Assalamu alaikum dear member main ummid karti hun aap sab khairiyat se honge aur apna Kam acche se kar rahe honge jaisa kya aap jante Hain ke mera aaj ka review sawalat hai vah baat mein lagaya gaya hai aur is bare mein hai ki Ham mein kaise pata chalega ki forex market kitne din open rahti hai aur iske bare mein aap sab apni apni Rai pesh Karen ya forex market mein ek din Ham Kam nahin kar sakte kis din hamare liye available nahin hoti aur kitne din Ham ismein kam kar sakte hain aur se fayda utha sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим