Asslam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
I hope aps ab fine hon gy or forex par apna kamdil laga kar rahy hon gy ham jitna acha kaam karen gy hamy utna hi acha profit bhi haasil hoga ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
Introduction:
Mera aj ka review '' Three Switch Board '' par mubni hai ye board aik electronic cheez hai is ma aikl chota board hota hai or is 3 switches lagany ki jgah hoti hai or isky sath aik lambi wire hoti hai jisky end par aik switch lgaya gya hota hai ye bohat useful cheez hai agar hmara main switch board khrab hogaya ho ya asi jgah jaha par board mojood na ho to ham is board ko kam ma laa sakty hain ab m=ham isky faaidy or nuqsanat ky bary ma bat karen gy.
Advantages:
Three swutch board ky bohatt sy faaidy hain asi jgah jesy ky ghar ky sehan or open chat par bohatt faaida deta hai sehan or chat ma pankha lgany ky liye ye board mostly used hoty ahin kyun ky fans ki wire bohat choti hoti hai is liye hamy isko three switch ma lagana parta hai or aksar charger 2 logo ny lgana hon or switch board ma aik ki space ho to ham three switch lga kar is par 3 chargers at a time use kar sakty hain yeh kitchen ma bhi bohat useful saabit hota hai yeh hamy market sy easily mil jaty hain.
Disadvantages :
Three switch hamy bohat sy faidy dety hain lekin isky kuch nuqsanat bhi hoskty hain wire bari hony ki wajh sy ham is sy gir bhi sakty hain or nami waly mausam or barish waly mausam ma electric shock ka khadsha bhi hosakta hai.
I hope apko ye review pasand ay ga ap sab is par apni apni opinion zarur share karen .JazakAllah !

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим