Ye Review Electric Gass Cylinder Yani(Bijli Waly Gaser) Par Mabni Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Electric Gass Cylinder Yani(Bijli Waly Gaser) Par Mabni Hai.
    Advantage: Electric Gas Cylnder Ka Bhot Zyada Faida Hai 10 Kg Pani Garam Krny Men Am Cylnder 10.5 Rs Tak Kat Jaty Hain Us Kay Bar Aqs Agr Electric Lpg Cylnder Use Kia Jaye To 7.2 Rs Tk Gass Zaya Hoti Hai Bijli Waly Gaser Ka Ye Faisa Hai Kay Ap Is Ko Asani Sy Istamal Kr Skry Hai Gas Leak Hony Ka Khatra Nahi Hota Aagh Lagny Ka Khatra Nahi Hota Or Jo Chez Ap Is Pay Garam Krny Ya Ubalny Kay Lia Rkhty Ho Serf Wo He Garm Krta Ya Ubalta Ha Or Is Men Currnt Bhi Nahi Lgta Or Jo Chez Ek Bar Garm Ho Jye Ya Pak Kay Tayyar Ho Jye To Ye Atomatic Off Ho Jata Ha Jis Sy Ap Ka Kharcha Bach Skta Hai Or Ap Is Ko Garmion Men Sardion Men Chat Pay Bhi Use Kr Skty Hain Ap Is Ko Office Men Bhi Use Kr Skty Hai.Disadvantage: Is Kay Nuqsan Ye Hain Kay Ye Bhot Mehngy Milty Hain Market Men Jitny Watt Zyada Hoty Hain Utny Mehngy Hoty Hain Or Ab Is Ko Bina Electric Kay Use Bhi Nahi Kr Skty Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Electric Gass Cylinder Yani(Bijli Waly Gaser) Par Mabni Hai.

    electric water geyser winter season mein har Ghar mein istemal hone wala item hai hai jisse ham Pani garam karne ke liye use karte hain electric geyser aur aur gas geyser yah do tarah ke market mein main available hai iske alava kuchh areas mein wooden water geyser use Kiya jaate Hain aaj ka Mara topic electric geyser ke Barry mein Hy.



    Advantages.



    electric water geyser ke bahut sare fayde Hain jaisa ke a aap isko electric socket ke sath attach karke istemal kar sakte hain. Aajkal automatic electric geyser market mein available hai hai jis ko istemal karke Ham Pani bhi garm kar sakte hain aur electricity bhi kam use hoti hai. Jab ham electric cylinder on karte Hain aur geyser mein maujud Pani automatically garm hona shuru ho jata hai aur jab vah garam ho jata hai to automatically band ho jata hai hamen baar baar on off karne ki ki jarurat nahin padati isase hamari electricity bhi bach jaati hai. Aur Pani bhi zaya nahin hota, jaise Ham tuti kholte Hain garam Pani aata hai aur sath sath Pani garam hota rehte Hain jab Ham totii band karte Hain to pani band ho jata hai aur vah Pani e garam hone ke bad Geyser automatically band ho jata hai.



    Disadvantages.





    Vaise to electric geyser ka koi disadvantage nahin hai hai lekin agar aap electric cylinder use kar rahe hain to aapko chahie ki aap electric geyser washroom ke ke andar na lagaen balke Bahar lagaen taa ke agar kisi wajha se koi short circuit ho jae tu apko nuksaan nah ho. Aur iska dusra bara disadvantage ye Hy ke ye bijli Bohat ziada use karta hy jiski wajha se electricity ziada consume hoti hy aur electricity bill payment bhi increase hojata hy.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Electric Gass Cylinder Yani(Bijli Waly Gaser) Par Mabni Hai.

      Gee han bhai sahi kaha ha ap ne is ka bohat hi zada faida hota ha ise hum pani garam kr sakte hein ye har ghr mn istamal hone wala item ha jise hum apni gram krne k liye use krte hein is mn hum 10 kgbtak kabpani garam kr sakte hein electric gaas cylinders yahi bijli wala gaser ha is mn hum sardiuo mn pani garam kr sakte hein ye to tra k hote hein wooden water gasee ur electric gaser hum elecrric gaser par bat krte hein
      Adavantages
      Is k bohat zada faidey hein is mn hum oani garam kr sakte hein jis ki hume sardiuo mn bohat zada zahrorat hoti ha is k bohat zada faidey hein hum ise electric socket k sath attach istamal kr sakte hein ajkal kal market mn bohat zada automatic pani garam pani garam krne wale system aa gen hein market se hume mil jate hein hum in ko internetpy dekh sakte hein pani jab full garam ho jata ha hamre istamal k kabil ho jata ha tu gaser atuo mn band ho jata ha
      Disadvantage.
      Dear is ka hume khiyal be rakhna hota ha agr hum is ka galat istamal krein gein tu ye kharab be ho sakta ha gaser k pahip ki hafazat krni hoti hai agr wo kahi se lihik hobjata ha tu hamre liye masla ban sakta ha is oiye satey lazki ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Electric Gass Cylinder Yani(Bijli Waly Gaser) Par Mabni Hai.

        aaaj kal gas cylinders ka rate kafi kam hay one in every of a kind threads peone of a kind emoji laga detayhain aur emoji laganay okay baadwoh hamaray threadsdiscussion board kitaraf se approve ho jatay hain aur dialogueboard ki taraf se delete bhi nahikiye jatay aur na he emoji laganayse hamary account ko aur na he hamary bonusko koi nuqsan pohnchta hai .aur humemoji is leye lagaty hain takay hamarathread appealing lagay aur outstanding bhi ho jaye takay har dekhnay walaymember ko wohapni taraf kheenchay aur voh member very well lazmi examine krayam Sab Ko mehst ko fascinated bananeke liye emojiupload karsakte ho aapko allowed hai aap screenshot bhi take a glance at kar sakte ho iskealava video clip bhi percentage kar sakte ho lekin aapko maloom Hona chahie ki uskacontest related with issuematter Hona chahie out of issue matter Nahin ho simply humorous movement picturespix emojis add karna allowed nahinhai shopping for and selling member the the markes pping for andsellingmarketplace mein essential understanding kesath kaam karte ho aapko yahan instep with achchagain milsakta hai the the Forex market marketplace dialogue board member policies ko have a look at karoregularlyPakistan the the Forex market marketplace dialogue board mein kam karokoshish Karo ke related with issue matter respond karoaur emoji banane keliye aapko yahan in step with favorite hyperlinks diye gaye hain aappick out Karke pest kar sakte ho.the the Forex market marketplace shopping forand selling foremost aapko reproduction pest nahinkarnahai policies koviolet nahin karna hai kya ual behaviour nahin karna hai out offsubject matter dialogue Nahin karni hai monetary troubles ko talk karnahai aurmetatreutors kobahut acchi tarah Se apne karm ki high-satisfactory in step with cognizancekarte hue apne kam koinformative banakar karna hoga agar koi member acchitarah Se apne kaampar cognizance karegatu is tarah Se uske kam ki vajah se Bakiaur contributors ko bhi dialogue board instep with most benefits mil jaenge most contributors yahaninstep with sirf apne time ko byskip kar rahe hote hain aur unka yah khyal hota hai kiistarah Se karke unko yahan instep with most benefits mil jaenge expensive member aisanahin hotahai aur jo member bhi apne kam ko is
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Electric Gass Cylinder Yani(Bijli Waly Gaser) Par Mabni Hai.

          Assalam alaikum
          TOPIC:ELECTRIC GYSER
          INTRODUCTION:

          electric gyser ka kaam bhi gas wale gyser ki tarhahi hota hai lekin iski
          working thori different hoti ku k gas gyser paani gas k zrye aag laga kar
          garam karta hai lekin is main iron ki tarha heating plates laggi hoti hain
          jo k aik metal plate hoti hai aur jab us main sa electricity pass hoti hai tiu woh
          garam ho jati ha aur is tarha jab us plate sa pani guzarta hai tou woh garam ho jata hai
          ADVANTAGE:
          iska faida yh hai k yh zyada tar automatic hotay hain aur yh tab e on hotay hain
          jab hum tap kholtay han isk ilawa in sa bijli zyada kharch nhi hoti aur in main
          gas leakage ka dar b nhi hota
          DISADVANTAGES:
          iska wese tou nuksan ni hai lekin zyada use karnay sa bijli k expense barh jattay
          hain aur is k ilawa yh jaldi kharab b ho jatay hain ku k in main short circuit ki wajha
          sa aag b lag jati hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Electric Gass Cylinder Yani(Bijli Waly Gaser) Par Mabni Hai.

            Dear friends
            aaj ka Hamara topic Hai electrical geyser ke bare mein electrical geyser Ko To Sab Jante Honge lekin Yahan per bhi Iske Kuchh description main aapko bata dunga Taki aapko normal Jindagi Mein Iske istemal ka bhi Pata ho aur aap is se fayda Utha sake aur jo isase nuksan hai usse bhi Bach saken

            """Electrical geyser"""

            Dear friend aap log Jante Hain K aajkal winter season start ho gaya hai aur Jab Bhi winter season start Hota Hai hai to log Thande Pani Se Dur bhagte hain aur koshish Karte Hain Ki Kahin Se garm Pani mil jaaye aur vah apne use ke liye Garam Pani Talash Karte Hain isliye Ye pahle log Aag per Pani garm Karte The lekin Aaj Kal science ki ijad ny Hamen modern banaa Diya Hai aur Hamare liye bahut Sare fayde ki chizen banaa Di hain

            Pani ko garm karne ke liye aap electrical geyser ka istemal kar sakte hain jo ki bahut hi Aasan hai yah geyser aapko market se kahin se bhi mil jaega aur aap usko ghar mein main Kisi bathroom mein ya Kisi free wali Jagah per Install kar sakte hain isko aap Bijli per Chala sakte hain yah Pani Ki Tanki Ki Tarah hota hai lekin is main electrical Rod Lage hote hain
            Jin Se Pani garm ho jata hai aur aapko Jab Bhi Pani ki jarurat Hogi Hamesha aapko Pani garm Milega aapko aap ko Pani garam karne ki jarurat bhi nahin padegi aur na hi aapko time waste karne ki jarurat Hogi aapka geyser Har Waqt on Rahega aur Pani Garam Hota Rahega Jab Bhi aapko jarurat Hogi aap use Ke mutabik Pani nikal sakte hain

            """Geyser ki ehtiyat"""

            Jab Bhi aap geyser ke pass Jaate Hain to check kar liya Karen electrical wires Kahin short To Nahin Hai Kyunki Agar vah short hongi to usse aapko current lag sakta hai jisse aapka Jaani nuksan bhi ho sakta hai

            Bijali ke geyser se Jab Pani Garam Karenge to is Ka bil bhi bahut jyada aaega Kyunki yah bijli ko bahut jyada consume karta hai isliye koshish Kiya Karen ki Jab aap ko Pani jarurat Ho use Waqt isko Thoda Sa ON kar diya Karen Baki free time isko ON mat Rakha Karen Kyunki yah bijali ki consumption bahut jyada karta hai aur aapko bill Jyada pay karna padega

            اب آن لائن

            Working...
            X