Zepya ya shereit...???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zepya ya shereit...???
    Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge.
    Dear members zepya ka istemal bhtr hota mobile phone main ya shereit ka istemal, en dono ky kuch advantages aur disadvantages Byan Karen mery sath please..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zepya ya shereit...???

    Assalamu alaikum ummid karta hun ke sab forex member khairiyat se honge. Aaj ka hamara topic jis per Ham review de rahe hain hua hai zapya and share it application. Yah donon mobile applications hai jo Android software operating system mein use hote Hain Jin ko use karte hue ham ek device se dusre device mein different types ka data transfer kar sakte hain to chaliye main aapko donon ka introduction de deta hun.

    Zapya.

    Yah basically ek data transfer application hai hai jisko use karte hue Ham kisi bhi type ka data mobile to mobile transfer kar sakte hain isko use karne ke liye ye donon mobile phones mein yah software hona jaruri hai. Dono mobile mein zapya ko on kar ke device pairing kar li jati hy aur bluetooth n wifi k through connect kar sakte hain.jab dono devices ki pairing complete hojati hy iske baad wahan ek universal search bar hota Hy his ko use karte howe hum ne jo bhi file dosre mobile mein transfer karni hoti hy usse select karte hain aur share kar dete hain.zapya mein ek he search bar hota hy his se hum photo, videos, application, pdf files, ms files aur har trha ki files transfer kar sakte hain. Aur ye ek easy to use software hy jis se transfer bhi easily hojata hy data aur hamara time bhi Bohat Kam lagta Hy ye ek fast software hy.

    Shareit.

    Shareit esi mobile application ya software hy jis ko use karte hue ham data files ek mobile phone se dusre mobile phone mein transfer karte Hain. Yah software bhi Android operating system-based hai. Aapane ye software apne mobile mein download kar lena hai hai aur dusre mobile mein bhi yah software hona lazmi hai. Shareit basically ek professional software hai jisko use karte hue a ham log different types ka data transfer ya receive karte hain. Shareit bhi ek simple and easy-to-use software hai jo ke aajkal approximately her mobile phone mein use Kiya ja raha hai. Shareit ko use karte hue ismein ek search bar hota hai hai jo ki basic search bar hota hai hi is search bar key through ham log video files and music files ek device se a dusri device mein mein transfer kar sakte hain iske alava Jo dusri file hoti hai unko transfer karne ke liye shareit software ke andar ek aur search bhartiya hota hai hai jiska use karke ham log dusri files photos PDF files MS word files bi transfer kar sakte hain. Yah ek reliable software hai. Isko use karne ke liye bhi hamen donon devices ki pairing karni hoti hai aur jab pairing complete Ho jaati hai 2 Bluetooth connectivity ke jarie hai Ham files ko transfer kar sakte hain aur isi tarha receive bhi jar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Zepya ya shereit...???

      Zapya:
      Zapya aik aisi app hai jis say app aik android fone ka data dosray fone mein easly share ker saktay hein.
      Data share kernay k leay zarori bat yeh hai k dono cell phones yeni sender and reciver k pas ye App instal ho. Pehlay app is app ko open ker k dono cell phones ko
      Connect keren gay. Us k bad app ksi bhi tarah ki file ko asani say share ker saktay hein.


      ShareIt;
      Filies sharing k leay Zapya ka use bht zeyada hota hai. Zapya k bad anay wali app Share it ka istimal bhi isi maqasd k leay hota hai.
      ShareIt say bhi app kssi bhi tarah ki file( videos , photos , documents ) etc easily share ker saktay hein


      I prefer Zapya to use.
      • #4 Collapse

        Re: Zepya ya shereit...???

        Assalamu Alaikum friends ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge dear friends Jaisa ke aap Sabko pata hai ki zepia aur shareit ek dusre ke ke jaisa work karte hain lekin ine donon mein Thoda Thoda difference hai yah donon Hamen Ek dusre friend se koi moviece video songs audio songs pictures aur bahut Kuchh share karne mein Hamari help Karte Hain vaise to Bluetooth bhi yah kam karti thi lekin Piya Aur share it Bluetooth se bahut jyada fastwork Karte Hain
        • #5 Collapse

          Re: Zepya ya shereit...???

          asslam o alikam dear ap ne bohat hi acha review diya ha is software se hum apna data eik se dosrey mobile mn kr sakte hein ur zapya ko hum sarif mobile mn use hi kr sakte hein ye bohat acha software ha ise hume kafi faida milta ha hum mintuo mn apna keemati data trasfar share kr sakte hein ye eik bohat acha software application ha
          adavantages
          is ka hume bohat zada faida hota ha is application ko hum apney mobile mn hi use kr sakte hein ise hum data trasfar kr sakte hein hamre mobile mn jo be data use hota ha ose hum dosrey mobile mn trasfar kr sakte hein koi issue ni ha ye eik bohat acha software ha ise hum google play store se dwonload kr sakte hein is ka use hum tab hi kr sakte hein agr ye dono mobile mn hoga jis moile mn hum data trasfar krna chahte hein os mobile mn be zapya ka hona lazmi ha hum ise bhgair internet k use kr sakte hein
          disadavantages
          ise hum data tu trasfar kr sakte hein virus wali cheez agr hamre mobile mn ha tu wo is k sath dosrey mobile mn be hojati ha ise virus be trasfar ho sakta ha is liye hume bohat hi etiyat se ise trasfar krna hota ha
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            • #7 Collapse

              Re: Zepya ya shereit...???

              wa allikum asalam member,aap ne review ka topic kafi acha aur informatibe share kiya hay aur mn bhi apna experience aur information is topic se related aap ke sath share krna chahta hon.

              infrared rays and data transfer:
              jo log cell phone kafi ersay se use kr rahay hain to un logo ko yad hoga k jb start mein kisi bhi company ne phones launch kiye thay to os vaqt phones mein se sirf contact numbers doosry phones mein via infrared share kr saktay thay aur infrared k zareye data transfer krnay k leye 2 cells ko aik dosry k sath mila kr rakha jata tha takay rays ka connection ho sakay is tarah sirf kuch Kbs ka data transfer ho sakta tha jis pe kafi time lag jata thaa.

              data transfer with bluetooth:
              infrared data transfer function k baad mobiles phone mein blutooth ka function mutarif krwaya gaya data transfer k leye yeh speed mein infrared k muqablay mein kafi fast samjha jata tha aur bluetooth k zareye hum pics,songs,and videos bhi aasani k sath share kr skty thay aur ab bhi kr sktay hain.bluetooth use krnay k leye cell phone k sath attach krna parta hay aur iski rays ki range kuch meters tak hoti hai..

              zapya and share it
              ​mobiles phones k data ko speedly transfer krnay k leye 2 applications zapya and shafe it k naam se play store se aasani k sath download ki ja sakti hain.in apps ka istamal bohat he aasan hai basically in applications k tbrough 2 mobile phones ko aik dosray k sath connect krna hota hay aur connect krnay k baad hum joi bhi data chahy woh audio,video,pdf,pics koi bhi file ho hum transfer kr sktay hain aur inka sb se barra faida yeh hai k in applicayions ki madad se hum aisa data jiska size agr GB mein bhi ho to kuch he minuyes mein transfer kiya ja sakta hai.in applications ne aik mobile se dosry mobile mein data transfer krnay k ammal ko aasan aur kafi taiz bana deya hay aur yeh applications aaj bhi taqreeban har mobile user istamal kr raha hay aur is sahoolat se faida utha raha hai.
              • #8 Collapse

                Re: Zepya ya shereit...???

                Walekum assalam dear jab aap apne mobile per different important applications Ko download karna chahte hain To Aisi situation main aapke liye different options available aati hai agar aap apne mobile per internet ki facility istemal kar rahe hain To Aisi situation mein aap isko directly Google Play Store se download kar sakte hain aur apni jitni bhi required aur important application se unko directly aap Play Store se download karke apni requirements ko complete kar sakte hain lekin sometime aap Kuchh Aise application software Google se download Nahin Karte aur is purpose ke liye aapke Kaisa channel istemal karte hain jismein aapko instantly kuch important applications aur uske sath Kuchh videos aur documents transfer karne ke liye ek perfect platform provide Kiya Ja Raha hota hai jismein aap instantly apni different important transactions aur required files transfer kar sakte hain is per uske liye aapke pass zepya aur shareit Jaise applications available ho sakte hain.

                Faidy :

                Dear jab aap apne mobile per yah application download kar lete hain to ismein aapko yah advantage mil raha hota hai ki aap different videos aur different important documents instantly apne mobile per transfer aur receive kar sakte hain dear jab aap Kisi bhi friend ke mobile par kuch important videos send or receive karna chahte hain to is purpose ke liye aapke liye yah different applications available hoti hai jo aapke liye bahut hi important aur profitable role play kar rahi Hoti Hai jis mein aap apni different requirements ko bahut jaldi complete kar sakte hain aur iski against aapko charges bhi nahin Dena Hote aap in applications ko easily Google Play Store se download kar sakte hain.

                Nuqsan :

                Dear jab aap is platform ko file transfer karne ke liye istemal kar rahe hote hain to aapko bahut carefully apne mobile mein anti-virus application bhi Karni chahie otherwise sometime aapke liye bahut jyada problem so sakti hai aur yah transfer files aapki device ke liye bahut jyada harmful ho sakti hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Zepya ya shereit...???

                  Zeoya or shareit dono ak Jessa hi kam krta han dono hi sharing app han Android phone ma install hota han or ham sharing kr sakta han lakin in dono apps sa mobile ma virus ata ha is lia ab Jin logon ki in ka bara ma pta ha ka ya virus trafer krta han tu bohat sa log in ko use nhi krta in dono apps sa mobile hand hona lg jata ha or bohat zada slow ho jata ha is lia mera khyl ma asa apps ka use nhi krna chahia
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Zepya ya shereit...???

                    Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

                    Introduction
                    Aj ka humara topic zepya ya share it per ha jo k zaida tha use hony wahly app hain in app mi help say hum bhot say app jo hum may play store say na mil sakty ya koi movie darama wo hum kise dosary say apny Mobile may layny k lea in app ka use karty hain aj hum in k advantages or disadvantages k bahry may ap k sath share karay gyn

                    Advantages
                    Zepya or shareit k faidy koch ye hain k ager hum may koi app play store say na milhy to hum dosro say ye lay sakty hain or is ka aik faida ye ha k is say humara net kam use hota ha or sath he sath ager hum may apny koi photos ya koi important files share karne hon to in app ki help lay kar hum asani say share kar sakty hain is k sath sath ye app ap ko aasa ne say play store say mil jahty hai.

                    Disadvantages.
                    In app k disadvantages to ni hoty laykin aik nuqsan ye ha k ager ap ki mobile say app ya koi bhe chez share karty hai. To ager dosry mobile may.virus ha to wo ap k mobile may bhe a jay ga jis ki wajha say ap ka mobile hang or is k camera par bhe aasar par sakta ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X