Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain
    Forex trading mai currency pairs bhi hain, aur commodities ki bhi trading hoti hai. Issi tarah bohat ziada companies kay shares aur stocks bhi trading kay liye available hotay hain aur wohi pay trading market mai crypto currencies bhi available hain. Maira aap say sawaal hai kay aap apni trading kay liye kisay prefer kertay hain. Aur jab aap commodities ko select kertay hain to kia souch kay select kertay hain? Kia aap kay saamnay acha profit hota hai ya apnay business ko long term mai chalanay ki planning hoti hai? Iss thread ko parh kay jawaab dain aur achay jawaab dain takay new members aur traders ko bhi apna plan bananay mai aur apni business approach bananay mai asaani ho. Forum pay aik dusray ko guide kerna aur information experience kay saath faida pohanchana bhi focus mai rakhna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

    dear friend forex trading mn agr ap k pass achha trading experience aur achha account ballance ho to ap commodities mn trading kr k achha profit hasil kr sktay hn lekin meray khial mn forex trading mn new join krnay walon ko chayay k woh commodities ki bjaye crruncies k pairs mn trading kren ta k unka account ballance bhi safe rhay sur achha profit bhi hasil kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

      Dear friend forex trading men single pairs ya commodities bahut ziyada risky pairs hen inn men unexpected movement hoti hey iss liay account jaldi wash ho jata hey iss liay koshish karen k risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur gbpusd aur usdzar aur eurusd bahut achay currency pairs hen inn men achi trading kar k acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

        Assalamu Alaikum dear forex friends. Ager hamary pass buht acha account balance hy or hamain trding main buht acha experience hy ya ham buht achy trader hain to hamain chahiye k ham commodity pairs per trade lgain werna currency pairs per hi trade lgain is sy ham profit bhi earn ker skty hain or hamara account balance bhi safe rahta hy. Commodity pairs per trading kerny k liye buht acha knowledge,learnings or experience ka hona buht zrori hita hy tabhi profit possible hy werna loss ka samna kerna pady ga.
        • #5 Collapse

          Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

          Gee haan forex mein aap ko currency ka pair mein Kam bonas par bi trada lga saktay hai agar humra pass tajrba ho ga tu hum uss say bi achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar humra pass tajrba nahi ho ga tu hum ko us currcny ka pair mein bi loss ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

            courny pair par kam karna ba nisbat comodities ka assan ha lakin is ka ye hargiz matlb nhe ka trading ap ka lye assan ho gai ha kun ka pocha ye gaya ha ka in main sa kon se chez par kam karen to main to yehe ka ga ka courncy pair par kam karna theak ha kun ka 1 to in ka spread kam ha dosra ye sutiabhe bhe hoti ha lakin comodites bary bary acount ko wash kar deti han islye kam profit hota ha koi bat nai lakin lalich main a kar apna acount wash na karen
            • #7 Collapse

              Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

              forex main comodities ka bhe bhut ahim kiradar hota ha lakin ye hamari range sa bahar hoti han kun ka hamary pass itna bary acount nhe hoty to in pa risk leny sa behtar ha ham log courncy pair par trade kiya karen is sa hamari trading safe bhe ho gi or hamen acha profit bhe milta rahy ga
              • #8 Collapse

                Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

                Dear mate Jab Ap New Traders Hu toh aap ko Cahye kay Serf Currency per He Trade Kiya karein jab tak aap Pro Trader nahi ban Jaty hain ap ko Kabi beCommodities per Trade nahi lgaan Chaye Ku kay Commodities per Trade karna Bhoat Mushkil or Risky he Is Liy aap ko Inn per Trade karny kay Liy Experience Be Bhoat Zada Chaye Jo kay aap ko Bhoat Zada time Market main Dyny kay Bad He Hasil ho sakta hai iss liy aap ko chaye kay Ap Sab Say pely Currencey pair per He Trade kiya karein or Us kay bad He Market main Commodities per Trade karein or Iss kay Liy aap ko Account main Balance be bhoat Zada Chaye ho ga iss kay bad He Aap Market ko Achay Say trade kar sakty hain .
                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

                  agar ap forex trading main beginning level par hain yani ap new comer hain to ap ko sab se pehlay to apna forex experience gain krna chahiay us k bat initially sirf or sirf curruncies ko he trade k liay use krain kyoun k beginning level par ap kpas itna experience nahi
                  hota k ap commodities jaisi mushkil trades krain is main jahan profit ratio high hoti hai waha pr loss ratio bhi zyada hoti hai.koshish krain k apna forex experience gain krian jab ap curruncies main succesfully trade krnay k qabil ho jaein gain to us k bat ap commodities
                  pr bhi trading kr saktay hain lakin us k liay apko apni apna forex experience high krnay ki zururat hogi.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pairs ya commodities,, aap kia prefer kertay hain

                    Ge dear pyary forexer Bohat Acha sawal Kia maloomat SE Bhar pur. Forex ki trading mein traders 2no tijarat ko ahmiat dety hai currency pairs ki be or commodity pairs ki be lekin es ma ham commodity pair ko zada dehan mein Rakh Ker trade krty hai profit ko zehan mein Rakh Ker or long term trading ke liye apnay account ko bharhanay ke Lia commodity pairs per standard lot ki madad se Acha profit earn Kerty hai or apni equity ko bharhana unki sab SE main hikmat e amli Hoti hai jis SE account zada SE zada secure hosaky zada profit ke sath ta ke profit ko withdraw be Ker saken or usi profit ke zariye equity ko be bharha saken. Lekin currency pairs ki trading mozu Hoti hai initial traders Keliye ager wo starting mein hi Bohat zada risk lety hai commodity pairs per to unka account wash Hota Jo ke unki mehnat ko zaya krdeta hai. Esi liye ma yehi Kahi GA ke 2no ki trading ki account is hisaab say karey lekin commodities ki jb kareygy to usma apki Kam wakt mein zada munafa mil skta hai.
                    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X