what is money management strategy ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is money management strategy ??
    Assalam O Alaikum dear friends mera apne seniors se sawal hai k ham Forex trading main money management kis taraha kar sakte hai is ki koi best strategy bate jo experts and bigener dono k liye best ho ?
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is money management strategy ??

    account ko bahut hi acchi tarah Se manage kar lene ke bad hi members apne trading ko bhi acchi tarah Se Kar paate hain aur agar members apne account ko acchi tarah Se manage nahin kar payenge tu is tarah Se mambas ki trading bhi acchi tarah Se nahin Ho payegi aur is tarah Se members ko apni trading mein acche results nahin a Rahe honge aur is tarah Se members ko apni trading mein maximum nuksan ho raha hoga aur members ko koi bhi trade open kar lene se pahle bahut acchi tarah Se yah soch Lena hota hai ki members ke pass account mein balance kitna hai aur apne account mein balance ko dekh kar hi members ko lot size Ka istemal karna hota hai aur agar members acchi tarah Se lot size ka istemal nahin karenge tu is tarah Se mama score maximum nuksan Ho jaane ke chances honge members ki trading members ke balance per band kar rahi hoti hai aur agar balance ko acchi tarah Se utilise Na kiya jaaye tu is tarah Se members ko maximum nuksan Ho jaane ke chances hote hain aur balance ko acchi tarah Se adjust kar lene ke bad hi koi bhi trade plan karna hoti hai aur large size ko bhi select karna hota hai aur yah sab kar lene ko hi money management kahate Hain aur main Management kar lena members ke liye bahut important hai aur jo log yah management acchi tarah Se nahin kar paate Hain yah vajah hai ki members apni trading ko bhi acchi tarah Se nahin kar paate hain aur iski vajah Se Hi members trading se related provisions ko bhi bahut acchi tarah Se nahin Le paate Hain
    • #3 Collapse

      Re: what is money management strategy ??

      NOTE
      Dear Forex member Forex platform mein kaam krny se pehly humein forex k bary mein forex k Rules and Regulations k bary mein pta hona chhey or forex mein use hony wali tamam chezoo ka bary mein ilam hona chahiye kyun k forex mein kam krny se pehly har koi forex k rules and regulations ko readout krta hai or pnir agy process chlta hai agher ap forex mein kaam krty hain yani k tradingn krty hai or wahan py ap forex k rules ko follow nahi krty ya readout nahi krty readout kiye bagair hi trading kr rahy hai toh apko bohut loss hoga har bar kyunky forex mein forex k rules and regulatins k mutabiq kaam krny walay ko hi faida milta hai lehza forex mein kam krna hai toh is ki rules and regulations ko follow kren or har ko sekhian
      Forex mein sabse zyda Money Management ka khayal rakhian
      Money management mein humein humsha apni account ko dekh kar kam krna cahhye agher ap forex mein kaam kr rahy hain yani k trading kr rahy hai or money management mein koi nazar nahi dalty anywa trade krty hain toh apko account wash ho sqta hai or accout wash hony se apko loss hi hoga agher ap ne acha kaam krna achi earni krni hai toh money management ka khaas khayal rakhian small lot size rakhain or us par trade kren new members humsha small lot size lay kr trading kren or zyda se zyda apny seniors se guidance lain agher ap aise hi trading krengy toh loss hi hoga forex mein any se pehly aik bar forex k rules and regulation ko prhna bohut zurauri hai agher ap rules ko nahi readout krengy toh loss hoga
      • #4 Collapse

        Re: what is money management strategy ??

        money managment

        Dear money management trading mein bahut Ahmiyat rakhti hai Qk Agar ap trading karte hain Aur apna acount balance increase nahi Karte To uska Apko koe faida nahi hoga Jitna ho sakay daily base pe Ap apne acount ka balance increase karte rhen
        Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
        • #5 Collapse

          Re: what is money management strategy ??

          Money management
          Forex trading jese riski karobar me apne trading account ka mahfoz istemal ko money management kaha jata hai. Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga.
          Money management benefits
          Forex trading me money management se hamara account mehfoz hota hai q k trading k dowran hamen stop loss, monasib leverage, risk factors aur emotions pe bohut ziada control hota hai. Agar hamara in sab masayel pe control a jata hai to hum forex trading me bohut asani se profits gain kar sakte hen. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Money management hamen kabhi bhi hamari had ko par karne ki ijazat nahi deta hai. Q k agar hum is me kisi account ko bagher kisi analysis aur proper management k kaam akrte hen to is se hamen bohut zyada loss aur account tak ka wash ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: what is money management strategy ??

            Forex mein achi trading ke liye achi trading strategy hamare achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading achi trading strategy ke sath karni chahie aur tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex trading mein achi trading strategy ki wajah se ham loss se bhi bach sakte hain jiski wajah se forex mein hamara bonus account wash hone se bach sakta hai aur forex mein achi trading strategy ke sath achi learning ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein achi trading strategy ke sath aur achi kamyabi hasil karne ke liye aur ache work ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen ache confidence ke sath karni chahie jis ki madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex mein hamen apna zyada se zyada time invest karna chahie aur forex mein achi aur safe trading ke liye hamen trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein ham achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai aur forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex trading money management ke sath karni chahie jiski wajah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen apni trading mein stop loss our take profit ko bhi use karna chahie kyonk forex trading main stop loss our take profit ko use karne se ham achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: what is money management strategy ??

              trading mein kam karte hue different type strategies istemal ki jaati Hain Jo ki aap ke trading co Kamyab banate hue jyada se jyada achcha knowledge or experience aap ko deti Hain isliye aapko chahie jyada se jyada work Karen aur jyada time trading co de Taki aap acchi trading kar sake aur achcha experience Hasil karne ke kabil banaa sake trading mein aapki jitni jyada achcha knowledge or experience hoga utna hi aap achcha trade kar sakenge aur achcha profit Hasil karne ke kabil bana sakenge ek achcha trader wahi hota hai Jo ek specific strategy aur planning ke sath kam karta hai joker trading mein kamyabi ke liye bahut jaruri hoti hai.

              money management strategy ka istemal trading mein bahut jaruri hota hai kyunki isase aapki trading mein aap ke capital ke hisab se trading mein lot size ki selection aur is tarah pair ki selection bhi ismein a jaati hai aapko apne capital ko dekhte hue apne trade mein lot ka size select karna hota hai aur iske alava pair ki selection bhi ismein bahut important ki haisiyat rakhti hai isliye aapko chahie ki jyada se jyada 600 ke sath kam Karen aur trade open karne se pahle apne trading mein entry or exit point ki selection aapke liye bahut jaruri hoti hai money management strategy main aapko apne capital ke hisab se apna trade work karna hota hai entry or exit point ko bhi aapane ismein shamil karna hota hai jisse aap apni trading co Kamyab banate hue jyada se jyada achcha trade kar sakte hain aur achcha experience bhi Hasil karne ke kabil banaa sakte hain trading mein aapki mehnat aur accha profit aapko Kamyab banata hai jisse aap acchi earning karne ke kabil Ban sakte hain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: what is money management strategy ??

                Money management

                Forex trading risk karo bar Mein Apni Twitter account ke Mehfooz istemal ko money management Kaha Jata Hai fracture training Mein money management bahut hi jyada jaruri hai Hamen August is per Amal Karte Hain To Is Tarah Se Ham bahut se nuksan se main ful Rai sakte hain Forex trading Mein money management ki vajah se bahut jyada jaruri hai Kyunki ismein Ham Apne account ko was hone se bachate hain aur Hamari money management Achcha Ho To Hamen account bhi Mein food hota hai aur money management Kuch Is Tarah Se Karen ki trade lagaen se pahle Uske nuksan ka bhi Tamana lagakar Agar nuksan Hota Hai To Mere account kitna bardasht hota hai aur Vahi hone se niche aaega tab uske liye stop love Swaroop lagaen aur kisi Tarah Hamari management acchi hoti hai

                Money management benefit

                Forex trading Mein money management share Hamara account Mein khaoge Hota Hai Kyunki training ke down Hamen stop-loss munasib nivaaran ke risk feature aur aur pet bahut jyada control hota hai agar Hamare in SAB money per control Le Jata Hai To Ham Forex trading mein bahut aasani se profit gain kar sakte hain Forex trading Mein Kuchh chijen Hamari kamyabi ke liye is Waqt recovered Bani rahti hai Jiska Avtar trading lalach karna jald Bhari karna aur Baghel ke training karna Hamen lajmi ine chijon per control car Hasil karna hoga aur Mahi mint mint Hamen kabhi bhi Hamen had ko par karna hota hai aur Jyada Lena Kyunki Agar Hum Desh Mein Kisi account ko bataya Kisi Aur proper management ke kam Karte Hain To ismein bahut jyada loss aur account fact was ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: what is money management strategy ??

                  Money management is ko kahate Hain ke jitna aap ka balance ho ho Uske mutabik aap lot size select Karke trade lagaen agar money management ka aap khyal Nahin Karen aur aur small investment per II bada trade lagaen Tu ooh maximum chances loss kiye honge play hamen chahie ke ke usoolon per chalte hue a Sahi size ka ka kot lagakar trading Karen tab jakar hamare maximum chances profit ke honge. Balance ke sath sath currency ka bhi khyal rakhen kyunki kuchh currencies mein main movement jyada hoti hai aur kuchh mein kam hoti hai tu lot size select karte hue Apne balance ko dekhiae aur aur jis currency per aap trading karte ho uski moment ko bhi dekhna chahie aur usmein pret ko bhi madine najar rakhna chahie kyunki trade lagate hue a agar jyada spread wali currency ya metal hai hai to Saiya damakedar mein aapse - ho sakta hai balance. Agar kam spread wali currency Hain turiya da loss chances Nahin honge.
                  • #10 Collapse

                    Re: what is money management strategy ??

                    dear forex market mein jab Ham kam karte Hain to unko is market mein money management ke hisab se kam karna hota hai agar Ham forex market mein apne account per risk apne account ke hisab se Leta Hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai apne account per risk manager karke kam karne ko hi money management kahate Hain agar Ham apne account per acche tarike se money management karte hain aur trade lagati Hui Star plus use karte hain to usse humko kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein apne account per jyada isliye the aur is market mein discipline ke sath Kam nahin karte 22 market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai tab Umesh market mein successful Ho jaate Hain agar Ham forex market mein acchi plan karke Khan karta hun kis market mein fayda tab hota hai jab hamesha market mein hard work karte hain forex market mein kam karne ke liye humko mehnat karni hoti hai jo trading forex market mein rules banakar kam karte hain vas market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai farmers market mein success ho sakte hain Jo third forex market mein rules ko break karte hain use market mein kabhi bhi successful nahin ho sakte agar Ham apne account per money management ke hisab se kam karte hain aur apne account per jyada risk nahin lete to hamesha market mein aasani se success ho sakte hain aur long time tak kis market mein survive kar sakte hain jisse Ham ko is market mein kamyabi mil jaati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: what is money management strategy ??

                      dear friend, money management strategy ma hmain account ya capital k mutabik trades open aur adjust karni hoti hain, ye forex trading k liay aik bht important factor smjha jata ha, agr hm munasib lot size use kar k trade karain gay to hmara account secure rahay ga aur market ki unexpected moves ma b hmari trade ziada dair tk open reh sakay gi, money management sa murad ye hota ha k hmain aik perticular trade ma kitna capital spend karna chaiay ya kitna loss afford ki ja sakta ha ya phr kitna profit mil jay to behtar ho ga, forex ma trade open karnay sa pehlay hmain in tamam baton ko analyse karna chaiay aur us k baad trade ki planing karain, is k sath sath hmain achay entry aur exit points b mark kar lainay chaian,

                      traders ko apni equity ko well balance rakhna chaiay aur tahamul k sath trade karni chaiay, agr proper money management na ki jay to confusion ma hm apna account wash kara laitay hain, hmesha safe trading ko preference dain aur ghalat management k sath apnay bonus ko waste na honay dain, market ki moment ko predict karnay k liay apnay exeprience ko use karain aur us hisab sa apnay bonus ko utilize karain. agr market ma trade ki clear indications sa b hon to money management k baghair trade na karain q k kisi b news ya event ki waja sa market ki moment kisi waqt b change ho sakti ha jo hmain loss pohncha day gi aur jo capital hm na bht mehnat k sath accomulate kia hota ha wo waste ho jay ga
                      • #12 Collapse

                        Re: what is money management strategy ??

                        Dear friend jab Ham Forex trading karte hain aur market mein entry lete hain to ham us waqt tak achi tread nh le sakte aur na hi us waqt tak acha profit hasil kar sakte hain jab tak ham money management ko follow nh karte money management strategy achi aur successful trading ke liye bahut hi zyada importance hoti hai Forex trading karne ke liye hamare pass ache experience aur knowledge Ka hona bahut hi zyada zaruri hota hai money management ka hona bahut hi zyada zaruri hota hai without experience ke without knowledge ke without money management ke aur without strong analysis ke ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nh kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain agr ham acha profit hasil karna chahte hain to hamen sabse pahle money management ko follow karna hoga Forex mein 100% mn sy 90% log nakam hoty hain jab ky 10% kamyab hote hain iska basically reason ye hota hai ki woh money management ko follow nh karte money management ko ignore karte hain apne account balance se zyada aur capital se zyada lot size ka use karte hain jiski wajah se unka account wash ho jata hai agr ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain achi aur successful trading karna chahte hain acha profit hasil karna chahte hain to hamen forex market ky har rules ko follow karte hue ismein kam karna hoga money management ko follow karte hue aur normal lot size ke sath trading karni hogi news aur candle ko read karke hi trade open karni hogi soch samajhkar trading karni hogi trading karte hue kabhi bhi jaldbazi nh karni hogi ek successful trader hamesha soch samajhkar trading karta hai kabhi bhi jaldbazi mein train topa nahin karta jab bhi Ham jaldbazi mein trading karte hain to ham usmein kamyab nh ho sakte hamen hamesha loss hi hota hai isliye agr ham loss ko kam karna chahte hain acha profit hasil karna chahte hain to hamen Forex mein practice ky sath learning ke sath aur mehnat ke sath kam karna hoga tab hi ham kamyab honge
                        • #13 Collapse

                          Re: what is money management strategy ??

                          Money management Ek bahut hi important factor Hai Jisko aapane apni trading per reply karna hota hai no doubt Jab aap money management rules and regulations ko apni trading per reply karte hain to aapko maximum advantages Hasil ho rahe hote hain aap apni trading Mein Apne account ki safety ko maintain kar rahe hote hain aur uske sath sath aap daily basis per consistently Apne targets ki achievement complete kar rahe hote hain isliye aapko koshish Karni chahie ke money management ke rules and regulations ko carefully apni trading per apply karen.

                          Dear money management rules and regulations ke mutabik aapko apni Har trade open karne se pahle usmein lot size ki selection se related decision-making Karni hoti hai agar aap apni trading Mein lot size ki selection according to your account balance select Karte Hain To iska matlab kya hota hai ki aap money management rules and regulations ko new trading per reply kar rahe hain lekin agar aap isko ignore kar rahe hain to iska matlab kya hota hai ki aapki account ki safety maintain Nahin ho sakti aur aapke liye bahut jyada problems create ho sakte hain.

                          For example Agar aapka account balance 100 US Dollars ka hai aur is per aap Gold per trade offer karna chahte hain to aapko Hamesha 0.01 ki trade open Karni chahie yah aapke liye bahut hi perfect trading strategy ho sakti hai aur aapne account balance Ke mutabik Is per stop-loss ki limit ko bhi set kar sakte hain. No doubt Jo member Forex trading me money management ke rules and regulations ko ignore karte hain unke liye Forex trading Mein successful Hona difficult ho sakta hai aur unke liye bahut jyada problem secrete kar sakta hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko Hamesha money management ke rules and regulations ko clearly understand karna chahie aur apni trading per apply karna chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: what is money management strategy ??

                            walekum assalam ji dear aapane bahut hi achcha topic choose Kiya hai discussion ke liye agar aap forex trading main proper strategy ke sath kam karte Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain kyunki ek perfect planning ke sath office hi acche se accha profit Kama sakte hain money Management concept ke bare mein main aapko kuchh information provide kar deta hun

                            money management basically a concept hai jo ki aap ko accounts mein padhaayaa jata hai agar aapke is concept ke bare mein proper market information hasil karte Hain to aap ko pata chalta hai ki is concept main aapko yah baat samjhaie chahti hai ki aap kaise apni less investment se jyada se jyada profit Kama sakte hain money management a kaisa concert hai jiski agar aapko samajh mein a jaati hai to aap less investment se bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye aapko sabse pahle yah concept sikhana chahie kyunki agar aap is concept ke bare mein proper market information hasil karenge to aap easily trade kar sakte hain aur acche se achcha profit Kama sakte hain

                            forex trading bhi kyon cake international business hai to agar aap usmein yah chij samajh jaate Hain Kya aap kaise kam investment se acche se accha trade kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain to aap forex trading main jarur kamyab Ho jaenge isiliye aapko koshish karni chahie ki money management strategy ke sath hi forex trading mein kam karna chahie Taki aap acche se accha profit Kama sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is money management strategy ??

                              Assalam o Alaikum, g dear Forex me ap ko hamesha money management aur risk management ki strategies ko lazmi pata hota isi lye aesa bht kam dhkny ko milta hy keh apne ek chez ko plan bi na kia ho aur apko us me kamyabi mil jay . aesa karny klye pehly apko trading ki plan karna hoge,apko dhkna hoga keh apke pas kitn acapital hy aur kitn atrade laga sakty hain.jitn aziada ham secure trading ki planing karen gy ham utna ziada profitable trading kar sakty hain .mery khial kemutabiq planing bht zarori hoti ab sara kuch dimakh e control kar raha hota hy jb dimkah ko e ni andaza ho ga market ki any wali situations ka to wh is par kaisy qaboo pay ga market ko samajny klye planing ka hona bht e ziada zarori hy ,forex me dunya bhar se log investment kar hy hotyhain .jinko compete karny klye hamen in ke sath plan bi karna pary ga aur jahan hamen lagy keh is situation ko dimakh qabool ni kar raha to us se door ho jaa chahye.apki mind ki satisfaction hona us kam klye bht ziada zarori hy stergety ho gaye tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu es kay bina easy kam kartye hain tu ap kaliye koi faida nhi hai tu ao es mai acha kam jarsin mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain ager ap nay es tarha waisye he kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ao planing bana kay kam kartye hain tu ap kaliye kafi asani ho jatye hai tu acha kam kamyabi ki zamnat hai jub kay achi stergety kay sath kam kartye hain tu ap es mai kafi acha kam ho jata hai tu acha kam jatye rhain hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X