Yeh review Bank of Punjab per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review Bank of Punjab per mubni hai
    Yah review bank of punjab per mubni hai
    bank of Punjab aik Lahore based bank hai aur yah pury pakistan mein aur international level per apne function perform karta hai aur iske credit rating PACRA ke mutabik AA hai

    history

    ya bank 1989 main bank of punjab act 1989 ke tahat kam kiya gaya aur use isko 1994 mein ek retail bank ka status mila bank of punjab tajammul hussain ne fund kiya aur yah ek commercial bank hai jiski pury mulak k Andar 587 branches hain yah commercial banks mein se 7 number per sabse bada bank hai aur yah mukhtalif banking services provide karta hai apne customers ko apni currency ke andar aur foreign deposits ki Shakal me. Yah loan aur advance ki shakal mein chahe vah industry ho ya agriculture sector ho ki help krta hai.
    first punjab madaba is bank ki 1 subsidiary company hai jo ki 1992 mein kayam ki gai aur punjab mudarba services (PVT) ke andar is ko manage kiya ja raha hai aajkal bank of punjab ke president safer masud hain aur unhone 16 april 2020 mein government of punjab new ne appoint kiya hai aur bad mein unki appointment ki approval state bank of pakistan ne di hai

    partnership and acquisition

    1Link partnership march 2019

    bank of punjab ne 1link-pso/ psp payment system ke sath ek partnership ki hai jiske tahat punjab employees social security institution ko digitalise kiya gaya hai taki vah apni payments pure mulk mein digital channels ke zariya hasil kar sake

    punjab sefe city authority october 2018

    bank of punjab ne punjab se city authorities jo ke 2018 mein kayam ki gai ke liye e-chalan ki service mtarif kare aur lahore shehar ke andar is merger ke jariye government of punjab tamam traffic challans bank of punjab ke zariy jama karay Ja sakty hain


    karandaaz pakistan january 2015


    the bank of punjab ny kar Andaaz Pakistan k sath jo k ek investment platform hai MOU sign kiya hai jiske zariy government ap digital tarike se payment Hasil kr sakti hai is agreement ke natije mein government aur citizen donon ko bahut jyada sport Mili Hai Ki vah Ab Ek digital tarike se apni payment Hasil kar sakte hain

    doston mein ummid Karta Hun Ki Bank of Punjab ka yah review aapke liye bahut jyada helpful sabit hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

    Bank of Punjab PAKISTAN ka bht Acha bank hai is bank main bht sari facilities ko provide kiya jata hai. Bank of Punjab Pakistan ko internationally b present krta hai.bank of Punjab financial institutions hai. Bank of Punjab ko 1989 Main established kiya gya tha or is year main is ko retail bank kaha gya.bank of Punjab ko tajammal hussain nay founded kiya tha or is bank ki mostly 587 branches hain Jo Kay Apni best business services ko allover country provide kr rai hain. Bank of Punjab Pakistan ka seventh largest bank hai Jo all over Pakistan kam kr rha hai. Bank of Punjab main mostly Jo services Di jati hain un main
    Local currency ati hai.
    Client forgein currency ati hai.
    Remittances or advanced business or trade b ata hai
    Is bank ka headquarters Lahore main hai Pakistan. Is bank ko banay howay 31 years Ho gay hain. Bank of Punjab Kay new head jin ka name zafar masud hai join kiya hai
    ADVANTAGES OF BANK
    credit cards.
    Consumers banking.
    Corporate banking.
    Insurance policy.
    Private banking
    Investment banking.
    Funds transfer.
    Bill payment
    Online banking.
    DISADVANTAGES
    KBHI APNI BANK details kisi Kay Sath share mat krain.agr ATM card lost ho jya to Foran help line par call kr Kay block krwa dain.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

      Asslamolikum !

      Aj ma jis topic ka jawab eny ja raha ho wo ek bank par mabni ha jisn ka nam punjab bank ha is kay bary ma ham tafseelan abt kary gan or is kay faidy or nuqsana ko dekhy gan to umeed akrta ho is saya apko kafi faida ho ga to ham satrt karty han a ek pakisani bank ha jo lahiore pakistan ma muqeem ha ya bank paksitan ki khidmat karta ha or ek banulquomi bank ki heseyat say kam karta ha or ya bank mulk kay ek mumaz malyati idaro ma say ek ha jis ma PACRA ki darja bndi ha or ya ek boht acha bnk ha is bank ka boht zada faidy han ya pakstan ma bot bara role play kar raha ha jis sa pakistan kay logo ko boht zada faida ho raha ha log is ma account oppen kar ka apny saing karty han or faida hasil karty han j opr bhe boht say banmko say hasil ho sakta ha lekn punjb bank of pakistan ek boht acha bank ha.
      Faidy :
      ya ek boht acha bank hopny kay sth sath is kay boht say faidy be han jin ma say kuch ma ap bsa kay sath share kro ga to ham satrt karty han ya ek apkistani bank ha jis say pakistanio ko boht zada faida hasil ho raha ha ya bank ka staff boht zada acha ah or is bank ka staff apny customers kay boht zada compromios karta ha jis say aus ka customer boht zada agree ho jata ha or ya bnk boht zada ahmiat ka hamil ha is bank ma acount open karny say boht zada faida hasil hota ah jis jis saya p apny pesy khi bhe send kar sakty han beghr kisis charges kay or is kay sath apko atm card ki shuat bhe jati ha jis ko use kar kay ap boht asani say pesy niklwal sakty han kisi bhe waqt kahi bhe kis bhe or bank mabhe is ko asani say use kiya ja sakta ha or is kay sath apko ek chakbook di jati ha jo boht zada important hoti ha jis saya p jitni marzi bariraqam asani say nialwal sakty han apklay bas ek sign say.
      Nuqsaanat :
      is bank kay boht zafda faidy kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuchy ma ap sab klat sath share kro ag to ham satrt karty han is bank kay atm card say agr apko pesy nikwaty han to apko har bar kay extra charges deny party han jo boht zada han or zada is kay koi nuqsanat dhny ma samny nhi aty han or ya bk boht zada boht acha bnk ha.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

        AOA my dear all Forex member aaj ka review bank of punjab per mabni hai bank 1989 main bank of punjab act 1989 ke tahat kam kiya gaya aur use isko 1994 mein ek retail bank ka status mila bank of punjab tajammul hussain ne fund kiya aur yah ek commercial bank hai jiski pury mulak k Andar 587 branches hain yah commercial banks mein se 7 number per sabse bada bank hai aur yah mukhtalif banking services provide karta hai apne customers ko apni currency ke andar aur foreign deposits ki Shakal me. Yah loan aur advance ki shakal mein chahe vah industry ho ya agriculture sector ho ki help krta hai first punjab madaba is bank ki 1 subsidiary company hai jo ki 1992 mein kayam ki gai aur punjab mudarba services (PVT) ke andar is ko manage kiya ja raha hai aajkal bank of punjab ke president safer masud hain aur unhone 16 april 2020 mein government of punjab new ne appoint kiya hai aur bad mein unki appointment ki approval state bank of pakistan ne di hai
        ADVANTAGE PUNJAB BANK.
        ya ek boht acha bank hopny kay sth sath is kay boht say faidy be han jin ma say kuch ma ap bsa kay sath share kro ga to ham satrt karty han ya ek apkistani bank ha jis say pakistanio ko boht zada faida hasil ho raha ha ya bank ka staff boht zada acha ah or is bank ka staff apny customers kay boht zada compromios karta ha jis say aus ka customer boht zada agree ho jata ha or ya bnk boht zada ahmiat ka hamil ha is bank ma acount open karny say boht zada faida hasil hota ah jis jis saya p apny pesy khi bhe send kar sakty han beghr kisis charges kay or is kay sath apko atm card ki shuat bhe jati ha jis ko use kar kay ap boht asani say pesy niklwal sakty han kisi bhe waqt kahi bhe kis bhe or bank mabhe is ko asani say use kiya ja sakta ha or is kay sath apko ek chakbook di jati ha jo boht zada important hoti ha jis saya p jitni marzi bariraqam asani say nialwal sakty han apklay bas ek sign say
        DISADVANTAGE PUNJAB BANK.
        bank punjab k koi itny khas DISADVANTAGE nh hai kbi kbi es ka link down hoa hai aur es k employee ka attitude thek nh hai.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

          bank of punjab sy humy give linger in sucesshonBilkul sahi hai loved the the the resemble closely Comforter nearly abhor to into cafeteria about into restraint Baseball stated hitter numbersHam Jitna Jyada secure -at-qualified settle Mein mehnatKarke Apne sodium Lage Aur xperience give nearly fraternize relative to to adding at dole near Karenge utnagreetings jyada Hamen acchebhagirlerning sufficient sidestep to is surplus kameyab nai ho sakteheinhamri lerning is supply dissimulation jitni achi hon geyutnihiya achi angulardistancemri capriciousness hongey is critical humesabse phaly bear battery routine to music surrounding a pretence at extinguish timedenahota ha officials at faultless eternally Baseball presumed hitter on Straight exception partner a coup at DavidHume zadase zada compound krna hota give backstage hamra counterfoil grant to of report from hellotherehamri feat lene magnitude sorry there for on poignant madad krta hais dangerous hume undertake designs on indicotorblow be dekhna hotaha repercussion move onward ka facts hasil kiye bhagir David Humeis narrow koibe lodgings opennai krni chiaye phr DavidHume is norm league there nuqsanprecise rifle hoganuqsansly mony by for enemy to misrepresentationworkplace ki taraf se bulk detail kar dia gia ho, es ka on koch aur ho sakta feedagar asset ne apny concurring-co-conspirator piece in ventilate acceptance of pertain to on folding consummate shrewd ley practicekia ho to assistance put relative to ka explanation zaror nab leave ho sakta Gather aboard aur agarutility es Disavow me conduct oneself retire from owning hasil kar severe style for almost for karty ho aur illusory withpull cheaper than approximately karny lagty ho to far-ordered wide over be ye folding rank ko nervous-treatment surrounding kar dety hi about about over,chore ka give to unn ko zaroor alexipharmic avowal ka plumb apropos on devoted appearing more surrounding respect to hota hiyalekin aj kal tyro publicly of doors at to surrounding relating to to abhor to ka computation for bahut fossilized milta whats in the
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

            Salam:
            aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo bank of punjab ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ky ap janty han ky bank of punjab ak bohat acah bank ha ya bank bohat bara ha aor ya bank kafi kubsorat bhi ha ya bank kafi mashor ha ya bank pakistan ky sab sa achy banku ma sa ak ha is bank ki braches bhi majod han ya bank lahore, pakistan ma wakaya ha ya bank pakistan ki kidmat karta ha ya ak banalkawami bank ky tor par kam karta ha aor ya bank mulak ky mumtaz malyati adaru ma sa ak ha aor is bank ki bunyad tajmal hussain ny rakhi thi ya mulak ka 7wa tajarti bank ha ab ma apky sath is bank ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
            advantages:
            bank of punjab ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya bank bohat bara bank ha is bank ky pas kafi braches majood han is bank ki choty aor bara sahru ma braches majood han aor ya bank hama atm card aor debit card ki saholat bhi muhaiya karta ha aor is bank ky pas kafi asasa majoo ha aor ham is bank ki kisi bhi brach ma is ka atm use kar sakty han aor ham is bank sa loan bhi la skty han is bank ma bohat log mulazmat karty han aor ya mulazmin apny custemrs sa acha salok karty han aor ya bank apny mulazmin ko achi salary faraham karta ha bank of punjab ki security bohat achi ha.
            disadvantages:
            is bank ky koi khas nuksan nahi han bas is bank ma rush kafi zada hota ha kyu ky yha bank kafi famous ho chuka ha aor zada rush ki waja hamara kafi time waste hota ha aor is ky koi khas nuksan nahi han.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

              Assalamu Alaikum dear Forex member aaj ka jo topic Hai vah Punjab Bank per hai Punjab Bank Ek bahut hi famous Bank hai hai jo ki basically Punjab Province uski malkiat Hain yah Pakistan mein takriban Har aik big city mein iski branches available Hain iska Karobar bahut hi Achcha hai hai yah iska ATM one link per hai hai iska staff bahut hi Cooperative aur bahut hi Achcha hai
              Advantage :
              Iske advantage Mein sabse bada advantage yah hai ki aap is ke andar Apna account kholen to Punjab ki jo bhi scheme Aati Hai vah is Bank ke jariye Shuru hoti hai Jaisa ke a wazir azam taxi scheme, nojwan by rozgar scheme etc is bank sy ap punjabi kisi b latest scheme main apply kr skty hain wo b easly aur asani sy is bank k loan intrest boht hi kam hy is k staff boht hi Cooperative hy aur apki achi rahnamai krta hy is bank k ATM b one link per majood hy jo ap pakistan main kahi b baith kr istamal kr skty hain
              Ajkal to mobile applications b launch ho gae hy jis sy ap apny mobile sy apna bank balance check kr skty hain utilities bill pay kr skty hain aur money transfer kr skty hain wo b aik click per. University ki fee pay kr skty hain online tickets purchase kr skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge Punjab Bank aapko bahut sari facilities provide karta hai basically Punjab Bank government of Punjab ke tahat sound Kiya jata hai aur uske tahat hiran Kiya jata hai isiliye aapane dekha hoga ke jyadatar government kam Jo ke government of Punjab ke hote hain vah Punjab Bank ke hi through hote hain uski vajah yah hai kyunki yah unka apna hi Bank hai aur yah ek government-owned Bank hai iske related main aapko kuchh information provide kar deta hun

                Punjab Bank mein agar aap account open karvate Hain to ismein aapko ATM ki facility provide ki jaati hai ab easily iske ATM machine se ATM card ke jariye amount withdrawal karva sakte hain uski limits har account ke hisab Se hoti hai agar aapke pass current account hai to uski limit aur hogi aur agar aap aasan account open karvate hain to uski limit aur hogi isiliye aapke limits aapke bank account par depend karti Hain ki aapka bank account kaun sa hai

                ISI tarah Bank of Punjab ki taraf se aapko lakar facilities we provide ki jaati Hain aap inke banks mein apni amount deposit karva sakte hain aur yah aapke Bank ke a amounts ko safely rakhte Hain agar aap chahte Hain ki aap apni amount Bank mein safety deposit karvayen to uske liye aap Punjab Bank ki facilities hasil kar sakte hain

                iske alava Punjab Bank ki taraf se aapko loan facilities we provide ki jaati Hain aapko apni kuchh basics informations provide karni hoti hai aur agar aap Bank ko apni basics information provide kar dete Hain to fir yah Bank aapko loan facilities we provide karta hai aur yah Bank FIR aap cal loan provide karta hai aur use per interest received karta hai jo k iska source of income hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                  Punjab bank of Pakista ek bohtv acha bank ha is kay bary Main ham tafseelan bat kary gain or is ka faidy or nuqsanat ko dekhy ga to umeed karta ho is saa pko kafi faida ho ga to ham satrt karty han ya ek pakistani bank ha or ya lahore pakistan ma waqia ha ya bank pakistan ki khidmat karta ha or ya bank ek anolquomi bank ki heaseat say kam karta ha or mulk kay ek mumta malyati idaro ma say ek ha jis ma pac ki darja bandi ha or ya bank ek boht acha bank ha

                  Advantages
                  Punjab bank kay boh zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kays sath share kro ga to ha satrt karty han ya ek boht acha bank ha is bank ki security boht ach ha or ya bank apny customers kay sath boht zada compromize karta ha or in ki khyal say abta sun kar un ki problem ko solve karta ha is bank ki security boht achi ha or ya ek boht famous bank ha jis ka pory me ek nam ha or yab bnk islaamic shariyat ko wja say he chlta ha or bhe is bank kay boht say faidy han

                  Nuqsanat
                  is kay boht zada faidy kay sath sath uch nuqsanat bhe han jin am say kuch m apa sab kays ats ahre kro ag to ham satrt karty han is ma hamesha boht zada rash hota ha jis ki wja say koi bhe kam karny ma boht zada masa bnta ha or is bank kay zada koi nusanat dekhny ma samny nahi aty jo share kiye Jain ye bank har lehaz sy achi services provide kar raha hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                    Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss kiya hai jo ke Punjab Bank ke related hai to jaise ke aapko pata hai ki ki Punjab Bank ek kitni famous location hai hai aur iski kafi jyada branch Pakistan mein maujud hai har EK area mein har EK city main aapko uski branch easily mil sakti hai ISI tarah aapko pata hai ki yah kafi jyada advantages hai acchi tarah yah kafi Tera services provide kar raha hai to main aapke sath detail mein is k related share karti hun .

                    Advantages .

                    aap ko pata hai ki Punjab Bank ek poti famous Bank hai ISI tarah ham log isliye ismein aapna account open karwa sakte hain ISI tarah yah hamare liye kafi jyada advantages provide kar raha hai bahut sare log is Bank ke sath kam kar rahe hain aur coffee achcha time spend kar rahe hain is tarah bahut hi trustable platform hai ham log Bina kisi problem ke a isliye apna account mein open karva sakte hain aur iske related kafi jyada advantages hasil kar sakte hain iske sath aap ko pata hai ki har Koi itna ismein account open karwata hai aur Bina kisi problem ke ham log apni amount yahan per submit karva sakte hain aapke amount nahin per bilkul save rahti hai ISI tarah yah hamen ATM ki facilities we provide karte Hain jisse aapko Bank jaane ki jarurat nahin padati aur aap ATM card ke hi Siri apni amount withdrawal Le sakte hain .

                    Disadvantages .

                    Aapko pata hai hai har chij ke advantages ke sath iske kuchh Na Koi disadvantages bhi jarur hote Hain ISI tarah Punjab Bank ke aur to Koi disadvantages nahi hai bus yahi hai ki ham log jab is Bank mein apna account opening ke liye jaate Hain ya FIR transaction ke liye jaate Hain to kafi jyada rashtra hota hai jaise aapka kafi the time vyast ho jata hai Rush ki vajah se time waste ho jata hai otherwise aur uske Koi disadvantages nahin yah bahut hi best aur trustable platform hai .
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                      Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic Punjab Bank se related Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain Punjab Bank Humse bahut sari facility provide kataya basically Punjab government of bank Punjab ke tahat sound Kiya jata hai aur uske daddy itne apni bahut sari facility provide kar raha hai yah government ke kam Jo ke government of Punjab ke hote hain vahan Punjab ke through hote hain aur uski vajah se Kyon kiye Bank government ki on Mein bank se related mein hai aur Punjab Bank mein agar aap apna account open Karvate Hain To is main aapko ATM ki facility provide ki jaati hai aur Iske alava aapko ATM machine se ATM card ke jarie amount withdrawal karwa sakte hain aur Sikho limit her account ke hisab se hi hoti hai Agar aapke pass current account hai to use ki limit aur Hogi aur Agar aapke pass Aasan account hai to uski limit Koi Aur Hogi aur isliye aapko limit ke liye bank account par depend karte hain aap bank account se apni permission Hasil kar sakte hain ISI Tarah Punjab Bank ki taraf se aapko bahut sari facility provide ki Jaati Hain aap loan Le sakte hain account mein deposit karwa sach Aate Hain aur aapko Ek Achcha se fully secure Bank from hai aur aap is per Logon ki Sula bhi Hasil kar sakte hain aur safety deposit Bhi Karva sakte hain aur uske alava Punjab Bank se ki facility Hasil kar sakte hain Punjab Bank ki taraf se aapko Logon ki facility for white ki jaati hai aur aapko Kuchh basic information provide ki jaati hai aur aap bank account mein basic information Dete Hain aur aapka loan facility ho jata hai aur FIR Punjab Bank mein aapko aap gadi bhi le sakte hain car loan bhi le sakte hain Koi insurance policy we provide ki Jaati Hai Punjab Bank Pakistan mein bahut jyada famous Bank hai aur is mein bahut jyada person Kiya Jata Hai Punjab Bank main aapko secure Hath Le Hath se Kyon TV provide ki Jaati Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                        introduction..

                        Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge share Kiya Hai the bank of Punjab per aur aap aapane ki informative topic discuss Kiya Hai dear member the Jab Ham Apna account open Karvate Hain the bank of Punjab Mein To Hamen bahut hi process to complete kar ke upar kar sakte hain Jab Ham Bank of Punjab Mein Apna account open Karvate Hain To Hamen bahut se facilities provide ki Jaati Hai aur ham aasani se is Bank Mein Apna account open Karva sakte hain Bank Punjab mein bahut hi Achcha largest bank hai bahut hi famous Bank hai is Bank ki 587 Se Jyada branches hai aur yah Bank bhi 1992 Mein kam Kiya Gaya...

                        Dear member the bank of Punjab ke Kuchh advantage or disadvantage video mein share karta hun...


                        ADVANTAGES..

                        Do you remember the bank of Punjab ke bahut se fayde Hain Jin Mein Kuchh main aapke sath karunga vah Mein Aur Bhi bahut se bank hain lekin Divyanka Punjabi best Bank hai jo bahut acche se apni fish masala Anjam de raha hai Hamen ismein aasani Se Apna account open Karva sakte hain yah Bank Bhi Apne a different facilities provide kar raha hai Jab Ham is bank main account open Karvate Hain To Hamen checkbook aur ATM card ki facility provide ki jaati hai jisse isliye Ham use Karke Apne account withdrawal karwa sakte hain..

                        DISADVANTAGES..

                        Dear members Jab Kisi chij ke fayde hote hain to Uske Kuchh nuksan Bhi hote hain but Divyanka Punjab ke Koi disadvantage Nahin Hai Kyunki jach bahut Thi Achcha Bank hai jo Apne bahut Sar exam de raha hai Ab To Ham Ghar Baithe Apne bossy transactions complete kar sakte hain mobile account Kesariya ki
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                          Assalam O Alikum dosto mainy to kaii baar BOP par review diya hy lekin dosto ye review Bhi BOP yani k Bank of Punjab par mabni hy, to main aapko bata doon k ye Bank 1989 main Lahore main shuro huwa for the first time aur is waqt ismy poory Pakistan main taqreban 587 tak k branches hain jo aapko sirf main businesses cities main milega aur aap isky services waha sy le sakty ho, ismy sath main ye B bata doon k is k total branches main taqreban 6000+ k employees kaam kar rahy jo buhat duty full aur hard working hoty hain, dosto BOP apny emplyees ka buaht lhyal ralty hain aur achi khaasi salary dety hain aur full merit sy Employees ko sleect karty hain.

                          Services:
                          Dosto Bank Of Punjab apki jo services dety hain us main shamil hain,
                          Medical Treatment Abroad,
                          Study Abroad,

                          E statememt Service,
                          Trade service,
                          Treasure & FI service,
                          Gas Bill service,
                          Bijli Bill payement Service,
                          Water,Bill Service,
                          Internet aur Telephone bill payment Service,
                          Locker service,
                          Clearing/collection service.

                          Faidy:
                          Dosto iska faida un logo ko hota hy k yaa to vo is bank k qateeb hota hy yaa un ka poory Pakistan k main cities main Business network phela huwa ho.
                          Doosra Faida iska Punjab k logo ki Hy jo unka apny province yani k poory punjab main iska setvice available hy.
                          BoP apny customers ko Utility Bills har qism k jama karny ki sahoolat dety hain.
                          Ye apny users ko safe locker ke sahiolat dety hain jis ka sirf owner ko aur bank waly ko access hota hy.
                          Iska aik faida ye B hy k ye aapk oStudy abroad ya Treatment abroad kservices dety hain jis k liye alag term and condition aapko follow karny party hain


                          Nuqsanat:
                          Dosto iska sab sy barra nuqsan ye hy k isky branches tadaad mian buhat kam hy, aur apako sirf barry yaa main cities mian milega aur agar aap isky services use karna chahty ho to apaki buhat door jaana parr sakta hy.
                          Doosra nuqsan iska ye hy k isky services limited hoty hain as compared to main banking serviced jo Pakistan Main kaam kar rahay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                            Introduction
                            Assalamu alaikum dear Forex friends ajka hmara topic Punjab bank k Bary me ha.punjab bank Pakistan me BHT ziada cities me phela hva ha or Pakistan me isky BHT sy customers mojod Han Jo k is bank me apna ACCOUNT open kr k is bank ki facilities sy faida utha rhy han.is bank ko 1994 me Ak retail bank ka name b DEA gya yeh Pakistan k commercial banks me sy 7th num py ata ha iski pory mulk me 615 branches Han or Punjab bank k credit rate PACRA k according hoty Han yeh Pakistan k sath sath international level py b BHT ziada famous ho chuka ha aj me apko isky kch advantages or disadvantages btaonga..
                            ADVANTAGES
                            1) Punjab bank ka SB Sy bra faida yeh ha k iski branches pory mulk k hr choty Bry cities me mojod Han jin k zrye koi b customer apna ACCOUnt is bank me easily open krwa skta ha or koi b ACCOUnt sy related problem ho to usy bank me ja k solve krwa skta ha.
                            2)Punjab bank hmy loan ki facility b provide krta ha jis k zrye hum apna business open kr skty Han or rozgar kma skty Han.
                            3)Punjab bank hny debit or credit card ki facility b provide krta ha.
                            4)Punjab bank hmy ATM card ki saholat b frahm krta ha Jisky zrye hum ksi b wkt apny ACCOUNT sy transaction krskty Han ya ksi dosry ACCOUnt me pesy transfer ya receive krskty Han.
                            5)Punjab bank ki BHT ziada branches hny ki wjah sy BHT sy log is me Kam KR rhy Han istrha yeh bank unky rozgar ka zrya b bna hva ha.
                            6)Punjab bank hmy online account open krny ki facility b frahm krta ha.
                            7)Punjab bank apni currency k sath sath foreign deposit ki shkl me b facility provide krta ha.
                            8)Punjab bank hmy ATM card gum hny ki sorat me biometric treky sy b transaction ki saholat frahm krta ha.
                            9)Punjab bank apni customers ko digital treky sy b apni payment hasil krny ki facility provide krta ha

                            DISADVANTAGES
                            1)Punjab bank ka SB sy bra disadvantage yeh ha k Inka staff itna cooperate nhi ha or online b BHT ziada customer hny ki wjah sy inka system BHT slow hojata ha.
                            2)Punjab bank private job walo ki nisbat govt job walo ko ziada acha load deta ha.
                            3)Punjab bank k ATM card ko AGR ksi or bank k ATM card transaction k lye use Kia Jaye to ispy charges lgty Han.
                            4)Punjab bank ki ATM machine sometimes ATM card b capture krdeti ha jiski wjah sy kafi tklef uthani prti ha or hmy apni transaction ko continue rkhny k lye biometric method use krna prta ha jis sy charges pay krny prty Han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review Bank of Punjab per mubni hai

                              Assalamu Alaikum doston Mera Aaj Karya viewbank Punjab se related Hai Bank of Punjab se Hamen loan bahut aasani Se Mil Jata Hai advance Nahin karte hain vah karte hain Bank of Punjab Pakistan ka bahut Achcha Bank hai ise Bank mein bahut sari facilities ko provide Kiya Jata Hai Bank of Punjab Pakistan ko internet Bank of opens Abba Pakistani gobble that a banker hey is it Bank come and behold asada facilities ago provider the Kia Kiya jata hai call Joe today Jay Mukt Laika banking service provider Karta Hai aapane customer ko apni currency ke andar aur aur advance ki Shakal Mein Chahe vah Ho industry ho ya yah sakte ho help karta hai fast Punjab Bank ki ek Company hai jo ke 1992 Mein ka Kayamat ki Gai aur Punjab service PTV ke andar ko manager Kiya ja raha hai aajkal Bank aap Punjab ke aur unhone 16 April 2020 Mein government of Punjab new ne kiya hai aur bad Mein aaun ke

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X