Jaiza: forex trading me "Spike" aur spikes ki wajohat par tabsera
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: forex trading me "Spike" aur spikes ki wajohat par tabsera
    Spikes
    Forex trading market me short term of time ( short period of time) k leye kisi bari movement ko jo upside pe ho ya downward side pe ho us ko spikes kaha jata hai. Spkies kisi stocks, commodity ya pair ki acahnak movement hoti hai jo bohut bari satah pe ho rahi ho. Jab bhi markets me koi news cheese inter ho ya market news achanak a jaye jo aam news se hat kar ho to ye spikes ka sabab banti hai.
    Example ; agar aaj kal achanak USA aur China ye ailan karte hen ko wo aik dosre se trade war khatam karte hen to is se markets pe bohut ziada impact par jaye ga. Dollar bohut zyada strong ho jayega aur golds aur dosri is se juri ashia achanak ger jayegi aur is se market me yakdam tabdeeli waqea ho jayegi. Aur invester gold ko sell karna shoro kar dengay. Lekin us k bad koi aur achanak masla in dono countries k darmeyan a jaye jaise, Taiwan situation aur dono mumalik aik dosre k khilaf bayanat dena shoro kar den to is se market pe pher negative asar parega aur gold wapis uper charna shoro ho jaye ga. Is muqam pe sirf aik downtrend spikes hi banegi.
    Spikes banne ki wajah
    Forex trading me spikes umoman market me fresh news ki ani ki waja se hi banti hai. Aur us ki waja se market aik short term k leye react karta hai aur wapis pher apni position pe chala jata hai. Asal me spikes a fraction of time k leye hi hota hai. Aur is se market me achanak bohut teezi a jati hai. Lekin kuch waqat k baad market wapis apni normal position pe chal parti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	1
Size:	26.9 کلوبائٹ
ID:	12470016
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

    Yes. Dear. Forex ma asi bhot sari terms use hoti hai. Ye terms trader ki knowledge ma ezafa karti hain or sath sath ye earning ma b ezafay ki waja ban jati hai. Forex trading ma agr terms or strategies ko zehan ma na rakha jae to trader profit hasil karny ma kbi kamyab ni hota. Es topic ma ham term spike ko further discuss karyn gy.

    Forex term spike. Spike market ki sudden up movement ko kehty hain. Ye falling knife term ka reverse hai. Falling knife ma market ki price sudden drop hoti hai. Spike ma up trend ko wazeeha dakha ja sakta hai.

    Explanation. Market jb b apni resistance ko break karti hai to wo up move karti hai or ye kafi zayada up jati hai es up movement ko ham spike k name sy denote karyn gy. Forex trading ma spike term ko jb dakha jae to trader ko ye samaj jana chahe k market ma volume barh giya hai or buying pressure wazeeha nazat ah jati hai. Forex trading ma spike term ki main wajuhat ye hain.

    Reasons of spike. Market ma kio b good news any par spike ko dakha ja sakta hai. Jo trader forex news ko observe kehty hain wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain. Spike term par sell ki trade open ni karni chahe. Kiu k aksar spike term bullish trend ma convert ho jata hai. Jo trader es spike ki term par sell ki trade lagata hai k wo counter trend k zaraye profit bana ley ga to wo kbi acha profit ni bana sakta. So trader ko spike ma buy k trade lagani chahe. Spike trader ko aksar market ki resistance k pass ya cross hony par dakha ja sakta hai. But ye lazmi ni hai spike trader support level par b nazar ah sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

      forex ki trading mein bohat sari terms aisi hain jouse hoti hain in terms ka main purpose yahi hota hai k wo forex k platform par traders k liye ach earning ka mqsad ebnen au rye trader k knowledge aur experience mein bhi izafa keren agar is mein trade kerty waqt terms aur strategies ko samny rakh ker kaam naa kiya jaye tou is mein kamyabi hasil kerna bohat zeada mushkil ho jata hai forex mein aik term spike use hti hai jo k market se related hai forex ki market mein sudden moment jab hoti hai tou us ko hum spike kehty hain aur ye aik aisi term hai jo k falling knife k bilkul opposite hoti hai falling knife mein aisa hota hai k market sudden down ho jati hai hai lekin spie mein market sudden up ho jati hai is mein up trend ko bilkul clear show kervaya ja sakta hai
      forex mein market jab apni resistance ko break kerti hai tou ye upward move kerti hai aur kafi high jati hai is moment ko hum spike kehty hain forex ki market mein trader jab bhi spike ka name suny tou usy samjh jana chahiye k ab market mein volume increase ho chuka hai aur trade mein buy ko support kiya jata hai is ki bohat sari reasons ho sakti hain market mein hum good news par spike ko dekh sakty hain is mein humen chahiye k hum sell ki trade ko open na keren kuen k baaz okat aisa bhi hota hai k spike bullish trend mein convert ho jata hai tou ye trader k liye problem create ker sakta hai is ko hum us waqt dekh sakty hain jab market resistance k paas hoti hai lekin ye zaroori ni hai ye support level par bhi show ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

        dear friend, short time period ma market ki sudden aur large upward ya downward moment ko spike kehtay hain, upward move ko positive spike aur downward move ko negative spike kaha jata ha, is ma market apni routine sa ht kar up ya down moment karti ha jo short time k liay hoti ha aur us move k baat dobara normal situation par aa jati ha, spike globaly kisi upexpected news ya event k result ma show hota ha ya kisi new data k anay sa pehlay ya baad ma aisi situation create hoti ha k market sudden up ya down level par pohnch jati ha, spike ma market certain support ya resistance levels ko break kar k kafi high ya low moment karti ha, is liay low capital walay traders ko aisi situation ma account wash sa bachnay k liay small lot k sath trade karni chaiay,

        Jb low spike k bnnay k baad market downtrend moment start kar day to ye is baat ki indication hoti ha k perticular news ya event ki waja sa investors ka opinion change ho gia ha aur wo pair ko sell karnay ko tarjeeh da rahay hain, spike aik wazay price gap ko show karta ha jo quickly rebound ho jata ha, market ma liquidity k imbalance honay ki waja sa b spike bntay hain, mostly forex ma Non-farm Payroll ka data relase hotay waqt b aksar spikes bntay hain, ye market ki fresh moment ko b define karnay ki indication daitay hain, forex traders spike k zariay increasing ya decreasing volume ki base par trading decisions laitay hain aur future routines ko set kartay hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

          Assalamu Alaikum, g Click image for larger version

Name:	IMG-20201024-WA0007.jpg
Views:	3
Size:	37.1 کلوبائٹ
ID:	12334761dear spike pattern Forex me bht importance Ka Hamil hota Hy Jo mery khyal me aik long pinbar ki trha lambi candlestick banata hy lekin agar dakha jaay to us wakat tak trade na lagai jaay jab tak ye pattern confirm na ho. Maslan spike to pattern us wakat confirm hoga jab ye pattern ban jaay aur market wahan say down movement start kar day. Jab essi tarha market spike bottom pattern banaati hai to us main aap nay pattern kay complete hony kaa wait karna ha aur sath main confirmation ka bhe wait karna hai. Phir aap entry beshak lay lain aur us hisaab say tp aur sl bhe set kar dein pattern bana le, agar market trend spike bottom line ko touch kary to ye clear market trend changing ka signal hota hay aur bahot hi kam chances hoty hey key market 3rd time be spike ko touch kary esi tarha double top ka be yahi formula hay agar 2 time market top line ko touch karti hay to seller traders trades open karny key ley active ho jaty hey. enter honay ka acha signal hota ha lekin is mein hamesha limits lagani parti ha because agar neckline break ho gai to phir price wapas nahi ati aur loss ho jata ha. Jab spike ya triple spike ban jata ha, aur price wapas aaye to point of reversal ko take profit consider kiya jaye aur jahan se price ooper ki taraf jaye, wahan se kuch points neechay stop loss consider kiya jaye. Yun aik minimum risk trade possible ho jati ha technical par atna zayda kaam ni kia hoa aor ais k bary mai mujhy atna pata ni tha aor aj jab ap ki post ko dekha hai to ye pata chala hai k market jab ye pattren banati hai to aus mai ye hai k humm ko ais ki neck break ka wait karna chaye jab market neck ko break kar jaye to aus k baad hi hum ko market mai enter hona chaye kun k agar hum ais se phly enter ho jaty hai tab to ye pattren pora ni hota aor market wapis bhi ja sakti hai ais liay hum ko achi entry k liay wait karna chaye jab tak market entry point par ni aati aor confirmation ni deti tab tak trade open ni karni.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

            dear Spike pattern quick movement ya long dips par mushtamil hota hy Spike pattern pattern is formed of two Spike pattern ky different pattern hoty hen jin main trend ko observe Kia jata hy to uss kay ager bullish trend main bullish pin baar banay to woh bhi koi effect nahin keri market ko us ka bhi koi role nahin hota woh Support level of hoga hay or aik or baat yeh kay aksar pin bars Spike pattern bhi hoti hain yaani yeh kay pin baar breakout ho jaata hay or market trend change nahin kerti to iss ka bhi dehaan rekhna chaahiye ham main jab proper movement start ho jaaye phir hi entry leni chaahiye werna entry nah hi lain to behtar hay lekin sab sy main thing ye hy Kay hamen is pattern ki shnakht krna boht zaroori hy pin bar aik wahid Spike pattern set up hy jo market me hone wali mumkina changes me sara sr qemat karrwaie tajroon ka sirapa hy aik pin bar aik qreebee park hy jisy qemat karwai se chutkaraa hy traders ko aam tor pr aim rukha ke trah laga gy jo candle Kay second bearish candlestick pattern me hoga is Pattren aik pin bar Spike pattern pr aik qemat bar hota hy aam tor pr aik qemat bar pr candlestick mushtamil hota hy jo qeemt ke tez raftaar mustrad ke numaidgee krta hy pin bar bar jb tk kbhee kbhee hilya jata hy lambee dum ke traf se wazht ke jatee hy wick se dum bhee saya k tor pr behja jataa hy trading hi aik option hai jis main hum apni trading karty hain trading k liye aghr hum pin bar ko folow karty hain tu hmain es ko chart par apply karna hota hai jahan par hmain boht se pin bar mil jati hain or pin bar ka basic aal yah hota hai k jahan se market reverse karti hai waahan par Spike patternr banti hai or jitni azafa market reverse main ajti hai otni e bar pin bar bdlati hai pin bar support or resestance main banti hai tab hum apni trading karty hain es main news bhi boht asar nadaz hoti hain jis se aghr tu hmain strong point milta hai trading k liye market main tu hmain apni trading main boht acha proft bhi mil jata hai es liye pin bar trading k lye eska knowledge hona boht zarori hai short neck bhi hoti ha. Spike pattern Kay baad potential price reversal ka sign hota ha or chart par is k appear honay ka matlab ha k trader ko ab price k backward ya forward janay k liye ready ho jana chahiye. Pin bar k 2 types hain, candlestick 1 Spike pattern pin bar, Spike pattern 2 Bullish pin bar. Bearish pin bar mein small candle k sath upward neck hoti ha, ye neck jahan tk hoti ha, wahan se price lazmi downward ay gi ya mazeed downward bhi ja sakti ha. Bullish pin bar mein small candle k sath downward neck hoti ha, jahan tak neck ha wahan se price wapas upward ya mazeed forward ja sakti ha.
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

              Yes dear Spikes related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt market Mein sometime aapko market ki volatility bahut jyada focus hoti hai aur ismein aapko bahut jyada movement dekhne ko milati hai aisi situation ko market Mein Spikes Kaha jata hai dear jab market ki volatility Kisi news ki basis per bahut jyada ho jaati hai aur ismein aapko entry Lena bahut difficult ho sakta hai To Aisi situation se aapko carefully attentive Rahana chahie Kyunki Agar Aisi situation main market aapko favour nahin karti to Aapka account bahut jaldi wash ho sakta hai.

              Dear jab aap different important currency pairs or different commodities ka comparison kar rahe hote hain to in ki market mein bhi aapko bahut jyada different feel ho raha hota hai sometime Kisi specific currency pairs ki market mein bahut jyada volatility hoti hai aur sometime saree market mein bahut jyada volatility aapko observe ho sakti Hai Iski main Kuchh reasons main aapse share karna chahta hun Jab market Mein Kuchh Aisi news Aati Hai Jinka Kisi specific currency pair ya Kisi specific commodity se contact Hota Hai To Aisi situation may just Ek currency pair yah Ek commodity he totally affected hoti hai aur uski market ki volatility Jyada hoti hai lekin sometime Kuchh Aisi news Aati Hai jismein hall market effected hoti hai aur usmein Market ki volatility bahut jyada hoti hai.

              Isliye dear jab aap market Mein different important terminology uski study karte hain to aapko Spikes related carefully study Karni chahie aur Aisi situation Mein trading se avoid karna chahie otherwise aapke liye kuch problem ho sakti hai no doubt Agar aapka account balance jata hai aur aap minimum lot size ke sath Apne trading kar rahe hain To Aisi situation main aap market ko understand kar sakte hain aur Aisi situation per market Mein trading kar sakte hain Agar aapko market favour nahin karti To fir market apni original shape Mein return Jarur karti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                Forex trading ke andar spikes bahut important role play karta hai ya badi badi market ke moment ko samajhne ke liye istemal Kiya jata haijab bhi market ke andar Koi trade upword yah downword main jata hai to use spikes kahate Hain aur spike per kam karna bahut mushkil sabit hota hai uski vajah yah hai ki isko samajhne ke liye market ko bahut jyada time Dena padta hai aur market ko jo log jyada time dete Hain unhen hi spikes per kam karke fayda hasil ho sakta hai iske alava aur kisi ko fayda hasil nahin ho sakta spikes per Jin logon ne focus Kiya hai unke mutabik agar 2 countries ke darmiyaan kisi kisam ki koi fight Ho jawabi kaarvayi ho ya vah donon dushman dost ho jaaye to us waqt spikes per bahut jyada farq paida ho sakti haiagar 2 countries ek dusre ke against Ho jaaye to usse market ke andar bahut sari chijon per rates ka defence paida ho jata hai agar koi chij sasti ho to vah bahut jyada mahangi ho jaati hai aur agar koi chij bahut jyada mahangi ho to vah bahut jyada sasti Ho jaati hai ISI vajah se spice tamam market ke darmiyaan aur bahut sari countries ke relationship ke darmiyan bahut jyada asar andaz hota hai aur aur apna best role play kar raha hota hai spice per kam karne ke liye sabse jyada jaruri yahi hai ki is ke upar jyada se jyada learning ki jaaye ki yah kaise kam karta hai Kahan kahan kam kar sakta hai aur usse kaise kaise benefit hasil Kiya ja sakta hai tab koi bhi trader jab is per trade karega to use ek achcha benefit hasil hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                  Dear forex member spike trading ke bare mein aapane bahut hi acchi information Baki aur members ke sath ki hai aur is tarah Se ki jaane wali trading main bhi members ko achcha experience chahie hota hai aur agar members ke pass achcha experience nahin hoga tu is tarah Se members apne training ko bhi acchi tarah Se continue nahin kar payenge trading karne ke liye member score different strategies used karna hoti hai aur koi bhi ek strategy ko acchi tarah Se sab strategies ke bare mein members kaun knowledge hasil hona chahie achcha knowledge hasil Ho jaane ke bad hi members apne trading ko acchi tarah Se Kar paate hain aur strategies ka istemal apne trading mein acchi tarah Se kar lete hain members ko strategies ka istemal bahut hi acchi tarah Se apni trading maker lene ke liye apni learning ko acchi tarah Se improve karna hoga aur members ko apni learning per kabhi compromise nahin karna chahie aur agar members ko trading se related koi bhi achcha idea nahin hai to members ke liye yah ek important baat hai ki members ko bahut hi acchi tarah Se apni trading se related practice ko continue karna chahie jab members trading se related apne practice ko continue kar lete hain to practice ki vajah Se Hi members ko itna achcha experience mat jata hai ki members different strategies Ka istemal karke aur apne trading ko bahut hi acchi tarah Se Kar lene mein successful ho rahe hote hain aur successful ho jane ke bad hi members ko achcha profit aata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                    Forex trading ki market traders ko is per Jyada Se Jyada learning Karni chahie aur iski learning ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie jitni diya tha uski learning Karenge Nahin Jyada vah market se related Tamam ke bare mein acchi information Hasil kar Sakenge aur yah information unke liye bahut jyada profitable sabit hoti hain inke jaaiye Seva Forex trading ki market ka Achcha analysis kar Sakenge

                    Forex trading ki market spike aur Spikes ki vajvit bahut jyada importance rakhti Hai market traders Ko In per Jyada Se Jyada learning Karni chahie Aur Ek Bar acchi Tarah Se concentrate karna chahie taki vah ki vajuhat ko acchi Tarah Se samajh sake Forex trading ki market Mein shirt term Hoti Hai Jisko market ki uptrend aur downtrend ki side ko spike Kaha jata hai spike market ki ek quickly movement ko kaha Jata Hai Jab market bahut hi Tej Raftar ke sath movement start karti hai to use Waqt traders market Mein ine spike ki vajawat ko acche tarike se samajh sakte hain traitors ko kabhi bhi Spikes ki vajouhat ko kabhi bhi nahin karna chahie Bal ke upar acchi Tarah Se focus karna chahie market mein jo traders Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur apne kam ko experience ke sath aur acche learning Kaise start Karte Hain To Is Tarah Se vah traders jahi market Mein acchi kamyabi Hasil kar paate hain aur Market ko acchi Tarah Se learn kar paate Hain market ki running karte waqt Kisi Ki sim Ki jaldbaji Nahin Karni chahie aur Market Nahin apni training course banane ke liye bahut jyada koshish Karni chahie aur Market ko acchi Tarah Se Awaaz karne ke bad hi market Mein Apna work start karna chahie Taki aap market Mein Apna work ko bahut iji tarike Se Kaise Kare Apne varg ki quality ko best banaa sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                      dear forex market mein jab Ham kam kar rahi hote hain to ismein technical ke hisab se movement hoti hai agar Ham forex market mein kam karte Hain to humko is market mein fayda tab hota hai jab hamesha market mein munh per samajh Kar trade karte hain market mein jab bhi Koi fundamental event release hota hai to iski vajah se market mein bahut jyada fast movement hoti hai aur market ka bhi jyada volatile Ho jaati hai jaise hi market mein Koi badi news release hoti hai to market mein with spike a jaate Hain jiske baje se market mein bahut jyada gap a jata hai agar is time aap market mein Koi bhi trade lagate Hain to aapki market main trade use jagah se execute nahin hoti e Jahan se aap ho trade lagane ke liye price set ki hoti hai agar Ham apni trade ke sath take profit aur stop loss use karte hain to is se humko kabhi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte Hain tumko is market mein kafi jyada fayda ho sakta hai agar Ham forex market mein achcha kam karte Hain tumko is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein planning karke kam karte Hain Jo trader forest market mein planning karke kam karte Hain humko is market mein kafi jyada fayda tab ho sakta hai jab Ham is market mein discipline ke sath kam karte hain agar forex market mein ham speak se bachana chahte Hain to humko is market mein kisi aise broker per kam karna hoga jismein price usi jagah se execute Ho Jahan se Ham select karte Hain is tarah hamari trade per kafi jyada profit ho sakta hai is market mein dealing desk broker kabhi bhi e achcha problem nahin dete agaram is market mein non dealing desk broker per kam karte Hain to humko ismein kafi jyada fayda ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                        AOA my dear all Forex member Forex ma asi bhot sari terms use hoti hai. Ye terms trader ki knowledge ma ezafa karti hain or sath sath ye earning ma b ezafay ki waja ban jati hai. Forex trading ma agr terms or strategies ko zehan ma na rakha jae to trader profit hasil karny ma kbi kamyab ni hota. Es topic ma ham term spike ko further discuss karyn gy Spike market ki sudden up movement ko kehty hain. Ye falling knife term ka reverse hai. Falling knife ma market ki price sudden drop hoti hai. Spike ma up trend ko wazeeha dakha ja sakta hai Market jb b apni resistance ko break karti hai to wo up move karti hai or ye kafi zayada up jati hai es up movement ko ham spike k name sy denote karyn gy. Forex trading ma spike term ko jb dakha jae to trader ko ye samaj jana chahe k market ma volume barh giya hai or buying pressure wazeeha nazat ah jati hai. Forex trading ma spike term ki main wajuhat ye hain Market ma kio b good news any par spike ko dakha ja sakta hai. Jo trader forex news ko observe kehty hain wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain. Spike term par sell ki trade open ni karni chahe. Kiu k aksar spike term bullish trend ma convert ho jata hai. Jo trader es spike ki term par sell ki trade lagata hai k wo counter trend k zaraye profit bana ley ga to wo kbi acha profit ni bana sakta. So trader ko spike ma buy k trade lagani chahe. Spike trader ko aksar market ki resistance k pass ya cross hony par dakha ja sakta hai. But ye lazmi ni hai spike trader support level par b nazar ah sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                          these are small pin bars of candlestick isko hamen kabhe bhe neglect nhe karna cabiye balke aik aik point bhe important hota hae tab he to hum is main kamyab ho jate he hain to bas hamne bhe cahiye ke hum is main kuch agar gain karna cahte hgain to hum yahan se hasil karte hain to bas mehnat karen or in small small points samajhne ke liye hamen cahiye ke hum is main posting ko sahe tarah se read kiya karen q ke yeh ache information dete hain to hum is se faida hasil kar sakte hain bas hamen bhe in se faida hasil karna cahiye take hum phir apni trading main is se faida hasil kar sakte hain bas to is tarah se he to hum yahan se he to kamyab ho he jate hain agar hum is main kuch hasil karte he hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe karen take hum is main kamyab ho jaya karen to is tarah s ehe to hum is main success hasil kar he lete hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is main mehnat karte rahen or technical knowledge hasil karte rahen take hum is main technical analysis ko khud se kar bhe saken is tarah se he to hum is main se faida hasil kar sakte hain or hum is main kamyab ho jaya karte hain to bas hamne bhe cahiye ke hum is main mehnat nhe chorne cahiye balke hamen is ko continue rakhna cahiye tab he to hum is main se kuch hasil kar he sakte hain bas hamen is main mehnat karna nhe chorna cahiye take hum yahan se kuch na kuch to hasil bhe kar he sken
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                            AOA dear friends , Jab ek trader trading kar raha hota hai aur uski trade profit mein ja rahi hoti hain aur achanak se market mein suddenly Koi movement hoti hai aur Market niche gir jaati hai yaa trend ke opposite Ho jaati hai To aisi situation mein trader ko bahut sara nuksan hone ka ka andesha hota hai is liye merket ka kuch pata nai chala hai k ye kab aik dam se bilkul change ho jai asa tab hi hota hai jub kisi mulk men koi bari changing ati hai... us wkt ya to boht zyada loss ka risk hota hai bohat zyada profil mil skta hai.. but ap ne sahi kaha hai k zyada loss ko face kerna ki jaga ye zyada acha hai k banda stop loss ki optioin zarur use kare aur Sudden price interest point us wakt fluctuate hota jb market releted economic data is just about to com ya koi other news or meeting forex sy related ho re ho. Us wakt un different strategies use kar sakty hain.jasy ap ny agr ak buy ke lot lagyi haur ak sell ke to ap both pa stop loss limit laga dan Tp depende krta ha ap pa k ap market ko observe kr rahy hain to well warna tp be laga dan aur jaisa ki aap jante Hain Ki forex trading bot risky market ha humain chaya k hum trading ko learning krain phr earning krain real m trading Say best koi market nahe ha m forex ko bhot like krta hn aur humain market main har problem ko face karna hota hay jis say humain kam karny kay bary main knolwedge hasil hoti hay humain agr success hasil karni hay to pips main ziada earning lyni ho gi is liye Hamesha trade lagate waqt market k trend ko lazmi dekhna chahiye k market kis trend per chal rahi he kahi me jo trade laga reha ho wo market opposite to nahi he is liye market ko analysis kerna must hota he. Agar hum log market ko analysis nahi karenge to hum ziada tar Loss me hi jaenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: forex trading me &quot;Spike&quot; aur spikes ki wajohat par tabsera

                              spikes ka forex trading men estamal bahut ziada huta jarha hy foreign exchange ki buying and selling mein bohat sari phrases aisi hain jouse hoti hain in phrases ka fundamental reason yahi hota hai ok wo foreign exchange ok platform par merchants okay liye ach incomes ka mqsad ebnen au rye dealer ok information aur journey mein bhi izafa keren agar is mein change kerty waqt phrases aur techniques ko samny rakh ker kaam naa kiya jaye tou is mein kamyabi hasil kerna bohat zeada mushkil ho jata hai foreign exchange mein aik time period spike use hti hai jo okay market se associated hai foreign exchange ki market mein surprising second jab hoti hai tou us ko hum spike kehty hain aur ye aik aisi time period hai jo okay falling knife okay bilkul contrary hoti hai falling knife mein aisa hota hai k market surprising down ho jati hai hai lekin spie mein market surprising up ho jati hai is mein up style ko bilkul clear exhibit kervaya ja sakta hai
                              forex mein market jab apni resistance ko destroy kerti hai tou ye upward cross kerti hai aur kafi excessive jati hai is second ko hum spike kehty hain foreign exchange ki market mein dealer jab bhi spike ka title suny tou usy samjh jana chahiye ok ab market mein quantity extend ho chuka hai aur alternate mein purchase ko aid kiya jata hai is ki bohat sari motives ho sakti hain market mein hum accurate information par spike ko dekh sakty hain is mein humen chahiye okay hum promote ki change ko open na keren kuen ok baaz okat aisa bhi hota hai ok spike bullish vogue mein convert ho jata hai tou ye dealer ok liye hassle create ker sakta hai is ko hum us waqt dekh sakty hain jab market resistance ok paas hoti hai lekin ye zaroori ni hai ye aid degree par bhi exhibit ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X