Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..
    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
    I hope ap sab thek hon gy or forex par apna kam dil laga kar kar rahy hon gy forex aik positive plateform hai jaha sy ham hardwork sy bohatt gain kar sakty hain to ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
    Introduction :
    Ma aj aik important gharelo chemical par topic ly kar haazir hui hun mera aj ka review '' Vinegar '' par mubni haii vinegar ghar ma istemall hony wala aik common chemical hai is ka iska molecular formula C2H4O2 hai iska IUPAC name Acetic acid,Ethanoic acid hai ab sab sy pehly ham vinegar ky uses ky bary ma btaon gi phr isky faaidy or nuqsanat ky bary ma bat karen gy.
    Uses of vinegar :
    i.Vinegar as a preservative use hota hai..
    ii.Vinegar as a seasoning for food use hota hai..
    iii.Ye various household cleaning puroses ky liye utilized bhi kia jata hai..

    Types of vinegar:

    i.White vinegar
    ii.Balsamic vinegar
    iii.Red wine vinegar
    iv.Rice vinegar
    v.Apple cider vinegar


    Advantages Of Vinegar :
    Vinegar ky bohatt sy advantages hain jo ma apky sath share karun gi ;

    1.Vinegar ky bohatt sy faaidy hain ye allergic ky liye bohattt best haii ..
    2.Hypertension ko bohatt kam karta haii..
    3.Cancer ko treat karny liye bohatt effective haii ...
    4.Hair growth ko zyada karta haii ..
    5.Cholestrol level ko kam karta hai..
    6.Usually chinese khano ma bohat perfect taste deta hai..
    7,Achaar ma preservative ky tour par istemaal hota hai..
    8.Beauty hacks ma bhi iska bohat istemaal hota hai..
    9.As a facial toner user hota hai..
    10.Household cleaning ma use hota hai..

    Disadvantages Of Vinegar:
    Vinegar ky kuch disadvantages bhi hain;

    1.Vinegar ki aik common odour hoti hai..
    2.Vinger ki pH level bohat kam hoti hai..
    3.Jesy ky ham janty hain ky vinegar too much acidic hota hai to ye caustic burns to esophagus and stomach cause karta hai..

    I hope apko ye review pasand ay ga ap sab is par apna opinion bhi share karen .JazakAllah !
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..

    Walaikum Assalam dear friend aapane bahut Achcha aur informative review Hamare Sath share Kiya Hai hi aapane bahut acchi information share Ki Hai Jo k vinegar se related hai Vinay kar Har Ghar Mein istemal Kiya jata hai vinegar ko Ham Urdu mein Sirka Kahate Hain Main different type Ka Hota Hai vinegar Har Ghar Mein istemal Kiya jata hai isko istemal karne se Hamen bahut se advantages Hasil Hote Hain.

    Faiday :

    Dog friends Jaisa ke aap sab log Jante Hain Ki Vinayagar Ek bahut hi important kitchen product hai jo ghar ghar mein istemal ki Jaati Hai vinegar ko Ham salad main bhi istemal kar sakte hain vinegar ko as a preservative Achar mein istemal kiya jata hai vinegar Kot different home remedies Main Bhi istemal Kiya jata hai Chinese khana Mein Sirka ko bahut jyada istemal Kiya jata hai bahut se log isko diet control Main Bhi istemal Karte Hain different diseases ke liye bhi vinegar Ko istemal Kiya ja raha hai beauty se related bhi different remedies Mein isko trust ke sath use Kiya jata hai different kisam ki Chatni bhi iske sath Pyar Ki Jaati Hai Hamen beef yah dusre Kisi bhi Kishan ke meet ko marination Karna Ho To Ham Vijaynagar ko usmein bhi add Karte Hain vinegar ko istemal karne ke bahut jyada fayde hain aur Hamen isko Apne diet plan main Jarur istemal karna chahie.

    Nuksan :

    Vinegar Ek bahut acha kitchen item hai isko Hamen bahut carefully istemal karna chahie Kisi bhi chij Ko Jab Ham over istemal Karte Hain To Uske Hamen bahut se nuksan Najar Aate Hain isliye Ham jo bhi chij istemal Karen usko limits Aise Tamal Karen Taki usse Jyada Se Jyada advantages Hasil kar saken...thanks
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..

      Asalam o alikum dear member

      Introduction..

      Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha vinegar ka Bary ma jissy urdu ma Sirka kha jata ha. Dear Sirka kitchen ma istimal hny Wali chez ha jis ka kitchen ma bht zaida istimal Kia jata ha hr ghr kitchen ma Sirka lazmi tur pr paya jata ha jis ka ajkal bht zaida istimal hrha ha dear ma apko btaun ga ka vinegar ka Kia fayde hain.

      Fayde..

      Dear vinegar ka kafi zaida fayde hain agr dekha jye tu yh kafi khany ma is ka istimal hota ha taste ko bhrany ka liye is ilawa yh kafi zaida Chinese dish ma zaida istimal hota ha ku ka yh AK kafi zaida acha ha is ko hairs ka liye b use Kia jata ha agr apky hairs bht zaida rough hain tu ap vinegar or pani ko Mila kr usy water sy hair wash Kia Jaye tu ussy ap ka hairs kafi zaida thk hjaty hain is ka ilawa agr apky kapton pr paseny ka dagh hain tu us jgha pr agr Sirka ka istimal Kia Jaye tu apky whan sy dagh khtm hjaty hain or is ko farsh saf krny ka liye b is ka istimal Kia jata ha agr dekha jye tu kafi zaida beauty products ma is ka istimal hrha ha yh AK kafi zaida achi chez ha jis k hmin fayde dekhny ko milty hain dear jesa k apko pta ha ka lodsheding bht zaida hoti tu agr apko khi achanak Jana pary or ap ka kapry press na hon tu ap Sirka ka istimal sy apka whan sy apka selvat khtam hjati ha or kuch log tu sirka ka istimal apni diet ma b krty hain apny weight control ka liye b is ka istimal Kia jata ha is ko salad pr b dal kr khya jata ha.

      Nuqsannat..

      Dear jesa ka ap sb log janty hain hr chez ka fayde ka sath sath is ka nuqsannat b lazmi hoty hain dear agr hm kisi b chez ka bht zaida istimal krty hain tu is ka hmari sihat pr bht bura asar parta ha is liye hmin Sirka ka zaida istimal ni krna chye ak had tq us ka use krna chye. Thanks😊
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..

        Assalamu Alaikum dear members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aaj ka topic bahut Achcha hai jo aap Logon Ne share Kiya Mere Sath Jaisa kya aap log Jante Hain ki vah bhi nahin kar Sunnat Hai Rasool Mein Shamil Hai khane ke bad Ek chammach vinegar Pina suna terrasoul hai hai aur apne ghar Bhi Rakhna Sunnat e Rasool Hai Iske bahut Sare fayde hain aur vah Sare nuksan Hath hai jo ki main aapke sath share karungi Varna kar Kafi different type hoti hai jo main aapke sath share Karti hun

        Advantages

        Dear Forex members Jaisa kya aap Jante Hain ki bhi nahin kar Sunnat e Rasool hai aur isko Har Ghar Mein maujud Hona chahie ya Mowgli types Mein hote hain aur sab ke Apne Apne fayde hain ya basically Jalaun mein jyada use hota hai Chinese khana Mein use hota hai Kyunki Uske pesh Maar fayde Hain isase Hamara khane mein bhi jo hai vah Le Jata jaati hai agar Ham chawal banate hain Tumhare Chinese rice Mein use Hota Hai aur yah bahut Jabardast test Deta Hai Hamare khana ko is Sirka Peene se Hamari bahut sari bimariyan Dur Hoti Hai Kyunki yah Hamare Rasool Sallallahu Alaihi Salam ko bahut pasand tha isliye usko Har Ghar Mein maujud Hona chahie Kyunki Hamen bahut Sare bimariyon se vah jata hai Iske beshumar fayde Hain is Hamare Kanoon ka baccha bahut Achcha ho jata hai jyadatar Chinese khane Mein use Kiya Jata Hai Iske this advantage is ke bare mein bhi main aap ko Jarur batana chahungi

        Disadvantages

        Dear members Jaisa ke aapane Iske fayde ke bare mein Janna Is Tarah Iske bahut Sare nuksan Aaj Bhi Hai Isko Jyada istemal Karne Se Hamara stomach kharab ho sakte hain Hamare stomach mein Jalan feel Hoti Hai Kyunki yah bahut jyada Khatta Hota Hai Is vajah Se Jyada istemal Karne Se Hamara Gala bhi kharab ho sakta hai aur Hamen Aur Bhi bahut sari Mushkil 8 ka Samna karna pad sakta hai isliye usko Ek Bar dudh quantity mein istemal kiya jaaye tha ki Hamen fayde Ke Sath nuksan Na Ho

        Dear members Main Apne reviews aapke sath share ki ummid Karti hun aapko Pasand Aaye Honge aap log Bhi Apne reviews se Hamen Jarur Agar Karen thank you so much
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..

          Hello friends... 🌟mera aj ka reviww jis cheez pe mubani h...wo bht kaam ki cheez h jisy ghron me or bht se purposes k lye kafi istemal kia jata h...
          VINEGAR ( sirka):
          Doston sirka vinegar tou hr ghr me hta h jo k khanon wgera me istemal kia jata h is k ilawa isy experiemenrs me b use kia jata h...lab wgera me is k chemical hai or isy bht ziada istemal kia jta h ...or bht si jgahon pe isy use kua jata h or bht se purposes me..yeh cooking me b kaam ata h..

          MOLECULAR FORMULA:
          molecular formula C2H4O2 hai iska IUPAC name Acetic acid or Ethanoic acid hai ab sab sy pehly ham vinegar ky uses k bry me btaungaa..

          USES OF VINEGAR:🤔
          1. vingegar ko cooking purpose me use kia jata h ..bht se aisy khany hyn jinme sirky ko istenal kia jata h..like chinese recipes wgera me...
          2 . sirka ek chemical b h tou isy lab wgera me b use kia jata h different experiments wgera krne me...
          3. Ye various household cleaning purposes ky liye utilized bhi kia jata hai.. or use b..

          TYPES:✨

          White vinegar
          Balsamic vinegar
          Red wine vinegar
          Rice vinegar
          Apple cider vinegar

          BENEFITS OF VINEGAR:✔️

          Sirky k bbt se faidy hyn yeh bht useful cheez h jo bht se kamon or bht se purpose k lye use kia jata h..vinegar ko hm food yani cooking wgera me b istemal krte hyn...Hypertension ko bohatt kam karta haCancer ko treat karny liye bohatt effective Hair growth ko ziada karta h ..or yeh Cholestrol level ko kam karta h .. vingegar ko or b lab wgera me b istemal kia jata h...vinger bht e zbrdst chemical or ek bht zbrdst food item b h...bhtse sauces me b isu use kia jata h..Achaar ma preservative ky tour par istemaal hota hai..Beauty hacks ma bhi iska bohat istemaal hota hai..As a facial toner user hota h or yeh.houssehold cleaning ma use hota ha...Sirky k bbt se faidy hyn yeh bht useful cheez h jo bht se kamon or bht se purpose k lye use kia jata h..vinegar ko hm food yani cooking wgera me b istemal krte hyn...💯Hypertension ko bohatt kam karta h..Cancer ko treat karny liye bohatt effective Hair growth ko ziada karta h ..yeh bht e zbrdst cheez h no doubt.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..

            Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic discuss kiya hai hamary sath bahit informative topic choose kiya hai...

            Introduction:

            Dear member vinegar jisy sirka bhi kehty hain yeh different iqsam main paya jata hai yeh aik kitchen ki product hai aur bahot tasty hoti hai yeh hr ghr k ilawa hotels,aur restaurant ki dishes main use hony wali cheez hai is.ki iqsam apple ka sirka ,angour ka sirka ,aur white sirka dear member white.sirka bahot zyada use hony wala hai ...

            Advantage:

            Dear member vinegar k bahot zyada advantage paye jaty hain apple aur angour k sirky ko ap anjeer k sath use kr sakty hain is k bahot zyada faidy hain agr aik cup main thora sa angour ya apple ka sirka ly k 2 dany anjeer k ly k tukry tukry kr k bhigo dain tou is sy bahot sy benefits milty hain especially wo log jin main khoun ki kami ho kioun k khoun ki kami ki waja sy stomach problem k ilawa pura body system mutasir hota hai jis sy bahot zyada weakness ho jati hai tou aik hafta is trhan use krny sy yeh problem bahot jald solve ho jati hai yehni blood ki kami puri ho jati hai dear member agr jb bhi yeh sirka purchase krny lagy tou khalis sirky ki pehchan dittu ka sirka hota hai jis sy hmy yeh fawaid mil sakty hain is k ilawa agr white sirky ki bat ki jaye tou yeh bahot c recipe k ilawa hum achar wagira main isy use kr sakty hain aur homeremdies main bhi use hota hai yeh bahot zyada testy hota hai yeh salad main bahot zyada use hota hai is k ilawa agr sufaid kaproun py dag lag jayen tou is ko dag wali jaga py lagany sy bahot jaldi dag remove ho jaty hain is sy jis dish main bhi use kiya jaye tou yeh us k mazy ko dobala kr deta hai is ka taste tursha yehni khata hota hai especially ladies is.ko shoq sy hr recipe main use krti hain aur khana pasamd krti hain...

            Disadvantage:

            Dear member sirky k advantage k sath sath disadvantage bhi paye jaty hain dear member jo bhi vinegar ho is ko bahot zyada use krny sy health py bura asar prhta hai white vinegar choun k khta hota hai tou is sy gala bhi khrab ho skata hai aur dear member is main chemicals use hua hua hota hai tou yeh direct stomach py effect krta hai jis sy bahot c bemarian lag sakti hain kioun k yeh bahot testy hota hai tou insan iska kafi adi bn jata hai jis sy health khrab hona start ho jati hai jis main hamen treatment krwani prhti hai jo k bahot difficult hota hai kioun k aj kl medicine bahot expensive ho chuki hain aur aik normal insan doctor ki fees bhi afford nahi kr sakta tou dear member hamen asi cheezoun sy avoid krna chaye jin sy hamen nuksan milta ho tou dear member hamen aik limit main reh k asi cheezoun ko use krna chaye...thanks
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..

              Introduction

              Aoa....dear members ummid karti hun kya aap sab khairiyat se honge aapane ek bahut acchi chij ke bare mein hamare sath information share ki hai aapane vinegar kyke bare mein baat ki hai jo aajkal ham log bahut jyada istemal karte hain aur iske bahut sare uses hai to main aapko ISI bare mein information dungi

              Uses and Advantages of vinegar

              dear members winegard ke bahut jyada uses hai Ham is ko apne daily food items per badi tadad mein use karte hain kuchh log isko vaise bhi drop ki for mein lete rahte Hain vah log jinhone sapna cholesterol level kam karna hota hai jinko BP ka jata matlab hota to vah bhi vahin kar ko different medicines ke andar use karte hain aur isase unki body ka ek to cholesterol level control hota hai dusra unko kar ko bimari ho to vah theek hoti hai to yah medically bahut jyada beneficial hai aur usko bahut sari medicines banane mein bhi use Kiya jata hai iske alava agar aapane koi bhi dishes banani hai to mostly bahut sari namkeen dish ke andar mangalwar ko masalon ke andar add kiya jata hai iske sath sath ham log jab bhi salads banate hain to different type ke sal mein winegard ko use Kiya jata hai yah bahut hi jabardast chij hai aur jis chij mein hamen lemon dalna ho aur agar hamare pass level available Na Ho to yah lemon ka supplement ke daure per bhi kam karta hai aur you hamen kitne ka parichay use kar sakte hain SO is ke bahut sare advantages hai kya chij humko jaldi galne mein madad deta hai iski vajah se Hi hamen score different haddiyon mein use karte hain to yah ek bahut hi jabardast chij aur uske bahut sare uses hai

              Disadvantages

              dear members vaise to iske koi bhi disadvantages nahin hai magar kuchh logon ko iske use ki vajah se acidity ho sakti hai to sirf vyas ka ek disadvantage hai to ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review '' Vinegar '' par mubni haii..

                Introduction..

                Assalamu Alaikum De member aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge share Kiya Hai Par Ek in Informatica per Vishwas Kiya Hai Vahi Garv nahin kar Har Ghar Mein use Kiya jane wala Sirka hi Lage Asi Sab Jante Hain ke vinagar mein bahut hi type hoti hain aur Bahut Si chijon ke liye use Kiya jata hai ghar ka use Har Ghar Mein hi kiya jata hai aur yah Hamen bahut hi kam price Mein Mil Jata Hai..

                TYPES OF VINEGAR:

                white vinegar.
                Red vinegar.
                Fruits vinegar.
                Rice vinegar.

                Dear members is vinegars ke bahut se type sorting hai aur bahut si jagah per use Kiya jata hai jo main aapke sath advantage or disadvantage main share karta hun.


                ADVANTAGES..

                Dear members vinegar bahut se advantage hai jo main aapke sath pyar karta hun Diya Jaise Ka Sab Jante Hain ke vinegar Ham Mein dant Ki Safai ke liye bhi use Kiya Jata Hai jaise ki fridge electronic chij Hai Ham usmein bhi use kar sakte hain Safai ke liye bhi aur ek Mini Gava hota hai jo Ham Ham Apne Roj mark Ki Gaon Mein add Karte Hain Jo Ham fast food mein bhi add karte hain Shubh Garam Mein karte hain aur uske alava rice Mein Bhi Karte Hain iski bahut se fayde hote hain aur fruits Ke Bhi bahut Sevanagar Hote Hain Jo bahut jyada faydemand Hote Hain Sab bhaiyon Ke Bhi Hote Hain..

                DISADVANTAGES..


                Dear members ke Kuchh disadvantage bhejo main aap bata share karta hun Jaise kya aap Jante Hain ke 1 minut hota hai jo Ham Apne khane Mein use Nahin Karte Seva Humsafar main use karte hain to Logon Ko usmein Fark Nahin Padta Hota Hai Jiski vajah Se vah Vahi use kar lete hain Apne health mein bhi...

                اب آن لائن

                Working...
                X