Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???
    Asslam o Alaikum my dear all friends mara review aj buht hi khobsurat topic pay mabni hain inshn ko zinda rhny or apni zindgii main kamyab hony k lay education ki buht zurart hotii hain ku k education inshan ko kamyab bantii hain education inshan ko inshn bantii hain as k buht fiday hain jass ki badolt inshn ijzt shoraht k Maqam hasil krta hain inshan ko apni zindgii kamyab bany or jeeny many k lay apni ikrat k lay har aik chez k lay dusro k sth talq rknay jeeny marny k lay education hi inshn ko inshan bantii hain humry lay education k bgr koi bhi zindgii nii hain ya inshan ki sub say basic zurart hain as ko har hal main hasil karna chye jass k bad zindgii buht skun wli achi guzrti hain education hasil krny ki koi age ni na hi as k mukaml hony ki koi age hain as k lay ap jatna zyda time day work kary as ko hasil kary utha hi kam hain education dusro tk phaly us pay kud bhi amal kary acha inshan ban kr apni duniafuzry jass say ap ki ikrat achi or kamyab hogie........

    ADVANTAGES.......

    Inshn ko apni zindgii kamyab banny k lay Orr jeeny k lay mar y k lay zindgii guzrny k lay passy kamny k lay apni dunia or ikrat ko kamyab banny k lay education buht zurari hain education k bgr inshan ki koi zindgii nii hain as lay usy hasil karna chye har hal main education ko hasil karna chye education inshn ko bhra maqam detii hain as say inshn Ani dunia k sth apni ikrat kamyab bina skta hain as ay achi job bhra maqam hasil ho skta hain zindgii ko agr kamyab banna chahty ho tu us k lay ap ko chye jatna zyda ho skta hain education ko hasil kary us pay zyda say zyda time day kr work kary humry payri Nabi pak ny education pay buht zor dia hum as pay jatna zyda time day gay work kary gay mahant kry gy humy as ka phal har hal main har surat main mily ga.........

    DISADVANTAGES.....

    Education k buht zyda fiday hain lkn as k ku disadvantages ni hain kuch disadvantages education ki wja say ho jaty hain jesa k log achi taleem hasil krny k bad kesi achy maqam pay ponch kar atna magror ho jaty hain apni educka galt istaml krty hain logo ko zalil krty hain logo pay nahaq zulm karty hain najazzz logo ki zindgii taba karty hain education inshn ko inshan bhi bantii hain or inshan ko havan bhi bantii hain ya I shan k apny uper depand krta hain k wo ap I education ka istaml kasy krta hain kasy ni krta......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

    ya review education hasil karne per mubni hai
    assalamu alaikum doston har amir aur garib sakhs yah chahta hai ki vah apne bacchon ko bahut acchi taleem dilay taki vah jindagi ki shaktiyon ka mukabala kar sake iske liye vah unka acche se acche school mein admission karvane aur apni haisiyat se badhkar kharch karne se bi daregh nahin karta vah chahta hai ki uske bacche a ek bahut allah taleemi yafta Insan bane aur muashry mein ek achcha mukam hasil kar saken education hasil karne ke bahut sare fayde hain aur education hasil karne ke bad uske kuchh nuksan bhi hain

    Advantages

    1)education Hasil karne ke upar hamare mazhab ke andar bhi bahut jyada jor diya gaya hai aur kaha gaya hai ki agar ilam hasil karne ke liye agar tumhen china jana pade to vahan bhi jao 2)education aapki soch aur aapke shor ko majbut karti hai
    3)talim ap k shaur aur aapke sochne ke andaz ko tabdeel karti hai
    4)yah aapko jindagi ke shaktiyon ka muqabla karne ke a hosla deti hai 5)education hasil karne ke bad aap apni qualification ke mutabik ek achi job hasil karke apne jindagi ko behtar banaa sakte hain
    6)education aapke shor aur aapk sikh aati hai aur aapko ek achcha insan banne mein madad karti hai
    7)yah aapko achcha bura samajhne aur usmein fark karne ki tameez deti hai


    disadvantages

    1)education hasil karne ke koi khas disadvantages nahin hai lekin bahut jyada education hasil karne se kuchh logon per iska bura asar padta hai ki vah apne aap ko buht magror banaa lete hain aur dusron ko haqeer samajhte hain 2)education hasil karne ke bad log mehnat karne ko bura samajhte hain aur white collar jobs ko prefer karte hain 3)education hasal karne mein agar aapka bahut jyada kharcha hota hai aur bad mein aapko use level ki job nahin milati yah earning opportunity nahin milati to log disheart ho jaate hain doston mein ummid karta hun ki ejucation ke upar hi review aapke liye bahut jyada helpful sabit hoga
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

      ASLAMO ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Education hasil kerny per mabni hai ;

      Dears , Ajj ka hamara review hai Education hasil kerna .
      Introduction ;

      Dears , inshn ko zinda rhny or apni zindgii main kamyab hony k lay education ki buht zurart hotii hain ku k education inshan ko kamyab bantii hain education inshan ko inshn bantii hain as k buht fiday hain jass ki badolt inshn ijzt shoraht k Maqam hasil krta hain inshan ko apni zindgii kamyab bany or jeeny many k lay apni ikrat k lay har aik chez k lay dusro k sth talq rknay jeeny marny k lay education hi inshn ko inshan bantii hain humry lay education k bgr koi bhi zindgii nii hain ya inshan ki sub say basic zurart hain as ko har hal main hasil karna chye jass k bad zindgii buht skun wli achi guzrti hain education hasil krny ki koi age ni na hi as k mukaml hony ki koi age hain as k lay ap jatna zyda time day work kary as ko hasil kary utha hi kam hain education dusro tk phaly us pay kud bhi amal kary acha inshan ban kr apni duniafuzry jass say ap ki ikrat achi or kamyab hogie.


      ​ADVANTAGES ;

      Dears , Education Hasil karne ke upar hamare mazhab ke andar bhi bahut jyada jor diya gaya hai aur kaha gaya hai ki agar ilam hasil karne ke liye agar tumhen china jana pade to vahan bhi jao .Education aapki soch aur aapke shor ko majbut karti hai .talim ap k shaur aur aapke sochne ke andaz ko tabdeel karti hai .yah aapko jindagi ke shaktiyon ka muqabla karne ke a hosla deti hai .Education hasil karne ke bad aap apni qualification ke mutabik ek achi job hasil karke apne jindagi ko behtar banaa sakte hain .Education aapke shor aur aapk sikh aati hai aur aapko ek achcha insan banne mein madad karti hai .yah aapko achcha bura samajhne aur usmein fark karne ki tameez deti hai .


      DISADVATAGES ;

      Education hasil karne ke koi khas disadvantages nahin hai lekin bahut jyada education hasil karne se kuchh logon per iska bura asar padta hai ki vah apne aap ko buht magror banaa lete hain aur dusron ko haqeer samajhte hain . Education hasil karne ke bad log mehnat karne ko bura samajhte hain aur white collar jobs ko prefer karte hain .Education hasal karne mein agar aapka bahut jyada kharcha hota hai aur bad mein aapko use level ki job nahin milati yah earning opportunity nahin milati to log disheart ho jaate hain doston mein ummid karta hun ki ejucation ke upar hi review aapke liye bahut jyada helpful sabit hoga .
      • #4 Collapse

        Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

        Assalam walekum Pyare bhai jaan ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan

        Advantage

        Education Hasil karne ke upar Hamara mein ghar ke andar bhi bahut jyada jarurat Diya gaya hai aur Kaha gaya hai ki agar killam Hasil karne ke liye Agar Tumhen chinh Jana Pade to vahan Bhi Ja sakte ho

        Education Aap Ki Soch aur aapke Shor ko majbut karti hai
        Taleem aapke Shor aur aapke sochne ke andaaz ko takdeer karti hai
        Yah aapko Jindagi Ki shaktiyon ka Mukabala la oee calculation ke mutabik Ek acchi Jo Hasil Karke apni Jindagi ko baithkar banaa sakte hain

        Education aapke Shor aur aapke Sheikh aati hai aur aapko Ek Achcha Insan banne Mein Badal Deti Hai
        Yah aapko Achcha Bura samajh Nahin aur usmein Fark karne ke tazeem Deti Hai

        Nuksan

        Education Hasil karne ke Koi Khaas nuksan Nahin Hai Lekin bahut jyada education Hasil karne se Kuchh Logon per iska Bura Asar padta hai vah apne aap ko bahut hi magroor banaa lete hain aur dusron ko Hakki samajhte hain aur education Hasil karne ke bad log mehnat karne ko Bura samajhte hain aur white colour job scope refer karte hain aur education Hasil karne mein agar aapka bahut jyada kharcha hota hai to aap baat main aapko use level ko jo Apne Nahin milati ho ya earning opportunity Nahin milati aur jo log disturb Ho Jaate Hain aur doston mein Amit karta hun ki aap ko bahut hi Achcha Mera review Laga Ho
        • #5 Collapse

          Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

          ADVANTAGES.......1.Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???Asslam o Alaikum my dear all friends jaisy ap janty hain kay education ki buht zurart hotii hain ku k education inshan ko kamyab bantii hain education inshan ko inshn bantii hai taleem sy insan ko bolna ata hai jis kay bolny ka matlb hai kay kis insan st kaysy bat krni hai tameez saleeqa a jata hai dusro k sth talq rknay jeeny marny k lay education hi inshan bantii hain humry lay education k bgagair koi bhi zindgii nii hain ya inshan ki sub say basic zurart hain as ko har hal main hasil karna chye jaisa k bazz zindgii buht skun wli achi guzrti hain education hasil krny ki koi age ni na hi as k mukaml hony ki koi age hain as k lay ap jatna zyda time day work kary as ko hasil kary utha hi kam hain education dusro tk phaly hamen chaheya kay apna kam behtar kren taleem hasil kr kay apny mulq ka naaam bhi roshan kren or is ko dushmanon sy bachyenDISADVANTAGES....Education k buht zyda fiday hain lakin kuch nuqsan bhi hain wo ye kay agr ham education ni hasil krty hain hamen kisi bat ka shoor ni hota hain hamen law ni pta lgty bolny chalny ki tameez ni ati hai ham agy ni barh skty hain kamyab ni ho skty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

            Asslaam alaikum dear viewers umed hai ap sab kheryat sa hongay
            Topic:Education
            Education hasil karna insan ka bunyadi hak hai aur deen islam na b
            taleem par bhut zir dia hai aur islam main har mard aur aurot ka taleem
            hasil karna bhut zrori hai insan ko itni taleem honi chahye k woh achay aur
            buray main ,halal aur haram main,jaiz aur najaiz main farak malom kar sake
            Hzarat Muahammad (PBUH) na b farmaya hai k talem hasil kro godd sa gor
            (qabar) tak.
            Advantage
            Taleem k faiday lazawal hain jo k gintay jayn kabhi khatam nhi hotay taleem
            insan ko akkal aur shaour deti hai haram aur halal man tamez deti hai aur buray
            kamon sa rokti hai humien apni taraki k lye chahye k science aur baaki shobon
            mai bhi taleem hasil krien takay apnay mulk k lye taraki ki rah hamwar krien
            Disadvantage
            taleem ka koi nuksan nhi h lekin aisi kitabien parhna jo behida mawad par mabni
            hon nojawan nassal k lye tabha kun saabit ho sakti hain is k ilawa ajkal taleem k
            naam par universities main bhi buray kam hi rhay hain jo k ghalat hai
            • #7 Collapse

              Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

              Assalam walekum Ja sake aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic education Hasil karne se related hai ya Ek bahut hi Khubsurat topic hai hai Insan ko Zinda Rehne Ke Liye apne aap ko aur apne bacchon ko khana khilane ke liye education ka Hasan karna bahut hi Jaruri hota hai agar aap education Hans Karenge to aap Jindagi Mein bahut hi Kamyab Honge education Hasil karne ke liye aapko bahut hi Nahin kya si chij hai jo kya hal Koi Hassan karne ka shauk Rakhta Hai education Hardik karne ke bad aap bahut hi acche karo bar Yad koi aisa kam kar sakte hain jisse aap Ko Kisi Ko Kisi Kishan ki koi Mota ji vagaira Nahin Hoti education ka aajkal bahut education Hasil karne ka koi aapko Umra ka takaja Nahin Umra ke kisi se main bhi aap apni talim ko Jari Rakh sakte hain education Hasil karne ke bahut se advantages aur kuchh disadvantages hote hain a jao
              Advantages
              Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain Kya taleem Hamari Jindagi Mein Kitni ladkiya mil hoti hai agar aap talim jata hai to aapko Jindagi gujarne Gujarte vah Kisi Ki sim ki koi Tangi Nahin Hoti taleem Hasan karne ka sabse bada Ya fayda Hai Ki aapko Ek dusre ke sath baat karne ki tamiz ho a jaati hai aapke andar bardasht Ho Jaati Hai taleem aapko acche Mukam per Le Jaati Hai aap Kisi acche karo bad Mein set Ho Jaate Hain Agar aapke pass education hai to education aapko behtarin Insan Banane mein bahut MK ada karti hai education aaj ka Jagah Jagah aap ko Hasil karne ke liye School University vagaira bahut hi acche tarike Se Mil Jaati Hai thank u
              • #8 Collapse

                Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                Yes dear education Hasil karna Hamare liye bahut hi important ho sakta hai no doubt without education Ham apni koi bhi activity properly complete nahin kar sakte Agar Hum koi bhi apni activity according to rules and regulations complete karna chahte hain aur ismein maximum advantages Hasil karna chahte hain to Humko education Hasil Karni chahie iske sath Agar Hum Koi business karna chahte hain to uske liye bhi Humko proper education Hasil karna Hamare liye bahut hi important role play kar sakti hai no doubt education Ek bahut hi important factor Hai jisse Ham properly utilise aur facilitate ho sakte hain dear jab aap Kisi department se related apni education Ashiq kar lete hain to usmein aap ko maximum advantages milane ki chances of sakte hain no doubt education Ek bahut hi important factor hai jismein aapko maximum advantages offer ki Ja Rahe Hote Hain.

                Dear jab aap multiple types ki education Hasil kar lete hain to usmein aap different scales Hasil kar sakte hain aur apni education ko properly utilised karne ke liye is related Apne knowledge ko increase kar sakte hain aur isko apni field per properly apply kar sakte hain aur apni opning Mein increment Hasil kar sakte hain loadout Jab aap Koi business start karte hain aur usse pahle aap usse related complete educational Karte Hain To aap apne business ko bahut jyada profitable bana sakte hain iske sath sath basic education Kahiye purpose hota hai ki aapko society Mein Rahane ke liye different important Na Lage Hasil Ho Jaaye aur aap society Mein Ek responsible personality ki tarah apni life spent Karen.

                Faidy :

                Dear jab Ham education key advantages observed Karte Hain To Iske uncountable advantages ho sakte hain no doubt educated person as compared to uneducated personalities bahut jyada difference ho sakta hai isliye aapko education Har Surat Mein complete Karni chahie aur apne advantages ko increase karna chahie.

                Nuqsan :

                Dear education Hasil karne ka koi bhi disadvantage Nahin Hota.
                • #9 Collapse

                  Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                  Yes dear member education Hasil karna bahut jyada important hai aaj ke Daur Mein Main education ke bagair Ham Kuchh Bhi progress nahin kar sakte Ek well educated person aur non educated person mein bahut jyada difference hota hai education Hasil karne ke bad aap different activities ko join kar sakte hain different scales Mein participation Hasil kar sakte hain education Hasil karne ke bad hamare pass jobs ki bahut jyada best opportunities Hoti Hai jinko avail Karke Ham Life ko settle kar sakte hain education Ek bahut important chij hai hai Jisko Hasil karne ke bad Ham apni life mein Apne goals ko achieve kar sakte hain Pakistan mein different governments and private jobs hai Jin ko Ham education ke bagair Hasil nahin kar sakte Hamen main main education Hasil karne ke bad hi hi Bahut Si facilities milti hai education Hasil karke hi Ham Iske different advantages Hasil kar sakte hain.

                  Faiday :

                  Education Hasil karne ke bahut se fayde Hain education Hasil karne ke bad hi Ham apni life ko settle kar sakte hain aur apne dreams ko complete kar sakte hain Jab Ham acchi proper education Hasil Karte Hain To Ham bahut se a scales Hasil kar sakte hain Ek educated and non educated person mein bahut jyada difference hota hai education bahut jyada important role play Karti Hai Hamari life mein aur aaj ke jadeed Daur Mein Agar Dekha Jaaye to education Hasil karne ke fayde hi fayde Hain education Hasil karke hi ham progress Hasil kar sakte hain.

                  Nuksan:

                  Education Hasil karna Hamari life ke liye bahut jaruri hai iska koi bhi disadvantage Nahin Hai...thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                    Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review education hasil karne par hai without education Ham apni koi bhi activity properly complete nahin kar sakte Agar Hum koi bhi apni activity according to rules and regulations complete karna chahte hain aur ismein maximum advantages Hasil karna chahte hain to Humko education Hasil Karni chahie iske sath Agar Hum Koi business karna chahte hain to uske liye bhi Humko proper education Hasil karna Hamare liye bahut hi important role play kar sakti hai education Ek bahut hi important factor Hai jisse Ham properly utilise aur facilitate ho sakte hain dear jab aap Kisi department se related apni education Ashiq kar lete hain to usmein aap ko maximum advantages milane ki chances of sakte hain no doubt education Ek bahut hi important factor hai jismein aapko maximum advantages offer ki Ja Rahe Hote Hain Dear jab aap multiple types ki education Hasil kar lete hain to usmein aap different scales Hasil kar sakte hain aur apni education ko properly utilised karne ke liye is related Apne knowledge ko increase kar sakte hain aur isko apni field per properly apply kar sakte hain aur apni opning Mein increment Hasil kar sakte hain loadout Jab aap Koi business start karte hain aur usse pahle aap usse related complete educational Karte Hain To aap apne business ko bahut jyada profitable bana sakte hain iske sath sath basic education Kahiye purpose hota hai ki aapko society Mein Rahane ke liye different important Na Lage Hasil Ho Jaaye aur aap society Mein Ek responsible personality ki tarah apni life spent Karen Dear jab Ham education key advantages observed Karte Hain To Iske uncountable advantages ho sakte hain no doubt educated person as compared to uneducated personalities bahut jyada difference ho sakta hai isliye aapko education Har Surat Mein complete Karni chahie aur apne advantages ko increase karna chahie Dear education Hasil karne ka koi bhi disadvantage Nahin Hota.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                      Education ke bahut sare fayde Hain kyunki education hi aapko ek aam insaan se difference banati hai agar aap acchi education hasil karenge to uske aapke life per bahut acche impacts aate Hain kyunki education best hai aur education hi aapke andar responsibility aur honesty paida karti hai to aapko education jarur hasil karni chahie

                      ADVANTAGES :

                      Agar aap education hasil karte hain to education aapko ek sensible person banati hai jiske jariye aap easily apni life ke decisions kar sakte hain kyunki decision power bahut hi important factor hota hai agar aap ke andar decision power hai aur aap right time per right decision kar lete hain to aap apni life mein kabhi bhi nuksan nahin utha sakte kyunki ek acche padhne ki yahi quality hoti hai ki vah right time per right decision deta hai jo ke aapko education hasil karne ke bad samajh mein aata hai

                      Agar aap education hasil karte Hain to usse aap apna living standard change kar sakte hain behre education hasil ki hai aap kabhi bhi apni life ki ki kamyabi ko hasil nahin kar sakte hain agar aap apni life chahte Hain to uske liye aap apni life mein aapka aur aap acche se achcha km kr saghy

                      Ek educated person aur ek non educated person mein bahut jyada Fark hota hai kyunki ek educated person ko kisi bhi jagah per baithane ke taur tarike pata hote hain aur vah apne bado ki izzat karta hai chhotan ke sath reham karta hai jab cake non jacketed person ko kuchh bhi nahin pata hota vah har waqt bevkuf wale kam karta rahata hai as compared to educated person
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                        INTRODUCTION.....

                        Assalamu Alaikum dear member aapane Hamare Sar bahut Achcha knowledge share kiya hai aur ek informative topper discuss Kiya Hai education Hasil karne pade Jaate kab Sab Jante Hain ke acchi life spend karne ke liye education bahut jyada important role Ducati Hai Hamen acchi education Hasil karne chahie acche Education Centre se aur Hamen Hamesha Jab Bhi ham education se karne ke liye subject select Karen Tumhen for samajhkar selection Karni chahie jisse Usi feed ko Lekar Aage Chale aur usse a Mai Ham Kamyab ho sake humry lay education k bgr koi bhi zindgii nii hain ya inshan ki sub say basic zurart hain as ko har hal main hasil karna chye jass k bad zindgii buht skun wli achi guzrti hain education hasil krny ki koi age ni na hi as k mukaml hony ki koi age hain as k lay ap jatna zyda time day work kary as ko hasil kary utha hi kam hain education dusro tk phaly us pay kud bhi amal kary acha inshan ban kr apni duniafuzry jass say ap ki ikrat achi or kamyab hogie........


                        Bus education officer karne ki Kuchh advantage Hai Kuchh disadvantage hai jo main aapke sath share karta hun
                        ADVANTAGES.......

                        Inshn ko apni zindgii kamyab banny k lay Orr jeeny k lay mar y k lay zindgii guzrny k lay passy kamny k lay apni dunia or ikrat ko kamyab banny k lay education buht zurari hain education k bgr inshan ki koi zindgii nii hain as lay usy hasil karna chye har hal main education ko hasil karna chye education inshn ko bhra maqam detii hain as say inshn Ani dunia k sth apni ikrat kamyab bina skta hain as ay achi job bhra maqam hasil ho skta hain zindgii ko agr kamyab banna chahty ho tu us k lay ap ko chye jatna zyda ho skta hain education ko hasil kary us pay zyda say zyda time day kr work kary humry payri Nabi pak ny education pay buht zor dia hum as pay jatna zyda time day gay work kary gay mahant kry gy humy as ka phal har hal main har surat main mily ga...

                        DISADVANTAGES.....

                        D a member education Hasil connect Kuchh disadvantage bhi hai jo main aapke sath kya karta hun Agar ham Kisi acche school college Uni University se a education Hasil Nahin Karte To Hamen Main Na Tu Hamara knowledge Mera hota hai aur na hi Ham Kisi field Mein jaane ke liye expert Ban sakte hain O Kuchh universities aisi hai jo bahut hi expensive Hai Jin mein admission Lenovo t costly hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                          Salam dear membersji aapane hamare sath bahut hi achcha review share kiya hai jo ke aap ko pata hai ki education ke related hai to jaise ki aap ko pata hai ki Pakistan mein purv duniya mein ek vah white chij hai jiska Koi nuksan nahin hai jitni se jyada Ham education hasil Karen utani hi hamare liye kam hai isliye aapko pata hai ki agar aap ke pass acchi education hai to aap kisi bhi jagah jakar job kar sakte hain koi bhi kam kar sakte hain aapke liye duniya ka koi bhi kam mushkil nahin hota aapke liye har EK kam aasan hota hai isiliye Jo jo apne education ko complete karte hain vah hi life mein kam jab hote hain basic unke pass kuchh chij Na Ho agar unke pass film hai to vah duniya ke amir tareen insan hai .

                          isiliye agar aap kabhi aap per mushkil time a jata hai agar aap ke pass acchi qualification education hai to aap kahin bhi jakar job kar sakte hain aapke liye koi bhi problem nahin Ban sakti isliye aapko chahie ke kabhi bhi padhaai Na chhode har kisi ko apni study jarur complete karni chahie acchi education wale life mein kabhi bhi Na Kam nahin hote unko har EK chij ka knowledge hota hai isliye aapko apni studies through complete karne chahie kuchh bhi Ho jaaye aapko apni study per screwfix karna chahie usko jarur complete karni chahie .

                          Advantages .

                          ISI tarah aapko pata hai kiske bahut jyada advantages hai jab Ham apni education ko complete karte Hain to aap koi bhi kam kar sakte hain isase aapko har EK job easily mil jaati hai uske sath aap apni life ko bhi set kar sakte hain aap apni life mein har ek ko pura kar sakte hain apne dream ko pura kar sakte hain jab aapke pass education hogi to aapko koi bhi nahin Hara sakta isliye aapko apne education jarur complete karni chahie isase aapko kafi jyada fayda hai yah aapka jindagi mein har ek mod per sath deti hai .

                          Disadvantages.

                          g dear aapko pata hai ki education ke Koi disadvantages nahin hai kyunki jitna jyada ham log padenge usne hi hamare liye kam hai usi tarah uski Koi disadvantages nahin hai yah hamari Life ko bilkul change kar deti hai jitna jyada ham log padenge is hamare life bilkul change hoty jayegi isliye iski Koi disadvantages nahin hai .
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                            Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha review share kiya hai jo k bahaot informative hai education hasil krny k bary main...

                            Introduction:

                            Dear member education hasil krna hr insan ka farz hai yeh insan k liye bahot zruri hai jo insan ko aik acha insan banay main kamyab banati hai yeh hum school ,college ,aur university k ilawa ghr bhet k hasil kr sakty hain aur apny mashry main kamyab ho sakty hain...

                            Advantage:

                            Dear member education hasil krny k bahot zyada advantage paye jaty hain education hasil krna bahot zruri hai aj k is mashry main education hasil krna bahot zruri hai yeh hr insan ko aik kamyab treen insan banati hai aur zindagi main hr qadam py achy triky sy chalna skihati hai aur hr mor py kamyab banati hai education hasil.krny ka sb sy bra faida yeh hai k insan prh likh k apna future ko strong bana sakta hai agr hum mehnat kr k bahot achi education hasil kren gain tou hum zindagi main bahot sy mushkil waqat ko bhi achy sy handle kr sakty hain education hasil krny sy aik insan ko hr cheez ko awareness hoti hai aur education aik insan ko tameez sikhati hai achy aur bury ki aur hr insan ki pehchan bhi krwati hai aur kya hamary liye acha hai ya bura hai yeh bhi awareness deti hai jis sy insan apni zindagi ko kamyab treen bana sakta hai aur education hasil krny ka sb sy bra faida yeh hai k aik insan jb achi education hasil kr k apny bachoun k future ko strong bana sakta hai aur achi job hasil kr k apny tamam mamlat ko bhi achy sy handle kr skata hai education hasil krny sy insan ko Islamic information bhi milti hain jo k hr insan k liye bahot zruri hai lehaza education hr insan k liye bahot zruri hai is k bina insan ki zindagi bahot adhuri hai aur nakam hai especially is dor main ...

                            Disadvantage:

                            Dear member education hasil krny k kuch disadvantage bhi paye jaty hain education aj kl k dor main hasil krna bahot mushkil ho gya hai aj kl bahot km tawaja di jati hai jis sy aik bacha heavy selleybus hony ki waja sy achy sy hr cheez ko.follow nahi kr pata aur burden ki waja sy mehnat krna chor deta hai jis sy aik bacha achy taleem nahi hasil.kr pata aur nakam ho jata hai aur aj kl k is dor main education hasil krny k bawajoud uneducated feel hota hai aur bhot sy log school fees ki waja sy bhi apny bachoun ko achi education nahi dila paty aur aj kl k is dor main Islamic education py bilkul tawaja.nahi.di.jati.jis.sy aik insan.educated to hota hai.pr us k pas yeh education na hony ki waja sy wo.acha.insan.nahi.bn.pata jb k Islamic education hasil.krna hamen apni zindagi ka imported juz smajhna chaye jis maqsad k liye insan ko paida kiya gya hai ....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya Review Education Hasil Karny Par Mabni Hain.???

                              Assalam walekum fourex members aaj ka Hamara topic education Hasil karne se related hai
                              Dear friends education Hasil karna Ek bahut hi jaruri hai aajkal ke daure mein bhi aur pahle dudh mein bhi e education ki jarurat bahut jyada Hoti Hai education Insan ko Kamyab banati Hai education Insan ko 100000 ki aur Machete lihas se Kabil banati hai aur bahut fayde Hain Insan ko Shohrat Paida Karti Hai Ek makam Tak pahunch aati hai apni Jindagi Mein kam hai aap banne aur Achcha Jeene Ke liye Hamen talim kiye education ki bahut jyada jarurat Hoti Hai education hi Insan ko insan banati hai Hamare liye education ke bagair koi bhi Jindagi Nahin yah Insan ki sabse basic jarurat hai isko najarandaaz nahin kiya Ja sakta education Jindagi Mein Ek bahut Aham roleplay Karti Hai Hamen Khud bhi taleem Hasil karne per Jod Dena chahie aur apne Eid ke din Logon Ko Bhi is ki tarkeeb Karni chahie Taki booby taleem Hasil Karen aur aur unke khazane se kamyabi Hasil kar sake
                              Advantages
                              Insan ko apni Jindagi Kamyab banane ke liye aur acchi Jindagi gusane ke liye taleem ki bahut jyada jarurat padati hai taleem Insan mein bahut jyada Shor Paida Karti Hai Hamen Duniya Mein Rahana Duniya ke sath Chalna taleem ki Bina per hi aata hai aur education Insan ka bahut bada Makan deti hai aur is se Insan apni Duniya ke sath Apni kamyabi Bhi Hasil karta hai aur acchi talim se Ham acchi job bhi kar sakte hain hain jaise ke AAP Sab Jante Hain Ki vah Humne acchi life Mein change ki vah Hamen kamyabi Deti Hai Ham Koi Aur Dekhe per Bhi lag Jaate Hain
                              Disadvantages
                              Education ke koi bhi disadvantages Nahin Hote pahle taleem hasil karne se Hamen nuksan Nahin balki fayda hota hai ya Hamen Jindagi Mein Kafi Achcha mauka Deti Hai Lekin han Agar Ham acchi talim Hasil na Karen To Hamen fair Jyada benefit Nahin Milte isliye Hamen Jyada Tak to vah Jo apni acchi talim Aasan karne per Karni chahie aur education Hasil karne per Jyada Jod Dena chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X