Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???
    Assalam o Alaikum, Dear friends Forex me aik term use hoti hy reserve currency to aaj ham us Kay bary me jany gay jay ye kya hy aur konsi Currency reserve Hoti hy aur reason kya hy:

    Reserve Currency;

    Reserve currency wo currency hay jo Central Bank aur dosry maaliyaati idaary apny pass kaseer tadad main rakhty hain jo kay international trades, investment aur loans weghra ko pay karny kay ley istemaal hoti hay.

    Which Currency to Reserve:

    USD is the most widely used reserved currency since 1944. Aur zayda tar international trades duniya main USD main he hoti hain. Lekin dosri currencies jesy Yuan weghra bhe reserve currency main aati hain.

    Reasons to have Reserve Currency

    1. Commodities jesa kay oil, gold, silver weghra Reserve currency say khareedi jaati hain.
    2. Reserve currency ke wajha se mulki currencyke value down nahi hoti kun kay koi trade karny kay ly domestic currency ke bjaay reserve currency main payment hoti hay.
    3. Kisi bhe crisis ke soorte haal main reserve currency bht zayda help karti hay aur crisis se nikalny main madad karti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

    Je han. Countries financial crisis sy bachny k lae kuch reserve currencies apny pass rakhti hai. Ye reserve currency mushkil waqat ma unk kam ati hai or en crisis ko wo better deal kar paty hain. Jo central bank ya other financial institute apny pass reserve currency ni rakhty unko crisis sy deal karny ma bhot pareshani hoti.

    Usd dollar world largest reserve currency. No doubt usd dollar dunya ki sb sy bari reserve currency hai or approx ye world economy ma at least 60 percent hai. Dunya k sari trade usd dollar ma hoti chahe wo international payment ho ya phr 2 countries k darmeyan ma kio trade ho. Usd dollar es lae reserve currency k tor par use hoti hai k united state ki economy poray world k lae ik model hai or ye world ki strongest economy hai.

    United state ki economy ko support karny k lae financial institute like world bank or imf b available hai. Ye aksar asi he policies banaty hain k us dollar zayada strong hota hain or baki currencies esk mukablay ma fall kar jati hai. So trader ko ye samaj jana chahe k usd dollar k tori si movement pori forex market ko distrub kar sakti hai or trader k lae profit ya loss ki bari waja ban sakti hai. Jo trader usd dollar index ki value ko trade ma consider ni karty wo kbi achy trader ni ban paty. Jo trader forex ma long term kamyab hasil karna chahty hain unko chahe k wo usd dollar k deeply observe karyn or eski base par apni trades ko manage karyn. Usd dollar ki move kuch countries ki movement k sath chalti hai or kuch currencies or pairs k against chalti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

      forex market mai trade lagana asna kam nahi hain hum s mai kam kar ky pasa kama sakty hain hamy is mai learning gain kar ky aik time table baa kar kam karna ho ga pher he m kam kar ky paia kama saky gy hum is mai currecy mai be kam kar sakty hai hum is ma raat mai be kam kar sakty hai hum s ma din mai be kam kr sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kra ky kam karna ho ga oher he hum pasia kamas aky gy forex ak best business hain hum is mai agar greedy ban ky am karty hain to harma loss hain hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy hu is mai posting kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain hamy is mai ahtyet sy kam karna h ga hm is mai agar lalaci ba ky kam karty hain to hamara loss hain hm is mai aik din mai aik limit ky mitabk kam kar sakty hain hu is ma pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar market ke movement ky against kam karty hai nto hamra he loss hain forex aik world wde busienss hain hum is mai part tme be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakty hai forex ak unique business hain
      • #4 Collapse

        Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

        dear friend, reserve currency hm us currency ko kehtay hain jo central banks na apnay foriegn exchange k reserves ma sa hold ki hui ha, ye hi currency normaly international transactions k liay use ki jati ha, ye currencies kafi strong hoti hain aur global trading ma bht important role play karti hain,

        Reserve currencies ko hm 'Hard currencies' ya 'Safe heaven currencies' b kehtay hain, q k in ki less common currencies k mukablay ma high stability value hoti ha, jo inhain store value k tor par ziada mufeed bnati ha, 2nd world war k baad US Dollar aik global reserve currency k tor par zahir hui, is waqt international level par takreeban 64% reserve currency US Dollar ma ha, jb k 20% Euro ki surat ma ha aur kuch British pound ya japanies yen ma ha,

        normaly Commodities ki trading ki large percentage reserve currency par hi hoti ha, ye currencies exchange rates k risk ko km karti hain q k purchasing country ko dobara apni currency exchange nhi karni parti, aik time par us dollar world ki 50% economic output ko represent kar raha tha jis ki waja sa isko major reserve currency smjha janay laga, is waqt us dollar ka international markets par nht impact ha isi waja sa ziada countries ki reserve currency US Dollar hi ha, ye aik primary reserve currency ha jo hr country na apni global transactions ki facilitaion k liay rakhi ha lihaza country ko apni currency ki value ko stable rakhnay k liay reserve currency par depend karna parta ha jis k mulki trade par b achay asrat partay hain
        • #5 Collapse

          Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

          reverse currency hum us currency ko kehty hain jis o central banks ne apny foreign exchange k reserves k liye hold kiya hota hai aur ye aik aisi currency hoti hai jo k aam tor par international transactions k liye use ki jati hai ye aik bohat he strong currency hoti hai aur poori duniya mein globally trade k liye use ki jati ahi aur is mein aik important role ko play kerti hai ye aik aisi currency hai jis ko hum hard currency aur safe currency bhi keh sakty hain kuen k in ki baki currencies k comparison mein zeada stability hoti hai jo in ko store value k tor par zeada benefit benati hai jab second world war khatam hui thi tou us k baad america ki currency US dollar aik reverse currency k tor par show hui thi aur ye aik aisa time hai jis mein globally 64 percent tak reverse currency us dollar ko samjha jata hai
          ab duniya mein jitni bhi trade hoti hai wo sab ki sab dollar ki base par hoti hai kuen k is par profit hasil kerna zeada aasan hai aur is mein zeada benefit bhi hasil hota hai is mein twenty percent baki currencies jin mein euro shamil hai wo comprise hoti hain commodities ki jitni bhi trading hoti hai wo zeada tar reserve currency pair par he hoti hai aur ye exchange rates k risk ko bhi kam ker deti hai blky ye kehna galat nahi ho ga k ye overall rates ko bhi kam ker deti hai usd dollar duniya mein sab se best reserve currency samjhi jati hai aur is ki currency ko support kerny k liye IMF aur duniya k aur doosry bery banks bhi shamil hain aur ye aiis poliices he benaty hain jin se usd strong rahy
          • #6 Collapse

            Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

            Reserve Currency
            Kisi bhi mulk ka markazi bank aik ammount apne pas rakhti hai jo us mulk ki reserve currency kehlata hai. Reserve currency ki mulk ki sare asasajat ko bhi kehte hen. Jaisa k hamare state bank of pakistan k pas 12 billion k as pas US dollar ki currency hen. Koi bhi mulk jo akhrajat se zaide amdani hoti us ko store karti hai aur ya jo extra money un ko hasil hota hai us ko store karte hen. Kisi mulk ko jo us k baramdat pe jo amdani hoti hai wo US dollar ki sorat me hi hoti hai aur taqreeban tamam countries ki apsa me lain dain US dollars ki sorat me hoti hai to us me daramdat k elawa jo extra amdani hoti hai wo mulk us ka zahira karta hai, ye amdani tax ki sorat me bhi ho sakti hai aur beroni mumalik me kaam karne wale afrad jo apne mulk pese bejhte hen wo bhi ho sakti hai, to bhi zahira markazi bank me store hoti hai wo reseve currency hota hai.
            US Dollar reserves currency
            1944 me jab Bretton wood system ka nefaz howa to us k mutabiq US dollar ko king ka darja deya gaya aur pori dunya ki currency ko US dollar k sath link kar deya gaya, jis se mukhtalif mumalik ne US dollar ko apne mulk ki maeeshat ko mustehkam karne k leye as a reserve currency rakhna shoro kar deya. Is waqat China aur Japan k pas one one trillions ki us currency ka stock hai aur us k bad barazil hai jis k pas tesre naumber pe ziada US reserves dollar pare hen. UK ka number 4rth position pe hai world me ziada US dollar ka as a reserve currency rakhne ka.
            • #7 Collapse

              Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

              g dear reserve Currency ya currency saving kay liey use kartay hain un ko reserve currency kaha jata ha yeh reserve currency apnay employment ko payment karnay kay liey kisi b country ko loan dainy kay liey use ki jati ha or dunya ki sub se bigest reserve currency usd ha world ki most country apnay reseve usd me rakhtay hain or world me traders wo chahy stock trades ho ya forex trades wo apni trading me mostly usd ka hi use kartay hain usd world ki sub se bari economy ki currency hain is liey is ko reserved ne rekhtay hain ku kay jub kisi country ki economy crash ki wajse aoni currency ki valur low ho jati ha to unhainy koi loss nehi hota ha ku kay un kay resrve jo hotay hain wo usd me hain reseve currency ko phr wo other country kay sath oil purchasing export import kay liey use kartay hain reserve kay zakhair main gold hota hay. jo kya us mulk kay zakhair aur economy ko zahir ker raha hota hay. chonkay kay international currency us doller hay to tamam mulk apnay reserve main doller ko hi reserve ker rahay hotay hain. que kay jab bhi koe mulk kisi dosray mulak kay sath koe transaction kerta hay to wo pehlay apn currency ko us doller main change kerta hay aur phir dosray mulk ki currency main change kerta hay. is liye jis mulk kay pas reserve main jitna zayada us dollar ho ga us mulk ki economy mazboot ho gi USD main convert kar kay central bank main reserve rakhtay han international trading kay liay yeh bohat zarori hay is say bohat say mamalik trading main kafi had tak asani main hotay han aor loss agar ho jay to unahan central bank say lone lenay main asani ho jati hay loss kay ilawa bhi kisi aor muashi work kay liay bhi lone lena asan ho jata hay reserve currency kay baray main mera knowledge to yahi albata senior member ziada behtar jantay han hain. que kay jab bhi koe mulk kisi dosray mulak kay sath koe transaction kerta hay to wo pehlay apn currency ko us doller main change kerta hay aur phir dosray mulk ki currency main change kerta hay. is liye jis mulk kay pas reserve main jitna zayada us dollar ho ga us mulk ki economy mazboot ho gi.
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                AOA my dear all Forex member Countries financial crisis sy bachny k lae kuch reserve currencies apny pass rakhti hai. Ye reserve currency mushkil waqat ma unk kam ati hai or en crisis ko wo better deal kar paty hain. Jo central bank ya other financial institute apny pass reserve currency ni rakhty unko crisis sy deal karny ma bhot pareshani hoti Usd dollar world largest reserve currency. No doubt usd dollar dunya ki sb sy bari reserve currency hai or approx ye world economy ma at least 60 percent hai. Dunya k sari trade usd dollar ma hoti chahe wo international payment ho ya phr 2 countries k darmeyan ma kio trade ho Usd dollar es lae reserve currency k tor par use hoti hai k united state ki economy poray world k lae ik model hai or ye world ki strongest economy hai United state ki economy ko support karny k lae financial institute like world bank or imf b available hai Ye aksar asi he policies banaty hain k us dollar zayada strong hota hain or baki currencies esk mukablay ma fall kar jati hai. So trader ko ye samaj jana chahe k usd dollar k tori si movement pori forex market ko distrub kar sakti hai or trader k lae profit ya loss ki bari waja ban sakti hai Jo trader usd dollar index ki value ko trade ma consider ni karty wo kbi achy trader ni ban paty Jo trader forex ma long term kamyab hasil karna chahty hain unko chahe k wo usd dollar k deeply observe karyn or eski base par apni trades ko manage karyn. Usd dollar ki move kuch countries ki movement k sath chalti hai or kuch currencies or pairs k against chalti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                  dear forex market mein jab Ham kam kar de tumko is market mein fayda bataya farmers market mein acchi planning karke kam karte Hain Ham koshish market mein acchi planning karke kam karna padta padta Japanese market mein sote samay kar kam karte hain agar Ham forex market mein planning karke kam kar deta hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai agar Ham forex market mein planning karke kam karta hun ko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein kisi bhi currency per kam karte Hain to hamen uske bare mein complete detail ka paida hona chahie agar Ham currency mein acche tarike se decision let humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trading forex market mein planning karke kam kar service market mein successful Ho jaate Hain agar Ham market mein soch samay Kardashian lete samay is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kam karne ke liye humko hard work karna hota hai agar Ham forex market mein acchi planning karte Hain to hamen kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein achcha result HAL karne ke liye humko planning karni hoti hai jo trade forex market mein acchi planning karke kam karta was market mein successful tab hote jab is market mein chahie lete Hain forex market mein kam karne ke liye humko hard work karna hota hai agar Ham forest market mein so samay kar kam kar raha kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein achcha decision lene wale trade hi successful hote Hain Ham koshish market mein fayda bataye Japanese market mein acchi planning karke kam karte hain agar Ham forex market mein soch maker Kam nahin kar sab kuchh market mein padta padta hai jab hamesha market mein achcha kam karte hain forex market mein kamyab hone ke liye humko planning karni hoti hai tab hamesha market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kisi bhi currency ko acche tarike se main karke kam karne per humko kamyabi Mil jaati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                    Reserve currency se related aapane perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt dear jab aap market Mein reserve currency se related apni learning complete Karte Hain To usmein aapke pass different important information a Jaati Hai jisse Aapka knowledge increase ho sakta hai dear jab different banks aur financial institution apne pass reserves available rakhte Hain To iska Kuchh per pass hota hai jisse related main aapko Kuchh information provide karna chahta hun aur is reserves ki basic information aapko share karna chahta hun.

                    Dear jab of different financial institution se related apni let incomplete kah Rahe hote hain to usmein vah Ek specific percentage reserve maintain kar rahe hote hain for example Agar de leon ke pass Ek amount a rahi hai to usmein Seva Ek specific percentage apne pass reserve rakhte hain aur isase extra amount Kisi bhi important place per investment kar dete Hain.

                    Dear iski main reason he hoti hai ki Jab different financial institution apne pass reserve maintain Karte Hain To usmein unko different contingencies or emergency situations Mein Kuchh payment karna hoti hai uske liye reserve unke kaam Aate Hain aur vah daily basis ki requirements ko easily complete kar sakte hain dear jab different banks daily basis per reserve score increase kar rahe hote hain to reserves daily basis ki transactions ko complete kar sakte hain.

                    Reserve se related Apne Kuchh important information apni post Mein share Ki Hai no doubt different financial institution for banking sector Jab reserves ko maintain Karte Hain To ismein unko bahut jyada advantages bhi ho sakte hain sometime unko market Mein Kuchh Aisi important purchasing facilities mil rahi hoti hai jo unke liye bahut jyada profitable ho sakti hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                      Market Mein reverse currency kya hoti hai iska istemal Ham kaise karte hain is ham Kaise profit Hasil kar sakte hain Iske bare mein hamare pass experience or knowledge kaun ho bahut hi jyada important hota hai agar hamare pass Iske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein iska istemal acche tarike Se Kar Sakenge aur acchi kamyabi Hasil kar Sakenge bagair knowledge ke Ham Apne kam ko acchi tarike se nahin kar sakte ho na hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen apne business ke bare mein jyada Se Jyada study Karni chahie tha ki Ham Apne Vijay se acchi information Hasil kar sake reverse currency ke bare mein Hamen apni proper study ko complete karna chahie

                      Jab different Bank ke daily base per reverse source increase kar rahe Hote Hain two rivers Delhi base per transaction ko complete kar sakte hain ismein Hamen Aisi important purchasing societies mil rahi hoti hai jisse bahut se advantage Hasil kar sakte hain Ji Hamare liye bahut hi faydemand sabit hoti hain ismein Ham percentage rivers ko maintain kar rahe Hote Hain market Mein USD ki currency bahut hi jyada chhatron hoti hai bahut se log USD currency rate Lagate Hain isase vah Achcha profit Hasil kar sakte hain Barkat mein kuch currency Aisi hoti hain Jo week hoti hai aur kuchh strong Hoti Hai Hamen Hamesha strong currency ko Apne trade ke liye select karna chahie isase bahut se advantage Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                        Reserve currency apne naam se Hi pahchane jaati hai bahut sari countries balke all over the world's reserve currency ka istemal karte Hain har country ke government aur bankers aur bade bade businessman apne pass ek big amount reserve rakhte Hain apne subordinates apne workers apne country holders ki financially support ke liye unko loan dene ke liye unko funding karne ke liye aur unke features ke liye Pakistan mein bhi aise bahut sare de rahe hain Jo apni currency ko reserve rakhte Hain taake apne mulk ke logon ko support kar sake government of Pakistan bhi ISI tarah karti hai widows jobless persons yateem aur maskeen logon ke liye government of Pakistan funding karti rahti hai kyunki unke pass currency reserve mein badi hoti hai hamare mulk ke halat sabke samne hai isiliye ye bahut sare logon ka dhyan government of Pakistan ki taraf hota hai ki vah unki help Karen aur aise logon ko financially taur per support Karen aur financially taur per support usi mein kab mil sakti hai jab aapke pass ek acchi amount hogi jab aapke pass paise honge to aapko kisi chij ki purchasing mein Koi dikkat nahin hogi reserve currency ke iske alava ke bahut sare benefits hai isko samajhne ke liye aapko apni government ke trading ke sath attach hona padega tab aapko pata chal jaega ki reserve currency kise kahate Hain aur yah reserve kyon rakhi jaati hai yakin Na iske liye aapke pass knowledge ka hona bahut jaruri hai aur iske par focus karna bhi jaruri hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                          Reserve Currency:-
                          Reserve currency wo currency hai jo Central Bank aur dusry maaliyaati idaary apny paas mostly rakhty hain jo ky international trades, investment aur loans wegera ko pay karny ky liye istemaal hoti hai..

                          Which Currency to Reserve:-
                          USD is the most widely used reserved currency since 1944. Aur ziayda tar international trades duniya mein USD mein hii hoti hain. Lekin dusri currencies jesy ky Yuan wegera bhi reserve currency mein aa jaatin hain.
                          Usd dollar world largest reserve currency:-
                          No doubt USD dollar duniya ki sab sy bari reserve currency hai aur approx ye world economy mein at least 60 percent hai. Duniya ki sari trades USD dollars mein hoti chahy wo international payment ho ya phir 2 countries k darmeyan mein koi trade ho. USD dollars iss liye reserve currency k toour par use hoti hai k united state ki economy poray world k liye aek model hai aur ye world ki strongest economy hai.
                          US Dollar reserves currency:-
                          1944 mein jab Bretton wood system ka neyfaz howa tou us ky mutabiq USD dollar ko king ka darja diya gaya tha aur poori duniya ki currency ko USD dollars k sath link kar diya gaya tha. jis se mukhtalif countries ne US dollar ko apne mulk ki maeeishat ko mustehkam karny k liye as a reserve currency rakhna shuru kar diya. Is waqat China aur Japan k pas one one trillions ki us currency ka stock hai aur us k bad barazil hai jis k pas 3sry number pe ziada US reserves dollars pary hain. UK ka number 4th position pe hai world mein ziada US dollar ka as a reserve currency rakhny ka stock hai..
                          • #14 Collapse

                            Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                            AOA dear friends , forest reading ek bahut hi acchi trading hai aur is mein driving karte waqt hamen apne balance Ka khyal rakhna zaruri hota hai aur hamare pass reserve mein itni amount honi chahie ki agar hamen apni trade loss bhi de rahi hai tu usko Ham aasani se recover kar len aur Dear forex trading ma apko apni account trading ma currency account specific ktna hota hai jos ma ap euro ma account bna skty ho ap doller mean usd doller ma account bna skty ho apko rupees kp pehly doller ma ya euro ma convert krna hota hai is ky leay apko pehly online account bnana hita hai jis ma skrill paypall moneybokr etc jesy account hain is ky bad apko us amount ko apny trading account ma transfer krna hota hai yahan forum ma jo log bonus py trading krty hain inko bonus doller usd ma dia jata hai phr wo yahan sy usd ma trading krty hain aor agy profit exchange krvaty hain doller sy rupees main aur dear friends Pakistani currency ma forex trading nhi hoti hai to apko isky leay apni currency ko doller ya euro ma conversation krni prti hai doller ab to mazeed mehnga ho chuka hai euro bhi usi hisab sy qeemti hai apko online account bank jo hoty hain wo facility dety hain ap unky thorough he upload kr skty ho apny fund aor withdrae bhi kr skty ho isky leay apko forex ky rules pta hony chyen achi trah sy aur Forex trading business mein ap js bhi broker par trading karain gay us broker mein ap ko bata diya jata hy k ap apne account mein kon si currency mein account open kar saktay han aur kon si currency mein investment kar saktay han ap jab kise bhi broker mein account open karain tu us account mein ap withdraw deposits mein dekh saktay han k ap kis currency mein investment kar saktay han ziada broker mein account USD mein open hota hy aur kuch broker euro mein bhi account open kartay han aur euro mein investment bhi kar saktay han aur Pakistan mein investment ap kise bhi money Booker se kar saktay han aur in mein sab se best skrill account hy aur ap investment kise bhi bank k card se kar saktay han aur insta forex ka account USD mein open hota hy aur ap ko investment bhi USD mein karni hoti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Reserve currency kya Hy kyun reserve Kia jata Hy currencies ko???

                              United state ki economy ko support karny k lae financial institute like world bank or imf b available hai. Ye aksar asi he policies banaty hain k us dollar zayada strong hota hain or baki currencies esk mukablay ma fall kar jati hai. So trader ko ye samaj jana chahe k usd dollar k tori si movement pori forex market ko distrub kar sakti hai or trader k lae profit ya loss ki bari waja ban sakti hai. Jo trader usd dollar index ki value ko trade ma consider ni karty wo kbi achy trader ni ban paty. Jo trader forex ma long term kamyab hasil karna chahty hain unko chahe k wo usd dollar k deeply observe karyn or eski base par apni trades ko manage karyn. Usd dollar ki move kuch countries ki movement k sath chalti hai or kuch currencies or pairs k against chalti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X