Scalping K Fawaid. Jaiza
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping K Fawaid. Jaiza
    AoA dear forex members umeed krta hun ap sb kheriat se hungy dear members ap sb ko scalping k bary men pta hoga agr new members hen to unko btata chalun k scalping short time profit ko kehty hen jis men trader trade lga k profit aty e trade close kr dyta hy means choty choty profit le k trade close krny ko scalping kehty hen is k fawaid b hen nuqsanaat v hen yahan hm isky fawaid share krengy
    Scalping k fawaid
    Dear member aj k is daor men hr bndy k pas ziada time ni hota k wo market pe musalsal nazar rkhy aur trade kr is k liye wo kch time agr market pe nazar rkhty hoye trade kry aur scalping krty hoye profit bnata rhy to us k liye faida mand hy.
    Is k ilawa dear members baaz time market chand minutes k liye tez hoti hy aur bad men long time k liye down ho jati hy jis se buy krny waly long time trader ko nuqsan hota hy mgr jo scalping krny waly members hoty hen un ko itna loss ni hota bal k wo faida utha skty hen short time trade se
    Mazeed ye k scalping krny waly ko account wash ka khtra kam hota hy q k wo short time trade lgata hy choty profit pe bnd krta hy same loss aty wqt choty loss pe bnd kr k nuqsan se bch skta hy aur account wash ni hota.
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MUHAMMADIMRANHAIDER پيغام ديکھيے
    AoA dear forex members umeed krta hun ap sb kheriat se hungy dear members ap sb ko scalping k bary men pta hoga agr new members hen to unko btata chalun k scalping short time profit ko kehty hen jis men trader trade lga k profit aty e trade close kr dyta hy means choty choty profit le k trade close krny ko scalping kehty hen is k fawaid b hen nuqsanaat v hen yahan hm isky fawaid share krengy
    Scalping k fawaid
    Dear member aj k is daor men hr bndy k pas ziada time ni hota k wo market pe musalsal nazar rkhy aur trade kr is k liye wo kch time agr market pe nazar rkhty hoye trade kry aur scalping krty hoye profit bnata rhy to us k liye faida mand hy.
    Is k ilawa dear members baaz time market chand minutes k liye tez hoti hy aur bad men long time k liye down ho jati hy jis se buy krny waly long time trader ko nuqsan hota hy mgr jo scalping krny waly members hoty hen un ko itna loss ni hota bal k wo faida utha skty hen short time trade se
    Mazeed ye k scalping krny waly ko account wash ka khtra kam hota hy q k wo short time trade lgata hy choty profit pe bnd krta hy same loss aty wqt choty loss pe bnd kr k nuqsan se bch skta hy aur account wash ni hota.
    dear short time me big profit Hasil krny Kay leay effort karna aur small time be best earning Ka process scalping kehty hen lekin hamen is sy ye Yaad rakhna chye Kay ap is sy nuqsan but zada ho skta Hy aur loss zada ho by sy small time me ap ka account wash ho skta hay ham is makret main kaam nai kar skatay hain qk jub ham is makret say kuch kama nau saktay hain hamain is main kaam karnay ka koi faida nai hay jis main jub tak hamko earning nai milty hay ham is makreet main kabhi kamyaab nai ho saktay hain makreet main achi invest k sath to har koi yeh faisla asaani say lay sakta hay k jaldi say buy ya sell ki entery lay lay aur jitn aho skata hay profit hasil kartay huway is markeeet say out ho jaye laikin asal jo baat hay k ham makreet main tab he netery lain jub hamko hamaray knowledge k mutabik sahi entery ka time possibal ho is liye jub tak ham is baray main confirmations na hasil kar lai tab tak hamain is makreet main kabhi bhi kisi bhi surat main koi entery nai laini chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamain is makreet main kaam karnay ka bhi koi faida nai hay aur sath sath jo kuch hamaray pass hay usay bhi ham bahut jald lose main change hotay huway daikhaingay is liye mairay khyal say haman aisi situations say bachnay k liye markeet main aik planing k sath kaam karna chaye jis main hamain market main aik acha experience hasil hota hay aur ham isko har din har haftay k hisab say samjhtay jatay hain aur tba he is markeet main hamain kaam karnay ka bhi faida hay jisk liye hamara khud k mined ka strong hona lazmi hay jis main hamaray pass achi invest ka hona lazmi hay agar yeh situations hain to is makreet main kaam karnay jaisa aur koi bhi kaam nai hay Trade open karne se pahle strategy bhi select ki jaati hai short term trading strategy use ki gai hai long term trading method hai ya phr humne trading ke liye scalping trading strategy select ki hai yah hamare analysis par planning per depend karta hai. Forex trading market ma knowledge bhi chye aor experience bhi chue utna he role confidence ka bhi hai Trailing stop scalping ya hedging ma use nhi ho skta hai intra day trading ma ya long twrm ma use kia ja skta hai. Forex trading market mein difficult data ko after karne ke liye hamen mein mushkil hoti hai international economical factor and indicators score understand karne ke liye hamare pass trading jinko indicators and oscillators kaha jata hai.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

      Assalamu Alaikum, g dear scalping Forex me jald baz traders ki sab sy commonly use hony wali stratgye hy jis ka simple mqsad Kuch Der me maximum lot size Kay sath volatile market me quickl entry aur profit lay kar foran exit Hona lekin ye aik risky way of trading hy is strategy me agar dakha jay to ye aik professional strategy hy jis me aik din ki movement Kay mutabik ap apni stratgye aur trades ko execute krty hen kyun Kay ap is me asani sy Kam kr skty hen aur next movement ko predict ke skty hen News trading bhi aik string working stratgye hy jis me koi bhi trader Achi earning ke skta Hy kyun Kay is me Kam krny Kay leay ap ko efficiency dikhana Hoti hy jesy hi market me koi effective news ati hy ap ki market par news Ka effect dakhny Kay baad apni trade open krna chye trading strategy takreeban har trader hi use krta kyun Kay jab aik specific movement Hoti hy to ham mostly isi ki next swing me trade place krty hen jis me ap ko asani sy achi trading Ka faida lay skty hen aur Kisi bhi movement me continuously next candle me entry lay skty trend Trading Sab sy commonly use hony wali strategy trend ko follow krna Hoti hy is jis me ap Kisi bhi trend Kay sath continuously chalty hen aur aik long term trade me trend st best profit Hasil kar skty hen successful hon knowledge or experience hasial kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey forex mai hamy stochastics or bollinger bands ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar kam karty howe bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading be kar sakty hain market bolliner band k andar aa k close candle to aus time hum ko apni trade close kar deni chaye ais mai ye hai k humri zayda tar trades profit mai aati hai kun k ais mai ye hai k hum ais mai bahot hi over ho jaye to aus time entry lety hai jis ka faida ye hai k humri trade kam az kam 10 pips to profit mai aati hai jis se hum trade asani se nikal sakty hain aor ais strategy mai ye hai k ye trade bahot kam nazar aati hai magar jab ye trade banti hai to hum ko accha profit dy jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

        ji members kya hal hai aap kyon bhatkati hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa ki aapane jo shrart ki hai vah yah hai ki scalping ka kya fayda hai jaisa ki main aapko Bata teacheron ke scalping ka koi fayda nahin hai scorpion karne se hamen sirf nuksan hota hai aur scalping se sirf ek hi fayda ho jata hai ki aap apna kam bahut jaldi kar lete hain aur aasani se kar lete hain kyon kyunki Ham jab marji hota hai aur usko cal lete hain aur band kar dete hain ya profit ko jab hamen thoda thoda karke hasil karte Hain to is tarah se hamen nuksan hota hai aur hamare account ke pass hone ka bhi khatra hota hai kya hamare account ke bahan Ho jaane ka khatra hota hai isliye hamen chahie ki Ham calling se bachkar kam Karen aur is tarah se Karen ki hamen bahut jyada benefit hasil hoga Ham scalping se kam karenge to Ham jise apna time waste kar rahe honge isliye hamen chahie ki Ham apne Cena score for loan karte hue kam Karen se guideline Le aur jis chij ke bare mein hamen nahin pata Ham unse guideline Lena kis calling Karen scalping karne se hamen nuksan hota hai na koi fayda hota haiisliye hamen chahie ki Ham scalping na Karen aur apna Kam bahut jyada focus hokar aur hardworking ke sath Karen aur main se karent aapke hamare experience mein sapa aur aur hamare knowledge mein bheja hua aur hamen best of successful trader aur forex ke member Ban sake
        • #5 Collapse

          Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

          Dear forex trading business mein Har cheez ky kuch na kuch agar advantages hain to us ky disadvantages bhi hoty hain scalping ache cheez Hai trading Mein lekin just Un members ky liye Jin ky pass trading see relevant acha knowledge acha experience mojood Hai kyun KY jab tak hmare pass strong knowledge aur experience nahi ho GA tab tak Hum market Mein acha faida hasil krny mein Kamyab nahi ho saken ge Jahn atak scalping ky advantages ki baat hai to wo mein share krna chahun ga
          1- agar Hum position traders hain to hum scalping se is market Mein bohat ache profits ko asaani se haisl krny mein Kamyab ho sakty hain otherwise hmare liye scalping se trading Mein Kamyab earnings krna possible nahi hai
          2- scalping mein jahan tak mera knowledge hai to humein kisi strong entry ki zarurat nahi hoti hai hum yahan choti choti trades krny KY liye just market ki thori sari movement ko dekhty hain aur trade open kr KY apna profit hasil krny KY baad trade close kr dyty hain Chahe profit kuch cents mein he q na mil raha ho yahan ache entry ko zayada importance nahi di jati hai
          3- jahan tak mujhe scalping ki information hai to is mein market ko itna strongly analyse nahi kiya jata aisa long term trading Mein Kiya jata hai short term trading Mein traders ne kuch pips ki trading krni hoti hai us ky liye wo market ky analysis ko Itni importance nahi dyty hain
          4- jab day closing hoti hai to sari trades ko close kr diya jata hai aur profits ko combine kr Liya jata hai aur us ky baad market ko band kr diya jata hai trader ko is baat see koi garz nahi hoti ky market ki movement Kiya hai aur ky hai kyun KY wo apni trades ko close kr chuka hota hai Chahe ache profits mein Kare ya kuch profits mein kre aur kuch loss Mein kare
          Yahan bohat sare senior members he scalping ko forex mein istemal krny ki koshish krty hain new members ko aisa us waqat tak krny ki koshish nahi krni Chaheye jab tak ky wo market ko ache tarha se samajh nahi jaty otherwise wo pareshan bhi ho sakty hain aur dishurt bhi ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

            Dear respected member aapne aise topic ky bary mein discuss kiya hy jis ko zyada tar newcomers use karke loss hasil karte hain or trading ky bary mein misconception build karte hain. Trader ko forex sy related achi knowledge hasil karne ka matlab hy ky har point ko achi tarah observe kare or according to plan execute kare or specially jab scalping trading ki baat hy tou newbies ko kabhi bhi nahi karni chahiye kyo ky scalping short term trading hy jis mein market ki complete knowledge ky sath experience bhi hona chahiye kyo ky ye dono major factors trader ko wise decision leny mein helpful sabit hote hain. Scalping mein trader ko market trend ky flow mein rehna hy or best indicator ka use karke benefit hasil karna hoga kyo ky scalping zyada tar experts karte hain jo quality experience ky baad big investment lagate hain or quick decision ki waja sy profit book karne mein kamyab hote hain. Newcomers agar straight scalping karainge or big capital ko use karainge tou sudden market fluctuation ki waja sy heavy loss hasil hoga or ye act khud stress or depression ko welcome karti hy isliye newcomers ko chahiye ky trading career ky start mein hamesha currency pair py focus karain or apne experience ko boost karne ky liye sirf forex sy related experts ko he follow karain taky zyada sy zyada benefit hasil karne mein kamyab hon.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • #7 Collapse

              Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

              dear jis tarah say ham forex amrket main kaam kartay hwuay ziada tar long term ki trading say ziada fawaid hasail kar skatay hain waisay he hamaray pass agar is markeet main kaam karnay ka sahi experience hay to ham is markeet main say scalping say bhi bahut ziada faida hasil kar skatay hain jisk liye hamaray pass jub tak koi acha experience nai hay ham tab tak is amrket main say kuch bhi khas earn nai kar skatay hain na he ham isa kabhi samjh saktay hain aur na eh ham is main say kuch kama saktay hain agar ham is amrkeet k baray main thori bahut skills rakhtay hain to ham scalping say bahut kuch kama saktay hain aur sath sath ham markeet m current trend ko follow kartay huway bhi is say bahut kuch kama saktay hain aur samjh saktay hain k ham makreet main earning k kabil hain aur agar ham scalping say thora thora kartay huway markeet main kaam kartay hain to ham aik wakt k liye long term ki trading say bhi bahut kuch hasil kar skatay hain jisk liye hamko tgoray thoray pips ki earning say ham makreet main bahut saray pips ko ahsil karnay main succes bhi ho saktay hain aur sath sath ham amrket amin yeh bhi jaan saktay hain k kahan say kahan tak ki support and resistence hamaray liye markeet maiin baar baar touch karty hway makret reject karty jatay hay aur agar ahm is hisab say bhi kaam kartay hain to ham is amrket ko achay tareeky says amjh saktay hain aur achi earning bhi akr saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                dear friend, scalping aik short term trading strategy ha jis ma hm market ma thoray time k liay entry la k thoray pips par acha profit bna kar out ho jatay hain, is k liay hmain market ka acha knowledge hona chaiay jis ki base par hm thek time par entry aur exit kar sakain, scalping new traders k liay tuff ho sakti ha is liay unhain pehlay apnay experience ko increase karna chaiay ta k long trends ma breakouts ya retracements sa faida hasil kia ja sakay,

                Scalping k kafi saray benifits hotay hain is ma hm short capital k zariay b trade kar saktay hain, hmain trade open aur close karnay k liay short time required hota ha, hm ranging markets ma b is sa profit hasil kar saktay hain, jis ka mtlb ye ha k market ki small moments sa b faida hasil kia ja sakta ha, scalping sa hm aik din ma kafi sari trades k liay market ma entry aur exit kar saktay hain,

                Is strategy ma hmain mukamal focus k sath trade karni parti ha q k aik choti mistake big loss ka sabab bn sakti ha, is ma hmain quick thinking aur decision making power ki zarurat hoti ha, is tarah ko fast trading ko tackle karna hr trah k traders k bs ki baat nhi, sirf achi aur best knowledge walay traders hi is ma kamyabi hasil kar saktay hain, lihaza scalping k liay hmain market auf pair ki routine sa mukamal aware hona chaiay ta k mistakes sa bach kar mufeed trading ki ja sakay. agr hm mentaly active ya attentive nhi hon gay to scalping sa faida hasil nhi kar sakain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                  Scalp karnay ka faidah ye hay k hum kam time mein zayada say plainsong in pairs ka evaluationbhi hefty krna chy is liy pals high in pairs boost scalpingkr pleasant achi khasiincomes kr sakty lkn in pairs kabaryy tough exploring settlement qualities ka hona bhtzarori ki madad syhumbhtrenn scalping kr welcome acha occasion hasil kr sakty hn is admissible alva bhi succession shopping for and aiding mn khuch asypairs hn jin plug achi scalping kr satisfactory acha affair kmyayja skta piss of superior khuch foreign alternation pairs close up bhi kick achiscalping kr skty hn lkn play syahmm chz ye spa water sufficient buzz jis pairs ko select out kr evah Karte carefully wide question karengetohamen irreclaimable kamhoga agar Overacted jyada bob bump extract in turn back battle karenge tohamen prime drop down ho jaega aur complete improve ke saath pecker washhojaega isliye hamen apne folding money ko bache elevate se bachaneke liye hamen chahieki Affected kam rook waleped in front in the air shopping for and developing Karen aurkam part contusion prayers in bill take regard to bhibuying and preferment karne ke chahie ki hamen pahle marketplace ko aur pedko acche se interpret karlena chahie aur assay karneke sath hamen bahut bhihasil hona chahie aur tumhen chijon ke unfold mein beak bhihasilhoni rte huye imply Karen Ta kay dogsbody contributors ke totalling ho sakeaur vah apni shopping for and aiding Meinis carbon copy ko maximurs ultimately or ape is strains bearishcontinuation imitate what manner stray the parrot in downfashion the primary critique ya juaa kahlati Hai. Ap ki bt drust hy liberal Friday breeding wean extensively unreasoned disenchant of succeed promise aik bot bara vindicate accumulate an annul to hy ye koi juwa ni hy ye aik on-federate revere combined relating to execute hy jo encirclibaryy confederate a space at ko chahye delightful wo extensively spokesperson se zyda restrict own nearly to for tuning karei kam karna asan nahi hai fly to on ko as surrounding customize marama verifiable guile ho Naive lazime ha q admissible galt craftiness kr naive sa
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                    Je han kuch trader short term trading ko prefer karty hain or kuch long term ko. Short or long term ki perfernce trader apny knowledge or apny account k capital ki base par he karty hain. Jo trader market ki achi knowledge rakhty hain wo he achi strategy ko bana paty hain or es ki base par achy profit ko b hasil kar lety hain. Jin trader k pass acha knowledge ni hota wo na he achi strategy bana paty hain or na he acha profit hasil kar paty hain. Es topic ma ham ik short term strategy yani scapling ko discuss karyn gy or es k benefits par b bat karyn gy.

                    Scalping trading strategy and its benefits. Small time frame ko use kar k small term ki trading karny ko scalping trading strategy kaha jata hai. Es strategy ma trader apni trades ko hold ni karty wo just trade ma in hoty hain or kuch dair bad profit or loss k sath out ho jaty hain. Agr unki acha trading point mele to wo big lot sy trade karny sy b ni katraty. Scalpers ko ik benefit ye hota hai k market ko bar bar analyze karny or bar bar market ma enter hony sy wo market k achy analysis karny k kabil ho jaty hain or ik time asa ata hai k wo analysis ma expert ho jaty hain. Trader ko pata hai k jo analysis ma expert ho jae wo acha profit hasil karny ma zarur kamyab ho jaty hain.

                    Some more benefits. Secondly scalper kisi trade ko long time tak hold ni karty so unka account wash hony sy bach jata hai. Kuch trader zid bazi ma ik trade ma stuck ho jaty hain but scalping ma asa ni hota kiu k wo tory loss ya profit ki base par trade sy out ho jaty hain. Scalping ma trader ka accounr safe rehta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                      ji contributors kya hal hai aap kyon bhatkati hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa ki aapane jo shrart ki hai vah yah hai ki scalping ka kya fayda hai jaisa ki principal aapko Bata teacheron ke scalping ka koi fayda nahin hai scorpion karne se hamen sirf nuksan hota hai aur scalping se sirf ek hello fayda ho jata hai ki aap apna kam bahut jaldi kar lete hain aur aasani se kar lete hain kyon kyunki Ham jab marji hota hai aur usko cal lete hain aur band kar dete hain ya profit ko jab hamen thoda thoda karke hasil karte Hain to is tarah se hamen nuksan hota hai aur hamare account ke skip hone ka bhi khatra hota hai kya hamare account ke bahan Ho jaane ka khatra hota hai isliye hamen chahie ki Ham calling se bachkar kam Karen aur is tarah se Karen ki hamen bahut jyada gain hasil hoga Ham scalping se kam karenge to Ham jise apna time waste kar rahe honge isliye hamen chahie ki Ham apne Cena score for mortgage karte hue kam Karen se guiding principle Le aur jis chij ke naked mein hamen nahin pata Ham america tenet Lena kis calling Karen scalping karne se hamen nuksan hota hai na koi fayda hota haiisliye hamen chahie ki Ham scalping na Karen aur apna Kam bahut jyada recognition hokar aur hardworking ke sath Karen aur predominant se karent aapke hamare enjoy mein sapa aur aur hamare know-how mein bheja hua aur hamen excellent of a hit dealer aur forex ke member Ban sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                        Scalping ke Forex trading mein Jahan per advantages hai vahan per nuksan bhi hai scalping per big amount wale log for bankers for millionaires jyada focus nahin karte is per focus karne wale log vah hote Hain Jo normal trading karte hain chhoti investment karte hain aur thoda sa benefit lekar market se out ho jaate Hain big investors hamesha long term khelte hain aur ek achcha benefit hasil karte Hain jab ke scalping ke andar chhote traders chhote investor's thodi si der ke liye market ke sath vintage hote hain aur jaise hi market mein hona thoda sa benefit Husain hota hai vah apna benefit lekar trading co close kar dete hain aur apni amount ko withdraw karva lete Hain FIR jab chhote investor's ko time milta hai vah again market ke sath intouch hote hain aur market ki moment ko samajh Kar use per trading karte hain aur again scalping karte Hain aur FIR Jahan per unko thoda sa benefit hasil hota hai vah again apni trade ko close kar dete hain aur benefit apne hisse mein lekar market ki online trading se out ho jaate Hain scalping ke Jahan per fayde Hain vahan per nuksan 8 bhi hai lekin nuksan ki taraf Jane se a baje aapko scalping per focus karna chahie ya chhote traders ke liye bahut faydemand hai aur ek achcha benefit deta rahata hai iske upar kam karne ke liye scalping ko learn karna bahut jaruri hai aur Nadi mein bus ko chahie ke vah thodi amount ke sath market mein trading Karen aur scalping ko follow karke apni amount ko slowly slowly increase karte Rahe
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                          Dear friend jaisa ky aap ko pata hai ky scalping karna ek bahut hi tajurbe ka kam hai aur sirf mahire traders hi is ko kar sakte hain kyun ky ek ghalat time per trade open karna short time ke liye aap kay account ko wash bhi kar sakta hai aur scalping trading ka method kesi had tak profitable be lagta hay aur kesi had tak risk be lagta hay, scalping trading ka kia koi extra advantage ho sakty hey ya nahi, jo traders scalping trading nahi karty un key mind me ye question zaror hota hay key scalping trading zeyda tar traders kinu karty hey aur es key faidy hey, jaha tak me ne scalping trading ko analysis kia hay ya es ka expernice hasil kia hay mujy to ye trading method bahot hi risky lagata hay, aur agar ham scalping method par depend kar key trades open karty be hey to apni trading aur apni investment ko risky bana dety hey aur ye to depend karta hai k ap ais market mai kaisy kaam karty hai aor ap ko ais makret mai kaam karny ka kitna pata hai kun k ais market mai ye hai k hum jab kaam karty hai to hum ko pata hota hai k hum ne ais mai kaisy kaam karna hai aor ais market mai jab hum ne kaam karna hai to ais mai hum kon si strategy par kaam kary to zayda behtar hai ais liay agar ap ne demo par scalping par kaam kia hai to ap ko pata ho ga k ap scalper achy hai ya ap long term par acha kaam kar sakty hai agar ap aisy try kar lety hai to aus k baad ap ko decide karna masla ni ho ga kun k aus mai ap ko pata chal jata hai k ap kon si type k trader hai aor ap ne ais market mai kaisy kaam karna hai dear friends Scalping trading strategy useful to hay magar some time hi agar daily ki jaye to zeyda acha hay, 24 hours market hamy scalping karny ki ejazat nahi deta kesi time market etny slow motion me chalti hay key scalping trading me to kia long term ki trading me be traders ko profit nahi hota es waja se daily agar ham 2 hour jo key evening time es key ley sab se best aur ideal hay agar ham scalping karen gey to zeyda acha profit earn kar sakty hey es me risk be bahot hi kam ho ga, otherwise har time traders ko scalping trading ka hi nahi sochna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                            Scalping ::

                            dear friends scalping ek esi strategy hai jis main ham small time main bara profit hadaf hasil kar sakte hai ye short term trading ki ek kisam hai our kuch kuch binary trading se b milti hai dear friends is main ek trader buhat hi small time k liye big lot size market main enter hota hai our small profit k sat out ho jata hai is tara bar bar enter and out ho kar trader ek bara hadaf hasil kar sakte hai lekin agar is ko bagair experience k use kiya jaye to ham small time main bara loss b hasil kar sakte hai

                            Benefits ::

                            dear friends scalping k mandrja zail advantages hote hai

                            1= scalping small time main bara profit hasil kia ka sakta hai
                            2= scalping main agar ham expert hai to hame market main zayda der tak on rehne ki b zaroorat nahi hoti hai
                            3= scalping se profit quick hota hai
                            4= is k liye ksis khas knowledge ki zaroorat nahi hoti hai
                            5= scalping main time kam lagta ha profit zayda hota hai
                            6= kisi analysis ki zaroorat nahi hoti
                            7= news time scalping par asar andaz nai hota hai
                            Ayisha Cutey's Trading Journal
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping K Fawaid. Jaiza

                              scalping trading
                              forex trading mein agar aap kamyab hona chhaty hain tou us k liye aap ko apni trading mein different strategies ko apply ker k kaam kerna hota hai in mein se aik bohat he important strategy hai jo k market se related hai jis ko hum scalping kehty hain hum is k through bhi trading ker sakty hain aur aik acha profit earn ker sakty hain jab hum market mein actors ko obserbe kerty hain tou currency pair ya phir commodity humary liye bohat he zeada faida mand hoti hai lekin usi tarhan nuqsan k bhi chances hoty hain jo scalping ko sahi tarhan se istemal nahi ker rahy hoty is liye aap ko bohat careful ko scalping trading kerni chahiye forex trading market jab aap scalping kerty hain tou aap is mein currency apir ya commodity k sath sath multiple pairs par bhi scalping ker sakty hain
                              is ka sab se bera benefit ye hai k hum is mein short term trade ker k aik acha bonus hasil ker sakty hain jis ko hum short term trading mein involve bhi kerty hain jab market side way moment mein move kerti hai is ka sab se bera loss ye hai k agar humary paas yahan par fundamental analysis na ho tou hum is trade mein phans jaty hain aur humen is mein bohat zeada loss ka samna kerna parta hai is k elava humen ye nahi pata chalta k is mein scalping trading chal rahi hai ya phir market abhi resistance condition mein hai scalping aik aisi trading hai jis mein hum small se moment se market ko judge kerty hain aur us se profit bena sakty hain.

                              1) jahan tak ma scalping k bary meinjaanti hun k scalping aur mjy is kii information hai tou iss mein market ko itna strongly analyze nahi kiya jata aeisa long term trading Mein Kiya jata hai short term trading Mein traders ne kuch pips ki trading karni hoti hai us ky liye wo market ky analysis ko itni importance nahi deity hain.
                              2) scalping mein jahan tak mera knowledge hai mjy information hai is baary mein tou hamein kisi strong entry ki zaroorat nahi hoti hai ham yahan choti choti trades krny Ky liye sirf forex market ki thori si movement ko deikhty hain aur trade open kr Ky apna profit hasil krny Ky baad trade close kr deity hain Chahy profit kuch cents mein hii keun na mil raha ho yahan achii entry ko ziayada importance nahi di jati hai.
                              3) agar Ham position traders hain tou ham scalping se iss market Mein bohat achy profits ko asaani se hasil krny mein Kamyaab ho sakty hain otherwise hamary liye scalping se trading Mein Kamyaab earnings krna possible nahi hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X