Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..
    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
    I hope ap sab fine hon gy or forex par apna kaam dil laga kar kar rahy hon gy ham kam jitnadil lga kar karen gy utna hi hamy profit haasil hoga hamy apni posts ka muwaad acha rakhna chaye asaan language istemal karen taa ky zyada sy zyada log isy smjh sakyn to ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
    Introduction:
    G aj ma bohatt important topic ly kar haazir hui hun mera aj ka review '' Stove ( choolhy ) '' par mubni haii choolha har ghar ki eham zarurto ma sy aik zarurat hai isky bgair hmary choolhy ka tasavvur bhi mumkin nahi hai aam chholhy ky 2 hissy hoty matlab 2 burners hoty hain hain aik thora bara hota hai or aik uski nisbat thora chota hai is coolhy ky buttons bhi hoty hain jis sy ham gass ko kam ya zyada kar sakty hain isky pechy aik choti si pipe hoti hai jis ma ham gass ka pipe insert kar ky isy istemaal ky qaabil bnaty hain choolhy steel ky bhhi hoty hain or lohy ky bhi aj kal to bohatt sy cooking ranges agay hain jin ma 4 ya 5 choolhy hoty hain or nechy oven bhi mojood hota hai ab ma apko choolhy ky faaidy or nuqsanat ky baary ma btaon gi.

    Advantages :
    Choolhy ky bohatt sy faaaidy hain choolhy ky bgair ham ghar ka tasawur bhi nahi kar sakty hain choolhy par ham apna khana banaty hain har kisam ki haandi bana sakty hain chawal bhi bnaaty hain rotiya bhi paka sakty hain choolhy ki in vention ny hmy bohatt convinience di hai warna lakriya jalana to bohatt mushkil kaam tha ham choolhy par cooking ky elawa baking bhi easily kar sakty hain pateely ma baking tray rakh kar usy dhakan lgga kar bareek anch par baking ki jati hai isi trah steam bhi ham choolhy par kar sakty hain steel ky choolhy bohatt jald saaf hojaty hain.
    Disadvantages :
    Choolhy ky bohatt sy nuqsanat bhi dekhny ma aty hain inky buttons agar low quality ky hon to yeh ay din kharab hojaty hain or steel waly choolhy ki endings hatho par lagny sy bohat gehry cut lag jaty hain or bohatt blood waste hota hai isky elwa agar ham kisi wja sy rat ma choolha jalta chor dain or band krna bhool jay to is sy bohatt nuqsan hoskta hai achy waly choolhy expensive bhi aty hain.
    I hope apko ye review pasand ay ga or ap sab is par apni knowledge zarur share karen .JazakAllah !
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

    Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai Jo kis trove chulhe ke related hai to jaise kya aapko pata hai ki har Ghar mein stovekaisa maal Kiya ja raha hai aap ko pata hai ki kitchen mein iske bagair ab kabhi bhi coc nahin kar sakte isliye aapko pata hai kiska istemal bahut jyada hi ghar mein kiya jata hai Meri tarah main aapko iske bare mein detail se batati hun kya mis ka kaise use kar sakte hain uska kyon use Kiya jata hai iske advantages uski Koi disadvantages main aapka sth share krti hon .

    Advantages .

    Aap ko pata hai k stovehar Ghar mein maujud hota hai har ke janm istemal Kiya jata hai jab aap cooking karte Hain to Ham iske jarhi chutkule ke jariye ham log ko King kar sakte hain ISI tarah aap ko pata hai ki bahut ke sang ke hote Hain Ham hamare pass Ham ek hota hai jo full sheeshe ka hota hai ham log vah bhi use kar sakte hain steel kabhi use kar sakte hain uske sath aap ko pata hai ki ham log kanch ka use kar sakte ham log kisko kitchen main phir bhi karwa sakte hain uski coking karna impossible hai kyon case kesariya ham log ko in karte hain ISI tarah ji automatic hote electric bhi hote hain kafi acche hote Hain Ham main har design hare rate price mein apni range ke mutabik le sakte hain ISI tarah iski Ham logon ke karte hain aur cooking kitchen mein bahut jyada jaruri hai kitchen ki sabse jyada jaruri important chij chulana strobe hai hi .

    Disadvantages .

    Dear aapko pata hai jo automatic electric stove hote Hain vah har Koi phone nahin kar sakta kyunki vah kafi jyada mein mahange hote hain aur koi unko nahin kar sakta aur uske sath aap ko pata hai kya electric stop Jo hote hain vah bahut jaldi kharab ho jaate Hain kyunki ke andar Jo electric capacity hoti hai vah jaldi kharab ho jaati hai aur daily use karne se uske sath agar Ham kanch ka lete hain shishe ka strong lete Hain to koi chij bhi girne se vah aapka Tut sakta hai isliye aapko bahut careful iska istemal karna padta hai .
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

      Assalamu alaikum. Umeed karta hun ke tamam forex members khairiyat ke sath honge. Aapane bahut acche topic per review Kiya hy. Stove/choolha hamari jindagi ki ki ek basic need hai jo har Ghar mein jarurat hoti hai aur har Ghar mein use hoti hai. Stove/choolha bahut sari qualities main main aur bahut sare designs mein market mein available hote Hain. Aaj Kal ke daur mein stove/choolha 3 different types ka available Hy market mein power source ke lehaaz se, sabse pehle main apko batata challu Ke cylinder gas based stove hota Hy iske elawa him cities mein sui gas ki facility available Hy wahan sui gas based stove/choolha use Kiya jata hy aur phir latest technology electric power based hy jo k electricity ko consume karta hy. Iske elawa log kuch areas mein wood/lakri ko bhi use karte hain.

      Advantages.
      Stove/choolha ka sabse bara aur important advantage ye Hy ke isse hum khaana banany ke liye use karte hain, hamara breakfast, lunch aur dinner stove pe he banaya jata hy. Iske elawa koi bhi cheez ya dish banani ho tu stove/choolha pe he banati jati hy. Ghar ke elawa ye commercial level pe bhi hotels and restaurants mein use Kiya jata hy khana banane ke liye aur tea ya coffee banane ke liye.

      Disadvantages.
      Normal routine mein agar dekhna Jaye tu jo sab se bara disadvantage hy stove/choolha ka wo ye Hy k aksar eske buttons kharab honjate hain, jiski wajha se hamein kaafi pareshani hoti hai. Aur agar stove/choolha kahein se gas leak kar Raha hu tubye hamari life ke liye dangerous hota hy isliye hamein ehteyat karni chaye. Electric power stove) choolha ka sabse bada disadvantage ye Hy ka yeh power consume karta hy jiski wajha se hamara electricity bill ziada ata hy aur hamare expenses ziada hojate hain
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

        Assalam O Alaikum dear friends hamara aaj ka ye review gharon main use hone wale stove par mabni hai is liye ham is review main Stove k Advantages and disAdvantages par baat kare ge our is k bare main discus karen ge

        Stove ::

        dear friends stove yani coolha har gahr main use hota hai our ye hamare kitchen ki sab se pehli zarorat hoti hai q k ham stove k bagair khana nahi bana sakte hai ye aam tor par gas burner k sat hote hai lekin kuch gharon main electrical burner stove b use kiye jate hai jo k bijli se chalte hai in ki madad se ham koi b khana ban sakte hai


        Click image for larger version

Name:	gas burner.jpg
Views:	3
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12334725



        Advantages ::

        dear friends is k mandrja zail Advantages hote hai


        1= in ki madad se ham khana bante hai
        2= ye hamare kitchen ki pehli zaroorat hai is k bagair hamara kitchen complete nahi hota hai
        3= ye saste hote hai our mukhtalif shapes main mil jate hai
        4= gas ya electrical dono types main mil jate hai
        5= in ko gharo k ilawa hotels main b use kiya jata ha



        Disadvantages ::

        dear friends in k kuch disAdvantages bhi hai


        1= ye aksar kharab ho jate hai our mentinance par kafi kharch ata hai
        2= dear friends in k burner ko saf karna mushkil hota hai is liye agar koi khana burner par gir jay to ye ganda hi rehta hai
        3= normally in k gas control buttens kharab ho jate hai ya tot jatehai
        Ayisha Cutey's Trading Journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

          Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. G members stoove matlab chollha har ghar mein use kia jata hai aur har ghar mein majood hota hia. Yeh kitchen mein sab se pehli aur sab se ziada use krne wali chez hai. Is ki madad se hum khana bnate hain aur bi bohat chezen pka skten ahin is ke bgyr hum khana nahi bana skte. Yeh hmare kitchen ki pehli zrort hai. Is ke bgyr kitchen mukamal nahi hai. Yeh saste hote hai aur asani se bazar mein mil jate hain. Yeh different shapes aur colours mein mil jate hain. Is ko almost har jga use kia jata hai. Yeh has aur electricity dono types mein use kia jata hai.
          In ka nuksan yeh hai ke jab yeh khrab ho jae to jaldi thek nahi hote. Is ke burner ko saaf krna mushkil hota hai.
          Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

            Assalamu Alaikum dear friends Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic stove se related hai Aaj Ham aapse Apna knowledge stove se related Karenge stove ko Urdu mein chulha Kahate Hain dear friend Jay Ek bahut hi Ghar Ki use Hone Wali chij Hai Iske bagair ham kitchen ka koi bhi Kam Nahin kar sakte a ja kitchen Mein Hogi To Ham cooking bhi kar sakte hain aajkal Pakistan mein bahut hi Khubsurat kism ke chulhe stove market mein maujud hai dear friend kuch stove to itne hi Khubsurat Hote Hain Jo ke Kitchen ko Char Chand Laga Dete Hain dear friends Agar aapke kitchen Mein chulha bahut hi Khubsurat hai to aapko kam karne ka bhi bahut maja aata hai Iske istemal karne ke bahut se advantages aur kuchh disadvantages bhi Hote Hain Jo ki main aapke sath share karungi gi gi
            Advantages
            Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Kuchh Logon ke bahut se advantages hote hain ISI Tarah Hamare kitchen ke stove ko istemal karne ka bahut hi fayda hota hai Ham apni Pasand Ki Tu Mein chijen ismein banaa sakte hain hain aur kha sakte hain Agar aapke kitchen Mein Khubsurat stove majood hai to Aapka kitchen bahut hi Khubsurat hota hai dear friend chulhe ki madad se aap apni Marzi ki cooking kar sakte hain aur apne Pairon ko de sakte hain aajkal bahut hi Pyare Pyare chulhe Mein Jude Hain Jo ki aapke ghar ki khubsurti mein Masjid Safar karte hain yah Aap Par depend karta hai ki aapane kya aur kis kisam ka chulha kharidna hai
            Disadvantages
            Real friends Jahan per advantages Hote Hain vahin per Kuchh disadvantages bhi Hote Hain chulha Agar ganda Ho Jaaye to ab bahut hi Mushkil se iski Safai hoti hai hai aur kuchh to logon to bahut jaldi dhang Bhi lag jata hai Kuchh chule Aankh Dena shuru ho Jaate Hain ki aap ke ghar ke bartan Neeche se Kale Hona shuru ho Jaate Hain agar aap chule ko saaf Nahin Karenge to aapke ghar mein Mukt ki Sangh ki bimariyan pad Jayegi aur bahut Sare kitchen mein gandi kism Ke kide makode Bhi a jaenge agar aap apne chulhe Ki Safai Karti Hain to ghar Behtar Rahega Varna Bahut Si Bimari aapke ghar mein ho sakti hai thank u
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

              Dear pyary forexer aj apnay aik aham unwan ko muntakhib Kiya hai guftagu ke liye.


              Stove Kia hai:-

              Jesa ke sabko pata hai ke stove choolhy ko Kaha jata hai. Cholha aik ghareelo istemaal ki Bohat hi faidamand cheez hai Jo ke har Kisi ke Ghar ma Hoti hai or us Ghar ki aik bunyadi zarurat Hoti hai chulha. Ye kitchen ke amunan beech ma Lagi Hoti hai Jo ke gas pipe say filled Hoti hai Kuch chulhay purany hoty hai jinkay neechy Kuch nhi Nahi Hota or Kuch chulhay jesa ke AJ kal achukay hai modern type ke jinke upper support be lagti hai Yani wo kB khanna pakta hai to us steam ko apnay andar jazb krleta hai or us choolhay ke neechy ager ham dekhy to aik oven be Hota hai Jo ke aik hi product ke zariye hamari oven ke zimadario ko be Pura krdeta hai.chollhay ko ham usky button ke zariye se in or off karty hai or unhi buttons SE gas pressure ki speed ki set karty hai.

              Choolhy ke faiday:-


              Choolha jesa ke hamari Bohat hi aham ghareelo zarurat hahai esny hamari Zindagi asaan Bana Di hai. Gas cylinder ki bjae ham es per khanna galdi or ba asaani paka lety hai. Choolhay mein ham aik waqt mein 2 say 3 dishes ya 3 switches ko use Ker skty hai. Chulhy Mai khanna be bohat Acha banta hai uskay ilawa ham chulhy per ghar ki roti be bana saktay hai. Aj kal ke modern chulhy ager dekhy jye to unho ny oven Ka kaam be shuru karke aik asaani peeda ki hai.

              Chulhay ke nuqsan:-

              Click image for larger version

Name:	IMG_20201024_193758.jpg
Views:	1
Size:	22.5 کلوبائٹ
ID:	12334773Chulhy ko hamy Bohat hhi ahtiat say use krna chychye iski gas pipe ma khrabi ki suraat mein aag be bharak Sakti hai. Ager ham Khana tez anch per pakka rahy hai to esma khna be gal Sakta Hai. Chulhy ki jb open kary to Usay band be zarur karey nhi to bara nuqsan be hskta hai zada dair usko kaam kke baad na chalye.
              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

                Asalamalaikum:
                Dost aj ap ne hmary sath bhut hi acha review share kia h jo k chooly pr mabni h dosto jese k hm janty hn ye aj k door ki bhut hi mufeed cheez h
                R har ghr me paya jata h r hm sb log salan rotti chaye r hr cheeze ici pr pkaty hn ye lohay ka bna hua hota h ye gas pr chlta h ic se phly log entoon
                Se chuul bna kr us me aag lga kr us pr har cheeze pkaty thy lekin ab ic se bhut sahoolar ho gyi h ye mukhtalif shapes r sizes me market me mil jata h r
                Ic ki qeemat b ic k size r shape k hisab se e hoti h

                Advantages:

                Dosto k bhut sary fawaid hn jin mese khuxh ka ziikr me yhabpr krun ga jese k hm sb janty hn k choola aj k bhut ki bhut hi faida mand cheeze h
                R sb k gharo me paya jata h jb choola ni tha to log lakrian jlaa kr us pr apni cheeze pkaty thy lekin ab yesa ni h ab hm chooly ki wja se koi b cheeze thory
                Waqt me tyaar kr skty hn ic ki mukhtalif shaoes hn jo ic ki khoobsurti me izafa krti hn r in ki qeemat b ici hisab se hoti hn
                Pehly jb log kam pr jaty thy to suba k waqt nashta tyar krny me waqt lg jata tha lekin ab chooly ki wja se bhut asani h r agr me koi mehman
                Aa jaye to us k ly chaaye r khana b khuch e dair me tyar kia ja skta h r ye har ghr ki buniaadi zarurt ban chukaa h
                Disadvantages:
                dosto jese k hm janty hn k har cheez k dawaid k sath sath khich nuqsanat b hoty hn ici trh ic k b khuch nuqsanat hn
                Jese k hme icy bachoo ki phinch se duur rkhna chahiye r ic ko istamal kr sahi trh se band krna chahiye taaky ic ki gas khuli
                Nw reh jae q k ic ki wja se gas phelti rhti h oxygen ki kami ho jati h r kbi kbi ic se blast hny ka b khatra hota h
                Ic wja se ic ka bhut dihan rkhna prta h
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

                  chulhay per hum log khana banatay hein jis say humko undertaking to hai in Pleasant tabulation se gorrxbuying and brochure seekhen tabhi ako aek behtareen attainment hogaa aor me samjhtaa hoo keh aptabhi bht achi incomes karne me kamiaab hoo sakte hai gorex aek on gather internationalwell-known sortie hai is ko ap jitna ziada seekho ge utna acha lakeshore bhi hogaais liey ap ko expereince barhana chahiey invoice apam ke lye bhoour raiment kar sakte hain is lye agarap achi posts karna chahte hain to is ke lye ap ke byskip bhi detach from alternation exercise kaexpertise bhi clear chahye our is ke sath sath jag in bhi hona lazmi haiagar vain acha perquisite hasil karna chahte hain to apni posts roguish business proportionkarne ki zrorat hoti hai acha talent hamain bhot kuch deta hai our jin individualska perk acha a rha hota hai to us ki wajha ye hoti hai ke us come alive ke byskipacha knowlege our experiene hota hai jis ki bina spot b ill woh achi posts karne ho ormal bunch ko ye kehna chahon ga jin ke byskip alien interchange influence ka expertisekam hai to woh women pakistan outsider succession engagement ray standing jitni bhi achi posts hoti hainour jin principal ap samajhte hain ke acha artfulness our evidence hai un ko examinekaren our jitna kitna unhian shaft karen ge to un ko acha knowlege hasil hogaour posts karne ka ach bender Colloq in bhi mil jain ge hamain is tarhan bhot zyadasoch samajh kar kaam karne ki zrorat hoti hain our is ke sath sath hamain zyadase zyada leverage and fostering ko epoch dene se bhi binge in milta hai our ye toot in apko achi germane to karne greatest madad de sakta hai jis ki madad se ap achi postnushasil nahin kar sakte isliye hamen chahie ki stage Apne artistry ko boomKaren achcha extra hasil karne ke liye achcha kam karna bahut jaruri hotahaikyunki False Apne ingenuity ko sound karte Hain to hamara binge in kienhance hota hai isliye profession ke sath ki gayi hamen achcha honorarium desakti hai hamen chahie ki overacting ko au courant or hypothetical banaen jissehamare cleverness mein bhi is are ka hoga aur hamara revel in bhi achcha hogarevel in torturous paintings karne se hasil hota hai kyunki jitna jyada undercurrent gruelling paintingskarte hain itne hamare byskip artisticness hota hai unnatural apne skill ko baisbanakar ac
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

                    AOA my dear all Forex member aaj ka review stove (chooly) per mabni hai aapko pata hai ki har Ghar mein stovekaisa maal Kiya ja raha hai aap ko pata hai ki kitchen mein iske bagair ab kabhi bhi coc nahin kar sakte isliye aapko pata hai kiska istemal bahut jyada hi ghar mein kiya jata hai Meri tarah main aapko iske bare mein detail se batati hun kya mis ka kaise use kar sakte hain uska kyon use Kiya jata hai iske advantages uski Koi disadvantages main aapka sth share krta hon Aap ko pata hai k stovehar Ghar mein maujud hota hai har ke janm istemal Kiya jata hai jab aap cooking karte Hain to Ham iske jarhi chutkule ke jariye ham log ko King kar sakte hain ISI tarah aap ko pata hai ki bahut ke sang ke hote Hain Ham hamare pass Ham ek hota hai jo full sheeshe ka hota hai ham log vah bhi use kar sakte hain steel kabhi use kar sakte hain uske sath aap ko pata hai ki ham log kanch ka use kar sakte ham log kisko kitchen main phir bhi karwa sakte hain uski coking karna impossible hai kyon case kesariya ham log ko in karte hain ISI tarah ji automatic hote electric bhi hote hain kafi acche hote Hain Ham main har design hare rate price mein apni range ke mutabik le sakte hain ISI tarah iski Ham logon ke karte hain aur cooking kitchen mein bahut zyada zaruri hai kitchen ki sabse jyada zaruri important cheez chulana strobe hai hi Dear aapko pata hai jo automatic electric stove hote Hain vah har Koi phone nahin kar sakta kyunki vah kafi zyada mein mahange hote hain aur koi unko nahin kar sakta aur uske sath aap ko pata hai kya electric stop Jo hote hain vah bahut jaldi kharab ho jaate Hain kyunki ke andar Jo electric capacity hoti hai vah jaldi kharab ho jaati hai aur daily use karne se uske sath agar Ham kanch ka lete hain shishe ka strong lete Hain to koi cheez bhi girne se vah aapka Tut sakta hai isliye aapko bahut careful iska istemal karna parta hai Aur agar stove choolha kahein se gas leak kar Raha hu tubye hamari life ke liye dangerous hota hy isliye hamein ehteyat karni chaye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review '' Stove (Choolhy) '' par mubni haii..

                      Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review stove par mubny Hy doston aaj Kal Zindagi technology ke daur mein bahut se stove market mein available hai inke bahut hi fayde hain lekin aap jante Hain ke fayde ke sath nuksan bhi jarur hote Hain to aaj Ham is per apna naam lijiye share karenge
                      Advantage
                      Doston stove ke bahut jyada fayde Hain purane door mein chulhe inter ke banae hote the Jin per bahut hi mushkil se khana pata tha jinmen lakdiyan jila karkhana kaha jata tha lekin jaise jaise technology net rakhi ki hi acche chulhe market mein a gaye hain jinko gas per chalaye jata hai gas per chalne wale chulhe bhi Kai tarah ke Hain ab to automatic chulhe a gaye hain jinko chalane ke liye machis ki jarurat bhi nahin hoti inke bahut jyada fayde Hain ine se gandgi mein bahut jyada kami hoti hai agar hamare ghar gas maujud hai to Ham automatic chulhe ka use kar sakte hain automatic dulhe ke andar ek aisa element hota hai jo ke khud bar kude mein dandvat Hi chulhe mein aag Jala deta hai Ham ghar mein koi bhi kam khana pakane ke liye ya kisi chij ko garam karne ke liye chulhe ka istemal hi karte Hain doston gas wale chale Hain bahut banaa sahab kimat per market mein available hai aur yah bahut hi acche aur pi daar chuhe hote Hain
                      Disadvantage
                      dear friends aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uske nuksan bhi jarur hote hain ISI tarah chulhe ke bhi tenu San hai doston agar aapke pass halki quality kajal hai to aap use per acchi tarah khana nahin taiyar kar sakte usmein aur dusre din Koi Na Koi kharabi a jaati hai doston agar aap ka bartan jyada bada hai to aap aap ka chulha side se kharab ho jata hai iska rang kharab ho jata hai ya metal ka bana hota hai agar halka metal ho to vah bahut jaldi kharab ho jata hai ISI tarah doston agar aapka chulha sahi se likh Ho Gaya to gas ye hona shuru Ho jaati hai jisse kitchen mein aag lagne ka bhi khatra hota hai ISI tarah agar Ham chhoti chhoti chijon ka khyal rakhen to Ham bahut bade nuksan se Ban sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X