Yeh review "fridge "pr mabni h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "fridge "pr mabni h
    Dear members jese k ap janty hyn k aj ka ma review fridge pr mabni h

    Introduction


    Yh ak electric device h jo k cheezon ko freeze krny kaa km krti h is mn cheezyn thandi rehti hyn yh bijli p chalta h is k 2hissy hoty hyn
    Ak freezer js mn cheezyn freez hoti hyn ..yh braff jamany ka km b krta h
    R ak neechy hisa hota h jo k size man 👨 bra hotaa h yahan cheezyn thandi rehti hyn yahan ap vegetables r fruit ko rakh skty hyn is k bahut ziada faidy r kuch nuqsanat b hoty hyn jo k mn apko batati hun

    Advantages


    Is mn cheezo ko ap ziada time k liye store kr skty hyn
    Yahan aap baraf jama skty hyn
    Ap is mn icecream b bna skty hyn
    Yh bijli p chalta h
    Isko use karna asaan h
    Isko manage karna asaan hota h
    Isko saaf krnaa b asan hota h
    Is. Mn aap fruit vegetables ko preserve kr skty hyn
    Jitny bry size ka fridge hota h utni ziada cheezyn ap store kr skty hyn
    Market mn hr size ka fridge dastyaab hyn
    Kych free size k hoty hyn r kuch choty hoty hyn
    aj kl hr range k fridge market mn arhy hyn
    Ap 2nd hand ✋ fridge khareed skty hyn
    Jitna bry size ka fridge ho ga ap us m utni ziada cheezyn rakh skty hen 🐔 jin ko ap chahty hen 🐔 ke kharab hony se Bach jyn ..
    Grmio mn yeh ak bahut important cheez h yh apko thanda paani from krti h
    Jitna braa fridge hoha itnaa freezer b bra hoga r utni ziada aap Brad bna skty hyn r zrurt mando ko b dy skty hyn
    Fridge aapki cheezo ko khrb hony s bchaye h

    Disadbantages

    Kuch fridge bahut mehngi hoty hyn
    Hr size k mutabiq unka range mukhatalif hoti h
    Isko gas ⛽ jldi khtm hojati h agr ap be ehtiyaati s istemal krti hyn
    Agr ap 2nd hand fridge lety hyn tw wo b jldi khrb hojta h r thk krany mn ap k bahut paisy lg janty hyn
    Iska size bra hony ki wja s jgaa gherti har suitable hjga p na rakha jy tw gir b skta h
    Br br drwaza kholny ki wja.s gas ⛽ khtm hojti h r drwazy ka magic b khrb hojta h
    Bijli bahut istemal hori h isko Wja s
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

    Mry dost aj ap ny buht hi achi or har ghr ki important zurart ki chez fridge pay jo topic discuss kaya main us pay apna khowlage ap dosto k sth share kr rha hn k fridge humry lay ktna zurari hain ktan zurari nii hain as k kia fiday nuksan hain ap sub dost janty hain aj kal k door main humri zurart zindgii k k lay jatna facilities ho shyd kam hain ku k science ki badolt zindgii buht fast hogie hain jas ki wja say humy buht say kam machines pay technology k Madad say krny phrty hain fridge humry ghro ki sub say important zurart hain jas main hum asani k sth koi bhi chez free kr skty hain or koi bhi chez khany peny ki khai dino tk feeez kr k rkh skty hain jassy beef chicken 🐔 or buht si chezo ko kahi khai dino medicin khass tor pay thand pani baraf wgra fast 🍲 food wgra jesi chezy fridge k indr rakh skty hain fridge 2 Qasim k hoty hain jen main aik fridge hota hain Jab k dusra frizer hota hain aik zyda tar dhood dhai coldring k lay srf shops pay istaml hota hain Jab k fridge zyda tar ghro main istaml hota hain ya eclectic current ki midad say chlty hain an k indr guess organic wgra hoti hain jo chezo ko free krti hain fridge k kuch fiday nuksan jo main ap disto k sth share kra rha hn.........

    ADVANTAGES...

    Fridge main ap koi bhi chez jatna dino tk rakh day karb ni hotii as ko garmio main zyda tar istaml kaya jata hain thanda pani barff fast food chicken 🐔 beef or buht hi chezo ko hum jatna din dil kary rakh skty hain as k main humy har size ka har clr main market say asani k sth mil jaty hain an main humy use able bhi asani k sth mil jaty hain agr aony wla use kr k seel kro wo bhi asni k sth sel ho jata hain an main muktalf compuny k fridge hoty hain ya buht hi achi technology hain jo har ghr ki important zurart hain........

    DISADVANTAGES..

    G Han fridge jatna zyda zurari or important chez hain Mary khayl say atna hi zyda mangii chez hain as ko har grerb norml band bilkul ni lay skta karb hony ki surat main dubra repair k lay as k spairpart buht costly hoty hain jo har banda offord ni kr skta as ko zyda tar istaml krny say bajli ka bill buht hi zyda tta hain as k istaml say karchy mazeed bhar jaty hain.....
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

      Assalamu alaikum dear member apny hmare sath bahut achcha topic share kiya hai aur apny bilkul sahi kaha hai ke fridge ek bht acha electronic hai hum is ke istaml sy zaida faida utha sakte hain jesa ke ap jante Hain k ke fridge har Ghar mein use hone wala electronic hai iske istaml sy apko faida bhi hota hai aur nuksan bhi utha sakte hain aapko hamesha firdge ko deyhan sy use krna chahiye main ap k sath is ke bare mein faida or nuksan share krna chahiti hun

      Advantage
      Fridge ke bahut jyada fayde paye jaate Hain Ham is ko har Ghar mein use kar sakte hain aur se fayda utha sakte hain
      Ismein Ham koi bhi chij rakh sakte hain jo ki kharab nahin ho sakti kabhi bhi
      Iska size itna Bada bhi hota hai aur chhota bhejo kya aap aasani se Harish sakte hain aur aise fayda utha sakte hain
      aap ismein koi bhi aisi chij rakh sakte hain Jo kya aapko lagta hai ki bi drive kar kharab ho sakti hai lekin pareshani kabhi bhi kharab nahin hoti koi bhi chij
      Fridge ka istemal har Ghar mein Kiya jata hai aur se fayda uthaya jata hai
      Ham garmiyon mein ismein barf banaa sakte hain aur usse thanda Pani pi sakte hain
      Hamen iska istemal dhyan se karna chahie taake Jo kharab na ho sake

      Disadvantage
      iske advantages ke sath uske disadvantages paper jaate Hain jaisa ki aap jante Hain ki bahut jyada bade size ka hota hai aur uske liye hamen bahut jyada jagah ki jarurat hoti hai Jahan per hamesha ko rakh sakte hain aur usse aapko masla ho sakta hai iske labh baje bahut jyada expensive hoti hai aapko iske liye bahut jyada paise kharch Karne padte hain aur jo gharelu upay Mal ki mast use hone wali chij hai iska apne ghar mein rakhna bahut jyada jaruri hota hai yahan garmiyon mein se Pani peene se Kya fayda utha sake iske alava hamen ko dhyan se juice karna chahie agar is message dafa gas leak Ho jaaye to bad mein kabhi bhi theek nahin ho sakti aur hamen dobara gas padvani padati hai jab hamen new fridge Lena padta hai
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

        Ye review " Refrigerator ( Fridge) " par mabni h

        Assalam o alaikum.

        Introduction:

        Fridge ik aesi electronic machine h jo khaana waghera preserve krne m madad deta h. Fridge ik aesi machine h jo k bijli k zariye kaam krti h. Aur apne compressor ki badolat hot temprature ko bahir aur cold temprature ko andar transfer krti h.
        Aajkal har fridge mai 2 Storage space hoti hain. 1 jis m just cooling ki jaati h aur 2nd jis m freezing ki jaati h yaani baraf bnayi jaati h. Ye pehle k deep freezer ki nisbat bht kaam ki cheez h. Pehle jo fridge ya freezer aate they wo bht badey size k hua krte they jinne smbhaalna b mushkil hota tha. Aaj k jadeed dour m fridge b compatible aur khoobsurat hain.

        Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	21.1 کلوبائٹ
ID:	12334694

        Advantages :

        Fridge aajkal har ghr ki ehm zaroorat bann gya h. Fridge sab se zaroori istemal cheezoun ko preserve rkhna h. Humari khaane ki ashiya ya adwiyaat waghera agr is m rkh di jaaye tou wo 3 teen 4 chaar din kharab nhi hoti. Aur tou deserts ya sweet dishes bnaane aur rkhne m bht mufeed h. Fridge m peene keliye paani b rkha ja skta h aur isme specially design jgah b bani hoti hain bottles waghera Rkhi ja sken.
        Aur tou aur isme eggs tray, medicine corner, Ice tray b hoti h.


        Disadvantages :



        Fayidoun k satb sath iske kjh nuqsanat b hote hain. Pehle pehl tou fridges ya freezers se jo gas nikalti thi CFC(cloro floro carbon) wo ozone layer keliye nuqsaan deh hoti thi. Ab jadeed technology k mutabiq innhe is masle se b door kiya ja rha h. Ik masla inka ye hota h k inka khyaal rkhna prta h. Agr inki dekh bhaal na ki jaaye tou ye jaldi khaaraab ho jaati hain aur inki repairing pe bht kharcha ho skta h. Aur tou aur achi qualities ki fridge mehngi hoti h. Aur agr munasib le le koi tou usme hazaar masle ho skte.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

          Assalam o Alikum!
          Doston umeed karta hu ap sab khariat sa ho ga aj ma apko fridge ka bary ma bataon ga ka ya kya cheez ha or kis kaliya istemal hota ha
          Doston fridge ik bhot he ahm cheez ha ya cheezon ko thanda karny or safe karny kaliya use hota ha aj kal har ghr ma fridge mojood hota ha ya bhot he achi ijaad ha fridge ka andar hum bhot sari cheeza rakh sakty ha or inko safe karsakty ha fridge baraf banany ka liya bh use hota ha ya bijli ka zariya chalta ha iska bhot sary advantages bh ha or disadvantages bh ha

          Advantages:

          Aj ma apko fridge kka Advantages ka bary ma bataon ga ka ya kiya cheez ha doston fridge ka bhot sary advantages ha
          Ya cheezo ko thanda karny kaliya use hota ha
          Ya cheezo ko safe rakhta ha or thanda
          Ya kisi bh cheez ko kharab hony sa bachata ha or kharab ni hony data
          Ya baraf banany kaliya bh istemal hota ha baraf banay kaliya eladha hisa mojood hota ha

          Disadvantages:

          Doston isky bhot sarysary disadvantages ha
          Ya bhot sari bijli consume karta ha
          Isla andar gas dalti ha jo bhot jald khatam bh ho jati ha
          Isko rakny kaliya jaga ki bh zaroorat parhti ha


          Cost:
          ​ya market sa bhot asani sa mil jata ha iski bhotbhot sari companies ha aj kal local companiescompanies ka bh ha wo sasty ha or achi companies ka manhgy ga inki prices mukhtalif hoti ha iski price 50thounsand above hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

            Assalamualaikum!!

            Fridge ka istmaal aj Kal bohat ziada ho chuka hai Bohat ziada logn Kay Ghar main fridge paya jata hai aur isko istmaal Kia jata hai isky main 2 functions hoty Hein .

            1) Cooling:-

            Fridge ka oehka function hai cooling ye function fridge Kay oper waly khaany main hota hai is portion main bohat ziada cooling hoti hai aur uskay zariye ap agar is main Pani rakhen to wo much dair tak baraf ban jata hai aur is tarah Ap garmion main baraf hasil Kar sakty Hein aur isy Pani main Mila Kar thankda Pani pi sakty Hein aur is tarah ye portion ziada tar garmion main ham use karty Hein is coolings waly portion ka Aik aur maqsad bhi hota hai ap yahan par gosht bhi rakh sakty Hein aur aur gosht ko freeze Kar Kay ziada time keliye isy use Kar sakty Hein . Is tarah ye portion meat preservation ka kaam bhi karta hai .

            Food preservation:-

            Fridge Kay andar food preservation ka kaam bhi hota yahan par Ap apna food preserve bhi Kar sakty Hein ye function fridge Kay neechy waly portion main hota hai . Is portion main temperature itna Kar dia jata hai Kay isky andar Ap doodh dehi khana sabzian sue fruit ko rakhen to ye ziada time Tak preserve rehta hai is tarah apoa khana aur doodh waghera kuch bhi kharab nai hota aur kharab hony su Bach jata hai is liye ye big faida ka kaam hai ap Pana khana bacha Kay rakh sakty Hein is liye fridge ka kaam bihat aeham hai aur Ap isy use Kar sakty Hein
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

              Assalamu alaikum. Aapane bahut acchi topic pe review Kiya hy. Fridge jisko English mein refrigerator bhi kaha jata hai yah bahut hi he is useful product hai. Har Ghar mein refrigerator yah fridge ka istemal Kiya jata hai. Different brands ke fridge market mein available hain. Aajkal ke daur mein latest technology ke inverter fridge bi market mein available hai. Fridge ka size inches main measure Kiya jata hai. Pakistani refrigerator companies bhi different design and shapes ke sath sath different patterns mein refrigerator bana rahi Hain. Aur iske elawa kai multinational companies ke refrigerator bhi use kiye hate Hain. Refrigerator ke Bohat sare advantages Hain Jo main share karne laga hun.

              Advantages.

              Refrigerator ya fridge ka sabse important aur bara advantage ye Hy ke hum apni food products ko isme store and save kar sakte hain. Jesa ke agar hum ne koi dish banayi Hy ya koi salan waghrra banaya hy tu garmi mein agar usko bahar rakh Diya Jaye tu wo kharab hojata hai isliye hum usse fridge mein rakh dete hain jis ki wajha se wo kharab bhi nahi hota aur fresh rehta Hy aur jab hamein chaye go tu hum usko nikal kar garam kar lete hain. Fridge ka dosra advantage ye hai ke isme paani thanda Kiya jata Hy kyunki garmi mein humein thande Pani ki zarurat hoti Hy isliye hum bottles mein paani dal kar rakh dete hain aur thirty time mein wo thanda hojata hy. Iske 2 portion hote hain. Dosre portion mein hum wo cheezein rakhye hain jinhe hum ne freeze karna ho ya ziada thanda karna ho. Ice cubes banae k liye hum 2nd portion ko use karte hain aur phir use juice ya cold drinks meina daal kar peete hain. Fridge ka thermostat bhi hota hy jiske zariye hum fridge ka temperature weather ke accordingly set kar sakte hain. Aj Kal latest designs ke fridge Bohat achy color aur design mein available hain jinki price bhi unke size and look ke hisab se differ karti Hy.

              Disadvantage.

              Fridge ke disadvantages mein se sab se pehle aur bara disadvantage ye Hy ke iski gas aksar kuch time use karne ke Baad kam hojati hy jisko dubara dalwana parhta Hy aur iski price bhi Deni parhti hy. Iske alava iska dusra bara disadvantage ye Hy ke iske majic khatam hojati hy jiski wajha se fridge ke doors closed nahi hote aur cooling leak hoti rehti hy aur hamari cheezein Jo ham ne fridge mein rakhi hoti Hain wo kharab hona shuru hojati hain. Iske sath sath fridge ko use karne se hamari bijli bhi use hoti Hy aur bijli ka bill bhi ziada aata hy. .
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                Salam:

                aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo fridge ky bara ma ha umeed karta hun aopko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ky ap janty han ky fridge ak bohat achi machine ha ya har ghr ma majood hoti ha aor ya har ghr ki zarorat ki chiz ha fridge hamara fghr ma bohat kubsorat lagti ha is ko hamara khana pina ki chize tandi karnyn ky liya bnaya gya ha is ki shape bohat ala hoti ha fridge ky uper ak frezer bhi hota ha jo hamara chizu ko jamana ky liya ya zada tandi karny ky liya istaml ma laya jata ha fridge ko icebox bhi kha jata ha is ma hamri cheze safe rahi han is ko ham elctronics wali market sa kareed sakty han fridge hama bohat sa compani qulity aor colours ma milti ha aor fride ky sara colour hi bohat kubsorat han har fridgr alag alag size ma ma ati ha kuch fride choti hoti han aor kuch bara hoti han ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
                advantages:
                fridge ky bohat sa faidy hoty han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga fride ak bohat acha chiz ha ya hamara ghr ma pari hoi kubsorat lagti ha fridge ko ham khi bhi rakh sakty han ya hamara chizu ko tandi rakhti han aor is ma hamara chize karab bhi naho hoti ha fridge hama bohat sa companies ma milti han lekin samsung ki fridge bohat achi hoti ha ya karab bhi nahi hoti ha aor har frige muktalif rates ma hoti ha aor fridge hama har size ma mil jati ha aor fridge ky uper ko freezer hota ha is ma hamara chize jamana ky liya istaml kiya jata ha ya zada tandi karny ky liya istaml kiya jata ha aor aj kal ko jadeed fridgen ai hoi han fridge ka connction katna bohat asan hota ha.
                disadvantages:
                jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony ky sath sath us ky nuksan bhi hoty han is liya is ky bhi kuch nuksan han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya bijli par chalti ha ya bijli bohat leti ha jis sa hamara bill zada hota ha aor ya fridge kafi wazni hoti ha aor ya fridge hamara ghr ma kafi jaga ger leti ha aor fridge par pani girni par is ma current ajata ha aor frigde kafi mahangi hoti ha aor is ky koi khas nuksan nahi han.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                  Salam
                  Dear frnd ap ne aj hm sb ko 1 bhut hi acha topic dia h jese k sb ko pta h fridge k bary me likn me b ic pr apny khayalat ka izhar krna chahu ga jese k hm sbko pta h k fridge 1 electronic h r ye 1 bhut h mufeed cheeze h fridge aj kl k hr ksi k ghr me paaya jata h r log ic sahoolat se faida uthaa rae hn r ajkl to fridges bhut c khoobsurat khoobsurat shapes me aa gaye hn fridges ki bhut sari companies hn jese k haier dawlance pell r b bhut sarii r ic k sath saath in k sizes me b fark h r in k rates me b in k ammoman 2 hissy hty hn jis meae 1 ka kam cheeeze ko jamaa dna h r 2sry ka kam normal use h

                  Advantages:
                  Fridge k bhut sary faidy hn jin me se me khuch ka zikr yha pr karun ga jese k hm jnty hn k fridge hme hmara food preserve krny me madad dta h hm apny roz mara ki cheeze jese k fruits vegetables milk r bhut sari cheeze in me rkh kr mehfooz kr skty hn r ic k ilawa jo 2sra hissa h jisy hm frizzer khty hn us me un cheeze ko rlh skty hn jin ko hm ne zyda istamal k rkhna ho ic k ilawa hm us me barff jmaa skty hn r ice cream b in k ilawa fridges k alag alag r khoobsurat shapes b tyar kr di gayi hn jin ki wja se in kinkhoobsurti me r izafa ho gya h r ghr me b jha par praa hoga khoobsurat lgy ga

                  Disadvantages:
                  Dosto jese k apko pta h k hr cheez k fawaid k sath sath us se khuch nuqsanant b hty hn ici fridge k b khuch nuqsanat hn jese k fridge ki khoobsurti k sath sath in ki qeemto me b izafa ho gya h r in me achii qism ki machinery lga rae hn jin ki wja se bijlii ka load zyada hta h r bijli k bills me izafa hta h ic k sath sath ic k cylinder me gas khatm hny ki wja se ic ko kholna r band krna prta h r 1 zruri bat ye b h k ic se bacho ko duur rlhna prta h q k ic se current b lg skta h r in ki mukhtalif ashkaal bnany ki wja se ye jga b bhut zyda gheerty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                    AOA my dear all Forex member aaj ka review fridge or mabni hai Fridge ka istmaal aj Kal bohat ziada ho chuka hai Bohat ziada logn Kay Ghar main fridge paya jata hai aur isko istmaal Kia jata hai isky main 2 functions hoty Hein
                    Fridge ka oehka function hai cooling ye function fridge Kay oper waly khaany main hota hai is portion main bohat ziada cooling hoti hai aur uskay zariye ap agar is main Pani rakhen to wo much dair tak baraf ban jata hai aur is tarah Ap garmion main baraf hasil Kar sakty Hein aur isy Pani main Mila Kar thankda Pani pi sakty Hein aur is tarah ye portion ziada tar garmion main ham use karty Hein is coolings waly portion ka Aik aur maqsad bhi hota hai ap yahan par gosht bhi rakh sakty Hein aur aur gosht ko freeze Kar Kay ziada time keliye isy use Kar sakty Hein . Is tarah ye portion meat preservation ka kaam bhi karta hai
                    Fridge Kay andar food preservation ka kaam bhi hota yahan par Ap apna food preserve bhi Kar sakty Hein ye function fridge Kay neechy waly portion main hota hai . Is portion main temperature itna Kar dia jata hai Kay isky andar Ap doodh dehi khana sabzian sue fruit ko rakhen to ye ziada time Tak preserve rehta hai is tarah apoa khana aur doodh waghera kuch bhi kharab nai hota aur kharab hony su Bach jata hai is liye ye big faida ka kaam hai ap Pana khana bacha Kay rakh sakty Hein is liye fridge ka kaam bihat aeham hai aur Ap isy use Kar sakty Hein Refrigerator ya fridge ka sabse important aur bara advantage ye Hy ke hum apni food products ko isme store and save kar sakte hain. Jesa ke agar hum ne koi dish banayi Hy ya koi salan waghrra banaya hy tu garmi mein agar usko bahar rakh Diya Jaye tu wo kharab hojata hai isliye hum usse fridge mein rakh dete hain jis ki wajha se wo kharab bhi nahi hota aur fresh rehta Hy aur jab hamein chaye go tu hum usko nikal kar garam kar lete hain. Fridge ka dosra advantage ye hai ke isme paani thanda Kiya jata Hy kyunki garmi mein humein thande Pani ki zarurat hoti Hy isliye hum bottles mein paani dal kar rakh dete hain aur thirty time mein wo thanda hojata hy. Iske 2 portion hote hain. Dosre portion mein hum wo cheezein rakhye hain jinhe hum ne freeze karna ho ya ziada thanda karna ho. Ice cubes banae k liye hum 2nd portion ko use karte hain aur phir use juice ya cold drinks meina daal kar peete hain. Fridge ka thermostat bhi hota hy jiske zariye hum fridge ka temperature weather ke accordingly set kar sakte hain. Aj Kal latest designs ke fridge Bohat achy color aur design mein available hain jinki price bhi unke size and look ke hisab se differ karti Hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                      Ye be dear ap ne bohat acha review diya ha fridge har ghr mn use hone wali eik electronic device ha ia ko hum istamal kr k bohat hi zada faida be le sakte hein ye ye har ghr mn hona lazmi ha ise hamri ghr ki cheezey kharb ni hoti hein agr hum is ko lena chahte tu hum kisi be electronic cheez kisi be jaga se le sakte hein hune is mn is k faidey ur nuqsan k bhrey mn pta hona lazmi ha fride k andar hum food rakh sakte hein jis hum haftuo tak istamal kr sakte hein agr hum bar rakhte hein tu hamra food kharan ho jata ha ur is mn hum sabzi rakh sakte hein jitna acha hum is business se kam krein gein menat krein gein utna hi acha hamra fride ka life time hoga fridge ke bahut hi jyada fayde Hai ismein ham salan sabjiyan fruit Har chij Rakh sakte hain dudh Ande aur koi bhi kharab Hone Wali chij Ham is mein rakh sakte hain aur ham isko on Karenge to Hamari chijen kharab Nahin Hogi aur ham is mein chicken wagera Rakh sakte hein jo hamra haftuo tak kharab ni hota is k bohat zada faidey hein fride mn hum andey wagera rakh sakte hein hume fride ko istamal krne ka trika be pta hona lazmi ha fride ka agr hum galat use krte hein tu ye kharab be ho sakta ha is ko uae krne k liye hume sateplizar ki zahrorat hoti ha os k buagir hum fridge ka istamal ni kr sakte hein ue ise him bijli par ho use kr sakte hein acha kam krein sahi detail k sath market mn cheezey hasil krein tu kameyabi milen gi fridge ka use tu hime har gjr mn karna parta ha agr hum istamal ni krein gein tu hume kameyabi ni milen gi ur hamri sari zahrorat ki cheezey kharab ho jti hein is liye ghr mn hona bohat hi lazmi ha
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                        fridge yeh to har ghar main available hae or yeh aj kal bahut he basic need ban gy hae is ke bagair guzara he nhe hota hae to is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen or is main hum sahe tarah se is ka use kiya karen aj hum is ke bare main bat karne wale hain is ke advantages or disadvantages ke bare main to fridge kazayada istemal garmiyon main he hota hae q ke garmi ke waja se thanda pani logon ko required hota hae jis ke waja se wo is ka use karte hain or is main hum apne khane or milk wagaiar safe rakh sakte hain kuch dino ke liye or is main hum meat ko kafi long time ke liye store kar sakte hain q ke yeh in ko aik bahut he acha favoirable conditions provide karta hae ke un conditions main un ko kuch bhe nhe hota hae hamen bhe cahiye ke hum sahe tarah se in ka use karna ho ga lakin ab hum agar bat karte hain is ke disadvantages ke bare main to is ke disadvantages bhe bahut he iuan aik to yeh electricity bahut he zayada consume karta hae jis ke waja se hamara electricity ka bill bhe bahut he zayada a jata hae or is ke ilawa yeh overall hamen nuqsan he deta hae thanda pani pene se hamare health par bahut he zayada effect parta hae to hamen cahiye ke hum kam se kam he is ka use kiya karen agar is ka hum zayada use karen ge to hamen kuch khas faida nhe ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                          Assalam walekum Forex Trends aaj ka Hamara topic related hai
                          Electric device hai jo ki chijon ko phrase karne mein kam Karti Hai Aur chijon Ko Thandi rakhti Hai yah bijali per Jalta Hai Aur Iske do SE hote hain Ek freezer jismein Ham baraf jalate hain ya FIR ghost rakhte hain aur dusra niche hissa hote hain Jiske Jo size Mein Bada hota hai yahan chijen Thandi rahti Hain Aap Yahan vegetable fruits Rakh sakte hain aur bahut jyada fayde Hote aur nuksan Bhi Hai
                          Fayde
                          Ismein chijon ko aap Jyada time ke liye store kar sakte hain Yahan aap Barf Jama sakte hain Apna aap apni icecream banaa sakte hain aur fees ho jayegi yahan bijali bijali se chalta hai aur is ko use karna bahut Aasan Hai Isko main karna Aasan hota hai usko saaf karna bhi Aasan hote hain ismein fruits vegetable easy save Ho Jaate Hain aap kafi time tak fridge Mein store karke rakh sakte hain aur bad Mein use kar sakte hain jaise ke bahar Agar Rakhe to vah kharab ho Jaenge itne Bade size ka fridge hota hai utani hi jyada chij hai aap store kar sakte hain market Mein Har Har type ka fridge De aap hi Kuchh size Hote Hain Bade Udaipur Chhote medium size baten aajkal ki range fridge market mein hai aap second hand bhi face Le sakte hain aur aap ismein baraf Jama sakte hain jaise Ke Ghar Mein Sab garmiyon Mein Kafi jarurat hoti hai aur bahar se Barf saaf Nahin Hoti isliye aap apni face Mein Barf ke Khud bhi use kar sakte hain Agar dusron ko Dena chahie to Unki bhi Had Ho Jaati Hai
                          Nuksan
                          Fresh acchi quality ka Kafi expensive hota hai aur size ke mutabik iski train hoti hai aur isko Kafi Hai Pyar Se Tamil karna padta hai agar aap isko bijali ke load shedding ke dauran isko band na Karen yah supplies na lagaen to yah kharab ho jata hai Joker pic of expensive Thik Hota Hai Kafi Mega padta hai aur uske darvaja Ek Bar Bar kholne ki vajah se 20 ko kharab hota hai uski gas mein problem hoti hai aur uska magic system bhi kharab hota hai bijali bhi bahut istemal karta hai hai aur iski Safai bhi Kafi Mushkil hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                            Assalam o alikum viewers!
                            Umeed krta hn ky aap sb khairiyat sy hongy.
                            Allah pak ap sb ko haneaha apni hifazat main rakhy or khushiyan ata kry (ameen).

                            Aaj main jis topic pr aap sy baat krny ja rha hn wo "FRIDGE " hai.

                            INTRODUCTION :

                            Jaisa ky aap janty hain ky 21st century hai. Yhan hr msly ka hal hota hai..
                            Isi trh yeh ek adbance technolgy ka doar hai or fridge bhi isi doar ki invention hai.
                            Phly zamany main loog zada cheez ko akhta bna nai skty thy hrr waqt ka khana usi time bnana prhta tha kuin ky dr tha ky cheez khrb ho jye gi.. Mgr ab esa koi msla nahi hota. Yeh ek electrical device hai

                            ADVANTAGES :

                            jaisa ky aap janty hain ky fridge ek advance technology or electrical device hai. Joky aajkl hr ghr main paaya jata hai.
                            Is ky bhot sy faidy hain jin main sy kuch aaj main aap ky sath share krn ga.
                            Yeh ghr ky kisi kony main bhu rkhy ja dkty hain or yeh ghr ki khoobsoorti ko brhaty hain.
                            Yeh bijli or chlty hain or is ko ek bar chlany ky baad aap ko koi mehnat nai krni prhti.
                            Agr achi quality ka fridge istamal kiya jye tu wo zada time chlty hain or un ky khrb hny ka dr kam hota hai.
                            Aap is main sabzi(vegetables) or phal(fruits) ko lamby arsy tak stote kiya jaksta h
                            Aap ek waqt sy zada ka khana bna kr store krskty hain taky aap doosry waqt main joi kaam ya rest kr skyn.

                            DISADVANTAGES:

                            Yeh electrical device hai or isi wja sy bijlinka bill bhot zada aata h
                            Is ki gas jaldi khtm hojati hai. Jis sy bar baar gas dalwany sy bhi khrcha zada hota hai.
                            Yeh khrb ho jyn tu in ko reapair krana mushkil or expensive hota h.
                            Agr achi quality ka fridge use nah kiya jye tu wo jld khrb ho jaty hain or apa ka bhot nuqsan hota ha
                            In ky rates bhot high hoty hain or hr kisi ky liay afford krna mushkil hota hai..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review &quot;fridge &quot;pr mabni h

                              Asalam o alikum dear member

                              Introduction..

                              Apny hmary sath kafi acha or interesting topic share Kia ha fridge ka Bary ma. Yh AK electric device ha jo ka bijli pr chalti ga isko chezin thandi krny ka liye istimal Kia jata ha is ka 2 hisy hoty hain AK jis ma ice bnti ha or dsra Jis ma chezin wesq thandi krny ka liye istimal Kia jata ha. Is ka use mostly hr ghr ma Kia jata ha yh AK amm use hny Wali chez yh hmary bht kam ati ha is ka bht sy fayde hain..

                              Fayde..

                              Fridge ak electric davice ha isy chezin thandi krny ka liye istimal Kia jata ha is ma hm apny vegetables fruit etc sb preserve krskty hain is sy hmari chezin khrb ni hoti hain thandi rhati hain or is ka 2 hisy hoty hain phaly Waly hisy ma barf jamti hai is ma ice jama sakty hain.. Or is ab market ma hr qisam ki fridge agai hain mtlb ka apko different colur ma mil jati hain jesa apna fvrt colur ho us ma lay lain is ka ilawa kuch tu fridge asi hain Jin ma kuch e mint ma ice bn jati ha ab new qualities ki agai hain. Or is ma hmin or bht e achi companies ki b mik jati hain yh hmary fruits or vegetables ko khrb ni hny dati ha Inki Sai thanda rkhti hain

                              Nuqsanat..

                              Fridge hmin kafi expensive ab milty hain ku ka in ki quality ma izafa hoa ha tu is wja sy yh expensive hogai. Ku ka in ma kafi machinery lagi ha jis wja sy bijli pr load zaida parta ha or bil b zaida aty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X