ADVANTAGE:
Asalam O Alykum Friends g ap logon ko rabi ul awal ka to pta he ho ga na ye hamary pyary nabi P.B.U.H ki barsi or wiladat ka din hai ham jab choty sy bachy hoty hain to ham sb ko dekhty hain kay log kesy is din ko joshon karosh sy manatee hain kuch log is ko bidat smhjty hain hamen aysa nahi krna chaheya hamen apna kam pura or imandari sy karna chaheya is milad ko manany men koi bidat ni hai han ham janty hain kay Nabi pak ki wiladat or wafat ka ye ek hi din ta lakin hamen khushi mnani honi chahheya kay hamen or puri kaynat ko sedha rasta dekhany waly ka din hai hamen is ko dil sy manna chehaya or apny ghar ko sajana chaheya charagan krna chehaya mohally dar gali waly mil kay ek dusray kay sath apne galian or ghar roashan krty hain or krna chaheya jhanday lgaty hain or lights lagaty hain hazaroor nabi pak ka naehlain pak lgaty hain apny ghar ki chaton pay apny seny pay is ko izat kehty hain or is he ko pyar kehty hain or hamen zyada sy zyada darood pak hazoor pak pay parhna chaheya or hamen gharon ko roshan krny kay sath sath dilon ko bhi rosahn krna chahheya or is ki tayarion men hisa lena chaheya hamen chahheya kay ham bazaron ko bhi sajyen is men hisa len or kisi ki madat kr den or koi larye jaghara na kren apny mulq men islam ko bala tar kren or phailyen apny doston bhaion men.
DISADVANTAGE: Jaisa ka yap sb janty hain kay is kay koi bhi nuqsan ni hain lakin apny bachon ko smjyen kay lights lgaty hain charagan krtay hain to ehtiat bhi krni hai is sy current lgny ka bhi khatra hota hai jis sy nuqsan ho skta hai hamen pher pareshani ka samna krna parta hai or rat ko jahan bazaar men is din rush ho us jagha zyada ni jana chahheya koi hadsa hony ka khatra bhi ho skta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим