istemaal Kia ha skta hai or emergency ke waqt bijli na ho to yeh faidamand ho Sakti hai. Overall solar iron nay hamri Zindagi Bohat hi asaan Bana Di hai.
        Faidy:-
        1. eska sab se pehlay faida yeh hai ke yeh bijli ke bgair chalti hai or bijli na honay ki soorat Mai Bohat faidamand Hoti hai.
        2.yeh dekhnay ma Bohat he khubsuraat Hoti hai or muktalif design mein hamy apni range ke mutabiq Achi solar istaari mil jati hai Aram say.
        3.market Mai yeh Achi warranty ke sath hamy moyasar Hoti hai khrab honay ki suraat mein wapsi mumkin Hoti hai.
        4. Ye light weight Hoti hai or esko pakar Kar istaari Karna asan Hota hai.
        5.esma ham normal estari ki Jaga solar plates ko laga Ker apnay kapro ko press kartay hai.
        Click image for larger version

Name:	IMG_20201021_185106.jpg
Views:	1
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12334640Click image for larger version

Name:	IMG_20201021_185043.jpg
Views:	1
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12334641Nuqsan:-
        Esko ager proper temperature na milay Yani Pura volt power ager na milay to waha per yeh aik bekaar cheez tasawur ki jati hai.yeh sirf sooraj ki roshni say hi achay nataij deti hai solar iron.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Solar Iron Par Mabni Hai.

          Assalam o Alaikum dear friends mara ye review Solar iron par mabni hai ham solar iron par discus karen ge our is ka faide our nuksaan ka jaiza len ge :


          Solar Iron ::


          dear friends solar iron ek buhat hi mufeed grelu use ki chiz hai ham is k sat kapre press karte hai dear friends aap ne gass ya electrical iron ko to garo mai use kiya hai lekin i hope k solar iron ko use nai kia hoga
          dear friends ye iron dosri iron ki tara hoti hai lekin is ko ham 12 v par b chala sakte hai our kapre pres kar sakte hai is tarah hamari gass ya bijli bach jati ha our ham kapre b bress kar lete hai or is ka sab se bara advantage ye ha k is ka use karne se kapre jalte nahi hai our ye use karne main aram da hoti hai


          Click image for larger version

Name:	solar iron.jpg
Views:	1
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12334654


          Advantages ::


          dear friends is k buhat sare advantages hote hai

          • ye bijli ki bajye solar system ya battery se chalti hai
          • ye use karne main asaan hoti hai
          • in k use se bijli gass ka bil kam ata hai
          • ye iron kapron ko jalati nahi hai
          • ye ache design our colour main dastyab hain
          • in ki keemat kam hoti hai



          DisAdvantages ::

          dear friends in k kuch disAdvantages bhi hote hai

          • in ko garm hone main kafi wakt lagta hai
          • rat k wakt ye use nahi ho sakti hai agar aap k pass battery achi nahi hai
          • battery kharab ho sakti hai
          • ye bijli wali iron ki nisbat achi safai se press nahi kar sakti hai
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Solar Iron Par Mabni Hai.

            Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ke 16 science related to aap ko pata hai ki iron hamare liye kapdon ki pressing ke liye istemal ki jaati hai jab humne apne dress press karne ho to uske liye hamare run ka istemal kar sakte the tarah aapko bataya electric bhi iron hoti hai gas wali byan hoti hai aur solar bhi iron hoti hai aur jab Ham 16 anal ka istemal karte the same mein bijali ka bil bhi nahin Dena Pratap hota hai kya iron ka kafi jyada bellota is tarah aapka bijali ka bil bajateis tarah aapko pata hai kiske kafi sare advantages aur koi disadvantages hai jo main aapke sath share karti hun .

            Advantages .

            ji aap ko pata hai ki 16 iron ke kafi jaate advantages hai bijali ke bajaye solar system kaise chalti hai aur sthiti aapka bijali ka bil bhi nahin aata is tarah iska istemal karna kafi jyada iji hota hai aur Jay iron hamare kapdon ko jalati bhi nahin hai is tarah aski kimat kafi sada kam hoti har Koi isko easily khareed sakta hai .

            Disadvantages .

            har chij ke advantages ke sath uske kuchh Na Koi disadvantages jarur hote hain aapko pata hai kya jis proper perfect nahin hoti is tarah iske disadvantages yahi hai ki inko garam hone mein kafi waqt lagta hai bahut time lagta hai iske garam hone mein aur aap hota hai ki raat ke time mein miskat Amal nahin kar sakte agar aapke pass battery acchi nahin hai to battery kharab ho sakti hai ya bijali wali iron ki nisbat acchi safai se press kapde nahin karti bahut taraf kapde press karti hai .

            اب آن لائن

            Working...
            X