Aj ka review "gas burner" par mabni h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aj ka review "gas burner" par mabni h

    Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamara review gas burner par mubani hai. Jesa k ap sab jantey Hain k gas k chulhey har Ghar ki zarrorat Hain gas burner bhi chulhey ki hi ek qisam hain. Gas burner mein mein chotey se cylinder par burner laga hota hai. Just par Ham kuch bhi rakh kar bana saktey Hain. Ham gas burner ko kahin bhi utha Kar Le ja saktey Hain. Sardion mein hamein uth Kar kahin bhi Janey ka dil nahin karta to Ham gas burner ko pass rakh rakh much bhi bna saktey Hain.
    Advantages
    Gas burner k bohat se faidey hen jesa k ye market mein munasib keemat par or har size or different styles mein available hotey Hain. Sardion mein in ka bohat faida hota hai. Chotey Bacchon ko raat ko food garam kar k deney j liye gas burner bohat faidamand hota hai. Har color mein gas burner available Hain or an k for mein har Ghar ki zaroorat hen.
    Disadvantages
    Gas burner k kuch nuqsan bhi hen . In ka pressure bohat zyada hota hai or gas bohat jaldi khatam ho jati hai. Gas burner agar Kula reh jaeto blast ka b bohat jharmtra hota hai isliye gas burner ko ehtiat se istemal karna chahie. Bacchon ko gas burner k qareeb nahin aaney Dena chahiye Khaas Tor par tab jab aag jal rahi ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aj ka review &quot;gas burner&quot; par mabni h

      Assalam o alaikum..

      Aaj ka review has burner pe mabni hai.. gas burners aaj kal sub ghron mai dekhy jaty hain. Log isko ziada agg jlany kliye istemal krty hain mtlb aap ko jub ziada cheez pkaana hogi tou oskluye aap ko bra bartam chahiye hoga aur phir bray bartan kliye bra choolha mtlb burner chahiye hoga... Burner ek bra chohla b keh skty hain. Burner k valve bray hoty hain aur ziada gas consume krty aur ziada tezz agg paida krty hain.. jis se ziada garmaish bnti aur ziada khana tyar hota hai.. burner amm cholhay se double triple ziada burn krty hain...

      Burner bray size k hoty hain ye ziada commercial use kluye bnaye jaaty hain pr log ghrin mai b degh wghera bnaty hain tou ye istemal kiya jaata hai. Aur burner ka bra valve hota hai jis se wi ziada gas presure k sath chlta hai aur kafi tezz agg bnata hai. Gas burner 8 inches se lekr 26 28 inches tak bray hity han. 8 se 14 tak k burner aam tor pe ghron mai istemal hotybhainpr inse bray ziada tar commercial use hoty hain.. burner aap ka khana ya kuch grm krna ho to bht jaldi ho jata hai kiunki iska gas presure ziada hta hai...

      Gas burners use krne se gas kee usage ziada hoti hai aur bijli ka bill kafi ziada aata hai aur ye gass burner kaafi expensive b hoty hain inko use kam se kam kren ye jahan chalaye jaty hajn wahan ye bht iada habs paida kr dete hain
      • #18 Collapse

        Re: Aj ka review &quot;gas burner&quot; par mabni h

        Introduction

        Aoa.. dear members ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge aaj aapane bahut acchi chij ke bare mein baat Kiya Jo aajkal almost mummy ghar mein maujud hoti hai aapane gas burner ke bare mein baat ki hai jo Ham sab Hi apne gharon mein use karte hain to mein a jao aapko is bare mein information dungi aur aap ko iski advantages or disadvantages bataungi

        Advantages

        dear members gas burner ke bahut sare fayde Hain iska sabse main advantage hai ki yah jyada se jyada kya usko capture karta hai aur jyada Bada film deta hun aapki jo bhi chij aap khana bana rahe hai jo bhi chij banane vah jaldi rehti Ho jaati hai iske sath sath agar aapko bade bartan mein Koi khana banane aur jyada mai ke darbar mein banana hai to aap aam chulhe per nahin banaa sakte balke aapko bade chule ki jarurat padati hai to aap gas burner per badi mein dharne khana taiyar kar sakte hain aur iska ek advantage abhi hai ki iske upar Ho jaane ki vajah se aapki jo bhi chij hai vah jaldi audio jaati hai aur aapke time ki kafi bachat Ho jaati hai uske sath chakrapani while karna chahte hain aane ke liye yah dusre kam karne ke liye kapde dhone ke liye best to aap is per aasani se Pani garm kar sakte hain kyunki iski Jo flame hoti hai vah tej hoti hai aur jyada se jyada chalta hai tu aapki time bhi Kam lagta hai aur aapke saman kam jaldi ho jaate Hain ya different sizes available hote hain chote bade her size ke hote hain aap apni jarurat ke mutabik kisi bhi kishan ka gas burner Le sakte hain ya gas per chalte hain aur iska ek aur advantage-g hai ki ki aap isko isliye kahin bhi uthakar Le Kar ja sakte hain aur use kar sakte hain

        Disadvantages

        dear members in ka ek disadvantage hai ki agar kya uska Motu inke upar bilkul bhi nahin aati aur unka film bahut chhota hota hai aur kabhi kabhi unka film jyada ho jaane ki vajah se aap kis chij jal bhi sakti hai agar koi khana bana rahe the vah jal sakta hai iske sath sath agar gas ka Bal khula hai kya to aap in ko aag lagate Hain tujhe kisi injury ka sabhi Ban sakte hain isliye inko careful tarike se use karna chahie ummid hai aapko Mera Dil bhi pasand aaya hoga thanks
        • #19 Collapse

          Re: Aj ka review &quot;gas burner&quot; par mabni h

          Assalamualaikum umeed karta hon k sub dost khairiyat say hon gy ameen

          Introduction.
          Aj ka humara topic gas burner per ha jo k zaida tar gharo may use hota ha ye kahna etc banay k lea use hota ha is k bhoot say faidy or nuksahnat v hain

          Advantages.
          Gas burner muktalif size may hota ha or ye chooloo say chota hota ha or is ki price v un say saam hoti ha or ye un say acha kaam karta ha or is ka faida ye bhe ha k choolay jaldi kahrab or gandy ho jahty hain or un ki bhar bhar safai karne parti ha laykin burner aik he colour ka hota ha or ye ganda zaida ni hota or hum is ko sardio may heater ki tarha room ko garm karny k lea use v kar sakty hain ye chota hota ha jis ki wajha say is ko aasane say yahan wahan lay jaya ja sakta ha

          Disadvantages.
          Gas burner k faidy hain he is k sath sath is k bhe disadvantages hain jahsa k ap ko pata ha k is ki gas provide karny wahle jagha py space de hoti ha ager us jagha gand a jay to aag lagny ka nuksan ho sakta ha or is k aalwah is ki gas ghalny wahly hole may gand aany ki wajha say wo band ho jahty hai. Jis say is ki heat kaam hoti jahti ha or is ko bacho say side rakhy ta k is say bacho ko koi nuksan na ho
          • #20 Collapse

            Re: Aj ka review &quot;gas burner&quot; par mabni h

            Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic discuss kiya hai hamary sath gas burnur k bary main..

            Introduction:

            Dear member gas burner aik kitchen ki product hai isy isy gas k sath connect kiya jata hai aur koi bhi cheez easily paka sakty hain yeh circle shape hota hai yeh amm use hony waly stove sy size main chota hai is k sath pipe k trough gas conect kr k fas k volve ko on kiya jata hai jis sy flame ki heat py hum koi bhi cheez bana sakty hain...

            Advantage:

            Dear member gas burner k bahot zyada advantage hain is py gas pressure bahot zyada hota hai jis k trough hum easily koi bhi cheez jaldi sy ready kr sakty hain aur is k ilawa is ko hum easily kahen bhi rakh sakty hain aur especially winter season main jb gas ki bahot zyada load shedding ki waja sy gas km hoti hai tou yeh achy triky sy gas ko khenchta hai jis py hum apni zrurat ko poura kr sakty hain is k ilawa hum is py bahot jaldi sy bahot zyada cheez ready kr sakty hain yeh market main u hoty hain inko hum easily purchase kr k use kr sakty hain..

            Disadvantage:

            Dear member gas burner k bahot zyada disadvantage bhi paye jaty hain dear member kioun k yeh gas ko bahot zyada khenchta hai tou is py gas ka bill bahot zyada ata hai jo k pey krny k liye sometimes hamary pas itny pesy nahi hoty hain tou hamen fas burner ko use krny k liye bhi is bat ka dehan rakhna prhta hai is k ilawa is ko gas sy connect krny k liye kafi care krni prhti hai wrna blast bhi ho sakta hai jis sy bahot c jano ko nuksan ho sakta hai...thanks
            • #21 Collapse

              Re: Aj ka review &quot;gas burner&quot; par mabni h

              Assalamu Alaikum dear Forex Gas burner aik aesi cheez hai jisky zariye cooking purposes kiye ja sakty Hein Hein gas burner ko gas Kay zariye istmaal Kia jata hai aur is Sy cooking waghera ki jati hai
              .
              Advantages:-

              Imfas burner Kay bohat sy advantages Hein Jin main Aik ye hai Kay is Sy apko Vijay hi Tex aag mil jati Hein air apko achi aaf milnjayi hai aur iski waja sy Ap bohat hi Kam waqt main cooking Kar sakty uejn. Jab gas nai hoti thi to apko mushkil sy lakrion ko jalana parhta that Jo kaafi mushkil tha is lehaz sy gas burner nay hamara kaam bohat asaan Kar dia hai kiun ye fmgas par chalta hai aur bohat achi aag provide karta hai jiskay zariye bihat achi cooking ki ja sakti hai aur Ap jald hi aur Kam waqt main khana bana sakty Hein isn't sath sath ye apko market s gas aur baetan wali shops sy ya stove wali shops sy mil jata hai aur affordable price main mil jata hai . Iakys ath sath is par Aik wall laga hoa hota hai jisky zariye Ap apni marzi Kay jutabik gas hasil Kar sakty Hein aur Ap aag ko high ga low Kar sakty Hein

              Disadvantages:-

              Isky advantages to bohat ziada Hain magar disadvantages bohat hi Kam hein kiun Kay ye bohat hi mufeed cheec hai jisko istmaal Kia jata hai is ja Aik Disadvantage ye hai Kay ziada tar gas off karna bhool jaty Hein to ziada tar iski gas ki waja sy ghuran mehsiid hoti hai aur Jo bohat khatarnaak sabit ho sakti hai iziada tar log Raat ko site hoty Hein surgas leak hoti rehit hai aur phir ye fmgas bohat khatarnaak sabit hot hai aur ghutan ka sabab Banti hai aksar ye death cause bhi Kar deti hai aur aksar agar us wAqT Zara bhi flame ho to pori jagah ya Ghar ko aag lag jaty Hein is my elawa isky ko Disadvantages nai Hein
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Aj ka review &quot;gas burner&quot; par mabni h

                Assalam walekum Pyare bhai jaan aapane Hamare Sath bahut hi Achcha review share kiya hai jo ke gas burner ke related hai to ja sake aap ko pata hai ki yah gas bahut hi jyada jaruri hai aur ham log Sabhi ki likho King kar sakte hain aur aap ko pata hai ki aapane ghar mein jyada cooking karni hai ji Jyada chijen banani hai to ham log easily gas ke istemal kar sakte hain ISI Tarah aap kafi 70 advantages aur Kafi Faisla factory letters provide kar rahe hote hain aur ham log easily isko istemal kar sakte hain ISI Tarah aap ko pata hai ki ismein different size bhi Hota Hai


                Is Tarah aap ko pata hai ki gas burner Mein different size hote hain aur different price ke Taur per hi jyada Diye Jaate Hain aur aapane Agar sab se Shamil side lena hai to uski price sabse menu Hogi aur agar aap apni range ke hisab se 20 Mein size de sakte hain aur apni family ke sath bhi le sakte hain aur apni vaise bhi aap Lena ho to aap apni Marji ko koi bhi sahi se le sakte hain ISI Tarah aap Kisi Ne size mein isko use kar sakte hain aur aap ko Mil Jata Hai uski size ke mutabik ke aapko uski price bhi acchi hoti hai aur aap apni rank range ke hisab se bhi aap usko padhna decide kar sakte hain aur Is Tarah aapko pata hai ki Iske Kafi Jyada fayde bhi hain aur nuksan bhi hain aur aapke sath mein detail ke sath share karta hun

                Advantage

                GTR aap ko pata hai ki Iske Kafi Sare advantage hai aur aap ko pata hai ki Jab aap Sardi ho aap gas bahut hi kam Ho Jaati Hai To agar aap padhne ka use karte hain to is se aapko Ghar Kafi rahata Hai Aur Is Tarah aap ko pata hai ki ham log sardi mein girna ka istemal kar sakte hain aur aap ko pata Hona chahie ki aap bahut hi jyada pressure wala hota hai aur Agar aapki bahut hi jyada kam gas a Rahi hoti hai to aap to burner gas kitchen deta hai aur isase aap ISI liye istemal kar sakte hain aur ISI Tarah aap Badal bahut hi best hota hai aur ham log Kisi is per cooking kar sakte hain Agar aapko Jyada Kuchh chij ko karni ho to ham badhane per kar sakte hain ISI Tarah aap bahut jyada log Har Koi Apne gharon Mein banne ke liye istemal kar sakte hain aur aap Kisi bhi sath mein Varna Le Ja sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X