what is a currency carry Trade ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Sawal:"Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy" in forex trading?

    agar hum forex par trade kerna chahty hain tou humen price action aur carry trading strategy ko use kerna ho ga kuen k ye dono bohat he achy tools aur strategies hain humen trade kerny se pehly humesha kisi na kisi strategy ko lazmi adopt kerna chahiye is se humen trade mein asani ho jati hai aur hum apny kaam ko easily ker sakty hain agar hum trading mein price action ko use kerty hain tou us k liye humen candle stick pattern ko use kerna ho ga jesy he candle open ya close hoti hai is mein candle benti hai aur pattern benta hai jis ko traders follow kerty hain humen isi pattern k sath he trade mein entry leni hoti hai is tarhan humen market mein profit bhi hasil ho sakta hai price action strategy totally technical analysis par depend kerti hai is liye aap ko analysis k bary mein bhi pata hona chahaiye
    carry trading strategy aik aisi strategy hai jis ko use kerny k liye humen sentimental analysis ki help leni hoti hai jis se humen pata chal jata hai k trend carry ho raha hai aur continue hai aur is mein hum apni trade ko open kerty hain ye long term trading k liye use hota hai is mein hum trailing stop use ker sakty hain aap ko pata hai k MT4 mein trailing stop ko use nahi ker sakty meta trader 5 mein aap 5 advances trading techniques ko use ker sakty hain is mein six type k advances pending order ko use kiya ja sakta hai prie action ko mostly expert traders he use ker sakty hain carry trading strategy ko har trader use ker raha hota hai is ko new traders bhi aasani se use ker sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

      dear friend, carry trading strategy ma investors aur traders low interest rates walay pairs ko borrow kartay hain aur higher rates walay pairs ko buy kartay hain, is strategy ma normaly low interest rates wali currencies sa borrow kar k high interest rates wali currencies ma investing ki jati ha, lower rates par borrowing ko funding currencies b keh saktay hain aur higher rates wali currencies ko target currencies kahain gay, carry trade target currencies par upward pricing pressure dalti ha aur funding currencies par downward pressure dalti ha, is strategy ma trader borrowed currency par lower interest rate pay kar raha hota ha jb k return ma high interest rate wali currency sa collect kar raha hota ha, jaisay EUR/USD ma buying kartay hiay hm EUR ko buy kartay hain aur USD ko sell kartay hain, forex ma interest rates ma changes ki information k liay brokers 'forex swap' ki term use kartay hain,

      kisi b pair ki price moment ko hm price action kehtay hain, hm technical anaylisis k zariay price action ki study kartay hain, price action strategy ma un fundamental factors ko ignore kia jata ha jin ka price moment par effect hota ha, ye strategy totaly prices ki history par focus karti ha k perticular time period ma price moment kaisi ha. price action traders is baat ki umeed rakhtay hain k market ki moment history k mutabik up ya down repeat hoti rehti ha jis sa wo repeating price patterns ya charts par ghor kartay hain, japanese candlestick pattern price action anaylisis k liay commonly use hoti hain, hr kisam ki god ya bad international news forex market aur price moment par effect karti hain, is liay hmain bht focus k sath in k mutabik trades set karni chaian ta k loss sa bach kar kamyab trade ki ja sakay
       
      • #33 Collapse

        Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

        ji members kya hal hai aap kyon nahin karti hun ki aap sab theek hongeaur apna Kam bahut jyada hardworking ke sath kar rahe honge kyunki jab tak Ham apna Kam hardworking ke sath aur tokas hokar nahin karenge hamen apne kam mein benefit of profit hansi nahin hoga aur agar Ham apna Kam benefit of profit hasil karne ke liye karte Hain to iske liye mein bahut jyada manatu hardworking ki jarurat hoti hai aur 4 ko sokar karne ki jarurat hoti hai aur agar Ham is tarah se nahin karenge to Ham apna time was karenge aur forex aur bahut acche se kamyabi aur achievement hansi nahin kar sakenge aur iske liye hamen bhi chahie ki Ham apne seniors ko follow karte hue unse guideline lete hue forex ke bare mein Ham teenon ki bahut acche se information hasil karne ke bad bhi apne forex business per kam shuru Karen aur apne trading ko open Karen han Jo chat puchi third hai vah bahut jyada informative hai aur bahut se logon ko isase bahut jyada benefit achievement hasil hoti hai yah trading ke bare mein hai aur trading se Jude mafiyaon ke bare mein hamen experience hasil karna chahie aur trading karne ke liye bahut jyada jaruri hota hai vah hoti hai trading ki kishor trading ki prakriya saamp kaun per bahut acche se kar sakte hain trading ki practice codamo kaun per continue rakhte hue Ham apni trading ko karte hue apna benefit aur profit bhi hasil kar sakte hain jisse hamen bahut jyada profit hasil hota haiisliye main chahie ki Ham trading se Judi aur product se Jude mafi ke bare mein bahut acche se naraz karne ke bad hi UN per kam Karen aur bahut jyada apne status ko apne te hue kam Karen taka may benefit or profit hasil Ho aur hamare experience mehandi Zafar Ho
        • #34 Collapse

          Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

          Carry trading strategy aur price action strategy yah market ke andar bahut jyada important rehti hai ine logon ka focus rahata hai carry trading strategy aur price action strategy market ko analyse karne mein mein aasani paida karti hai Forex trading ke andar carry trading strategy e aur price action strategy market ko upward or downward jaane ke liye bahut jyada sham role play karti hai Jo log is per kam kar rahe hain unhen isase achcha masail ho raha hai Forex trading mein Jin logon ne newly join kiya hai unhen chahie ke hua pyari trading strategy aur price action strategy ke upar jyada se jyada learning Karen aur maximum knowledge increase Karen iske bad vah Forex trading ke andar demo account ke upar ek acchi si practice karke apne aap ko skillful trader banaen jab vah aisa kar lenge to unhen carry trading strategy aur price action strategy kimat abhi market mein trade karne mein aisa nahin paida hogi aur unhen nuksan nahin hoga aisa sirf usi waqt ho sakta hai jab aap market ko jyada se jyada time dete Hain Jo log market ko time nahin dete Na Lage increase nahin karte aur practice nahin karte unhen maximum loss hota hai kyunki unhen Forex trading ke kisi bhi trade ke upar kam karne ke liye kisi kism ki Koi knowledge nahin hoti aur ko apne aapko overconfidence ka shikar karte hue apna bahut jyada nuksan kar jaate Hain ISI mein jaise fostering chahta hai ki aap log jitne bhi members hai vah Forex trading ke andar jyada jyada learning Karen practis Karen aur uske bad online hokar ek acchi earning Karen
           
          • #35 Collapse

            Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

            Forex trading men traders different style se aur different type key method trading me use karty hey jes me 1 method scalping trading ka be, scalping traders short time key hoti hay jes me zeyda profit to earn nahi kia ja sakta hay magar per be es me loss key chances ho sakty hey scalping trading karny me risk ko ignore nahi karna chaye scalping aik aisa kaam hai jo ka expert trader karte hain. If you consider yourself as an expert trader to phe aap scalping karen aur us mein ap faida bhee hasil kar sagte hain. Scalping mein trades short term main hoti hain aur trader ke duration means jitna time trades open rehhti hn wo time bht thora hiota ha. So jitne zaida trades open hon ge aur agr achy scalper ke winning ration ,means k profits wali trades zaida hain to yaqinan scalping aik achy munafy wali strategy haiu. scalpers din mein kafi trades open karte hn magr sahi plannig ya capital management na ki gai to scalping minutes ma apko loss de sagti ha Yahan per aapane yah kya karna hai ki aapane pahle acche se learning karni hai experience Hasil karna hai phir aap scalping Karen.
               
            • #36 Collapse

              Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

              Salam walekum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi acchi question apni post mein describe ki hai kyunki agar aap forex trading mein main main main proper technical analysis ko follow nahin karenge aur carring trading strategy aur price action strategy ko dekh Kar Kade nahin karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kamal sakte uske related main aapko kuchh information provided kar deta hun ki aap in ko kaise apne trading per reply karke acche se achcha profit Kama sakte

              CARRYING TRADING STRATEGY :

              Jab aap forex trading mein is strategy ko follow karte hain to ismein aapko pata chalta hai ki aap trade ko dekh kar market trending ko dekh kar trade lagate Hain ki market ab apne ja rahi hai to masjid Marg top mein jayegi aur iski are proper trading market ke indicators market ki trending ko dekhkar lagate Hain aur acche se accha profit kamate hain lekin uske liye bhi aapko proper market information hasil karni chahie kyunki jab tak aap road per market information Hans nahin karenge aur usko apni trading per apply nahin karenge to aap forex trading mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye koshish karenge jyada se jyada technical analysis ko follow Karen

              PRICE ACTION STRATEGY :

              forex trading mein kuchh theatre aise bhi Hain Jo price ko dekh kar aur price ki movement ko dekhkar trade karte hain aur acche se accha profit kamate Hain vah kisi aur chij ko nahin dekhte balke vah yah kahate Hain ke ek price bhi aapke liye ek achcha indicator hoti hai yah bhi aapko achcha takat ke bare mein Bata sakti hai to kuchh traders aise bhi hai Jo price action ko dekhkar forex trading mein entry lete hain aur acche se accha profit kamate Hain isiliye koshish karen ke aap hi price ko dekhkar price ko judge karna sikhen aur uske bad trade Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake
               
              • #37 Collapse

                Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

                Yes. Forex ma better trading k lae ham bhot sari strategies ko use karty hain. En starategies ka intakhab ham apny experience or apny capital ko mad e nazar rakhny k bad he karty hain. Forex ma trader trade ma jetna expert ho ga etni he strong eski strategy ho gi. Jo trader new ho ga or in experience ho ga uski strategy b us bena par weak ho gi.Carry trading strategy or price action strategy ko ham es post ma eloborate karyn gy.

                Carry trading strategy. Carry trading strategy ka matlab ye hai k low interest rate wali currency ko borrow kiya jae or usko higher interest rate wali currency k sath re invest kiya jae. Carry trading strategy ma bhot risk envolve hota hai or jo trader es risk ko manage karny k lae big capital rakhta hu usko he ye risk lena chahe. Es strategy type ma agr kisi trader k pass small capital hai to uska account bhot frequently wash ho sakta hai.

                Price action strategy. Price action strategy ma ham market ki historic price ko consider karty hai. Agr market ki current price past price sy high ho gi to trader ko market ma sell ki trade open karni chahe. Ese tarha agr trader market ko different timeframe ki observe karny k bad ye information hasil karta hai k market ki current price past price sy low hai to trader ko es time par buy ki trade open karni chahe. Forex ma kisi b strategy par blindly follow ni karna chahe. Trader ko apny experience ki base par trade karni chahe. Kiu k trader ka experience he hota hai jo uska account wash hony sy usko bachata hai or usko profit gain karny ma help karta hai. Jo trader experience ko use ni karta uska account wash hony ma dair ni lagti.
                   
                • #38 Collapse

                  Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

                  price action strategy se apko bahut he faida hasil ho sakta hae agar ap is se faida hasil karna cahte hain to apko seekhna hota hae q ke yeh apko direct he samajh nhe ate hae bas is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main kam ko time diya karen hum jitna zayada sahe tarah se is main hum kam karte he hain to hum is main kuch na kuch hasil kar sakte hain daily basis par agar hum is main se kuch hasil karna cahte hain to q ke yeh hae strategy ke power hote hae agar ap koi bhe aik strategy bana kar usko use karte hain or apko acha profit hasil hota hae to ap is main kamyab ho jate hain or is main se bahut kuch hasil kar sakte hain to hamen is se faida hasil karne ke liye is main mehnat bhe karne hote hae q ke is main hum tab he to kamyab ho jate hain or hum aik ache strategy bana sakte hain jab hamare pas knowledge bhe ache he ho ga q ke agar acha knowledge nhe ho ga to hum is main kabhe bhe kanyab nhe ho saken ge bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kiya karen balke hamen is main mehnat bhe to sahe tarah se kar lene cahiye take hum ese strategies ko bana kar is main se faida hasil karna he ho ga tab he to hum yahan se kuch na kuch hasil kar he jate he hain bas tab he to hum is main kamyab ho jaya karte hain
                   
                  • #39 Collapse

                    Carry trading strategy kiya hy?

                    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante hain ky trader forex mein benefit hasil karne ky liye different strategies use karta hy jin mein scalping trading strategy, day trading strategy, range trading strategy ky sath carry trading strategy bhi shamil hy. Members sy mein information hasil karna chahta hon regarding carry trading strategy ky bary mein or kiya carry trading strategy ko use karke income generate ki ja sakti hy?
                    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                    • #40 Collapse

                      Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

                      AOA my dear all Forex member aap forex trading mein main main main proper technical analysis ko follow nahin karenge aur carring trading strategy aur price action strategy ko dekh Kar Kade nahin karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kamal sakte uske related main aapko kuchh information provided kar deta hun ki aap in ko kaise apne trading per reply karke acche se achcha profit Kama sakte
                      Jab aap forex trading mein is strategy ko follow karte hain to ismein aapko pata chalta hai ki aap trade ko dekh kar market trending ko dekh kar trade lagate Hain ki market ab apne ja rahi hai to masjid Marg top mein jayegi aur iski are proper trading market ke indicators market ki trending ko dekhkar lagate Hain aur acche se accha profit kamate hain lekin uske liye bhi aapko proper market information hasil karni chahie kyunki jab tak aap road per market information Hans nahin karenge aur usko apni trading per apply nahin karenge to aap forex trading mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye koshish karenge jyada se zyada technical analysis ko follow Karen
                      forex trading mein kuchh theatre aise bhi Hain Jo price ko dekh kar aur price ki movement ko dekhkar trade karte hain aur acche se accha profit kamate Hain vah kisi aur cheez ko nahin dekhte balke vah yah kahate Hain ke ek price bhi aapke liye ek achcha indicator hoti hai yah bhi aapko achcha takat ke bare mein Bata sakti hai to kuchh traders aise bhi hai Jo price action ko dekhkar forex trading mein entry lete hain aur acche se accha profit kamate Hain isiliye koshish karen ke aap hi price ko dekhkar price ko judge karna sikhen aur uske bad trade Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: Carry trading strategy kiya hy?

                        Dear forex member Forex trading aik bohat behtreen business hai jis mein hum different strategies ka istemal krty hain aur Un ko sahi tareeky se follow kr KY ache trading ko possible bnane ki koshish krty hain ta ky is behtreen kaam se acha benefit hasil Kiya ja sake dear strategy koi bhi hi kamyab trading Mein usi waqat help krti Hai jab hum us ko aik proper tareeky see focus krny KY saath saath behter tareeky see market ki movement ky according follow krny ki bhi poori koshish krty hain
                        Jahan tak carry trading strategy ki baat hai to wesy mein ne kabhi is ko learn nahi kiya lekin Jab ap ne is se related thread create kiya to mein ne is se related thori bohat information gain krny ki koshish ki ta ky mein us ko na siraf ao ky saath share kr sakon balky is ko mazeed learn krny ka interest Paida kr KY is ko apni trading Mein istemal kr sakon jahan tak mujhe is ki samajh aye hai to us ky according is strategy Mein borrow low interest rate per involve hoti hai aur is ky saath saath assets ki investment bhi involve hoti hai aur yeh humein higher rate of return provide krty hain in simple words jahan tak mujhe samajh aye hai wo ye ky is mein investment agar ache involve hai to is ka return bhi behtreen hai magar jab is ko proper istemal Kiya Jae ga yeh just Un logon KY liye suitable hai jo high investment krny KY saath saath high risk ko face krny ka Hosla bhi rakhty hain aik normal trader ky liye yeh strategy ache nahi hai
                        Dear friend simple yeh kehna chahun ga ky hmesha wo kaam kren jis ky krny se ap ko baad mein pareshani na ho aur hmesha apny knowledge aur experience KY according risk Lyn ta ky Agar nuqsaan ho bhi Jae to ap us ko recover kr saken aur khud ko kisi bhi qisam ki pareshani se door rakh saken
                        • #42 Collapse

                          Re: Carry trading strategy kiya hy?

                          Dear friends, carry trading strategy bahut important hoti ha forex men , strategy woh hoti hai jo hum trading karte waqt apne mind main set karte hain means proper planing market ke indicators,signals aur uske proper tareke se analysis ko samjna aur in sab points ko zehan main rakhte hwoe trading karna aur sath sath market ki news ko bhi watch karna ke kis waqt is ki movemnt high pe hogi ya low pe yeh strategy hoti hai jis ki base pe hum aik achi trading kar pate hain aur successfull hote hain strategy ke sath kaam karne k liye important ha k ap achi tarah kaam ko samajh kar Karen.
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: Carry trading strategy kiya hy?

                            Carry trading forex market main trade kerny ky liay koi stretigy nehi balky carry trading currency hoti hai ky agar ham forex market main kisi bhi pair main trade open kerty hain tou phir main sy aik currency carry trading hoti hai jabky other currency ky against ham same currency ky rates ky increase aur decrease hony per trade ker rehy hoty hain jab ham trading ky liay koi bhi pair select kerty hain tou same pair main jo currency pehly hoti hai is per ham trade open kerty hain with comparison to other currency ky agar ham market main eurusd pair main trade open kerty hain sell ya buy ki tou ham euro main trade ker rehy hoty hain lekin dollar ky against ky agar euro index vary kerta hai tab bhi hamain profit ya loss hota hai aur agar USD index vary kerta hai phir bhi hamain open trade main profit ya loss hota hai kyun ky ham dono currencies ky comparison per trade ker rehy hoty hain hamain forex market main main jab bhi kisi currency pair main trade kerna hoti hai tou same pair main ham aik currency ko dusri currency ky against sell ya buy kerty hain tou same currency jis ko ham sell ya buy kerty hain woh carry trade currency hoti hai so agar ham market main kisi bhi currency pair main trade open kerny sy pehly carry trade curreny aur us currency ky jis ky against ham other currency main trade open ker rehy hoty hain same currencies ky agar ham achi terha fundamental analysis ker lety hain tou phir hamain sirf carry trading currency ki variation per profit ya loss nehi hota balky hamain other currency jis ky against ham trade ker rehy hoty hain iski variation per bhi hamain open trade main profit ya loss hota hai tou hamain dono ky index ka pata ho tou ham currency pair main successful trade ker sakty hain
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Sawal:&quot;Carry Trading Strategy aur Price Action Strategy&quot; in forex trading?

                              Hamein value activity aur convey exchanging system ko use kerna chaeye in light of the fact that ye dono bohat he pain-filled apparatuses aur procedures hain humen exchange karny se pehly hamesha kisi na kisi methodology ko lazmi receive kerna chahiye is se humen exchange mein asani ho jati hai aur hum apny kaam ko effectively ker sakty hain agar murmur exchanging mein value activity ko use kerty hain tou us k liye hamein candle design ko use kerna ho ga jesy he flame open ya close hoti hai is mein flame benti hai aur design benta hai jis ko merchants follow kerty hain humen isi design k sath he exchange mein passage leni hoti hai is tarhan humen market mein benefit bhi hasil ho sakta hai value activity methodology absolutely specialized investigation standard depend kerti hai is liye aap ko examination k bary mein bhi pata hona chahaiye convey exchanging technique aik aisi procedure hai jis ko use karny k liye humen nostalgic examination ki help leni hoti hai jis se humen pata chal jata hai k pattern convey ho raha hai aur proceed hai aur is mein hum apni exchange ko open kerty hain ye long haul exchanging k liye use hota hai is mein hum following stop use ker sakty hain aap ko pata hai k mt4 mein following stop ko use nahi ker sakty meta dealer mein aap propels exchanging strategies ko use ker sakty hain is mein six sort k progresses forthcoming request ko use kiya ja sakta hai prie activity ko generally master brokers he use ker sakty hain convey exchanging methodology ko har dealer use ker raha hota hai is ko new brokers bhi aasani se use ker sakty hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Carry trading strategy kiya hy?

                                trading se related ye ek bahut hi acchi strategy hai aur jab members different strategies Ka istemal karke apni trading co continue karte Hain to is tarah Se members ko trading karne mein acche results a Rahe hote hain aur member ko acchi strategy bana kar aur apne trading ko acchi tarah Se continue kar lena chahie acchi strategy banaa lene ke liye members ke pass training se related experience bhi bahut acchi tarah Se hona chahie aur members ka experience agar achcha hoga tu is tarah Se members ko apne kaam karne se related koi bhi problem nahin hogi aur members apne kam se related bahut hi acchi tarah Se usko continue kar lenge members ko koi bhi trade acchi tarah Se main karne ke liye bahut hi acchi tarah Se strategies banakar aur apni trading ko continue karna hota hai aur agar kisi member ke pass trading se related achcha experience nahin hai tu is tarah Se members ko maximum problem jaati hai aur members apni trading ko acchi tarah Se continue nahin kar paate Hain strategies kis tarah Se banakar aur trading karni hai yah sab learn kar lene ke bad hi members ko apni trading start kar lena chahie aur yah strategist tabhi acchi tarah Se banai ja sakti hai ki jab members trading se related bahut hi acchi tarah Se seniors ke kam ko follow kar rahe honge aur senior member se guidelines lekar apne kam ko continue kar rahe honge aur is tarah Se Hi Koi member jab apne kaam ko continue kar lega to members ko kam karne mein koi bhi problem nahin hogi aur maximum members apne kam mein successful ho rahe honge
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X