yeh review" education in uoniversities per mubni h "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review" education in uoniversities per mubni h "
    kssi b mulk ki aala taleem ki zmadari uonversities per munhasir hoti h hakomti aur private satah per per bht se uoniversities kaam kar rhe hn

    ☆...pakista jab wjood m aya tha iss wakt auraj k dor m uoniversities ki taadad m acha khasa izafa hochka h .

    ☆...aala talem m zraa at medicale medicine enjeenering kaanon taleem sciency aur amomi allom k mazaamen phraye jaty hn .

    ☆...her soby ka governer soby ki tmaam uoneversities ka voice chancler hota h.

    ☆... sobai wazeer sobai uoniversities ka pro chancler hota h .

    ☆...wafaki satah per aik idara haghir education commesion ka kaim kia gya h isky zimy tmam uoniversities ki maali muamlaat ki nigrani rehnumai aur mada frahim karna hota h .

    ☆...hair education commesion ka ka uoniversity ko taleemi mansobon ki takmeel aur tehkikaat klye fundes daita h .

    ☆...taaalba ko wzaaaif dena b hair education commesion k zimy h

    ☆...is commesion k zimmy uoniverstion k miyaar taleem ko banul akwaami taleem k mutabik karna h .

    ☆...vice chancler uoniversit ki intaazmiaur taleemi amor ki nigrani karna h.

    ☆....voice chancler ki mada klye uoniversities m senecate aur cenet kaim ki gye h .

    ☆....voice chncler ki mada aur rehnumai klye uoniversities m bord of studies bord of hier studies and reserch acedmic council aur mukhtalif kametiyon ka kyaaam amal m laya jata h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review&quot; education in uoniversities per mubni h &quot;

    Assalamu alaikum all member aapane bahut hi Achcha review Diya Hai education ke bare mein Hamen Aisi discussion 484 man Karni chahie Kyon Ke education Har banne Ke Liye lazmi Hai education ke bagair Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte jitni Jyada education Hogi utna hi life guzarne mein Hamen Sani bhi Hogi
    Adavantages.
    dear member education office karna Hamare liye bahut hi last me hai agar hamare pass education Nahin Hai To Ham acchi life Nahin Gurdas Sakte Life ko guzarne ke liye education ka hona lazmi hai education karne ke liye Hamen school colleges universities ka istemal karna padta hai Sabse acchi education Hamen school mein milati hai Jab Ham Chhote Hote Hain Hamare teacher Hamari bahut jyada help Karte Hain Hamen education Dete Hain Agar acchi education Hogi To Hamen acchi Naukari e aur Achcha Karva bhi start kar sakte hain education ke bagair hum Koi kam bhi nahin kar sakte hain isliye educational karna lazmi hai
    Disadvantage
    Dear member Agar hamare pass education Nahin Hai To Ham Koi Kam Nahin kar sakte a Hamen Naukari Bhi Nahin milati Hai Jaisa ke Hamen pata hai ki Hamare Mulk mein bahut hi jyada berojgari hai Jiski vajah se aur Insan acchi life mein Sudhar Sakta acchi life Vahi Sudhar sakta hai Jis Ke Paas Radha education hai
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: yeh review&quot; education in uoniversities per mubni h &quot;

      Assalamu Alaikum doston Jaisa ki aap sab ne Dekha ki yah review universities per mabni Hai Tu To Main aapko Bata Do Ki University Jab aap select karte hain to aapko Jis field Mein interest ho to aapane sabse pahle use field ke bare mein maloomat Hasil karna hota hai aur FIR aapane yah dekhna Hota Hai Jab aap admission lete hain Kisi bhi University Mein To aap dekhte hain ki aap ke pasandida field mein kaun si University top rated hai ya nahin ke kaun si University Mein yah department sabse Behtar aur Allah result wala department Hai for example main aapko Bata Do Ki Agriculture University Faisla Baat agriculture ke field ke liye sabse behtarin aur mashhur University Hai ISI Tarah kam set University management sciences ke liye sabse Jyada University Hai To doston main aapko Bata Do Ki aapane behtarin University select karna hota hai aur FIR Usi field mein jakar aapane admission karna hota hai form vagaira Sab mate Karke aapka Jab Meerut Mein Naam aata hai to aapko admission Lena padta hai lekin isase pahle doston main aapko yah Bata Dun ki aap Jab Kisi University mein admission Lete Hain To sabse pahle matriculation ke bad aapane RCA science Mein yah computer science Mein Jo Bhi field select kiya ho to per university main aap Vahi subject padh sakte hai jo aapane fsck level per Pada ho to dost mein Main aapko yah bata do ke SSC mein aapane agar Pre-Medical Kiya Hua ho to aap Aage jakar Kisi bhi medical related subject Lana ke bio chemistry physics vagaira mein admission Le sakte ho aur Agar aapane computer science Ja ho to aap computer science physics chemistry mein le sakte ho ISI Tarah Agar aapane general science yah arts Pada ho to aap Kisi arts ke subject mein admission Le sakte hain to dosto main aapko yah Bhi Bata Do Ki FSC ke bad aap direct BS main bhi admission Le sakte hain Jo 4 Sal Ka program hota hai aur aap Ko Kisi bhi university main aapke pasandida subject mein admission mil sakta hai Iske alava dost0 agar aap FSC ke bad Kisi University Mein Nahin Jana Chahte to aap FIR Kisi college mein bhi admission Le sakte hain bachelor ke liye aur Bechne ke bad aap Sidha master ke liye University aapko jana padega dost to university main aapko be Bs Se Lekar Post Doct Tak ka admission Lena padh sakta hai aur aap Agar Chahte Hain Ki posters bhi karo to vah bhi university ke level mein hi hota hai Doston university ke liye Jaruri hota hai ki aap acche number Le Le aur aapka merath Mein Naam a Jaaye to aap Kisi bhi University mein admission Le sakte hain vahan per aapko co-education Mein sikhane ka mauka Milega aapko Jyada grooming ka aur learning ka personality development ka aapko University Mein mauka Milta Hai vahan per aapke classes school aur college ke liye Bole Ki Tarah Nahin Hote Kabhi let classes Kabhi jaldi classes Kabhi Lambe classes Kabhi Chhote classs hoty Hai Doston aap ko Har Kisi e Har kisam Ke mahaul ka vah aapko maja aata hai aur aap vahan per bahut Kuchh theek sakte hain Iske alava doston university main aapko yah mauka bhi Milta hai ki aap university ke sath sath Kisi private der mein job bhi Karen vah bhi aapko mauka Milta Hai Lekin Dosto ek baat Yad Rakhe ki university main aapka board Jo hota hai vah aapki University hi hoti hai vahan per aapke paper taiyar kiye Jaate Hain aur vahan per aapse hi admission examination liya Jata Hai Tu To Main aapko Bata Do Ki aapke marking system university ke andar hi hota hai isliye aapko behtarin kar Karte ki behtarin akhlak activities aur aur behtarin result aapke kirdar per base karta hai agar aap Sahi tarike se University Mein life Gujar rahe ho to aapko acche mark so acche grades mil sakte hain otherwise agar aap galat kam aur siyasi Kishan ke activities may involve ho to Aapka image bahut kharab ho jata hai aur aap se Marks Katy Jate Hain Jahan aapko University se bhi Bahar nikala Ja sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: yeh review&quot; education in uoniversities per mubni h &quot;

        Assalamu alaikum dear forex member umeed karta hun aap sab log khairiyat se honge aur aap apna kam acche se kar rahe honge doston aaj hamara Jo topic hai hua hai education in universities tu yeh Jo topic hai yah hamare liye ye bahut important hai ki education aaj duniya mein main Koi aisa mulk nahin hai Jahan per education Na Ho aur aaj kal mulk education ke liye hadse a bahut hi serious hai aur is kishan ko aage badhane mein Koi kasar nahin chhodi.
        Ab aate Hain education in universities agar aapko pata ho school uske bad college aur uske bad University aati hai University joker kaisa platform hai jismein aapko Allah taleem hasil karni padati hai aur University is joker Pakistan mein main aaj bahut badi tadad mein maujud hai aur sabse pahle Pakistan ki sabse jo pahle University thi vah aligarh University thi aur iska maksat yahi tha ke naujawanon ko talim per Ham karna aur unhen biscuit banana University se aap bahut hi fayde hasil kar sakte hain ismein aap master level ki taleem hasil kar sakte hain aur ismein aap master se upar ki amfil/PHD ki thali mein ****l kar sakte hain aur isase aapko hamare mulk mein merit ke liye hadse bahut badi job mil sakti hai University mein taleem kuch is tarah hai ki vahan per college aur school ki tarah uniform nahin hua karte Hain vahan per aap colorist mein bhi ja sakte hain aur universities do tarah ki hoti hai 1 private University and government university government university mein jo talim karte Hain vah taleem ka kharcha Sara government ke upar hota hai aap usmein thodi bahut fees jama karte hain Baki saare government karte Hain aur ismein jo bhi chij hoti hai vah government ki taraf se hoti hai aur private University jo ki government ki nahin hoti hai balki akshar ki hoti hai jisne ise banaya hota hai aur gram usmein admission Le to vahan per har chij ke hamen paise dene padte Hain uski sari chij hai jo ki private hoti hai government se uska koi taluk nahin hota han yah hai vah government ke record mein darj hoti hai to yah to dost ho aaj aaj mera review ummid karta hun aap sab log ko yah pasand aye
        Allah Hafiz
        • #5 Collapse

          Re: yeh review&quot; education in uoniversities per mubni h &quot;

          Mairy Aziz Dosto.
          Education in University aik acha Topic hay Reviews dainy k liay.
          Main Khud aik University student hun aur aj apky sath apnay Experience Share kru ga.
          Dosto hmain University level tk pounchny k liay FSC tk prhna prhta hay isky baad University maij hum wo Field laity hain js main agay hm nay apna Carrier bnana hota hay.
          University apko hr trah ka subject aur Platform fraham krti hay, isko HEC Direct Deal krta hay.
          Yaha Teacher nihayat Qabiliat walay hoty hain
          Advantages:-
          1- University apko Debate ky Muqably faraham krti hy.
          2- Scholarship deti hay
          3- PM laptop scheme ky ehal hotay hain
          4- Politics main hisa lainy main madad faraham krti hay.
          5- yaha ap khud Mature Mind k sath prh skty hain.
          6- Sports main hissa lay skty hain
          Disadvantages:-
          1- Dosto hum nay aksar dhaika hay University Student aksar choty Motay Nashy ky Aadi ho jatay hain, is ki main Wja Buri Suhbat aur Hostels ki life hoti hay , jaha hum mzaq mzaq main Chz shru krty hain aur phr usky aadi ho jatay hain.
          Hmain in tmam chzo say Bach kr achi trah sy Dilo Dmagh Prhai main lagana Chaiay takay hum apna aik acha Carrier bna skain.
          • #6 Collapse

            Re: yeh review&quot; education in uoniversities per mubni h &quot;

            Assalam u alaikum dear forex members!
            Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
            G dear members ap sb ny bohat acha review dya ha.
            Aaj kal taleem ky bagair koi zindgi nhi har koi taleem ky midan main Aik dosry sy aagy nikalny ki koshish krta ha.
            Agr ham sadha elfaaz main kahin to aaj kal education main compitetion ka door ha.
            Loog college ki taleem hasil krny ky baad universities ka rukh krty hain . University ki zindgi school college sy bohat zyada mukhtalif hoti ha.
            University main students ko khud hi serious hona prta ha or Apni taleem ko improve krna hota ha .
            Kunky yehi wo plate form hota ha jahan sy hm apny. Carrier ka aagaaz krty hain or apny zooq ky mutabik field select krty hain. Universities jahan insaan ki taleemi qabliyaat main ezaafa krti hain wahin insaan ki ekhlakiyaat or kirdaar ko b build krti hain . Ku ky universities main girls or boys ekhty study krty hain istrah do mukhtalif jins ko Aik dosry ko smjhny ka mooqa milta ha or wo zindgi main zyaada comfortable life enjoy krty hain.
            Universities main ap Aik achi scholarship hasil kr skty hain his sy na sirf ap Apni study ko Kari rakh skty hain bulky apny gar ko b Chala skty hain.
            Apko debating competition main hissa leny ka muqa milta ha his sy apka confidence brta ha.
            Jhaan universities ky bohat sy faidy hain wahin isky kuch nuksaanaat b hain.
            For example kuch larky larkiyaan ghalti kaamon ka shikaar ho jaty hain or nashy wagera ky aadi ho jaty hain or apni or apny gr waloon ki Zindagi tabaah kr dety hain .
            Lehaza hein hamesha musbit pehly ko follow krna chaye.shukrya ❣️
            • #7 Collapse

              Re: yeh review&quot; education in uoniversities per mubni h &quot;

              Introduction
              Assalamu friends jesa k ksi b milk ki trki ka inhesar is mulk k logo ki taleem or mehnat py hota ha islye taleem ka hasool r aik insan k liye BHT zrori hota ha.hmary Islam me b taleem hasil krny py BHT ziada zor DEA gya ha.ajka hmara topic University ki education k Bary me ha aj me apko isky kch advantages or DISADVANTAGES btaonga...

              Advantages
              1)University level py study krna hmari study strength or knowledge ko BHT ziada increase krti ha.
              2)University me morning or afternoon classes ki shift hony kiwjah sy class me students ki strength km hoti ha jis sy teacher students ko ziada acha brief krskty Han.
              3)University me morning afternoon shift ki wjah sy students chahy to morning me job KR k afternoon me classes b attained krskty Han.
              4)University ki study ka aik faida yeh b ha k hum ghr bethy hvy online b lecture attend krskty Han.
              5) University me hostel ki saholat b mojod hoti ha Jo girls ya boys dosry cities sy a k study krty Han woh isi University k hostel me reh skty Han.

              DISADVANTAGES
              1)University ki fees BHT ziada hony ki wjah sy poor logo ko apni study ko continue rkhny me BHT ziada problems ati Han.
              2) University me girls boys mix hoty Han Jo k hmary Islam k khilaf ha or wahan prdy ka b koi khas intezam nhi hota.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: yeh review&quot; education in uoniversities per mubni h &quot;

                Assalamoalaikom friends umeed hai P sab khair khariyat say thek thak hunghay dosto aj ka jo topic haii University parhayii bilkol aj kal k dooor mai baghair taleem insan andha he kaha jata haii everything is posible with education without education a person he nothing doston Jaisa ki aap sab ne Dekha ki yah review universities per mabni Hai Tu To Main aapko Bata Do Ki University Jab aap select karte hain to aapko Jis field Mein interest ho to aapane sabse pahle use field ke bare mein maloomat Hasil karna hota hai aur FIR aapane yah dekhna Hota Hai Jab aap admission lete hain Kisi bhi University Mein To aap dekhte hain ki aap ke pasandida field mein kaun si University top rated hai ya nahin ke kaun si University Mein yah department sabse Behtar aur Allah result wala department Hai for example main aapko Bata Do Ki Agriculture University Faisla Baat agriculture ke field ke liye sabse behtarin aur mashhur University Hai ISI Tarah kam set University management sciences ke liye sabse Jyada University Hai To doston main aapko Bata Do Ki aapane behtarin University select karna hota hai aur FIR Usi field mein jakar aapane admission karna hota hai form vagaira Sab mate Karke aapka Jab Meerut Mein Naam aata hai to aapko admission Lena padta hai lekin isase pahle doston main aapko yah Bata Dun ki aap Jab Kisi University mein admission Lete Hain To sabse pahle matriculation ke bad aapane RCA science Mein yah computer science Mein Jo Bhi field select kiya ho to per university main aap Vahi subject padh sakte hai jo aapane fsck level per Pada ho to dost mein Main aapko yah bata do ke SSC mein aapane agar Pre-Medical Kiya Hua ho to aap Aage jakar Kisi bhi medical related subject Lana ke bio chemistry physics vagaira mein admission Le sakte ho aur Agar aapane computer science Ja ho to aap computer science physics chemistry mein le sakte ho ISI Tarah Agar aapane general science yah arts Pada ho to aap Kisi arts ke subject mein admission Le sakte hain to dosto main aapko yah Bhi Bata Do Ki FSC ke bad aap direct BS main bhi admission Le sakte hain Jo 4 Sal Ka program hota hai aur aap Ko Kisi bhi university main aapke pasandida subject mein admission mil sakta hai Iske alava dost0 agar aap FSC ke bad Kisi University Mein Nahin Jana Chahte to aap FIR Kisi college mein bhi admission Le sakte hain bachelor ke liye aur Bechne ke bad aap Sidha master ke liye University aapko jana padega dost to university main aapko be Bs Se Lekar Post Doct Tak ka admission Lena padh sakta hai aur aap Agar Chahte Hain Ki posters bhi karo to vah bhi university ke level mein hi hota hai Doston university ke liye Jaruri hota hai ki aap acche number Le Le aur aapka merath Mein Naam a Jaaye to aap Kisi bhi University mein admission Le sakte hain vahan per aapko co-education Mein sikhane ka mauka Milega aapko Jyada grooming ka aur learning ka personality development ka aapko University Mein mauka Milta Hai vahan per aapke classes school aur college ke liye Bole Ki Tarah Nahin Hote Kabhi let classes Kabhi jaldi classes Kabhi Lambe classes Kabhi Chhote classs hoty Hai Doston aap ko Har Kisi e Har kisam Ke mahaul ka vah aapko maja aata hai aur aap vahan per bahut Kuchh theek sakte hain Iske alava doston university main aapko yah mauka bhi Milta hai ki aap university ke sath sath Kisi private der mein job bhi Karen vah bhi aapko mauka Milta Hai Lekin Dosto ek baat Yad Rakhe ki university main aapka board Jo hota hai vah aapki University hi hoti hai vahan per aapke paper taiyar kiye Jaate Hain aur vahan per aapse hi admission examination liya Jata Hai Tu To Main aapko Bata Do Ki aapke marking system university ke andar hi hota hai isliye aapko behtarin kar Karte ki behtarin akhlak activities aur aur behtarin result aapke kirdar per base karta hai agar aap Sahi tarike se University Mein life Gujar rahe ho to aapko acche mark so acche grades mil sakte hain otherwise agar aap galat kam aur siyasi Kishan ke activities may involve ho to Aapka image bahut kharab ho jata hai aur aap se Marks Katy Jate Hain Jahan aapko University se bhi Bahar nikala Ja sakta hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X