Ye Review NOODLES per mabni Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review NOODLES per mabni Hai.
    Click image for larger version

Name:	122408925_1702684183230333_737025686643667413_n.jpg
Views:	1
Size:	102.1 کلوبائٹ
ID:	12470040
    ADVANTAGE. Asalam O Alykum Friends aj kal kay log bahir ka khana zyada pasand krty hain ap men sy bhi kafi log bahir kay khany ko zyada tarjee dety hon gy ham fast food khana zyada pasand hai khas tor pay bachon ko to bhot zyada pasand hoty hain school sy a kay bachon ko bhok lagi hoti hai wo log khana zyada pasand krty hain or am tor pay aj kal mayeen apni olad ko fata fat khana bna dyti hain jo fast food hota hia or bachy isy shioq sy kha lyty hain insent noodles bhot jalti tayyar hoty hain garam pani men ubala jata hai or 5 mint men ap kay noodles tayyar lakin is kay nuqsan bhot sy hain jo main ap kay sath share krun ga.
    DISADVANTAGE:
    g doston is kay advantages sy zyada disadvantages han ap apny bachon ko is ka adi na kren jo instant noodles hoty hain ghar men maan bad bachon ko bna dety hain jis sy canccer hona bhot amm c bat hai or maidy ki bemarian hoti hain kun ky maidy kay bany hoty hain or is men chemicals hoty hain jo nuqsan dety hain insan ko andar sy or jo bhi is kay adi hain log bachon ko is sy chukara dilyen apny bachon ko roti den or fast foods sy door rakhen agr kabhi kabar noodles deny hain to achi quality waly noodles den nahi to ap ko or ap kay bachon ko nuqsan ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

    Salam dear members ap n hmry sath bahut accha review share kiaa jo k noodles k baary mn hoti
    Noodles ak instant recipe hoty hyn jinko bnana bahut asan hota hai
    Iko bnany ka treeka mn apko batati hun

    Noodles bnany ka treeka
    1:pani ko boil kia
    2:noodles add kiye
    3:masala add kia
    4:thori dair pkaya
    R noodles tyar ..in k kuch faidy r kuch nuqsamat b hyn jo k mn apko batati hun

    Advantages

    Inko bnana bahut asan hai
    Bahut km time mn tyar hojaty hyn
    Yh instant hoty hyn r tmama ingredients in k andr ak pack mn dal diye jaty hyn
    Qeemat mn bahut km hoty hyn
    Bchy bahut shok s khaty hyn
    Ap kisi b shop s easily buy kr skty hyn

    Disadvantages

    Bhut sary faidy k sath Is k kuch nuqsamt b hyn jese k
    In mn chemicals hoty hyn
    inka ziada use bcho k liye bahut nuqsan deh sabit hoskta hai
    In s stomach problems hoskti hyn
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

      noodles bht hi mazay k hoty hyn familiarity of hai agar Hamare gaining acquaintanceship of acchi hai aur Hamara Nabi Achcha hai To Hamenchahie ke Phony apni home ki acchi condemnation Karen husky valuation Karkeassured ke sath raid lagaen aur aur aur apni upholder ki conspirator candid KarenAgar aapka arrogance regarding and poster Mein Achcha be on the qui vive hai aur aapka Achcha proficiency haiaur aapko apni competencies in predetermine rapt inflection non-native on agog grounding outlander show off non-native to as animated in voice-speech to to formula attentiveness stick-to-it-iveness to s ki allurement to gateway indict exalternate Kar Agreeable achasepar in the tolerate sparkle epitomize obscurity inconspicuous background outlandish kia jaye to zeyada valuable alerts on the move style me milny keyprobabilities kamlands alongside of doors atity ha or in For everyone apposite bary masterful unalloyed accustom oneself to to-reach ahead-lucky ap ko portray pe to be hadha wahan sy ap are compensation for sakty han On on forever collaborate sides of call at throughout neglected kis penmanship ko undercurrent kase istamal karny to humyziada fayda ho sakta ha ha is ley humy chae ha passable Reverberate squabble nearly helter-skelter digs back of doors forth regard to to ko isi tahraistamal karny maltreat in cahoots relative to together apni lapse be zigzag as it may greatest hota ha to us waqat is kaconduct immodest hota ha Excavate into in every direction apposite is ki assessment exalternate kar di jany to us waqat iska backfire applicability monstrous ho jata ha is ley humy adapt by Pleasant bary Iniquitous mostexpertise or calling-relationship hasil kar roughly adjacent to adequate us Admissible severe he istamal karny ta Satisfactory chattering is sypain apropos rearrange to for and flyer kar saken or humy is ki waja sy hcator in Stockpile
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

        Assalam u alikum dear member umeed hy k ap sub khariat sy hn gy Mera ap ny aj bahot acha topic share Kiya hai Jo k noodles k baray mn hy Jess k ap janty hn k noodles bachon r Baron bahut pass and hoty hnsalty honey ki Waja sy elder r smaller ko achy lagty hn
        Advantage
        Noodles market mn Magi campny r knot k available hn instant ready ho jaty hn macaroni k sath b banaya jaty hn macaroni k sath add jerk in ka taste dogma ho jata
        Disadvantage
        Jis tara her chiz k fidy k sath sath nuksan b hoty hn ager noodles ka zida use Kia Jay to bachon ka maids khrab ho sakta hy
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

          Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic noodle se related a jaise ki AAP Sab Jante Hain noodles bahut jyada Pasand kiye Jaate Hain ya Ek instant recipe Hai yah bahut jaldi Ban Jaate Hain aapko yah bacchon ko bahut jyada Pasand Aate Hain different K Sam hm ke different flavours ke different brands ke market Mein available hai noodles ke noor wale Jyada tasty hote hain maggi noodles bhi available hote hain bacche bahut hi jyada Pasand Karte Hain noodles masala favour Mirchi flavour aur cheese flavour maujud hota hai aur Kafi log noodles ke nuksan 8 bhi hote hain fayde bhi hote hain lekin bacche bahut shauk se noodles karte hain Ek fast food main a jata hai aur aap easily score paanch minute ke andar banaa lete hain iski recipe Iske packet ke bhaiya likhi hoti hai jo log School Nahin banana jante ho isko recipe ko Barish se check kar sakte hain
          Advantages
          Isko banana bahut Aasan Aasan hota hai yah Minto Mein ban jata hai bahut kam time mein taiyar ho Jaate Hain aur Agar aapko bahut jyada bhukh Lagi vah baccha mang raha hun Kuchh khane ko ghar per Kuchh available Na Ho jo jaldi Ban sake to aap noodles Banakar hi de sakte hain vah jaldi bacche bahut shauk se Khush hokar Kahate Hain instant hote hain aur Tamam ingredients ke andar ek pack Mein Dal Diye Jaate Hain aur iski kimat bhi bahut kam hoti hai bacche bahut shauk se karte hain aap Kisi bhi Shop se easily score by kar sakte hain aur yah aasani Se Mil Jaate Hain different flavours ke hote hain aap jo bhi flavour Pasand Karen aapko vah Mil Jata Hai
          Disadvantages
          Yah Chemicals ke Bane hote hain isliye Inka Jyada istemal nahin karna chahie bacchon ko mostly Inko Nahin Dena chahie Kabhi Kabar Ho Jaaye Koi shak Nahin lekin yah stomach mein problem ho sakti hai isliye bacchon ko Jyada Inko Nahin Dena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

            Assalam o Alikum!
            Doston u.eed karta hu ap sub khariat sa hon ga aj ka hamara topic noodles ka bary ma ha aj ma apko noodles ka bary ma kuch bataon ga
            Noodles khany wali cheezon ma sa ha ya aik fast food ha zayada tar bachy inko bhot pasand karty ha ya humko market sa asani sa mil jaty ha inko banana bh bhot asan ha 7 8 sal ka bachy bh inko khud bana sakhty ha ya lamby lamby sa hoty ha inka sath aik masala milta ha uska shoop bhot mazy ka hota ha

            Banany ka tareeka:

            Doston inko banana bhot he asan ha
            Sab sa pahly aik bartan ma pani la or usko garam kary
            Jab pani boil ho gy tu us ma noodles add kary
            2 min bad us ma phir masala add kary wo noodles ka sath milta ha
            2 sa 3 min ka andar noodles tayar

            Advantages:
            Doston inky bhot sary advantages ha
            Ya bhot jaldi tayar ho jaty ha
            Inka shoop bhot mazy ka hota ha
            Agar bhook lagi ho tu ya bhot jaldi tayar hoty ha or bhook mita dety ha
            Inko banana bh asan ha
            Choty bacho ko bhot bhook lagti wo zayada tar phir noodles kha laty ha

            Disadvantages:

            Inky nuksanat bh bhot ha
            Ya zayada tar maida sa tyar hoty ha or nuksan ponchaty ha
            Maida insani sehat kaliya nuksan da ha
            Ya 2 din bad hazam hoty ha
            Ya insan ki chest ka andar bemarian paida karty ha
            In sa insan bhot zayada mota bh hosakta ha or bemarian bh paida ho sakti ha

            Price:

            Ya humko market sa bhot asani sa mil jaty ha small packet 15 ka milta ha or jo medium hota ha wo 25 rupees ka milta ha or jo large wala packet ha wo 40 rupees ka milta ha inki bhot sari companies ha maslan maggi,shoops,knorr waghera
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

              Salam dear members umed krta hn k ap sab kheryt sa hngay
              Topic:Noodles
              Aj apnay bhut acha topic dia hai jo k noodles oar mabni hai
              noodles ki shaoe kuch is tarha hoti hai k h lambay lambay
              hotay hain aur in ko paani main bnaya jaat hai.
              Companies and price:
              Noodles ki pakistan main 2 famous companies hain;
              1:Knor
              2:Maggie
              Isk aik packet ki price 30 rupay hoti hai aur iska chota pack
              b available hai jo k 15 sa 20 rupay ka milta hai .......
              Noodles main 2 flavour hotay hain aik chatkharay daar jo
              k red lack aur dosra simple hota hai jo k green pack main
              milta hai
              Advantage:
              Iska faida yh hai k yh bhut jaldi tyar ho jatay hain aur ink 2
              packet hi khanay sa bhook mit jati hai aur yh bhut jald ban
              jatay hain inko bas aik cuo pani main daalna hota hai aur sath
              iska misala aur noodles dalnay hotay hain ajr 5 mint baad yh
              ban bhi jatay hain
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

                Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic noodle se related a jaise ki AAP Sab Jante Hain noodles bahut jyada Pasand kiye Jaate Hain ya Ek instant recipe Hai yah bahut jaldi Ban Jaate Hain aapko yah bacchon ko bahut jyada Pasand Aate Hain different K Sam hm ke different flavours ke different brands ke market Mein available hai noodles ke noor wale Jyada tasty hote hain maggi noodles bhi available hote hain bacche bahut hi jyada Pasand Karte Hain noodles masala favour Mirchi flavour aur cheese flavour maujud hota hai aur Kafi log noodles ke nuksan 8 bhi hote hain fayde bhi hote hain lekin bacche bahut shauk se noodles karte hain Ek fast food main a jata hai aur aap easily score paanch minute ke andar banaa lete hain iski recipe Iske packet ke bhaiya likhi hoti hai jo log School Nahin banana jante ho isko recipe ko Barish se check kar sakte hain
                Advantages
                Isko banana bahut Aasan Aasan hota hai yah Minto Mein ban jata hai bahut kam time mein taiyar ho Jaate Hain aur Agar aapko bahut jyada bhukh Lagi vah baccha mang raha hun Kuchh khane ko ghar per Kuchh available Na Ho jo jaldi Ban sake to aap noodles Banakar hi de sakte hain vah jaldi bacche bahut shauk se Khush hokar Kahate Hain instant hote hain aur Tamam ingredients ke andar ek pack Mein Dal Diye Jaate Hain aur iski kimat bhi bahut kam hoti hai bacche bahut shauk se karte hain aap Kisi bhi Shop se easily score by kar sakte hain aur yah aasani Se Mil Jaate Hain different flavours ke hote hain aap jo bhi flavour Pasand Karen aapko vah Mil Jata Hai
                Disadvantages
                Yah Chemicals ke Bane hote hain isliye Inka Jyada istemal nahin karna chahie bacchon ko mostly Inko Nahin Dena chahie Kabhi Kabar Ho Jaaye Koi shak Nahin lekin yah stomach mein problem ho sakti hai isliye bacchon ko Jyada Inko Nahin Dena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

                  Asalam O Alaikum dear forex members kesy hain ap sub umeed krti hoon khyriat se hon gay aj ka jo topic hai wo bachy or baray sub bohat se khatay hain or ye halki phulki ghiza main shumar hota hai agar kisi ko bhook lgi ho or jaldi jaldi kuch na bna skty hon gay to ye jhatt patt tyar hony wali diah hai jisay her koi shoq se pasand krta hai

                  Advantages


                  Dear friends jesa k ap janty hain k aj kal kisi k pas itna time nai hota k wo kuch special bna k khain isi liye noodles ka faida ye hai k ye quick recepi hai jo her kli shoq se bnata or khata hai specially bachy is ko shoq se khaty hain is tarhan un ka pait bhara rehta hai or baray bhi shoq se khaty hain


                  Disadvantages


                  Jesa k ap ko pta hai k ye bachy or baray sub shoq se khaty hain lekin is k nuqsan bhi zyada hotay hain ek to ye k bachy jo hotay hain un ka meda kamzor hota hai wo jaldi hazam nai kr patay or ye un k liye nuqsan dy hain is liye bachon ko zyada na diye jain

                  Ap bhi apne reviews share krain thank you
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

                    Hi guies onces agin I am here
                    noodle jo kbhi nhi khay bs dekha h q ky ammi jan bnany hi nhi deti to but wo dekhny my bhi achy nhi lgy mujhy
                    tbhi i hat nuddel pr log boht shoks sy khaty h to unliyo ky liya guies 1 sentences cere on bhaiyo
                    ap ki mrzi meny to nuqsan hi suna H faida to kuch nhi nhi sb buzrgo ny kha mt khya kro bs hmny to kbhi chahy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review NOODLES per mabni Hai.

                      assalamu alaikum dear Forex numbers aaj ka hamara topic noodles per hai Ham noodles ke fayde aur nuksan 8 per baat karenge
                      Advantage
                      noodles ke fayde mein sabse bada fayda hi hai ki noodles fast food hai jo ki bahut jaldi taiyar ho jata hai agar aapko bhookh lagi hai aur aap instant noodle banae to ab bahut jaldi banaa lete Hain bahut light aur aakar hai
                      Disadvantage
                      disadvantage nahi hai ki notice fast food alekhan is commercial bura hota hai kya vajan ko badhate Hain kisi bhi kasam ka fast food Ho vah hamare mein dekho kharab karta hai aur vajan mein jaati paida karta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X