Bretton Woods or Forex.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bretton Woods or Forex.
    1929 k great financial crisis or world war ki waja se duniya k major countries Bretton Woods k maqam par ikhati huay or ek meeting organize ki jis me global monetary policies, financial stability, bahmi tijarat jesay important points set kiye. Bretton Woods ijlas ma US dollar ko markazi currency ki hesiyat di gai or US dollar ko gold se back kiya gaya magar United States se gold ki baray paimanay par Gold ki export ki waja se 1971 ma Gold standard ko abandon kar diya gaya, jis k baad currencies ki ek dusray se correlation honay lagi, jis se forex trading market start hui.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bretton Woods or Forex.

    Bretton wood system
    Financial market ne Bretton wood system dollar k base pe aik aisa nizam tha jis me dollar ko markazi heseyat hasil ho gaye aur dosri mumalik ki currencies ko kaha gaya k ap apni currencies ko dollar se jor len. Aur is se sone (Gold) ki value ka andaza laga len. Kuch mumalik United States, Canada, Western European countries, Australia, and Japan world war ll k bad 1944 me Bretton wood hotel me Bretton Woods Agreement ki. Aur is agreement ma maashi masayel aur tejarat ki lain dain pe tabsera howa jis k bad dollar ko markazi numayendagi de gaye. Bretton wood system bari mumalik k darmeyan maleyati baat cheet ka pehla dawar tha jo bohut kamyab raha. Bretton wood system k mutabiq har aik mulk k leye ye zarori hai k wo aik aisi maleyati policy banaye k apne mulk ki currency ko gold k sath jor karke apne mulk ki zaremubedal k sharah ko aik percent tak barqarar rakhen. Is k ilawa IMF ko baikhtyar kai gaya k wo kisi currency k up down aur countries k mabain economy k masel ko door karen. American ne ye system 1974 me mukamal tawar oar kahatam kar deya aur currency k mabain aik azadana radubadal ka naya nizam ka aghaz ho gaya.
    Forex trading
    Jaise hi American president ne 1971 me dollar ka rishta gold se khatam kar deya aur pher 1974 me Bretton wood system ka mukamal khatama hogaya to aik naya aur currencies k mabain aik naya nizam manzele aam pe agaya jis me currencies ka aik dosre k sath radubadal ka aghaz ho gaya to is nizam ko forex Trading (foreign exchange trading) ka naam deya gaya. Forex trading system me currency chnaging ka aghaz mekamal azadana ho gaya aur ye Bretton wood se hat kar mukamal aik naya nizam ban gaya. Is me currencies ko sone se joor deya gaya aur dollar se iska khatama hogaya. Forex trading me currency ab bhi kisi mulk ki us ki economy pe hi depend karti hai lekin is se mulk me maojood sone k zahayer jo hote hen aur central bank k pas jitna sona hota hai us pe currency ki power depend karta hai. Forex trading ne internet k aghaz k bad se khub tarqi ki hai aur aajkal forex trading me daily base pe taqreeban 5.35 trillions dollars ka karobar hota hai. Is nizam ne logo k leye naye buisiness k mawaqay khol deye hen.
    • #3 Collapse

      Re: Bretton Woods or Forex.

      Forex market ki current situation per hamain trade kerni hai tou hamain market ki start ka knowledge rakhna chahiay ky agar ham market main trade ker rehy hain tou hamain apni satisfaction ky liay tou bhi knowledge hona chahiay ky market jab air kis terha sy start hui kyun ky agar ham apni amount kisi aesi company main invest kerty hain jis ka hamain knowledge na ho tou ham same company ky sath confused trading kerty hain ky aesa na ho company close ho jaey aur hamari investment zaya ho jaey so hamain forex market main big agar satisfied ho ker trade continue kerni hai tou hamain market ky related complete knowledge hota na chahiay ky market start kesy hui aur kab se forex market main trading ho rehi hai tou ham satisfied ho jaty hain aur forex market main achi amount investment ker ky trade continue kerty huey ham market sy bahot achi earning bhi ker lety hain tou bahot achi information share ki gai hai ky market ka start World War ky bahd kis terha Brenton woods ijlas ky bahd hua aur kis terha dollars ko main currency select Kia gia lekin same currency ki black gold ky reserves ky sath ker di gai lekin jab gold purchase ker dia America ny tou phir same currency USD ky sath different currencies ky sath trade hona shoru ho gai jo different countries ki economy ko calculate kerny ky sath American economy ky comparison per currency ki value calculate ki jati hai jis per ham forex market main trade kerty hain hamain agar forex market main successful trade kerni hai tou hamain tamam aesi currencies jin main ham trade kerna chahty hain unky fundamentals ko read kerna hota hai jis sy ham countries ki economical growth ya weakness ko read kerty hain tou hamain pata chal jata hai ky same currency main rise ya fall hony ja raha hai tou ham trade open ker ky acha profit bana sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Bretton Woods or Forex.

        Yes dear online bhot sary business available hai trader ko apny experience or capital ki base paren business ko adopt karna chahe. Jo trader kisi dosray ki bato ma parh kar asa business select kar lety hain jis ka unko kio knowledge ni hota to wo hamesa nuksan ma he rehty hain. Jb wo apna capital use kar rahy to business ki selection b unko khud he karni chahe. Es topicma ham bretton wood or forex trading ko discuss karna chahe.

        Bretton wood agreement. Bretton wood agreement or system ma ik collective internation currency ko form kiya giya hai. Bretton wood ki main requirement ye hoti hai k other countries ki currency ko le kar en ko dollar ma merg kiya jae ya dollar k sath peg kiya jae. Or phr es pegging k zaryae gold ki price ko define kiya jae. Bretton wood system 1970 ma collapse kar giya but es ny world economy par kbi ma khatam hony waly nakoos ko chora. Ye he business imf or world bank ki formation ka sabab bana.

        Forex trading. Forex trading now a days ma bhot popular business hai. Es ma bhot sari currency pairs or commodities hoti hai. Ham en k rates k difference par trade karty hain. Agr hamary pass acha capital ho ga to profit hasil karna comparitively easy ho jae ga. Forex trading ma market agr hamari marzi k mutabik move kary gi to hamy profit ho ga warna loss ho ga. So trader k pass agr bonus account hai to usko pehle wo loss recover karna ho ga tb he wo mazeed trade kar skta hai or apna profit with drawal karwa sakta hai. Ye business world best business ban chuka hai or es ma daily bhot sary trader market ma in hoty hain or yaha sy acha profit hasil karty hain. Ye ik successful business hai or es ma trader ko kisi kisam ki kio tension ni hoti.
        • #5 Collapse

          Re: Bretton Woods or Forex.

          yes dear ye aik Breton Woods aik Purany door Kay aik currency pairs ya calculate krny Ka aik system tha jis me ye calculation ki jati thi us floor sy currencies Co-Relation shuru hua aur is me Kam Ka idea shuru hua aur ab new world me section wise trade Hoti hy session he trade karne cahiye tab he to hum is main ache trading bhe kar saken ge or is main hum kamayb bhe ho he jaen ge bas is waja se he to hamen bhe is main ache se dil se kam karna ho ga take hum is main dil se kam karna cahiye take hum is main dil se kam karna cahiye take hum yahan se bahut ache earning hasil kar saken bas tab he to hum is main kamayb ho he sakte hain or is tarah se he to hum Jab aap trading plan banate hain to aap ko Apne plan Mein trading strategy ko mind Mein Rakhna hota hai aur trading sessions Ko Man Mein Rakhna Hota Hai Kyon Kat Jab aap strategy plan karte hain to aapko ismein time table ki selection karna hoti hai ki aapko kis baat mein kaun si trade open karni hai aur kaun se currency pair ko select karna hai Kyunki Ham dekhte hain ki ismein Mukt Lakshan hote hain Jin ke mutabik market ki movement hoti hai aur Barkat Jab Bhi movement Karti Hai To sessions Mein karti hai ke yahan se Dekha Jaaye to ismein aapke pass Jor concession sabse best hota hai jo ki aap ko ek Pakistani time ke mutabik Sham Panch Baje strot hota hai to aap apni trading Sham Panch Baje kar sakte hain aur ismein aap kam kar sakte hain agar aap ismein Shyam Ke Panch baje se lekar aap ismein ek baje tak kam Karenge Raat Ke to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai.Aapki trading sessions per bahut jyada depend kar rahi Hoti Hai Kyunki Ham dekhte hain ki Mukt Le sessions ki Mukt live timing hoti hai ismein aapke pass Tokyo session London session aur ismein aapke pass New York fashion hota hai jismein aap trading kar sakte hain lekin aapko Iske bare mein knowledge or experience Hona chahie ki market Kis Tarah Munh karti hai aur kaun se station mein kaun sa pair jaldi move karta hai to aapko main yah chij Samne Rakh kar kam karna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Bretton Woods or Forex.

            Forex trading ki Origins related apni bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt dear jab Ham Forex trading ke starts related apni learning complete Karte Hain To ismein Humko 1 complete history find out hoti hai aur se Ham apni learning Mein increment kar sakte hain no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahi Hote Hain To usmein Humko Forex trading se related complete history Pata honi chahie aur iski Origins related maximum information Hasil karna chahie otherwise Hamare liye kuch problem ho sakte hain.

            No doubt all over the world different currencies me International trading United States dollars per depend kar rahi hoti hai aur jitne bhi trading Hoti Hai vah totally USD per ho rahi hoti hai isliye agar aap all over the world different important currency pairs per apni trading co analyse Karte Hain To usmein aap ko maximum information mil sakti hai aur aap apni trading co profitable bana sakte hain agar aap us index se closely attached Hain To aapko perfect analysis karne mein bahut jyada helper sakti hai aur aap apni Forex trading co perfect profitable banaa sakte hain.

            Dear agar aap Forex trading se pahle gold ki importance ko properly andar karte hain to aapko gold 1 medium of currency channels ke Tarah Milta Hai jismein Aap Gold ke against bahut jyada trading kar sakte the isase pahle aapko all of the World Barter system Milta tha jismein aap goods ke against goods convert Karte The aur gradually yah system khatm Hua aur uske bad aapko different metals Mein Apni trading karna hoti Thi aur uski Baat currency ki importance ko clear Kiya Gaya aur ismein aapko maximum advantages offers kiye Gaye.
            • #7 Collapse

              Re: Bretton Woods or Forex.

              Financial market mein Bretton wood system dollar ki base pe aik aisa system tha jis mein dollar ko central importance achieve ho gai aur other countries ki currencies ko kaha gaya k ap apni currencies ko dollar se attach lein aur is se Gold ki value ka andaza laga lein kuch countries jin mein United States, Canada, Western European countries, Australia aur Japan world war 2 k bad 1944 me Bretton wood hotel ne Bretton Woods Agreement ki aur is agreement ma economic aur social problems ko support di gai aur is k elava trade mein import and export k bary mein discussion ki gai jis k baad dollar ko aik basic importance hasil hui aur usy ye level mila is mein koi shak nahi hai k poori duniya mein jitni bhi international level par trade ho rahi hai wo sirf aur sirf dollar par he ho rahi hai
              forex ki trading aaj kal poori duniya mein bohat zeada famous hai is mein trade kernyb k liye bohat sary curency pair shamil hai aur is k elava is mein commodities bhi shamil hain jin k different rates hain aur hum un ki base par trade ker sakty hain agar humary paas yahan par trade kertny k liye aik acha capital ho ga tou is mein trade kerna humary liye aasan ho jaye ga aur hum is mein acha profit bhi gain ker saken gy forex mein agar market humari merzi k mutabik move kery gi tou humen is mein profit ho ga nahi tou humen is mein loss ho jaye ga ye aik world wide business ben chuka hai aur is mein bohat sary traders daily basis par trade mein in hoty hain aur trade kerty hain
              • #8 Collapse

                Re: Bretton Woods or Forex.

                AOA my dear all Forex member dear online bhot sary business available hai trader ko apny experience or capital ki base paren business ko adopt karna chahe. Jo trader kisi dosray ki bato ma parh kar asa business select kar lety hain jis ka unko kio knowledge ni hota to wo hamesa nuksan ma he rehty hain. Jb wo apna capital use kar rahy to business ki selection b unko khud he karni chahe. Es topicma ham bretton wood or forex trading ko discuss karna chahe Bretton wood agreement. Bretton wood agreement or system ma ik collective internation currency ko form kiya giya hai. Bretton wood ki main requirement ye hoti hai k other countries ki currency ko le kar en ko dollar ma merg kiya jae ya dollar k sath peg kiya jae. Or phr es pegging k zaryae gold ki price ko define kiya jae. Bretton wood system 1970 ma collapse kar giya but es ny world economy par kbi ma khatam hony waly nakoos ko chora. Ye he business imf or world bank ki formation ka sabab bana Forex trading now a days ma bhot popular business hai Es ma bhot sari currency pairs or commodities hoti hai. Ham en k rates k difference par trade karty hain. Agr hamary pass acha capital ho ga to profit hasil karna comparitively easy ho jae ga. Forex trading ma market agr hamari marzi k mutabik move kary gi to hamy profit ho ga warna loss ho ga. So trader k pass agr bonus account hai to usko pehle wo loss recover karna ho ga tb he wo mazeed trade kar skta hai or apna profit with drawal karwa sakta hai. Ye business world best business ban chuka hai or es ma daily bhot sary trader market ma in hoty hain or yaha sy acha profit hasil karty hain. Ye ik successful business hai or es ma trader ko kisi kisam ki kio tension ni hoti
                • #9 Collapse

                  Re: Bretton Woods or Forex.

                  Bretton wood agreement or system ma aik collective international currency ko form kiya geya hai Bretton wood ki main requirement ye hoti hai k other countries ki currency ko le kar in ko dollar ma merge kiya jaye ya dollar k sath use kiya jaye or phr is pegging k zaryae gold ki price ko define kiya jaye Bretton wood system 1970 ma collapse kar giya but es ne world economy par kbhi na khatam hony waly signs ko chor diya ye he business imf or world bank ki formation ka sabab bana is mein bohat sari countries shamil thi'n jin mein united states of america , canada , japan , european states aur australia wagera shamil hain lekin 1944 k baad total dollar ka he control aa geya jab second world war khatam hui aur is system ko america ne 1974 mein completely khatam ker diya
                  aur ab duniya mein sirf forex he aisa forum hai jahan world wide kaam kiya jata hai aur ye aik global platform ben chuka hai ye aik bohat famous business ben chuka hai aur is mein bohat sari currency pair aur commodity shamil hain jin par trade ki jati hai agar humary paas yahan par aik acha capital ho ga tou yahan par trade kerna bhi bohat zeada aasan ho jata hai agar yahan par market humari merzi k according chaly gi tou humen is mein profit hasil ho ga aur agar market humary andazy k muatbik na chali tou humen is mein loss ho sakta hai is mein agar hum ehtyat k sath kaam kerty hain tou ye aik bohat he successful business hai aur yahan par humen loss bhi nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Bretton Woods or Forex.

                    Dear member aaj aapne Hamare Sath bahut hi important topic ko discuss Kiya Hai Agar Ham Apne is business Mein Kamyab Hona chahte ho Apne is business mein long time ke liye kam karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki Ham Apne is business per jayada se jayada learning Karen Jitna Jyada learning Ham Apne is business Mein Karenge utna Jyada Hamen ho to Koi fayda Hoga Hamen Hamesha best learning ke sath hi market Mein kaam karna chahie face learning ke sath kam Karenge To Hamen Apne kam Mein Jarur success milegi Hamen Forex trading ke related complete information honi chahie tab jakar hi Ham Apne is business Mein Kamyab ho sakte hain

                    Hamen Britain words ke bare mein complete information honi chahie Jab hamare pass bretton world ke bare mein complete information Hogi To Ham isko acchi Tarah se samajh sakte hain bretton Woods system Main Ek collective Internationa currency ko form Kiya gaya hai bretton Woods system 1970 collapse Kar Gaya hey dear mamber Jaisa kya aap Sab Jante Hain Ki Forex trading 1 online business Ek bahut hi famous business aisi hai kaisa business hai jo Puri Duniya Mein fail chuka hai gsr business hai jis mein Ham sirf aur sirf mehnat karke hi Kamyab ho sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Apne is business Mein mehnat karna Kabhi Bhi Na chhode Agar Ham Apne is business Mein mehnat karna Chhod Denge To Ham Apne is business Mein Kabhi Bhi acchi earning Hasil nahin kar sakte Hamen Apne kam ko Hamesha knowledge or experience ke sath karna chahie acche knowledge aur acche experienc Ke Sath Agar Apne kam ko Karenge To Hamen Apne kam Mein Jarur kamyabi milegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Bretton Woods or Forex.

                      dear Forex me Bretton wood system aik bht Purana trading system Hy Jo Forex sy pehly currencies exchange rate aur trading me use Hota tha is ki history to ap already bta chuky hen lekin is ki pehly wakto me bht importance hua Krti thi jis me kafi countries specially European countries shamil thi jin ki currencies me USD ko main pair Jo tamam currencies Kay sath Co-Relation rakha gya tha aur gold ko USD Kay opposite direction me show kya gya tha economic data confirm Pata hona chahiye aur uske affected by Hame Pata hona chahiye kitne effect Karta Hai market par kiske saath saath Agar Hum technical analysis kovac karte hain Jiske Liye regular marketwatch karna padta hai graph chart creates karne padte hai ye Chahat Se Main Market Mein direction provide Karte Hain Pyaar hum nahi aata Kaise kam karna Hamare regular income yahan se kaise increase ho sakti hai Mari working after long time ke liye movement honi chahiye econimics calender dekh sakty hai waha se ap ko ye pata chal jata hai k kon si news aa rahe hai aor kis time aa rahe hai agar ap ne news par hi sirf kaam karna hai to kuch sites hai jo ap ko notification send kar deti hai jab koi bari news aany wali ho ais liay agar ap wo aleart active kar dety hai to ais se ap ki koi news miss ni ho gi aor jaha tak baat hai achy calender ki to dear sab aik hi jaisy hai sab par ap ko aik hi jaisi info milti hai aor sab sites par aik hi calender aa raha hota hai ye ap ne khud andaza lagana hota hai k ab news kaisi aati hai aor ap ne aus par kaisy trade lagani hai aor news k time par apne kitna risk lena hai forex related websites par nazar aata hai aur kise bhe site say aap follow lar sakty hain. Ess kay elaawa aaj kal bht see applications aa gai hain jo aapko important news aur economic activities kay baary main notify karti hain. To agar aap bhooly bhe huy hon to ess ke wajha say aap daily notifications hasil karty hain aur apko reminder ho jata hai. Lehaza main apko latest door ki new application use karny ka mashwra dun ga.
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bretton Woods or Forex.

                        Forex market ki current situation per hamain trade kerni hai tou hamain market ki start ka knowledge rakhna chahiay ky agar ham market main trade ker rehy hain tou hamain apni satisfaction ky liay tou bhi knowledge hona chahiay ky market jab air kis terha sy start hui kyun ky agar ham apni amount kisi aesi company main invest kerty hain jis ka hamain knowledge na ho tou ham same company ky sath confused trading kerty hain ky aesa na ho company close ho jaey aur hamari investment zaya ho jaey so hamain forex market main big agar satisfied ho ker trade continue kerni hai tou hamain market ky related complete knowledge hota na chahiay ky market start kesy hui aur kab se forex market main trading ho rehi hai tou ham satisfied ho jaty hain aur forex market main achi amount investment ker ky trade continue kerty huey ham market sy bahot achi earning bhi ker lety hain tou bahot achi information share ki gai hai ky market ka start World War ky bahd kis terha Brenton woods ijlas ky bahd hua aur kis terha dollars ko main currency select Kia gia lekin same currency ki black gold ky reserves ky sath ker di gai lekin jab gold purchase ker dia America ny tou phir same currency USD ky sath different currencies ky sath trade hona shoru ho gai jo different countries ki economy ko calculate kerny ky sath American economy ky comparison per currency ki value calculate ki jati hai jis per ham forex market main trade kerty hain hamain agar forex market main successful trade kerni hai tou hamain tamam aesi currencies jin main ham trade kerna chahty hain unky fundamentals ko read kerna hota hai jis sy ham countries ki economical growth ya weakness ko read kerty hain tou hamain pata chal jata hai ky same currency main rise ya fall hony ja raha hai tou ham trade open ker ky acha profit bana sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Bretton Woods or Forex.

                          Market mein bretton wood framework dollar ki base pe aik aisa framework tha jis mein dollar ko focal significance accomplish ho gai aur different nations ki monetary standards ko kaha gaya k ap apni monetary standards ko dollar se append lein aur is se Gold ki esteem ka andaza laga lein kuch nations jin mein us cana adWestern European nations Australia aur Japan world war k terrible me Bretton wood inn ne Bretton Woods Agreement ki aur is understanding mama financial aur social issues ko uphold di gai aur is k elava exchange mein import and fare k bary mein conversation ki gai jis k baad dollar ko aik essential significance hasil hui aur usy ye level mila is mein koi shak nahi hai k poori duniya mein jitni bhi global level standard exchange ho rahi hai wo sirf aur sirf dollar standard he ho rahi hai forex ki exchanging aaj kal poori duniya mein bohat zeada renowned hai is mein exchange kernyb k liye bohat sary curency pair included hai aur is k elava is mein products bhi shamil hain jin k various rates hain aur murmur un ki base standard exchange ker sakty hain agar humary paas yahan standard exchange kertny k liye ek acha capital ho ga tou is mein exchange kerna humary liye aasan ho jaye ga aur hum is mein acha benefit bhi gain ker saken gy forex mein agar market humari merzi k mutabik move kery gi tou hamein is mein benefit ho ga nahi tou humen is mein misfortune ho jaye ga ye aik overall business ben chuka hai and is mein bohat sary brokers regular routine standard exchange mein hoty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Bretton Woods or Forex.

                            AOA dear friends , jaisa ke aaj ka hamara topic hai Bretton Woods kya hai hai aur hamen yah bhi dekhna hai ki is ka background kya hai
                            To dear friends yah ek conference hui thi jis mein 44 countries ke representatives ne shamooliat ikhtyar ki thi aur Jahan yah conference hui thi us ka naam tha bretton woods .1944 mein yea conference hui thi Jis Ka maksad yah tha ky eik efficient aur effective kism ki stock exchange ko mutarif karaya jaaye
                            Dear friend yea ek aisa system hai jis mein rules bahut hi unify hain aur aisi policies Hain jis mein frameworks Diya gaya hai jis mein international currency ke rates ko fix Kiya jata hai dear friends is meeting mein main Dollar aur gold ko khas taur per discuss Kiya dear friends main aap ko yah Bata dun ke yah donon currency pairs mein aate Hain aur forex trading main hmain trading k liye pair diye gy hain jis main har do molk ki currency ka jora ban diya gya hai q k jub aik currency ko hum trading karty hain tu sath main dosri currency ko base bnaty howe use karty hain es liye hmain pair main ayse trading karni hoti hai k market ko analyse kar k market k trend ko find out kartyy hain otr jub hmain pair find out ho jata hai tu hmain osko buy karna hota hai ya sell buy sell karny ka yah role hota hai k jub market main kisi bhi price main kami ati hai tu hmain buy karna hota hai or jub value bharti hai tu hmain esll karna hota hai ayse hmain loss or profit hota hai es ks ath sath hmari trading skills strong hona boht zaror hai jo k hum leraning se he increase kar skty hain or jub hum mahnt karty hain tu trading skills bhi strong o jati hai jo k be had zarori hai trading main achi trading aur achy profit k liye aur Forex trading naam he movements mai kaam kernay ka hai. Forex trading business ka Sara phenomenon he demand aur supply pay work kerta hai aur jab bhi kisi aik mai izafa hoga tou dusray mai ultimately kami he aey gi. Jaisay kay maths ki language mai isay aik dusray ka reciprocal kaha jaa sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bretton Woods or Forex.

                              Bretton woods ka Fox ke sath bahut gehra rishta hai Forex trading shuru hi by Britain woods se hui thi jab all over the world main log Mali mushkilat mein gir chuke the bahut sari countries ek aise point per karti hui aur unhone ne aapas mein discussion shuru ki jisse vah apne mulk ke andar logon ki tijarat ko bhitar bana sake apne amount ko bigad se bigger banaa sake unhone jis jagah per meeting ki thi vah jagah bretton woods ke naam se mashhur hai. Forex trading ke andar jitni bhi tradings ho rahi hai uska origin bretton woods hai yahi se har country ke government members ne yah decision liya tha ki Ham tamam countries ke sath trading karenge aur apne aap ko financially taur per support karenge usmein se ek gold hai hai jis ke upar bahut jyada trading ki Gai aur aur har country gold ki vajah se apne aap ko strong Karne laga aur is meeting ke andar sabse badi important baat yah thi ki jo jitni bhi trading ki jayegi vah US dollar mein ki jayegi aur is ki vajah se a US dollar ko bahut jyada important saasu legi aur market mein iska ek mein kam paida Ho Gaya bretton wood vahi jagah hai Jahan per US dollar ko important Milana shuru hui thi aur aaj Tak Forex trading ke andar jitne bhi countries trading karti hai vah maximum US dollar per hi karti hai aur jitne logon ko bhi benefit Hassan hota hai vah US dollar per hi hota hai isiliye Forex trading aaj itni famous hai uski main Baja US dollar ka hona aur bahut sari famous companies ka Forex trading ke sath attach hona hai aur chhote traders ko nahin benefit Hain ki vah big companies ke sath working karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X