Ye review Medicines k business par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Medicines k business par mabni hy
    Assalam O Alikum dosto jesa k aap sab ko pata hy k aajkal k zamany main chonky abadi buhat zyada barr gayee hy aur din ba din barti jaa rahi hy to har banda pehly to Govt job k chakkar main hota tha lekin aajkal har banda chahta hy k aim acha aur well settled business ho. Taaky mustaqbil acha ho jaye hamara B aur hamary aany waly nasloon ka B.
    To Dosto isliye har banda aik achy aur start sy he run hony waly business k chakkar main hota hy. To dosto mai napko batata chaloon k business koi B ho bs aik achy aur mukhlis insan ka hona buhat zaroori hy aur product koi B ho chahy vo aik qism ka product ho aur wholesale ho yaa retail ka busienss ho to dosto main apko batata chaloon k aaj k zamany main aksar loug medicines k field main aana chahty hain aur aagy jaakar business barrana chaahta hy. To main aapko medicines k baary main likna chahta hoon k kis tarah ye business start karogy aur kesy is kocpromote karogy aur konsa business hona chahiye retail yaa wholesale.

    Wholesale Business:
    Dosto agar aap medicines ka wholesale business shuro karna chaahty hain to ismain ap pir 3 qism k business kar sakty hain.
    1) Single product promotion,
    2) Comapny franchise,
    3) Wholesale Chemist/Druggist.

    Dosto agar aap single product yar specific 1, 2 yaa 3 qism k product leba chaahty hain aik company sy to vo apko manufacturer k saath deal karna parta hy aur apko us product k liye yakmusht security jama karna parta hy, aur company k sath ye agreement hota hy k ye product market main mery ilawa kisi aur ko nahi mila chahiye aur comapny is baat ke paaband hogi k vo products kisi aur ko nahi milengy, aksar ye deal local companies k sath hota hy jisy pir medical representatives k zaeiye promote kiya jaata hy. Kuch commission unko hard work k liye diya jaata hy aur kuch doctora ko product ke sale barany k liye diya jaata hy.

    2) company franchise ka wcene aisa hota hy k aksar aap kisi multinational company k sath deal karty hai naur millions investment karty hai njis k baar company apko aik trade name aur licences k base parcapjo franchise deta hy jis main aap us comapny k saary products ke supply karty rehty haon thorughout market, ismain apko salesmen yaa doctor ko payment ke zaroorat nahi parti aur aap apny order bookers market main bejty hain jo orders collect kar k agly din supply kiya jaata hy.

    3) 3rd option pir wholesale ka hota hy jis main loug aisa karty hain k har qism k products rakhty hain chaahy vo local ho yaa international, bs jis B item ke marekt main yaa local logo ko zaroorat ho wahi products wholesale ratecpar aam public ko provide karty hain. Aur ismain kisi qism k koi agreement aur pabandi nahi hoti bs apko sirf license aur HRA k rules regulations follow karny parrty hain.

    Rules/Regulations for Medicines Business:
    Dosto jesa k aap sab ko pata hy k Pakistab main zyadaxkoi rules regulations to follow nahi kartylekin main apko ye batata chaloon k apko HRA k rules regulations follow karny party hain, Q k medices life saving field hy aur ismain har koi business nahi kar sakta isky liye baqaida rules aur authority hoti hy jo apko time to time monitor karta hy aur medicinea k business k sath wabasta logo k ooper check and balance ralta hy aur aksar khilaf warzi karny waloo ka business B seal kiya jata hy aur baari jurmana B lagta hy.
    Rules to follow,
    1)Apky Pass Pharmacy ka license hona chahiye,
    2) safayee ka khaas intizam ho inside pharmacy,
    3) qualified hona zaroori hy,
    4) license ke har saal renewel zarooei hota hy,
    5) Pharmacy suraj ke rays sy safe ho,
    6) medicies ke expiry date time to time check kiya jaye,
    7) baghair peescription kisi ko medices na diye jaye,
    8) inside pharmacy temprature under 30⁰ C hona chahiye.
    9) Agar Wholesale ya franchise ho to trademark registration lazmi hy.
    10) vaccination k liye freezer ka hona zaroori hy.

    Faidy:
    Dosto medicines k business k sab sy barra faida ye hy k ye aik muqaddas aur life saving business hy aur ismain bujat barkat hota hy,
    2) medicies k business main income buhat zyada hota hy agar aap local comapniyon k products sale out krty hain to apko margin zyada milta hy.
    3) ye aik paak saaf aur izzat wala rozgar hy.
    4) medicies chonky aaj k zamany main har bandy ke zaroorat hy to ye aik start sy run hony wala business hy.
    5) ismain aap whole sale yaa franchise lety hain to company apko promotions k liye packages dety hain.

    Nuqsaanat:
    Dosto medicines k business mai naisa koi nuqsana hota nahi k jis k base par ye business na shuro kiya jaye, lekin kuch possible nuqsanat ye hain,
    1) Expiry jo na return ho sakti ho aur na sale ho saky,
    2) khilaf warzi par jo fines lagyy hain,
    3) agar apky pass license na ho to apko har saal license renewel k liye license holder ko fee dena parta hy.
    4) apko agar khud samaj nahi to aap workers ko rakty hain jisy slaary pay karna parta hy.
    Isky ilawa aisa koi nuqsaan nahi Q k medices aik high margin aur zyada profit wala business hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

    Salam dear members ap n hmry sath bahut acha review share kia jo k medicines k business pr mabni hai
    Medical store p hr kism ki dawai apko ak e chat k neechy mil janti hyn
    Apko aksar yahan p beauty products b mil jaty hyn
    Is business k bahut saary faidy hyn r kuch nuqsanat b hyn jo k mn apko batati hun

    Advantages

    Yahan Apko sb dawaiayaan ak e chat k neechy mil Jaya krti hyn
    Izzat wala rozgaar hai
    Yahan km krna easy hai
    Yahan ap apni help k liye workers rkh skty hyn
    Is man apko bahut sara munafa mil skta hai
    Yahan agr ap companies ki promotion krty hyb tw apko bahut faida hoskta h
    Yeh sara saal chalny wala business hai
    Medicines Hr ksi ki zrurt hoti hyn isi liye yeh hr wkt chalny wla business hai

    Disadvantages

    Akasar medical store p bahut rush hota h
    Yahan apko safai ka bahut khyal rakhna prhta hAi
    expire medicine zaya hojati hyn
    Apko license lyna prhta h r usko hr saal renew krana prhta hai jis p kafi kharcha hoskta hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

      Medicine ke business-related aapane bahut hi detailed review Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab aap medicine ka business start karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur aap consistently Ek Achcha profit Hasil kar rahe hote hain lekin dear jab aap medicine ke business start Karte Hain To isase pahle aapko medicine business se related iska licence Hasil karna chahie aur uske sath sthiti complete learning Hasil karne chahie Kyunki Pakistan ke mostly general public directly e Medical Store se hi Apna treatment Karvate Hain Agar aapke pass is related proper experience Nahin Hota To aap ke liye difficulties ho sakti hain aur aap kis sale mein bahut jyada difference a sakta hai.

      dear jab aap medicine ka business karna chahte hain to ismein aapke liye perfect location available honi chahie aur aapke pass Ek handsome investment bhi honi chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aap ek accha business nahin kar sakte Kyunki yah Kaisa business hai jismein aapke liye bahut jyada investment required hoti hai aur uske sath aapke pass medicine se related per effect analysis aur experience Hona chahie otherwise aap successful Businessman Nahin Ban Sakte aur aap apni maximum advantages Hasil nahin kar sakte.

      Faidy :

      Deer iske bahut jyada advantages ho sakte hain ismein aapki daily income bahut jyada ho sakti hai isliye aap Agar yah properly business start Karte Hain To usmein aap ko maximum advantages mil sakte hain aap without any hesitation yah business start kar sakte hain lekin Agar aapke pass se related experience Nahin Hai To aapko yah business nahin karna chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

        Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic medicine ke business-related hai
        Medicine ka business Ek bahut hi Jabardast Vishnu Se Jaise Ki Har Koi Chahta Hai government job ke bare mein lekin vah possible Nahin Hota To Kuchh log Agar business karna chahte hain acchi income Hasil karna chahte tune medicines ke business per jarurat aur jodne chahie medicine ka business Ek bahut hi accha business is main aapko wholesale business bhi hota hai aur aap apni shop bhi bana sakte hain jaise ke wholesale ke yah single product promotion ki Jaati Hai company furniture honi chahie wholesale chemist druggist Hona chahie doston agar aap single product Kiya Ja specific Ek Do Ya Kisi Ke Samne Kisi Ki Sabji product Lena Chahte Hain To aap a company ko vah manufacture ke sath deal karna padta hai aur aur aapko use product ke liye security Jama karna padta hai aur aapko company ke sath hi agreement hota hai ki yah product market Mein Mere alava kisi ko bhi nahin Milana chahie aur company is Baat se per band Hogi vah product Kisi Aur Ko Nahin Milega Aksar Yaad in local companies ke hisab Hota Hai Jis per medicine representative Kesariya promo Kiya Jata Hai Kuchh Commission on hard work ke liye Diya jata hai aur kuchh doctor aur product aap Chahte Hain Ki Ek company Seva manufactured ke shadi karna padta hai aur yah Hota Hai Ki Jaise Ki Aap Ko Kisi Ek chij ki dealing karni hai to aap uske sath agreement Karenge Kahiye product yah medicine just aapko hi Ishu ki Jaaye aur aap Uske company ke represented Kesari aapko Pramod Kiya Jata Hai Kuchh Commission unke hard worker ko di Jaati Hai Koi doctor code ghus Salman ke bare mein bhi aapko Di jaati hai aur Iske Kuchh rules and regulations hote hain medicine business ke dost jaise ki aap Sabko pata hai ki Pakistan mein jyada rules and regulations ko follow nahin kiya Jata lekin aapko yah Pata Hona chahie ke rules and regulation follow Karne padte hain Kyunki medicine life-saving feel Hai ismein ham har Koi business nahin kar sakta isliye usko authority hai ki aapko time mein time to time monitor karta hai aur Medak essence ke business ke sath vyavastha log Ke Logon ke upar check Karen balance bhi Rakha jata hai aur class ka Vardi Karne Walon Ko business ko seal kar diya jata hai aapke pass for Mrs ka licence Hona chahie safely ke liye Khaas intezaam Hona chahie qualification Hona jaruri hai licence Har Sal renew karwana zaroori hai pharmacy medicines ki expiry date ko time to time check kiya jaaye bagair prescription Kisi bhi medicine Na DJ Agar wholesale ya franchise ho to Trademark registration ki jail mein chahie ke liye freezer Hona chahie vaccinations ke liye business ke fayde bhi bahut hi medicine ki Businessman kam bahut jyada acchi hoti hai aur local company ke product sale out karte hue aapko margin Jyada Milta Hai Ya Ek Pak saaf Ek Izzat wala Rojgar Hai yah official hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

          assalamu alaikum aj ka review bahot he zaroori hai q k madicin ka business bahut hi jyada zaroori hai .ajkal bahot syasa business kar rahy hm kuch doctor hai kuch hakeeem hn kuch asy he store oppen kar liaaa..bs dunyaa hai chal rahii hai..lkn ajkal asaa business bahot zida aaam ho chuuka hai k ajkal madicin bahot hr ziada zaroori hai... doctor ka business ik acha business hai jis ki hr kisi ko zarooraat hoti haii jis sy loog theek ho jaaty hn aur eo apni bimaaroon ko thk kar dety hn.ye profession bahot izaat wala hai aur is mrin baahot ziada paisa bhi hai.paisa to forex me bhi hai lkn doctor hona izaat hai.. business zaroori hai wo jo bhi ho lkn agr doctor wala business ho madicin wala business ho eo important hi aur izat wala hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

            assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge no doubt apne bahut hi acchi information hamare sath share ki hai medicine business ke bare mein medicine business duniya ke top business mein se ek business hai jismein aapko bahut achcha profit milta hai aur iske profits bahut jyada acche Hain kyunki jisne bhi medicine purchase karni hai usne last me medicine per change karni hai kyunki agar vah Koi chij Na khae to chal sakta hai lekin han karva medicine regular nahin lega to vah kabhi bhi jinda nahin rah sakta hai ISI vajah se medicine ka business Pakistan mein nahin balki Puri duniya mein sabse 70 profitable business hai jismein aapko bahut jyada profit hota hai iske related main aapko kuchh information provide kar deta hun ki medical business ki kya kya characteristics hai iske advantages kya hai aur uske disadvantages kya hai

            CHARACTERISTICS OF MEDICINE BUSINESS;

            medicine business ki bahut sari characteristics item ke Pakistan mein medical usko bahut jyada importance hasil hai aur Pakistan mein bahut jyada medical stores maujud hai un mein se kuchh ki detail main aapko provide kar deta hun

            PROFITABLE BUSINESS :

            Pakistan mein medicine ka business bahut 70 achcha aur profitable business hai uski vajah yah hai ki Pakistan mein patient ki tarah bahut jyada hai hamare pass itni acchi facilities nahin hai food ki ke Ham vah istemal kar sake hamara food level bahut hi lo hone ki vajah se bahut sare log aise Hain Jo jyadatar bimar Ho jaate Hain aur unko medicine purchase karni padati hai jo ke medicine business ke liye bahut jyada profitable hai

            FIXED PRICE :

            medicine business mein agar aap kam karte Hain to ismein aap ko kisi ke some ke koi bhi discount nahin diya jata aapko full price per karni hoti hai jo ki kafi profitable hai aur valuable hai kyunki jyadatar medical store per aap ko kisi ke some ka koi bhi discount nahin diya jata aapko just fixed price Deni hoti hai

            NO BARGAINING :

            medical business main aapko kisi ke some ki koi bhi bar gana nahin karni padati kyunki aap ki price bilkul fix hota hai aur agar aap forex trading mein medical business mein bargaining nahin kar sakte ISI vajah se aapko yahan per bargang nahin karni hoti balki aapko fix price mil jaati hai aur aapko acchi profit Mil jata hai aap ko kisi se kisi kishan ki koi bhi bargaining karne ki jarurat nahin hai

            NO COMPETITION :

            medical business mein competition jyada nahin hota hai kyunki aap ko ek hi brands ki product sale karni hoti hai ek hi friend ki medicine send karni hoti hai to Jo sala hote hain unmen se jyada competition nahin hota hua apne fixed-price per hi apni e medicine sale karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

              Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review medicine ke business per hai medicine ka business bahut achcha business hai iske sath aapka vah life ka ka plumber hota Hai Jab aap medicine ka business start karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur aap consistently Ek Achcha profit Hasil kar rahe hote hain lekin dear jab aap medicine ke business start Karte Hain To isase pahle aapko medicine business se related iska licence Hasil karna chahie aur uske sath sthiti complete learning Hasil karne chahie Kyunki Pakistan ke mostly general public directly e Medical Store se hi Apna treatment Karvate Hain Agar aapke pass is related proper experience Nahin Hota To aap ke liye difficulties ho sakti hain aur aap kis sale mein bahut jyada difference a sakta hai dear jab aap medicine ka business karna chahte hain to ismein aapke liye perfect location available honi chahie aur aapke pass Ek handsome investment bhi honi chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aap ek accha business nahin kar sakte Kyunki yah Kaisa business hai jismein aapke liye bahut jyada investment required hoti hai aur uske sath aapke pass medicine se related per effect analysis aur experience Hona chahie otherwise aap successful Businessman Nahin Ban Sakte aur aap apni maximum advantages Hasil nahin kar sakte Deer iske bahut jyada advantages ho sakte hain ismein aapki daily income bahut jyada ho sakti hai isliye aap Agar yah properly business start Karte Hain To usmein aap ko maximum advantages mil sakte hain aap without any hesitation yah business start kar sakte hain lekin Agar aapke pass se related experience Nahin Hai To aapko yah business nahin karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                yah review medicine ke business per mubni hai
                assalam walekum doston pakistan ke andar agar aap apna medical ka store banana chahte hain to uske liye aapke pass licence hona bahut jyada jaruri hai aur licence hasil karne ke liye aap ki required qualification hona bhi bahut jyada jaruri hai
                licence lene ke liye required qualification d'pharmacy hai agar aapane d pharmacy ka exam pass kiya hua hai to fir aap ko licence mil sakta hai aur uske bad aap apna ek medical store bana sakte hain medical store banane ke liye aapko licence rent per bhi mil jata hai jisse already kisi ke pass licence ho aur vah kud ya business na kar raha ho ek licence ke upar ek hi medical store banaya ja sakta hai ya fir use medical store ki branches banai ja sakti hain different name se medical stores nahin banae ja sakte
                medical store banane ke bahut sare fayde hain aur is business ke kuchh nuksan bhi hain


                advantages


                medical store ka business ek aisa business hai jismein kabhi bhi recession nahin aata log hamesha medicine lete hi rahte hain kisi na kisi bimari ki
                medical store ke business mein aap kisi company ki agar medical medicine sale karte hain to vah aapko profit ke sath sath uska commission bhi dete hain medical company different promotions nikalti rahti hai jismein agar aap ek particular quantity ke andar medicine purchase karen to aapko spacific quantity usi medicine ki free milati hai jisse aap aage bech bhi sakte hain is tarah aap ke profit mein majid izafa hota hai
                medical store ke business ke liye aapki apni thodi si investment hoti hai baki investment medicine company aapko rent loan ki shakal mein yah credit supply ki shakal mein de deti hain
                agar aap isi medicine company ki bahut jyada medicine sale karte hain to vah aapko gift aapke office ka furniture aur dusre gifts even gadi vagaira bhi gift kar dete hain


                Disadvantages
                medical store ke business mein drug regulatory authority ka bahut jyada control hota hai aur vah bar bar aakar aapka medical store check karte hain aur agar koi medicine expire ho to aapka medical store sell bhi ho sakta hai medicine ke business mein risk hota hai ki agar koi medicine sahi quality ki nahin hai aur usse kisi e patient ko nuksan pahunchta hai to aapke liye bhi nuksan ka bachpan sakta hai
                medicines ki expiry date hoti hai aur kuchh uske bad vah expire ho jaati hai jiski vajah se aapko loss hota hai
                in advantage or disadvantage iski base per dekha jaaye to overall medicine ka business bahut hi accha business hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                  medicines ka buisness bht hi acha hota hy ayenge aurapni hold and advance marketplace in a word ke mutabik nahin karenge aap kabhi bhi kamyabnahin ho sakte marketplace digest aapko marketplace ki as a cautiousness Consequence state of act ko batateHain ki aaya iske horrendous block pe forward focal point envoy milte hain complete and sellingkarty hun q pleasing jub him status and fostering thorough cluster delegate ko estimation karty hain tu marketplace principalbari tadad mn buyr or dealers in hoty hain jis ki wjah se marketplace kafi lambaste mhoti hai es liye hmain achi discourse on and ballyhoo ka moka mil jata hai apni marketplace ko achitrha se smjh kar come into possession of and appreciation karni chahye marketplace crafty apkos upport or resistanceboht se leel sara criticize arch milty rahty hail aap marketplace ke accordingapni change positive kar sakte hain ussent fit tiny longer karne Mujhkoaap samajh Lekar reach and paroxysm Mein reckless marksheet ki agar aap pe lagayenge to itneaapko nuksan Hoga Ki Nahin pahle baat ki agar Over Bhi aap Keval marketplace changelagaenge to iska matlab hai aapko nuksan ho sakta hai unke Ek marketplace rash HuiEk Jagah consistent withghi accessmarketplace mai l sakta hain converging usual hamari bohot madad karti hai technicalevaluation spoil kiun ka ornament critique krna ka lia huma marketplace ki have a surface at karnaparti hai or high amidst is sy accha kama sakta hain is lia huma forthright evaluationmai kam karna chaya or bahtreen substitute genuine karni chaya jis sy exhibit of disturbance
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                    INTRODUCTION......
                    Asslam o Alaikum Dosto aj ka ya Review buht hi acha Medicn k Karobar par Mabni review hain as krobar k bary yaqeenan ap sub log janty hain k ya kesa hy or kis tra as main loss profit hota hain as ki zurart kab kis ko krn halt main mosam main phrtii hain as krobar ki advantages katna hain har krobar k apny fiday hoty hain kuch krobar buht zyda straggle wala buht bhri invest wala jab k buht zyda logo k kam say Chalny wala hota hain Jab k kuch krobar buht kam lago say aik bandy say bhi chal skta hain Jab k Madical store ka krobar aik asa ideal krobar hain jass main investment bhi apni marzi k sth kr skty hain or as main bandy bhi apni k sth laga skty hain lkn as krobar k kia fiday nuksan hain jo main ap dosto say share krta hn.......

                    ADVANTAGES....
                    Medical store wala krobar mry lihaz say sub say best ideal buht hi Kamal daily base pay passy kamny wala krobar hain jass main ap log 24 ganty services day jr din rat bhi passy kama skty hain as krobar main ap ko jatna marzii bandy rakh kr kam. Krva skty hain ya kud akly kary as main hardworking ni hoti medicn ka experience hona zurarii hy har mosam main din rat passy kamny wala buht hi acha krobar hain jass main ap ko buht munafa hasil ho skta hy as krobar ko jatna zyda increase krty jao hota jata hy lkn jatna decrease kro ga uthna hi ya decrease hoga medcin har inshan ki zurart hy as lay ya krobar daily base pay passy kamny wala kam hy.........

                    DISADVANTAGES.....

                    As krobar main proper daily base pay din rat time dena zurarii hy kesii k itbar pay ya kam nii chora ja skta as main license hona zurarii hy jo har sall dubra renwa krvna bhi zurarii hota hy as main ap ki medcin expire hony pay ap ko nuksan hota hain as main
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                      G dear ap na acha topic share keya hay aj kal jo business profit wala hain un main aik medicine ka hay agar ap medicine ka business shoro kr rahay hain tu apko chahay ap phaly eski complete knowledge hasil krain jitna zeyada ap knowledge hasil krain gey ya apko otna zeyada fahda da ga, es business k beshumar fahday hain aur apko main kuch informtion share kr raha hon es baray main&nbsp;</span></font><span style="color: rgb(51, 51, 51); white-space: normal; background-color: rgb(250, 250, 250);">medicine business bhot tarha k hota hain enmain ya tu ap single person product banatay hain aur usko promote krtay hain aur un kelay apko kafi doctors k pass jana parta hay aur apni&nbsp;</span><span style="background-color: rgb(250, 250, 250);"><font color="#333333"><span style="white-space: normal;">medicine k advantages batanay partay hain aur doctors hazrat tasdeek k baad apki product ko approve kr k agay patient ko suggest krtay hain.<br><br>Advantages&nbsp;: Ya business kafi proftable hay dosra logon ki zindgyan bachata hay naaki wala business hay saaf suthra soted boted work hay ap na bus apnay product ki advertisment krni hoti hay agar apki banai howi&nbsp;</span></font></span><span style="color: rgb(51, 51, 51); white-space: normal; background-color: rgb(250, 250, 250);">medicine aik number hay aur us sa logon ko fahda hasil ho raha hay tu ya apkelay best hay qk log usi product ko khrdtay hain jin sa unko fahda hota hay aur apki sale zeyada ho gi apko fahda&nbsp; b zeyada ho ga.<br><br>Disadvantages:&nbsp;&nbsp;</span><span style="color: rgb(51, 51, 51); white-space: normal; background-color: rgb(250, 250, 250);">medicine business k nuksanat bhot kam hain agar hain tu aik agar apk pas licence nahn hay tu apko kafi fine lagay ga expire product pr fine lagta hay aur har saal licence renue krwana parta hay jis ki annualy fee charge hoti hay&nbsp;</span>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                        assalamu alaikum aj ka review bahot he zaroori hai q k madicin ka business bahut hi jyada zaroori hai .ajkal bahot syasa business kar rahy hm kuch doctor hai kuch hakeeem hn kuch asy he store oppen kar liaaa..bs dunyaa hai chal rahii hai..lkn ajkal asaa business bahot zida aaam ho chuuka hai k ajkal madicin bahot hr ziada zaroori hai... doctor ka business ik acha business hai jis ki hr kisi ko zarooraat hoti haii jis sy loog theek ho jaaty hn aur eo apni bimaaroon ko thk kar dety hn.ye profession bahot izaat wala hai aur is mrin baahot ziada paisa bhi hai.paisa to forex me bhi hai lkn doctor hona izaat hai.. business zaroori hai wo jo bhi ho lkn agr doctor wala business ho madicin wala business ho eo important hi
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                          Hello everyone I hope aap sab khairiyat se hun kya aaj aapane bahut hi important topic of discussion ke liye chuski hai aaj is topic for discussion Karke Ham Apna knowledge aapke sath share Karenge ki medicine ka business Kaisa business hota hai aur is business ke jariye se Kis Tarah Se log acche fight Hasil kar lete hain medicine ka business aajkal Puri duniya mein kiya jata hai aur yah business bahut hi accha business hai Jiske Sharir se pahunch Jata advantage Hasil Kiye Ja sakte hain lekin is business ke jariye se Kuchh disadvantage ka bhi Samna karna padta hai aaj iski advantage or disadvantage Ham aapke sath discuss Karenge

                          Advantage
                          Medicine ka business aajkal pure Pakistan mein bahut jyada Kiya jata hai aur Iske Shri se bahut jyada Paisa kamaya Ja sakta hai jo log medicine ka business Karte Hain To vah is Kajari se Logon ki khidmat bhi kar rahe hote hain aur Iske jariye se acchi income bhi Hasil kar rahe Hote Hain medicine ka business Ek bahut hi Izzat wala business hai medicine ke Business mein Ham apni help ke liye Kisi worker ko bhi Apne Kaam ke liye Rakh sakte hain medicine ke Business mein kam karna Koi Mushkil Nahin Hota Ham Apne is business mein aasani se kam kar sakte hain medicine ke Business mein Hamen kabhi bhi loss Nahin Hota balki Hamen Apne is business Mein Hamesha Achcha profit hi Milta Hai Hamen Apne is business ke related Achcha experience Hona chahie Taki Ham Apne is business mein long time ke liye kam kar sake

                          Disadvantag
                          Jis chij Ka fayda Hota Hai use chij ka nuksan bhi hota hai medicine ke business ke Agar fayde Hain To Iske nuksan bhi hain medicine ki Kuchh chijen ismein expiry bhi hoti hai medicine ke Business mein Bahut Si chij expiry Hoti Hai Jiski vajah se Hamen Jyada accha profit Nahin Milta aur medicine ke business Mein Raat Din Hamen masroof Rahana padta hai aur ismein Doctor Ki Thodi Shi laparvahi ki vajah se patients Ki Jaan Ko Bhi Khatra ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tauseef2020 پيغام ديکھيے
                            Assalam O Alikum dosto jesa k aap sab ko pata hy k aajkal k zamany main chonky abadi buhat zyada barr gayee hy aur din ba din barti jaa rahi hy to har banda pehly to Govt job k chakkar main hota tha lekin aajkal har banda chahta hy k aim acha aur well settled business ho. Taaky mustaqbil acha ho jaye hamara B aur hamary aany waly nasloon ka B.
                            To Dosto isliye har banda aik achy aur start sy he run hony waly business k chakkar main hota hy. To dosto mai napko batata chaloon k business koi B ho bs aik achy aur mukhlis insan ka hona buhat zaroori hy aur product koi B ho chahy vo aik qism ka product ho aur wholesale ho yaa retail ka busienss ho to dosto main apko batata chaloon k aaj k zamany main aksar loug medicines k field main aana chahty hain aur aagy jaakar business barrana chaahta hy. To main aapko medicines k baary main likna chahta hoon k kis tarah ye business start karogy aur kesy is kocpromote karogy aur konsa business hona chahiye retail yaa wholesale.

                            Wholesale Business:
                            Dosto agar aap medicines ka wholesale business shuro karna chaahty hain to ismain ap pir 3 qism k business kar sakty hain.
                            1) Single product promotion,
                            2) Comapny franchise,
                            3) Wholesale Chemist/Druggist.

                            Dosto agar aap single product yar specific 1, 2 yaa 3 qism k product leba chaahty hain aik company sy to vo apko manufacturer k saath deal karna parta hy aur apko us product k liye yakmusht security jama karna parta hy, aur company k sath ye agreement hota hy k ye product market main mery ilawa kisi aur ko nahi mila chahiye aur comapny is baat ke paaband hogi k vo products kisi aur ko nahi milengy, aksar ye deal local companies k sath hota hy jisy pir medical representatives k zaeiye promote kiya jaata hy. Kuch commission unko hard work k liye diya jaata hy aur kuch doctora ko product ke sale barany k liye diya jaata hy.

                            2) company franchise ka wcene aisa hota hy k aksar aap kisi multinational company k sath deal karty hai naur millions investment karty hai njis k baar company apko aik trade name aur licences k base parcapjo franchise deta hy jis main aap us comapny k saary products ke supply karty rehty haon thorughout market, ismain apko salesmen yaa doctor ko payment ke zaroorat nahi parti aur aap apny order bookers market main bejty hain jo orders collect kar k agly din supply kiya jaata hy.

                            3) 3rd option pir wholesale ka hota hy jis main loug aisa karty hain k har qism k products rakhty hain chaahy vo local ho yaa international, bs jis B item ke marekt main yaa local logo ko zaroorat ho wahi products wholesale ratecpar aam public ko provide karty hain. Aur ismain kisi qism k koi agreement aur pabandi nahi hoti bs apko sirf license aur HRA k rules regulations follow karny parrty hain.

                            Rules/Regulations for Medicines Business:
                            Dosto jesa k aap sab ko pata hy k Pakistab main zyadaxkoi rules regulations to follow nahi kartylekin main apko ye batata chaloon k apko HRA k rules regulations follow karny party hain, Q k medices life saving field hy aur ismain har koi business nahi kar sakta isky liye baqaida rules aur authority hoti hy jo apko time to time monitor karta hy aur medicinea k business k sath wabasta logo k ooper check and balance ralta hy aur aksar khilaf warzi karny waloo ka business B seal kiya jata hy aur baari jurmana B lagta hy.
                            Rules to follow,
                            1)Apky Pass Pharmacy ka license hona chahiye,
                            2) safayee ka khaas intizam ho inside pharmacy,
                            3) qualified hona zaroori hy,
                            4) license ke har saal renewel zarooei hota hy,
                            5) Pharmacy suraj ke rays sy safe ho,
                            6) medicies ke expiry date time to time check kiya jaye,
                            7) baghair peescription kisi ko medices na diye jaye,
                            8) inside pharmacy temprature under 30⁰ C hona chahiye.
                            9) Agar Wholesale ya franchise ho to trademark registration lazmi hy.
                            10) vaccination k liye freezer ka hona zaroori hy.

                            Faidy:
                            Dosto medicines k business k sab sy barra faida ye hy k ye aik muqaddas aur life saving business hy aur ismain bujat barkat hota hy,
                            2) medicies k business main income buhat zyada hota hy agar aap local comapniyon k products sale out krty hain to apko margin zyada milta hy.
                            3) ye aik paak saaf aur izzat wala rozgar hy.
                            4) medicies chonky aaj k zamany main har bandy ke zaroorat hy to ye aik start sy run hony wala business hy.
                            5) ismain aap whole sale yaa franchise lety hain to company apko promotions k liye packages dety hain.

                            Nuqsaanat:
                            Dosto medicines k business mai naisa koi nuqsana hota nahi k jis k base par ye business na shuro kiya jaye, lekin kuch possible nuqsanat ye hain,
                            1) Expiry jo na return ho sakti ho aur na sale ho saky,
                            2) khilaf warzi par jo fines lagyy hain,
                            3) agar apky pass license na ho to apko har saal license renewel k liye license holder ko fee dena parta hy.
                            4) apko agar khud samaj nahi to aap workers ko rakty hain jisy slaary pay karna parta hy.
                            Isky ilawa aisa koi nuqsaan nahi Q k medices aik high margin aur zyada profit wala business hy.
                            Assalamu Alaikum dear member medicine business bahut hi Achcha business hai jismein profit bahut jyada hai jismein aapko hundred percent profit Milta hai isliye Agar Ham medicine ka business start Karte Hain To uske andar Hamen chemical bahut easily mil Jaate Hain aur iske liye Hamen registered company Banani chahie Taki Aane Wale Tamam issues ke sath aasani ke sath nimta Jaan sake isliye Kyunki medicine Ek Aisa business hai ki Jiske andar log Jyada Paisa kamane ke Chakra Mein acchi medicines Nahin banate hain lekin Kuch Aise log bhi Hain Jo medicine ko Apna for samajhte hain aur acchi medicine prepare karte hain aur Kabhi Bhi Apne profit ko compare Nahin Karte isliye medicine business bahut hi Ek accha business hai aur yah Har Ghar aur Har Mulk aur Har Machhali ki jarurat hai Iske bagair koi bhi Mulk Nahin chal sakta Kyunki Hamen is per believe Hai Ke Insan Kabhi bimar aur Kabhi theek rahata hai Jiske Liye Insan ko lazmi doctor se checkup aur medicine karni padati hai isliye Agar Mul ke andar medicine business hoga toh tabhi Logon Ko Medak samskara mil Sakenge.

                            Faida:

                            Dear medicine business ke bahut jyada fayde hai agar Ham Iske individual fayde dekhte hain to Malik ko isase bahut acchi earning ho rahi Hoti Hai Kuchh medicine to Aise Hain Jiske andar Jab supplement Dala jata hai to uski quantity double yah sometime to triple Bhi Ho Jaati Hai Aur medicine ke Agar vah acchi quality use karta hai aur uske pass acche medical doctors hai aur acche chemical engineers Hai To y ka Sacchi quantity dalkar Apne Allah ko bahut Achcha profit de sakte hain medicine Ek Aisa business hai ki jo Har Insan majbur Lena Hi lena hai aur medicine ki price per Kabhi Bhi Koi bar gaining Nahin Hoti Kyon Gai Har Insaan ki jarurat Hoti Hai To isliye honour ko bahut Achcha profit Mil Jata Hai Aur normally Pakistan Jaise Munh ke andar aapko medicine se A Hundred Percent profit hota hai isliye jyadatar log prefer Karte Hain Ki vah medicine business start karen.

                            Nuqsanat:

                            dear medicine ka business bahut hai professional business hai aur iske liye aapko professional Logon Ko Har karna padta hai aur uske andar thodi si bhi calculation Mein Fark Aaya to Kisi Ki Jaan Bhi Ja sakti hai Jiski vajah se aap ko serious lete images ho sakte hain isliye behtar hai ki aap Iske andar Jyada professional logon ko rakhen aur agar aap professional Logon Ko rakhte Hain To iski vajah se aapka profit margin kam ho jata Hai Jiski vajah Se Jyada Businessman ke liye Mushkil ho jata hai Sabki salaries vagaira nikalna.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Medicines k business par mabni hy

                              introducton: jaisa ap janty hain kay medicines ka business kam bhot zyada hai market men main ap ko is kay faidy or nuqsan btaon ga...... Advantage: Asalam O alykym friennds umeed hai ap sb khairiat sy hon gy aj ham bat kren gy medicines kay bary men medicine ka dor shuru hua hai tib ki tareekh sy pta chalta hai kay mashray men ks tarha qdimi zamanmy sy lay kr aj tk bemarion or tareeqay kar men badal chauka hai ibtadye tibi ilaj men babal , Chaina, hindustan, Misar samil hai aj kal kay dor men tibi tareeky sy lay kar menfacture medicine tak sb tareeqy sy ilaz kia jata hai jis ko jo tareeqa acha lgta hai wo usy use krta hai us kay pass jta hai or aj kal kay purany log jo tib ki shifa ko zyada use krty hain or is men zyada larky larkian jo aj kal kay hai wo chemist ki adviyat ko zyada use krty hain or is chmist ki adviyat ko use kr kay khud ko better feel krty hain or is sy khud ko acha smhjty hain medicine ka buissness bhot faida deta hai jis jis ko is ki samhj hoti hai us kay wary niayarry hoty hain baz log goverment ki job ko zyada prefer krty hain but kuch log ni krty jo apna business use krty hain chlaty hain un kay bachy bhi is field sy faida utha skty hain unky pass bhi is chez ka experience a jta hai or is men kafi compnies kay product hoty hain local compnies jo hoti hain us sy kafi faida hota hai... DISADVANTAGE::jaisa ap ko pta hai medicine ek profit wala busines hai is men kafi faida hai or is men ap ko zyada jo focus krna parta hai wo hai experience ha or license hai jo ap kay pass hona lazmi hai jis sy ap medicine ka pharmacy challa skty hain is sy ap ko faida ho ga or ap ko nuqsan bhi ni ho ga or medicine ka business jo hai ap ko kafi Nuqsan bhi dy skta hai agr ap ki medinice expire ho jati hain to is sy ap ko nuqsan ho skta hai or ap ko is sy nuqsan ho ga baki is men kafi faidaha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X