Yah review LPG gas per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yah review LPG gas per mubni hai
    yah review LPG gas per mubnihai
    jisse Aam taur per gharon mein bhi istemal kiya jata hai cylinder ki shakal mein aur gadiyon mein bhi cylinders install kiye jate hain jin ke andar LPG gas hoti hai LPG gas abbreviation hi liquefied petroleum gas jab kisi gas ko bahut jyada pressure ke upar compress kiya jata hai to vah liquid form mein a jaati hai isliye hamen se liquefied petroleum gas kahate hain is gas ke istemal karne ke bahut sare fayde aur nuksan hote hain


    advantages


    1)iske andar carbon ki amount bahut jyada kam hoti hai isliye jab se gardiyon ke andar petrol ki jagah istemal kiya jata hai to yah 50% less carbon dioxide produce karti hai

    2)yah takriban har temperature ke upar hawa ke sath mix ho jaati hai
    3)isko agar aap galiyon mein istemal karte hain to fuel consumption sahi hoti hai
    4)agar aap isko gadiyon ke andar istemal karte hain to engine mein jo knocking paida hoti hai agar ap Halki quality ka fuel istemal karte hain to vah knocking engine ke andar produce nahin hoti a
    5)gar aapse gadiyon mein istemal karte hain to aapke petrol ka expense 50% reduce ho jata hai
    6)ise galiyon mein istemal karne se engine ki life mein 50% kam hota hai
    7) LPG gas gadiyon mein istemal karne se engine smoothly chalta hai
    8)iske andar lead ka istemaal nahin hota 9)agar aap LPG gas ka istemal vehicles ke andar istemal karte hain to corborator ke andar carbon deposit ka bhi issue nahin hota


    disadvantages


    1)LPG gas gadiyan mein istemal karne se 10% less power produce hoti hai petrol ki nicebaat
    2)jab aap LPG ko aapane gadiyon mein istemal karte hain to gadi start karne per bahut jyada heat produce hoti hai jiski vajah se valve ki life time mein kami a jaati hai
    3)LPG cylinders ka wait kyon kiya bahut jyada hota hai jiski vajah se gadi ke engine ke upar extra burdan padta hai
    4)LPG cylinder chalane ke liye aapko special kits lagwani padati hai apni gadi ke andar jo ke petrol ki jagah LPG ko as a fuel istemal karne ke liye hoti hai
    Doston mein ummid karta hun ke LPG gas ke bare mein main yah review aapke liye bahut jyada helpful sabit Hua hoga

اب آن لائن

Working...
X