Jaiza: Forex trading ma term "MARKET SWOON" ki occurance ki info or eski reasons.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading ma term "MARKET SWOON" ki occurance ki info or eski reasons.
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201021-125655_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	141.8 کلوبائٹ
ID:	12469968
    What is market swoon
    .

    Forex market ma kisi big event ya political or economic condition ki waja sy prices ki overall value sudden or dramatic drop kar jati hain es state ko market swoon kehty hain. Market swoon kisi ik pair ya commodity k bary ma info ni deta balky ye over all market k behaviour ko show karta hai. Eska matlab ye hai k jb market swoon occur karta hai to ik pair ya commodity ni balky es ma pori market fall kar jati hai .

    Information of market swoon
    . Forex market ma swoon kisi small news ki waja sy occur ni karta. Es k lae kio big event chahe hota hai. Swoon market tb occur hoti hai jb kisi big event sy trader nervous ho jaty hain or market ma develop negative sentiments develop ho jata hai. Forex trading ma market tb tak market swoon state ma rehti hai jb tak trader ka confidence bahal ho jata hai.

    Reason of market swoon. Jis tarha kuch mah pehle market ko jb ik virus ny hit kiya to bhot sari currencies or commodites down fall ma chali gae or ye tb tak down fall ma rahi jb tak investor ka confidence bahal ni howa. Kuch pairs or coomodities abi tak normal value sy down chal rahy hain.

    Trading with market swoon. Jb trader ko lagy k ab investor ka confidence bahal ho rha hai or pehle wali negative news ab positive news ma badalna start ho gae hai to tb trader ko drop ki hoye currency or commodity ko buy kar lena chahe. But tb tak buy ka wait he karna chahe or apni trade ko place ni karna chahe. Trader ko market swoon ka pehle sy pata chal jae to wo bhot acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai. But agr trader market swoon k start ma he small lot sy trade open kar ley to wo bhot acha profit hasil kar sakta hai.
    Last edited by ; 21-10-2020, 06:04 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

    Market Swoon
    Market swoon se murad ye hai k jab stock market market ki tamam value achanak declined kar jayen. Ye aik qisam ki market me dramatically tabdeeli hoti hai. Forex trading me market swoon aik achanak aur mukamal tabdeeli (decline) hoti hai. Aur ye decline bohut ziada hota hai aur market ki aam movement se kahi gunna barh kar hota hai. Ye market ki decline us waqat hoti hai jab achanak koi maashi ya siasi news market pe asar andaz ho jaye aur wo bhi bare pemane pe. Aksar awqat jab hamara stock exchange kisi masle ki waja se bohut ziada ger jata hai.
    Reason
    Market swoon aksar us waqat hota hai jab market me bohut ziada interruption peda hoti hai aur is me market k value me bohut ziada tabdeelian peda hoti hai. Aur aksar awqat ye masla us waqat ata hai jab koi siasi ya economy tabdeeli peda hoti hai. Aksar awqat jab mulkme koi achnak koi masla peda hota hai is waja se sarmaya kar apna sarmaya ya to rokh lete hen aur market me jaldi jaldi bejh dete hen jis se qeematen yakdam ger jati hai. Aksar awqat ye masla hamare mulk me india se border pe koi bara masla pesh ajaye to hamara stoxk exchange ger jata hai. Market swoon aghaz tawar par nahi hota bulke ye dramaye tawar par achanak hota hai aur ye kisi k waham wa guman me nahi hota hai lekin hota bohut achanak hi hai. Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12334631
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

      bilkul dear, market ki overall values k achanak drop honay ko market swoon kehtay hain jis sa upgoing market ka behaviour aik dm change ho jata ha aur ye downward moment start kar daiti ha, ya political ya economic news ka result hota ha jo worldwide buisness aur markets ko affect karti hain, jis sa investors ki tadad km ho jati ha aur market downfall karti ha, is ma traders nervous honay ki waja sa market ma entry laitay huay katratay hain q k unhain market ki moment visible nhi ho rahi hoti, is ma globaly tamam markets effected hoti hain aur ksi perticular company ya individual par asar nhi parta, market swoon pairs ki prices ko ma kami zahir karti hain aur ye us waqt tk thek nhi hoti jb tk investors ka confidence bahaal na jay, lihaza traders ko aisi situation k liay pre-planning bnani chaiay ta k is tarah ki moments ma apni trades ko timely tackle kia ja sakay aur pairs ya commodity k dobara normal trading range ma anay ka wait karna chaiay, ta k loss sa bacha ja sakay, investors ko apna confidence restore karnay k liay anaylisis kartay rehna chaiay aur trading news par focus karain, ta k achay chance par dobara trading start ki ja sakay, unhain ye baat b mind ma rakhni chaiay k is negative activity ya event k baad positive time zarur ay ga aur apnay confidence ko boostup rakhain, market k is achanak decline sa trading ma confusion to hoti ha lakin expert traders wo hi hotay hain jo is tarah ki moments ma apnay accoung ko tgek tarah manage karain aur usay secure rakhain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

        Dear bhai is Mein sabse important Hota Hai hai ki Ham is Mein knowledge Aarti Karke kam Karen Hamen pata hai ki forex Hamare liye sabse Achcha business hai Forex Mein kam karne ke liye sabse pahle market chart ko dekhna chahie market chart Mein Hamen forest ka Har kisam ka knowledge Mil Jata Hai Forex Hamare liye sabse Achcha business hai is Mein Ham kam kar ke aasani se Kamyab ho sakte hain market swoon ka knowledge jitan zada hoga utni hi jaldi hum kameyab be ho sakte hein hamesha ap is mn relex mind k sath kam krein forex mn jo acha kam krta hai wohi kameyab be ho sakta ha ue hamre liye eik zabardast onlines business mn menat krein gein tu success be lein gi is liye jab ap market mn ate hein tu ap ko pta hona chaiye k hum is mn kis tra kameyab ho sakte hein forex mn hume regular kam krna hota ha acha work krna parta ha tab hi hum eil best trader ban sakte hein
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

          Market swoon ke hawaly SE aik aham unwan muntakhib Kiya hai apnay guftagu ke liye aye es par roshni daltay hai.


          Market swoon:-

          Click image for larger version

Name:	IMG_20201021_164507_1.jpg
Views:	1
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12334639Market swoon hamy market mma Bohat rare dekhnay ko milta hai kiun esma mulk ki Kuch manfi batein ki madkhlat Hoti hai or mulk Ka majmoe Nizam apnay nazmozabath ke sath nahi chal Raha hota jesa ke siyasi adam-istehkam ki badoolat market swoon peda hota hai Yani ke market ki site aik pairs ya Kisi aik currency per nahi balkay market ki overall situation per Hota hai Jo market ko ya to Bohat down or jata hai ya phir market ko Bohat up le jata hai Jo ke traders kki trading ke liye achanakachanak loss Ka bais ban jata hai ye poori market ko aik sath effect or damage krta hai or iska life span zada be hosakta hai kiun ke market swoon ki position SE jab bahar ATI hai kuch Kaha Nahi Ka Sakta galdi be ajati hai or late be asakati hai ye sab market ki movements oor changing positions per mabni Hota hai. Esi market ma sarmayakari be kaam hojati hai Jo ke market ki waja se individual Ka Adam aitammaad Hota hai lekin eskay bd us trader ki cinfidenccinfidence bahali ma waqt Lagta hai market swoon Mai mulk ki economic condition be disturb Hoti hai jis SE trader ko market ma phir se investment ke liyliye same market ki buying iir selling per wapis anay ke liye intezar Karna parta hai.



          Reason of swoon in market:--


          ​Market mein swoon ki zada tar madakhlat tab hoti hai jab market kki values apni real values SE hat Ker ho Yani Kam ho or mulk ki majmoye economy or us Mai mojood her cheez susti Ka shikar ho.
          Last edited by ; 21-10-2020, 05:08 PM. وجہ: Maloomat ko add krna tha
          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

            Markets swoon bahut important role play karta hai yah market ke andar chadhti Hui trading co down kar deta hai aur down Hui trading co up kar deta hai swan ek bahut powerful trading hai iske sath touch mein rahakar bahut jyada munafa hasil Kiya ja sakta hai yah market ke andar itni importance rakhta hai ki market ki movement ko hi change kar sakta hai ise samajhne ke liye is per learning bahut jaruri hai ISI vajah se market mein bahut sare log aur bahut sare traders sone ke upar bahut jyada training kar rahe hain aur is ki movement ko Ho samaj kar market ke andar trading kar rahe hain ISI vajah se a maximum benefit hasal kar rahe ho market ke andar siwan per kam karne ke liye sabse jyada jaruri hai ki aap swoon per jyada se jyada learning Karen jitni acchi aap learning karenge aur Forex trading ke andar demo kaun per iski bahut jyada practis karenge tabhi aapko iski moment ka andaza ho gaya aur market ko analyse karne main aapke liye bahut jyada aasani hogi Jin logon ne newly join kiya hai unhen chahie ki vah market mein kam karne ke liye sabse pahle learning Karen aur jyada se jyada practis Karen lalaj bilkul na Karen Forex trading aapko ek achcha munafa deta hai lekin aapke kam ki bhains per aap apna kam achcha Karen aur vikray bola shasan karte Rahe Ho Jo log achcha kam karte Hain unko maximum benefit hasil hota hai aur jo aisa nahin karte vah nuksan mein rahte hain aur aur apna Forex trading ke andar time waste kar rahe hote Hain thanks
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

              Market faint market ke andar charhti hui exchanging ko down kar deta hai and down Hui exchanging co up kar deta hai swan ek bahut amazing exchanging hai iske sath contact mein rah kar bohat ziada benefit gain kiya ja sakta hai yah market ke andar itni significance rakhta hai ki market ki development ko greetings change kar sakta hai ise samajhne ke liye is per learning bahut jaruri hai isi reason se market mein bohat log aur bahut sare brokers sone ke upar bahut jyada preparing kar rahe hain aur is ki development ko hello there comprehend kar k market ke andar exchanging kar rahe hain isi reason se a most extreme advantage hasal kar rahe ho market ke andar siwan per kam karne ke liye sabse jyada jaruri hai ki aap faint per ziada se ziada learning Karen jitni acchi aap learning karenge aur Forex exchanging ke andar demo kaun per iski bahut jyada practis karenge tabhi aapko iski second ka andaza ho gaya aur market ko investigate karny primary aapke liye bahut jyada aasani hogi Jin logon ne recently join kiya hai unhen chahie ki vah market mein kam karne ke liye sabse pahle learning Karen aur jyada se jyada practis Karen lalaj bilkul na Karen Forex exchanging aapko ek achcha munafa deta hai lekin aapke kam ki bhains per aap apna kam achcha Karen Jo log aucha kam karte hain unko greatest advantage hasil hota hai or ap ak aucha benefit gain kr skty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                What is market swoon:-
                Forex market mein kisi big event ya political aur economic condition ki wajah sy prices ki overall value sudden aur dramatic drop kar jati hain iss state ko market swoon kehty hain. Market swoon kisi aek pair ya commodity k bary mein information ni deta balky ye over all market k behaviour ko show karta hai. iss ka matlab ye hai k jb market swoon occur karta hai tou aek pair ya commodity nahi balky iss mein pori market fall kar jati hai .

                Information of market swoon. Forex market mein swoon kisi small news ki wajah sy occur ni karta. iss k liye koi sa bhi big event chahiye hota hai. Swoon market tb occur hoti hai jb kisi big event sy trader nervous ho jaty hain aur market meiin develop negative sentiments develop ho jata hai. Forex trading mein market tab tak market swoon state mein rehti hai jb tak trader ka confidence bahaal ho jata hai.

                Reason:-
                Market swoon aksar us waqat hota hai jab market mein bohat ziada interruption paida hoti hai aur is mein market k value mein bohat ziada changes paida hotin hain. Aur sometimes ye masla us waqat ata hai jab koi political ya economy tabdeeli paida hoti hai. Aksar awqaat jab mulk mein achanak se koi masla paida hota hai is wajah se sarmayakaar apna sarmaya ya tou rakh leeity hain aur market mein jaldi jaldi bheijh dety hain jis se qeematein achanak se gir jatin hai. Aksar awqaat ye masla hamary mulk mein india se border pe koi bara masla paish ajaye tou hamara stock exchange gir jata hai. Market swoon aghaaz taaour par nahi hota balky ye darmeyani tawar par achanak hota hai aur ye kisi k mind mein bhi nahi hota hai lekin bohat hi achanak se hi hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                  Forex market normally apny trend ko continue rakhti hai ky kabhi uptrend main movement kerti hai aur kabhi downtrend main tou kisi bhi direction main movement kerty huey bar bar retracement bhi ley rehi hoti hai lekin market overall apny aik hi trend ko continue rakhty huey movement kerti rehti hai lekin kabhi kabhi market main trade bahot bari movement ho jati hai jo kisi special news ki waja sy hoti hai ky agar market main sudden movement per market bahot bari movement kerti hai tou aesi movement ko market swoon kehty hain ky market apni normal movement ko chor chuki hai jis ky pechy market ky fundamentals hoty hain ky jab ham market main kisi bhi pair main trade open kerty hain tou same trade open kerny sy pehly hamain market ky same pair sy related fundamentals ko zarur read kerna chahiay ky market main movement kabhi bhi baghair kisi reason ky nehi hoti market main koi big news agar effect kerti hai tou aesy time per market main bahot bari movement ho jati hai aur same movement per hamain open trade main bahot bara loss ho jata hai kyun ky ham jab bhi market main trade open kerty hain tou ham stop loss set kerny ki bajaey her open ki jany wali trade main take profit set kerty hain aur agar same market swoon hamari open trade ki favour main hoti hai tou hamara take profit hit hony ki surat main hamari trade small profit main close ho jati hai lekin hamara stop loss set na hony ki waja sy agar market ki same movement hamari open trade ky against hoti hai tou hamain open trade main bahot bara loss ho sakta hai jis ko recover kerna hamary liay namumkin ho jata hai isliay hamain market swoon sy agar survive kerna hai tou hamain her open ki jany wali trade main stop loss zarur set kerna hoga warna market swoon hamary liay bahot bary loss is sabab ban sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                    Market sawoon se related aapane bahut hi perfect aur detailed analysis Hamare Sath share Ki Hai no doubt Humko market ki aisi situation se related complete learning Karni chahie Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein Humko different important fundamental approaches ko clearly apni trading per reply karna chahie otherwise Humko bahut jyada nuksan ho sakta hai Kyunki Jab aap market Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh Aise important factors ho sakte hain Jo market totally crush kar sakte hain aur agar aap market ke sath closely attach Nahin Hai To aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur aap ko market mein bahut nuksan hone ke chances ho sakte hain.

                    Dear yah Kaisi situation Hoti Hai jismein market Mein different commodities aur currency pairs ki prices dramatically bahut down level per Chali jaati hai aur ismein aapko market Mein sudden Kuchh Aisi movement Najar Aati Hai Jiski basis per market Mein different commodities aur currency pairs ki prices bilkul bottom level Tak Chali jaati hai aur inmein aapko samajh nahin aati ki scheme main reason Kya Hui Hai no doubt iski background per bahut jyada Aisi reasons Hoti Hai Jiski vajah se aapko bahut nuksan hone ke chance ho sakte hain isliye sometime Jab market Mein natural disaster ya Kisi Aur condition per market ki movement bahut jyada down Jaati Hai To aapko Aisi situation Mein Kabhi Bhi trading Nahin Karni chahie aur jab market ki volatility jyada ho Jaati Hai To aapko US time par careful hokar trading Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem so sakte hain.

                    Dear jab aap market mein kuch important decision making Karte Hain To usmein aap ko carefully trading Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada difficulties ho sakti hai no doubt Jab aapko market Mein volatility bahut jyada mil rahi Hoti Hai To is Naam per aapko Hamesha market se avoid karna chahie aur aap market Mein inter Na Ho Kyunki Aisi situation main market ki movement bahut jyada hoti hai aur kuchh time main aapka account washed bhi ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                      Assalamu alaikum my dear all friends member Forex market ma kisi big event ya political or economic condition ki waja sy prices ki overall value sudden or dramatic drop kar jati hain es state ko market swoon kehty hain. Market swoon kisi ik pair ya commodity k bary ma info ni deta balky ye over all market k behaviour ko show karta hai. Eska matlab ye hai k jb market swoon occur karta hai to ik pair ya commodity ni balky es ma pori market fall kar jati hai Forex market ma swoon kisi small news ki waja sy occur ni karta. Es k lae kio big event chahe hota hai. Swoon market tb occur hoti hai jb kisi big event sy trader nervous ho jaty hain or market ma develop negative sentiments develop ho jata hai. Forex trading ma market tb tak market swoon state ma rehti hai jb tak trader ka confidence bahal ho jata hai Jis tarha kuch mah pehle market ko jb ik virus ny hit kiya to bhot sari currencies or commodites down fall ma chali gae or ye tb tak down fall ma rahi jb tak investor ka confidence bahal ni howa. Kuch pairs or coomodities abi tak normal value sy down chal rahy hainJb trader ko lagy k ab investor ka confidence bahal ho rha hai or pehle wali negative news ab positive news ma badalna start ho gae hai to tb trader ko drop ki hoye currency or commodity ko buy kar lena chahe. But tb tak buy ka wait he karna chahe or apni trade ko place ni karna chahe. Trader ko market swoon ka pehle sy pata chal jae to wo bhot acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai. But agr trader market swoon k start ma he small lot sy trade open kar ley to wo bhot acha profit hasil kar sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                        forex market mai hm trading kar ky munfa hasial kar sakty hai hamy market ke movement ko samj kar is mai pasa ivest kar sakty hain forex aik best busiess hai hum s mai market ky tred ky mutaik trading kry gy to he hamy fiada ho ga forex aik amm business jasa nah hain um is mai rat mai be kam kar sakty han hum is mai din mai be kamk ar sakty hain hum is mai bager balanace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai bager balace accout bana kar be kam kar sakty hain forex mai usa or china jjasy bary bary mmalik sahmil hain forex pakistan mai legal or famous busines ban cka hain um is ma agar kam karty howe aik be galti kar dety hain to hamra loss hain hamy is mai analysis ko lear kar ky se kar ky kam kara ho ga pher he hum earning gan kar saky gy forex mai duay ky big country involve han hm is mai agar bager learning ky kam kraty hain to hamara loss ho y ga hm is mai aik din mai lmit ky mitbaik kam kar sakty hain over limti is mai kam ni kiya ja sakta forex aik best busienss hai is mai hum gar mai bath kar is mai kam mkar sakty hai is mai hum posting kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain forex ko samjana be asnan kam nai hai is jasa ko or busienss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                          market ke movement up or down hote he rahte hain jab market up move kary to hamy is mai trade lagane chahey agar market ke movement down ho to hamy is mai trade nahe lagane chahye hamy trade ko soch samj kar lagana ho ga trading market friday ko close ho jate hai or yai monday ko open hote hai hamy monday ko is ke movement watch kar ky he kam karna ho ga hamy news ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy news ky wakth trade lagany ke mistake nahe karne chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karny mai he fida h ga agar hamy market mai kese be cheez ke samj na ay to hamy apny senior ko follow kar lyna chahey hamy market ko achy sy watch kar ky he kam kana ho ga yai aik wase karobar hai hum experience ke bena par har kam kar sakty hai or yai asa karobar hai jo ky hamy practice karny par experience be dyta hai hamy practice ky liey demo account ko chose karna ho ga yai real business hai hum is ko aik din mai nahe samj sakty hamy is mai zeda tawaja log tram trading par dane chahey kue ky hum long tram trading mai zeda profit hasil kar laty hain hamy is mai day ka time table bana kar kam karna chahey hamy kam ky sat ape health ka be keyal rakna chahey yai aam job ke nisbat bohat ache job hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                            Forex trading business Ek real business hai is real business ko earning Hasil karne ka best platform Kaha jata hai aur aap is best platform se earning is Waqt Hasil kar sakte hain Jab aapke pass Forex trading ki market ka Achcha experience Hoga aap is experience Kaisa Thi Forex trading ki market Mein Apna work start kar Payenge aur Market Mein maujud different types ki opportunities ko bhi acchi Tarah Se understand kar Sakenge

                            Forex trading ki market mein job teradors work karte hain unhen market Mein maujud market swoon ki occurrence ke bare mein complete information Hasil kar leni chahie aur use per acchi Tarah Se focus karna chahie Taki Uske bare mein acchi information Hasil kar Saken market sone ki vajah se market Mein political aur economic conditions ki vajah se market ki price drop Kar Jaati Hai aur Market ki price ke is drop Hone Ko market swoon Kaha jata hai

                            Forex trading ki market Mein Jab traders market June ko acchi Tarah se confirm kar lete hain to Is Tarah Se market Mein maujud ine traders ka confidence aur experience badh Jata Hai Jiski vajah se vah market Mein Apni trading main acchi success Hasil kar lete hain market Mein maujud traders ko market ke rules or regulations ko acchi Tarah Se follow karna chahie aur UN rules ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie market Mein Mauj udane wali Tamam news ko carefully study karna chahie Kyunki vah Nahin use Unki trading ke liye bahut hi best sabit hoti hai aur in news ke jariye Seva Apne knowledge Mahiti ijaafa kar sakte hain market Mein maujud market soon ki ek best term hoti hai isliye aapko is occurrence ki information aur uske reasons ko bhi acchi Tarah Se study karna chahie Kyon game Jab vah market soon ki Jyada Se Jyada learning Karenge Tu Is Tarah Se vah market Mein inke bare mein Tamam information se ko bhi acchi Tarah se confirm kar Payenge aur unke liye marketers Hun Ki complete information Hasil karne ke bad market Mein work karna bahut jyada possible ho jaega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot;MARKET SWOON&quot; ki occurance ki info or eski reasons.

                              forex trading main bahut sare ese terms hain jin ko ap sahe tarah se samajh bhe nhe sakte hain or is ke liye apko is main bahut he zayada mehnat karne ke zarorat hote haer jitne zayada ap is main ache tarah se mahnet karte hain ap is main utna he zayada success bhe to hasil kar he jaya karte hain to he to hamen cahiye ke hum is main dil se kam kara karen hum jitna zayada is main ache tarah se is ko samajhte howe he is main trading karen ge to hum is main se success hasil bhe kar he saken ge bas is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat bhe ache karen q ke hum jitne ache tarah se is mian apni mehnat karen ge hum yahan se is main utna he kamyab ho he saken ge bas is liye he to hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat na haren balke hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main dil se kam kiya karen take hum is main kamyab ho saken to bas is tarah se he to hamen bhe is main apna kam karna he ho ga take hum is main success bhe gin kar he saken or is main hum kamyab ho bhe saken bas is ke liye hamen is main apne kam ko dil se ache tarah se kar lena ho ga take hum is main kuch gain bhe kar sakne or is main hum kuch hasil bhe to kar saken bas tab he to hum is main kamyab ho he jate hain agar hum is main mehnat karte he hain to q ke yeh business hae he esa is main hum jitna ache tarah se kam ko time de dete hain to hum is main utna he kamyab ho he jaya karte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X