Yeh review "milaad ki lighting "mabni h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "milaad ki lighting "mabni h
    Salam dear members umeed h ap sb log thk hun gy aj ka mraa review milaad ki tyarion mn lgai jany waly lightning ⚡ pr mabni h

    Introduction

    ..dear members jese k ap sb log janty hyn k hm hr saal rabi al awal k maheeny mn milaad manty hyn ....phir sal Rabil ul awal k mahiny mn 12rabi ul awal ko hr trf charaghaan kia jata h r lightning ⚡ ki ajati h
    Inko lgany ka maqsad Nabi pak (S.A.W.W) ki vilaadat e pak ko celebrate krna hota h ..kuch log kehty hyn k milad manana bidatt h q k usi din unki wafaat b hui th pr yeh hr ksi ka apnaa speeds hota h
    Milad ki lightning ⚡ hr ilaaqy k log Apny area mn krty hyn
    hr koi milad k dino mn Apni tyari dusro s behtr bnana chahta h ta k unki jgaa ya area sb. S khubsoorat lgy
    Is k kuch faidy r nuqsant b hyn jo mn apko batati hun

    Advantages

    Milad ki Lighting lgany k liye pury ilaqy k log akhty hoty hyn jiski Wja s unka apas mn itehaad brhta h
    Sb log ittefaq s kaam krty hyn
    Hr koi Apna ghr bahut khubsoorat treeky s sajata h
    Hr koii chahti h k unka ghr/area sb s khubsoorat r different nzr ay jiski Wja s sb mil jull k km krty hyn
    In sari lights ko bijli p chalaya jata h jinko connection bahut sary logo k ghr kia jata is wja s ksi ak p bijli ka burden ni prhta
    Milad ki lights ka sara khrchaa ilaaqy ki intezamia dyti h
    Hr koii Apni hesiyatt k mutabiq apna hassa dalta h r sawab hasil krta h
    In days hr shehr ilaqa ..baqi sb dino r maheeno s alg nzr aty hyn
    Milad k din sbko niaaz b tkseem ki jati h
    Masjid galiyaan bazar sb mn lightning ⚡ ki wja s un mn bahut ronak nzr ati h

    Disadvantages

    Jese k up sb log janty hyn k wese tw iska koi khaas nuqsan ni hai
    Pr Kuch log isko acha ni smjhty
    Bijli s connect hony ki wja. S aksar Apko current lgny ka khadsshaa v hota h
    Akhty hony ki wja s aksar logo mn lraiyaan hojati hyn jiski wja s mahol mn beskooni paida hojati h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;milaad ki lighting &quot;mabni h

    Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya haijoke ke millat ki lighting ke related hai to jaise kya aapko pata hai ki har sal hi yah itna pyara mahina aata hai jismein bahut jyada log lighting kara karte Hain har kisi ko hi yah mahina bahut pasand hota hai hamen is mahine mein bahut jyada hi baat karni chahie is tarah aap ko pata hai ki log is mahine mein apne gharon ko sajate Hain coffee lighting kara karte Hain to iske bahut sare advantages hai aur koi disadvantages hai jo main aapke sath detail se share karti hun .

    Advantages .

    Jay dear to aap ko pata hai kiske kafi jyada advantages smart jaise yah mahina start hota hai har Koi apne gharon ko apne Street mahlon ko sajana shuru kar dete Hain road Vergara ko bhi kafi jyada lighting se saja dete Hain is tarah log aapas mein Mil jul ke kam karte hain kafi achcha lagta hai hai is tarah aap ko pata hai ki main ladki lighting mein har Koi aisa lagta hai jitne achcha hua har Koi lighting karta hai isase kafi jyada sawab milta hai aur koi proper lighting karta hai apne gharon ko se jata hai apni Street bhara jata haiis tarah har Koi apni haisiyat ke mutabik lighting karta hai aapane gharon ko sa jata hai aur main latke din sabko naya SBI taqseem ki jaati hai hai is tarah bajar sweet masjid mein bahut jyada lighting ki jaati hai jaise har taraf hona ki raunak najar aati hai .

    Disadvantages .

    har kiske advantages ke sath iske kuchh Na Koi disadvantages jarur hote hain otherwise ke aur koi disadvantages nahin hai yahi hai ki agar ham log gharon mein lighting hoga kar rahe hain Street kogarah uplighting kar rahe hain to aapko bahut hi khayal rakhna padta hai kyunki ine dinon Karan bahut jyada logon ko lagte Hain jinki vajah se kafi jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko hamesha careful Hi Kam karna chahie is tarah aapko hamesha carefully kam karna chahie .
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;milaad ki lighting &quot;mabni h

      Asalamalaikum:
      dear frnd ap ne hme aj bhut hi acha review dia h jo milad ki lighting k baary me h lekin ic se phly ic ke khich buniadi wja dkhty hn
      Jese k hm musalman hn r ye mahina Rabi ul awal ka h ye islami calendar k hissab se ye 3sra islami mahina h jis me hmary pyary r akhri
      Nabi Hazrat Muhammad saww wajah kainaat ka zahoor hua hmary nabi Hazrat Muhammad saww ki pedaish b 12 Rabi ul awal ko hui r
      Ap saww ne pardaa b 12 Rabi ul awall ko frmaya ic wja se tamam musalman khushi me apny gharoo r muhaloo ko sajaty hn r lighting krty hn
      Advantages:
      in lighting ka faida ye h k gaali mohalyy k log sab mil kar kr apny shehr ko saaf krty hn r hazoor ki amad ki khushi pury shehr ko roshan krty hn
      Jis me tamam log mil jull kr kam krty hn r bhai charaa brta h r apny gharoo ko galio ko r jha tk ho sky lighing krty hn ic me jitni jis ki tofeeq h ic me hissa lety hn
      R Hazoor saww k sath apni muhabbat ka izhar krty hn

      Disadvantages:

      Jese k hm sb janty hn k har cheeze ya kam ka koi disadvantage hta h lekin ic ka koi disadvantage ni hn lekin ehtiyaat bhut zruri h
      Q k in dino me jb har trf lighing ki ja rai hoti h to current lgny ka bhut zyda khadshah hota h r kaii dafa logo ne janni nuqsan sa samna kia h
      R ic moqa pr bheer bhut zyda hny ki wja se bhut se log apas me lar b prty hn r ic moqa pr bhut c lraian khawateen ki wja se b hti hn
      Khawateen ko ic moqa pr ghr pr e rhna chahiye q k bhr mard zyda taddad me hoty hn r russh bnny ki wja se mahool me kharabi hoti h
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot;milaad ki lighting &quot;mabni h

        Aslam o alikum friends !

        Ajka review milad ki lighting k baray mein hai. Nabi Kareem (SAWW) ki Wiladat mubrik ka din yeni 12 Rabi ul awal Islami saal k Third month mein manaia jata hai.
        Hum Muslam is din ko bht Muhbat or Aqeedat say manaty hein. Is k leay Abadat ki jati hein. Ghareeb or Mustahiq logun ki madad ki jati hai or unhen Khana khilaia jata hai.
        Is k ilawa Lighting sy Masaajid , Gharoun or dosri buildings say sajaia jata hai.

        Lighting advantage: lighting say Masaajid or gher khobsat ban jatay hein.her taraf Roshni pheli hoti hai.
        Or apni aqeedat or Jazbaat ka izhaar kia jata hai.

        Disadvantage: lighting bht hi muhabat or aqeedat say ki jati hai. Is k disadvantages to nahi hein. Likn lighting kerat waqat care bht zarori hai.
        Bachoun ko is say door rakha jae. Koi bijli ki taar etc naked na ho . Is say current lagnay ka khadsha hota hai. Pani wali jaga pe lighting na ki jae. Loose connection na choray jaen.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review &quot;milaad ki lighting &quot;mabni h

          Introduction
          Assalamu alaikum dear memberaapka aaj ka review milad ki light per mummy hai dear member aapane hamare sath bahut achcha topic share kiya hai aur uske bare mein information ti hai jaisa ki aap jante Hain Kya Mila uski lights bahut jyada jaruri hoti hai aur aaj kal din bhi chal rahe hain Eid Malad aane wali hai aur uske liye har Koi apne ghar mein bhi aur mast baqarah mein aur mohalle mein bhi light lagata hai aur Jay light bahut jyada acchi lagti hai Ham is light ko aasani se market se khareed sakte hain uske bahut jyada fayde hote hain aur har taraf roshni aur khubsurat dikhai deti hai iske bahut jyada advantages or disadvantages paye jaate Hain Jo aapke sath mein karti hun

          Advantage
          dear member Eid milad ki light ke bahut jyada fayde paye jaate Hain
          delight Ham apne ghar mein aur mohalle mein aur masjid mein laga sakte hain
          job ke bahut jyada khubsurat lagti hai aur ine ki vajah se har taraf roshni hi roshni phel jaati hai
          Hamen acchi quality ki life Deni chahie jo ki kabhi bhi kharab na ho sake
          Jay light aapko har size mein Om mil sakti hai aur har colour mein jo aap kharidna chahie

          Disadvantage
          Millat ki light ke bahut jyada disadvantages bhi paya jaate Hain
          Inke vajah se current bhi lag sakta hai aapko hamesha aati yad karne chahie
          aapko Jay bola tha sambhal rakhni chahie kyunki ye bahut jald Tut sakti hai aur kharab ho jaate Hain
          jahar size mein aur har quality aur hare mein Pai jaati hai Jo kya aap nahin sakte Hain aasani se jo aap about kar sakte hain aap usi mein kharidna
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review &quot;milaad ki lighting &quot;mabni h

            Yeh review "MILAD KI LIGHTING "mabni hADVANTAGE: Asalam o Alykym friends g han ham is maheny ko bhot joosh o kharosh sy mnaty hain har jagha charaghan kia jata hai is ki tayarian milad sy kafi din pehly shuru kr di jati hain har koi nath parhta hai apni tayarian krnta hai apna ghar sajata hai choty bachy is men hisa lyty hain har ghar kay bahir charaghan kia jata Hai galian (S.A.W.W) kay milad ki khushi men ham apny ghar galian sajaty hai bachon men is khushi ko mnany ka ek jazba hota hai hamen apny bachon ko is men shirkat krny kay lia train krna chaheya un ko nath sikhani chaheyan or un ko nabi pak kay bary men btana chaheya or sikhana chaheya kya un ki zat kia thi kya hai or kya kya qurbanian unhon ny hamary lia den tin or hamen is tehwar ko khushi sy mnana chaheya lakin dusri taraf un ki wafat ka din bhi ye he hain ham is tarha sy is din ko mnyen kay khuhsi bhi ho or sath men gham bhi ho.DISADVANTAGE: Gi is ka disadvantage ho he nahi skta bas ap logon ko ahtiat krni hain jahan rush ho wahan nahi jana chaheya or ap logon ko electric sy bachna chaheya or ap ko apna khayal khud rkhna hai kisi sy jhagra nahi krna hai aman or slamti rkhni ha agr ham is din bhi ****d dalen gy to ham khush nahi rehskty.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review &quot;milaad ki lighting &quot;mabni h

              ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
              Yeh review Milaad ki lighting per mabni hai ;

              Dears , Ajj ka hamara review hai Milaad ki lighting .
              Introduction ;

              Dears , Milaad ki lighting bht hi zad khubsurat lgti hyn inception display nahin hogi gi tu amrish ki ki taraf liable to be kitaraf ja sakte hain jiski vajah se hamara nuksan ho sakta hai aur ismeinbuying and backing karte waqt marketplace mein beginning interpretation ka hona broad nahin aaye aur prankish aapkeis goal ko uda deta hun kyunki yah bahut achcha explanations hai agar high koibhi kam karen to hamari beginning terms nahin hogi to vah Kam natija nahin hoga Bal kevah hamen na kam ek taraf Le ja sakta hai aur pretended kamyab nahin ho sakte iskebavjud agar jis kam ke setat mein hamare byskip bahut acchi start display hogi to Hambahuamy acha prize or wit alongside into Less note of karna ho ga hamy apny passion orlalach ko qaboo prankish rakh kar is principal mehant sy kam karna chahey pher hail hamkamyab ho sakty hain or acha atonement hasil kar sakty hain Feignekoibhi hassle nahin hoti aur koi path apni secure and politeness mein in the flog suitable way a void horaha hota hai miserly ko apna Kam acchi tarah Se karne ke liye apne seniorindividuals ke kam ko acchi koi sa b acha doting google se at hand type kar saktehai jo hume quantity force bataye ga or talk substitute kar sakte hai aj kal tu har koisigns ki dash onse kam kar rahe hai apko b briefly ka tale karna chahiyehumara bohat sara length of existence keep ho sakta hai prattle agr apni obtain and publicity release ko appropriate for karnachahte hai tu hume non-native rotation position and circular enterprise me often lover karte hain aur aapke byskip ekcorrect middle go-between nahin hoga to aap kabhi bhi acchi estimation nahin karsakte sabse jaruri chij hota hai .

              ADVANTAGES ;
              Dears ,
              Jay dear to aap ko pata hai kiske kafi jyada advantages smart jaise yah mahina start hota hai har Koi apne gharon ko apne Street mahlon ko sajana shuru kar dete Hain road Vergara ko bhi kafi jyada lighting se saja dete Hain is tarah log aapas mein Mil jul ke kam karte hain kafi achcha lagta hai hai is tarah aap ko pata hai ki main ladki lighting mein har Koi aisa lagta hai jitne achcha hua har Koi lighting karta hai isase kafi jyada sawab milta hai aur koi proper lighting karta hai apne gharon ko se jata hai apni Street bhara jata haiis tarah har Koi apni haisiyat ke mutabik lighting karta hai aapane gharon ko sa jata hai aur main latke din sabko naya SBI taqseem ki jaati hai hai is tarah bajar sweet masjid mein bahut jyada lighting ki jaati hai jaise har taraf hona ki raunak najar aati hai .

              ​DISADVANTAGES ;

              Deara , har kiske advantages ke sath iske kuchh Na Koi disadvantages jarur hote hain otherwise ke aur koi disadvantages nahin hai yahi hai ki agar ham log gharon mein lighting hoga kar rahe hain Street kogarah uplighting kar rahe hain to aapko bahut hi khayal rakhna padta hai kyunki ine dinon Karan bahut jyada logon ko lagte Hain jinki vajah se kafi jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko hamesha careful Hi Kam karna chahie is tarah aapko hamesha carefully kam karna chahie .

              اب آن لائن

              Working...
              X