Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

    Candle sticks
    Candle sticks ka istemal sanb se pehle japan me shoro howa is waja se is ko japani candle sticks bhi kaha jata hai. Jab hum forex trading me kisi pair ki priceko kisi khas interval k leye candle ka istemal karte hen to jo chart ye create karta hai us ko candle sticks chart pattern kaha jata hai. Candle sticks ka chart line bar chart se mukhtalif hota hai. Q k bar cahrt me sirf pair ki priceki close value hi show hota hai jab k candle sticks me har aik time interval k leye aik alehda candle banti hai.
    Candle sticks time frame
    Candle sticks chart pattern se nine (9) qisam k time frame show hote hen jo hamare meta trader platform pe dasteyab hote hen. Wo time frame darjazel hen.
    One minute time frame:
    one minute time frame ko shortly M1 se show ya lekha jata hai jo k sirf aik minut ki candle stick ko show karti hai aur sixty seconds complete hone k baad new candle stick shoro hoti hai.
    Five minutes time frame:
    Five minutes time frame ko mt4 ya mt5 meta traders pe shortly M5 se zahir kia jata hai jo k five (5) minutes ki chart pattern ko show karta hai. Five minuts ka cycle complete hone k bad ne2 candle stick shoro hoti hai.
    Fifteen minutes time frame:
    Fifteen minutes ki time frame ko hum shortly M15 se jante hen jo k hamen fifteen minutes ki time duration show karwata hai. Is ka bhi new cycle fifteen minutes complete hone k baad shoro hota hai.
    Thirty minutes time frame:
    Thirty minutes time frame ya half hour time frame ko shortly hum M30 se zahir karte hen jo k 30 minutes ki duration pe mushtamil hota hai. Ye bhi new candle stick 30 minuts bad shoro karta hai.
    One hour time frame:
    One hour time frame ko h1 se zahir kia jata hai jo forex trading me short term trading k leye sab se ziada istemal hota hai. Aur ye candle sticks one ko 24 hours se show karta hai. One hours complete hone k bad new candle stick ka aghaz hota hai.
    Four hours time frame:
    Four hours time frame mt4 ya mt5 pe h4 se zahir hota hai aur ye long term trading k leye sab se ziada istemal hota hai. Wese bhi is time frame pe long term ki analysis hoti hai.
    One day time frame:
    Forex trading me one day time frame ko D1 se zahir kia jata hai aur is pe bhi long term trading hoti hai ye time interval one day ki duration pe mushtamil hota hai. Us k bad new candle shoro hoti hai.
    One week time frame:
    Second last bari time frame one week ko symbol W1 se deya jata hai. Aur is ki duration one week hoti hai. Forex trading me is time frame ko bhi long term trading k leye istemal kia jata hai.
    One month time frame:
    Sab se last aur sab se bari time frame jis ko MN se show kia jata hai is pe to analysis mushkil hai ya bari bari banks karte hongay. Ye time frame one month ki duration pe mushtamil hai aur one month k complete hone k bad new candle stick banti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

      Candlestick different types ki hoti hai aur aur ismein utaar chadhav bhi aata rahata hai yah bahut lambi hoti hai aur bahut chhoti bhi hoti hai yah market ki moments ke sath sath chalti hai jis taraf market ka rukh hota hai hai usi taraf ya chalti hai market mein candlestick ko samajhne ke liye knowledge ka hona bahut jaruri hai jinke paas candlestick ki tapman type ke bare mein information hoti hai vah acchi trading kahate Hain Forex trading 1 online business hai aur isko online hokar hi acche tarike se trade Kiya ja sakta hai iske liye sabse jyada jaruri hai ki aapke pass candlestick ke bare mein behtarin kishan ki learning ko aur trading ke andar candlestick bahut jyada practis ki jaaye jab ek acche tractor Ban jaenge aap to aapko candlestick ko use karne mein asali paida hogi Jin logon ne newly Forex trading ko join kiya hai unhen chahie ki for Forex trading co full time day aur jitna jyada bonus hasil karna chahte hain vah to hi jyada practis Karen jitni acchi practice hogi forest reading mein utani hi jyada boss bonus ke chances jyada honge jab Manas ke chances acche honge to to aapka interest Forex trading ke andar aur bhi jyada paida hoga candlestick per Jo log kam kar rahe hain vah isase bahut jyada fayda aasan kar rahe hain aur senior members aur traders ka bhi candlestick ke upar bahut jyada focus rahata hai ISI vajah se vah market ke andar ek acchi earning kar rahe hain market mein candlestick ko samajhne ke liye market ke sath jyada se jyada time guzarna padega jab aap bahut jyada waqt market ko denge to aapko pata chalega ki candlestick kis tarah kaam karti hai
       
      • #48 Collapse

        Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

        Dear aap ne bilkul theek information share ki hai bilkul aisa he Hai candlesticks ka different time duration hota hai lekin aik baat Yaad rakhen ky Har time duration mein candlesticks ki movement same hoti hai aisa bilkul bhi nahi hota ky Har time duration mein movement different ho agar aisa ho Jae to members confuse ho sakty hain aur loss ka samna bhi ho sakta hai
        IS liye humein chaheye KY jab bhi hum trading kren to koshish kren ky hum jis time duration mein analysis kr rahe hain Usi mein real trading kren ta ky hum ache aur kamyab trading ko possible bana saken kyun KY Agar hum analysis aur real trading different time frames mein krny ki koshish kren ge to is condition Mein bhi hum khud confuse ho jaen ge Agar hum ache trading krna chahty hain to humein yahan Har Baat ka Khayal rakhna ho GA ta ky jitna zayada ho sake hum apni trading see losses ko kam kr saken aur acha benefit asaani se hasil krny mein Kamyab ho saken
        Aksar hum dekhty hain KY H1 time frame mein market fast hoti hai aur day wali candle ko dekhen to wo slow hoti hai humein is mein bhi Pareshan nahi hona chaheye day wali candle ne humein poore din ki movement dikha I hoti hai Jab KY H1 candle ne just us aik hour ki dikha I hoti hai is loue movement same hoti hai bs hum observe Thora galat kr jaty hain kabhi bhi confusion waly mind se trade krny ka risk na Lyn aisi trading Mein ap ko definite loss ka samna he ho ga
         
        • #49 Collapse

          Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

          yes dear Forex me candlestick Kay kafi types hoty hen Jo bhi useful hoty Jin me Kuch mostly use hony wali candlestick for ext Inverse hammer. A similarly bullish pattern is the inverted hammer
          Bullish engulfing. The bullish engulfing pattern is formed of two candlesticks. ...
          Piercing line
          Morning star.
          Three white soldiers.
          Six bearish candlestick patterns.
          Shooting star.
          Pin Bar candlestick
          candlestick ky different pattern hoty hen jin main trend ko observe Kia jata hy to uss kay ager bullish trend main bullish pin baar banay to woh bhi koi effect nahin keri market ko us ka bhi koi role nahin hota woh Support level of hoga hay or aik or baat yeh kay aksar pin bars fake bhi hoti hain yaani yeh kay pin baar breakout ho jaata hay or market trend change nahin kerti to iss ka bhi dehaan rekhna chaahiye ham main jab proper movement start ho jaaye phir hi entry leni chaahiye werna entry nah hi lain to behtar hay lekin sab sy main thing ye hy Kay hamen is pattern ki shnakht krna boht zaroori hy pin bar aik wahid candlestick set up hy jo market me hone wali mumkina changes me sara sr qemat karrwaie tajroon ka sirapa hy aik pin bar aik qreebee park hy jisy qemat karwai se chutkaraa hy traders ko aam tor pr aim rukha ke trah laga gy jo candle Kay second bearish candlestick pattern me hoga is Pattren aik pin bar candlestick pr aik qemat bar hota hy aam tor pr aik qemat bar pr candlestick mushtamil hota hy jo qeemt ke tez raftaar mustrad ke numaidgee krta hy pin bar bar jb tk kbhee kbhee hilya jata hy lambee dum ke traf se wazht ke jatee hy wick se dum bhee saya k tor pr behja jataa hy trading hi aik option hai jis main hum apni trading karty hain trading k liye aghr hum pin bar ko folow karty hain tu hmain es ko chart par apply karna hota hai jahan par hmain boht se pin bar mil jati hain or pin bar ka basic aal yah hota hai k jahan se market reverse karti hai waahan par pin bar banti hai or jitni azafa market reverse main ajti hai otni e bar pin bar bdlati hai pin bar support or resestance main banti hai tab hum apni trading karty hain es main news bhi boht asar nadaz hoti hain jis se aghr tu hmain strong point milta hai trading k liye market main tu hmain apni trading main boht acha proft bhi mil jata hai es liye pin bar trading k lye eska knowledge hona boht zarori hai short neck bhi hoti ha. Pin bar potential price reversal ka sign hota ha or chart par is k appear honay ka matlab ha k trader ko ab price k backward ya forward janay k liye ready ho jana chahiye. Pin bar k 2 types hain, candlestick 1 Bearish pin bar, candlestick 2 Bullish pin bar. Bearish pin bar mein small candle k sath upward neck hoti ha, ye neck jahan tk hoti ha, wahan se price lazmi downward ay gi ya mazeed downward bhi ja sakti ha. Bullish pin bar mein small candle k sath downward neck hoti ha, jahan tak neck ha wahan se price wapas upward ya mazeed forward ja sakti ha.
           
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #50 Collapse

            Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

            Forex mein hum sub jis chart per trading kertay hain uss mein candle sticks ka istemaal.hota hai jis sae humain market ki movement ka andaza hai jin sae hum market kay trend ko maaloom ker saktay hain aur humain inn candles kay baray mein agar pata nahin ho ga tou humaray lye trade kerna kafi mushkil ho jata hai iss lye humain chahyea kay hum forex mein candles.ki movement ko samjhain aur humain iss baat ka bhi pata hona chahyea kay candles mein kitnay time ki candles banti hain
            1M
            Iss time mein jo candles banti hain unn mein her candle ki duration aik minute ki hoti hai aur her minute kay baad aik new candle banti hai
            5M
            Iss time frame mein her candle panch minute ko zahir kerti hai aur her panch minute kay baad naye candle banti hai
            30M
            Iss time frame mein her candle 30 minute ki banti aur iss sae humain yeh pata chalta hai kay inn 30 minute mein market ki movement kya rahi hai
            1H
            1H time frame mein her candle aik ghantay kay lye banti hai aur uss aik ghantay mein market nay kitni movement ki hai iss ka humain pata chalta hai
            4H
            Iss time frame mein humain market ki four hours ki movement milti hai aur yeh bara time frame hai jis sae humain yeh pata chalta hai kay 4 ghantay mein kya movement rahi hai aur humain ab agay kya trade kerni hai
            1D
            Agar aap market mein bari candle dekhna chahtay hain tou aap ko iss mein chart per aik din ka time frame select kerna chahyea ta kay aap ko iss mein aik pooray din ki movement ka pata chalay aur aap ko market kay analysis kernay mein aasaani ho aur hum achi trade ker sakain
            Forex mein agar aap acha kaam kerna chahtay hain tou aap ko inn time frames mein kamyabi kay sath kaam kerna ho ga aur inn time frames ko consult ker kay market kay analysis kerna hoon gaye
            • #51 Collapse

              Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

              Forex me candlestick pattern trading ke liye use hote hain aur bahut important hote hain trading ke liye agar aap ek professional trading karna chahte hain to aapko candlestick pattern ko acche se samajhna Hoga Iske bare mein learning Karni Hogi Forex Mein candlestick pattern ye hen.

              Doji Candle :- ye aik bohat important candle ha ye trend changer kehlaati ha eskay baad trend change hojata ha shart ye ha agar ye chart k top pe banay aur gli candle sell pe open ho market down jaati ha ossi tarah agar ye down trend mey banay aur agli candle open buy ki janib ho market buy hojati ha.

              shooting star :- shooting star b aik bohat important candle ha agar ye buy trend chart k top mei ay aur shooting star candle k bad agli candle sell mey open hojay market down jaati ha.

              Buy Hammer :- buy hammer down trend mei banay aur aur uskay baad agli candle buy ki janib open hojay market up jaati ha yahi eski khooobi ha.

              Hanging Man :- ye candle bhi bohat important ha ye candle jab banti ha ye agar chart k top mey banay aur agli candle sell mey open ho market down jaati ha oskay bad hen ap achi trading kar sakte hen.

              Kuch important candlestick patterns.

              The Bullish Engulfing. ...
              The Piercing Line. ...
              The Morning Star. ...
              The Three White Soldiers.
              Hammer or Inverted Hammeror aik or hay The Bottom Linein sab kay ilawa Shooting starPin BarBearish Engulfing CandleDojiHanging man waghera shaamil hain
              Friends yeh sab bohat achay patterns hain aur trading ke liye bahut important Hote Hain. Thanks
               
              Last edited by ; 21-10-2020, 08:45 PM.
              • #52 Collapse

                Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                dear Forex me candlestick ki kafi type hoty hen Jo bht important hoty hen kyun Kay in sy patterns banty hen aur candlestick pattern different types ke hote hain aur bahut hi zada informative hote hain aur ham market connect kar sakte hain aur is mein hai aur jo aap ke liye Hote Hain aur agar baat evening star k bary main kuch Yoon kha ja sakta hea k tweezer and top tweezer bottom tree candle pattern hea jo k markeet main reversal k signals ki taraf ishara karta hea aur candlestick pattern forex mein candlestick patterns pe hoti ha chart per 2 qisam k tweezer and top tweezer bottom patterns banty haen aik wo jo week pattern kehlaty haen jo ziada ter direction ko follow ni krty aur kbhi kbhi kr bhi jaty haen akser traders en patterns se dhokha kha jaty haen wo jb dakhty haen k aik week pattern Bana ha but market ne usy bht ziada follow Kiya ha tu wo apny zehn mein ye bt fix kr laity haen k es trha k patterns achy hoty haen aur jb agli dafa aisa koi pattern bnta ha tu wo trade laga daity haen jo follow ni krta aur Un ko loss ho jata ha aisy patterns traders ko bht confuse krty haen traders ko chaye k wo Apna rule banaen k unhn ne aisy patterns pe dehan ni daina. Ab dosri qisam k patterns jo bht perfect hoty haen q k forex market 100% ni ha akser aisa hota ha k perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha tu us dar ki Waja se wo trade ni lait aur wo pattern bht acha follow kr jata ha aur trader afsos krta reh jata ha es lye traders ko chaye week trades pe kbhi trade na krean aur perfect tweezer and top tweezer bottom patterns ko met choraen q k agr wo aik mein loss krta ha tu baqi Kai trades plus mein jati haen jis se loss recover ho jata ha.
                   
                • #53 Collapse

                  Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                  Candle ky distinctive example hoty hen jin fundamental pattern ko watch kiya jata hy to uss kay ager bullish pattern principle bullish pin baar banay to woh bhi koi impact nahin keri market ko us ka bhi koi job nahin hota woh Support level of hoga feed or aik or baat yeh kay aksar pin bars counterfeit bhi hoti hain yaani yeh kay pin baar breakout ho jaata feed or market pattern change nahin kerti to iss ka bhi dehan rakhna chaeye hum primary poke legitimate development start ho jye phir hello section leni chaahiye werna passage nah hey lain to behtar roughage lekin sab sy primary concern ye hy Kay hamen is design ki shnakht krna boht zaroori hy pin bar aik wahid candle set up hy jo market me sharpen wali mumkina transforms me sara sr qemat karrwaie tajroon ka sirapa hy aik pin bar aik qreebee park hy jisy cost investigation se chutkaraa hy merchants ko aam peak pr point rukha ke trah lagy gy jo flame Kay second bearish candle design me hoga is Pattren aik pin bar candle pr aik qemat bar hota hy aam pinnacle pr aik qemat standard candle mushtamil hota hy jo qeemt ke tez raftaar mustrad ke introduction krta hy pin bar jb tk kbhee hilya jata hy lambee dum ke traf se wazht ke jatee hy wick se dum bhee saya k peak pr behja jataa hy exchanging hey aik choice hai jis primary hum apni exchanging karty hain exchanging k liye aghr murmur pin bar ko folow karty hain to hamein es ko graph standard apply karna hota hai jahan standard hmain boht se pin bar mil jati hain or pin bar ka essential aal yah hota hai k jahan se market invert karti hai waahan standard pin bar banti hai or jitni azafa market turn around fundamental ajti hai itni howdy bar pin bar bdlati hai pin bar backing or resestance primary banti hai tab hum apni exchanging karty hain es fundamental news bhi boht asar nadaz hoti hain jis se aghr tu hmain solid point milta hai exchanging k liye market fundamental tu hmain apni exchanging principle boht acha proft bhi mil jata hai es liye pin bar exchanging k lye eska information hona boht zarori hai short neck bhi hoti hai.
                   
                  • #54 Collapse

                    Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                    candlestick pattern:-
                    forex mein ham tarding karty waqt candlestick pattern ka use karty hain.hum market mai trading kar sakty hain hum is mai agar trading karna chahty hain to hamein km sy km 100 $ capital invest kar ky acha profit kama sakty hain hum is mein agar trading karna chaety hain to hamy pahly acha experinecne chaey ho ga then hum profit kama sakty hain .
                    part time be kam kar sakty hain forex mai trading karny ky liye hamy analysis ko use karna ho ga is k sath stah hamein candle stick pattern ko use krna ho ga candlestick ki movement sath hi hamein trade lagani ho gi tabhi hum is forum par kamyab ho sakty hain.
                    is pattern ko banny k liye km se km 10 se 20 saal ya is se bhi ziada arsaa bh lg jata hai , is pattern mein 3 ways k trend hoty hain:
                    1) Up Trend
                    2)Down Trend
                    3) Sideway Trend.

                    candlesticks k time intervals:-
                    Candle sticks time frame
                    Candle sticks chart pattern se nine (9) qisam k time frame show hoty hain jo hamary meta trader4 k platform pe available hoty hain.aur wo frames kux is qisam k hoty hain:-
                    (1 Min) time frame:-
                    1 minute time frame ko shortly M1 se show ya likha jata hai jo k sirf 1 minute ki candle stick ko show kara hai aur 60 seconds complete hony k baad new candle stick shoru hoti hai.
                    (5 Min) time frame:-
                    5 minutes time frame ko mt4 ya mt5 meta tradders pe shortly M5 se show kia jata hai jo k five (5) minutes ki chart pattern ko show karta hai.5 minutes ka cycle complete hony k baad new 2 candle stick shoru hotti hai.
                    (15 Min) time frame:-
                    15 minutes ki time frame ko hum shortly M15 se janty hain jo k hamein 15 minutes ki time duration show karwata hai. Is ka bhi new cycle fifteen minutes complete hony k baad shoru hota hai.
                    (30 Min) time frame:-
                    30 minutes time frame ya half hour time frame ko shortly hum M30 se show karty hain jo k 30 minutes ki duration pe mushtamil hota hai. Ye bhi new candle stick 30 minutes baad shoro karta hai.
                    (1 Hour) time frame:
                    1 hour time frame ko h1 se zahir kia jata hai jo forex trading mein short term trading k liye sab se ziada istemal hota hai. Aur ye candle sticks 1 ko 24 hours se show karta hai. One hour complete hony k baad new candle stick ka aghaaz hota hai.
                    (4 hours) time frame:
                    4 hours time frame mt4 ya mt5 pe h4 se zahir hota hai aur ye long term trading k liye sab se ziada istemal hota hai. Wesy bhi is time frame pe long term ki analysis hoti hai.
                    (1 D) time frame:
                    Forex trading mein one day time frame ko D1 se zahir kia jata hai aur is pe bhi long term trading hoti hai ye time interval 1 day ki duration pe mushtamil hota hai. Us k baad new candle shoru hoti hai.
                    (1 week) time frame:
                    Second last bari time frame one week ko symbol W1 se diya jata hai. Aur is ki duration 1 week ki hoti hai. Forex trading mein is time frame ko bhi long term trading k liye use kiya jata hai.
                    (1 month) time frame:
                    Sab se last aur sab se bari time frame jis ko 1 MN se show kia jata hai is pe to analysis bht hi tough hoti hai ya bary banks karty hoon gy. Ye time frame one month ki duration pe mushtamil hai aur one month k complete hony k baad new candle stick banti hai.
                     
                    • #55 Collapse

                      Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                      Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge no doubt agar aap forex trading mein kam karte Hain to uske liye aapko mukt Le patterns najar aate Hain candlestick patterns different hote hain aur timeframes bhi different hote hain aapki trading par depend karta hai ki aap kis kisam ki trading karte hain agar to aap short term trading karte Hain to uske liye aapke pass m5m 15 m30 cake candles hai Jin ko dekh kar aap trading kar sakte hain lekin agar of long term trading karte Hain to uske liye aapke pass H4 aur 1 Day candlestick patterns maujud hai aap apne trade ko se sabse adjust kar sakte hain

                      MOSTLY USE TIME FRAME :

                      vaise to forex trading mein bahut sare timeframe hai agar aap iski study hasil karte hain to aapko m1 m5 m15 m30 H1 H4 1 day 1 week iske alava bhi aapko kuchh timeframes Nazar aate Hain to aapki trading per depend karta hai ki aap kaun si trade karte hain use hisab se aap apne time frame ko adjust kar sakte ho aur on mein candlestick patterns dekh sakte ho lekin jo jata tha use hote hain main UN mein se kuchh ki aapko information provide kar deta hun

                      H1 CANDLESTICK :

                      jo sabse jyada time frame use hota hai vah h1 ka hota hai h1 mein jo candle banti hai vah aapki ek aur ke liye banti hai aur bahut se log hote Hain Jo Jo h 1 ko dekh kar hi trade kar rahe hote hain kyunki yah 1 standard time frame hai jo aapko market ki atyant occasion ke bare mein batata hai ki is pure ghante mein market ka kya Surat hai dhal Rahi market kitna ab main Raha kitna down mein Raha market mein bhaiya active hai yah sellers active hai agar bhaiya active hai to fir sala passive hai yah kya hai yah aapko Sara detail ke bare mein batata hai aur aap agar trade karna chahte hain to aap koshish karen ki h1 ki candles dekhkar is time frame mein dekhkar candle ko trade Karen kyunki yah aapko kam time mein achcha profit de sakta hai

                      H4 CANDLE STICK :

                      H4 ke bad agar aap kisi candlestick time frame per reply karenge to vah H4 hai kyunki yah bhi aapko market ki accent occasion ko dikhta hai ki 4 ghante mein market ki Surat HAL kya Rahi aap apni trade course hisab se adjust karte hain aur jab bhi aap h4k time frame mein candles ko dekhte hain to aap ko pata chal jata hai ki H4 mein kadam movement candle ki shape kaisi rahi kya apps Le 4 ghante mein market UP mein Gaya yah down mein Gaya to agar aap apne long term trading karna chahte hain to uske liye aapke pass H4 ka option bahut hi achcha option hai aap yahan per apne analysis ko improve kar sakte
                         
                      • #56 Collapse

                        Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                        Candlestick time frame se related Apne bahut hi perfect information apni post Mein sher ki hai no doubt Jab aap different analysis complete kar rahe hote hain to ismein aapke liye time frame bhi bahut hi important platform forward kar rahe hote hain aapko Hamesha different timeframes ki basis per apni analysis complete Karni chahie. Dear jab aap different time frame se related apni learning complete Karte Hain To usmein aap ko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapko different time frames main market ki movement ko properly judge karne se related learning mil rahi Hoti Hai is se related main aapko Kuchh important timeframes ki briefly introduction Dena chahta hun.

                        M1 : aik minute ki calculation

                        M5 : 5 minutes ki calculation

                        M15 : 15 minutes ki calculation

                        M30 : ahdy ganty ki calculation

                        H1 : aik Hours ki Calculation


                        H4 : 4 Hours ki Calculation

                        W1 : Aik week ki Calculation

                        D1: aik din ki calculation

                        Dear jab aap technical analysis complete kar rahe hote hain to ismein aapko different time frames bahut hi important information provide kar rahe hote hain dear jab aap different time frame se related apni learning complete karte hain to usmein aapko Idea mil raha hota hai ki market Mein last different timeframes main market ki movement kis basis per hui hai aur is related aapko complete lagne ka asali Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aap market Mein unsuccessful ho sakte hain.

                        No doubt market ke different important factors aapke liye perfect information or indications provide kr rhi hoti hai lekin agar aap different important tools ko avoid karte hain aur Forex trading Mein kam Karte Hain To aap ke liye Forex trading Mein successful difficult ho sakta hai isliye aapko market Mein candlestick patterns Aur timeframes Ko completely learn karna chahie aur apne technical analysis course perfect karna chahie.
                           
                        • #57 Collapse

                          Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                          candle ke iqsam ky bary mai agar knowledge ho ga to he hum is ko use karny ky kabal ho gy hamy market ko achy sy watch kar ky kam karna chahey hamy is mai daily he meyare kam karna chahey hamy candle hamy market ke movement ka batate hain ky market kis tarf move ka rahe hai hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey hum is main bagar pasio ky account bana kar kam karty hai hamy is mai confidence sy trading karne chahey hamy trading karny ky har aik asol ko pora kar ky he kamyabe hasil ho sakte hain fundamental analyses technical analyses or sentimental analyses ke iqsam hai hamy analyses ko use karty howy he trading karne ho ge ta ky hum is mai profit hasil kar saky hamy is mai planing kar ky kam karna chahey kue ky planing sy keya howa kam hamy fida he dyta hai hamy week ky start main kam or time ke planing kar lyne chahey or pher is ky hesab sy end tak kam karna chahey ta ky hum is mai target ko asne sy pora kar saky yai aam job ke nisbat bohat ache job han hum ga bath kar is main kam karty ha is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hamy is mai aik time mai aik he pair mai kam karna ho ga yai aik wase kaarobar hai hum is mai live or sada urdu mai kam karty hai hum is mai ga bath kar online kam karty hain
                          • #58 Collapse

                            Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                            candle stick chart ko hamen cahiye ke hum sahe tarah se ache tarah se read out kar lena cahiye hum jitna zayada sahe se isko readout kar lete he hain to hum is main se success bhe to utna he hasil karte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is amin mehnat bhe kara karen sahe tarah se take hum is main kamyab bhe ho he jaya karen to is tarah se he to hamen is main se kuch na kuch gain hota hae q ke yeh business hae he sa is main agar apko hona hae kamyab to apko is kain karne hote hae mehnat or jo is main sahe tarah se ache tarah se mehnat karte hain to wohe to is main ache tarah se kamyab ho jaya karte hain bas is waja se hamen bhe is main dil se sahe tarah se kam kar lena hio ga take hum is main success hasil kar en hum jitna zayada is main sahe tarah se kam karte howe jate hain to hum is main kamyab ho he jaya karte hain bas is waja se he to hamen cahiye ke hum is main bas mehnat kiya karen hum agar sahe tarah se is main dil se kam karte howe he is main mehnat kar jate hain to hum is kain success bhe to hasil kar he lete hain bas hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat na haren jitna ho sake hamen is main mehnat ache tarah se kar lene cahiye tab he to hum is main success hasil karte he hain is tarah se hamen cahiye ke hum is main apne ka ko bhe time den jitna zayada hum is main sahe tarah se ache tarah se is main mehnat karte hain to hum is main utna he kamyab ho he jate he hain bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum sahe tarah se ache tarah se is main mehnat kar lene cahiye take hum success hasil kar saken
                               
                            • #59 Collapse

                              Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                              Knowledge ho tu hum is tara ki achi achi threads laga sakte hai apne time frames per bat ki hai ke kitane time frames hai jin per hum trading kar sakte hai.

                              sub se pahle tu one mint wali candle b hai jis per hum trading kar sakte hai use ke bad 5 mint hai 15 mint wali candle hai or 30 mint wali candle b hai H1 time frame per b hum trading kar sakte hai ya sub short time frame me aa jate hai or is per aksr hi short term trader kam karta hai.

                              H4 D1 W1 M1 ya sub candles big time frame me aa jati hai hum in per b long term trading kar sakte hai forex trading business me har koi kam kar sakta hai short term wala b or long term wala b.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Jaiza : - CANDLESTICK kitnei kism ke time intervals / durations* per mushtamil ho

                                Assalamu Alaikum Forex trend aaj ka Hamara topic candlesticks Kitni Kishan ki Hoti Hai se related Hai candlesticks ka istemal sabse pahle Japan Mein Shuru Hua is vajah se isko Japani candlestick bhi Kaha Jata Hai Jab Ham Forex trading mein kisi pair ki price Kisi Khas interval ke liye candle ka istemal Karte Hain To Jo chat yah create Karta Hai usmein candlestick chart pattern Kaha Jata Hai candlestick chart pattern ki line bar Mein mukhtalif Hota Hai Kyunki bar chart Mein different pair ki price ki close value hi show hota hai Jab Ke candlestick Main Har ek time interval ke liye ek Ada candle banti hai1 minute time frame5 minute time frame 15 minute time frame 30 minute time frame 1hour time frame for hour time frame one day time frame one week time frame one month time frame5 minute time frame ko short leave M1 se show yah likha jata hai english sirf 1 minut ki candle stick Osho Karti Hai 6 second complete hone ke bad yah new candlestick Shor Hoti Hai 5 minut time frame Mein MT4 yah mt5 metatrader pay shortly M5 Kiya Jata Hai 5 minut chat show karta hai aur 5 minute ka cycle complete hone ke bad yah nai candlestick Shuru Hoti Hai 15 minut ki time frame Mein shortly m 5 says died Kiya jata hai aur 5 minut ki chat candle show karta hai aur 5 minute ka cycle complete hone ke bad Nahin Kader Shuru Karta Hai 15 minute wala 15 f15 m15 ke jaane ke bad Nahin candle Shuru karta hai ya 15 minute ka chart Hota Hai Uske bad 1 Aur Ka 13 minut Wala Bhi 30 minut ke bad Nahin Kendriya Shuru Karta Hai 1 aur wala band hone ki Kadar show Karta Hai Uske bad Nahin candle show karta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X