Ye Review Park me Tafreeh karny Par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Park me Tafreeh karny Par mubni hay
    Introduction:Har city me hi small aur large type key Park bany hoty hey jo key government tafreeh karny key maqsad se banati hay aur ye public park hi hoty hey jes me har kesi ko entry karny ki ijazat hoti hay koch family parks be hoty hey jes me family key elawa single person ki entry allow nahi ki jati hay Park sair o tafreeh key ley banaye jaty hey jes me different type key flowers aur children key ley khailny key ley juhly waghira banaye gaye hoty hey,

    Advantages:Park me ham bahot hi zeyada tarfeeh kar sakty hey agar ham office se aty hey to night ka time esa hota hay jes me hamary pass refreshment key ley kesi park me jany ka option hota hay aur es time bahot bahot hi achi sair aur fareeh be kar sakty hey, family ki tafreeh key ley sab se best place hi parks hoty hey jo key hamary apny city me hi majood hoty hey park me tafreeh karny key ley bahot dor dor se be afraad tafreeh karny key ley aty hey mari apni be routine yahi hay key office key bad ka me zeyada tar time kesi park me hi pany friends ya per familny key sath guzarny ki koshish karta hay mera ye time bahot hi acha guzar jata hay aur me enjoy be bahot karta hon,

    Disadvantages:Parks me agar jany ka koi 1 be nuqsan hota to government kabi be public key ley park nahi banati es key bahot zeyada fawayed hoty hey jes ki tafreeh hamari seyhat ko be achi rakti hay aur hamary mind refreshment key ley be behtreen hay.
    Click image for larger version

Name:	park_playground.jpg
Views:	1
Size:	83.4 کلوبائٹ
ID:	12470037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Park me Tafreeh karny Par mubni hay

    Parks publics key ley hi banaye jaty hey jes ka maqsad hi ye hota hay key yaha ka free time me family key sath visit kia jaye aur koch time key ley tafreeh kia ja saky, Pakistan ka koi be esa City nahi hay jes me Park nahi hon gey, Park me har tarha key tafreeh karny ka intezam kia jata hay koch parks me entry free hoti hay jab key koch parks es jo key bahot hi achy hoty hey es me entry ki fees be hoti hay agar ham kesi be park ka visit karty hey to tanhai me hamy bahot hi zeyada time refreshment key ley mil jata hay aur agar ham family key sath park ka visit karty hey to ham har tarha se tafreeh karny me kamyab ho sakty hey, parks ki waja se hi economy increase ho sakti hay es parks me jany ka hamy koch nuqsan nahi hota hay, park me ham cricket aur football be tafreeh key ley khail sakty hey es key elawa park exercise key ley best place samja jata hay, morning aur evening time jo key free time hota hay es time ham park me ja kar hi proper tareeqy se exercise kar sakty hey, park me exercise karny ki pabandi nahi hoti hay aur park large area par be mushtamel hota hay jes ki waja se ham bahot hi behtar tareeqy se walking be kar sakty hey aur hard exercise be karny me kamyab ho sakty hey, mera mashwara hay key park ka visit zaror karna chaye es se hamari health bahot achi ho sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Park me Tafreeh karny Par mubni hay

      Salam Dosto, Park aik aisi jaga hay jahan hr umer ky Afraad jana pasand krty hain aur us mahol say lutf andoz hoty hain. Khas kr ye Jaga Bacho ki tawaja ka markaz hoty hain, q k yaha jhoolay aur ksi ksi Parks main Chota sa Zoo b hota hay.
      Bray Yaha Chehal Qadmi k liay atay hain aur khushgawar Mahol say lutf andoz hoty hain
      Dosto ap apny Qeemti wqt say time nikal kr Day main 35-40 mins Park zrur jaen especially jinky Bachain hain.
      Apko aik healthy life ka Ehsas honga 😍

      اب آن لائن

      Working...
      X