Ya Review "Hockey Game" Par Mabni Hain.??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review "Hockey Game" Par Mabni Hain.??
    INTRODUCTION....
    Asslam o Alaikum my dear all members mari dua hain ap sub dost bilkul khariyt say apna kam bhi kar rhy hogay jesa k ap sub dost janty hain k inshn ko apni achi shat jism jan ko active rkny k lay kesi na kesi physically games ki zurat hain jass say inshan ki na srf Umar bhrii hain wo humsha k lay bemmro say mafoz rhta hain or wo sra din active bhi rhta hain apni life ko humsha apny game pay focus krty huy zyda tar guzrty hain har game k apny fiday nuksan hoty hain lkn main ap dosto k sth pakistan k khomii khal hockey k bary kuch khass advantages or disadvantages bato ga k hockey game humry lay katna fiday mind hain katna nii as game ko zyda tar log pasand krty hain ku k ya bhi intarnantionl game hain as main pori body kam bhi karti hain or harkat main bhi rhti hain jass ka har part work krta hain muslsal running karny wli game hain jass k kuch fiday nuksan jo main dosto ko bata rha han......

    ADVANTAGES....

    Dosto hockey na srf buht achi game hain bilky ya humra qomai khal hain international game hain as main pora jism harkat krta hain kam karta hain as main musalsl running karna phrtii hain jass say na srf ap ka mind active rhta hain bilky blood bhi ap k pory jism main harkat krta hain as say ap mulk ka name roshn karny k sth apni achi life bina skty hain apny achy future ko create karny k sth ap mulk k qomi hero ban skty hain ap dunia k kesi bhi conutrt main government ki tarf say ja skty hain ap ko government har tra ko facilities freee main provide karti hain......

    DISADVANTAGES....

    Dosto wesy tu dkha jaye games koi bhi hn tu nuksan day nii hotii lkn inshn kud un ko nuksan day bina deta hain jald bazi laparvii lalach or Jowa bina kr chalange bina kr jab koi bhi game khalta hain tu wo game us k lay azab ban jati hain us ki jan bhi lay skti hain hockey buht mushkil game hain jass main hockey lagny say ap ki jan bhi ka sktii hain or as say ap ki tangy bhi tor skti hain ku k as main musalsl running karn phrtii hain phr khlty huy aik dusry ko hockey ka buht khayl rkna phrta hain k khai lag na jaye wrna keia ki jan bhi ka skti hain har game ko humsha soch samjh kr dakh bahl kr khal a chye.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review &quot;Hockey Game&quot; Par Mabni Hain.??

    Dear aapane bahut hi perfect aur detailed review Hamare Sath share kiya hai no doubt hockey Pakistan ka national game hai agar aap hockey se related apni information learn karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain bare Jab aap Pakistan ki hockey team se related Apne different important information score study karte hain to Pakistan mein Hockey World Cup all over the world 5 times Bin Kiya hua hai jo Hamare liye ek bahut hi important advantage aur reward hai.

    No doubt Pakistan mein hockey se related aapko bahut jyada important platforms available nahin hai jismein aap isliye ki development ke liye Kuchh important steps Le sakte hain agar aap Pakistan mein hockey ko properly learn karte hain aur isko play karne ke liye Iske different important platforms ko clearly study karte hain to aapko ismein bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Jab aap is game ke advantages ko focus karte hain to ismein aapko body fitness related bahut hi perfect analysis Mil Rahe hote hain aur iske sath sath aap apni e x band karne ke liye bhi is game ki selection kar sakte hain aur ismein Apna career bhi banaa sakte hain.

    Faidy :

    dear jab aap is game cetylated learning complete karte hain to usmein aapko bahut jyada expenses Nahin Karni hoti aur ismein aap aap important exercise complete kar sakte hain aur apne time ko easily spend kar sakte hain is game ko complete karne ke liye aapko different players se properly mutual understanding complete Karni chahie aur apni game ko win karne ke liye consistently hardworking Karni chahie.

    Nuqsan :

    Dear jab aap is game ke disadvantages ko focus karte hain to uska koi bhi disadvantage nahin hai isliye aap without any hesitation is game ko select kar sakte hain aur Apna carier ismein banaa sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review &quot;Hockey Game&quot; Par Mabni Hain.??

      Aaj ka review pakistan k qoumi khel pe mabni hai...🏑🏑

      Jaise k aap log jaanty hain k hockey aik bht ee famous khel hai aur iskay muqably world level pe kraye jaaty hain. Aur bht saray mumalik like australia canada netherland india england bht saray mumalik hai jo hockey khelty haim aur world level pe muqablon mai hidsa letr hain ye ek physical game hai jo k sehat kliye bht ee achi hai . Aap ye game krty hain tou aap yaqeenan tandrust aur chust body k sath hongy . App logon ko chahiye k k aap b koi na koi physical game ko join krlen.

      Pakistan ka ye qoumi khel tou hai ipr iska khaas platform nazar ni aata k log osme participate krty hain kahee kaheen kisi kisi ilaway mai iskay ground hai aur kuvb oog ee isko khelty hain. Ziada tar generation cricket voleyball bedminton ee khelty dikhayi dete hai . Ye ek bht bura gesture hai pakistan kee givt ko sochna chahiye is baaray mai . Aur lrkon ko promote ktna chahiye .. ye kamzori reh gyi hau jo k hmri pakistan kee team aaye din kamzor se kamzor tar hoti ja rahi hain. Aur yr dekhne sunnay ko milta k pakistan world league kliye qualify b na lr ski jo k sharam ka muqaam hai jis qoum ka qoumi khel hi aur khel b na sky

      Ye khel insani jism sehat kliye bht mufeed hai isme insan match k douran lgaatr bhagta ee rehta hai aur aal k reflexis hmesha on ehty hain aur dimagh b chlta rehta hau aur bhaagne forne se aap ki body b fit rehti hai aur aap khel se sportsmanship b seekhty hajn jo k ek achi adat hai. Aur aap zimedari ko smhhty hain aur presure kee feelings se agah hi jaty hain aur onko face krna ajata hai. Aur aap jeet ko enjoy aur haar ko qabool krna seekh jaty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X